Mam thank you meri mmmy ko nhi aata tha aachar bnana or mujhe bhut psnd h to apke method se mene mmmy se bnwaya sch me bhut tasty bna h mmmy ne b apko thanks bolne ki liye bola h so again thank you so much mam
Bahut accha laga padh kar Mummy Ne Nimbu Ka Achar banaya hai aur aap ko aur mummy ko pasand we are Gaya thank you jaldi Nimbu ki Khatti Meethi chatni ki video dalungi
I made full big jar lemon pickle as per ur recipe but not added jaggery at that time. It is now 3 months and still 3/4 jar pickle is remain in Jar. I want to add now Jaggery to change tha pickle into khatta Meetha taste.can I now add Sugar or Jaggery proportionately. Plz guide.Thanks
Lemon 8 or 4 piece .. 0.5 kg Mirch 1 Nmk 1 Ajwain Haldi Kala nmk Kali mirch Lemon juice 4/5 days ...... 1 Test... teat by hand Heat Water 1/2 Gud 0.5 kg......... 2 1+2 Leave 2 days Store on kanch ki brni
Thank you for your fantastic recipe. Can I got the ingredients in english please because I don't understand that langage , I taste this to a show and it was fantastic flavour . Thank you very munch Mme Dhaba
Bahut badiya .....Like very much..
Bahut achha bana aap ka achhar thanks
Maa to maa hoti hai uska mukabla koi nahi kar sakta very nice
Thank you beta acchi acchi baat Parker achha lagta hai
Maine aapke bataye gaye tarike see banana. Bahut tasty banaa achaar. Dhanyawad!
Kya aapka achar bhi kadwa ho gya h??
Yeah. I've shared it to my group. It looks yummy
My iss achar ko banaya hai, Masha Allah bahot achcha achar hai
Mumtaz N thanks
Nice n simple method.
Mam thank you meri mmmy ko nhi aata tha aachar bnana or mujhe bhut psnd h to apke method se mene mmmy se bnwaya sch me bhut tasty bna h mmmy ne b apko thanks bolne ki liye bola h so again thank you so much mam
Bahut accha laga padh kar Mummy Ne Nimbu Ka Achar banaya hai aur aap ko aur mummy ko pasand we are Gaya thank you jaldi Nimbu ki Khatti Meethi chatni ki video dalungi
Bohot tasty achaar hai mam.. Thank u for the recipe😘
Accha laga padkar ki aapko accha testi laga thank you ji
mam I very thankful to you for supplying this vedio this was too good method
Bahut accha lagta hai Jab acchi acchi comments milte hai thank you very much
Very very very good. Humne apne ghar mein Banai hai bahut swadisht Bana Hai RUclips par video dalne ke liye bahut bahut bahut Dhanyavad aapka
Bahut accha feel Hota Hai Jab aap logo ke Pyare Pyare comments Milte Hain thank you
Very easy n tasty too
mam meine j achar bnya hai bhut mast achar bna hai.thank u mam
Rupinder Kaur thanks
XD TV
Khup chan loncha aahe thank u mam
Mam mein ye acchar jaror banaungi nice
Hi my friend I come to look your VDO good
Nice me jarur try karugi
Jarur Bana kar dekhiye bahut accha Banega
Thanks madam me b banai hun apke jaisa apke guide me bahut achha laga madam
ARCHANA TRIPATHY achche achche rply k liye shukriya
Thanks
Apki recipe mne follow ki r achar bhut hi acha tha
nishantneehar shukla thank you 😃😃
Mam hamare ghr k neembu h thode mote h kya unka bn juga or y kb tk rakh sakte h khrab to nhi hota
bhote aachaa aachar bnaya aapne
Thank you aapko Achar Pasand Aaya Parker both Achha laga
unique vedio.try karungi
Jarur Banaya bahut achha lagta hai Achar
Muze bahut pansat hai
.... thank u mam
SEEMA SHEDGE ok
Mam jb 4 din k liy rkhna h to dhup m rakhe ya ghar me hi or dhak kr rkhna hai opn .. or gud milane k bd b kese rkhna h
Hy cant wait 1 min also to watch this love from morang ..big fan bro..always support you bro
Bahut achha laga madam apka achar me v banai hun ap jaise batayen he thanks madam love u and love your vedio
ARCHANA TRIPATHY thank you so much
Wow look nice. Can i have the ingredients and step by step in English.
Aap thoda attendance dengue Tu Achar ki recipe Puri Samajh Mein Aa Jayegi
Wow very nice video
thanku so much
Tasty khatta mitha lime pickle.
4-5din me नींबू khrab nhi hote kya
Sooooooooo tasty muh me pani a gya
Padma Kumawat thanks
Madam is main white sugar b add kar saktay hain kya
very nice video Ji, thanks ji
I made full big jar lemon pickle as per ur recipe but not added jaggery at that time. It is now 3 months and still 3/4 jar pickle is remain in Jar. I want to add now Jaggery to change tha pickle into khatta Meetha taste.can I now add Sugar or Jaggery proportionately. Plz guide.Thanks
Bahot hi swadisht recipe h 👌👌😚
Rachana's Rajasthani Rasoi.
Rachana's Rajasthani Rasoi.
Rachana's Rajasthani Rasoi.
Mam muh me pani a gaya ymumuy
Vinay Singh thanks
Just wow 😮 Nice pickle
Maa ko Naman thanks
Sapna Mukesh 😘
Madam me banai hu ap jaise bahut achha laga meri puri family khus hogaye khake mera tariff kar rahe he
ARCHANA TRIPATHY chashni me lemon daalkr 10 min tak paka le, long time tak achaar kharab nahi hoga
Gud dalne k baad bhi dhoop m kitne din rkhna h nimbu ka aachar. Pls tell me mam
nimbuo ko 8 din ho gye h masalo me milaye huye par abhi tk gala nhi h to fhir chshni kab milayge
kitna tasty bna h mam
Bahut accha laga padh kar
Very nyc...tnqqq mam
Isme gud ki jagah chini bhi dal sakte h kya
Bilkul Dal sakte hain
Should we keep it covered for 5 days or keep in sun?
Mam nimbu ka achar summer me dal sakte he kya
nahi dal sakte he
mene pichle sal bnaya tha ye achar bhut jyada testy bna tha ye
Bahut accha laga ki aap ko Achar Pasand Aaya thank you very much
👌👌😘 superbbb
Thank you
Banai hu me ye acchar usme jhag jesa dikhra he kiu plz ans me
Nimbu me Pani Raha to achar kya kharab ho jayega kyu ki Mene nimbu Ko moche Bina hi kat diya
Limbu chachani me daalne se pahele soft hone ke liye 4/5 din fridge me rakhe ya bahar?????
Fermentation ke liye band kiye fridge me rakhe?
Nahi
Very testy
Thank you
Agr turnt hi gud dale to kya achar khrab ho jayenge
DEEPIKA SINGH
Achaar soft nahi rahega
Mam isko kaanch k dabe me daalna jeuri h kya
Achar ki safety ke liye Kanch ka bartan bola hai
@@DESIDHABASapnaMukesh oky ji...tnqqq
Mam kya ise 5days chatpe rakhna he
Nahi jarurat nahi hai Chaya main hi Rakhe
Lemon 8 or 4 piece .. 0.5 kg
Mirch 1
Nmk 1
Ajwain
Haldi
Kala nmk
Kali mirch
Lemon juice
4/5 days ...... 1
Test... teat by hand
Heat
Water 1/2
Gud 0.5 kg......... 2
1+2
Leave 2 days
Store on kanch ki brni
Zeba Shabnam ruclips.net/video/2rF7lR4rKMc/видео.html
Yummy try once choco
Thanks mam🌺
Very testy &
Thank you very much bahut accha laga padh kar
wow salt and sweet
Shukriya
Ise dhoop me rakhna hai ya ghar pr
Room temperature par
Great recipe. I just subscribed to your channel. Clicked Like. Stay connected
Kya is aachar ko baarish me bana sakte hai
Ek Do mahine ke liye bana sakte ho
Mam chashni milane k baad bhi dhup me rakhna hai kya??
Dhoop Mein Rakhna zaroori nahi hai
Super yummy achaar
Medam ji hamari sugar ki chasni patli ho gae to dal sakte h kya nibhi me uska kya ipay h kese dale abhi
Mohit bairagi
Chashni me lemon daal kr 10 min paka le
Mam gud daalne k Baad bhi kadwa ha aachar and chaasni.... kya Karn ho skta ha
Achar ghalr jaaebaa chashni daliyeod kam Dal sakte hain
Nimbu ka beej hatana hota hai kya
Thank u mam mene bhi ese dal ke dhup me rakh Diya h dekhte h mam kesa banta h achhar
Nimbu ke achar Ko chini mitti ke bartan me rakh sakte kya ?
Nice video
Gud ka pani mix Karne ke bad Bhi limbo ka chilka galat hai kya ya sakht rehta hai
Lemon 🍋 pickle ke Lia kacche chal sakte h kya please reply me
Pakeya Nu Jada acche Rehte Hain Lambe Samay Tak Achar kharab nahi hota
Very Very testy
Yaamiiii
Thank you
dhoop may rakhna hai kya 4/5 din . please madam replay to me
bahut acha h
Muskan Makwana thanks
Sapna Mukesh welcome mam
Mam.. Maine aap ne bataye jaisa nimbu ka khatta meetha achar banaya bahot hi tasty tempting aur swadisht bana.. Thankuuu so much for sharing
janhavi apte thank you so much, aap logo k support k liye, me aage aap logo k liye aise hi achche achche vidhi batate rahungi
janhavi apte gud ko kitni der tak pakaya tha
aap ki tarif ko thanks,
etne achchhe coments ke liye dil se shukriya
nimbu ko 4 , 5 din kaha rakhna hai dhup me ya chaon me.?
Ha mam mein jaroor banaugi
Laxmi Yadav ok
mam sakr ki chasni jada achi he ya gudd ki chasni
गोड लोणच छान
Mem..isse freex rkhna he..5 din k liye..ya bar
Frighj mein nahi Rakhna hai bahar Rakhna hai.
👌👌👌
Thank you for your fantastic recipe. Can I got the ingredients in english please because I don't understand that langage , I taste this to a show and it was fantastic flavour . Thank you very munch Mme Dhaba
Wow so nice mam
Sana Jameel thanks
paani k jagah vinegar use karna tha. pani se achhar zayada din nahi tikta..?
Fauziya Kazi
10 min chashni me lemon daal kr paka lenge toh achchar kharab nahi hoga
interesting and infomayic
Kusum Chorawala thank you so much
nice👍👍👍👍👍😃😃😃
Rajia Sultana mazumder thanks
😋😘😘
Kya yeh paani se khrab nahi hoga
Bhawana Bansal
Kharab nahi hoga, or lambe time tak use krne ke liye chashni me lemon daal kr pakale
Mam ye sardi me bna skte h
Padma Kumawat ji haan bilkul, for the long time, 5,10 min boil krle chashni k saath
Isme bhuna aur pisa hua panch foron dalne se taste aur badh jayega
Nice recipes
Thank you
Nimbu k achar me pani gud ki chasni daleho to kharab to nahi hoga
Pinky Ghachi
Bilkul nahi, jyada time ke liye agar achar rakhna hai, toh chashni me lemon daalkr paka le
Looks good should it be kept in the sun for few days
wow very testy
Asad Khan thanks
I like this
Shukriya
Mera achaar bitter kyun hogaya ? I removed the seeds also
nice video
Thank you
q mam khud tbe dal ni skte kya.yani 5 din phailec 😋😋😋😋
Chashni daalne se pahle. Nimbo ke mixuter ko 4 din tk galane ke liye dhoop me rkhnaa h kya
Nehi