Sir ji, circuit diagram k sathe aap ka explaination bahat hi aascha laga. Sirf npn transistor check karne ka tareeka humko thik nehi laga. ThnQ, Sir ji
Sir Aaj maine aapki pehli video dekhi aur channel subscribe kar liya, sir aapka samjane ka trika bahut hi achha hai, Sir benti hai ke inverter repairing ki ek series banayo, alg-alg section ki diagram ke sath, component ki value aur location ke sath, sir hum bhi ko full support kareinge, sir ji aapka Dil ❤ se dhanyawad,
Dear sir mere microtek 925e2+ inverter ke battery pol pe ac current aaraha hai man on hone ke bad hi current a raha hai aur transform shot nahin koi solution batao sir
battery kitni purani hai? dono battery ka voltage alag alag check kijiye ? agar battery thik hai to low battery section check karna hoga. kaun sa microconroller laga hai inverter me?
Sir do battery ka inverter hai ek battery mey 13v aur dushre battery mey 11v aa rahi hai. Sir mera question ye hai ki microcontroller key 3 number pey battery sense voltage kitni aani chahiye?? Aur kitne voltage pey charging cuttoff honi chahiye??
@@amiransari-yg7xo sine wave aur square wave dono tarah ke inverter ke liye transformer alag hota hai. sine wave inverter ka transformer me 0 - 12 volt ka sirf do wire hota hai jabki square wave inverter me 12-0-12 volt ka tin wire hota hai. transformer ka amp inverter ke wattage par nirbhar karta hai. jaise 800 va ka inverter me 800/12 =66 amp ka transformer chahiye. agar inverter 24 volt par kam karta hai to 800/24 = 33 amp ka tranformer chahiye.
full charge hone par battery ka voltage kitna hai? aur jab discharge ho jata hai to kitna rahta hai? is tarah ka problem battery kharab hone ke karan aa sakta hai.
Good explanation with circuit diagram,thanks lot
welcome and thanks
Thank you so much brother ❤
Mera inverter main same problem tha or app ka video dekha kar sahi kar liya🙏
welcome
Sir ji, circuit diagram k sathe aap ka explaination bahat hi aascha laga. Sirf npn transistor check karne ka tareeka humko thik nehi laga. ThnQ, Sir ji
thanks and welcome. video ko short banane me kuch chijen miss ho jaati hain.
bhut clear samjya thanku sir ji
Sir ji,aap ka explaination bahat ascha laga
Sir ji aap ka aur vedio ka link milaga
@@GoutamDas-vr9sd thanks and welcome. sara video channel me ja kar dekh sakte hain.
Sir Aaj maine aapki pehli video dekhi aur channel subscribe kar liya, sir aapka samjane ka trika bahut hi achha hai,
Sir benti hai ke inverter repairing ki ek series banayo, alg-alg section ki diagram ke sath, component ki value aur location ke sath, sir hum bhi ko full support kareinge, sir ji aapka Dil ❤ se dhanyawad,
thanks and welcome . main koshish karunga.
Good explanation. Thank you
welcome
Nice video.
Nice teaching.Thankq sir
welcome and thanks
Very nice
sir aapki workshop kha hai .
Very nice video sir
thanks and welcome
Dear sir mere microtek 925e2+ inverter ke battery pol pe ac current aaraha hai man on hone ke bad hi current a raha hai aur transform shot nahin koi solution batao sir
battery ke pole par kitna volt aa raha hai. ye sine wave inverter hai n?
Good job Bro
thanks and welcome
बहुत अच्छा लगा धन्यवाद
Is kit me scr ka number kya hai
Nice acha jankari mila thanks
thanks and welcome
Phone number send Karo
Very good information....thanks...
thanks and welcome
Nice video sir
Suppar
Hello sar Keya app bata sakte hai ye ketne va ka hai plz
850 VA
nice information sir
thanks and welcome
Transfermar winding data dije a sir 125v 200v
Hello sar app kayese hai Keya app bata sakte hai iska pura bord hi cheng kar de to
board me kya problem hai? kyu pura board change karna?
@@diyrepairs sar kuch bhi nahi bata raha hai pawer bhi nahi charging bhi nahi isleye sar
@@amiransari-yg7xo fuse check kiya? mains power dene par kya ho raha hai?
Sir microtek squarewave 24volt ki inverter pey 1 minute chalne key baad low battery ki problem aa rahi hai kya problem ho sakti hai???
battery kitni purani hai? dono battery ka voltage alag alag check kijiye ? agar battery thik hai to low battery section check karna hoga. kaun sa microconroller laga hai inverter me?
@@diyrepairs sir microcontroller ka version hai. (SFZ3 V3 HS)MICROTEK SQUAREWAVE OLD MODEL HAI 24VOLT KI
@@balaramvishwakarma3253 kya battery check kiya? is model me mains line sense ke liye transformer laga hai ya optocoupler?
@@diyrepairs optocoupler
Sir do battery ka inverter hai ek battery mey 13v aur dushre battery mey 11v aa rahi hai.
Sir mera question ye hai ki microcontroller key 3 number pey battery sense voltage kitni aani chahiye??
Aur kitne voltage pey charging cuttoff honi chahiye??
Sir a full inverter circuit diagram kaha milega aap bata sakte hai. Please 🙏
microtek ka chahiye?
@@diyrepairs yes sir
apna email id bataiye main bhej doonga
Thank brother
welcome
Service kanha dete he
How download data sheet
mera eb 860 giving 300 v output
Hello sar app kayese hai meri dowa hai app thik. Ho sar Keya app transfer full details bata sakte hai plz
dhanyabad. transformer ka kya detail chahiye aapko?
@@diyrepairs 12volt ketne amp ka hai naam Keya hai sukam ya kisi aur ka
@@amiransari-yg7xo sine wave aur square wave dono tarah ke inverter ke liye transformer alag hota hai. sine wave inverter ka transformer me 0 - 12 volt ka sirf do wire hota hai jabki square wave inverter me 12-0-12 volt ka tin wire hota hai. transformer ka amp inverter ke wattage par nirbhar karta hai. jaise 800 va ka inverter me 800/12 =66 amp ka transformer chahiye. agar inverter 24 volt par kam karta hai to 800/24 = 33 amp ka tranformer chahiye.
Very nice
सर क्या आप ऑनलाइन इन्वर्टर रिपेरिंग सिखाते हैं !
अभी तो नहीं सिखाता लेकिन भविष्य में सोचूंगा।
Input voltage 100v tik tik problem
On the back of the inverter is a switch to select the input voltage. Choose it for the 100 to 300 volt range.
Mere inverter turant 5 min me charge kr deta h aur turant 10min baad battery low bhi ho ja rha h kya problem hai
full charge hone par battery ka voltage kitna hai? aur jab discharge ho jata hai to kitna rahta hai? is tarah ka problem battery kharab hone ke karan aa sakta hai.
👍👍👍🙏💯
13:42
Bhai base to emitter reading should higher than base to collector you are wrong & your transistor is not faulty it is ok.
Bhai aap ka transistor check karnay ka tareeqa galat hai, aap ka yeh NPN transistor ok hai jo app Kharaab boltay ho.
Ji bilkul thik bola aap ne. Maine bhi isi point ko pakra tha, par coment nehi kiya tha.
Hlo Ji apka m no mile ga
Good
How to contact with u
Sorry to say this is my passion not my profession. I am doctorate in physics. You can contact me via email. sushilkr11@rediffmail.com
Phone number send Karo