Bhaiyaji aapne sahi kaha h. But pixel vala mere vale jitna bada and strong nhi hota. Pixel vale ka maintenance expenses bhi bhut hote h so I choose this one.🙏
Bro jab mene banvaya tab low quality ka 500 rupees ka 1 piece 4×8 feet size ka mil rha tha but mene scratche proof and best quality jo us shop pe available thi uski sheet 4×8 feet ki 1600 rupees ki mili thi.
सुपरहिट फ्लावर बेस्ट फ्लोर आपको बहुत बहुत
Price kya h
Sheet kaha milta hay?
mujhe chahiye kitne ka milega 9ps
Lakdi ka price kitna hai sir
Led badhiya hota h bina led
Baat aapki sahi h. But uska LED vala kharab hone pe yehi jayada achchha lagta h.
Aapnay bahut money spent kiya . Aur money dalker led floor lay lete
Bhai LED floor me extra headache rahta, regarding installation and maintenance.
भईय्या इसको जमीन पर लगाने के बाद अगर कोई इसके ऊपर चढ़े उतरे तो ये फ्लोर इधर उधर तो नही खसकेगा ना
Nhi Bhai
Ye bhut heavyweight h. Lightweight to idhar udhar bhag jaate h 😊
Itne main to pixel floor ban jata
Bhaiyaji aapne sahi kaha h. But pixel vala mere vale jitna bada and strong nhi hota. Pixel vale ka maintenance expenses bhi bhut hote h so I choose this one.🙏
Sahi kaha but pixel floor 12×12 feet ka banta h or mere vala 18mm plywood me 12×16 feet ka h.
Isko easily install kiya ja sakta h.
Ganv me nhi chlte led lighting vgerha😃 lakdi wala hi majboot hota hai long time ke liye @@ThakanDJjjn
Sanmaica kitne ka hota h
Bro jab mene banvaya tab low quality ka 500 rupees ka 1 piece 4×8 feet size ka mil rha tha but mene scratche proof and best quality jo us shop pe available thi uski sheet 4×8 feet ki 1600 rupees ki mili thi.
Hamare floor ki mika black ho gayi hai agar hum Sunmika ki jagha fiber ya plastic sheet lagwae to kesa rahega
Mika ko hata kar lagwae ya fir mika k uper hi kya best tarika hai pls. reply me
Or kis glu ka use kare plastic ya fiber sheet par glu bole to fevicol,heatx, etc. Or aap hame bta sakte hai
Phone number send kar do bhai