पढ़ाई को रुचिपूर्ण कैसे बनाएं ?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 26 ноя 2024

Комментарии • 105

  • @Yatharthtiwari-g1p
    @Yatharthtiwari-g1p 4 дня назад +7

    Thanks guruji aap hm sb ko ek new direction ki our le ja rahe hai

  • @sanjaypurohit6237
    @sanjaypurohit6237 3 дня назад +2

    Very useful video for students specially for those who are preparing for competitive exams thank you sir 😍😍😍🙏🙏🙏

  • @YuvrajRajpurohit-e4n
    @YuvrajRajpurohit-e4n День назад +2

    Anand ji Dandwat pranaam 🙇, mai pichle lagbagh ek saal se brahmacharya ka paalan kar raha hun, or 5-6 mahine se daily exercise karta hu and clean diet rakhta hu , achee se neend leta hu subah 4:30 am uth bhi jaata hu or Mann lagaake achee se padhai krta hu rozz ( competition exam ki tayyari kr raha hu ) , maine meditation bhi start ki hai abse daily par Anand ji pata nahi kyu pichle 3-4 mahine mai thode thode dino mai bimaar pad jaata hu, cold and fever ho jaata hai 10 din theek rehne ke baad phir wapas 4-5 din bimaar pad jaata hu aisa pichle 3 mahine se hota jaa raha hai jis se mai dhyaan bhi sahi se nahi kr pata hu regularly and meri पढ़ाई mai भी इस से बहुत बाधा aarhi hai mera exam bhi 2 mahine baad hai agar mai aise hi bimaar padta raha to mera syllabus pura bhi nahi ho paayega and jo mai baaki cheeze krta hu dhyaan, exercise wo bhi theek se nahi ho paayegi , ye aisa mujhe bs 4-5 mahine se hi ho raha hai mai pehle aise kabhi bhi bimaar nahi padta tha 1 saal mai koi 2 baar bimaar hota tha bs par ab to ye Roz ka ho gaya hai , mai jitni bhi progress krta hu cheezon mai chahe wo padhai ho dhyaan ho achii habits ho sab kharaab ho jaati hai is chakkar mai , आनंद जी कृपया करके मेरा मार्गदर्शन करे मैं आपका बहुत बहुत आभारी रहूंगा 🙇

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  День назад +1

      vipassana meditation kijiye or body scanning jyada kijiye
      DHYAN se pahale pranayam jaroor kijiye ( kapalbhati , bhramari etc )
      instrumental music ke saath body movements kijiye
      all the best

    • @YuvrajRajpurohit-e4n
      @YuvrajRajpurohit-e4n День назад +1

      @@AnandDwivedi369 धन्यवाद आनंद जी 🙇🙏

  • @prashantgoswami958
    @prashantgoswami958 4 дня назад +1

    Aap ki baat se mann shant ho jata hai
    Thanks aap jese guru hai hamare pass

  • @themysteryofgod1070
    @themysteryofgod1070 2 дня назад

    great motivation used in your video thank you so much wise man; may lord shree Ram always bless you and keep you happy and healthy 😊😊❤❤🙏🙏🕉🕉

  • @RishabhTyagi-k6d
    @RishabhTyagi-k6d 4 дня назад +3

    Dhanyavaad guruji aapki is mahatvapoorn salah ke liyee

  • @LakshyaVarshneyAE
    @LakshyaVarshneyAE 4 дня назад

    Dadaji aese hi hume guide krte rahiye daily ek behtar jeevan ke liye hmare jisse ki hum aur baaki logo ki seva ke layak ban paayein!🙏🏻❤️

  • @bhagwatishriwas5895
    @bhagwatishriwas5895 4 дня назад

    Thankyou thankyou thankyou..sir🙏✨🕉️🌍 aapne shii kha jb kiski kam me aanand aata h to bo kam apne aap hone lgta..thanks for remind me 🙏

  • @sanjaypurohit6237
    @sanjaypurohit6237 3 дня назад

    जय गुरुदेव आपकी 😍😍🙏🙏🙏

  • @RaghvendraRajpurohit-q4h
    @RaghvendraRajpurohit-q4h 14 часов назад

    ❤️🙏💯

  • @mohitgoyal7370
    @mohitgoyal7370 3 дня назад

    love from Punjab Dada ji ❤❤

  • @PriyaPandey-mi5kg
    @PriyaPandey-mi5kg 4 дня назад

    Guruji you are my guru...congratulations your 1 suncriber is gained❤

  • @Facts_382sisrtg
    @Facts_382sisrtg 3 дня назад

    Radhe Radhe guruji 🙏🏻😊

  • @akash_yadav0003
    @akash_yadav0003 3 дня назад

    ❤❤😊 dil se dhanyawad

  • @poojachahar9327
    @poojachahar9327 3 дня назад

    Thanku sir❤🎉

  • @ektabalotiya3447
    @ektabalotiya3447 4 дня назад

    Thankyou sir😊

  • @jjkkllnbvfhnmmmkk
    @jjkkllnbvfhnmmmkk 4 дня назад +3

    Respected sir
    आलस किसको कहते हैं??
    आलस के क्या सब लक्षण है, इसपर एक video बना दीजिए pls 🙏

  • @meokbadipattiearningapp9253
    @meokbadipattiearningapp9253 2 дня назад +1

    That's the best life lessons for me as far as now

  • @rohitrawat2131
    @rohitrawat2131 3 дня назад

    Guruji, mai aapki videos dekh raha tha aur beech mein aapne do videos ka zikr kiya. Unhe dhoondhne mein, lekin wo mili nhi
    . Kya aap aise kar sakte hain ki jab aap kisi video ka mention karein, toh uska link auto-pop ho jaye ya description mein add kar dein?
    Aapki videos dekhkar meri life mein bohot positive changes aa rahe hain. Dhanyawad, Guruji! 🙏

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  3 дня назад

      achha .......link dena seekhoonga

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  2 дня назад

      ruclips.net/video/9yZz1xt48k0/видео.htmlsi=IRQkhH-BjEakpoOg

    • @rohitrawat2131
      @rohitrawat2131 2 дня назад

      Thankyou so much for rely sir , It means a lot to me.
      Sir please keep it in i-button.
      Thankyou so much sir
      Edit: Aslo sir, please suggest and in video and say during video , wo video aap I button pe click kar de dekh sakte hai
      Again thankyou so much , your videos are changing me a lot.

  • @Charvi112
    @Charvi112 4 дня назад

    Guruji Pranam 🙏🏻
    Ye samaj to puri ulti Ganga bahata hai. samaj kehta hai ki : esa kuch kar mat Lena jisse Jeevan me Ras aye 😅
    Mujhe to Ajkal adhyatma aur vigyan me Anand a rha hai . Dekhte hai Jeevan kha lekar jata hai 😊
    Apki videos se Jeevan me bht parivartan aya hai.
    Dhanyavad guruji 🙏🏻

  • @babita9330
    @babita9330 2 дня назад

    ❤❤❤❤❤

  • @shiveducation77
    @shiveducation77 3 дня назад +2

    आप बहुत धैर्यशील हैं मेरे गुरुदेव मैं भी प्रतिदिन चाहता हूं कि मेडिटेशन करूं मगर कुछ दिनों तक कर पाता हूं और उसके बाद मैं भटक जाता हूं गुरुदेव मेरा मार्गदर्शन दीजिए आप
    मुझे आशीर्वाद दीजिएगुरुदेव कि मैं आपकी बताएं रास्तों पर चलता रहूं ❤❤😊

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  2 дня назад +1

      hum saath hain.......thoda parakrm se kaam lijiye........aaj se niyamit dhyan kijiye.......MAY YOU MOVE FROM LIGHT TO LIGHT. !

    • @shiveducation77
      @shiveducation77 2 дня назад +1

      @AnandDwivedi369 thank you so much sir 🤗🙏

  • @viyanyadav6748
    @viyanyadav6748 4 дня назад +1

    sir please suggest some good non-fiction books for a beginner

  • @VijayYadav-me5jt
    @VijayYadav-me5jt 4 дня назад

    Dada jii app ki video mast hoti hai ❤ sir kissi bhi subject ko sochate hai ki aaj se ye subjects pade ge per 1,2,3.....kuch dino k bad constansi nahi ban pati hai sir rose nahi ho pata hai. Sir please reply 🙏❤️

  • @MrArela
    @MrArela 4 дня назад +1

    Dadaji bachpan se mene bahut negative mahol dekha hai or jhela bhi hai, or jiske karan mere andar ki jo sahakti thi kuch naya krne ki kuch naya jannae ki, har waqt active rahne ki na jane kahi gayab se ho gayi hai man hi nahi krta, na hi koe josh aata kuch krne ka, samajh me to aata hai ki creativity, curiosity bahut aachi chizz hai pr feel nahi hota. Aspas ke logo ki wahi bateen wahi kaam wahi harqateen dekhkr isscha hi nahi krti kuch naya krne ki.

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  4 дня назад +2

      aapko upni poori responsibility leni hogi.......past mein jo bhi hua khatm ho gaya.......ub naye sire se upni jindagi banao.....jo chijein jara bhi achhi lagein unse shuroo kero........MEDITATION jaroor kero

  • @ravindersingal5679
    @ravindersingal5679 4 дня назад +1

    How important is daily bath?

  • @himanishgulati4184
    @himanishgulati4184 4 дня назад

    But shayad zindagi mei koi jawab mile hi na ki passion kya hai kyuki cheeze krke hi maloom hoga. Life hi hit trial hai. Secondly phir earning ke liye apko kuch chaiye to sustain in life . Baki sab aap sath mei kr skte ho kyuki agar 24 ghanta ka din hua 8 ki neend 10 ka kaam toh 6 phir bachenge

  • @naveenm9269
    @naveenm9269 4 дня назад +2

    आनंद जी गोरखनाथ पे आपके views क्या है??? Please एक वीडियो बनाईए

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  4 дня назад +1

      ek video banaya tha.....shayad ALAKH NIRANJAN

    • @naveenm9269
      @naveenm9269 4 дня назад

      @AnandDwivedi369 जी हां याद आगया 🌷🙏

  • @Karishma_sakhare
    @Karishma_sakhare 3 дня назад +1

    Dadaji Mujhe doctor banna hai bachpan se aur mujhe is chiz me bht jyada ruchi bhi hai khud ke body ke baren me janne ki lekin mujhe abhi jo padhai hai vo karne ki icha nhi hoti lekin mujhe jo mbbs ki padhai hai usme bht jyada ruchi hai lekin mai abhi padh nhi pati hu kyuki mijhe aage ki jindagi pasand hai doctor banne ke badd ki magar abhi ki nhi mujhe kya karna chahiye

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  3 дня назад +2

      jismein jara sa interest ho wahan se shuroo kero ........upni shakti badhao--dhyan ke abhyas se , natural food , brahmcharya , vigorous exercise se

    • @Karishma_sakhare
      @Karishma_sakhare 3 дня назад +1

      @AnandDwivedi369 thank you dadaji

  • @motivtionalknowthyself7153
    @motivtionalknowthyself7153 4 дня назад +1

    Good morning sir
    Sir hmm toxic and manipulator kyu bante h ?
    Kya toxicity and manipulation with bron h?

  • @SatyamShukla01
    @SatyamShukla01 4 дня назад

    Mai software engineer banna chahta hu par coding me Intrest nhi hai to mera sawal hai ki ab intrest develop kaise kare ye bata dijiye 😊

  • @jashananttal5661
    @jashananttal5661 4 дня назад

    🙏🙏

  • @manojrayamajhi0369
    @manojrayamajhi0369 4 дня назад

    🙏🙏🙏

  • @sachinranolla7892
    @sachinranolla7892 4 дня назад

    Agr pta lgana h kisi cheez m intrest h ya nhi kya usse 1 mahine krke dekhna chaiye ya jhi ya bss acha lgg rha h iss basis pr decision leclena chahiye

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  4 дня назад

      ek week karke deka lo poori energy se

    • @sachinranolla7892
      @sachinranolla7892 4 дня назад +1

      @AnandDwivedi369 I will try it and come back will tell whats the progress.

  • @ROOTLESS_VIPUL
    @ROOTLESS_VIPUL 4 дня назад

    m jayda pasand kerta hu apka video...... dadu ek bat btao muje .. phele ka samaj jab ladke ki sadi hoti thi tab jayda yeah nhi dekhta tha ki ladka kama rha hai ya nhi yar fir sarkari naukari hai ya nhi hai........ lekin today societies ko govt. hi servant hi chahiye apne beti ke liye to apko dadu yeah nhi lagta hai dadu marriage bhi ek important factor hai baccho competitive exam and stress anxiety depression m dalne ka.... apki ispe kya opinion hai ......?. aur humbly with due respect kya apke time itta pressure hota tha ya fir apko hua sadiko leke ya fir jab apki wedding hue ? apke reply ka wait rhega dadu.....

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  4 дня назад +2

      maine kabhi pressure accept nahin kiya........ghar se door chale jao.......upne pasánd ki jindagi jiyo ..
      maine to aisa hi kiya.

    • @Charvi112
      @Charvi112 4 дня назад

      Society tumse ye sab chahte h , main issue h ki tum kya chahte ho?

    • @ROOTLESS_VIPUL
      @ROOTLESS_VIPUL 4 дня назад

      @@Charvi112 muje bss shanti aur happiness chahiye
      i to tried from working and working

  • @ayush-gd9nx
    @ayush-gd9nx 2 дня назад +1

    Sir mai decision nhii lee para hun .. mera interest kis cheej me hai...
    Mai kya kruu smjh nhi ata ..
    Apna career kaise choose krun ??
    Kuch v smjh ni arra hai ! 🙏🙏

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  2 дня назад

      meditation try kero.....phir insights ayeinge or disha milegi

    • @ayush-gd9nx
      @ayush-gd9nx 2 дня назад

      @AnandDwivedi369 yess sir 🙏... mai भावातीत ध्यान krta hun sirr .. but still koi aisa rasta nhii mil rha jisse mai apne upr 100% trust kr sku 🙏🙏

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  День назад

      samaya lagta hai

  • @ranjanagond6613
    @ranjanagond6613 4 дня назад +1

    baba jo books rakhi hai apne padhi hai kya sari?

  • @VISHALSHARMA-oe4jv
    @VISHALSHARMA-oe4jv 8 часов назад

    Sir nokri ke bhut iccha hai police me jane ka bhut man par padai me man nhi lagta pad nhi pata maths nhi kar pata mehnat kar karbhi bhut padai ke par kuch nhi ho pa rha kya kru kuch samj nhi aarha susaet karne ka man hota hai please 😢😢😢😢😢😢😢🙏🙏🙏🙏

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  7 часов назад

      nori jaroori nahin hai........kuchh bhi karte hue khush rahana seekho

  • @greatsuccess2893
    @greatsuccess2893 3 дня назад

    How to overcome failures
    And struggle time pr kase sochna chahiye

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  3 дня назад

      failure nahin hota.......her experience ek learning step hai

  • @vasudevsoni1804
    @vasudevsoni1804 4 дня назад

    jivan k lakshy ko kesy dundy ..kesy pta kru ki khud k liy konsi journey best rhygi . m neet ki prep kr rha kafi salo se seltion nhi hua abhi tk guru ji ......ghr ki halat itne ache nhi h ki koi aur bussins wali line pdku aur age bhi kafi ho gai h agr is age pe koi nya rasta chunuga to shadi tk settel nhi ho pauga
    dimag me kafi ulajne h ..konsi disha jindgik liy shi rhygi kesy pta kru guru ji

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  4 дня назад +1

      philhal koi bhi chij ker lo jismein interest ho.......sath sath meditation bhi kero.......future ki mut socho.......jo hoga achha hoga

  • @prativamishra4325
    @prativamishra4325 4 дня назад

    Guruji ek vdo bramha charjya palano le ker karo please...kitina time uthungi or sone ke jaungi...kiya kiya karungi..ek student keliye

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  4 дня назад

      ideally 9pm per so jao or 4am per uth jao........lekin suit kare to..
      aap student ho to padhai ka wah samaya rakhna padega jab attention achha ho

  • @Dr.KarlTerzaghi
    @Dr.KarlTerzaghi 3 дня назад

    Guruji Mai uttarakhand se hi hu mai apke pas kuch din k liye rahna chahta hu... Mujhe meditation or bhi Gyan apse lena hai prabhu ji

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  3 дня назад

      contact MOHAN PANWAR. .....ph .......7895695417

  • @02AdyaSankritayan
    @02AdyaSankritayan 3 дня назад

    Gururji main neet ki pariksha hai or mere pass sirf t mahine reh gaye hai main kaise ekagarh hoke padhu.

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  3 дня назад

      exam bhool jao......jo jo interesting lage wahi padho

    • @02AdyaSankritayan
      @02AdyaSankritayan 3 дня назад

      @AnandDwivedi369 but guruji mujhe doctor banna hai or woh padhyai mujhe interesting lagti hai lekin main padh nhi lata hu pura focus se. Bahut distractions hai. Or ye exam mere lie bahut hi jada jaruri hai

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  2 дня назад +1

      interesting cheejon se shuroo kero....dheere dheere interest or stammina badhega...

  • @kalashattri8272
    @kalashattri8272 4 дня назад

    Baba ji mera toh asa rahta hai bass turt result chiye ..

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  3 дня назад

      theek hai .lekin last mein ye prayer : THY WILL , O GOD , NOT MINE BE DONE.........

  • @Admintotl
    @Admintotl 3 дня назад

    Guruji.. उम्र 30 साल हो चुकी है aur Interest ka pata nahi career choice har wakt badal jaati hai..kya karu smj nahi aa raha hai

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  3 дня назад

      ek chij pakad lo or us per dridhta se aage badho

  • @ravindersandhu7175
    @ravindersandhu7175 4 дня назад

    Jab hum koi bhi meditation kare,vicharo ko dekhna parega hi,Hume pata keshe chalega k hum behosh ho gae he

  • @choudharyramniwas2324
    @choudharyramniwas2324 2 дня назад

    Discipline kese rakhe 10 din pdhte hai aur 2 din na padhe तो phir vapis pdh nhi pate kese roj pdje same energy se

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  2 дня назад

      Vahi padhiye jismein interest hai.....exam ke liye nahin
      Meditation , gratitude wa sewa se shakti badhaiye

    • @choudharyramniwas2324
      @choudharyramniwas2324 2 дня назад

      @AnandDwivedi369 but exam is also important for me and other middle class boys so in that scenario how to read consistently

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  2 дня назад +1

      for best performance , forget exam and focus on interesting topics

  • @grvshrma4028
    @grvshrma4028 4 дня назад

    Sir phone ka addiction kese kam karein ek din kam use krta hu lekin phir 2-3 din wapis use krne lg jata hu

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  3 дня назад +2

      sim nikalker aisi jagah rakh do ki aasani se nikal na sako

  • @sachinranolla7892
    @sachinranolla7892 4 дня назад

    Apaase milna h kaha miloge aap

  • @jjkkllnbvfhnmmmkk
    @jjkkllnbvfhnmmmkk 4 дня назад +1

    अगर मैं कोई काम करती हू या मेरा कोई लक्ष्य है
    तो मेरी speed slow है, मैं वो काम धीरे2 करती हूं
    तो क्या ये आलस है या मेरी कैपेसिटी ही इतनी है!!!!?????

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  4 дня назад

      samaya ho to dheere achha hai.......or isei meditation banaya ja sakta hai

  • @ranjanagond6613
    @ranjanagond6613 4 дня назад

    baba mera padhne me man nahi lagta

    • @AnandDwivedi369
      @AnandDwivedi369  4 дня назад +2

      direction badlo.......meditation ka abhyas kero ...phir guidance milegi ki kya karna hai

    • @ranjanagond6613
      @ranjanagond6613 4 дня назад

      @@AnandDwivedi369 thankyou baba

  • @mightygamingyt2734
    @mightygamingyt2734 11 часов назад

    🙏🙏