Sir ager gernal ticket jayada doori ka hai or ek train vha tak nahi jati to hum dusri train bord kar sakte hai kya or ticket pat via= delhi ho to delhi se change kar sakye hai kya?
Bhaiya ek baat pls bataa do ki agar mhuje counter pe se General ticket Lena ho tho mhuje counter pe jaa ke general ticket kaise maangna hai matlb mai kaise bolunga ye baat bataa dena pls reply me 🙇
@@techarcane par Bhaiya general ticket me tho train no. Hote he nahi hai tho kon se train se jaana hai wo bhi bataana padega kya kya sirf destination bol ke general ticket maang nahi sakte hai kya
Bhaiya pls meri ek help kar do bhaiya Agar mhuje General ticket station ke ticket counter se lena hai tho kaise general ticket maanga jaata hai please bhaiya reply kar dena jaise mhuje muzaffarpur se Darbhanga jaana hai tho matlab kya kya detail bolna padta hai general ticket kharidne ke liye counter par pls bhaiya reply karna jarur 🙇🙇🙇
Jaha se jaha tk jana hai station ka name, train kaunsi hai local/express/superfast ye batana hoga ya sidhe train ka name bata dena,.. yahi itna batana hota hai..
General ticket Kisi fix train ka ticket nhi milta hai.. Aapko jb bhi travel krna rehta hai aapko ye dekhna hota hai ki us time kaunsa train hai exp ya super fast, fir usi ka aapko ticket lena hota hai
Hello Bhai Mera ticket waiting hai us me booking status GNWL 263 hai aur correct status GNWL 153 or travel 3 June ko karna hai kya Mera ticket confirm hoga ?
Book Ticket Your device GPS accuracy is 98 meters. Kindly stand 98 meter away from the railway station/track and within 20 km radius from the journey starting station. Yahi problam ho raha hai ?
मेल और एक्सप्रेस तथा सुपरफास्ट गाड़ियों की टिकट तो मिल जाएगी परंतु पैसेंजर गाड़ियों जिनमें मेल और एक्सप्रेस से कम किराया लगता है उसकी बुकिंग कैसे होगी?
Very helpful information
Thankyou 🙏
Sir ager gernal ticket jayada doori ka hai or ek train vha tak nahi jati to hum dusri train bord kar sakte hai kya or ticket pat via= delhi ho to delhi se change kar sakye hai kya?
Ha bilkul
Bhai uts aap se memu or demu ka bhi ticket book kar sakte hai kya
Nhi
@@techarcane ok
Bhaiya ek baat pls bataa do ki agar mhuje counter pe se General ticket Lena ho tho mhuje counter pe jaa ke general ticket kaise maangna hai matlb mai kaise bolunga ye baat bataa dena pls reply me 🙇
Jaha se jaha tk jana hai wo station batana padega our kaunse train se jana hai jaise express/local/superfast ye bhi batana padega
@@techarcane par Bhaiya general ticket me tho train no. Hote he nahi hai tho kon se train se jaana hai wo bhi bataana padega kya kya sirf destination bol ke general ticket maang nahi sakte hai kya
@@akshaygupta3381 kisi bhi train pe Chad sakte ho bhai....jo train PAHLE aa jaye Ausi ke general duba me
Bhai kya is application se tickets book
" Memu & demu " pasanger train travel kar skte hai kya ?
Train mai bhaith kar bhi book kar sakte hai kya tikit next Stistion ka
Nhi...
Ho jata h kabhie kabhie
Uts aap se maximum kitni kilometre ki doori tk ticket book kar sakte hai plz reply kare
20 km ke ander hona chahiye
@@techarcanepgl h kya bhootni ke
UTS से जनरल टिकट कितने समय पहले बुक करनी होगी और यह बुक होने के बाद इसका प्रिंट निकलवाना जरूरी है क्या या नही और
3 ghante pehle tk kr sakte hai..
Paperless ticket me print karana jaruri nhi hota hai
@@techarcane आईआरसीटीसी से तत्काल टिकट के लिए पेमेंट हम पेटीएम के वॉलेट से फास्ट होगा या आईआरसीटीसी र्वालेट से
Advance ticket booking should be allowed within 200 km also.
Vai mujhe 6 logon ka ticket book karne hain kaise kare ...q k akbar main to 4 hoga !!
4+2 ya 3+3 kerke 2 ticket book krna padega. 1st jb kr lena to jo coach mila hoga wahi dusare wale ticket me bhi daal dena
@@techarcane vai Maine uts me kaha unreserved ticket....not reservation!
6 frnd hain to kaise book kare uts me!
UTS एप में जनरल टिकट दिव्यांग का बुक होता है कि नहीं होता है
Unka to PH card banta hai unko ticket lene ki jarurat nhi h
UTS ऐप्स से कितनी दूरी का सफर के लिए टिकेट बुक कर सकते जय
Jaha tk train jayegi waha tk kr sakte hai
UPI se payment kya safe hai UTS App main?
Ha..
Normal ticket (paperless) krne k kitne hours k andr travel kr skte h
3 hours
Sr aagar ticket booking krne ke bad cancel krna ho to kya cancel charges lagenge kya ticket cancel bhi ho jayga
Ha charges lagenge our cancel ho jayega
Bhaiya pls meri ek help kar do bhaiya Agar mhuje General ticket station ke ticket counter se lena hai tho kaise general ticket maanga jaata hai please bhaiya reply kar dena jaise mhuje muzaffarpur se Darbhanga jaana hai tho matlab kya kya detail bolna padta hai general ticket kharidne ke liye counter par pls bhaiya reply karna jarur 🙇🙇🙇
Jaha se jaha tk jana hai station ka name, train kaunsi hai local/express/superfast ye batana hoga ya sidhe train ka name bata dena,.. yahi itna batana hota hai..
Good information sir❤
Thankyou 🙏
भाई,क्या पसेंजर या धिमी रफ्तार वाली ट्रेन का जनरल बोगी का भी टिकट ले सकते है!
Nhi.. Uske liye counter per jana padega
Yes
Bro sf train ka general ticket book karke express train me journey kar sakte hai koi problem to nhi aayegi
Nhi bhai.. Agger TTE ne pakad liya to extra charge dena padega
Source station से कितनी दुरी और कितने टाईम पहले कर सकते हैं?
5km & 3 hr
Why cancellation is not allowed?
General/local/unreserved train mein sleeper coach bhi hote Hain ek yaa do se adhik to agr sleeper karni hai uts app se to kaise kareinge
Sleeper Uts se nhi hota hai
Bhai agar lamba root jana ho to jainral ticket milega uts se
Ha bilkul
Konsi train mail aor konsi Express hai kyse samjhega ???
Please help me
Train ke name ke piche juda rehta hai ki mail hai ya express, our agger nhi hai to aap train ka name Google per search kerke dekh sakte hai
Yaha se passenger train ka ticket book kr sakte h kya ?
Nhi
konsi train ka ticket h ye kese pata chalega
General ticket Kisi fix train ka ticket nhi milta hai..
Aapko jb bhi travel krna rehta hai aapko ye dekhna hota hai ki us time kaunsa train hai exp ya super fast, fir usi ka aapko ticket lena hota hai
बहुत ही अच्छी जानकारी दी है
🙏🙏🙏
सह यात्री का भी टिकट बुक करा सकते हैं
Ha
Ticket kitne ghante Tak Manya hota hai
199 km tk ka ticket 3 ghante tk ka manya hai, 200 se jayada km ka 3 din pehle le sakte hai
Meri app download nhi ho rahi
Mobile of restart kerke app ko install kariye
@@techarcane fir bhi nhi ho raha
@@SSinghLife Mobile settings me jaker app permission ko check kariye
Maximum kitne kilometres tak booking kar sakte hai..5km ya kitna bhi?
5km k liye kya fayda fir
5 km ...
Faida ye hai ki aapko line nhi lagna padega..
टिकिट कैंसिल केसे करे भाई
Kuch ticket cancel nhi honge
Passenger train mai mail\exp ki ticket valid hogi ya nahi
Ha valid hai..
Paytm sei general ticket book ho jayega kya
Ha ho jayega
Train time nahi bata ta he?
Nhi
Kitne logo ka ek sath ticket le sakte hain
4 person
Chalti train me book ker sakte hai
Nhi
Bhai Aane Jaane wala donon taraf se hai ticket
Ha
Railway retiring room booking process ka ek video dal dijiye.thanks.
Ohk
Station nahi show hota hi
Paper less ticket me gps station nahi show hota
Bhai location ke hisab se hi ticket hota hai, agger 5 km ke radius me nhi rhoge jaha se book krna hai to nhi show hoga
@@techarcane ji thank you sir
Hello Bhai Mera ticket waiting hai us me booking status GNWL 263 hai aur correct status GNWL 153 or travel 3 June ko karna hai kya Mera ticket confirm hoga ?
Itna wl confirm hona thoda muskil rehta hai, per ho sakta hai RAC ho jaye
Railway station se 1 km. Par mera ghar hai phir bhi ticket book nahi ho pa raha hai kyo ?
Koi our problem hogi.. 5 km ke radius me ticket book ho jata hai..
Book Ticket
Your device GPS accuracy is 98 meters. Kindly stand 98 meter away from the railway station/track and within 20 km radius from the journey starting station.
Yahi problam ho raha hai ?
Location nahi batata sab kar liya hi
Kaisa location?
मेल और एक्सप्रेस तथा सुपरफास्ट गाड़ियों की टिकट तो मिल जाएगी परंतु पैसेंजर गाड़ियों जिनमें मेल और एक्सप्रेस से कम किराया लगता है उसकी बुकिंग कैसे होगी?
Uske liye aapko counter se hi lena padega
Sir how to book local train ticket in Mumbai? Which train type should I choose I'm confused
Ticket kab tak valid rahega
3 ghante tk..
Ticket tb kare jb koi train ho us time..
Well explained 👍👍
Thankyou 🙏
👍