Thnks u so much 😊 m bht confuse hoti thi but hmesa husband k saath hi jati thi kahi bhi jana hota tha to but ab m akeli jaa skti hu very good information😊
Thank you ji 😊 🙏 , Apko koi b confusion ho App aage bhi puch skte ho mujse. Channel ko subscribe jarur kr lijiyega metro se related ek do videos abi or aayege.
bohot hi aasan tareeke se dheere dheere step by step bataya aapne bhai , aur camera bohot hi achhe tareeke se har jagah pe theharake still karke bataya bohot hi achha laga aapka ye vlog... jaise aapne batya bohot kam log hi bata pate hain...thank you so much God bless you bhai....
Hi, Thank you ji Jitna possible tha utna help krne ka try Kiya baki jab log comment krte Hai th aacha lgta hai k vlog helpful hai Apne bhi time diya vlog ko iske liye Thank you so much bhai
Thank you so much very informative video for audience like us in few days I'm going Delhi for the admission of my son and I'm from Assam there's no metro facilities in our state.
Thank you bhaiya delhi first time aa rha hu Rajasthan se Ssc gd Ka exam h.... Thank you so much aap ki video se boht help mili..... 💝💝dill se suport bro... ❤❤❤❤
Jis side apko jana Hai waha k likha milega apko k kis side jayege th platform par aap puch lijiyega ek bar Baki agr galti se glt jgha chale b gaye th exit mt kariyega waha se jaha jana Hai waha k metro le Or jaye Baki jb aap exit kroge th extara payment krna hoga
Hi bro. You have shared very helpful information. Thanks. IIf I want to go to Akshardham from Hazrat Nizamuddin junction, I see that Hazrat Nizamuddin and Akshardham are in different color lines and there is one interchange stop between them. So, my question is do i need to take my first ticket from Hazrat Nizamuddin to intermediate stop and then new ticket for Akshardham? or I will get direct ticket till akshardham from Hazrat Nizamuddin.
Hi Brother, One ticket is enough for both lines From start to end Don't matter kaha aap change kr rahe ho kaha nhi Bas entry or exit station nhi change hona chaheye
Say I need a journey which covers Red Yellow and Blue line , so can I buy ticket for my Final Destination from my Starting point , or I have to buy Individual ticket at every junction to catch next line ? Also what is the frequency between two trains in normal weekday/weekend
Bhadurgarh se lajpat nagar kaise jaye..and also tell about the app of delhi metro..which app we have to install... Also, when we interchange to jha utre h vhi de dusri line ki metro mil jayegi ya kisi or platform se ..dusre platform pr kaise jana h..usme tickets scan hongi kya? Or Stations pr to bohot saare entry exit gates hote h..aise m kaise pta lgaye ki idhar ticket milegi idhar se metro milegi , kis platform se milegi..bohot confusion h..please help
Hi, Entry gate kitne bhi ho Upr jakr Pura metro station interconnected hota hai Metro interchange krne par Ticket scan nhi hoga Scan entry and exit par hoga bs Ticket apko jayadar metro station mai h milta hai Kahi kahi Neche Ticket counter hota hai fr upar jana hota hai Kahi par jaha se checking hoti hai ukse baad Ticket counter aata hai waha se mil jata hai Paytm se bhi aap Ticket le skti ho Jis platform se aap metro se nikloge waha se kisi dushre platform pr jana hoga jaha dushre root k metro aayege jaha jana Hai Ye aap Google per search kr skte ho ya fr link mai maine share kr di hai aap check krlo bahadurgarh metro to lajpat nagar metro Root details : please check www.google.com/url?sa=t&source=web&rct=j&opi=89978449&url=delhimetrorail.info/bahdurgarh-city-delhi-metro-station-to-lajpat-nagar-delhi-metro-station&ved=2ahUKEwi-uLrlj4WIAxXCSmwGHVy5PYcQFnoECBAQAQ&usg=AOvVaw24DRZfNiY-bY-tr0D936Gu Iss link mai apko puri details mil jayege apke root k Thank you ji ☺️ 🙏
card kitne baar scan krna padta hai agr 2-3 baar lines interchange kare to??? aur fare kab deduct hota hai? last scan pe yaa jitne baar scan karo sabme?
Pls reply 1. First station jaha se chade kya waha se hi last Station ka tickets le skte h kya Chahe bich me 2,3 bar line change krni pade 2. Maan lo mujhe new delhi Metro Station jana h but kisi reason se se ek ya do station phle utarna h to exit krne me koi problem to nhi hogi na Token ya ticket to work krenge na in gate opening
Jaha apko jana Hai waha ka Ticket lo Agr apko ek ya do station pehele utrna hai th koi problem nhi hoge Or agr 2 station aage utrna pda th Ticket kaam nhi karega apko exit pr cabin mai jakr batana hoga k aap 2 station aage aaye ho fr extra charges lagege exit point pr Baki beach m metros change krni pdi apne root tak jane k liye th koi Ticket nhi lena hai
Please tell mujhe KASHMERE Gate se Govindpuri jana h Konsa metro lena hoga? Also please tell msi Suvah 6 bje Kashmere gate aaunga to Metro time kya h Kashmere gate to govindpuri??😅
Nizamuddin metro station se - Pink Line Majlish Park jane Wali Platform 1 se le Aage ane wale 4th station Lajpat Nagar metro station pauch kr dushri metro same he station se change kre ( Ticket nhi lena hota change krne par ) Lajpat Nagar se - Violet line Kashmiri gate jane Wali Platform 2 se le Or aage wala 4th station Central secretariat par utrjaye Waha se Auto ya BY walk sansad bhawan ja skte hai Exit krte time metro employee se puch lena aap Sansad bhawan kis gate number se exit krne par pass padega
Kashmiri gate metro se Hauz khas jana Hai ( Yellow line- platform 1 ) Hauz khas - megenta line - platform 4 - janakpuri west jane Wali lo Hauz khas se 5th station Sankar vihar hai
Sir platform kaise change kree aur Hume kaise pta chalega yeh train iss platform PE kab ayegi, kiss time pe ayegi. Agar humare uss platform PE jatta samay voh metro Miss ho gyi toh ? Sir aur platform 1 ya 2 pass hote hai? Sir aur ticket purchase krne ka kya procedure hai Bnde ko kya bolna padhta hai ticket ke liye? Sir card se travel krne pe kaise paise lagenge Agar mujhe rajouri garden se huda City centre Janna hai toh haar station pe mujhe paise dene hai? Sir please doubts clear kriye. 🙏🙏🙏🙏
1. Metro miss ho jati hai th koi tension nhi lene hai 4 se 5 minutes mai back to back metro aati hai same root k 2. Platform 1 or 2 amne samne hote hai jayadatr 3. Entry krne se pehele ek room bna hoga glass wall ka waha se aap ticket le skte ho 4. Apko metro station ka naam batana hoga jaha utarna hai apka metro se 5. Card se travel krne pra ticket se thoda km kiraya lgta hai 6. Har station par ticket nhi lena na paise dene hai jaha se entry kroge whi se utarne wale station ka ticket lelena aap
Delhi se bahar ke logon ke liye informative video hai bhai bahut achcha
Thank you bhai ji
Or bhi videos aayege abi ase informative aap subscribe kr lijiye
@@abhishekvashisthtravelvlogsq0ef 😊.i .🎉😊
Bhai ye bta do ki night me kitne let tak chalta h mero Delhi se iffco chowk Tak me day me Safar kar chuka hu Aaj nigh ho Gaya
11 baje tak shayad @@nitishyadav2785
Bhai mayur Vihar sa Delhi south extasion kesa jana padega
ab metro m bahut change hua h helpful information Dene ke liye thanks
Thank you 🙏 ji
Abi aage bhi ase helpful videos or bhi upload krunga aap subscribe krlijiye Channel ko.
Metro se bahar nikalte time bhi ticket scan krna padta hai kya?
@@ssciangovernment hnji ma'am tbhi station se aap exit kr paoge
Thnks u so much 😊 m bht confuse hoti thi but hmesa husband k saath hi jati thi kahi bhi jana hota tha to but ab m akeli jaa skti hu very good information😊
Thank you ji 😊 🙏 , Apko koi b confusion ho App aage bhi puch skte ho mujse. Channel ko subscribe jarur kr lijiyega metro se related ek do videos abi or aayege.
Your explanation was very easy to understand and covered almost everything, Thank you Bhai :)
Welcome bhai ji 🙏 😊
bohot hi aasan tareeke se dheere dheere step by step bataya aapne bhai , aur camera bohot hi achhe tareeke se har jagah pe theharake still karke bataya bohot hi achha laga aapka ye vlog... jaise aapne batya bohot kam log hi bata pate hain...thank you so much God bless you bhai....
Hi, Thank you ji
Jitna possible tha utna help krne ka try Kiya baki jab log comment krte Hai th aacha lgta hai k vlog helpful hai
Apne bhi time diya vlog ko iske liye
Thank you so much bhai
Bahut hi use full information hai bhaiya ❤❤❤
Thank you ji
Bahot badhiya video hai jo pahli baar metro me baithenge mai to abhi nahi baitha isliye dekh liya bahot helpful video hai ❤❤❤
Bahut achha Kiya bhai aapne me pahli bar safar karna hai mujje
Thank You Bhai ji
Video me apne bahut achhe se batata hai
Very good video. Jinhone kabhi metro me safar nahi kiya hain unke liye bahut useful hain. Keep up the good work.
Thank you ji ☺️ 🙏
Itna samay nikal kr madad lene ke liye shukriya bhai❤️
Thank you 😊 🙏 ji
Thankyou sir apki video se mai indralok se Sahid sthal ja payi
Thank you Ji 😊
TQ Soo much Bro such good information.❤ Mujhe kuch idea nahi tha metro ka. Thnx Again keep growing.👍
Thanks bhai ji
Good job helpful
Bahut badhiya bhaiya very useful information ❤❤
Thank you bhai 😊
Good video for people travelling from outside Delhi. Thank you
Thanks Ishita ji
Thank you so much very informative video for audience like us in few days I'm going Delhi for the admission of my son and I'm from Assam there's no metro facilities in our state.
Thank you So much ji
If you have need any information you can ask me any time.
😊
Admission where? School or college? I have never traveled in metro. Feels a bit scary to me. I am nearly 48...
@@Saanjh-Kumari DU college mam
बहुत बढ़िया ब्लोग बनाया आपने एक बार जयपुर में भी मेट्रो ब्लोग जरूर बनाऐगा।
Hi, Thank you Ji, jarur banauna Aap Subscribe Kar lijiye Channel ko apke pass notification aa jayega
badiya aur kaam ki jankari batayi!!👌dtc bus ki jankario par bhi ek video banaye🙌
Thank you ji 🙏 ☺️
Jaur , Aap Subscribe kar lejeye channel ko aage information k liye
Bhai itne chakar se to auto sahi hai 😁😁
Thank you so much for this information!!!!
Thank you bhaiya delhi first time aa rha hu Rajasthan se Ssc gd Ka exam h.... Thank you so much aap ki video se boht help mili..... 💝💝dill se suport bro... ❤❤❤❤
Exam kab hai . I am also from Rajasthan. And Mera exam noida hai
Thank you bhai ji 🙏
Koi bhi baat ho instagram par directly msg krke puch skte ho aap.
Mere friend ka exam bhi noida me hai ssc gd ka
22 Feb ko ssc gd exam new delhi h from rajasthan
Koi 21 Feb wala mile to batana
Thankyou bhai bhoot important knowledge h jo delhi se bahr rhte h …
Thank you 🙏 😊
Isliye he banai hai bhai jo bahar se aate unko ek idea lag Jaye
very well made detailed video. tahnks
Thank you
Airport metro wala bhi banana sir.👍🏻, very informative
Thank you, Sure
Nice expalination for new users
Bag capacity kitna hona chihiye metro me jane ke liye
Very Very Nice information ❤Thanks 👍
Thank you ji 😊 🙏
Wah Yar Very Good Bahut Achhi Trh se Explain Kiye ❤
Welcome bhai ji
Bhai Aapne Bahut Acche Se Explain Kiya Meine Aapko Like aqnd Subscribe Kar Diya Hia Bhaiii Thank You So. Much Bhaiii❤🎉
Really appreciate your work! Very helpful
Thank you 🙏 😊 ji
Best channel, I'm going to subscribe it kitna acha samjhya hai
Thank you so much
Bhai 2 question the pta kaise chalenga train aa ri hai ya ja rhi hai. Or maan lo glti se glt jgh chle gye to kya vha se exit mil jayengi
Jis side apko jana Hai waha k likha milega apko k kis side jayege th platform par aap puch lijiyega ek bar
Baki agr galti se glt jgha chale b gaye th exit mt kariyega waha se jaha jana Hai waha k metro le Or jaye
Baki jb aap exit kroge th extara payment krna hoga
Bhi pahli baar metro dekhne Aya hai
Aache se ghoomo
Amazing information 😊😊❤
Thanks 😊
Mene subscribe kr liya apko ❤ tnx itna ache se btane k liye
Excellent vlog 🏆🏆🏆🏆🏆🏆
Thank you Sir 😊 🙏
Hi bro. You have shared very helpful information. Thanks.
IIf I want to go to Akshardham from Hazrat Nizamuddin junction, I see that Hazrat Nizamuddin and Akshardham are in different color lines and there is one interchange stop between them.
So, my question is do i need to take my first ticket from Hazrat Nizamuddin to intermediate stop and then new ticket for Akshardham? or I will get direct ticket till akshardham from Hazrat Nizamuddin.
Hi Brother,
One ticket is enough for both lines
From start to end
Don't matter kaha aap change kr rahe ho kaha nhi
Bas entry or exit station nhi change hona chaheye
@@abhishekvashisthtravelvlogs okay. Thanks bro.
Nice information bro thank you so much
Welcome 😊 🙏 Ji
Good explanation brother for all the new comer in delhi-noida 👌🏼
Thank you brother 🙏
Aap bahut achha kam kar rahe hain❤
Thank you ji 😊
Say I need a journey which covers Red Yellow and Blue line , so can I buy ticket for my Final Destination from my Starting point , or I have to buy Individual ticket at every junction to catch next line ? Also what is the frequency between two trains in normal weekday/weekend
Hi, You have to buy one ticket from starting point station to final destination.
Every 5-6 minutes maximum
Between 2 train
You are great buddy.. Itna acha explain krne k lie thankyou so much
Welcome ji 🙏 ☺️
Very Informative video Brother, Thankyou so much 😇🙏😇👏👏
Most welcome 😊
Very helpful,kya hm metro me dumbbells carry kr skte h??
Dumbell ka no idea bhai
Sukhdev vihar se haze gase Tak uska rha sath or fir o mujhe 🙏 namaskar kerke chale gaye naam bhi nahi malum help bhi kiya i miss you friend 😢😢😢
बहुत सटीक जानकारी
Bhai 18 September 2023ko me metro mein gaya tha lekin ab to metro bahut hi jyada change ho gai hai
It's good
Thnq bhai
Ye card jaruri hota h kya..
Welcome bhai
Card jaruri nhi hai
Ticket b le skte ho
@@abhishekvashisthtravelvlogs thnq bhai ji
Badia bataya h aapne.
Bhaiya Faridabad ka metro root bataiye
Hello, Central secretariat - Violet line - Raja Nahar Singh jane Wali platform 3 se lena
Thanks Bhai sab hmara to pahli bar pala pda h
Thanks bhai ji 🙏
😄
Kiya yaar tu to Bhot cute hai😊
Thanks 😊
Bohat information wali video bhai good job
Bro thinks we are aliens and entered railway station for the first time 👽
New Delhi railway station se kon sa metro station nearest hain and kon sa metro pakarna padta hai delhi airport jane ke liye??
Railway station k sath h hai new delhi metro station walking distance mai
@@abhishekvashisthtravelvlogs airport jane ke liye konsa metro pakarna padta hai? And kon sa line mein hain airport?
Sir apne bahut acche se video bnai hai sacchi bahut acche se
Sir itna bhi bta dijiye gurgaon Jake pura bta dijiyega
Thank you ji
Good information bhaii ❤❤
Thanks bhai ji 🙏 😊
Thank you very much bhai❤
You're welcome 😊
Valueable information ❤
Thank you ji
Bhadurgarh se lajpat nagar kaise jaye..and also tell about the app of delhi metro..which app we have to install...
Also, when we interchange to jha utre h vhi de dusri line ki metro mil jayegi ya kisi or platform se ..dusre platform pr kaise jana h..usme tickets scan hongi kya?
Or Stations pr to bohot saare entry exit gates hote h..aise m kaise pta lgaye ki idhar ticket milegi idhar se metro milegi , kis platform se milegi..bohot confusion h..please help
Hi,
Entry gate kitne bhi ho
Upr jakr Pura metro station interconnected hota hai
Metro interchange krne par Ticket scan nhi hoga
Scan entry and exit par hoga bs
Ticket apko jayadar metro station mai h milta hai
Kahi kahi Neche Ticket counter hota hai fr upar jana hota hai
Kahi par jaha se checking hoti hai ukse baad Ticket counter aata hai waha se mil jata hai
Paytm se bhi aap Ticket le skti ho
Jis platform se aap metro se nikloge waha se kisi dushre platform pr jana hoga jaha dushre root k metro aayege jaha jana Hai
Ye aap Google per search kr skte ho ya fr link mai maine share kr di hai aap check krlo
bahadurgarh metro to lajpat nagar metro
Root details : please check
www.google.com/url?sa=t&source=web&rct=j&opi=89978449&url=delhimetrorail.info/bahdurgarh-city-delhi-metro-station-to-lajpat-nagar-delhi-metro-station&ved=2ahUKEwi-uLrlj4WIAxXCSmwGHVy5PYcQFnoECBAQAQ&usg=AOvVaw24DRZfNiY-bY-tr0D936Gu
Iss link mai apko puri details mil jayege apke root k
Thank you ji ☺️ 🙏
Bhai mai first time metro me travel karunga, to mai ye janana chahta hoo ko card ko lena compulsory hai kya?
Hello Bhai, Nhi Card ko lena compulsory nhi hai aap paper ticket loge ya paytm se logo th bhi kaam chalega.
@@abhishekvashisthtravelvlogs dhanyawad bhai, jo aapne apna kimti samay nikalkar mujhe reply kiya...
Thank you bhai ji
card kitne baar scan krna padta hai agr 2-3 baar lines interchange kare to??? aur fare kab deduct hota hai? last scan pe yaa jitne baar scan karo sabme?
Last scan par deduction hoga jaha se apko exit krna hoga
Baki metro change krne k liye card scan krne k need nhi hai
Ek number video bhai
Thank you bhai ji 😊 🙏
Kashmiri Gate jana hai, New Delhi Station se kaise aye aur Konsi metro line par chale?
New Delh railway station se metro lo yellow Line samaypur badli jane Wali side platform no 2 se
Nice videos! Please, don’t erase them never, never.
Thank You, Sure
As a student delhi metro is very expensive 😢😢
Hazrat Nizamuddin se kasmiri gate ISBT kaise or koun se line me jana hai.....???
delhimetrorail.info/sarai-kale-khan-hazrat-nizamuddin-delhi-metro-station-to-kashmere-gate-delhi-metro-station
Pls reply
1. First station jaha se chade kya waha se hi last Station ka tickets le skte h kya
Chahe bich me 2,3 bar line change krni pade
2. Maan lo mujhe new delhi Metro Station jana h but kisi reason se se ek ya do station phle utarna h to exit krne me koi problem to nhi hogi na
Token ya ticket to work krenge na in gate opening
Jaha apko jana Hai waha ka Ticket lo
Agr apko ek ya do station pehele utrna hai th koi problem nhi hoge
Or agr 2 station aage utrna pda th Ticket kaam nhi karega apko exit pr cabin mai jakr batana hoga k aap 2 station aage aaye ho fr extra charges lagege exit point pr
Baki beach m metros change krni pdi apne root tak jane k liye th koi Ticket nhi lena hai
@@abhishekvashisthtravelvlogs thnkuu
Bhai mughe IFFCO Chowk Metro station to kashmere gate metro station jana hai to kitne number line me jaye
Hi, Hudda metro ?
Hudda metro gurgaon se chlti hai
Yellow line h chlti hai yaha se Kasmiri gate metro tak
very nice. kya metro par luggage (like as trolley) allow hain. jaise ki kolkata me allow nahi hain.
Thank you, Trolley bags 🎒 u can use
Bahut bahut dhanyawad Bhai...❤
Thank you
Individual token lene k baad
Metro mein travel se leke exit karne tak token rakhna hoga na?
Yes
Gjb sir
Thank you 😊 ji
Thank youu sir..
Helpful video
Welcome 🙏 ji
Thank you bhaiya ❤
Good information Thanks bro ❤❤
Bahot acche se bataya hai aapne thanks
Welcome ji ☺️
Very nice information bhai
Superb bhai
Thanks bro very informative video love you ❤🙏🏻
❤️ Thank You bhai ji
Please tell mujhe KASHMERE Gate se Govindpuri jana h
Konsa metro lena hoga?
Also please tell msi Suvah 6 bje Kashmere gate aaunga to
Metro time kya h Kashmere gate to govindpuri??😅
Abhi dekha apka comment
निजामुद्दीन रेलवे स्टेशन से संसद भवन जाने के लिए एक ही टिकिट व एक ही ट्रैन से वहां तक
पहुंच सकते है या टिकिट व ट्रैन दोनों बदलनी पडेगी
Nizamuddin metro station se -
Pink Line
Majlish Park jane Wali
Platform 1 se le
Aage ane wale 4th station Lajpat Nagar metro station pauch kr dushri metro same he station se change kre ( Ticket nhi lena hota change krne par )
Lajpat Nagar se -
Violet line
Kashmiri gate jane Wali
Platform 2 se le
Or aage wala 4th station
Central secretariat par utrjaye
Waha se Auto ya BY walk sansad bhawan ja skte hai
Exit krte time metro employee se puch lena aap Sansad bhawan kis gate number se exit krne par pass padega
Well done 👍😌
Thanks bhai ji
Sir line change karne par naya ticket Lena padega kya?
Hi, nhi
Lov u from karnataka ❤
It was useful
Very informative video Sir
Bhai jab line change krenge to kya phir se ticket lena padega please reply
Nhi lena padega
new delhi station se airport jane ke liye metro se kese jaye. please btao
Hi, ye aap Google se check krlo aap
Sir Delhi airport metro se sarojini nagar metro kaisa jana hai pls reply thank you.
Hi, delhimetrorail.info/igi-airport-delhi-metro-station-to-sarojini-nagar-delhi-metro-station
आईएसबीटी से शंकर विहार जाने के लिए कौन सा रूट सही रहेगा अगर साथ में परिवार हो तो
Kashmiri gate metro se
Hauz khas jana Hai
( Yellow line- platform 1 )
Hauz khas - megenta line - platform 4 - janakpuri west jane Wali lo
Hauz khas se 5th station Sankar vihar hai
Metro station me entry karne ke waqt card se money deduct hoga ya exit ke time
Exit k tym
Great information
Thanks bhai ji 🙏
Very helpful.thanks for ur efforts and information.🎉
Very informative videos bro
Lekin apne ticket kha se li vo nhi dikhaya
Thank you bhai ji
Ticket apko metro station mai he counter hote hai waha se mil jayega
Thanks you very much 🥰
Time interval kya hai delhi metro ka ek destination ke liye..agar ek metro chutti to..dusra metro usi route kitna time mai aayega??
4 se 5 minutes bas
Bhai paytm wali online ticket bhi valid hai kya koi problem toh nhi hogi ya counter se paper wali banwani padegi
No problem, Paytm ticket bhi valid hai.
Thankyou, धन्यवाद, शुक्रिया😊
Welcome ji
Sir bhoot achi jaankari di aap ne thanks sir
Thank you bhai ji
Sir, Metro station pe cash ticket mil jati hai kya?
Hnji
@@abhishekvashisthtravelvlogs Thanks Sir, for this information 🙏🙏
Sir platform kaise change kree aur Hume kaise pta chalega yeh train iss platform PE kab ayegi, kiss time pe ayegi.
Agar humare uss platform PE jatta samay voh metro Miss ho gyi toh ?
Sir aur platform 1 ya 2 pass hote hai?
Sir aur ticket purchase krne ka kya procedure hai
Bnde ko kya bolna padhta hai ticket ke liye?
Sir card se travel krne pe kaise paise lagenge
Agar mujhe rajouri garden se huda City centre Janna hai toh haar station pe mujhe paise dene hai?
Sir please doubts clear kriye. 🙏🙏🙏🙏
1. Metro miss ho jati hai th koi tension nhi lene hai 4 se 5 minutes mai back to back metro aati hai same root k
2. Platform 1 or 2 amne samne hote hai jayadatr
3. Entry krne se pehele ek room bna hoga glass wall ka waha se aap ticket le skte ho
4. Apko metro station ka naam batana hoga jaha utarna hai apka metro se
5. Card se travel krne pra ticket se thoda km kiraya lgta hai
6. Har station par ticket nhi lena na paise dene hai jaha se entry kroge whi se utarne wale station ka ticket lelena aap
@@abhishekvashisthtravelvlogs thank you sir
Mein appko hath jhod 🙏 ke shukriya krta hun
Maintenance timing kya hoti hai ? Jab travel nhi kr suckte metro me??
Nhi samjha ?
@@abhishekvashisthtravelvlogs mtlb ki kis time metro band rehti hai ?