Hey everyone! 🙋 The app mentioned in the video isn’t the only option to find routes between metro stations in Delhi. You can use any of these sources: 1. Delhi Metro Rail Corporation (DMRC): Official Website(delhimetrorail.com) 2. Google Maps 3. Delhi Metro Rail App Feel free to use any source you’re comfortable with. Thank you, and happy travels! 😊
Aaj mai 1st time metro pe jaa raha tha Chandani chauk to Anand vihar Mai bahut confused tha ki kaise enter karoo kya kya karna hoga But apake bata gye aap se sare confusion door ho gya Bahut se video dekha but sabse best apka hi tha Thankyou so muchh
instead of searching for metro stations like that, just go to directions in the maps and then choose the subway option it will give u the shortest route through metro
Bhai ghaziabad relve stetion per me aaunga. Uske baad metro se kashmiri get jana hai to kis metro station se metro pakde aur kis perform se please reply
Pls reply 1. First station jaha se chade kya waha se hi last Station ka tickets le skte h kya Chahe bich me 2,3 bar line change krni pade 2. Maan lo mujhe new delhi Metro Station jana h but kisi reason se se ek ya do station phle utarna h to exit krne me koi problem to nhi hogi na Token ya ticket to work krenge na in gate opening
Achha mere ko ek chiz jana tha mera card pe 50₹ hey,mere ko jana hey 40₹ dur aur mene card ko exit nenhi kiya aur mene din bhara ghuma phir uske baat mene socha ki baas itna nhi ghumu ,then mene apni designation tak aake exit kiya to mera 40₹ kireya katega ki jada katega please reply....
Merko shashtri nagar se noida sector 52 jana hai to 2 bar metro change karni hogi to token 1 bar me hi mill jayga ya jitni bar metro change kar rha hu utni bar lena padega ?
Agar kisi ne platform A se B ke liye ticket liya hai par wo B pe utarne ke baad exit karne ki bajaye kisi aur station C aur fir Maybe uske baad D pe jaa payega kya?
Sir Ballabhgarh raja nahar Singh metro station to Old Delhi railway station Tak ka route bataayo n plzz kab or kahaa parr change karna padega metro lines plzz
"Raja nahar Singh" metro station jake.. platform no. 1 se "Kashmere gate" wali metro pakad ke.. "Central secretariat" Utar ke Platform 2 pe yellow line wali metro ya "samaypur badli" wali metro pakad ke.. "Chandni chowk" utar ja bhai.. Waha se auto wagera leke old Delhi railway station chala ja..2-3 km padega lagbhag 👍
You can download the official DMRC app and use the ‘Plan Your Journey’ feature to find routes easily. Alternatively, Google Maps is a great option for route details and travel time. If you prefer, you can also just search for routes on Google without needing any app installed 🙂👍🏻
Depends on the route, station, & timing. Waise normally har 5-10 minutes me aati rahti hai. Early morning kahi kahi samay leti h, nahi to wo aati rahti h fata fat 👍
वीडियो के लिए थैंक यू लेकिन जब आप बोल रहे हो इधर देखो यह देखो यह देखो तो आप उस चीज को दिखा नहीं रहे हो कहां पर गेट नंबर लिखा है कहां पर है रो बनाया हुआ कुछ भी नहीं दिखा रही हो बस खाली बोल रहे हो कि देखो देखो तो क्लीयरली आप उसे दिखाओगे तो हमें समझ में आएगा
Aunty Rohtak se Govind Puri simple train ke lie sayad Rohtak Junction (ROK) se Delhi S Rohilla (DEE), aur uske baad Delhi Metro pakad ke Govind Puri Metro station utarna padega 👍 Aur direct metro ke lie sayad apko pehle aas paas se bus leke Bahadurgarh City jana padega, fir wahi se metro milega Govind Puri ke lie. 👍👍
Hey everyone! 🙋
The app mentioned in the video isn’t the only option to find routes between metro stations in Delhi. You can use any of these sources:
1. Delhi Metro Rail Corporation (DMRC): Official Website(delhimetrorail.com)
2. Google Maps
3. Delhi Metro Rail App
Feel free to use any source you’re comfortable with. Thank you, and happy travels! 😊
Aaj mai 1st time metro pe jaa raha tha
Chandani chauk to Anand vihar
Mai bahut confused tha ki kaise enter karoo kya kya karna hoga
But apake bata gye aap se sare confusion door ho gya
Bahut se video dekha but sabse best apka hi tha
Thankyou so muchh
Honored 🙂😍
Wow , now i can travel without asking fo help, fully explained about delhi metro👍👍👍
Bhai aapka ❤ se thanks....
Parmeshwar aap par anugarh kre ..
Meri bahut help huyi es video se
instead of searching for metro stations like that, just go to directions in the maps and then choose the subway option it will give u the shortest route through metro
Of course, I did it that way to keep the video short and simple. 🙂👍
This is very informative thanks to guide new arival beginners in delhi metro 👍🏼👍🏼👍🏼👍🏼
Nice video Bhai thanks for this video. 👍
Sab se achi video banayi hai bhai tumne bhut sahi tarike se bataya jaisa m chahata tha vese hi shukriya ❤️
Thanks bhaiya bahut hi achha se samjh me aa gya.
I'm medical aspirant n I love to study medicine in Delhi medical college n it's very informative!
Thnk u so much for the video 🙏🙂 this will help a lot
आपने बहुत अच्छे से कवर किया है।
thank you bhai sare cheeze clear kar di
Very informative video thnx bro...❤
Informative Video Bro Thank You
Aapne hum jaise newbie ke liye itne detail me video banaya iske liye dhanyavad.🙏
Glad to hear ❤️
Very informative. Bhut hi simple way me achhe se explain Kiya hai. Thank you. 🙏❤
Bahut sahi bhai❤
Thank you aapne bahut detail me bataya , ye bhi bataya ki ticket kaise mangte hai, bahut bahut dhanyavad itne details me batane ke liye .
tanks bhaiya ❤❤❤❤
Bhaiya alpha 1 to model tpwn ka route bta do 1st tome travel hoga?
Aaand vihar metro se new delhi railway station ke liye kese jaayenge bhi
Informative video thanks you❤
Thank you.❤
Bhai ghaziabad relve stetion per me aaunga. Uske baad metro se kashmiri get jana hai to kis metro station se metro pakde aur kis perform se please reply
Pls reply
1. First station jaha se chade kya waha se hi last Station ka tickets le skte h kya
Chahe bich me 2,3 bar line change krni pade
2. Maan lo mujhe new delhi Metro Station jana h but kisi reason se se ek ya do station phle utarna h to exit krne me koi problem to nhi hogi na
Token ya ticket to work krenge na in gate opening
Han aap pahle exit kar sakte ho 👍
But ek bar exit kar diye to firse metro travel karne k lie firse ticket bhi lena padega 👍
@@MagneticJourneys thnkuu
Informative video thanks
I'm from Pune just wanted to know how crowded the dehli metro between 7 to 9 pm..
Bhaiya mujhe gerva station jana hai Hazrat Nizamuddin station se kaise jaun
Me first time delhi aa rha hu🥲🥲🥲
wow .. very helpful video ..
Thanks for the video ❤ keep going
thanks
Bhai isme metro app main jab route check krte hai to usme Violet line or other ka kya mtlb hai
Wo app usko highway samjho like NH44, NH48 etc etc. Alag alag highway alag alag route, waise hi alag alag line alag alag route 👍
Bhai Delhi SE new delhi Jani hai kasise Jain hai aur konsa app use Kar na hai metro k liye
@@SagardasBaniya-dm9kr Delhi metro
@@MagneticJourneys Bhai Anand Bihar terminal SE new delhi kaise jain hai by metro kise ve vedio
@@rebelstar9804 Bhai Anand Bihar terminal SE new delhi kaise jain hai by metro 🚇 route kya hai
Wah bhai….nice explanation
Greate🎉🎉
Well done sir
Sir muje new delhi se Anand vihar terminus ke liye Jana hai
Thank You Bhai🙏
Bro jab metro change krege ticket har baar leni hogi?
Jaha tak ka apne ticket liya hai, uske bich me interchange karne pe fir se ticket nahi lena hota 👍
2-3 bags leja sakte hai kya metro me ??
Thanxx yrr
Achha mere ko ek chiz jana tha mera card pe 50₹ hey,mere ko jana hey 40₹ dur aur mene card ko exit nenhi kiya aur mene din bhara ghuma phir uske baat mene socha ki baas itna nhi ghumu ,then mene apni designation tak aake exit kiya to mera 40₹ kireya katega ki jada katega please reply....
Bhai agr ticket ya token lo to exit ke tym bhi scan hota hai kya
Yes👍
@@MagneticJourneys exit ke tym new lena pdta hai ya vhi chl jaata hai
Agar mobile me online booking kiya ho to kya karein?
Merko shashtri nagar se noida sector 52 jana hai to 2 bar metro change karni hogi to token 1 bar me hi mill jayga ya jitni bar metro change kar rha hu utni bar lena padega ?
Token ek bar me hi mil jaega 👍
@@MagneticJourneys thankyou thankyou
Nice Video 👌💕💞❤️
Good job brother
New Delhi metro station se Arjangarh ke liye yellow line wali metro Leni hai?
Yes 👍
Valuabale ❤
shastri park Metro se shastri nager Metro kise ja sakty h
Anand vihar se delhi s rohilla kaise jaye
Line change apne aap hoti h ya karni pdti h plese reply
karni padti h👍
Helo bro mujhe पश्चिम विहार से ghevra jana ha kya karu first time ha
“Brigadier Hoshiyar Singh” wali metro train pakad ke “Ghevra” exit hona padega 👍👍
Poora video dekh lo aap😀
Araam se kahi bhi bina puche travel kar paaoge aap fir!
Agar kisi ne platform A se B ke liye ticket liya hai par wo B pe utarne ke baad exit karne ki bajaye kisi aur station C aur fir Maybe uske baad D pe jaa payega kya?
Bahar jaate time pkde jaoge
Bro i HAVE TO GO JIA SARAI HAUZ KHAS FROM KASHMIRI GATE WHICH METRO ROUTE I HAVE TO FOLLOW?
“Kashmere Gate” to “Munirka” I believe 👍
Can i purchase direct ticket to old faridabad from new delhi?
If you mean by purchasing delhi metro ticket online: then, I believe YES
Visit Delhi metro official website 👍
Interchange karte samay kya ticket dobara leni padegi
No
Jis station tak ka ticket liya hai aapne, waha tak apko ek hi ticket pe jana hai, bhale bich me interchange karna pade 👍
Is possible to reach Newdelhi metro to new delhi airport?
Yes
Take the metro train to “Dwarka Sector 21” and dismount at “IGI Airport” 👍
Ticket counter kis traf ha metro station ka
Google pay sa smart Card recharge ho sakta hai bhi
maybe not
Sir
Ballabhgarh raja nahar Singh metro station to Old Delhi railway station Tak ka route bataayo n plzz kab or kahaa parr change karna padega metro lines plzz
"Raja nahar Singh" metro station jake..
platform no. 1 se "Kashmere gate" wali metro pakad ke..
"Central secretariat" Utar ke Platform 2 pe yellow line wali metro ya "samaypur badli" wali metro pakad ke.. "Chandni chowk" utar ja bhai..
Waha se auto wagera leke old Delhi railway station chala ja..2-3 km padega lagbhag 👍
Thanks bro
Basss Central secretariat m hi line change karni hai na violet to yellow 🟡
Yes 👍
Meine poora explain Kiya h video me.. interchange wagera sab 😀
Thanks a lot bro 💞
Link app please share
You can download the official DMRC app and use the ‘Plan Your Journey’ feature to find routes easily.
Alternatively, Google Maps is a great option for route details and travel time.
If you prefer, you can also just search for routes on Google without needing any app installed 🙂👍🏻
Luggage lekar ja sakte hai sir??
If asking for the medium-sized luggage: then Yes I believe! 👍
New Delhi Metro station sa iffco chowk kis line me Jana ha
Yellow 👍
New Delhi se lal kila kese jaye metro se
kashmere gate se interchange karna padega 👍
Kya ap kl mujhe mil skte he
Bhai metro mein travel luggage lekar travel kar sakte hain kya jaise ki medium size luggage
Yes 👍
ye delhi metro card ki validity kitne time ki hoti hain?
Unlimited🙂
But continuous 10 years tak nahi use karenge card to expire hoga. 👍
Sir metro me toolybag Jane deta hai❤kya
Han
bas jyada bada aur heavy naa rhe 👍
Woman k lia free token kaise collect karna hau
Free ka to nahi pata mujhe 😏
Main to sabko, man & woman paise se token lete dekhta hoon 👍
Bhai free me mhi milta hai 😊
@@Digitalsachin550 counter hai alag?
Bhai metro station change karte hai to har baar ticket lena padta hai kya
Nahi sirf ek bar lena
Tq sir
❤❤❤
Bhai dehli mero kitne kitne kitne minat me metro ati hai
depend karta h bhiya
route & time pe
Chandni chowk se chawadi bazar Jane ke liye
Metro kitni kitni der mai ati h
Depends on the route, station, & timing.
Waise normally har 5-10 minutes me aati rahti hai.
Early morning kahi kahi samay leti h, nahi to wo aati rahti h fata fat 👍
Nizamuddin se new delhi kaise jaye.
“Sarai Kale Khan” metro station se 👍
Ek metro card se kitne log travel kar sakte hai
1
Apka card koi aur jaise apke gharwale bhi use kar sakte hain.
But ek card se, ek bar me, ek log hi travel kar sakte hain 👍
Sukhdev vihar se hosegase Tak uska saath rha fir 😢😢😢o 🙏🙏🙏🙏 namaskar kerke chale gaye naam bhi nahi malum 😢😢😢
Nizamudin railway station ke pass koi metro station hai , noida jane ke liye
Haa
Sarai kale khan metro station 👍
Huzurat Nizamudin Se Anand vivar h Ka Liya Kas Jaya
Ap miloge kl me aa rhi hu
Ok
Usse milna kyu hai???
Han jrur
Mujhe bhi milna hai 😅
Token sirf ek hi baar lena hai kahi raste mein badalana pade to dobara lena PADE GA
nahi, interchange pe dobara nahi lena padata 👍
वीडियो के लिए थैंक यू लेकिन जब आप बोल रहे हो इधर देखो यह देखो यह देखो तो आप उस चीज को दिखा नहीं रहे हो कहां पर गेट नंबर लिखा है कहां पर है रो बनाया हुआ कुछ भी नहीं दिखा रही हो बस खाली बोल रहे हो कि देखो देखो तो क्लीयरली आप उसे दिखाओगे तो हमें समझ में आएगा
Meine arrow ka use kar ke dikhaya hai..jaha jaha jarurat thi..👍😀
Bhai 20000 cash le Jaa sakte Hain na metro me please btaiye bhai
Bhai delhi metro me cash carry karne ki limit 50,000 hai
Bhai jitne chaho le ja skte ho bs dhyan se leke jana.
Hm bhai
Jitna chaho utna le jao bas kisi ko pata na chale
ले जा सकते भाई
beta haryana se raohtak govind puri jana h kha utroo jo subse nearest ho govind puri ke liue kya simplr train nahi jaati Govind puri jane ke liyebeta
Aunty Rohtak se Govind Puri simple train ke lie sayad Rohtak Junction (ROK) se Delhi S Rohilla (DEE), aur uske baad Delhi Metro pakad ke Govind Puri Metro station utarna padega 👍
Aur direct metro ke lie sayad apko pehle aas paas se bus leke Bahadurgarh City jana padega, fir wahi se metro milega Govind Puri ke lie. 👍👍
@@MagneticJourneys beta delhi se rail ke kon se statin par utoo jo neraest metro mil jaue govind puri ke liye
The app has ads lol 😂
That is not my app. You can use other source to find the route between two metro stations like the official one (Delhi Metro Rail Corporation) 👍
❤❤
Anand vihar se delhi s rohilla kaise jaye
pratap nagar metro station utar ke auto lena padega 👍