8:06 Aisa vi to ho sakta hay. Ek example, Deta hoon ek passenger Ranchi se Kharagpur Gaya Uske baad usko local train lena hoga kyunki Ranchi wala train uska Chhota station Me nahi rukta so usko local train me charna hay. Isliye usko naya ticket lena parega . Manlo passenger senior citizen hay or heavy luggage hay or train laga hua hay ek train se Utar ke naya ticket banwake wapas ane pe train miss ho jayega. Tab kya Kare? Uts to chalega nahi station me. That’s why uts has a flaws in terms of convenience. Mera pass ek suggestion hay app me ek option do connecting train aisa kardo ki previous ticket ka number ( agar confirm ticket then pnr, agar general ticket to uspe vi number hota hay) usko dene se hi station or train k upar booking allowed hoga.
Monthly ticket one way journey ka hota h yaa month me ana jana dono hota h... Jaise ki agar hme lucknow se prayagraj jana h to dono taraf se journey ho jayegi yaa luck to prya only one way hoga
Bhai Mera Odisha se Kolkata ka 3A ticket waiting pe hai (wl5)... Wo confirm na hua to ..main General/chalu ticket se bhi travel kar lunga.. Lekin uske liye Wo chalu ticket book kab Kiya jata hai ...kya usi din(UTC app me)🥺🥺🥺 ya phir wo bhi reservation type ( pehle se) Ticket counter pe bhi issi din milenge kya..❤
Agar confirm hojaaye to theek hai nhi to 4-5 ghante pehle pura return aajaega Fir journey Wale din waha Jake ticket counter se general ki ticket lelena Aur agar paise ki dikkat nhi ho to jorney ke pehle Wale din subh 11 baje tatkal booking me reservation bhi kar sakte ho
Bhai aapne jo PAN card online correction ki video daali thi use dekh kar Maine PAN card correction apply kiya. Apply to successfully ho gaya hai aur last me jo PDF aati hai vo bhi aa gayi, lekin jab main status check kar raha hu to us par "sorry, no record found" Aa raha hai. To kya PAN card thik se apply hua hai ya nahi. Ya iska koi aur karan hai. I'm waiting for your reply.
Bhaiya pls meri ek help kar do bhaiya Agar mhuje General ticket station ke ticket counter se lena hai tho kaise general ticket maanga jaata hai please bhaiya reply kar dena jaise mhuje muzaffarpur se Darbhanga jaana hai tho matlab kya kya detail bolna padta hai general ticket kharidne ke liye counter par pls bhaiya reply karna jarur 🙇🙇🙇
Bhai Seat to nhi milega na. Aur bol rhe ho 3 hours ke Ander trevall karne ko par trean waise hi sala late chalta hai Kucch Aisa video lekar Aao ki confirm seat mil jaaye
UTS app par ticket booking ke samay train types:1) ordinary, 2)mail/express, 3) superfast ke bare me bataye? & Memu and memu express ke liye koun ticket chahiye??
6:07 video start from here
8:06 Aisa vi to ho sakta hay. Ek example, Deta hoon ek passenger Ranchi se Kharagpur Gaya Uske baad usko local train lena hoga kyunki Ranchi wala train uska Chhota station Me nahi rukta so usko local train me charna hay. Isliye usko naya ticket lena parega . Manlo passenger senior citizen hay or heavy luggage hay or train laga hua hay ek train se Utar ke naya ticket banwake wapas ane pe train miss ho jayega. Tab kya Kare? Uts to chalega nahi station me. That’s why uts has a flaws in terms of convenience. Mera pass ek suggestion hay app me ek option do connecting train aisa kardo ki previous ticket ka number ( agar confirm ticket then pnr, agar general ticket to uspe vi number hota hay) usko dene se hi station or train k upar booking allowed hoga.
Bahutttttt achaaaa laga, sab bata diya apne to. Varna tooo line pe khade khade train chhutne ka time ho jata tha
Sach m
Ni majak tha 😅
Acha😂
Thanks brother....aapke video se bohot jankari mili......😊
Very nicely explained. Thank you very much
Thanks a lot for this video. You saved me ❤
Very Easy Explanation 👍
Gazzab ka explanation 😮🎉😂❤
Bro thenks bhoth acchi jankari di aapne
Very well explained 🙏🏻
superfast train kaa tikit exprex ko bhi clta hai,,,,...
lekin expres ka tikit super fast ko nhi chalta😊😊😊
General tickets ke baad railway station lekar jake firse register kuch karna padega kya?
SIR mane uts app se ticket book Kiya Tha to TC nahi mana ye ticket ko aur mujhe fine le liye tha bola tha ye ticket manay nahi hai
😮
Jhut bol rhe ho
Aap sleeper coach me honge ya superfast charge nai lgaya hoga ya tc hi fraud hoga 😂
Very useful video😁😁😁
Helpful video bhai ❤
Yah booking keval station per hi jakad book hoga ya Ghar baitha ya kahi se bhi kar skate hai iska batana jarur
1 ticket book krke....4-5 log same number se login karle to??
😂😂 mast plan
Try kr bro fir video banana Mai share krdunga apne channel pr Jo Paisa ayga wo ter account me direct transfer
Nhi hota h aisa.... Ek hi phone me login hoga
Paper less tickit share kaise kare?
😂😂😂😂 नहीं होगा
Mtlv ticket counter tk to jaaanaa hi pdegaa naa fir bhi
Agar long journey jana hai toh yeh ticket chalega in unreserved boggy without fine?
Monthly ticket one way journey ka hota h yaa month me ana jana dono hota h... Jaise ki agar hme lucknow se prayagraj jana h to dono taraf se journey ho jayegi yaa luck to prya only one way hoga
Is there phone pe option in Payment method ❓
Bhai Mera Odisha se Kolkata ka 3A ticket waiting pe hai (wl5)...
Wo confirm na hua to ..main General/chalu ticket se bhi travel kar lunga..
Lekin uske liye Wo chalu ticket book kab Kiya jata hai ...kya usi din(UTC app me)🥺🥺🥺 ya phir wo bhi reservation type ( pehle se)
Ticket counter pe bhi issi din milenge kya..❤
Agar confirm hojaaye to theek hai nhi to 4-5 ghante pehle pura return aajaega
Fir journey Wale din waha Jake ticket counter se general ki ticket lelena
Aur agar paise ki dikkat nhi ho to jorney ke pehle Wale din subh 11 baje tatkal booking me reservation bhi kar sakte ho
@@janviarora200 thankyou so much 🥺💕
Thank you dear, very well explained.
Printed UTS ticket for long distance can be booked how many days in advance? Please let me know.
No advance booking is possible
Bro. Ordinary option select kr skte h?? Usme charges bhi km h
Same question agr me ordinary book kar du or express me bath jau to problem to nahi hogi??
Bhai long journey nhi kr sakte kya isse..?
Bhai uts unreserved train ticket Anya logonko sale kar sakenge ya nahi please batayenge
Helpfull video...👍
Bhai aapne jo PAN card online correction ki video daali thi use dekh kar Maine PAN card correction apply kiya. Apply to successfully ho gaya hai aur last me jo PDF aati hai vo bhi aa gayi, lekin jab main status check kar raha hu to us par "sorry, no record found" Aa raha hai. To kya PAN card thik se apply hua hai ya nahi. Ya iska koi aur karan hai.
I'm waiting for your reply.
Aapke phone pe jb msg aayega to ya apply krne ke 1 week after aap check kren aapko pan card correction ka new status dekhne ko mil kayegi
Thank you so much Bhai ❤🌟
Bhai agar 3hr ke baad ki train hai to kya usme travel krsakte hain ?
Bhai maine do sleeper ticket book kiya hai, lekin unme bogie number nahi hai, sirf seat number hai, to kaise pata kare bogie number.
Ye ticket full one day ke liye chal jati hai?
Kya koi bhi station se paperless ticket book ho jayega ya koi kas location Wale station ki sema se ticket book ho gi
Koi bhi station se
Thanks for advice sir❤❤❤.
Apne phone se dushro ke liye genral ticket kaat sakte hai ya nhi
Mujhe ek specific date ke liye ticket chaiye wo available nahi hota hai kya 🤔
Demu se travel karna h to konsa type select kare
Bhai uts app se lambi journey ka bhi ticket book kar sakte hain kya
Ha lekin unreserved ticket booking hogi
App is for unreserved tickets only
@@prabal__45apmkmujhe urgent tamilnadu Jana hai general ticket book karke ja sakta hoon kya
@@ak9njr186 ha lekin station ke andar se ticket book mat karna 1-2km dur se karna aur paperless ticket book karna
@@prabal__45apmk Uts app se booking kr sakta hoon kya ??
Vai Phone pay se payment kar sakte hai kia
Kya hm y ticket journey date s 1 ya 2 din pahlay book nhi kr skte h kya?
Bataya to hai na bro ki ticket krne k within 3 hrs journey start kr Dena h...
Station choose krne ke baad next ka option nhi aa raha fare option araha hai usme route select krna padega woh kaise maloom
Very good bhai
Superb bhai🎊💯
Book krne ka baad seta milenge?
Kyaa
Ordinary ka book krna h??
Matlab agar mera recently train 6ut gaya to uske baad bhi kisi bhi train mein travel kar sakta hoon??
Discount bhi milta hai kya
Bro offline liya hua pass online main generat hoga?
इस पर मै video बनाए हैं जाकर देखिए
Agr m station p hu bt ticket usk just aage k station kaa bana skte h, ex,- main varansi juction p hu ar ticket varansi City station kaa lu toh milega
Bhai kar skte h kya
Bhai maine superfast ka ticket booking kiya tha but cancel ticket me kuchh dikh hi nhii raha hai ?? Patym se payment kiya tha
Bro mera bhi aesa hi same problem huwa 😢
Thank you bro ❤❤❤
Iss app se ticket book krne pe koi dikkat toh nhi aati h na ..kahin TT iss ticket ko accept na kiya toh
Kaun bola hai ki nahi accept karega
Very good bro❤
Good job 👍
Can we book tickets for next day
Sir kitne din pehle general ki ticket book kar sakte hai
book krne ke baad within 3 hrs journey start kr dena h
Uts ma ticket show karega without internet
Tq bro information 🎉❤
Stations select krne ke bad ... Next trains or get fare ka option aara h bs... Booking ka option q nhi aa rha
Get fare par tap kijiye ticket book krne k liye
Mujhe raat 8 baje ki train book karni hai toh kaise karu aur kaise pata chalega ki raat ki na toh am pm aa raha hai aur na hi pata lag raha hai
Am mtlb subah or Pm mtlb raat 👍
General train mein ek yaa do sleepar coach bhi hote Hain to sleeper ke liye ticket kaise book karein uts app se
Sleeper ke liye ye app nji hai only general ticket ke liye hai
Bhai mujhe up se Mumbai ke liye ticke bna skta hu general but jane ne 2 din lgega yatra me toh ticket kab tak valid rhega dusra date lg jata hai
Return tickit booking not available in this app??
Par normal booking me likha ara hai journey 3 hours bad ki hai.. Mtlb normal booking krege toh 3ghnte phle book krni pdegi tickets
yes journey start krne k within 3 hrs. ticket book Karein before reaching to railway station
V.good explained bhai
Brother i need to book ticket for tomorrow1:15 ticket so how can i book that trains ticket
journey start krne k with in 3 hr me ticket kare....aur station par jaane se pehle karein
General ticket irctc me nahi kar sakte h kya
nhi..uts for unreserved ticket...and irctc for reserved ticket booking
@@TheeTube irctc webside se pc me nahi kat sakte h kya
How to change journey date
Very useful 👍
Nice explanation.
For example express train ka jenral ticket lekar aur superfast train mein journey kr sakte hai.....
Ha
Train name??
Thane se cst tak general mar sakte hai kya
Super bro tq for Information
Local Train Booking hoga kya
Bhaiya pls meri ek help kar do bhaiya Agar mhuje General ticket station ke ticket counter se lena hai tho kaise general ticket maanga jaata hai please bhaiya reply kar dena jaise mhuje muzaffarpur se Darbhanga jaana hai tho matlab kya kya detail bolna padta hai general ticket kharidne ke liye counter par pls bhaiya reply karna jarur 🙇🙇🙇
Train jane ke bad bhi ticcket cancel kar sakte hai kya.
Kal ke liye advance tickets general kaise book hoga
Bhai date to bta hi nhi rha kis date ka book kr rhe
Ghar baithe kaise kar rhe ho book?
Are.. bhai mujhe alwar jana..😅😅😅
😂 main alwar me hi rehta hu bro
@@TheeTube m bhi bhai alwar ka hu tum keha se ho bhai
Kitni. Distance tak ka ticket le sakte h
इस पर मै video बनाए हैं जाकर देखिए
Bhai jenral ticket mein kisi bhi train se journey kr sakte hai.....
yes but start ur journey within 3 hrs after ticket booking
@@TheeTube okay.....☺️
Bhai print out wala kis time Tak Hove book
Sir chalti train me book ker sakte hai
Kyu TT ko dekhne ke baad kataoge😂😂😂
@@dhananjaysingh2908😂😂😂😂😂
इस पर मै video बनाए हैं जाकर देखिए
@@dhananjaysingh2908😂😂😂
Esme jane k ticket book hota h waha se return k liye kaise book kre😊
Ya fir yehi ticket lekar direct train me jaa sakte
Han but general se
Pta kaise chalega konsi train ka book Kiya hai
but brother.. es me within 3 hour me traveling bola hai agar kuch kuch train to 5 6 hour late hota hai unka kya hoga..
Mistake train walo ki hogi humari nahi hum time pe station attend hai aur valid ticket hai
Ticket booking ka time nahin de raha hai
Informative
Bhai Seat to nhi milega na. Aur bol rhe ho 3 hours ke Ander trevall karne ko par trean waise hi sala late chalta hai Kucch Aisa video lekar Aao ki confirm seat mil jaaye
😂😂😂
Nice Sir 😊😊
UTS app par ticket booking ke samay
train types:1) ordinary, 2)mail/express, 3) superfast ke bare me bataye?
&
Memu and memu express ke liye koun ticket chahiye??
Ordinary
Superb video a to z❤
Date option not available
Same date ka hi hota h bhai
Bhai agar muje 10 din pehle book karana hai general ka toh
😂😂😂😂
इस पर मै video बनाए हैं जाकर देखिए
Prabhu aap mahan hai😂😂😂😂 avtar ligiye railway apka intezar krega general ticket 🎟katna tak kah uh bi 10 diin pehla
How many tickets once time
Profile details error area bhai
Riwaly ke pass ke bad ka sti ka ticket kesa nikalneka