Ye ac dual inverter hai. Iska bill cooler se kam aata hai. Mere paas hai wifi wala lg ac. Online check hota hai electricity consuming. Cooler se kam power leta hai
@@manimodi oh bhai ac koi sa bhi ho cooler se jada hi electricity consume krta hai. Dual invertor ac only baaki ac k comparison m km electricity khayega pr cooler se kam electricity kabhi ni hoskta.
@sahilyadav6800 Under warranty you will get two normal services in a year(just cleaning with a brush & a mug of water).. This is wet service (They use jet pump to clean) which is chargeable even under warranty..
13:18 kuchh kand ho gya shayad, background me, 😅😅😅
Bhai apka ac mst cooling karta hai kya ,matlab ki raat ko kambal lekar Sona parta hai kya agr temperature 18 ,16 degree rakhe toh
Bilkul agr room ka size ac k capacity k according h to kambal leke hi Sona padega 16pe kr diya tk
Water wash ke baad kitne time me AC on karna chahiye
TURANT KAR SAKTE H ASI KOI BAAT NHI HOTI H
Nice👌 keep it up
Outdoor ki pcb ko safe nahi Kiya aapne
Pura department alag hai usme bichme wall type bana hai ...or lg meh pcb top me plastic ke cover meh rehti jise ki vo baris me bhige na ...😊
😊
Urban company ya Lg ka khud ka sahi rhega?
Kaun si machine sahi padegi wash k liye
Wet service krane ke kitne der baad ac on karni chahiye???
Instant bhi kr skte
Condensor coil pe acid nai marte na??
Abhi tak to kisi ko marte nahi dekha
Lg service men need to improve service...60 % only satisfaction ...
Bady bhaiya ye senior technicians kase aate ha humare yha to ase he laalo paalo technicians aa jate hai😢
सर,
AC और कुलर मे लाईट बिल किसका ज्यादा आता है
Ac ka ज्यादा आता है, लगभग 4 गुना ज्यादा कूलर से
Ye ac dual inverter hai. Iska bill cooler se kam aata hai. Mere paas hai wifi wala lg ac. Online check hota hai electricity consuming. Cooler se kam power leta hai
@@manimodi oh bhai ac koi sa bhi ho cooler se jada hi electricity consume krta hai. Dual invertor ac only baaki ac k comparison m km electricity khayega pr cooler se kam electricity kabhi ni hoskta.
Isme pm hd filter nhi h kya?
400 likes kar diye
Iske andar fan ko kholke saaf nehi kiya kya
Bhaie me apke sathe kam karnna chaha ta hu
😢😢😢
Service charges
Price ??
Lg Service Charges Rs. 885, Sometimes Rs. 500 bhi le lete, Vo Area krle according bhi change hote
@@RUclipsrSHIVAunder warranty bhi chargeable hai?
@sahilyadav6800 Under warranty you will get two normal services in a year(just cleaning with a brush & a mug of water).. This is wet service (They use jet pump to clean) which is chargeable even under warranty..
If it is under warranty you can take jet service by paying 400 instead of 885 rupees
@@sahilyadav6800 no, thats free
Ye service ki kitne charges hoti h😊
Sirf visit kerne ka charge 704 Rs. Hai
500
Main mumbai me rhta hu, or kal hi Maine call Kiya tha 708 Rs. Bataya hai, ho sakta hai state per charges depend hota hai
600
Itne se kaam ke itne paise, kuch jyada nahi hogya
Water wash har saal karwana parta hey kya
Yes
2 times in a year within 6months
indoor seMrie
Ohh Bhai Thug liya tumko Blower ki safai nahi kari usne 😂😂 Blower important hota hai sabse zyada dust usme hi hoti hai
Number send karo sir customer service ka
Punjabi
Price ?
Rs 500-900