Mera pass mahindra Toto alfa ka automatic charger hai aur mera pass new livguard battery 140amp ka battery hai battery jaldi down ho jata hai 3 se 4 ghante k andar kya charger change karna parega?
Battery agar naya hoga to fir charge ho jaega. Lekin jab battery ka water level kam ho jaega . Distil water top up karne ke bad then o charges a battery fully charge nahi ho payega Tab aapko high ampere charger se charge karna padega battery backup badhane ke liye
Gravity 1300 matlab acide mixture high hai. Battery floting charge ho raha hai. . App battery ko load main voltage check kijiye . Voltage maximum drop kitna ho raha hai. . Or battery Kitna empier ka hai . Or kitna ampere batter se charge ho raha hai.
Bhai voltage bhi theek dikha raha hai. Mere pass empier wala charger hai jismein ke 15 se 20 empier ke bich mein charge hota hai mistri ka kahana hai aapka battery jyada charge ho gaya to uske liye main kya Karun 1300 gravity kyon dikha rha he
Dekhiae aapka battery over charge Hai yah bilkul sahi bola mishri ne. iske liye aapko mileage jyada mil nahin raha hai. Ap yah boliya aapka gadi Mein Kitna empier ka battery hai? Aapko yah donon Mein se ek Kam karna hoga 🛑1. Battery Mein jitna Pani Hai vah Pani ko nikal kar dubara Pani dalna hoga or same charger se charge hoga 🛑2. Pani agar exchange nahin karenge to fir Kam ampere wala charger se usko charge karna hoga Yah theek hone Mein ek hafta time lagega lekin yah ek hafta bad se dheere dheere charge backup badhne lagega ok
Battery full charge hone ka indicator to charger ke sath hi hota hai. Stabilizer charger hone se ful charge red light on ho jata hai Aur SMPS charger hone se for indicator Ek sath jal jata hai
Sir mera gari main datch ka 140 amp ka bettery hai 40 / 50 km chalne ke bad betery charge khatam ho raha hai or full charge hote v thora uchai pe utne se 4 gat se 3 gat pe a raha hai Iska solution kiya hai ...? Please help me....
Battery proper charge nahin hone ki vajah se battery week ho gaya hai. Aapko isase high ampere wala Jo charger hai usse aapko charger karna padega 18 ampere 20 ampere charger lagega.
🛑Charon battery mein se agar koi bhi ek battery floating charge ho jata hai tab Aisa problem hota Hai ( matlab battery voltage 14 15 16 Aisa Ho jata hai) 🛑 Charger plug agar loose rehta hai tabhi Aisa problem hota Hai ( charger plug problem) 🛑 Charger ke andar empier agar fluctuate hota hai tab bhi Aisa problem hota Hai (charger fault) 🛑 Battery connection mein agar sulfur jam jata hai ya nut loose rahata Hai tab Aisa problem hota Hai( Battery connection problem)
Bhai Mai chinar park me hi rehta hu.. aap mujhe apna parfect address dijiye jo map me show kare.. mujhe kal hi Monday ko 1 kam karana hai. Aap add de dijiye to mai aa jaunga.
Kalipark ake then left ⬅️ Then bablatola akar straight ⬆️ Bablatala Aakar koi bhi toto wala se puchega ki Aakash bhai ka toto garage kahan hai vah aapko bol dega Address (North Narayanpur near Sultan Sangha club) ok pin cod 700136
हेलो भाई हमारी ई रिक्शा में 135ah 2 eastman कंपनी के 1 NEW बैटरा 1 पुराना ओर 2 देसी बैटरा है gravity सही बता रहा 13 तक , उसमें दिक्कत ये आ रही है की गाड़ी 75% से ऊपर चार्जर नहीं हो रहा माइलेज भी गाड़ी नहीं दे रही ओर 4 बैटरी चार्ज करते समय फुल गरम हो रहा है भाई , चार्जर में दिक्कत है या ? या बैटरों में प्लीज भाई बताए!!
मेरे पास UTL का चार्जर है पर कुछ दिनों से ई रिक्शा फुल चार्ज हो नहीं रहा है 75% तक ही बोल ल चार्जर का भुक-भाक होते रहता है 100% चार्ज नहीं होता है क्या करें।
Bro mera leader company ka 160e+ battery he.7 month ka gari he.or mere pass Microtek ka 21 amp ka charger he.firvi mera gari ka maileg nehi mil raha.65 km chalane ke baad battery full down ho raha he.3 month se e problem face kar Raha Hu.battery ka jo waring hota he o vi Havells ka 10mm se waring kiya hu.full charge me battery 13.12,13.02,13.08,13.08 aa raha he.gari on karte hi miter me 51.6 dikha ra he.or presure dete hi suru me 50.5 ho raha he.fir vi gari 65 km chalte hi full discharge ho ja raha he.plese bro kuch suggetion do.aisa q ho raha he.please reply me.discharge me battery volt 11.37,11.25,11.57,11.57 aa raha he.
Gadi full charge hone Mein Kitna time lag raha hai? Aur gadi ful charge karne ke bad battery gravity Ko ek bar check kijiye 1250 ke upar Hai ki nahin .
Ok. Bahut badhiya. I really like the way you describe it 👌👌👌🌹 Aapka gadi ka jo battery gravity hai usko ek bar acche se check kijiye Aisa problem bahut gadi Mein hota Hai Aap ek cheez notice kariyega battery jab charging mein laga hua rahega tab battery ka jo dhakkan hai usko khol kar dekhiaega ki uske andar Pani ubal Raha Hai ki nahin ok. Agar ublega to fir charger empier sahi hai Then aapko ek last step Lena hoga battery Mein Jo Pani Hai sab Pani ko replace karke then exid company ka Pani battery Mein Dhal ke चार-पांच din charge karne ke bad aapko result dekhna hoga Aisa karne se most probably problem theek ho jaega Aur agar sem hi rahega to fir battery ko claim Mein bhejna hoga yah battery related issue hai ok
Bahut bahut shukriya samjhane ke liye Bhai jaan
Thanks it's means a lot
भाई साहब ई रिक्सा मीटर में बैटरी 50% चार्ज है लेकिन लोड मान रहा है अगर 100%चार्ज हो तो चलता है
Mera pass mahindra Toto alfa ka automatic charger hai aur mera pass new livguard battery 140amp ka battery hai battery jaldi down ho jata hai 3 se 4 ghante k andar kya charger change karna parega?
150 empier ka 4 battery laga hua hai kitne empier ke charger se hona chahie
21 ah charger lage ga
Sir mera charging full down hai aur charge karta hu to 50% se start hota hai kya problem hai sir
Sir charger board ka MCB jall Raha he,bar bar jal raha he ,solve kaise karna ji
Kitna amp mcb hain ...mcb ki amp barado 10 hain to 16 laga dijie..or charger ki kebil check karo
👍👍👍👍 exactly
Bhai mere pas microtek ka 16 amp ka charger hai. Is charger se e rickshaw ka 135 ah eastman ka 4 battery charge ho paega...plz bataie
Battery agar naya hoga to fir charge ho jaega.
Lekin jab battery ka water level kam ho jaega .
Distil water top up karne ke bad then o charges a battery fully charge nahi ho payega
Tab aapko high ampere charger se charge karna padega battery backup badhane ke liye
❤❤❤❤❤
good
🤗🤗🤗🤗🌹👍
Sir
Please Zroor Batana
Kya Main Liv Tec Batteries Dalva Loon
Kya Theek Rahegi ?
Liv tech battery kaisa hoga ey muje malum nahi hai. App coustomer feedback dekh kar hi lijiye
वाले कुम अस्लाम
Agar charger shi nikle to battery me kya kya problem ho sakti he mileage drop hone ke ?
Batteries 1 year old and charger also
Ji han charger agar Sahi rahega to fir battery voltage droping problem ho sakta hai. .
@@akasherickshawtech uska kya solution he?
मेरी गाड़ी में चार्जीग कम चल रही मेरी गाड़ी को 2 महीने हुए है 3-4दिन से कम चल रही है गाड़ी ❤🎉
Gadi mein battery kitne empier ka hai aur kitne empier charger se charge ho raha hai?
Bhai please reply jarur hydrometer mein 1300 gravity dekhne ke bad bhi battery50 k.l se zada nahin chalti
Gravity 1300 matlab acide mixture high hai. Battery floting charge ho raha hai. . App battery ko load main voltage check kijiye . Voltage maximum drop kitna ho raha hai. . Or battery Kitna empier ka hai . Or kitna ampere batter se charge ho raha hai.
Bhai voltage bhi theek dikha raha hai. Mere pass empier wala charger hai jismein ke 15 se 20 empier ke bich mein charge hota hai mistri ka kahana hai aapka battery jyada charge ho gaya to uske liye main kya Karun 1300 gravity kyon dikha rha he
Dekhiae aapka battery over charge Hai yah bilkul sahi bola mishri ne.
iske liye aapko mileage jyada mil nahin raha hai.
Ap yah boliya aapka gadi Mein Kitna empier ka battery hai?
Aapko yah donon Mein se ek
Kam karna hoga
🛑1. Battery Mein jitna Pani Hai vah Pani ko nikal kar dubara Pani dalna hoga or same charger se charge hoga
🛑2. Pani agar exchange nahin karenge to fir Kam ampere wala charger se usko charge karna hoga
Yah theek hone Mein ek hafta time lagega lekin yah ek hafta bad se dheere dheere charge backup badhne lagega ok
Thank u bhai Pani Nikal ke district water dal Diya hun dekhta hun kya hota hai abhi to mileage nahin de rahi hai district water dalne ke bad bhi
Kuchh din rukiye धीरे-धीरे mileage badega🤗
Sir mere pas city life ka gadi hai 12 month ho gaya hai 150ampire baitry hai beckup nahi de raha hai 16 ah utl ka charger hai kitna kar de
150 ah battery k liye 21 ah charger lagega
Same problem
130 ampir ka battery Kitna kilometre chalega full charge me load me
Kitna watt motor hai
Vai E=rickshaw main Earthing leakage kinta aana chaiye ?
Ek video plz
Okok. Main Negetive se 15 voltage k upar Ane se problem hoga.
Positive voltage agar leakage hoga. To fir wire or connection fully check karna hoga.
Plz koi btaiye ye microtek ka charger kaisa hai lena chaiye ya nahi
App kitna empier battery charge karenge? 135 up agar hoga to fir microtech 21 ampere thik hai
@@akasherickshawtech 130ah ke 4 battery hai rickshaw mein
To fir app 16 ampere microtech ya 18 amper voltsman charger use kijiye
@@akasherickshawtech acha bhai maine subah microtech ya voltman ke charger se gravity nahi banti
Bro,,mera 120 amp ki battery hai ,, charger amp pata nehi,,kitna amp charger homa cahiye
15 ampere hone se ho jaega.
Mera battery ka gravety 1300 bta raha fir bhi backup nahi de raha kyu
Mera v sem problem hai vai mera charger v 50 se chalu hota hai kya charges me problem hai
Battery mein agar halka charge rahega to fir use time per charger 50% se shuru hota Hai.
Apko gadi mein battery backup kaise mil raha hai?
Pura full charge hojaye kaise pata chalega aap please🙏 battaiye na
Battery full charge hone ka indicator to charger ke sath hi hota hai.
Stabilizer charger hone se ful charge red light on ho jata hai
Aur SMPS charger hone se for indicator Ek sath jal jata hai
Sir mera gari main datch ka 140 amp ka bettery hai 40 / 50 km chalne ke bad betery charge khatam ho raha hai or full charge hote v thora uchai pe utne se 4 gat se 3 gat pe a raha hai
Iska solution kiya hai ...?
Please help me....
Kitna empier charger se app usko charge kar rahe ho?
@@akasherickshawtech 16amp charger se
Battery proper charge nahin hone ki vajah se battery week ho gaya hai.
Aapko isase high ampere wala Jo charger hai usse aapko charger karna padega
18 ampere 20 ampere charger lagega.
Bhai 16 amp microtek charger pe maximum kitna AH ka e rickshaw 4 battery charge ho jaega. Plz batya new battery lena hay..
Maximum 135 ah
Lokash
Bhai mera bhai ka toto 2 hour charge hone ke bad charge chhor deta he ,kiya problem ho Raha he?
🛑Charon battery mein se agar koi bhi ek battery floating charge ho jata hai tab Aisa problem hota Hai ( matlab battery voltage 14 15 16 Aisa Ho jata hai)
🛑 Charger plug agar loose rehta hai tabhi Aisa problem hota Hai ( charger plug problem)
🛑 Charger ke andar empier agar fluctuate hota hai tab bhi Aisa problem hota Hai (charger fault)
🛑 Battery connection mein agar sulfur jam jata hai ya nut loose rahata Hai tab Aisa problem hota Hai( Battery connection problem)
Mera gadi super Alfa hai 1sal ho gaya hai aur abhi charj hone me 13-14, ghante lag raha hai bahi kya karu
Pehele kitna tym lagta tha
Mahindra car Alpha hai full charge Nahin ho raha Sar kya problem bataiye
Kitna empier ka battery hai aur charger kitne empier ka hai?
मेरा महेन्द्र ई-अल्फा सुपर गाड़ी भी सेम समस्या है।
Mere pass gadi hai 3000 wat ki motor wali ismein laga hua hai 6 battery 60 Kimi chalti hai gadi
Bhai jaan kya kam mpyear ka charger ko jada ban sakta hai 🤔🤔 ya dusra lena padega bhai jaldi batao 🤔🤔
Dusra Lena hoga, sorry for late reply 🌹😟
Maire main bhi yhee problem hai mujhe khaa aana hai
Charger check kawaiye
Charger bhi achha hai or battery bhi fhir bhi 30 to 40 hi chLti hai to kAise kare
Gadi mein kitne empier ka battery hai aur Kitna empier charger se charge hota Hai
Bhai
ভাই ক্যানটার মটর গরম হচ্ছে আর মাইলেজ 40km পাচ্ছি নতুন বেটারী
100% Charging Ho raha he but mileage nhi dekha rha he
Charger kaun sa company ka hai aur Kitna empier ka hai?
Bhai apka address dijiye mujhe apna gadi check karwana hai.
Aap kahan se ho?
Bhai Mai chinar park me hi rehta hu.. aap mujhe apna parfect address dijiye jo map me show kare.. mujhe kal hi Monday ko 1 kam karana hai. Aap add de dijiye to mai aa jaunga.
Jaldi reply kariyega bhai thank you.
Kitne baje aana hai time bata dijiyega.
Kalipark ake then left ⬅️
Then bablatola akar straight ⬆️
Bablatala Aakar koi bhi toto wala se puchega ki Aakash bhai ka toto garage kahan hai vah aapko bol dega
Address (North Narayanpur near Sultan Sangha club) ok pin cod 700136
हेलो भाई हमारी ई रिक्शा में 135ah 2 eastman कंपनी के 1 NEW बैटरा 1 पुराना ओर 2 देसी बैटरा है gravity सही बता रहा 13 तक , उसमें दिक्कत ये आ रही है की गाड़ी 75% से ऊपर चार्जर नहीं हो रहा माइलेज भी गाड़ी नहीं दे रही ओर 4 बैटरी चार्ज करते समय फुल गरम हो रहा है भाई , चार्जर में दिक्कत है या ? या बैटरों में प्लीज भाई बताए!!
Battery agar purana hoga to fir floating charge ho sakta hai.
Or charger main agar problem hoga to fir floating charge ho sakta hai.
@@akasherickshawtech भाई जो 2 देसी
बैटरे है उनमें से पानी लीक करता है
Ye problem Jayda tar battery voltage flouting hone ne k liye hota hai. 4 ro battery mai se 1 ya 2do battery main voltage dropping problem hai
Mera I riksha 25 se jyada speed nahin chalta hai
25 se jyada hota hi nahi hai
Jisme dikhata hai jyada oo fols rahta hai
Aapka kaun sa company ka riksha hai
1000 wat ka motor daal do 50amp ka कंट्रोलर ho jayega
मेरे पास UTL का चार्जर है पर कुछ दिनों से ई रिक्शा फुल चार्ज हो नहीं रहा है 75% तक ही बोल ल चार्जर का भुक-भाक होते रहता है 100% चार्ज नहीं होता है क्या करें।
Ap vah charger ko kahin dusre gadi Mein lagakar ek bar check kijiye agar vah gadi mein bhi sem problem hota Hai to vah fir charger ka hi problem hai.
Same problem bhai aapka sahi hua yaa nhi
Ji ha problem solved hota hai
Kese bhaii
Please bata do bhaii bahut dikhaat me haiii😢
Mera battery full charge Hota Hai Ki Nahin kya Karan hai
Battery full charge hone ke bad meter Mein voltage Kitna show hota hai? 52.5 ya 49.4 ?
Yah detail mujhe boliye uske bad mein bol paunga
Bhaiya ye problem mera bhi h
Metar me 53/54 dikhata h parantu bahut jaldi drop ho jata h volt
45/50 km lod gari me charge deta h fir khatam ho jata h
Battery 1 month hua h eastman ka battery h
Bhai ji same problem h...aur battery bahut heat ho Rahi h
.mujhe guide kro
E rickshaw loder city life company ka hai
Charge bhot jaldi khatam ho jata hai 20 k m jata hai kuch baatau kya hua hoga 😢
Loader mein jo motor Hai vah Kitna watt ka hai?
Aur gadi mein kitne empier ka battery laga hua hai?
Aap.ka.namder
Sorry 😔
Bro mera leader company ka 160e+ battery he.7 month ka gari he.or mere pass Microtek ka 21 amp ka charger he.firvi mera gari ka maileg nehi mil raha.65 km chalane ke baad battery full down ho raha he.3 month se e problem face kar Raha Hu.battery ka jo waring hota he o vi Havells ka 10mm se waring kiya hu.full charge me battery 13.12,13.02,13.08,13.08 aa raha he.gari on karte hi miter me 51.6 dikha ra he.or presure dete hi suru me 50.5 ho raha he.fir vi gari 65 km chalte hi full discharge ho ja raha he.plese bro kuch suggetion do.aisa q ho raha he.please reply me.discharge me battery volt 11.37,11.25,11.57,11.57 aa raha he.
Gravity chek Karo bhai
Gadi full charge hone Mein Kitna time lag raha hai?
Aur gadi ful charge karne ke bad battery gravity Ko ek bar check kijiye 1250 ke upar Hai ki nahin .
Mera b same condition
Pls help
Ok. Bahut badhiya. I really like the way you describe it 👌👌👌🌹
Aapka gadi ka jo battery gravity hai usko ek bar acche se check kijiye
Aisa problem bahut gadi Mein hota Hai
Aap ek cheez notice kariyega battery jab charging mein laga hua rahega tab battery ka jo dhakkan hai usko khol kar dekhiaega ki uske andar Pani ubal Raha Hai ki nahin ok. Agar ublega to fir charger empier sahi hai
Then aapko ek last step Lena hoga battery Mein Jo Pani Hai sab Pani ko replace karke then exid company ka Pani battery Mein Dhal ke चार-पांच din charge karne ke bad aapko result dekhna hoga
Aisa karne se most probably problem theek ho jaega
Aur agar sem hi rahega to fir battery ko claim Mein bhejna hoga yah battery related issue hai ok
3 Barry 135 aur chautha 165 ka h to isse bhi koi dikkat h mera baikap kam de raha h 60 kilo miter chalta h
Bhai apna number dedo mujhko bhi gaadi chack karwani hai aapse
Aapka adress kahan ka hai?
Aap apna number de do
Bhai