मेरे पास utl की 150ah की बैटरी है उसमें 5 सेलों की ग्रेविटी 1220 है और 1सेल की ग्रेविटी बिल्कुल ही डाउन है उठ भी नहीं रहा है में करूँ सर कोई समाधान बताइये
हमारे पास 150ah luminous ki battery h jo ki bhut jldi charj aur khtm ho jati hai 2 bar usko charj bhi krwa chuke pr backup nhi de rhi 4 ghnte se jyada 2020 me liye the
Mere inverter battery mein kuch ghandagi kaley kaley hai. Kya mein pure acid kho khali kaar ke normal pani se battery kho saaf kaar saktha hun kya. aur battery mein naye distilled water ya acid kya dalna chayiye. Kitne acid or distilled water dalenge?
Mere pas estman ki 150h bettry hai gravity 1200 se jyada nahin ho rahi lagatar charge ho rahi hai aur garm ho rahi hai bahot jyada. Kya isme soda daal kar charge llaga dun ya pahle discharge karne ke baad soda dalu
Bhai agar battery heet ho rahi hai charging kat nhi ho raha hai to aapki battery kharab ho chuki hai soda ya tablet tab dali jati hai jab gravity kam ho aapki battery ki gravity ti full hai
@@rajutechvlog per bhai backup 6 - 7 ghante ka hai agar battery kharab hoti to backup kaise aa raha hai main ye kahna chahta hun agar gravity 1220 aa jaye to shayad cut bhi ho jaye chargeing
Sharmila double battery wala inverter hai charging volt 14.5 volt per set Kiya hua Hai aur vah 27.5 volt per hi charging band kar deta hai 14.5 volt ka matlab do battery on mein 29 volt hona chahie
@@rajutechvlog Sir me aap se baat karna chahta hu meri do battery hain dono back-up nahi de rahi hai charge ho rahi hai maine grevity check kari toh 11/5 aa rahi hai
Batery low ho geyee thi charge kia Shop se baad mei batery chal rahi thi.Raat long cutt se batery low indication aai.Raat 2bjey se subah tek charge lef chal rahi thi .full charge per batrey 7 Amp show ker rahi rahi hai charge Led bandh hone per bi halki germ bi hai kaya load zero hona chihey ki nah batey kaya
Meri battery warrenty mai hai backup bahut hi low hai dealer battery ko sahii btaa deta but mujhe bachup nhi mil rha hai Kya karu jisase battery dead ho jaye aur claim bhi ho jaye
Sir hmre pas livguard 150ah solar bttry h , backup 10 min hogya hai , gravity meter to nhi h pr har cell ka volt chack kiya to 2.1 aara hai par 1 cell ka 1.5 something aara hai , kya kre ..
भाई साहब, 24V के इन्वर्टर में पीछे पैनल पर अगर चार्जिंग बटन को LA पर सेट करते हैं तो कितने वोल्ट पर चार्जिंग कट होना चाहिए? और अगर Tubular को सेट करते हैं तो चार्जिंग कट कितने वोल्ट पर होना चाहिए?
Hamari new battery hai 6month ho gye but hamne battery mai galti se jayada pani daal diya jisse bahot saara pani baher agya ..to kya usse kuch nuksan hoga hamari battery ko ? Ye 1st time tha jo galti se sabme jayada pani daal diye aur usme se bahot saara pani overflow hone ki vajah se gir gya.. pls mai bahot darr gyi ki kahi hamari battery kharab na ho jaye ya slow ho jaye.. pls btayiye ki usko koi problem to nhi hogi.
भैया मेरे बैटरी का 4 साल हो गया है उसका बैकअप कम गया था तो हम बैटरी में से औसारा पानी निकाल कर फिर से नया एसिड और पानी😊 डाले हैं 36 घंटा से चार्ज में लगा है इनवर्टर पर लेकिन अभी तक फूल नहीं बता रहा है
भाई मेरे पास सोलर बेटरी 40ah की बैटरी है 1 साल पुरानी है लेकिन बेकउप नही आ रहा है आधे घण्टे में चार्ज हो जाती है और 1 फैन 10 मिनट चलने पर लौ बेट्टी बताने लगता है इन्वर्टर ग्रेविटी 1250 से कम नही होती है गारंटी में ह पर गारंटी कार्ड खो गया है क्या करूँ प्लीज़ बताये
मेरे बैट्री को 8 साल 3 माह हो गया है 165 Ah genus कम्पनी का हैं 2 पंखा और 2 बल्ब 9 watt का हैं जिसमे से 1पंखा पुराने समय का हैं 4 से 5 घंटे अभी चल रहा क्या वह अभी भी सही चल रहा हैं बताये सर
Mere battery ki gravity 1275 aaa rhi hai hr cell me battery ko 6 saal ho gya hai... inverter charging voltage krte waqt 14.2 volt tk he pr pata hai 14.4 volt tk nhi jaa rhi jis krn inverter charging krte rhta hai or back-up bhi 190 watts 45 min hai esko kaise shi kre??? Plzz reply
battery ka gravity 1000 ho gaya he or 15 min me hi battery khatam ho jati he. or jese hi power ata to 15 min me battery fully charge dikhata he.plz koi solution dijiye gravity increase karneka.
आपने बैटरी को ठीक करने का बहुत सुंदर तरीक़ा आसान भाषा में समझाया है आपका बहुत बहुत धन्यवाद🙏
Ekdam sahi jankari di bhai aapne bahut dhanyawaad
बहुत अच्छा जाणकारी दीआपने आपका बहोत शुक्रया
Aapane bahut acche dhang se samjhaya
You 💯 have explained nicely, my name is also Raju, l like you,I am Pushpendra Singh [Raju] from, Fatehpur, uttar pradesh,...
Thanks brother
❤ good job sir
Dhanyawad Bhai Sahib ji....I will try today
बहुत सुन्दर जानकारी दी आपने ।
Super information guru
Bhai. aapane.. bahut acchi Tarah Se samjhaya hai .. bahut acchi lagi video Mujhe..🙏 dhanyvad aapka
Thanks Bhai
Thank you Bhai aap se Naya kuch sikha hai maine
Very good 💯👌👌
Bhaiya ji mari invartar ki batri bhaut gram ho jati h Lakin bakap shi de rhae h us k Leya kya krne aap ne bhut badhiya se samjhya h aap ko❤se 👍 h
Battery mai pani full rakho or inverter ki charging low par kar do
Thank bhaiya ji❤😊👍👍👍👍
@@rajutechvlog charging full hone baad bhi 40 mintues low ho jata hain
Sir hamari upc invter 72 voltage ka jab light gaye to upc off hota hai voltage 66 dhikata hai or 1 battrey het hoti hai
Nice👍
मेरे पास utl की 150ah की बैटरी है उसमें 5 सेलों की ग्रेविटी 1220 है और 1सेल की ग्रेविटी बिल्कुल ही डाउन है उठ भी नहीं रहा है में करूँ सर कोई समाधान बताइये
Good information
Thanks
Very nice video thanks
Very good
VERY GOOD
E riksha k bhi aisi kr sakte hai ky
Yes
@@rajutechvlog sir khane wale soda dalne pe ublene laga or jhag dene laga fir sant ho gya ..per apki goli dekhi video me wo ubal nhi rahi thi
Bhai aap ne jo bataya h ye kar ke charge inverter se kar sakte h kya Plzz reply kariye
Good 👍
88A battery me kitna gm tablet ya soda dale'n
Bahut badhiya
Thanku sir ji
Bty ke life ketani hoti hai
KeYA 12 V. 180 AH LAGA SAKTE HAI
Sir ye tablet kahapar milta hai? mujhe jarurat hai please jankari dijiye ga.thanks for information
Battery ki shop per
Sir maine jab soda dala pura pani ubal ne laga....kya avi charging main laga dalu!
हमारे पास 150ah luminous ki battery h jo ki bhut jldi charj aur khtm ho jati hai 2 bar usko charj bhi krwa chuke pr backup nhi de rhi 4 ghnte se jyada 2020 me liye the
Sem mere battery me yahi problem hai
Same problem on my luminous battery.
Whrre can i get this gravity tablets
Microtek pcu 1235 h uspar 225 ah battery apex ka lga sakte h kya
Apex battery ka performance kaisa h plz sir bataye
Bhai best rahegi apex 225ah theek hai
❤
Gadi wala battery me graviti tablet dal sakte hain
Ji dal sakte hai
Bhai, can we use that tablet in tractor and car battery?
Ji bilkul
Mere inverter battery mein kuch ghandagi kaley kaley hai. Kya mein pure acid kho khali kaar ke normal pani se battery kho saaf kaar saktha hun kya. aur battery mein naye distilled water ya acid kya dalna chayiye. Kitne acid or distilled water dalenge?
Mere pas estman ki 150h bettry hai gravity 1200 se jyada nahin ho rahi lagatar charge ho rahi hai aur garm ho rahi hai bahot jyada. Kya isme soda daal kar charge llaga dun ya pahle discharge karne ke baad soda dalu
Onvertor luminious ka nxg1100 solor ka hai aur extra charger ki jagah solor se charge kar lu kya ho jayegi
Solor pannel 170 watt ke teen hain unhe direct laga du ya solor ke thru charge karun
Bhai agar battery heet ho rahi hai charging kat nhi ho raha hai to aapki battery kharab ho chuki hai soda ya tablet tab dali jati hai jab gravity kam ho aapki battery ki gravity ti full hai
@@rajutechvlog per bhai backup 6 - 7 ghante ka hai agar battery kharab hoti to backup kaise aa raha hai main ye kahna chahta hun agar gravity 1220 aa jaye to shayad cut bhi ho jaye chargeing
Agaraksalkkigrawitykamhojatihaihaitokiyausmaiektablatedalkarusebhichargkiyajasaktahai
Sir mujhe luminous battery hai 150 mah hai 2 , 3 second backup deti hai kya kare ghay ab
Nice
Sharmila double battery wala inverter hai charging volt 14.5 volt per set Kiya hua Hai aur vah 27.5 volt per hi charging band kar deta hai 14.5 volt ka matlab do battery on mein 29 volt hona chahie
Sir ye tablet nahi mil rahi kya aap hame bhej sakte hai please sir
Nhi mil raha koi baat aap iski jàgah khane Bala soda her sel mai 10 gram ke hisab se dal sakte hai
Sir please mujhe ye tablet chahiye aap bhej sakte ho ya fir ye bata dijiye ye ham kahan se manga sakte hain
@@rajutechvlog Sir kya me aapse baat kar Sakta hu please apna no dijiye
@@rajutechvlog Sir me aap se baat karna chahta hu meri do battery hain dono back-up nahi de rahi hai charge ho rahi hai maine grevity check kari toh 11/5 aa rahi hai
Elktrek scotr ka ka ry soky btry ha bakp ny dty
Udaya🔋🔋🔋
Sir mere pass Amaron 150mh ki 5 years purani battery hai uske 2 cell me charge nhi ho raha hai back up bhi nhi de rhi hai kaise thik kren.
cell check kijiye agar cell theek ho to tejab tub mai nikal kar usme 2 liter nya milakar dobara dal dijiye sare cell mai or charging per lga dijiye
Aapane Jo yah bataya hai ki gravity badhane wala upay to yah kitne bar ho sakta hai
Good
Good news
Sir ager pani me tejab daala hua h tao bhi ye teblet daal sakte h kya
500 watt Ahuja amplifier challenge ke lia konsy battery invater best hoga sir ?
Sir battery me Acid dal sakte hai kya
Nhi sirf pani
Battery power Plus wala bike sel kharab ho jaaye to kya Karen
Hlo frn. Me Nepal se hu mujhe solar ke bettry ko thik kaise kare
Bhai pahle dikkat kya hai ye to pata hona chahiye
Bhai e gravit tablet mujhe nehi milraha 😢
Plz bataiye online me kahanse milega
Bhai nhi mil rahi to koi baat nahi aap tablet ki jagah khane Bala mitha soda 10 - 10 gram her sel mai dal sakte ho
Bhai aapne jo goli batai h wo kis naam se aati h
Battery gravity teblet
Agar battery heat kre iska kya illaz haj
Sir mere mere inverter me( - ve) battery level wire gadbad kr rha hai low battery show krta h jaise hi light jati hai kya krna hai plz reply
Bhai Mera inbetar ki betri hit horahi bekab 1 gante kahi rahgaya hai koi upay ho to bataye plz Bhai
Sir meri betry fast charger se charg karke bhi beckpup nhi de rhi he
Gravity check kijiye
Best
Thanks
Batery low ho geyee thi charge kia Shop se baad mei batery chal rahi thi.Raat long cutt se batery low indication aai.Raat 2bjey se subah tek charge lef chal rahi thi .full charge per batrey 7 Amp show ker rahi rahi hai charge Led bandh hone per bi halki germ bi hai kaya load zero hona chihey ki nah batey kaya
Plz sir teblet ka image send kijiye ya fir iska pura name Kia he boliye
Battery Gravity teblet
Kis company ka battery lu bhaiya mai
आपको अपनी जरूरत के हिसाब लेना चाहिए अगर बात करें कम्पनी की तो amaron या luminous मैं ले सकते हैं
@@rajutechvlog bhaiya livgaurd 200 AH battery thik rahega microtek UPS eb gold 875 GE inverter k liye?
Mere pas inverter battery Thi pani sara khtam ho gaya Usme battery pani dal diya per charaj nhi ho rhi h kya kre batao plz
Bhaiya ek cell ka paani bahut jyada hee Paani khatam ho jata hai kya krna hoga
Gravity tablet kahase milega? Share the link
Inverter battery ki shop per mil jayega
@@rajutechvlog online available hai ?
Aapne wo tables dala wo online kaise milega
Online nahi milega battery ki shop par milega
What about dry battery??
I have 12v 180ah tubler battery completed more than 5years.Now backup is less than 1 hours. I am going to replace. Please let me know what to do.
Naya le Lo 😂
gravity Tablet uplabdh nahi hai
Aap inka koi solution de
Bhai aapne puri video nhi dekhi solution video mai hai
@@rajutechvlog soda 10gm
Luminous ki bty h 7 yr ho gaya charging ke samay heatup ho rahi h kiya Karan h
Bhai battery ka time pura ho gaya hai
2sal me backup kam hogai h kya kare amaron 230 ahkih
Bhai 230 ah amaron 3 year warranty mai aati hai complent kijiye cheng ho jayegi
Meri battery warrenty mai hai backup bahut hi low hai dealer battery ko sahii btaa deta but mujhe bachup nhi mil rha hai
Kya karu jisase battery dead ho jaye aur claim bhi ho jaye
150 ah ki battery 400watt per 2 hours se kam backup per kharab mani jati hai agar 2 hours + hai to theek mani jati hai
Sir hmre pas livguard 150ah solar bttry h , backup 10 min hogya hai , gravity meter to nhi h pr har cell ka volt chack kiya to 2.1 aara hai par 1 cell ka 1.5 something aara hai , kya kre ..
call there free helpline no, if it is in warranty, you will get new battery. i got just new free battery, there executive will come and check.
Bhai sahab 1220 se upar gravity me plate jaldi kharab ho jayega
Nehi battery 80%charge hai
Sir mera inverter bhut jyada heat🔥 ho rha hai fan band hai koi dikkat to nahi hai
Bhai fan dusra lagba lijiye varna heet hone se problem ho sakti hai
Agar charger nahi hai, to kya inverter Mai charge hone ke liye direct laga sakte hai.
Gravity kam hai to charger se hi change karna padega
Bhaiya Okaya ka mera battery hi par wo charge hone k baad bi overload ho jate hi or band ho jata hi kya Karu koi upaye bataye aap bhaiya
Ye battery ki nhi inverter ki problem hai inverter theek karalo
good
Sir teblet ka name Kia he
Tablet ka naam kya hai our Kahan milegi ye bhi batayen
Gravity tablet battery ki shop per
Bahi mera invert लगातार चार्ज kr raha hai batry garm bhi bahut ho rahi hai hai bakup nahi de raha kya kre
आपकी बैटरी के सेप्रेटर शॉर्ट हो गए हैं अगर आपकी बैटरी गारंटी मैं है तो चेंज हो जायेगी
@@rajutechvlog 4 sal purani h
Thanks
Charging charger se karna ho ga
Ha
5 sal purani battery 100mah ka hai 10 minat bhi backup nehi deta hai kya kare
Teblet kha par mile h
Battery ki shop per
Chemist se
Sir tablet kaise milega
भाई साहब, 24V के इन्वर्टर में पीछे पैनल पर अगर चार्जिंग बटन को LA पर सेट करते हैं तो कितने वोल्ट पर चार्जिंग कट होना चाहिए? और अगर Tubular को सेट करते हैं तो चार्जिंग कट कितने वोल्ट पर होना चाहिए?
सेटिंग बैटरी के हिसाब से करनी होती है वोल्ट चार्जिंग कट पर सेम ही रहता है
जहां तक मुझको पता है कि अगर ट्यूबलर बैटरी है तो फुल चार्ज कट 14.5 पर होता है और अगर नॉन ट्यूबलर है तो 13.8 पर
क्या ये सही है?
Hamari new battery hai 6month ho gye but hamne battery mai galti se jayada pani daal diya jisse bahot saara pani baher agya ..to kya usse kuch nuksan hoga hamari battery ko ? Ye 1st time tha jo galti se sabme jayada pani daal diye aur usme se bahot saara pani overflow hone ki vajah se gir gya.. pls mai bahot darr gyi ki kahi hamari battery kharab na ho jaye ya slow ho jaye.. pls btayiye ki usko koi problem to nhi hogi.
Theek koi baat nahi aage dhyan rakhiyega
Gravity tablet kahan milegi कई बैटरी वालों से पूछा उनके पास नहीं है
Agar aapke ariya mai nhi mil hahi to aap 10 gram k hisab se har sel main dal sakte hai
Kya dal skte h bhai humare area me bhi ni mil ri tablets @@rajutechvlog
@@Ukgkmanthanwatch full video
भैया मेरे बैटरी का 4 साल हो गया है उसका बैकअप कम गया था तो हम बैटरी में से औसारा पानी निकाल कर फिर से नया एसिड और पानी😊 डाले हैं 36 घंटा से चार्ज में लगा है इनवर्टर पर लेकिन अभी तक फूल नहीं बता रहा है
Battery mai acid ek baar hi fill hota hai jab battery new Banti hai baad Mai nhi kr skte baad mai sirf Pani add hota hai
चार्जिंग के लिए अलग से invetar चाहिए
Yes
भाई मेरे पास सोलर बेटरी 40ah की बैटरी है 1 साल पुरानी है लेकिन बेकउप नही आ रहा है आधे घण्टे में चार्ज हो जाती है और 1 फैन 10 मिनट चलने पर लौ बेट्टी बताने लगता है इन्वर्टर ग्रेविटी 1250 से कम नही होती है गारंटी में ह पर गारंटी कार्ड खो गया है क्या करूँ प्लीज़ बताये
भाई मेनुफेक्चर डेट से चेंज हो जाती है ak bar डीलर को दिखाओ
@@rajutechvlog ग
गया था लेकिन उन्होंने कहा वारंटी कार्ड लेकर आये
1 साल हो गयी में नही गया आप इसका कोई सोलुशन बताये
Sir hamari Betri garam ho rhi hai ups bhi charging karta rahta h par Betri garam hoti rahti h kiya Kare please sir
Stablet kaha milega
बैटरी की दुकान पर आसानी से मिल जाती है
Bhai mere pas sealed lead acid battery h 214 amp 12 volt ki wo full charg ho k cut off ho jati h pr jb light jati h backup ni deti 15 20 mint bad low
Gravity check kijiye kam ho to charger se charge kijiye
@@rajutechvlog dry battery h power sonic ki
@@rajutechvlog power sonic ki sealed lead acid battery
मेरे बैट्री को 8 साल 3 माह हो गया है 165 Ah genus कम्पनी का हैं 2 पंखा और 2 बल्ब 9 watt का हैं जिसमे से 1पंखा पुराने समय का हैं 4 से 5 घंटे अभी चल रहा क्या वह अभी भी सही चल रहा हैं बताये सर
Bhai last moment hai jab chal raha hai çhala lo theek hai
@@rajutechvlog ग्रेविटी 1200 हैं क्या सही हैं
Mere battery ki gravity 1275 aaa rhi hai hr cell me battery ko 6 saal ho gya hai... inverter charging voltage krte waqt 14.2 volt tk he pr pata hai 14.4 volt tk nhi jaa rhi jis krn inverter charging krte rhta hai or back-up bhi 190 watts 45 min hai esko kaise shi kre??? Plzz reply
भाई आपकी बैटरी अगर चार्जिंग कट नहीं कर रही है और हिट हो रही है तो बैटरी एक्सपायर हो गई है इस स्थिति में आपको बैटरी चेंज करना ही पड़ेगा
Ye inverter pe bhi charge ho jayegi ya charger pe hogi.kiyo ghar ki light jati Rehti he.kiya ye lagatar charg karni he.
Charger se ya solar panel se
6 साल की बैटरी है क्या इसमें ये टैबलेट काम करेगी
Bhai battery charge jaldi khatam ho rha hai
battery ka gravity 1000 ho gaya he or 15 min me hi battery khatam ho jati he. or jese hi power ata to 15 min me battery fully charge dikhata he.plz koi solution dijiye gravity increase karneka.
बैटरी को चार्जर से चार्ज चार्ज कीजिए इनवर्टर से ग्रेविटी पूरी नहीं होगी आपके पास चार्जर नहीं हो तो किसी बैटरी बालो से ग्रेविटी उठवा लीजिए ठीक हो जाएगा
@@rajutechvlogenglish main Tu reply kar dete