Sir meri battery ki voltage drop problem he full charge hone par 54v par a jaati he bs isse agee nhi jaati voltage battery's ki kya mujhe high voltage wala meter lagwana chahiye?
Dada amar indowagen Q8 flexi Notun gari nowar sommy display me full Charge korar por 52.3/4 erokm dekhato.. Ekhon new battery lagiyachi. Ekhon display te full Charge er pore 50.3/4 erkm dekhacha kno..?
Sir mere e risksha main charge full ho jata lekin sir jab chalne jate hai to 2 3 km jane ke baad 2 2 point down ho jata hai fir 1 km aur chalne ke baad 3 points kam ho jata hai please help
Namaste Sir mein Nai Erikshaw Selling kar raha hu Meri almost har gaddi mein ik he dikaat aa rahi hai Woh 1250 watt k motor wali hai And battery 150 AH lead acid hai And charger UTL ka 16 watt ka hai Full charge kar k sale karne par bhi milage 30-40 kms se jayda nahi aa raha Kindly help
150 or 160 ampere ka battery charge karne ke liye 18 ampere nahin to 21 ampere charger lagega. 18 amper axom 21 amper microtech Tab Jakar aapka yah milage problem solve hoga ok. 🌹🌹🤗🤗👍
Namaste sir mere paas v do gadi aaya tha same problem milage nhi de Raha h new battery h new wiring but no milage mene Sara wire check Kiya kahi v body se touch nhi koi v wire me junk nhi laga h milage sirf 45 km mil raha h 140 amp ki battery h battery v full charge ho Raha h or battery full down hone ke baad load dekr check kar rahe h to 11.5 ya 11.6 aa raha h sara battery me morning me full charge hone pe 54 volt dikhta h e rickshaw ke meter me fir key ko off krke 10 ya 15 minute baad on krte h to 53 v fir 10 minutes off krke fir key ko on krte h to 52 v ho jata h fir jab gadi me 4 passenger ko lekr chalata h to 46 v ho jata h to problem mujhe samjh nhi aa raha aap mujhe btaiye ki kya problem ho sakta h motor ya controller fault to nhi h mujhe laga new company ki battery h to ho sakta h battery me problem hoga but same company ka battery Atul gadi me laga h to uska 100 approx chal Raha to uska battery v is gadi me laga diye but fir v 45 km hi chal chal please iska kya problem ko btaiye kya ho sakta h
🛑140 empier ka battery kitne empier charger se charge ho raha hai? 🛑 Battery kaun sa company ka hai? 🛑 Gadi Mein Kitna watt ka Motor laga hua hai? 🛑 Controller keya over heat ho raha hai
@@akasherickshawtech new company oshaka 21000 model no 140 ah ki battery h axiom charger h jisme 100 se 150 ah Tak ki capacity likha hua h motor 1000 watt ka h controller purana model ka h chota sa h
Dekhiae yah sab Jo problem hai na yah sab bahut hi critical hota Hai. Motor coil mein agar problem rahata hai , motor bahut jyada hit hota Hai tab yah problem ho sakta hai motor empier jyada le raha hai jiske Karan battery bahut jaldi discharge ho raha hai. Lekin iske साथ-साथ battery ko bhi dekhna hota hai kyunki bahut abhi company a Gaya jiska battery Mein voltage dropping problem hai. Battery full charge hone per bhi accelerator ghumane se yah 46 Mein a jata Hai 47 Mein a jata hai. Yahi sab problem ko solve karna bahut mushkil hota Hai. Ab agar yah dekh sakte ho ki vah battery Kitna empier se charge ho raha hai. 140 empier battery ke liye minimum 15 ampere se upar charge hona chahie.
@@akasherickshawtech dada ami erickshaw gear oil er Distributor ship niechi under autopickup (100% Indian products)Brand tomar kono requirement thakle daona go best rate dewar chesta korbo , gear oil , grease , and shoker oil , rate ra bolbo toh tai ki vave bolbo ektu boledio go
Very nice bhai
Thank you so much
Nice👍
Thank you so much
Very nice knowledge,thanks
Almost welcome
Good bro
Bohot accha lagta hai apka video 🎉
Thank you so much
@@akasherickshawtech welcome 😘
Very thanks
Nice video
Nics
Lokash
Thanksgiving
Almost welcome
❤❤❤
Sir meri battery ki voltage drop problem he full charge hone par 54v par a jaati he bs isse agee nhi jaati voltage battery's ki kya mujhe high voltage wala meter lagwana chahiye?
Spair parts wosale kolkata te kothay pabo bolte parben dada
First coment ami korlam
Thank you so much for your compliment ❤️😊🤗🌹
@@akasherickshawtech welcome 🤗🥰😘
Bhai apki dukaan kahan hai
Mera 52 se sidha 42 a raha hai...kya ye problem hai ya normal hai...
Bhi mera bi milega problem he
Dada amar indowagen Q8 flexi
Notun gari nowar sommy display me full Charge korar por 52.3/4 erokm dekhato.. Ekhon new battery lagiyachi. Ekhon display te full Charge er pore 50.3/4 erkm dekhacha kno..?
Battery koto ampire er ? Charger koto empier er ?
@@akasherickshawtech livguard battery 2300 model. 130ah
R microtec charger 21.ah
100 ah to 150 ah charge hobe..
Erokm lekha acha..
Dada bolun ki korbo
Akash da tumi castrol kon tel tar kotha bolechile go differential jonne bhule gachi
Castrol EP 90 ba EP 120
Sir mere e risksha main charge full ho jata lekin sir jab chalne jate hai to 2 3 km jane ke baad 2 2 point down ho jata hai fir 1 km aur chalne ke baad 3 points kam ho jata hai please help
Battery agar full charge sahi se nahin hoga tab yah problem hota Hai
Aur agar battery cell week hoga tab bhi yah problem hota Hai
Ab yah boliye ki aapka gadi Mein Kitna empier ka battery hai aur kitne empier charges se vah charge ho raha hai aur gadi Mein motor kitne watt ka hai?
@@akasherickshawtech 12 bolt 160AH
Charger kitne empier ka hai?
@@akasherickshawtech 48v 18A
Namaste Sir mein Nai Erikshaw Selling kar raha hu
Meri almost har gaddi mein ik he dikaat aa rahi hai
Woh 1250 watt k motor wali hai
And battery 150 AH lead acid hai
And charger UTL ka 16 watt ka hai
Full charge kar k sale karne par bhi milage 30-40 kms se jayda nahi aa raha
Kindly help
150 or 160 ampere ka battery charge karne ke liye 18 ampere nahin to 21 ampere charger lagega.
18 amper axom
21 amper microtech
Tab Jakar aapka yah milage problem solve hoga ok. 🌹🌹🤗🤗👍
Bhaiya Mera battery charge karnay par battery hit ho jata hai bahut jayadaa...
Mera samne problem
Namaste sir mere paas v do gadi aaya tha same problem milage nhi de Raha h new battery h new wiring but no milage mene Sara wire check Kiya kahi v body se touch nhi koi v wire me junk nhi laga h milage sirf 45 km mil raha h 140 amp ki battery h battery v full charge ho Raha h or battery full down hone ke baad load dekr check kar rahe h to 11.5 ya 11.6 aa raha h sara battery me morning me full charge hone pe 54 volt dikhta h e rickshaw ke meter me fir key ko off krke 10 ya 15 minute baad on krte h to 53 v fir 10 minutes off krke fir key ko on krte h to 52 v ho jata h fir jab gadi me 4 passenger ko lekr chalata h to 46 v ho jata h to problem mujhe samjh nhi aa raha aap mujhe btaiye ki kya problem ho sakta h motor ya controller fault to nhi h mujhe laga new company ki battery h to ho sakta h battery me problem hoga but same company ka battery Atul gadi me laga h to uska 100 approx chal Raha to uska battery v is gadi me laga diye but fir v 45 km hi chal chal please iska kya problem ko btaiye kya ho sakta h
🛑140 empier ka battery kitne empier charger se charge ho raha hai?
🛑 Battery kaun sa company ka hai?
🛑 Gadi Mein Kitna watt ka Motor laga hua hai?
🛑 Controller keya over heat ho raha hai
@@akasherickshawtech new company oshaka 21000 model no 140 ah ki battery h axiom charger h jisme 100 se 150 ah Tak ki capacity likha hua h motor 1000 watt ka h controller purana model ka h chota sa h
@@akasherickshawtechcontroller v change KR diye but fir v milage nhi de Raha motor v change krna hoga kya
Dekhiae yah sab Jo problem hai na yah sab bahut hi critical hota Hai.
Motor coil mein agar problem rahata hai , motor bahut jyada hit hota Hai tab yah problem ho sakta hai motor empier jyada le raha hai jiske Karan battery bahut jaldi discharge ho raha hai.
Lekin iske साथ-साथ battery ko bhi dekhna hota hai kyunki bahut abhi company a Gaya jiska battery Mein voltage dropping problem hai.
Battery full charge hone per bhi accelerator ghumane se yah 46 Mein a jata Hai 47 Mein a jata hai.
Yahi sab problem ko solve karna bahut mushkil hota Hai.
Ab agar yah dekh sakte ho ki vah battery Kitna empier se charge ho raha hai.
140 empier battery ke liye minimum 15 ampere se upar charge hona chahie.
And sorry for late reply 😔
Ami gari niye jabo
Tumar thikanata bolo
Nadia .bhimpur .rangiarpota
Phone number ta dao .kichu kotha bolbo
Kolkata Rajarhat Newtown
Comment box e problem bolte paro.
सर आप कहां रहते हो
Kolkata Rajarhat Newtown
सर मेरी गाड़ी के साथ में सेम दिक्कत हो रही है पर मेरी बैटरी को एक साल हो गया है क्या कारण हो सकता है
আকাশ দা ফন নাম্বার
Number. Din
Akash da tomar WhatsApp no ektu daona go ekta dorkaei kotha bolbo tomay go
Sorry . I can't. 😔 Comment bolte paro
@@akasherickshawtech dada ami erickshaw gear oil er Distributor ship niechi under autopickup (100% Indian products)Brand tomar kono requirement thakle daona go best rate dewar chesta korbo , gear oil , grease , and shoker oil , rate ra bolbo toh tai ki vave bolbo ektu boledio go
Tumi tomar nm ta bolo . Ami tomak text kore nobo ok👍🤗
@@akasherickshawtech akash da direct no dite parchin amar profile er description tumi peye jabe go.
Appka number melega sir ji
Sorry app comments me bol sakte hai
Dada phone number ta dao
Please apna number dijiye na bhaiya