Nice video Theek kaha aapne, mere transformer less inverter me kai baar fan ajeeb su aavaj nikalta tha or voltage ka bhi fluctuation hota tha halka sa shock bhi marta tha body se fir maine usko scrap kr diya
Bhai joo bolaa oo sahi hai bhai..... Nice information...... One more information bhai inverter ki alvaa our kohi circuit hai kyaa morning to evening tak solar par chalne aver evening hote hi mains par aane chahiye waisaa
@@rohtashsingh1222 or ye dube ji bata rahe hain ki transformer less hi frequency inverter bekar hota hai or inka kahna hai ki isase Home appliance kharab ho Jaate Hain jabki inko pata hi nahin ki is inverter ke Output mein 50 se 60 hertz ka hi frequency aata hai or iska power loss bhi kam hota hai
Farrite core transformer 50 hz 500% best efficiency iron core transformer se bana hua inverter bhaut zada power loss karta hai maine farrite core transformer wala inverter cauntanuas 3 yares se use kar raha hoon abhi tak koi bhi device kharab nahi hua
Plz ye btaye ki kon konse inverter me farite core wala transformer milta hai? Konsi brand ye offer karti hai? Market me bhi special order or bnate hai kya? Dhanyewaad!
Aapki baat se koi logic nahin hai aapko discribe karke batao high frequency switching ki vajah se jyada bada transformer core ki jarurat nahin padta bade capacitor ke bhi jarurat nahin hai isiliye Chhota transformer use hota hai
Bura mat manna please Apka dimag kaam karna band kar diya hai Ek baar aap Google karo Inverter se puri ki फैक्ट्री chal rahi hai aap to AC ki baat kar rahe ho
@@DubeyBankingTechnicalbhai 1100 KVA ka inverter Transformer wala 1hp 750 wat ka samarsible Nahin Chala pata hai aur Vahi Transformer Les inverter 1000w ka samarsible ko Chala Deta Hai To apko dimag ki zarurat hai
Nice video
Theek kaha aapne, mere transformer less inverter me kai baar fan ajeeb su aavaj nikalta tha or voltage ka bhi fluctuation hota tha halka sa shock bhi marta tha body se fir maine usko scrap kr diya
PANDIT JI single battery 12 v 1400va solar invertor koi achha compny ka btaye plz 🙏
Ea to high frequency inverter nehi he, e to smps he
Bhai ji nice information dono ka live demo video bhi dikhay.
12 v9lt me sabse jada va konsa solar /normal sine wave inverter miltahe jara bataiye
Bhai joo bolaa oo sahi hai bhai.....
Nice information......
One more information bhai inverter ki alvaa our kohi circuit hai kyaa morning to evening tak solar par chalne aver evening hote hi mains par aane chahiye waisaa
Bhai high frequency inverter me led bulb chalane ke liye dc me convert karna padega kya ?
Kiame inverter pe printer laptop chalasakta hu kitne ah ki bery or inverter lu plz guide
Chal sakta hai
Acha bataya dost aapne
Sir ji kiya hi friqunsi inverter ko 24 ghante rugler hamesha chala sakte hai ye bataye
Chala sakte ho
Bro microtek 2550 or mppt controller lgake 2kw solar lga kr 2kw load chla dega plz reply
Chala sakte ho without kisi problem ka
Smarten 2500va inverter कैसा है पण्डित जी, घर के लिए।
Best hai koi problem nahi hai
@@DubeyBankingTechnical ओ के सर , धन्यवाद। क्या इस पर इंडक्शन चल सकता है ।2बैटरी 150ए एच
2000 watt ka chal jayega but aap mat chalana jaldi inverter kharab ho sakta hai
Sir smarten 3050va 24v load capacity?
2800 watt
दुवे जी कौन सा फार्मुला लगाया है 3050 बीए 2440 वाट होता है पावर फैक्टर पोइंट 8 होता है
@@rohtashsingh1222tumne sahi kaha bhai
@@rohtashsingh1222 or ye dube ji bata rahe hain ki transformer less hi frequency inverter bekar hota hai or inka kahna hai ki isase Home appliance kharab ho Jaate Hain jabki inko pata hi nahin ki is inverter ke Output mein 50 se 60 hertz ka hi frequency aata hai or iska power loss bhi kam hota hai
Yea to power supply hai🙄
No
@@DubeyBankingTechnical
2 alag capacity battery( 150ah, 240ah) parallel mein lagaye to pura backup milega?
Sir microtack 2550va va load capacity ?
2 klw
Jhooth
Farrite core transformer 50 hz 500% best efficiency iron core transformer se bana hua inverter bhaut zada power loss karta hai maine farrite core transformer wala inverter cauntanuas 3 yares se use kar raha hoon abhi tak koi bhi device kharab nahi hua
Plz ye btaye ki kon konse inverter me farite core wala transformer milta hai? Konsi brand ye offer karti hai?
Market me bhi special order or bnate hai kya?
Dhanyewaad!
Kahan se liya tha price kitna pda.
Very good
700 rupees la mel raha hai kesha hai batay
SMPS दिखाकर इन्वर्टर बता रहे हो लोगों को सही जनकारी दिया करो महाशय
UPS ki bare mein batao
Video aayega
Ye inverter nhi h 12 volt power supply h
Bai inverter se Ac nahi chalta
चलेगा क्यों नहीं पर भाई साहब जो इंवेर्टर् दिखा रहे हें उससे नामुमकिन
Pagal hai tu saale
😀😀😀😀😀😀😀😀
क्या बकबास करे जा रहे हो!
तुम तो जैसे इलेक्ट्रॉनिक के इंजीनियर हो।
कल को तुम खुद ही हाई फ्रिक्वेंसी वाली इन्वर्टर लोगे। ले भी रखी है।
Are bhai lene wale le sakte ho jab kharab hoga na tab dikkat chalu hota h
Aapki baat se koi logic nahin hai aapko discribe karke batao high frequency switching ki vajah se jyada bada transformer core ki jarurat nahin padta bade capacitor ke bhi jarurat nahin hai isiliye Chhota transformer use hota hai
12 sal se chal raha he koi dikkat nahi aai
Kaun sa model aur kahan se buy kiyA.
Han bhai mujhe bhi bataen
कहा से आए हैं आप
Kahan se aap aaye ho ye to batao mujhe
Kali gufa🤣🤣🤣
Kya jhoot bol Raha hai bhai. AC kabhi inverter se chalta hai kya
Bura mat manna please
Apka dimag kaam karna band kar diya hai
Ek baar aap Google karo
Inverter se puri ki फैक्ट्री chal rahi hai aap to AC ki baat kar rahe ho
@@DubeyBankingTechnical😂
Abe yar transformer less inverter par AC mixer machine sab chalta h
@@DubeyBankingTechnicalbhai wo transformer wale inverter ki bat kar raha hai
@@DubeyBankingTechnicalbhai 1100 KVA ka inverter Transformer wala 1hp 750 wat ka samarsible Nahin Chala pata hai aur Vahi Transformer Les inverter 1000w ka samarsible ko Chala Deta Hai To apko dimag ki zarurat hai
Bhai number do aap apna
Mujhe email karo pradeepdubey963816@gmail.com