Consequences of Perianal Abscess without and with Treatment

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 25 ноя 2024

Комментарии • 265

  • @GhinaIftikhar
    @GhinaIftikhar 2 месяца назад +2

    You are an asset to our country, excellent video!

  • @irfanbash
    @irfanbash Год назад +6

    Thanks for creating public awareness about this condition.

  • @AasiaKhatoon-y4u
    @AasiaKhatoon-y4u Год назад +5

    JazzaAllah...sir aap bohut asan zuban me semjhate hai aap ki her baat sahi samjh me aa jati he

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +2

      Thanks for liking. Don't forget to subscribe. Aur yeh video share karein takeh dosry bhi is say faida uthha sakein

    • @AasiaKhatoon-y4u
      @AasiaKhatoon-y4u Год назад

      G zarur ... insha'Allah

    • @RanaAbdullah-t4v
      @RanaAbdullah-t4v Год назад

      ​@@drimtiazhussain
      aoa sir mujhy bhar ki trf 2bhary mokkay nikle h ma gtn or xycolaine cream kitni dair tk use kro or drd jalan itching bht zyda h kia kru plz mushwara de

  • @sp81456
    @sp81456 5 месяцев назад +1

    I am aware of the terrible agony and have personally experienced it.Thanks for raising awareness, doctor.

  • @punjabilog-vs8tb
    @punjabilog-vs8tb Год назад +1

    Many apna fistula ka operation krwaya hy in dr sb. Aur ab ma healing process ma hn.bht achy sy guide krty hy.

  • @adrijabasumallick3912
    @adrijabasumallick3912 8 месяцев назад +2

    Thank you sir.....app k bohot bohot sukriya....19.01.2024 humara perianal abscess operation hua tha,lakin doctor sab kuch batya nahi tha ,hum bohut dary huy thay lakin ap k video dhak k aj sab clear ho gay...thank you ..❤

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 месяцев назад +1

      Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.

    • @adrijabasumallick3912
      @adrijabasumallick3912 8 месяцев назад

      @@drimtiazhussain sir humara 1 question hi,,2 months ho gay humara perianal abscess operation ko,lakin avi vi uha sy pash nikalta hi....or hole avi tak Pura sukha nhi hi...or Kitna din lagy ga puar tik hony may....

    • @sudhanshukumar4621
      @sudhanshukumar4621 4 месяца назад

      Abhi thik hai please reply mere bhe ho gaya

    • @adrijabasumallick3912
      @adrijabasumallick3912 4 месяца назад

      @@sudhanshukumar4621 nhi.bhi ab tho complx fistula ho gaya,, fir oppression Kar na paryga

    • @sudhanshukumar4621
      @sudhanshukumar4621 4 месяца назад

      @@adrijabasumallick3912 anal area se 3-4cm door ek foda ho gaya kya ye fistula me convert ho gayaga

  • @javedshah8618
    @javedshah8618 Год назад

    Bilkul ak ak bat Sachi ha Mera fishlah aisy bana tha bhot dard hwa tha D R sahib me bhot mashqoq hon ap ka thnkyou so much

  • @HassanAbbasi-f1r
    @HassanAbbasi-f1r Год назад +2

    Thanks doctor Sahab mene surgery karwai thi Allah k hukam SE ab muje aram ha or pora healing ho Gai ha.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Thanks for the appreciation. Plz don’t foreget to subscribe. Aur hmari video baqion say bhi share karein so that wo bhi faida lein. Thanks again

    • @sudhanshukumar4621
      @sudhanshukumar4621 4 месяца назад

      @@HassanAbbasi-f1r abhi thik hai please reply me

  • @salmaattar504
    @salmaattar504 3 месяца назад

    Tq really it helps lot... I also suffered frm this perianal absesce

  • @allahhoakbar3204
    @allahhoakbar3204 Год назад +2

    Allah ap ko izat dy ga
    Ap ek Mukhlis insan he
    Ap me monafqat nahe ha me ap ap ko janta ho boos

  • @mmanzor5280
    @mmanzor5280 Год назад +3

    Your voice is good 👍

  • @manzoor1102
    @manzoor1102 2 месяца назад

    Good public awareness ❤

  • @enjoyyourlife-u9j
    @enjoyyourlife-u9j Год назад +2

    Sir operation karya layia hai but phar sa andera sa wahi chazzya ATI hai Jao operation sa phlya ATI the

  • @theuniverseexplorer8816
    @theuniverseexplorer8816 11 месяцев назад

    Ye muje 6 sal se tha or Maine usko surgery se krawaya or ab Allha pak bs thik kr de

  • @wweworld123
    @wweworld123 Год назад +1

    Assalamualaikum doctor sab

  • @yogeshkumar5806
    @yogeshkumar5806 9 месяцев назад +1

    Sir kya perianal abscess k treatment k baad mri karwa sakte hai kya, pata lagane ke liye ki ye tha kya

  • @viji5243
    @viji5243 Год назад +1

    Well explained sir thank u

  • @Aliraisi14
    @Aliraisi14 Год назад +1

    Thanks for information ❤

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      "Thank you for your kind words! I'm glad you found the information helpful. If you enjoyed the content, I would really appreciate it if you could give the video a thumbs up, share it with others who might find it useful, and consider subscribing for more content like this. Your support means a lot! 😊👍🔗"

  • @SantoshYadav-nz5lo
    @SantoshYadav-nz5lo Год назад +5

    Kitna din pura hilig ho jayega sir

  • @phanadharregmi8317
    @phanadharregmi8317 4 месяца назад

    ❤❤ very nice doctor

  • @allgaming-sr7fv
    @allgaming-sr7fv Год назад +3

    sir does the thyroid has any effect on hair growth

  • @hadiaali937
    @hadiaali937 Год назад

    Aoa sir apki videos Dekhi hn bht he best Hain bht he achi trha smhjty hn ap.. jazak ALLAH..I have question sir constipation hoti hai Jin logon ko to khty hn unhain piles ho jti h but kch logon ko to kch ko fissures .. to sir iski Kya wjha hoti hai k kch logon ko fissures he hoty rhty hn piles nae

  • @sanjukhan7066
    @sanjukhan7066 Год назад +2

    Dr. Sahab,Mujhe fissere hue 3 month ho gya hai, Maine Bahut si medicine allopathic me khayi ,aur Sirf tablets khaane se hi mujhe ab tak 85-90% aram ho gya hai,lekin doctor sahab mujhe jo ointment doctor ne diya tha vo mujhe lagana nhi a raha tha ,Ab ja kr mujhe ointment lagane aaya hai pahle mai ointment sirf upar upar se hi laga raha tha,aur mai ab ja kr 1-2 dino se ointment andar laga raha hu aur sitzbath bhi start kiya hu, kya mera Fissure ab ointment se sahi ho jayega? Plz Doctor Sahab Reply 😢

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Agar sari ehtiatein karein to thek BHI ho Jata Hai

  • @shooter4403
    @shooter4403 Год назад +1

    Sir fissure ho to 1 saaal ho gya hai stool wali jgah fool jati hai jaise kya yeh perinol abses hai

  • @sudhanshukumar4621
    @sudhanshukumar4621 Год назад +1

    Sir 66 days ho gaya piles fisser operation ka but abhi bhi mild jalan de raha stool pass karne ke bad kitna din me complete recovery ho gayaga please reply kyoki mere surgon bole sab khuch thik hai

  • @Iberszaib
    @Iberszaib 2 месяца назад +1

    Good video

  • @irfanbash
    @irfanbash Год назад +1

    Useful information

  • @bibhuranjanmishra9059
    @bibhuranjanmishra9059 8 месяцев назад +2

    Main perinal abses ka operation 19.02.23 ko kiyatha. Likin ajtak puses nikal rahahai. Kya kare
    21 din ho gaya.give sugation

    • @ammarhassan9186
      @ammarhassan9186 8 месяцев назад +1

      Ap fistula bn gya ga .. apny surgen sy rabta krain

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  8 месяцев назад +1

      Ap general surgeon ko check karwaein aur examination kay baad proper treatment lein. Is trah kay problem mein check up boht zruri hai.
      Operation kay baad apny surgeon say rabta mein rehna behtre hai aur jaisy wo kehty hain waisy unki advice follow karein thek ho jaein gy

  • @aroonriazrono3545
    @aroonriazrono3545 6 месяцев назад +1

    Sir, Aik baat pochni thi , Maine kareebi doctor ko chek krrwaya tha, unho nai GTN or Polyfex+ Kai istmal ka kaha, but kharish boat zada hunau lag gai hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад +1

      Ap general surgeon ko dikhaein. GTN kay sath Lignocaine gel ka wo btaein gy is say kharish kam ho gi

  • @noorulhudanoorulhuda7774
    @noorulhudanoorulhuda7774 4 месяца назад +1

    Mery bety ko same problem hai mera beta 4 month ka hai surgeon doctor kehty hain bacho Waly surgeon doctor ko dekhy

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  4 месяца назад +1

      Aapka beta agar 4 months ka hai aur usay perianal abscess ka masla hai, toh ye bohot zaroori hai ke aap ek pediatric specialist ko dikhaayen. Chhotay bachon ke liye specific treatment ki zaroorat hoti hai, aur ek pediatrician ya pediatric surgeon is case mein behtar samajh rakhta hai.
      ### Steps to Take:
      1. **Pediatrician se Consult Karein**: Ek experienced pediatrician ko dekhaayen jo bachon ke medical conditions ko samajhta ho. Wo proper diagnosis aur treatment provide kar sakta hai.
      2. **Monitoring**: Bachay ke symptoms aur behavior ko closely monitor karein. Agar usay bukhar, zyada crying, ya feeding problems ho, toh doctor se turant contact karein.
      3. **Warm Compresses**: Doctor ke mashware se garam paani mein soft cloth bhigo kar affected area par halkay se laga sakte hain, jo pain aur discomfort ko kam kar sakta hai.
      4. **Hygiene**: Diaper change ke waqt area ki safai ka khas khayal rakhein taake infection na badhe.
      Doctor aapke bache ke liye sabse behtar treatment plan suggest karenge, is liye unki guidance ko follow karna zaroori hai. Agar aapko kisi tarah ki aur madad chahiye ho, toh bejhijhak pooch sakte hain.

  • @shoaibkamran2593
    @shoaibkamran2593 Год назад +2

    Why does it re occurs? Any ground cause of recurrence? As its my 4th time kindly reply

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      It's because when abscess burst inside the anal canal it opens higher up in the rectum. High lying fistulae are difficult to heal because stool or feces keep on coming out through that tract.

  • @aroonriazrono3545
    @aroonriazrono3545 6 месяцев назад +1

    Kindly kharish ka baray mai bata dai. Thank you

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад +1

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.

  • @shahzadnawaz2497
    @shahzadnawaz2497 Год назад +1

    Very nice

  • @enjoyyourlife-u9j
    @enjoyyourlife-u9j Год назад +2

    Plz Moja Koch batyav

  • @yogeshkumar5806
    @yogeshkumar5806 10 месяцев назад +1

    Sir kya parianal abscess 100℅ fistula Mein convert hora hai, ya proper I&D or daily dressing se 100℅ theek ho jata hai

  • @lukmanmeherban6255
    @lukmanmeherban6255 5 месяцев назад +1

    Is ka ya fistula k operation k bad kitny din bed rest karni parti hy?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  5 месяцев назад +1

      ruclips.net/video/SZRJudJ9FBM/видео.htmlsi=YiGhTBajJRz42SEr
      Yeh video dekhein

  • @officialpoetrysketchart2814
    @officialpoetrysketchart2814 Год назад +1

    Sir ap say ilaj krwany ka process kia hai kindly can you explain???

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Hmara number description mein dia gaya hai. Hum say check up karwana hai to WhatsApp message say appointment lein but call bilkul nahin karni. Check up kay baad kuch bta sakein gy.

  • @allgaming-sr7fv
    @allgaming-sr7fv Год назад +2

    i was suffering from thyroid before operation my hair begin to fall and volume of hair became so much thin and now at the period of 1 year after surgery still same condition with my hair i am 23 years old what should i do in order to solve this problem reply plzzz

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      You should see an endocrinologist for this problem

  • @Iko885
    @Iko885 Год назад +1

    Assalamoalikom sir ibs per video banaye

  • @wweworld123
    @wweworld123 Год назад +1

    Sir mera operate hua ha abscess ka and fissure ka 5 din hogye ha stool ki jagah to boht aram ha but jo cut lagaya ha wo abhi tak light sa blood or light yelow water nikal raha or cut bilkul potty ki jaga se ek cm per ha

  • @ghulamnabi-lz6cr
    @ghulamnabi-lz6cr Год назад +1

    Dr sahib ye sirf 10 ya 15 main hua sab kuch hua hai or absces bahar ki taraf phat gya ha 5 din ho gye hein aur phunsi type ka ho gya ha or uss mein se pus ati ha jab ke roza 2 dafa pydine se safai krwata ho lekin pus khtm nahi ho please guide i am from sindh allah apko jaza e khair ata farmay

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Phunsi bahar ki traf phhatti hai magar abhi bhi pus andar hai. General surgeon say foran rabta karein, check up karwaein aur safai ki zrurat hui to safai karein gy

  • @wweworld123
    @wweworld123 Год назад +1

    But sir jo cut laga ha use thoda sa oper pain ha or mujhe ek andar githli si mehsoos hui kia wo bhi nikal jayega ya phir wo dobara horha ha

  • @Phupokkhany
    @Phupokkhany 2 месяца назад

    Sir mery bety ka 4 mah pehly piles or polyp ka opretion howa tha phir 13 din bad perinul absess ho gia doctor ny forrn opretion kr dia aj usy 3 mah sy b zyada ho gay hain lekin abhi b chota sa zakhum hy jis m kabi chip chipa pani or kabi yelow pus niklti hy ab to dard bi but zyada hota hy please btain y ku ho raha hy .opretion ky bad bi theek ku nhi ho raha buchy ki umer 32 year hy

  • @S.j.H110
    @S.j.H110 Год назад +1

    Wah Doctor Sb
    Abhe tk kitnay Patient Mar Chukay Hain Iss Say?
    Because ap ki Marketing Kamal Hai.

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +3

      Hum samajh sakty hain ap distract ho rahay hain. Agar ap medical kay field say hain to phr to apki baat wazan rakhti hai. Mashwra hamesh Ahle e Raey say lena chahiay. Jo bhi information di jati hain zimmadari samajh tak educational purpose kliay di jati hai takeh is kay baad agar kisi ko is trah ka masla shuru hony lagy to situation kharab hony say pehly hi iska hall nikala ja saky. Is mouzoo par boht kam videos hain in Pakistan. Hmari is video say kisi aik ka bhi bhalla ho gaya to samjhein is video nay apny purpose serve kar dia hai.

    • @humeraanjum5364
      @humeraanjum5364 Год назад

      Me also suffered from perianal abscess......MN ny ignore Kya .... abscess ko one month ignore Kya .....out side khud he rupture hoa....felt relaxed.. but after few days it convert to fistula and after 3 months mjy fistulotomy krana pre.....so don't make fun .....it's serious and painful disease

  • @officialpoetrysketchart2814
    @officialpoetrysketchart2814 Год назад +1

    Ap say kesy rabta kia ja sakta hai appointment li ja sakti ?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Hmara number description mein dia gaya hai. Hum say check up karwana hai to WhatsApp message say appointment lein but call bilkul nahin karni. Check up kay baad kuch bta sakein gy.

  • @GRAPHITE_2000
    @GRAPHITE_2000 Год назад +1

    Sir, ye pain 15 din se thha prr pichle 5 din se bahut zyada pain hua to maine hospital gya aur operation krrwa liya. 2 din ho gye operation ko prr abb v uss cut se white red fluid nikal raha hai aur uss cut mai lagbhag 20cm ka cotton bandage ghusa diye . Kya ye normal hai ? Kitna din lagega recovery mai ? Bahut takleef hora hai baithne, chalne mai aur sone mai 😢

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Is operarion kay baad apny surgeon say rabtay mein rahna boht zruri hai.. Unko pata hai konsa operation kia hai, kis trah operation kia hai Aur agay iska ilaaj kaisy chalay ga? Operation kay baad kisi aur surgeon say rabta karein gy to confuse rahein gy. Hmari videos general instructions kliay hain. Operation kay baad khaas maloomat ki zrurat hoti hai jo apka operating surgeon hi bta sakta hai. Hum examination kah baghair kuch nahin bta sakty.

  • @RaniBibi-h5e
    @RaniBibi-h5e Год назад +1

    Assalmu alaeku sir.mujhe 7 month se fissure tha. Aur internal haemoroid bhi tha lekin . Aur maene dono operation ek sath karwaya hai. Aur maene fissure ke liye LIS karwaye hai. Main abhi bhi paresan hun. Doctor se checkup karwaya hai lekin doctor bolrahe hai ki fissure ka jo wound tha wo heal hogaya hai lekin jo naya ghao bana tha LIS ke liya wo abhi tak hai. Heal hone main time lagega. Sir please bataiye fissure ka naya wound heal hone main kitna din lagta hai. Please bataiye sir

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +2

      Waisy to itny arsy mein thek ho Jata Hai. Apny operating surgeon say rabta mein rahein.
      Operarion kay baad apny surgeon say rabtay mein rahein. Unko pata hai konsa operation kia hai, kis trah operation kia hai Aur agay iska ilaaj kaisy chalay ga? Operation kay baad kisi aur surgeon say rabta karein gy to confuse rahein gy. Hmari videos general instructions kliay hain. Operation kay baad khaas maloomat ki zrurat hoti hai jo apka operating surgeon hi bta sakta hai. Hum examination kah baghair kuch nahin bta sakty.
      Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty
      Hmara number description mein dia gaya hai. Hum say check up karwana hai to WhatsApp message say appointment lein but call bilkul nahin karni. Check up kay baad kuch bta sakein gy.

  • @ejazahmed3667
    @ejazahmed3667 Год назад +1

    Dr. Imtiaz please reply mujy 2nd grade hemorrhoids ha kiya ye medicine se moqe hatam ho sakte hen please please reply

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Mokay tab jitna ban jatay hain wo khatam nahin hoty bus medicines aur remedies say aur ziada barhty nahin hain

    • @ejazahmed3667
      @ejazahmed3667 Год назад +1

      @@drimtiazhussain sir please koi ilaj btay GTN cream ur primolut N use ke hy but bht irritation hote hy

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Ap pehly kisi general surgeon say check up karwaein. Examination kay baad decide ho ga

  • @yogeshkumar5806
    @yogeshkumar5806 10 месяцев назад +1

    Kyonki mere doctor ne batya ki agar thodhi or late ho jate to problem create ho jati lekin ab doctor daily dressing kr rahe hai or patti bilkul saaf aa rahi hai heeling bhi ho rahi hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  10 месяцев назад +1

      Jaisy apkay doctor nay btaya hai waisy hi follow karein

  • @affanijaz364
    @affanijaz364 11 месяцев назад

    Sir me n operate krwa Liya tha 25 din qareeb huy hn.... Abhi drd to ni h pr abscess wali jgah bht Thora akrao h or hip ki wo side thori c sakht c doosry ki nisbat ye koi prb to nhi

  • @AounMuhammad-g3j
    @AounMuhammad-g3j Месяц назад

    ❤❤ Good ❤❤

  • @AbdulJabbar-gv6kr
    @AbdulJabbar-gv6kr 5 месяцев назад +1

    Doctor shab mera 2 no side se perianal abscess ka oprition howa hai par phi bi fistula ban ghea hai 2 no side par me bohat takleef me ho

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  5 месяцев назад +1

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
      aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.

  • @mohtishamraza2113
    @mohtishamraza2113 6 месяцев назад +1

    Sir ap apna adrees de kaha ha ap ka housepital?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад +1

      Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.

  • @ZohanKhan-s4l
    @ZohanKhan-s4l Год назад

    Asalam alikum Sir Ham ny operation karwana Hy festula ka ap k assistant sy Rabat Huwa Hy lakin AP Sy bat nhe ho rahi from Rahim yar Khan.

  • @tetakali8683
    @tetakali8683 4 месяца назад

    Sir mery Beti ku peneyal abass dhou bar pes nikala hai dhubara 3 maina ke bad oppration karna bola 20months problem fase kara hai abhi bar bar fever ara hai pain hora hai

  • @chragh1
    @chragh1 Год назад

    Mery Sath same problem ha nichy sy cut ban gya ha pas nikl rahi ha

  • @Haseebwaqarofficial99
    @Haseebwaqarofficial99 Год назад +1

    Sir haemorrhoids grade 1 ma surgery ki zarorat hoti hai ya ni because muje haemorrhoids grade 1 hai bleeding ni hoti suba stool achay se pass hota hai lekin halki halki si itching mehsos hoti hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      ruclips.net/video/-wZo-7RH5rA/видео.htmlsi=4ajUFSOwyugO50g7
      Yeh video dekhein

    • @Haseebwaqarofficial99
      @Haseebwaqarofficial99 Год назад

      @@drimtiazhussain sir yes video dekhi hai mery surgeon ne muje Havoroids capsule recommend keya hai for 3 weeks because ab muje kabz bhe ni rehti or bleeding bhe ni hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Grade 1 mein surgery ki zrurat nahin party par bleeding ho rahi ho to Injection sclerotherapy karty hain aur yeh painful nahin hota

    • @Haseebwaqarofficial99
      @Haseebwaqarofficial99 Год назад

      @@drimtiazhussain sir injection sclerotherapy se haemorrhoids permanently khatam ho jatay hain ?

  • @muhammadazeem1262
    @muhammadazeem1262 9 месяцев назад

    Sir agar blade k cut jesi opening ho near anus wo kya hota hai ?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  9 месяцев назад

      Ab yeh fissure bhi ho sakta hai magar check up kay baad hi decide ho sakta hai

  • @anannyadas2737
    @anannyadas2737 7 месяцев назад +1

    Sir, perianal abscess ki operation ke baad pus ana kya normal hai?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад +2

      Kionkeh infection rehti hai jo waqt kay sath sath thek hoti jata hai aur pus bhi ana khatam hota jata hai

    • @anannyadas2737
      @anannyadas2737 6 месяцев назад

      Thank you, Sir

  • @khairmohammadjamali7851
    @khairmohammadjamali7851 Год назад

    Koi homeopathic medicine btaye is merz k ly.

  • @smaqboolsibrahim1201
    @smaqboolsibrahim1201 Год назад

    Thanks 👍👍👍👍👍

  • @enjoyyourlife-u9j
    @enjoyyourlife-u9j Год назад +2

    Yaa Dana phlya tangoo ka Darmyan nikal Hoda Hatema Ho Gay ab phar picha nikal Aya hai

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Sub say pehly Kisi general surgeon ko proper check up karwaein. Wo examination karny kay baad decision lein gy aur koi ilaaj tajweez karein gy.

  • @ashtaralihaider2966
    @ashtaralihaider2966 Год назад +2

    ❤❤❤❤❤nice ❤

  • @ahsantech4152
    @ahsantech4152 Год назад +1

    ڈاکٹر صاحب مجھے stool میں blood ہوتا ہے کبھی کبھی میں بہت پریشان ہو ۔ مجھے پشاور میں کوئی اچھا ڈاکٹر بتا دیں آپ کی مہربانی ہوگی ۔۔ آپ کی کلینک کہا پر ہیں ؟

  • @dilawarali2176
    @dilawarali2176 7 месяцев назад

    Where is the clinic?

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад

      Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.

  • @MohsinChaudhary-q4r
    @MohsinChaudhary-q4r 10 месяцев назад

    Please koi advice da

  • @joanykhan1709
    @joanykhan1709 Год назад

    Apka Appointment kaisy mil sakta ha?

  • @mubasharhassan6496
    @mubasharhassan6496 Год назад

    As Salam O Alikum Doctor Sahab plz main ap se ek Mashwara lyta hu plz reply kardy
    Mujhe Pakhana wali jaga pay Jalan or dard hota hain or pakhana karta hu tu sath khoon be ataa hain
    Kya main ye carem use karu tu theek ho jau ga ? Xyloaid 5% Aur GTN 0.2% ?

  • @anwarqadri-q5d
    @anwarqadri-q5d 10 месяцев назад +1

    آپ سے رابطہ کس طرح کرسکتے ہیں یا پھر اپنے ہسپتال کا ایڈریس بتا دیں

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  10 месяцев назад +1

      Hmara whatsapp number har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.

  • @mohammedishfaq4434
    @mohammedishfaq4434 Год назад +1

    Sir mere 7 din ho gye the sergen ke pass gya to is ne thora sa cut laga kr pepe nikle le aur 3 din bad phr gya to thore se pepe nikle to doctor 7 din ke dawa the aur 7 din bad doctor ne kha ke 80 percent thk hy

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +2

      Achhi baat hai bus general surgeon say ilaaj karwaein

    • @mohammedishfaq4434
      @mohammedishfaq4434 Год назад

      Je sir genral sergen hy sir ye janna tha ke bhr se to cut bnd ho gya hy andr se bhe bnd ho gya ho ga tbyat to ab blkul thk hy dawai kitne khane chia

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Yeh bhi unhon nay btai ho.gi

  • @asifmuhammad6641
    @asifmuhammad6641 Год назад +1

    Dear Sir can you please refer any surgeon in Karachi

  • @talhazahid2180
    @talhazahid2180 Год назад +1

    After operate of fissure I got no washroom since 2 day

  • @allgaming-sr7fv
    @allgaming-sr7fv Год назад

    suggest any test for this

  • @shivanshuupadhyay4797
    @shivanshuupadhyay4797 Год назад

    Operation ke bad kin bato ka dhyan rakhe ki aage fistula na ho

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      ruclips.net/video/SZRJudJ9FBM/видео.htmlsi=-Cw0v-PewJlPYZPK
      Yeh video dekhein

  • @enjoyyourlife-u9j
    @enjoyyourlife-u9j Год назад +2

    Plz plz plz plz plz plz plz Moja batya

  • @yogeshkumar5806
    @yogeshkumar5806 8 месяцев назад

    Sir mujhe kuch din pahle anal abscess hua tha I&D bhi ho gai wound bhi bhar gaya, bilkul clean hai, lekin hulki si swelling hai jo hur din kam ho rahi hai, sergen ye bol rahe hai ki ye swelling kuch dino mein theek ho jayegi, kya ye bhi hota hai sir

  • @MrsQadeerawan
    @MrsQadeerawan Год назад

    Assalam u alikum sir.mjhy 4 sal phly achank sy pkhany ky 7 wali jga pr porha bn gya bht tklef thi dr sy mshwra kia unhun ny kha cut lga kr pus nikalyn gy shi hojaa ga mny dr k mary cut ni lgwya ghrelo nuska istmal kia thik hogya wo sara gnd niklny ky bd dr sy ptiya krwai 40 din m blkl thk hogya ab 3 sal bd prgnency ky 7 month m mjhy dobara usi jga phora bna dctr y dkha to kha fisshur h iska oprt hoga 7 mnt m hm oprt ni kr skty augmnt ki drip lgwai phora pht gya gnd nikl gya ab mjhy br br usi jga pr pain hota h phr phr pus bn jati h ab mra cut lg kr pus nikly gi ya fisshur ka oprt hoga m bht preshan hn plzzz ans dn plzzz

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai aur phr hum say check karwana hai to hmara number description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.

    • @MrsQadeerawan
      @MrsQadeerawan Год назад

      @@drimtiazhussain thanks dr shb

  • @maheenshaikh8353
    @maheenshaikh8353 7 месяцев назад +1

    Sir mere opresin k baad bhi us jaga dard hota he or penis stand k time bohot dard horaha he pleas ilaj batae

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  7 месяцев назад +1

      Is operarion kay baad apny surgeon say rabtay mein rahna boht zruri hai.. Unko pata hai konsa operation kia hai, kis trah operation kia hai Aur agay iska ilaaj kaisy chalay ga? Operation kay baad kisi aur surgeon say rabta karein gy to confuse rahein gy. Hmari videos general instructions kliay hain. Operation kay baad khaas maloomat ki zrurat hoti hai jo apka operating surgeon hi bta sakta hai. Hum examination kah baghair kuch nahin bta sakty.

  • @RehanKhan-co2pr
    @RehanKhan-co2pr Год назад +1

    Doctor sahab mai lucknow india se hu 2cm 6 oclock in out 6 0clock kya kre lesar or open surgery

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Sub say pehly Kisi general surgeon ko proper check up karwaein. Wo examination karny kay baad decision lein gy aur koi ilaaj tajweez karein gy.

    • @naheedbari6224
      @naheedbari6224 Год назад +1

      Zaroor btaein karachi mein laser surgery hoti hey ar kon say surjon kertey hein Fistula ki ar laser surgery kit is kamyyab hey mey fisher ki surgery kerwa chuki hoon phir forun he fistula ho gya kindly zaroor reply dein

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Laser surgery say operation aik new technique hai. World mein aur especially Pakistan mein isky results kaisy hain abhi iska idea nahin. Yeh bhi aik qism ka operation hai aur is kay baad disease dobara bhi ho sakti hai. Aur yeh costly bhi hai( 2 say 3 lakh). Pakistan mein abhi Karachi mein aik jaga aur Islamabad mein aik jaga karty hain. Har mareez Laser operation kliay suitable bhi nahin hota. Patient ka examination kar kay final decision lia jata hai keh konsa ilaaj behtre ho ga.

    • @naheedbari6224
      @naheedbari6224 Год назад

      @@drimtiazhussain jazakAllah. Kia ap batasaktay hain Islamabad aur Karachi dono may kaha hoti hai laser surgery?

    • @amiteshgaur3536
      @amiteshgaur3536 Год назад

      lucknow me Dr Arshad Ahmad ko dikhaye

  • @iamibrahim4057
    @iamibrahim4057 Год назад

    Sir abcess
    Banny ky baad
    Ab fistula ban gea hy
    Plz ap Ka contect number
    3 abcess KO staff kerny ky operation kerva choka hn
    Sir ab fistula Hy
    Plz guide me
    Your contect number
    Bohat takleef may hn
    Sir
    Plz
    1and half month ho gea hy
    Bed per hn

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Hmara number description mein dia gaya hai. Hum say check up karwana hai to WhatsApp message say appointment lein but call bilkul nahin karni. Check up kay baad kuch bta sakein gy.

  • @papuVloger1269
    @papuVloger1269 Год назад +1

    ❤❤❤

  • @vijaykumardev1345
    @vijaykumardev1345 Год назад +1

    Homoeopathy se fistula 100% sahi hota hai.mera sahi hua.

    • @topicreelbriefing9810
      @topicreelbriefing9810 Год назад +1

      Bata b do kon sa homeo sa

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад +1

      Fistula kuch arsa kliay problem karna band kar deta hai magar khatam nahin hota because iski tunnel khatam nahin hoti jo baad mein phr problem shuru kar deti hai

    • @vijaykumardev1345
      @vijaykumardev1345 Год назад

      @@drimtiazhussain jo track hai woh bhi sukh jata hai sir ji .homoeopathy se jab thik hota hai na woh permanent hai..baad me nahi hota hai

    • @mdsabirali6582
      @mdsabirali6582 10 месяцев назад

      Kaha relief hua boliea vy

    • @farhanaahsan4254
      @farhanaahsan4254 8 месяцев назад

      ​@@vijaykumardev1345plz send the name of homeopathy medicine. Waiting..

  • @dattajadhao2645
    @dattajadhao2645 10 месяцев назад

    Sir kharch a Kitna aayega

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  10 месяцев назад

      Har setup par different kharcha hota hai aur government mein bilkul free hota hai

  • @TeslaNikola-yl6pd
    @TeslaNikola-yl6pd 6 месяцев назад +1

    Sir mera bhi perianal abscess hua hai,but Mene surgery abhi tak nahi kya, yeh disease 5 year ho Gaya, apne aap tik ho jaate he phir suru ho jaate he, sir with due respect, surgery ka price kitna hoga please aap bata sakte hai, cause I belong to poor family, I want to live healthy ,sir please help me

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад +2

      As for as we know Nikola tesla left this world in 1943.(just kidding)
      Details is video mein hain. Operate hall hai

    • @TeslaNikola-yl6pd
      @TeslaNikola-yl6pd 6 месяцев назад +1

      Sir mera nick name Jagadish hai n I'm from northeast Assam

    • @TeslaNikola-yl6pd
      @TeslaNikola-yl6pd 6 месяцев назад +1

      How much money need for this surgery

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад +1

      Different hospital mein different hai. Ap Assam mein pata karein aur government hospital mein free hona chahiay

  • @husnaintahir1059
    @husnaintahir1059 Год назад

    3 supporation 😢😢😢😢 aj e operate karwaya but doctors ny koi Anesthesia ni lagya wasy e cut lagya 😢 or andar pati dal di

  • @sunikhan6787
    @sunikhan6787 Год назад +1

    Sir chronic anal fissure how many time convert cancer plz sir reply 😢

    • @aimanali6013
      @aimanali6013 Год назад +1

      It's not change in cancer don't worry

  • @shehryarzafar-q8r
    @shehryarzafar-q8r Год назад

    Dr shb ap ka contact no... hospital...ap se kahn check krwa skty anal fistua problem ha

  • @khurramali4222
    @khurramali4222 Год назад +8

    homeopathic medicine ya problem 90% takee ho jatey hay aur ager ap khany penay ka khail rakhay aur medicne continue rakhay to in shaa ALLAH 100% takee ho jatey hay as may operation balkual takee ni hay dr ko saraf operation ka he pata hay aur kasey cheez ka pata ni

  • @MohsinChaudhary-q4r
    @MohsinChaudhary-q4r 10 месяцев назад

    Mera 1 dost ko ha Lakin os ka Dana ha Jo pht jta Lakin phr 5 6 din bad bn jaTa haA

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  10 месяцев назад

      Yeh fistula ho sakta hai. Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.

  • @veereshganiger9524
    @veereshganiger9524 Год назад

    Sir perianal abscess operation kiya 1 month and pus ayeg 😢😢😢

  • @ghulamnabi-lz6cr
    @ghulamnabi-lz6cr Год назад

    Aslam o alikum dr sahib mujhy same condition hein jo ap bta rahy anus ki side mein absces sa ban gya ha jo bahar ki side phat gyi ha jis pus ati ha lekin main anal fissure samjhta rha or gtn+xylocain gel use krta rha or antibiotic bhe khata raha lekin apki video dekh andaza ho rha ha ke ye preanal absces ha jo bahar ki taraf phat gya ha ab rozana pus ata hai plz guide mjhy kya karna chahye

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai aur phr hum say check karwana hai to hmara number description mein dia.gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.

    • @ghulamnabi-lz6cr
      @ghulamnabi-lz6cr Год назад

      G bilkul thanks dr sahib jazzak allah

  • @hashamkazim4980
    @hashamkazim4980 Год назад

    Doctor sahib mein na 3 doctors se check krwaya 3 noo ne kaha he keh tum proctitus he

  • @Atrab-fh2dw
    @Atrab-fh2dw 10 месяцев назад

    Sir ap kdr ho

  • @yogeshkumar5806
    @yogeshkumar5806 9 месяцев назад

    Sir kya fistula track mein bhi toilet ke particals aa sakte hai kya

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  9 месяцев назад

      Je a sakty hain aur toilet is mein say a sakta hai aur gas bhi pass ho sakti hai

  • @GeetaB-g4o
    @GeetaB-g4o Год назад +1

    Ye bar bar hotahe

  • @warishabbasi-i3x
    @warishabbasi-i3x Год назад

    AoA sir I m four month pregnant I am suffering from anal fissure kindly guide me fissure ka zakhm heel nhi hoparaha plzzz help me sir😢

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  Год назад

      Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai

  • @kamranahmed9470
    @kamranahmed9470 11 месяцев назад

    Today my operation Parianal abscess

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  11 месяцев назад

      "Thank you for sharing your experience. Wishing you a smooth and speedy recovery after your perianal abscess operation today. If you have any questions or need information about the recovery process, feel free to reach out. Take care!"

  • @khurramali4222
    @khurramali4222 Год назад

    ager ap ka fistula porana hay to balkual operation na karway 100% as may unsuccess ratio hay homeopathic medicine is the best

    • @aqeelsonu6802
      @aqeelsonu6802 Год назад +1

      Bro kon c medicine hain plz mjy btn

    • @khurramali4222
      @khurramali4222 Год назад

      @@aqeelsonu6802 apna watsup number do mujay then i will give you detail

    • @khurramali4222
      @khurramali4222 Год назад

      @@aqeelsonu6802 give me your watsup number

    • @khurramali4222
      @khurramali4222 Год назад

      @@aqeelsonu6802 watsup per aye ap waha batou ga your number

    • @Zeng_Li60
      @Zeng_Li60 Год назад

      Bro konsi medicine hyn homepehtic ki or kon thek huwa hy plz share with us?

  • @maheenshaikh8353
    @maheenshaikh8353 7 месяцев назад +1

    OR apna watsup no bataden

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  7 месяцев назад +1

      Apko apny operating surgeon say rabta karna chahiay. Wo apko behtre guide kar sakty hain. Hum baghair check up kiay koi medicines ya ilaaj nahin bta sakty aur na apko baghair examination kay koi medicines leni chahiay. Operation kay baad kisi bhi problem ya issue ki soorat mein apny surgeon say rabta mein rahein

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  7 месяцев назад +1

      Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.

  • @Coking-d7k
    @Coking-d7k 6 месяцев назад

    2 din Sy maar rah hou darad Sy abi tak kisy ko nahi dekhya 😮

    • @drimtiazhussain
      @drimtiazhussain  6 месяцев назад +1

      Yeh to apki boht bari ghalti hai. Fouran kisi ko dikhaein. Is video mein btaya hai keh waqt par ilaaj na kia to khatarnaak ho sakta hai

    • @PakReviewOnlollywood
      @PakReviewOnlollywood 4 месяца назад

      Manai surgeon ko dehkyah tha meray anal hole k kareeb ek dana tha os sergeon nai medicine de dana bikul katam ho gaya laki. Ek choota sa reh gaya ha kia karo?​@@drimtiazhussain