Why Anal Fissure Doesn't get healed Early ? Surgeon Dr Imtiaz Hussain
HTML-код
- Опубликовано: 28 ноя 2024
- +923336303550 Get appointment for operation (WhatsApp messages only, no calls)
Home care after fissure operation click the link below:
• Anal Fissure | Fistula...
How to treat Anal Fiasure only with medicines at home without operation:
• Anal Fissure | Treatme...
:::::About Dr Imtiaz Hussain :::::
Surgeon Dr Imtiaz Hussain (Gold Medalist)
MBBS, Punjab, Pakistan.
AMC, Australia.
FCPS, Pakistan.
FACS, USA
Diploma in Laparoscopy( Germany ).
LIFE MEMBERSHIP OF MEDICAL SOCIETIES:
1.Society of Surgeons of Pakistan(LC)-SSP
2. Surgical Oncology Society of Pakistan( SOS-PK)
3.Pakistan Academy of Family Physicians-PAFP® (Regd)
4. Public Relation Coordinator & Secretary of PAFP.
AWARDS & DISTINCTIONS:
Gold Medalist in Academics.
Surgical Jeaopardy SURGICON 2011
Award of Excellence FAMILYCON®, 2019
PUBLICATIONS:
He has published his work in various medical journals.
ORGANIZER:
1.International Conference on Medical Education
2.International Conference on Family Medicine- FAMILYCON®.
Dr Imtiaz Hussain is a Consultant General and Laparoscopic Surgeon. After graduating from Nishtar Medical University, Pakistan, he visited Australia for Australian Medical Council exam. He completed his FCPS degree which is the highest degree in Pakistan in the field of General Surgery. During his postgraduate residency program, he had also trained himself in the field of Urology, Plastic Surgery, Paediatric Surgery and Orthopaedic Surgery.
Since 2012, he, as a volunteer, is working as an instructor for the Basic Life Support (BLS) Program in Fatima Jinnah Medical University Lahore, Pakistan. In this course, he is the Master Trainer and teaches CPR and other lifesaving techniques to Doctors , Medical Students, N
Since 2015, he is working as a Clinical Exam Coordinator for the examination of FCPS part 2 ( Clinical Exam) by College of Physicians and Surgeons Pakistan (CPSP).
He has also served as an in-charge of Temporary Hospital setup by Government of Pakistan in PC Hotel Lahore for Pakistan Super League (PSL) matches and also for the matches against the Zimbabwe cricket team.
:::TEAM MEMBER:::
Engineer ISHFAQ HUSSAIN
BSc electrical engineering, UET, Lahore, Pakistan.
M.E. Comm. & Info. Systems Engineering, Nanjing, China.
Special interest in software and mobile applications and video editing.
FOLLOW US ON THE SOCIALS:
facebook: bit.ly/2KAUQbn
twitter: bit.ly/3590OtM
linkedin: bit.ly/3aw80kE
Playlists:
All Operation Videos:
• Operation Videos
Perianal Fistula:
• Perianal Fistula
Home care after Operation:
• Home Care after Operation
Circumcision Videos:
• Circumcision Videos
Pilonidal Sinus Videos:
• Pilonidal Sinus
Sebaceous Cyst Videos:
• Sebaceous Cyst
Surgical Knots & Sutures:
• Sutures & Surgical Knots
Fissure, Fistula and Haemorrhoids Videos:
• Haemorrhoids/ Piles
Videos about Anal Fissure:
• Anal Fissure
Videos about Breast Problems:
• Breast Problems
All about Hernia videos:
• Hernia Videos
Gall Stone Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Incisional Hernia Videos:
• Gall Bladder/ Gallstones
Appendix Problem Videos:
• Appendix Videos
Clinical Examination videos:
• Clinical Examinations
See our all videos here:
• All Videos
Public awareness videos:
• Public awareness about...
General Surgery Operation Videos:
• General Surgery Proced...
Urological Operation Videos:
• Urological Procedures
Gynaecological operation videos:
• Gynaecological Procedures
#fissuretreatment
#analfissure
#drimtiazhussain
#AnalFissureOperation
#SirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospital
#SurgeonsOfSirGangaRamHospitalLahore
#GeneralSurgery
#TrendingSurgeries
#Surgery
#DrImtiazHussain
#SurgeonDrImtiazHussain
#BestSurgeon
#BestSurgeonsOfSirGangaRamHospital
#BestSurgery
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
Dear imteaz bhai may apnye sathwation ap ko pic Kay zreay send krta ho ap mujay gaied kr day please
AoA
Dr. Sb Allah apko lambi zindge den or aesy logo ki khidmat krty rahen hmesha
Allah apko kamyabi ata farmy bohat achay se ap ny sari bat complete ki
Thanks
بہت اچھے انداز میں سمجھایا سلامت رہیں
Thanks
Mery pss homeopathy ki medicen hei mashallah bhot achi medicen hi leqin fissure keliye hi mery dost ny use ki hi 1month aur full pahraiz kiya hi abh wo best hi leqin kbaz nhe hony deni bs agr koi LHR se hi to mujjh se le sgta hi meiny le thi 3500 ki leqin mein mashallah wsy pahraiz aur medicen se thek ho gya hon allah pak ka shuker hi agr kisi ko chahiye to merry pss bilkul Peking mein wsy he hi jsy mry dst ny mery liya tcs krwai thi jis ko chahiye wo LHR se hon mujjh se pic kr sgta hi👍
G bhai mjhe chahye
Tell medicine name and potency
Plz mjh chaie bhai k le
Sir mjh be chaie bhai k le plz
Ap sy rabta kasy ho skta ha
خوش امدید۔
پاکستان میں ایسے ڈاکٹر مموجود نہیں
Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.
اللّٰہ پاک اپکو صحت تندرستی والی لمبی زندگی عطا فرمائے آمین ثمہ آمین
Is there any good ointment for fisher ? GTN cream gives severe headache which is alot more severe than fisher pain.
ruclips.net/video/Foh8F4Y7p7A/видео.htmlsi=siC8Zj_o9BOy7qtC
Use GTN like in this video
Excellent information sir, mayne winter may zyada face kya fistula ko, aur stz bath set both theek hua
Shukriya! Khushi hui ke aapko faida hua. Agar aapko koi aur malumat chahiye ho toh pooch sakte hain.
Kindly mjhe b bata de mai b flistula ka hi patient hoon its a humble request mjh b bata dein koi hal
Aisay naik drs to ALLAH PAAK KI REHMAT HEN JO APNA ILM PHAILA RAHAY HEN WRNA DRS HAZARON MEEN FEE LE KR BHI THEEK SE GUIDE NAHI KARTAY JAZAKAALLAH AP KO ALLAH PAAK DUNYA OR AKHRAT DONO KI KHUSHIAN DE.AP ne bohot achi or detailed videos banai hen keep it up
Very nice dr imtiaz sahib correct information because i am suffering by fissure since 6 years my question is that xan i use polyfax ointment to relax muscles
Using Polyfax (a combination antibiotic ointment) to relax the muscle in the case of an anal fissure is not appropriate. Polyfax contains antibiotics (polymyxin B and bacitracin) which are used to prevent or treat infections, not to relax muscles. For chronic anal fissures, the goal is to reduce pain and spasms of the anal sphincter to promote healing.
### **Recommended Treatments for Anal Fissures:**
1. **Topical Nitroglycerin (Glyceryl Trinitrate):** Helps to relax the anal sphincter muscle and increase blood flow to the fissure, promoting healing.
2. **Calcium Channel Blockers (e.g., Diltiazem, Nifedipine):** These can be used topically to help relax the sphincter muscle.
3. **Botulinum Toxin (Botox) Injections:** Helps to paralyze the sphincter muscle temporarily, reducing pain and spasms.
4. **Sitz Baths:** Sitting in warm water several times a day can help to relax the anal sphincter and reduce pain.
5. **Stool Softeners and Dietary Changes:** Ensuring soft stools to avoid further trauma to the fissure site.
### **What to Do:**
- **Consult a Healthcare Provider:** If you have had an anal fissure for six years, it's crucial to consult a healthcare provider. Chronic fissures may require more specialized treatments, including possibly surgical options like lateral internal sphincterotomy, which involves cutting a small portion of the anal sphincter to reduce spasm and pain.
### **Conclusion:**
Polyfax is not suitable for treating anal fissures as it does not address the muscle relaxation required. It's essential to use medications specifically designed for this condition and to seek professional medical advice for long-standing issues.
Thanks Dr Imtiaz Hussain Sahib for replying briefly
App ki speech sun kr thori dair tu aram aa hi jata hy. 🥰
Thanks for positive feedback. Our purpose is also to give hope and accurate management
Sir GTN Cream ka to zero result hay araam nahi a raha kab say laga raha hun
Kya Abhi ap theek hen?
bht ache h ap sai btya h sada salmat rhy
Boht shukriya
Allha talha ap ko sehat de or khusk rakhein
Thanks
جزاک اللہ جی
Hmein khushi hui apko hmari video achhi lagi. Hum barri mehnat say video bnaty hain aur logon ki preshani ko door karny ki koshish karty hain. Please subscribe to our channel for informative videos like these.
Plzzz request to all just apply fresh aloe Vera gel all the time..and skip red chilly for few days...🙏🙏
Anal fissure Mein periods a Jaaye To Kya Karen please doctor sahab bataen main bht pershan hun
GTN cream her medical store men miljaegi?
Asslam o alaikum! Sir !
Mujhy fissure problem hay
Mujhy blood may stool b nahi ata ab , constipation b nahi hoti ab. But stool pass krny k baad baytha nahi jata ...bohat wzn feel hota hai bohat ziyada ...khry rehty yan layty huay nahi hota ..mayry bchy hayn 2 choty ,,feed krny k liay baythna hota but baytha nahi jata ...please mujhy koii solution batayn ..may bohat paryshan hn ...
Har patient ki condition different hoti hai jo check up kay baad decide ho sakti hai. Ap examination karwaein
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
Very informative video jazakAllah
Thanks for liking
I m Shafique from Peshawar Pakistan
Mera sawl hy
Harnia main open Sergery behtar hy yah liproscopic
Hernia ka ilaj open surgery ya laparoscopic taur par mumkin hai. Har tareeqa apne faide aur nuksanat ke sath aata hai. Open surgery mein surgeon ooper say single cut dety hain, jabke laparoscopic surgery mein chote incisions (chhote cut) kiye jate hain. Laparoscopic surgery mein mareez ki recovery aksar tez hoti hai aur chhote scars bante hain, lekin yeh har mareez ke liye munasib nahi hoti. Faaislay ko mareez ke halat aur surgeon ki raye par mabni karna behtar hota hai.
or mujhe pta hi nhi tha k ye enal fisser he or meap ki new subscribe r hoon or ab ap ki vedioes ko fallow kr rhi hoon
Hum nay yeh videos isi liay bnai hain
@ankitamishra7228 buht shukria jzakAllha
Very informative and helpful lecture. Dr shab is very brilliant
Thanks for the feedback. Plz share and subscribe.
@@drimtiazhussain salam.sir mujh kuch puchna h sir mujj delvry k bad fissur hogya h 15 mnth hogy h heal nhe hota wo us leye k mujh daimi kbaz h or mujj kbaz hoti he rhti h bhly m faiber. Be q na lun 8 glass pani fir be kabaz rhti h to Mera oprton ka koi faida nhe mn Kya krun mn serup use krti hn us sy stool soft hota h to fissure m aram h wrna koi Hal nhe mery pass mn caremffine serup peti hn bss sath isogol to aram h agar ye chor dun to fir kabaz ab ap bayte mn Kya krun life bhr ye krti rhun bhoot khany m be khayal krti hn lkn fir be kbaz nhe thek hoti
@@Darraz-mt9js sis ap Jo Ka ata use kary jado ho jay ga qabz k lye Jo k aty ko gandam k sat mix Karna phr multi ata
@@mehndiartpakistan g sis Jo ka ata or chaki ka ata mix krun
@@mehndiartpakistan hello sis plz
Sir stool softner konsa best ha constipation ma?
Constipation ke liye kuch achay stool softeners hain jo aapko stool ko soft karne aur bowel movements ko aasan banane mein madad karte hain:
1. **Docusate Sodium (Colace)**: Yeh ek mashhoor stool softener hai jo stool ko moisture retain karne mein madad karta hai, jis se stool soft ho jata hai. Yeh generally 1-2 dinon ke andar asar karna shuru karta hai.
2. **Lactulose Syrup**: Yeh ek osmotic laxative hai jo stool ko soft banata hai aur bowel movements ko aasan karta hai. Yeh specially un logon ke liye helpful hai jin ko regular constipation ka issue hota hai.
3. **Psyllium Husk (Ispaghol)**: Yeh ek natural fiber supplement hai jo stool ki bulk aur softness badhata hai. Aap isse pani ya doodh ke saath le sakte hain.
4. **Polyethylene Glycol (PEG) 3350 (MiraLAX)**: Yeh ek effective osmotic laxative hai jo pani ko stool ke andar retain kar ke usse soft karta hai. Yeh long-term use ke liye bhi safe samjha jata hai.
5. **Milk of Magnesia**: Yeh ek mild laxative hai jo stool ko soft karne aur bowel movements ko stimulate karne mein madad karta hai. Yeh magnesium hydroxide par mabni hai.
Aap apne doctor se mashwara kar ke apne case ke mutabiq sabse suitable stool softener ka intekhab kar sakte hain, kyun ke har kisi ki body aur needs alag hoti hain. Agar aap koi medical condition ya medication le rahe hain, to yeh bhi zaroor mad e nazar rakhein.
Sir I have no pain and the fissure is healing very slowly,I'm following every safety measure diet plan ,sitz bath also...is there anything I can do to speed up the healing and closing of the fissure?
Sir pls reply
Allah ka shukar adda kren bhi. Dard bht shadeed hti hy
@@syedshafaqatali3697 g alhamdullilah....but fissure abi tk fully heal nai hua...do u have experience with this situation?
Yes it's very painful
How are u now? Im in lots of pain
@@Arshzal Kitna time ho gya hay fissure ko? Sitz bath ly rhy hn ya nai?
Assalamualaikum
Sir g mughy bhi fissure ho gaya ha GTN creem our zilocan jeel din main kitni bar use Karni ha our Kitne din tak use Karni ha is k sath tablet Kon si Lani ha ya bhi Bata Dena aap ko bohat mahrbani ko gi Dard k Lia q k Dard Kam nahi ho Raha ha
Agar aapko anal fissure ho gaya hai, to aapko kuch important steps lene chahiye jo is condition ko heal karne mein madadgar sabit ho sakte hain:
### 1. **Dietary Changes**:
- **Fiber-rich diet**: Apni diet mein zyada se zyada fiber (sabziyan, fruits, oats, whole grains) shamil karein. Yeh stool ko soft rakhega aur aapko pain aur discomfort mein kami aayegi.
- **Pani ka istemal**: Rozana kam az kam 8-10 glass pani piyen, taake stool soft rahe aur aapko strain karne ki zaroorat na ho.
### 2. **Topical Treatments**:
- **Nitroglycerin (GTN) Cream**: Yeh cream anal fissure ke area ko relax karne mein madad karte hai, jis se pain aur discomfort kam ho sakta hai. Lekin, is cream ka use doctor ki salah se karen.
- **Hydrocortisone Cream**: Yeh cream inflammation ko kam karne mein madad karti hai. Aap apne doctor se iske istemal ke baare mein pooch sakte hain.
### 3. **Sitz Baths**:
- Warm water mein 10-15 minute baithna (sitz bath) apni anal area ko soothe karne mein madadgar hota hai. Is se pain aur irritation mein relief milta hai.
### 4. **Avoid Straining**:
- Bowel movements ke dauran strain karna fissure ko aur zyada worsen kar sakta hai. Stool ko soft rakhne ke liye apni diet ko manage karein aur agar zaroorat ho to mild laxatives ka use karein (doctor ki guidance ke saath).
### 5. **Pain Relief**:
- Agar aapko pain ho raha hai, to over-the-counter pain relievers, jaise paracetamol ya ibuprofen, ka use kar sakte hain. Lekin, doctor se consult karna zaroori hai.
### 6. **Medical Treatment**:
- Agar fissure 4-6 weeks mein theek nahi hota, to surgical intervention ki zaroorat ho sakti hai. Iske liye **Lateral Internal Sphincterotomy (LIS)** ya **fissurectomy** jaise options available hote hain.
Agar aapko zyada pain ho raha hai ya fissure barh gaya hai, to apne doctor se consult karna zaroori hai.
For more information, you can visit our website at [surgeondrimtiazhussain.com](surgeondrimtiazhussain.com) for FAQs and blogs. For online consultation or to book an appointment, contact us via WhatsApp at **+923336303550**.
Sir Assalamu alaikum mera Anal Fissure ka Operation hua hai but taklif khtam nahi Hui hai sir Aap hme Reply kare bhut Taklif hai sir hai.
Mera sath bhi yahi masla ha ap na Kya Kia tha dobarara
Sir i have a issue like this but I'm not sure what it is
Can you plz guide me
how to get appointment
Our number is given in the description only whatsapp messages there. don't call at all thanks
Kya skin tag wala fissure heal ho skta ha agr constipation na hone den or stool soft rkhen to ?
Nice
Thanks
Sir plz reply me moje fisher cut k problem 4 month sa ha or wha sa safed colour ky kera nikle rhe ha plz reply me ma bhot preshan ho
Agar aapko 4 mahine se **anal fissure** hai aur saath mein **white discharge** bhi aa raha hai, toh yeh zaroori hai ke aap kisi specialist doctor se jaldi se jaldi rabta karein. White discharge kabhi kabhi infection ya dusre masail ki nishani ho sakta hai.
**Aap ke liye kuch mashware:**
1. **Diet**: Fiber se bharpoor khurak khayein, jese fruits, sabziyan, aur whole grains, taake stool narm rahe.
2. **Hydration**: Pani ka zyada istemal karein.
3. **Sitz Bath**: Din mein 2-3 baar garam pani mein 15-20 minutes tak baithne se dard aur sujan mein rahat mil sakti hai.
4. **Topical Treatments**: GTN cream ya koi aur prescribed cream laga sakte hain, lekin is se pehle apne doctor se mashwara zaroor karein.
Agar yeh sab karne ke bawajood behtari nahi hoti, toh aapko surgery ki zaroorat padh sakti hai.
Is maslay ke behtareen ilaaj ke liye **Dr. Imtiaz Hussain** se rabta karein. Aap unki website **[surgeondrimtiazhussain.com](surgeondrimtiazhussain.com)** par visit kar sakte hain ya WhatsApp par **+923336303550** par raabta kar sakte hain.
Sir maine 3 din pehle laser se operation karaya tha lekin abhi bhi dard jyada hota hai
Apny surgeon say rabta mein rahein. Hmari video bhi hai wo playlist par with dekhein
Ab ap kaisy hain
Please help me how to make nitroglycerin cream from nitroglycerin injection or medicine
Don't help yourself making ointment by yourself. Get it from nearby pharmacy.
It's not available here neither on any online website
Allah pak app ko sehat dy
Thanks and don't forget to subscribe
@@drimtiazhussain Aoa sir mje chronic fissure plus skin tag tha mne operate krwa lia h but abi b washroom krty bht drd hoti bd m bhi discomfort rehti h plus thori drd b fibr diet b ly rhi aj 20 din ho gy but abi tk prpr aram nhi aya what should I do??? Kindly reply m so worried
Doctor Sahib. Kiya GTN aur Zyloaid aik sath mila ker istimal ki jati he ya alag alag
Aik sath lgatay hain.
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
sir cronik anal fissur agar held nahin hota to esse cancer ho sakte hain kya😢
If you have an anal fissure, it does not mean you are at risk of developing anal cancer. However, if you have concerns or symptoms that persist despite appropriate treatment or if you have risk factors for anal cancer, it is important to consult a healthcare professional. They can evaluate your condition, conduct further examinations if necessary, and provide appropriate guidance or referrals for further evaluation.
sir mujhe anal fissur or 2 digre pile tha mera surgery hue hain.mujhe dar hain ki future main this problem can turn into Cancer? 😢
@@sobujahmed3282apko kesy symptoms hai
@@sobujahmed3282 hi dear
Kya matlab samjh nhi aye
Aoa sir muji b ye masala du din sy buhat zaida ho raha hai pakany ky sath bleedind buhat ho rahi hain kindly batady muji kya treetment lina chaye..,
Dear sir mere mamo ko 1 week se anal fissure ka masla hai wo dr per gaye to onjn ne srif gtn tube de lagane k liye, start k 2 days tube lagne se pain ko aram ata raha but us k bad pain me izafa ho gaya hai or tube lagne se ziyada oh jata hai pain, 2nd ye k jese he sham ka bad slowly pain khatam ho jata hai or subho hoty he paine ma izafa ho jata hai.... Kindly rehmumai farmain.... Jazakallah
Sub say pehly Kisi general surgeon ko proper check up karwaein. Wo examination karny kay baad decision lein gy aur koi ilaaj tajweez karein gy.
Pllzz majhy btaye mai ny kal dr ko check krwaya wo khty hai kat bahir hai ye fissure nhi hai plzz reply mee mai bht ten mai honn
اسلام و علیکم سر۔۔میں فشر کیلئے GTN اور xyloaid استعمال کر رہا ہوں آپکی رائے کے مطابق لیکن رمصان میں پانی کی کمی سے قبض ہوجاتی ہے اور حاجت کے وقت دوبارہ تکلیف ہوتی ہے۔کیا میں nitroglycerin استعمال کر سکتا ہوں اور کونسی اینٹی بائیوٹک استعمال کروں۔کیا روزہ رکھ سکتا ہوں دوران علاج۔۔؟؟ رہنمائی فرما دیجئے۔۔؟؟
Rozy rakh sakty hain. Medicines baghair check up kay nahin bta sakty kionkeh idea nahin hota
@@drimtiazhussain بہت شکریہ ڈاکٹر صاحب۔میں کے پی سے ہوں۔۔یقین نہیں آتا کے اس دور میں بھی آپ جیسے فرشتہ صفت ڈاکٹرز موجود ہیں۔جو کسی مریض کو مایوس نہیں کرتے اور جواب لازمی دیتے ہیں۔خوش رہیں شاد رہیں آباد رییں۔اپنے کلینک کا ایڈرس بتا دیں رمضان کے بعد چیک اپ کیلئے آؤں گا آپکے پاس۔۔ماشاء آپکی اپنی فیلڈ پہ گرفت مظبوط ہے۔بہترین سمجھاتے ہیں۔
@@Annu-Malik3761 Hum Lahore say hain. Jab Lahore aein us din rabta kar lein usi din check kar lein gy
@@drimtiazhussain جی بہت بہتر۔۔انشاء اللہ جلد ملاقات کرونگا۔۔جزاک اللّہ۔۔
Luzy golyan use ki hain ap nay gabz k lye
How can i approach you doc?
I suffered from severe anal fissure but Alhamdulillah it has been healed now
Good for you
Kaise heal hua aapka?
Please relpy main bhot preshan hun
Ms b bohat pershan ho kaise thk hue aap hamy b batao plz
How much time it takes to heal actually after post-mortem delivery now it’s 2 month that I’m suffering from that pain I’m using ointment but it’s not healing give me some tips please because I’m tired of this pain now
Sir bhetne ki jaga par ek dana jesa mhesos ho rha hai aska kiya mtlab hai
اسلام علیکم ڈاکٹر صاحب میں نے لاہور سے پریشن کروایا تھا 7 ماہ پہلے فسچولا کا اوپر والی سائیڈ پہ مقعد کے اندر زخم ہے وہ زخم ٹھیک نہیں ہو رہا اور درد بھی ہوتی ہے اور پیپ اور خون نہیں آتا اور جے ابھی ہفتہ ہو گیا ہے خارش بہت ہوتی ہے مقت والی جگہ اس کے لیے کوئی مشورہ دیتے ہیں مجھے میں بہت پریشان ہوں اور آپ اپنا اڈریس بتا دیں
Ap kahan say hain?
Sar mujy pakhana bi boht kam ata h 24 ghanty m shahid is sy 2 din k bad wo bi tora sa pakhana ur kabaz khtam ni ho rha dosri bat dactar sahib mujy bi maqy hain ur blad tora sa ata h is k lye koi dawai btao agar ap k pas h to
السلام علیکم
پلیز ڈاکٹر صاحب ذرا اس کا
میسج کے نیچے ریفلائی دیں ، میں نے 10 دن قبل فشر کی سرجری کرائی ھے لیکن ابھی بھی میں 15,20 منٹ بیٹھ جاؤں تو درد ہوتا ھے، جو بڑھتا رہتا ھے، زخم بھی ٹھیک نہیں ہورہا ، یہ کب تک ٹھیک ہوگا براہ کرم رہنمائی فرمادیں
Iski boht si wajoohat ho sakti hain. Operation kay baad kisi bhi issue ki soorta meim apny operating surgeon say rabta mein rehna zruri hai. Unko dobara visit karein. Wo dekh kar behtre hall tajweez karein gy. Examiantion kay baad hi decision lia jata hai.
Ma ap ki surgery dekh rhaa ho
You are the best surgon
Boht shukriya
Plzz btain ye cut bahir hota hai ya ander
Sir 4 mahine pehle oprate hua.blood ata rha or dana sa ho gaya tha stool k raste me.ab bete ko phir se blood ane laga do din se.or boht dard b h.pls kuch advice krden
Aik dafa check up dobara karwaein
Mera baby ab 4 sal hai use yek sal pahle fissure huwa tha theek hi nahi horha tha sb try krliya oil lgaya tablet bhi diya fissure theek hi nahi ho raha tha tab maine Amazon se pymol+ livcon capsule aur manulex mangwaya aur baby ko deli 3 mahine diya uska fissure pura thik ho gya ab mera baby bilkul thik hai aur ab ho khelta kudata rahta hai bohot achaya dawa hai👍
$$••°°🎉
sir maine kal docter ko chek karwaya ha docter ne mje only xyloaid advice ki ha GTN to nai di aor kuch tablet di hain GTN must ha iske lye??
Agar aapke doctor ne anal pain ya anal fissure ke liye sirf Xylocaine gel diya hai aur GTN (Glyceryl Trinitrate) ointment nahi di, to yeh ho sakta hai ke unhone Xylocaine gel ko sufficient mana ho for your symptoms.
**Xylocaine Gel**: Yeh local anesthetic hai jo pain ko temporary relief de sakta hai. Yeh pain ko reduce karne ke liye use hota hai, lekin yeh fissure ki healing ko directly address nahi karta.
**GTN Ointment**: GTN ointment fissure ke treatment mein madadgar ho sakta hai, kyunke yeh blood flow ko increase karta hai aur muscle relaxation mein madad deta hai, jo fissure ki healing process ko improve kar sakta hai.
### Considerations:
1. **Consult Your Doctor**: Agar aapko lagta hai ke GTN ointment zaroori hai ya symptoms theek nahi ho rahe, to apne doctor se consult karen. Shayad unki diagnosis ke mutabiq GTN ki zaroorat nahi lagi ho, lekin aapko apne symptoms ke bare mein bata kar clarification lena zaroori hai.
2. **Follow-Up**: Agar symptoms me improvement nahi aa rahi, to follow-up appointment schedule karen aur apni concerns discuss karen.
3. **Additional Treatments**: Kuch cases mein, diet changes, proper hydration, aur fiber intake bhi zaroori hoti hai fissure ki healing ke liye.
Agar aapko pain persistent hai ya worsening hai, to further investigation aur alternative treatment options ke liye apne healthcare provider se consult karna behtar hoga.
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara .
)@#+₹+🎉
Assalamu alaikum! Anus pr n surroundins pr itching n irritation ke liay kia lgaya aur khaya jaey???
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara .
Best hai..🎉
جزاک اللّه
Shukriya
Gtn n xyload n warm siting bath b kr rhe hn aram ni a rha
آپ کس شہر میں ہیں اور آپ سے کیسے رابطہ کیا جا سکتا ہے
Hmara whatsapp number har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz.
Asalamaoalikum sir me Hakeem sab se dawai ly rha hn fussser ki wash room k bad dard hota ha 2month sy
Aoa sir kia ap ghanga ram hospital my bi hoty kia ?
Sar mujy moqy bi hain ur tora blad bi ata h plz
Tell me name gels or cream name
What is your surgical issue?
Dr u r great thank you so much for best informative and relaxation videos❤
So nice of you
ALLAH k fazal o karam se apki hidayat k mutabiq amal kiya or anal fissure 75% tak heal ho gya roz sitz bath krta hu 4,5 baar or gtn use krta hu 3 se 4 bar or diet mai salad or vegetables leta hu or qabz nhe hone deta taqreeban 1 week mai he mujhe jalan or takleef se nijat mill gye
Mera baby ab 4 sal hai use yek sal pahle fissure huwa tha theek hi nahi horha tha sb try krliya oil lgaya tablet bhi diya fissure theek hi nahi ho raha tha tab maine Amazon se pymol+ livcon capsule aur manulex mangwaya aur baby ko deli 3 mahine diya uska fissure pura thik ho gya ab mera baby bilkul thik hai aur ab ho khelta kudata rahta hai bohot achaya dawa hai👍
#+₹₹+₹--🎉
May we give iron heat instead stz bath ? I feel 70% relax and it desolved
theak Hogaya proper?
@@Umar-ue7hy no no zindagi key saath khatam hoga shayed
"Thank you for engaging with our channel. While we discuss health topics here, it's always important to consult with your doctor or a healthcare professional for advice."
Doctor meri mama ko bht pain ha washroom time bht pain hota wo khti asa lgta jasa cut lga howa plz btai
Ap general surgeon ko check karwaein aur examination kay baad proper treatment lein. Is trah kay problem mein check up boht zruri hai.
@@drimtiazhussain sir kindly i have same condition kindly advice medicine
سر میں نے آپریشن کروایا تھا مگر زخم ختم نہیں ہووا کیسے ختم کرے سر GTN or Mycitracin کیسے استعمال کرے پیلز سر بتا دے زخم کو پانی لگا سکتے ہیں ؟
Gtn cream k sath konci gel lyni ha doctor?
Is vidoe mein.btaya hai
Sir agr stool me blood ana band ho jay or stool k bad thora pain ho or chlny phrny me pain ho tw kia krna chahiye kia jb bh operation krwana chshiye
Apny surgeon say rabta mein rahein aur aik dafa check karwa lein.
ڈاکٹر محترم آپ اپنا ایڈریس تو بتائیں شکریہ
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
A,a, sir, anul fisher theek hone k 2 ya1 month K bad wapis ho jaye to kiya karen
Agar thek na ho to medicine say thek nhin ho ga. Procedure ka sochein
@@drimtiazhussain medicine se or care Karne se theek ho jata hai but after 2 month constipation ki vajja se wapis ho jata hai, kiya ye ghar pr pori tarha theek nai ho sakta,
@@HarishKamwanikese thik hua apke?
Aoa surgery k bd pain HOTA hy R white Pani jesa ata hy why
Doctor sahb jb bowaseer or fishar akhty ho Jaen to iska ilaj kia Kiya jaye
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara .
Accc🎉.
A. O. A sir ya guide krain k agr is ka operation krwain to bad main koi side effects hoty hain ya sb thek rhata hi
Thek rehta hai
@@drimtiazhussain سر کیا اس ک آپریشن ک بعد پخانے پے کنٹرول نہیں رہتا. کیا یہ سچ ہے. مہربانی کر کے رہنمائی فرمائیں شکریہ
Sir Mujhe rectum area buhat tight feel hota hai jesay buhat chota hogya ho assay lghta hai bnd hogya ho agy jesay koi cheez ati ho pain wegera kuch b nhe or stool soft b ho starting ma easly pass ho jata hai thora sa he or bad ma buhat zorr lgha K ata hai gass b zorr lgha K pass krna prti hai or ye Mujhe c section delivery k bad say ho rha hai ak sal hogya thek nhe ho rha
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh kia karna hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein.
@@drimtiazhussain ibs btaya Dr ne Mujhe
Assalamualaikum
From pakistan
Sir g mjhay chronic fisher hai jalan pehlay say kum hai but say checkup krwaya tou unho nai surgery suggest ki hai kaha yeh apko tang krta rahay ga.
Surgery k baad yeh dobara bhi hoskta hai kya
Plz AP surgery se pehly ek bar dawat,e, islami k madarsy ja k dum krwa len r molvi sahib ko APNA masla b btaiye ga inshallah 2,3 din m thek ho jy ga
Meri sister ko b yhi masla tha
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara .
Best hai...
Doctor sb kya hm chiken eggs kha skty hn ??
Anal fissure ke operation ke baad chicken aur eggs khane ka timing aur quantity ka depend karta hai aapki individual recovery aur doctor ki recommendations par. General guidelines yeh hain:
### **1. Chicken aur Eggs:**
- **Initial Period:** Surgery ke baad pehle 1-2 hafton tak, high-fiber aur easily digestible foods par focus karna behtar hota hai. Chicken aur eggs ko dheere-dheere introduce kiya ja sakta hai, lekin pehle apne doctor ki advice zaroor lein.
- **Gradual Introduction:** Agar aapko surgery ke baad koi complications nahi hain aur doctor ki permission mil jati hai, toh 2 hafton ke baad chicken aur eggs apni diet mein shamil kar sakte hain.
### **2. Quantity aur Timing:**
- **Moderation:** Chicken aur eggs ko moderation mein consume karein. Excessive quantity se constipation aur irritation ho sakti hai, jo fissure ki healing ko affect kar sakta hai.
- **Preparation:** Chicken ko boiled ya grilled form mein khana behtar hota hai, kyunki fried aur spicy foods se gurez karna chahiye. Eggs bhi boiled ya poached form mein prefer karna chahiye.
### **3. Dietary Focus:**
- **Fiber-Rich Foods:** High-fiber foods, jaise fruits, vegetables, aur whole grains, apni diet mein shamil karein. Yeh stool ko soft rakhne aur digestion ko improve karne mein madadgar hota hai.
- **Hydration:** Pani aur fluids ki achi matra rakhna zaroori hai, jo bowel movements ko smooth aur comfortable banata hai.
### **4. Follow-Up Care:**
- **Doctor’s Advice:** Apne doctor se specific dietary recommendations aur restrictions ke baare mein advice lein. Har case alag hota hai aur aapke specific condition ke hisaab se dietary advice differ kar sakti hai.
### **Conclusion:**
Anal fissure surgery ke baad chicken aur eggs ko diet mein dheere-dheere shamil karein aur moderation mein khayein. Apne doctor ki advice ko follow karna zaroori hai taake aapki recovery smooth aur effective ho.
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara .
Best hai..🎉
Fissure operation k bad egg and fish kha sakte hen??? Please inform
Ji, fissure operation ke baad aam taur par anda (egg) aur machhli (fish) khane mein koi pareshani nahi hoti. Lekin har mareez ki halat alag hoti hai, is liye behtar hai ke aapne operating surgeon se mashwara lein, takay woh aapko aapki khaane ki tajaweezat ke liye behtar guidance de sake.
sir ap kis shehr me behtty hen pleese lazmi btana
Lahore near Mianar e Pakistan
Sir I feel pain in using toilet but no blood seen which test I do or how much charges for first time check up and test or fee please and where is ur clinic or hospital
Shukriya aapke sawaal ka. Yeh zaroori hai ke aap jald se jald ek qualified doctor se mulaqat karein. Check-up ki fee aur charges hospital ke policies par depend karte hain, is liye behtar hoga ke aap directly hospital se raabta karein. Aapko jald se jald behtar hone ki dua hai.
Sir mjhe Bawaseer ka issue h mri age 27 Year h treatment ak surgeon dr se chl raha h phr b fark ni par raha mjhe jalan k sath sath zakham bht Ban jaty hn or Bleeding hti rhti h پاخانہ me ...
Ub Dr khty Baneding krwa ln me kia Ye sai rhy Gi Baneding
Mera fisher heel nahe ho raha bhoaut pain ha Kia karo
ruclips.net/video/-duiPyIePgI/видео.htmlsi=MOgQTc-8NMwFW5Gc
Yeh video dekhein.
ruclips.net/video/5rWHmFTVbxg/видео.htmlsi=JShFKwjkfYIJ3274
Yeh video bhi helpful hai.
AP Kuch na Karen bs 1 bar dawat,e, islami k madarsy ja k Kisi bare aalam sahib se dum krwa len r apna masla b btaiye ga inshallah 2, 3 din m fissure thek ho jy ga
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara .
Best hai...🎉
Or sir ye b btaye K Jo skin bahir aa gai hai is ka kya ilaj hai mai female hu
Ap ky feedback ka shukriya Jab tak check na karein koi medicines nahin leni chahiein. Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
M n sir pahle dfa kisy ko sun k itne duain dy ap n tu bagair ijal k Hy muje theak krdy
Mjy fissure howa h lkn sath mein hip py allergy hogai pani us py lagyy to pani bhar jata h sitzbath nh ly skti but constipation nh b nh h fr yeh problm ku hoe or sth mein allergy ku ho gai why???
Agar aapko fissure ke sath hip par allergy hai aur pani lagne se problem barh jati hai, toh warm sitz bath lena mushkil ho sakta hai. Is surat mein aap yeh steps le sakte hain:
1. **Dry Sitz Bath**: Garam pani ki jagah par garam compress use kar ke affected area ko halki si garmi de sakte hain. Yeh muscles ko relax karne aur takleef kam karne mein madad dega.
2. **Topical Ointments**: Doctor ki salah se fissure ke liye koi topical cream ya ointment istemal karein jo pani ki zarurat ke baghair area ko soothe kare.
3. **Allergy Ka Treatment**: Hip par allergy ke liye doctor ki salah se anti-allergic cream ya medicine istemal karein. Yeh allergy ke symptoms ko control karne mein madad karega.
4. **Hygiene**: Area ko clean rakhne ke liye moistened wipes ya gentle cleansing pads istemal kar sakte hain, lekin harsh soaps ya chemicals se parhez karein.
5. **Hydration aur Diet**: Fiber-rich diet aur pani ka istemal jari rakhein taake constipation ka risk kam ho aur fissure jaldi heal ho.
Agar aapko koi serious takleef ya aur symptoms ho rahe hain, toh apne doctor se consult karna zaroori hai taake aap ke liye suitable treatment plan diya ja sake.
Zyada maloomat ke liye aap [surgeondrimtiazhussain.com](www.surgeondrimtiazhussain.com) par visit kar sakte hain ya WhatsApp par +923336303550 pe likhein keh humari team say rabta kliay.
@ thanku so much
Salam docter saib Mani apreshan keya hi. 18 den howye
Kahan sy karwaya apreshon bai
Ab ap kasa hoo
dr muje koi cut nh na blod waghaira bs bethne chlne se ajeb sa feel hota ksi time chubhn se feel hoti gtn or deflon 5 di ha dr ne roz 1 leni ha pr aram nhe arha plz reply
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
aur agar hum say Lahore mein check karwana hai to hmara number har video ki description mein dia gaya hai but sirf whatsapp messages karein. Call bilkul nahin karni plz aur na hi miss call day kar yaad karwaein. Hum khud free ho kar rabta lazmi karty hain.
Plz must reply.....fissure ka operation hone k baad b ye dubara ho sakta he k nahi?jese piles k mohkay operation se thek ho jate hen mgar temporary thek hote hen or dubara ho jate hen
Moky bhi agar saray nikal jaein to dobara nahin hoty. Iski bhi ehtiaat karein to.dobara nahin hoty
Sir Ap kaha se ho
Dr mjy JLN or pain Hoti hai or sath Meri skin b bahir aai hai koi medicine btady
Sub say pehly ap apny qareebi general surgeon say examination kliay check up karwaein. Wo check up kay baad decide kary ga keh apko kia marz.hai. Aapko general surgeon se munsalik raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Kionkeh yahan 5 say 6 bemarian aisi hain jinki aik jaisi alamaat hoti hain maga ilaaj mukhtalif hai.
G many check up krta tha sr ny Fisher bola tha
Ap ka calinic kaha p h sir
Lahore mein check up aur operation ya phr online consultation kliay hum say whatsapp number (+923216303551) par sirf message kar kay rabta karein.(No messages or call between 9pm to 7am). Hmara whatsapp number hmari har video ki description mein diya gaya hai but sirf whatsapp messages kar kay rabta karein. Call bilkul nahin karni plz. Yaad karwany kliay Miss call bhi na karein. Hum free ho kar bari bari har messages ka reply krty hain.
Sir muji 2 saal se
Rectal pain aor incomplete evacuation ho rha tha
Abi sigmoidoscopy karwaya to pta chala ke .IBD ya cancer nh. Balki rectal apthous ulcer 😿 pls koi solution bataye boot tang aagya ho
Agar sigmoidoscopy mein colon mein aphthous ulcers (chhale) paye jate hain, lekin cancer ya inflammatory bowel disease (IBD) jaise badi bimariyan nahi hain, to iska management nimn steps par tajwez diya ja sakta hai:
1. **Symptomatic Treatment:** Agar ulcers se judi koi specific symptoms hain, jaise dard, sujan, ya bleeding, to un symptoms ka ilaj kiya jana chahiye. Iske liye dard kam karne wale dawaiyan, sujan kam karne wale dawaiyan, ya phir agar zarurat ho to bleeding rokne wale dawaiyan di ja sakti hain.
2. **Dietary Modifications:** Kuch cases mein, khas kar ke gastrointestinal tract ki uljhanon mein, kuch khas ghizaon se parhez karna faydemand hota hai. Doctor se mashwara karke aap apni diet mein tabdeeliyan la sakte hain jaise ki masale daar khana, tez masalay wale khane, ya acidic khane se parhez karna.
3. **Stress Management:** Stress bhi gastrointestinal tract ki bemariyon ko barhane ka sabab ban sakta hai. Agar aap ko stress ya anxiety ka samna hai, to stress management techniques jaise ke exercise, yoga, ya meditation ko apni routine mein shamil karna faydemand ho sakta hai.
4. **Regular Follow-up:** Regular follow-up doctor ke sath hona zaroori hai takay ulcers ki halat ka ta'aleem aur unka track kiya ja sake. Agar koi naye symptoms ya complications develop hote hain, to unhe jaldi se jaldi samajh aur ilaj kiya ja sake.
5. **Medication:** Agar zarurat ho, to doctor dawaiyon ki tajweez kar sakte hain jo ulcers ke treatment mein madadgar ho sakti hain, jaise ke antacids, anti-inflammatory drugs, ya antibiotics (agar infection shamil hai).
Yeh tajwez sirf aam mashwara hai aur har mareez ka ilaj uski mukhtalif zarurat aur halat ke mutabiq alag ho sakta hai. Is liye behter hai ke aap apne doctor se mukammal tajweezat aur ilaj ke liye raabta karein.
@@drimtiazhussain❤😍😍 thanks Allah apka bala kre
Mera fissure or fistula operation ek sath hua he one month pehle
Mgr mujhe washroom.janay k baad bht dard hota he 4 ghanton tk or chuban bhi bht hoti he 😢 kia wajah hosakti he constipation bhi nhi he
Assalam.o alaikum sir mera c section hua ha 1 month ho gya ha or ab mujhe pakhana krty wkt or bad me b pain hoti ha or 2 din sy blood b aa rha stool pas krty wakt
Yahan 5 say 6 conditions aisi hain jo aik jaisi alamaat kay sath hoti hain. Pictures say bhi koi idea nahin hota. Jab tak check na karein kuch nahin bta sakty.Aapko apne general surgeon say raabta karna chahiye takay woh aapki health history sun sake, aapke symptoms ka tafseeli jaaiza le sake, aur phir aapko sahi tajweezat aur ilaj de sakein. Is tarah ke masail ka hal asal wajah par munhasir hota hai.
اسلام و علیکم سر میں ڈیلسیز کامریض ہوں مجھے ہفتہ ہوگیا فیشر کی تکلیف ہے gtn بھی لگا رہا ہوں کوئ حل بتائیں بہت پریشان ہوں
ڈائیلاسز کے مریضوں کے لیے اینل فشر کا علاج تھوڑا مشکل ہو سکتا ہے، کیونکہ آپ کو دوائیاں اور علاج کو بہت سوچ سمجھ کر استعمال کرنا ہوتا ہے۔ اگر جی ٹی این کریم لگانے کے باوجود بھی تکلیف میں فرق نہیں آیا ہے، تو کچھ اور اختیارات پر غور کرنا چاہیے:
1. **غذا اور پانی کی مقدار**: اگر آپ کی ڈائیلاسز کی وجہ سے پانی پینے میں پابندیاں ہیں، تو اپنے ڈاکٹر سے مشورہ کریں۔ فائبر کی مقدار کو بڑھانے کی کوشش کریں، لیکن فائبر سے متعلق بھی پابندیوں کو مدنظر رکھیں۔
2. **اسٹول سوفٹنر**: آپ کا ڈاکٹر آپ کو کوئی ایسی دوا دے سکتا ہے جو اسٹول کو نرم رکھے، جیسے کہ لیکٹولوز۔ مگر، یہ آپ کے گردے کے فنکشن کو دیکھ کر ہی دیا جا سکتا ہے، اس لیے اس کو اپنے نیفرولوجسٹ یا ڈائیلاسز ڈاکٹر سے ڈسکس کریں۔
3. **گرم پانی کا غسل**: گرم پانی کے ٹب میں 10-15 منٹ تک بیٹھنے سے درد اور جلن میں کچھ آرام مل سکتا ہے۔ مگر، پانی کی حرارت کو بہت زیادہ گرم نہ کریں اور اپنے ڈاکٹر سے تصدیق کریں کہ آپ کو اس میں کوئی مسئلہ تو نہیں ہوگا۔
4. **درد سے آرام**: اگر درد بہت زیادہ ہے، تو ڈاکٹر آپ کو کوئی ٹاپیکل پین ریلیف کریم یا ہلکی درد کی دوا دے سکتے ہیں جو آپ کی صحت کی حالت کے لحاظ سے محفوظ ہو۔
5. **سرجیکل آپشن**: اگر فشر ٹھیک نہیں ہوتا، تو کبھی کبھی سرجری کا سوچنا پڑتا ہے، جیسے کہ لیٹرل انٹرنل سفنکٹرومی (ایل آئی ایس)۔ لیکن، ڈائیلاسز کے مریضوں میں سرجری کا فیصلہ لینے سے پہلے بہت سی چیزوں کو دیکھنا پڑتا ہے، اس لیے یہ آپشن صرف اسپیشلسٹ کے مشورے سے ہی غور کریں۔
آپ اپنے نیفرولوجسٹ اور گیسٹروانٹرولوجسٹ سے جلدی سے جلدی مشورہ کریں تاکہ آپ کی حالت کو دیکھ کر مناسب علاج کی حکمت عملی بنائی جا سکے۔
Sir cut b ha or DAna Jo tora bhr Nikla ha koii treatment domestic btyee plz
Sub say pehly Kisi general surgeon ko proper check up karwaein. Wo examination karny kay baad decision lein gy aur koi ilaaj tajweez karein gy.
g check krwa ha med di ha nay syrup or gel .. Kfhi aram h but..Dana nhi khtm hwa wo kisy ho ga ?guide kjye
Kya Abhi ap theek hen?
Sir ye btayenge kitna time me set hota hai kitna time gtn jel use krna hota hai
ruclips.net/video/QKGMIK8mbio/видео.htmlsi=e8fq2ZuSywjMqLwG
Yeh video dekhein
y Kisi Jel ya medicine se thek nhi ho ga bs AP 1 bar dawat,e, islami k madarsy ja k dum krwain r molvi sahib ko APNA masla b btaiye ga inshallah 2, 3 din m fissure thek ho jy ga
dum Kisi bare aalam sab se krwaiye ga
Ye jo fissure he na bohot hi bhayank bimari hai mujhe bhi fissure huva tha aur jiss jagah par fissure hua tha wo area andar se bohot jyada hard ho gaya tha me bohot pareshan ho gai thi tb Maine Flipkart se pymol + livcon capsule aur manulex churna ka order Kiya aur use continue Kiya 3 mahine me pura complete thik ho gya fir se nahi huva dubara .
@)@(#&&@@#@@@
Ap ka number Kia hy app kon say hospital m hoty hy
Ap kahan say hain?
Informative.
Thanks
Mujay v fissure hai lg bg 15 years hogaye pain nhi hai kuch b dikkat nhi hoti na he blood aata hai mai kya kru
Fissure agar medicines say thek na ho to operate karwana parta hai
Sir opret K bad tklf ktny easy rhti h
ruclips.net/video/8SFO71YfGe8/видео.htmlsi=oX_2D1VC8bNNTETG
Yeh video.dekhein
warm sewass kia????
Warm Sitz bath ho ga.
Sir meri finger mere mal dwar k pass nhi ja pati hai pr jb mai apni ungliyon me dawa lagakar massage kar k andar dalata hu tb ungli chali jati hai to sir meri sphincter tight hai ya normal hai plzz reply sirr
Jab ungli mal dwar wali jaga par dalty hain to ungli ki waja say sphincter relax ho jata hai is liay easily chali jati hai. Iska maltab yeh nahin sphincter relax hi rehty hain wo to usi waqt thoray samay kliay relax rehty hain
@@drimtiazhussain iska mtlb meri muscles normal h kya sir
@@drimtiazhussain sir kya fissure heal hone k baad sphincter wapas se sahi ho jati hai ya vo tight he bani rehti hai
Yes normal hain but fissure ki waja say tight hain
Healing kay baad normal rehty hain. Jab exposed hoty hain due to cut to tight rehty hain
kia ye cream har stor se milsakti hai?
Barri pharmacy say mil jati hai