12v की बैटरी कैसे बनाए ? How to make 12 volt lithium battery at home |

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 10 янв 2025

Комментарии • 49

  • @Click-b9s
    @Click-b9s 7 месяцев назад +3

    Bhai sahab gajab 👏

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  7 месяцев назад

      Thank u so much 🙂

  • @Buti_Liger
    @Buti_Liger 7 месяцев назад +2

    Nice work 🎉😮

  • @jaydipbokhariya8780
    @jaydipbokhariya8780 6 месяцев назад +1

    Sir apse contact karna hai kese hoga

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  6 месяцев назад

      voltvigyan@gmail.com

  • @abhik0221
    @abhik0221 7 месяцев назад +1

    Can it be used for 12v2amp wifi router?

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  7 месяцев назад

      Yes it can be perfect
      Many people using this kind of battery for cameras and wifi router

  • @varadclinic
    @varadclinic 7 месяцев назад +1

    IS BATTERY PAR JALDI SE BACKUP TEST KI VIDEO BANAO

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  7 месяцев назад +1

      Aap batao kis cheej se test karu ?
      Matlab ispe kya chala ke dikhau?

    • @varadclinic
      @varadclinic 6 месяцев назад +2

      @@voltvigyan battery ke upar ghar ke tubelight kitne ghante chalte hai ye batao our vo battery ups se charge ho jati hai kya ? ya use koi alag charger lena padata hai

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  6 месяцев назад +2

      @user-sy7co6oh6j yes bro ups se charge ho jaegi
      Or ye lagbhag 150 ki hai to agar aap 10w ki tube light jalaenge to lagbhag 15ghante chalega
      Thoda bohot energy loss bhi hoga fir bhi 10-12 ghante to chalega hi

  • @leg-error0001
    @leg-error0001 7 месяцев назад +1

    Bhaiya meko makerbazar sa 5 inche hdmi display ko order kr na h total 3061 ho ra h cash on delivery per order kar na ha trusted h na fraud to nhi ho ga

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  7 месяцев назад

      Makerbazar ki official site yaa application se khareedna
      Aikdum trusted hai
      Maine kayi baar buy kia hai hai

    • @leg-error0001
      @leg-error0001 7 месяцев назад

      Total kitena time legta h Total

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  7 месяцев назад +1

      Mujhe to 3-4 din lagte hai
      Address ke hisaab se thoda time kam jada lag sakta hai
      Or same day delivery bhi karte hai delhi m

  • @Black444YTOfficial90
    @Black444YTOfficial90 7 месяцев назад +1

    Bhi 13v adapter kaha milega

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  7 месяцев назад +1

      Amazon pe available h

  • @monericcha6199
    @monericcha6199 5 месяцев назад +1

    Bhai, maine 12volt 8ah ka ek battery banaya. 20A ka bms use kiya, lakin maine job load chalata hu to 10 volt tak load chalata hai uska bad load cut off ho jata hai. Kaya a BMS ki problem hai? Kitne volt tak load chalata hai jarur batana sir.

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  5 месяцев назад

      Check karo ki battery 10v se kam charge to nahi hai
      Ya fir ho sakta hai apka wo load jada amperes le raha hoga

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  5 месяцев назад

      Or rahi baat load to aap kitne volt tak chala skte ho to mei apko bata du ki jitni battery apki charger hai aap utne tak use kar sakte ho
      Agar 12.6v charger hai to poore 12.6v use kar sakte ho

    • @monericcha6199
      @monericcha6199 5 месяцев назад +1

      @@voltvigyan nahi sir, har somoy 10 volt taki chalta hai, fir charge 10 volt se suru hota hai. Load maine Jada nahi deta hu, led light jalta hai. Jab light off ho jata hai too, many Malti meter se check korta hu to 0 volt dekhate hai. Koi volt show nhi hota hai. Ek youtuber se pucha to bataya 9 volt tak chalta hai, uske baad cut off ho jata hai, a BMS ka over discharge protection hai. Lakin Mera too 9 volt tak chalta nahi hai. Isliye pucha thaa. Koi Idea hai too batana. Kuch galti hua too batana ?

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  5 месяцев назад

      Batteries new use ki thi kya?
      Us youtuber ki baat sahi hai 9-10v pe cutt off hota hai lekin battery voltage agar 0 aa raha hai to matlab batteries kharab hai

    • @monericcha6199
      @monericcha6199 5 месяцев назад

      @@voltvigyan sir, battery kharab nahi hai, bms output dena bondh kar deta hai.

  • @R_G_2
    @R_G_2 5 месяцев назад +1

    Solar se charge hoga 40 w

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  5 месяцев назад +1

      Kisi bhi 12v panel se hoga
      But don’t forget to use solar charge controller for safe charging

  • @leg-error0001
    @leg-error0001 7 месяцев назад +1

    ​@voltvigyan ma to mp ma rata hu or mera ghr ka location sa haryana faridabad 16 Ghanta ka h or mena 17th may ko order kar th abhi tak nhi yaa ha or dekh ra h ke 27 ko milaa ga Amazon shipping sa

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  7 месяцев назад

      Haan amazon shipping se hi karte h
      Location ki wajah se ho sakta h time lag raha ho 27 bol raha h to tab tak wait karo aa jaega
      Company fraud nhi h

    • @leg-error0001
      @leg-error0001 7 месяцев назад +1

      Thanks 😊

    • @voltvigyan
      @voltvigyan  7 месяцев назад

      @leg-error0001 you welcome
      Please subscribe my channel if u like my content 🙂

    • @leg-error0001
      @leg-error0001 7 месяцев назад

      🎉 kar daya ​@@voltvigyan

  • @S.KElectronicsBangla9547
    @S.KElectronicsBangla9547 7 месяцев назад +1

    Ye battery hobgli original 2000 hai