किसी भी board को repair करने के लिये पहले उसके sections और working समझनी पडती है। फिर आसानी हो जाती है repair करने में। बाकी अपना अपना तरीका होता है। Dont minf plz.
Sir ji Jo aapne Transformer se 48v 60v 72v ki jo supply banai hei use hum kaise banaye please iski video jaroor bana ke dalna aur jeh saman Kahan se milega jah bhi batana aur is supply ko hum kaise connection karenge Thank
Sir mene komaki x1 prime 51v 35amp wala rto model online bulwaya hai jo ki 53.3 tk hi full charge kr ra hai jabki 58 volt tk hona chahiye or charger green ho jata hai jisse speed 40 tk hi mil rahi hai indicator me bhi 5 ki jagah only 3 cell charge dikhata hai kya problem ho sakti hai please? Support wale b koi help nhi kr rae
Yeh Bettry ki jagah Jo supply ka use Kiya hai usme Doubts hai hame, kiuki udhar Bettry ki jagah transformer ki supply hai woh kaise kaam kar sakti hai usko clear nahi kiya aapne,
Bhai mere pass ek yatri gadi ka single battery ka charger hai vah charge to kar raha hai per usmein continue weep a rahi hai ismein kis chij ka use ho sakta hai bhai
Sar montra electric auto ka charger per Bhi Ek video Banai yah charger bahut hi sensitive Hai voltage variation ko support nahin kar raha 5 to 10 volt Upar niche Ho Jaaye to automatic cut off Hota Hai Bar Bar main bahut Pareshan hun company Wale Bhi support nahin kar rahe hain isko Kaise modification Karen charger ko Kyunki Gaon Dehat Mein To voltage kam Jyada Aate Rahte Hain To vahan per Koi Agar auto leta hai to vah bahut Pareshan Hoga please Sar iska upay bataen❤🙏
Hallo vaiya, mara e loder ma ak troidal charger ha ma 4,5,no pa charge da raha ho bit battery full charge show naho kar raha ha ar milage ve pura mil nahi raha ha , yaha ka lo kal mechanik sab nalla ha ka ap repare kar danga, please contact, and help me😢😢
Ye video mai bahut Dino se wait kar raha tha,thank you so much guru ji 🙏🙏🙏🙏🙋♂️🙋♂️🙋♂️
वाकई उस्ताद हैं आप electronic field में.
Thanks sir ji is video ka intjar tha
Mene kafi time pehle aapko e riksha ke bare me v b k liye commet kiyaa thaa. Apne ne bnaa di thanks.. broooo
आपका ठीक करने का तरीका बहुत अच्छा लगा
Bahut hi badiya sikhaya aap vastw badiya samjhate h,thank you sir
किसी भी board को repair करने के लिये पहले उसके sections और working समझनी पडती है। फिर आसानी हो जाती है repair करने में। बाकी अपना अपना तरीका होता है। Dont minf plz.
Bhai sab 12amp utl aur 15 amp. Charger mein mains on nahi ho raha hai kya karu
@AkGAMING-gf9mf इन भाई साहिब को भेज दो। ठीक कर देंगे।
@PradipKumar-xr4kv bhaiya kiske pass address
गुरु जी एक gurup बना लो repiring sentar का उसे बहुत आसानी हो जायेगी।।।।
Guru ji App kay jabab nahi
Very nice video bhiya
Sar aapka chalan ka video mere ko bahut achcha lagta hai
Good information sir jii for repairing any mayuri charger 👍❤️😊
ध्न्यावाद भाई ji
Excellent knowledge - Excellent video
You are awesome...loves your channel🙋🙋🙋🙋
Ye बैटरी की जगह जो ट्रांसफार्मर use उपयोग किया है क्या वह dc करंट storge कर लेगा क्या
मुझे शक हो रहा
और किसको शक हो रहा
Whah kya baat h. Mene apki tarah hi jugad bnaa rakha h sirf 300 rupee me. Thankyuuuuooo sir
Kese banaya bhai
Sir es ke bare me barek se bataye sir please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Very good video sir👍👍👍👍👍👍👍
Sir aapke paas sikhaya jata hai sir hamko bhi seekhna hai
❤Thanks you sir bahut bahut sukuriya jai hind
Very nice information thanks Sar ji jay shiri ram sar ji ❤❤❤❤❤
Sir digram ka photo bhi dal Diya kro samjhne mai asani hoti he
सर ठाणे सिटी (मुंबई) में कहा रिपेअर होता है
Bhai..
2n3055 / 3773 ( 4 Piece Transistor) Wale Board Ko 24-0-24 Transformer Se Chalaya Jaa Sakta Hai Kya...???
Sir ji Jo aapne Transformer se 48v 60v 72v ki jo supply banai hei use hum kaise banaye please iski video jaroor bana ke dalna aur jeh saman Kahan se milega jah bhi batana aur is supply ko hum kaise connection karenge Thank
🙏🙏 Nice information sir ji 🙏🙏
Mai aapki har video dekhta hu
nice video sk bhai.aap ne kitne kitne volt aur kitne ampere ka trf. banwaye hai bataiye.
thanks information ke liye ❤❤❤❤
Aap riksha charger or controller repair jadaaaa bnayooo aaapsee achchaaaaa koiiiii nahi batata sir. Lyu sir....
Sar ji aap ka bahut bahut dhanyavaad sar ji very nice👌💕🙏💓💓🙏 information thanks💓🙏💕🙏💕🙏 sar ji jay shiri ram💓🙏🙏💕🙏 sar ji
Sir jee battory ke jagah pe jo transformer use kar rahe ho aap wo kitne volte ka banwana hai
Pioneer
BLU-RAY DISC RECEIVER MODEL XV-BD717W SYSTEME HOME-CINEMA BLU-RAY DISC MODELE XV-BD717W ( Bhai Eska video Banaye Please)
Jai Shree RAM 🚩🚩🚩🚩🚩🚩 Bhai ji
Mere pass bhi scooty charger hai ban nhi paa Raha hai apke pass vej Dene par bana doge kya
Charger automatic cut Na ho is par bhi ek video banaye grevaty ghat jati hai to bahut dikkat hoti h
Bahut achha video sir
Bahut achcha laga Sir
Sir ji mere pass 12v dc boost converter 92 v tak le sakte h usme 20amp ka h use chak nai hoga kya reply jarur karna
Sir aap 3.3uf ke PF ke jagay Induction oven ka 3.3 Black colour ka PF v use kar sakte the Sir woh toh milta hi hai ??
Sir class d amplifier me mosfet 44n50 nehi paya. To konsa namber hoga bataye sir please.
Sir mene komaki x1 prime 51v 35amp wala rto model online bulwaya hai jo ki 53.3 tk hi full charge kr ra hai jabki 58 volt tk hona chahiye or charger green ho jata hai jisse speed 40 tk hi mil rahi hai indicator me bhi 5 ki jagah only 3 cell charge dikhata hai kya problem ho sakti hai please? Support wale b koi help nhi kr rae
Very nice information thanks sar ji❤❤ 🥰 Jay shri ram sar ji 🥰❤🥰❤👌👌🙏🙏❤️❤️❤️
Sar main complaint ke liye battery scooter nikala tha 60 volt charger mein kitne Bolt aane chahie 72 bol de rahe hain sahi hai ya galat
Smps wala hai to galat hai transformer wala hai to shi hai
Ok sir
Thank you sir 🎉
Sirji, ye transformer kaise battery ke badle use kare, iske upar ek vdo banado sir. Up kaise kiya samajme nehi aya.
Sar ji multimeter kaun si company ka
Fluke
Hi sar very nice information sar jay hind jay sri ram
JAY SREE RAM SIR 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
भईया जी पर आप केपीसीटर कौन सा लगाये ये तो नही दिखाय।।जो आप लगाये हो वो पंखे का केपीसीटर लग रहा है
Ak electronic ye chenal aapka he
Uspe bhi aapka video aa rha he
Bhai sahab aapne yah gol transformer kitne rupees me purchase kiya tha mujhe bhi yah chahiye
Sir may up se hu mujhe aap ke pas aa kar e charger repair shikhana chahata hu kya aap mujhe shekha denge replay jarur dena sir
Sir 250v 1000uf ka capacitor nahi mil rha h
Enki jagah or kon se us kar sakte hai guru ji
Sur ye jo aapne battry ke liye trancefirmmer bnaya hai wo kaise bnaya hai uska vidio bnao sir
Guru Ji dhayanwad muje kaam sikhado guru Ji..
Uttarakhand se hun bade bhai tanakpur Uttarakhand jila Champawat
Bhaiya meri yatri gadi ka charger koi thik nahi kar raha he indore me please help
Bhai apki shop kaha par hai mujhe apna charger repair karna tha
Sir transformer battery setup ke bare me btaye kha se liya kitne ka pda
Bahi nice trouble shooting, aap kaha se ho , aapki no mele gi kay mere oass charger ate rahte hai to aap repair kar sakte ho kay
Sir muje ripering sikhana hai kya aap sikhate hai
एक्टीवेट करने के कौन सी सप्लाई लगाते
48volt battry wala jugar kaise kiya us par video bnayeye
Welding machin pr banao bhai
Sir without battery se check hoga
Sir ji mereku ye bala transformer our capsitor chahiye kaha milega battery bahut mehenga charger repair karne k liye
Sir a battery testing ki jogad badhia he ham app se khoridna chahata hun sir plz homare liye ek bana dijiyega
Sir ek18a axiom ch me led shows but charger nehi hota।pls solution batie।
हेलो सर गुड मॉर्निंग हम आपसे रिपेयरिंग का काम सीखना चाहते हैं
Very nice video sir
Sir ak video viklang cycle bala charger pr video banai sir
Jay ho guru ji cepesetar me mines palash nahi Hoti hai
Wow guru very nice
Kese ho sir🙏🙏🙏
Apka repair shop kaha per hai
Bhai mera axiom ka charger cut Nahi kar raha hai please video banado
Video to achha banate he ,,,lekin inke store me Jo pcb and other parts sell karte he bahut high rate lagate he...
बैटरी वाला सिस्टम पर जानकारी दो
Aap ki shop kahan par hai kahan se ho aap mere ko comment mein Bata dijiye
Very good Sir
Bhai table fan over heating problem........... Kese tik kare or cause🙏🙏🙏
Jai siyaram ji ki...
53n60c ki अलावा और कौन सा मोस्फिट लगाए सर
55n 70
mere pass ape e city ka AMARA RAJA ka h charger repairing kar do ge
Sir Live class kob hoga?
Thanks for video sir
Yeh Bettry ki jagah Jo supply ka use Kiya hai usme Doubts hai hame, kiuki udhar Bettry ki jagah transformer ki supply hai woh kaise kaam kar sakti hai usko clear nahi kiya aapne,
Very nice
Bhai mere pass ek yatri gadi ka single battery ka charger hai vah charge to kar raha hai per usmein continue weep a rahi hai ismein kis chij ka use ho sakta hai bhai
Bhaiya ji dukan kaha h apki ki
Sar montra electric auto ka charger per Bhi Ek video Banai yah charger bahut hi sensitive Hai voltage variation ko support nahin kar raha 5 to 10 volt Upar niche Ho Jaaye to automatic cut off Hota Hai Bar Bar main bahut Pareshan hun company Wale Bhi support nahin kar rahe hain isko Kaise modification Karen charger ko Kyunki Gaon Dehat Mein To voltage kam Jyada Aate Rahte Hain To vahan per Koi Agar auto leta hai to vah bahut Pareshan Hoga please Sar iska upay bataen❤🙏
Sir mere charger me dikat aa rhi hai,, usme charging nhi ho rhaibhai, charging full dikha rha ha direct
Bhai apki shop kha pr a
very very beautiful
Sir polar candensor ki jagha pe non polar candensor
Nice sir ji 🙏
Cries balb on ho ra hy sir kase Thicke kary batao 48 voltage bala Sem charger
Thank you so much
❤❤❤❤❤👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌very good