GOSHT KA ACHAR-BAKRA-EID SPECIAL -MUTTON PICKLE

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 21 окт 2024

Комментарии • 243

  • @aqeelahumera9604
    @aqeelahumera9604 3 года назад +9

    I have tried this Achar recipe....it tastes absolutely delicious....May Allah Subhanahu wa Ta'la bless you with whatever is good for you and your family in both the worlds...Aameen.... Sum-Aameen...❤️

  • @khanakram2696
    @khanakram2696 2 года назад

    Maine banaya h mashallah bhaut axxa laga

  • @ushamishra8405
    @ushamishra8405 4 года назад

    माशा अल्लाह सुभान अल्लाह क्या अचार बनाया है

  • @mohdqamaruddin3961
    @mohdqamaruddin3961 3 года назад

    I will try this no words for ur recipe thanks for sharing us your amazing achar

  • @fizamansoori3523
    @fizamansoori3523 9 месяцев назад

    Masha Allah

  • @amazinglifeamaze7738
    @amazinglifeamaze7738 4 года назад +26

    Who else is watching this recipe on the occasion of Eid ul adha like 👍

    • @AMIRsKITCHEN323
      @AMIRsKITCHEN323 4 года назад +2

      Asalamualikum EID MUBARAK 😍

    • @allasain
      @allasain 4 года назад +1

      Lali wating sister

    • @allasain
      @allasain 4 года назад +1

      Me me me lali

  • @petukbaburkhai-dai450
    @petukbaburkhai-dai450 2 года назад

    কি সুস্বাদু সথাকবে। শুভেচ্ছা পি, সেই মসলাযুক্ত তরকারি দিয়ে মাছটি সুস্বাদু লাগছে। আমি এটা ময়। আমি এটা রেসিভালবাসি! আপনি আমাকে ধারণা দিয়েছেন এবং এখন, এটি চেষ্টা করার করব! ধন্যবাদ. আপনি আমার আঙুল উপরে আছে, যেমন এটি সর্বদা

  • @sayeedsaari9951
    @sayeedsaari9951 4 года назад +3

    Mashallah very very nice. Inshallah I try this. Mam

  • @IrfanShaikh-wj8cq
    @IrfanShaikh-wj8cq 3 месяца назад

    Assalamualaikum I'm safura Nausheen. Maine ye wali recipei se achar banaya hai Alhamdulillah bahut tasty bana.

  • @arbazayaz8756
    @arbazayaz8756 4 года назад +1

    Assalamualaikum baji bahoot tasty achaar maine banaya meri family ko bahut pasand aaya

  • @farzana334
    @farzana334 4 года назад +3

    Masha Allahu La Quvvata ILLah Billah Hil Aliyul Azeem.

  • @amreensultana764
    @amreensultana764 5 лет назад +2

    I have made this recipe more than 3 times and it become superb👌😙

  • @mumtazkitchen
    @mumtazkitchen 5 лет назад

    Very nice achar 👌😋aaj hi banaygi

  • @salmabawazeer4199
    @salmabawazeer4199 4 года назад +1

    I made it... Taste was suoerb and making method is also very easy... Thank you saba mam... ❤️

  • @mohammedakheelahmed1888
    @mohammedakheelahmed1888 4 года назад

    Masedar achar k liye sukriya

  • @kaalicharancharan4437
    @kaalicharancharan4437 4 года назад

    Masha Allah bohat zabardast 😝

  • @mohdimtiyaz5682
    @mohdimtiyaz5682 3 года назад

    Nice recepi thank u so ery much mam ye muttun ka pickle ki recepi hum ne hamare ghar par try kiya bohot hi shandar or tasty bana hum logh app ke fan hai mam thanks for sharing allah pak ap ki jayes tammana par rahmath ke nazat farmaye ameen summa ameen 👌👌👌

    • @sabasbestclasses5470
      @sabasbestclasses5470  3 года назад +1

      Aamin.bahot khushi hui aapko ye achar pasand aya ye meri ammi ki recipe hai..ghar par bhi sab ki favourite hai

  • @petukbaburkhai-dai450
    @petukbaburkhai-dai450 2 года назад

    aste was suoerb and making method is also very easy... Thank you saba mam...

  • @AbuBakar-nr2um
    @AbuBakar-nr2um 5 лет назад +5

    Inshallah mai zaroor try karungi mam mashallah yummy

  • @SabaKhan-jf1jk
    @SabaKhan-jf1jk 4 года назад

    Main ne aapka video dekh kar ye achar banaya tha. . . . . . sabko itna pasand aya k kya bataun. . . super Allah apko ajar de. Aameen.. . bhot lazeez bana tha. . . . . main bade k gosht ka same achar banana chahti hun kaise banaun bataie........plzzz.

  • @hafizkarim5868
    @hafizkarim5868 3 года назад

    You're recipe is so use full

  • @saad.abdul.9250
    @saad.abdul.9250 4 года назад

    Mashallah bahut delicious. I try this man

  • @ajaybhai6056
    @ajaybhai6056 Год назад

    ❤❤❤

  • @azeemkhaliq4007
    @azeemkhaliq4007 4 года назад

    بہت زبردست

  • @AbdulRahman-wo3sd
    @AbdulRahman-wo3sd 2 года назад +1

    Assalamualaikum ek kg ghost ka aachar banana bataeye please sirf limbu me mam please may aadha kilo ghost me banaeyi mashallah acha Bana 1 kg ka banana hai mam

  • @abdulqadirnawab4317
    @abdulqadirnawab4317 5 лет назад +1

    Bahut behatareen

  • @kkkitchenpoint
    @kkkitchenpoint 3 года назад

    I like your Recites

  • @mohammedimtiyaz6433
    @mohammedimtiyaz6433 4 года назад

    Assalamualikum mam hum logh bhi ap ke tariqhe par achar banaye bohoth acha achar bana thank you so much mam ap ka bohot bohot sukriya mam apka tariqha bohot accha hai.

  • @COOKWITHSAMI
    @COOKWITHSAMI 5 лет назад +1

    Assalam o alahkum massaallah great job thx for sharing

  • @farhanabaig5864
    @farhanabaig5864 5 лет назад +1

    Mashaallah nice recipe 👍, jazakallah khair

  • @RoseRose-tf9ti
    @RoseRose-tf9ti 4 года назад +2

    MashaaALLAH 👍🏻👍🏻👍🏻

  • @masterff7404
    @masterff7404 3 года назад

    Mashallah

  • @tajinderkaur1171
    @tajinderkaur1171 2 года назад

    Maam pls chicken ke achaar ki recipe share kare

  • @k.m.zainulabedeen1387
    @k.m.zainulabedeen1387 4 года назад

    Aslmk maam
    Phatar k goosh k ki recipe batarya na aur chakhna ki bhi receipe bataya na maam...
    Ap reply bhi nai darri maam..
    Apka pura dishes flow karthu mai aur mere frnd ku bhi snd karthu mai..
    Thank you maam apka dishes k liya

    • @sabasbestclasses5470
      @sabasbestclasses5470  4 года назад

      Dono recipe inshallah jald hi upload karoongi.thanks..thoda problem tha issi liye answer dene mein late hui

    • @k.m.zainulabedeen1387
      @k.m.zainulabedeen1387 4 года назад

      @@sabasbestclasses5470 ok maam jazak allah maam
      Tc stay safe maam

  • @nilofarahmedi2085
    @nilofarahmedi2085 5 лет назад +1

    Walaikumassalam... inshaallah zaroor banaunge

  • @sarrte299
    @sarrte299 5 лет назад +2

    Mouth watering dish 😋😋😋

  • @naimshakh9782
    @naimshakh9782 4 года назад +2

    Assalamualikum warahmatullahi wabarkatuh mam ek recipe achar ki aap share karna hai kuch is tarha try karein agar aap ko pasand aaye to share kariyega apne vedio pur 250gm gosht,250gm nimbu ka ras,4/5teaspoon zeera,rai,kalonji,ko bhun kar pwd banalein,4dalli lassan ko dardara pisen,7/8sukhi lal mirch,2/3tea spoon lal mirch pwd ,250/300ga kadli ka tel/optional jo aap chahe,ye bagar ka saman ab recipe gosht ko saaf karke cooker main daalein us main taste ke hisab se namak,haldi,2teaspoon afraid,lassan ka paste cook karein2seeti lein lid nikaal kar paani sukhalei dry karelein
    Ek kadai gas pur chadayein us main200gm tel daalien baaki tel garam karke baad main use kareige,tel garm hone ke baad lassan,sukhi lal mirch ko fry karein lal hone tak fir us main gala huwa gosht dalein us ko acchi tarha brown aur ekdam kadak hone tak talein ,ab us main buna zeera,rai,kalonjji ka pwd,lal mirch pwd daalien,nimbu ka ras,aur4/5tea spoon white synthetic venigar bhi daalien sorry mention karna bhulgaye the to venigar bhi daalien is ki wajah se achar2/3months accha rahega agar safty ke saath use karein to yaani paaki main to8/12months bhi rahega ok now ye sab daal kar acchi tarha hilayein taaki venigar,nimbu ka ras acchi tarha sukh jaaye aur tel upar aaye acchi tarha kadak gosht karne baad is gaa pur se utar dein phir jo tel humne bacchaya tha usko garm karein us main1/2teaspoon haldi aur garm masala chahe to daalein phir ye tel achar ki kadai main daal dein isse acchi tarha thanda ek dam thanda karke fir koi glass bottle main bhardein aur use karien ye pahle to itna taste nahi lagega pur jaise jaise purana hoga waise zyada tasty lagega InshaAllah please pahle aap try karlein ummed hai aap ko pasand aayega main Ayesha Aurangabad se but place of birth Hyd hi hai wahan hum bacchpan se hain yahan mere shohar ki posting hai sasural poona ka hai aap ki dishes behad pasand aati hain jazakallah khairan Allahtala aap ko beinteha tarqqi dein,ability dein ameen👌👍👍👍

    • @sabasbestclasses5470
      @sabasbestclasses5470  4 года назад +1

      Thanks dear aap ki recipe inshallah zaroor upload karoongi aur koi special recipe hai to bhi zaroor bataiyega

    • @naimshakh9782
      @naimshakh9782 4 года назад +1

      @@sabasbestclasses5470 Assalamualikum warahmatullahi wabarkatuh mam jazakallah khairan for replying inshaAllah aap ko aur recipes bhejwaungi aap try karein

  • @shareefahmed8359
    @shareefahmed8359 2 года назад

    Asalmualiukum sabs mam aap gosh ka achar batlaye bahut pasand aya mein ne us America ko parcel bhijaya vo log bahut tareefen ki meri ladki kahan se seekhe aap ammi kahrehi shukriya aur aap ko sahet sahet ata farmaye allah aaap ko khuafiz

    • @sabasbestclasses5470
      @sabasbestclasses5470  2 года назад

      Aamin..jazakallah khair..jaan kar bahot khushi hui.
      Issi tarah hum se jude rahein

  • @techtv2277
    @techtv2277 4 года назад

    aslkm saba aunty .i tried this today .and it was soooo delicious .thanks a lot.jazakallaaah

  • @nilofershaikh9431
    @nilofershaikh9431 5 лет назад +2

    Jazaka Allah maine banae mera shohar ko bohat pasand ayaaa👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌

  • @purecooking
    @purecooking 5 лет назад

    Bahut tasty bana Achar 👍👍👍👍😊😊😊👏👏👏👏

    • @allaboutfoodart8236
      @allaboutfoodart8236 5 лет назад

      Aap ne bnaya tha?

    • @purecooking
      @purecooking 5 лет назад +1

      @@allaboutfoodart8236 Haan
      Main bhi banati hoon Is liye pata hai mujhe

  • @techtv2277
    @techtv2277 4 года назад

    aslkm.lemon juice daal ker pakane se taste sour hojata hai aisa kehte hain.kya is recipe me dumm per lemon juice add ker sakte hain.plz batayein.jazakallaah

  • @arsalanhasnoon3504
    @arsalanhasnoon3504 5 лет назад +1

    Asalam alaikum just prepared this recipe alhumduliah it turn outs exceptionally well keep up the good work thanks

  • @Bareeraikhlaq
    @Bareeraikhlaq 5 лет назад +1

    very Nice Recipe .. loved it Thankyou 💖 For sharing Amazing 💞💞🇦🇪🇦🇪💯💯✌️✌️

  • @abbusk4196
    @abbusk4196 Год назад

    Mujhe aapki recipe pasand aati hai aur mera naam Sana hai aur Main chahti hun to aap mujhe bahut Achcha Kurma banana Sikha Hai vah bhi sabse Aasan Hogi kam chijen

  • @mirzahamedmuneeri8373
    @mirzahamedmuneeri8373 3 года назад +1

    Assalamu alikum humara achar kadwa hua kiya karna ?????☹

    • @sabasbestclasses5470
      @sabasbestclasses5470  3 года назад

      Thode din mein kadwahat chali jaati hai..aap chahe to dhania powder dal sakte

  • @samikhan9491
    @samikhan9491 5 лет назад +3

    Thanks for the recipe

  • @sheikhsuleman3476
    @sheikhsuleman3476 5 лет назад +3

    Assalamu alaikum appi Jaan Masha Allah Insha Allah me ye achar jaroor banaugi

  • @techtv2277
    @techtv2277 4 года назад

    aslkm.kya lemon juice last me add ker sakte hain.plz batayein.shukria

  • @Wandernaturetravel
    @Wandernaturetravel 4 года назад +1

    Delious ♥️

  • @shakeelputpak770
    @shakeelputpak770 4 года назад

    MASHA Allah

  • @sairishqauyyum6883
    @sairishqauyyum6883 5 лет назад

    Asalamuilkum Saba aunty Jazak Allah for the receipe I make this recipe today Masha Allah bhoot accha bana yeh achar Same meri banti ha Aisa achar

  • @drawingsoul897
    @drawingsoul897 3 года назад

    Ghost ko freezer me rakhne ke baad bhi acchar ban sakta hai kya???? 🤔🤔🤔

  • @aslamavadh6653
    @aslamavadh6653 3 года назад

    Kabab chini or kalonji optional hai kya saba ma'am

  • @shahnaaz5086
    @shahnaaz5086 4 года назад

    Per gosh ku cooker me gala ker bhi bana sakte kya ager sakht rahe jayega tou

  • @humaisricetrader36
    @humaisricetrader36 5 лет назад +2

    ماشاءاللہ

  • @asfianishat4236
    @asfianishat4236 4 года назад +1

    U said in ingredients for bagaar cinnamon n cloves but u did not add ..

  • @shujaatkhan9231
    @shujaatkhan9231 4 года назад

    Nice

  • @jkworldd
    @jkworldd 5 лет назад

    as salamu alikum idd mubarak saba ji mashalla bahut accha achar banaya hai apne inshalla mai zaroor banaouge aur peyari tarekha se samjaya apne bahut shukreya apka allah apko jazaiya khair dee ameen

  • @khanshahana6187
    @khanshahana6187 2 года назад

    Pressure cooker me gala skte Hai kya beef ka gosht h

  • @soulmateslove4803
    @soulmateslove4803 4 года назад +2

    Gosht hi nai aya mam to achar hi kahan se banega humare yahan qurbani k paison se covide 19 k logon k ventilator kharid liye ha

  • @syedsaleem8746
    @syedsaleem8746 4 года назад

    Aslkm mam maine gosh ka achar banaya hai woh Kadwa hogya mam kya karna pls replyy me mam

    • @sabasbestclasses5470
      @sabasbestclasses5470  4 года назад

      Fiqr na
      .kijiye shuru ke do tin din Aisa hi lagta hai ..Baad mein normal ho jata hai..agar kawahat Kam karni hai to nimbu aur thoda daliye

  • @shaikayaan4978
    @shaikayaan4978 3 года назад

    Aslaam alaikum ye chicken se bhi bana sakte kya

  • @mohdnumaan9719
    @mohdnumaan9719 5 лет назад +1

    Assalamualykum warshmatullahi wabarkatuhow gee may.nay chakna ke resipe key leya aap say guzarish key the abhi Nahi dala aap nay may rooz intayzar karrahe how aap ke is resipe ka

  • @zameerkhan6477
    @zameerkhan6477 4 года назад +1

    Kitne log qureshi hai like Kare comment pr

  • @sabakhatoon2793
    @sabakhatoon2793 5 лет назад

    Mashaallah jazakallahe khairan Kaseerah

  • @ArshiKhan-qo5qd
    @ArshiKhan-qo5qd 5 лет назад +1

    Assalam o alaikum..
    MashAllah aapki recipes zabardast rehti.. 👍👌.
    Maam Agar lemon juice nahi chalta kisee kisee ku toh alternate vinegar dal sakte kya

    • @sabasbestclasses5470
      @sabasbestclasses5470  5 лет назад +1

      Yes. Vinegar use kar sakte but less qty mein lein

    • @alfs9094
      @alfs9094 5 лет назад

      @@sabasbestclasses5470 What quantity of vinegar should be used in this recipe if we are replacing the lemons?

    • @sabasbestclasses5470
      @sabasbestclasses5470  5 лет назад

      @@alfs9094 for one lemon one TSP vinegar

    • @alfs9094
      @alfs9094 5 лет назад

      @@sabasbestclasses5470 JazakAllah.
      May I also request you to teach us mutanjan ( zarda rice with gulab jamun rasgullas and more) in the perfect wedding food style?

  • @shamakiduniya3087
    @shamakiduniya3087 5 лет назад +2

    Achar mein haldi nhi dalty Saba madam achar karab hoga jaldi hi
    Zeyda din tak achar ko store karna hai dear sis haldi ko skip kary warna achar karab hoga

  • @madnitaste6288
    @madnitaste6288 5 лет назад +2

    Walaikum Assalam
    Delicious 😋😋👌

  • @UmmahOfRasoolallahSAW
    @UmmahOfRasoolallahSAW 4 года назад

    Can i use vinegar instead of lemon juice

  • @rosey1845
    @rosey1845 Год назад

    Mam gosh ku cooker mai pressure desakte?

  • @omertheprince849
    @omertheprince849 5 лет назад +1

    Saba ji motton pulao ki recipe bataye na plzzzz

  • @mariyamwadkar7219
    @mariyamwadkar7219 5 лет назад +2

    Nice explanation

  • @rockingstar2312
    @rockingstar2312 5 лет назад +3

    Amaaaaaazing thank for sharing this recipe plz share beef pulao bhatyaara style plzzzzzzzzzzzzz

  • @techpro9419
    @techpro9419 5 лет назад +1

    apne dalchini batatye hai lkn daly nhi

  • @mahejbinpathan2409
    @mahejbinpathan2409 3 года назад

    Jo masala Pisa tha voto dala nh rai jira vgera jo bhuna tha

  • @mujtabahabibsyed2648
    @mujtabahabibsyed2648 4 года назад

    Esar banga banane ka tarika bataye sukhe wala

  • @fizamansoori3523
    @fizamansoori3523 9 месяцев назад

    Kitne din tk store kr skte is achar ko

  • @increaseyouriman6765
    @increaseyouriman6765 3 года назад

    Kababb chini kaha milinge

  • @nazmabutz2996
    @nazmabutz2996 4 года назад

    Yea achar hay ya achar gosht ka salan

  • @zainabparveen5082
    @zainabparveen5082 5 лет назад

    Maine try kya magar kadwa hogaya achar aaisa kyun please reply me

  • @rukhsanakhan5439
    @rukhsanakhan5439 5 лет назад +2

    Gosht ki chutney ki recipe dikhaye aur mummbai special Zamzam pulao bawarchi se sikhaye

  • @sanasarwat3221
    @sanasarwat3221 5 лет назад

    Jazakallah Khair for uploading this delicious achaar recipe

  • @thayniathsiddiqui8408
    @thayniathsiddiqui8408 5 лет назад +1

    As Salam alikum wa rahmatullaha hi wa barkatha hu Saba baji aap shami,shikampur ki recipe batay please...Jazakllaha

  • @shazanmoinuddin3558
    @shazanmoinuddin3558 Год назад

    Apke chicken pickle ka video private batara

  • @carrombord587
    @carrombord587 5 лет назад +1

    Saba Appa aap microwave mein tayar Hona walle paakwan battaieya pls

  • @shazimateen8453
    @shazimateen8453 5 лет назад

    Asslamalikum Saba aap jo batai yeh achchar mai banai buhat maze ka bana Thank you

  • @arshiyabegum7423
    @arshiyabegum7423 4 года назад

    Nice repice amaning i try repice

  • @increaseyouriman6765
    @increaseyouriman6765 3 года назад

    Nakesar kaha milta hai

  • @AyaanKhan-vu7cv
    @AyaanKhan-vu7cv 4 года назад

    Mam isko plactic k bottle me rakh sakte h kya. Plastic k bottle me 1 mahine rah sakta h ya nhi

  • @bhujaurakalan6501
    @bhujaurakalan6501 4 года назад +1

    Kitny Dan save rkh skty plz reply

  • @shanazkhan3501
    @shanazkhan3501 5 лет назад

    Asslamwalekum eid mubarak

  • @umarfarooq7258
    @umarfarooq7258 5 лет назад +1

    Beef ka gost to hard hota hai us ko kaise teel mai pakaya plz beef goost ka achar matai bakra eid keliye

  • @asmabanu2970
    @asmabanu2970 5 лет назад

    Nyc

  • @qycreative1248
    @qycreative1248 4 года назад

    Ma'am
    Bina dhup me sukhae nibu ka achar sikhaye na
    Please please pliz

  • @hashamahmed267
    @hashamahmed267 5 лет назад +2

    Assalamu alaikum baaji,,,, Insha Allah Mai bhi bakreed k din achaar banaunga,,, Lekin Aap dalchani aur loung dalna bhool gaye jo ke Aap recipe me bataaye the..

  • @blackheart1204
    @blackheart1204 4 года назад

    Dal Chini aur long kab dalna hai.

  • @mohdarbasin3477
    @mohdarbasin3477 5 лет назад +2

    Assalamualikum Kia ye bina fridge ke ek mahina rahega

  • @ayesharahaman587
    @ayesharahaman587 4 года назад

    A pickle me vinegar nailla Dale but achar kab tak acha rahega mam

  • @reshmakamaal1003
    @reshmakamaal1003 5 лет назад +3

    Waiting for this recipe from long time thank you