Mera passbooks khtm ho gya h aur mujhe apna khata v transfer krwana h to agar avi main current branch main jaungi to pehle kya passbook lena sahi hoga ya pehle transfer krwa lu?
Passbook Available hona chahiye chahe aapke passbook me print karne ke liye page ho ya na ho, Matter nahi karta hai. Waise bhi aapko Naye branch me transfer ke baad Wahan ke branch ka passbook lena hi padega.
Process pura hone ke turant baad hi ho jata hai. But naye branch me ho sakta hai pahle kyc karna pade. Uske baad hi transaction shuru ho. Kabhi transfer ka msg nahi bhi aata hai
Sir Carrent Branch Me Form To De Diya Hai Lekin Branch Valo Ne Dacument Nahi Diya To Dacuments Nahi Mangenge Kya Aur Hame Pata Kaise Chalega Ki Kaha Transfer Kiya Hai 🤷♂️
Plzz answer me Mera account jharkhand ke kisi bank se hai aur mai agar transfer krwa lu bihar ke kisi bank me toh ho jayega na aur phir jo mera bank account hoga woh bihar ka hoga na qki bihar scholarship ke liye bihar se bank account hona chahiye I m right ??
SBI ka A/C aap India ke kisi bhi State me Transfer karwa sakte hain. Or han transfer ke baad a/c to बिहार ka hi hoga but aapka address to Bihar ka nahi hoga na yadi aap jharkhand se ho to.
@@rkvermaonlinehelp Mai hu bihar se hi adhar me bhi bihar ka address h account mera khul gya h jharkhand me . Mai adhar me bhi address change krwa chuki hu mtlb mujhe ab bihar se har chiz chahiye toh ho jayegana
Form konsi branch me jama hoga current branch ya jaha pe transfer karwana h waha bhi kar sakte h?
Current branch me
Account transfer ho jna ke baad new passbook Ka charges dena padega Kiya
No
@@rkvermaonlinehelp ok
Thank you sir
Mera acc. Pe ₹500 Hold pe hai...kya mera acc. Transfer kar sakteh ho?!
Nahi, pahle kyc karna hoga tab hoga
@@rkvermaonlinehelp kyc to kar liya mene
Hold ka Karan jan lijiye bank se
Mera passbooks khtm ho gya h aur mujhe apna khata v transfer krwana h to agar avi main current branch main jaungi to pehle kya passbook lena sahi hoga ya pehle transfer krwa lu?
Passbook Available hona chahiye chahe aapke passbook me print karne ke liye page ho ya na ho, Matter nahi karta hai. Waise bhi aapko Naye branch me transfer ke baad Wahan ke branch ka passbook lena hi padega.
Mera sbi account Kolkata ka h kya mujhe ussi branch me jana padega branch change karne k liye ya other branch other state se v kr skte hai
Yono sbi hai to online bhi kar sakte hain. Nahi to apne purane branch se hi kara payenge.
Jb khata transfer ho jayega to bank se massage aayega ya khud hi jana padega branch main aur lagbhag kitne din main transfer ho jayega?
Process pura hone ke turant baad hi ho jata hai. But naye branch me ho sakta hai pahle kyc karna pade. Uske baad hi transaction shuru ho. Kabhi transfer ka msg nahi bhi aata hai
Address konsi wali Dena haii ?? Please reply me
Own Home Address
पहले वाले ब्रांच का cheque book से नये ब्रांच में transaction कर सकते है क्या ? क्योंकि नये ब्रांच का cheque book आने में कुछ दिन तो लगेगा ही ....
Nahi, Surrender karna hoga.
Sir Carrent Branch Me Form To De Diya Hai Lekin Branch Valo Ne Dacument Nahi Diya To Dacuments Nahi Mangenge Kya Aur Hame Pata Kaise Chalega Ki Kaha Transfer Kiya Hai 🤷♂️
Form me kahan transfer karna hai aapne nahi likha hai kya?
@@rkvermaonlinehelp Likha To Hai
Lekin Vaha Pe 4....5 Branch Hai
current ACCOUN + SAVING ACCOUNT DONO TRANSFAR KAASA KARNA HOGA
Kal batayege sir
Khata transfer karne ke baad salary aur nps to aayega?
Yes
Bhai other state transfer karna hai hoga
Bharat me kisi bhi Rajya me karna chahen ho jayega
Time kitna lgta h offline process se account transfer hone me?
Same day me hi ho jayega.
@@rkvermaonlinehelp nhi hua sir 3 din hogaye abhi tk nhi hua
Bank dwara process hi nahi kiya hoga.
@@rkvermaonlinehelp sir mail to hamare samne krdiya tha copy bhi bheji thi hame ab home branch me abhi tk shayad aage process nhi kiya
May be. But pta kar lijiyr
SBI account to SBI account transfer hoga ki nahi
Is topic me yahi to bataya gaya hai bhai.
क्या बैंक खाता हस्तांतरण के लिए बैंक शुल्क लगेगा? इसका कितना मूल्य होगा?
समान्यतः कोई शुल्क नहीं लगता है |
Transfer success hua ki nahi hua pata kaise kare yaha fir confirm message aya ki nahi aya phone mein
20 din ho gaye nahi hua
Process complete nahi hua hoga.
Ye form ka link dijiye
Sorry bhai branch se prapt kar len. Link available nahi ho paya.
@@rkvermaonlinehelp ok , or is form ke sath koi supporting documents v Dena hoga....
Sabhi Documents k bare me Video me sab bataya gya hai bhai wahan se samajh len.
Bhai Jama krne ke baad Transfer hua ki nehi pata kaise kare
New branch me pta kar len
@@rkvermaonlinehelp bhai document me sign leke koi v jake jama krne se ho jayega ya jiska account hai wo jana parega bank me
Khud jayen kyonki wahan bhi kyc karana pad sakta hai
Plzz answer me
Mera account jharkhand ke kisi bank se hai aur mai agar transfer krwa lu bihar ke kisi bank me toh ho jayega na aur phir jo mera bank account hoga woh bihar ka hoga na qki bihar scholarship ke liye bihar se bank account hona chahiye
I m right ??
SBI ka A/C aap India ke kisi bhi State me Transfer karwa sakte hain. Or han transfer ke baad a/c to बिहार ka hi hoga but aapka address to Bihar ka nahi hoga na yadi aap jharkhand se ho to.
@@rkvermaonlinehelp Mai hu bihar se hi adhar me bhi bihar ka address h account mera khul gya h jharkhand me . Mai adhar me bhi address change krwa chuki hu mtlb mujhe ab bihar se har chiz chahiye toh ho jayegana
Agar aisa rule hai to awashya ho jayega mam.
😅
Kya hua bhai