Bhaiya mai ST catogry ka hu aur UP ka hu , Trichy aur nit jamshedpur me fee waiver hai ST SC ka , aur paise ki kami to hai hi , upar se hindi medium se tha , to kya mai Trichy ke baad sidha MNNIT , NIT JSR choose karunga ya , NIT Trichy ke baad Warngal , suratkal fill karunga ? Please reply
jitni me south ki college hai waha sare classes english me chalati hai aur company prefer krti hai najdeek jake student ko hire kare, but mere according jo lga me sara details bata diya hu baki jo shi lage kr lena
@@Rushikeshkale1249 yes, me ek video bana dunga warangal, suratkal aur mnit me kya difference hai inme aapke according kya shi hoga. me bs reality bata dunga apne according choose kr skte ho
Bhai mera is baar nimcet m 42 rank aaya Trichy hi best hoga na,,,,,,,,, Aur mai bsc maths se hu coding sab kuchh na janta to mai abhi kya kar sakta hu kya mai waha compete kar sakta hu jo pahle se coding jante ho
congrats , trichy is best if U got it, aram se kr skte ho bas starting se mehnat kro ho jata hai , aur waise bhi NITT me bsc background walo ka internship aur placement jaldi hoti hai
@@Kollege_Talks ❤️👍sure bhai waise mai bihar se hu isliye kuchh log bol rahe the ki allahabad chale jao najdik hai isliye doubt tha par trichy hi jaunga 😊🤗
@@mjstudy1125 placement kabhi kharab nhi hota NITT me bas apne aap ko level ka banao taki NITT phoch jaao aur thoda study kr lo bs placement ho jata hai
@@Piyush_Gupta7979bhai tum a) bny mellon B) amdocs C) amazon D) microsoft E) visa F) paytm G) cisco H) deutsche bank I) sandvine Bhai agar in mese kisi company me kaam Kar Rahe ho toh option ka nam Bata do toh samaj me aayega ki konse company Me ho
Bhaiya maine bsc physics 2018 21 kiya hai pr session late ke chalte 2023 me complete hua hai 23 me nimcet diya tha 1792 rank aaya tha To bhaiya kya mujhe 2024 me nimcet dena chahiye ya nhi Mujhe kitne year ka gap consider kiya jaayega 1 ya 3 agr main 24 me nimcet deta hoon Mera coding background nhi hai What should i do, plz advice me
first time without coaching 1792 is good rank, agr college ki wajah se degree late hota hai to usse yr gap consider nhi kara jayega aur agr NITs dete ho aur NIT mil jata hai to yr gap ka bahot jyada koi problem nhi hai, my opinion: agr lagata hai NIT nikal skte ho to go for it.. yr gap ka tension mat lo
agr UP se ho to MNIT nhi to warnagal reason: up walo ko other state me scholarship na milta, aur MNIT , warnagal me jyada fark nhi dono me se acche mncs me ja skte ho
agr UP se ho to MNIT is best choice, nahi to warangal le skti ho, but keep in your mind nothing much difference b/w mnit and warangal coding skills acha kro dono college se top k mncs me ja skti ho
1) MNIT 2) Suratkal 3) Kurushetra 4) Jamshedpur ye college milne ka chance hai but ye bs mera prediction hai it may vary, agr UP k ho to above sequence rkhna, other than UP to Suratkal to 1st ke lena
agr Btech mil rha to NIT agr MCA mil rha and paise ki problem hai fir V NIT agr paise ki koi problem na hai at least ghar wale paid kr ske paise to HCU forget about JNU isme politics hota hai maximum but kahi private se krne se achha hai JNU lelo
one of my friend got placed from hcu at 8lpa, and one of from agrtala at 5lpa, I'm not exactly sure which once you should refer pls check your friends and do analysis yourself for better choice.
Aapne konse year ma taiyari start kari thi aur kitna year taiyari kari thi, 2 year gap ke bad, aur kya aapki jee ki preparation ne help ki thi nimcet crack karne ke lia🎉
mene IIT ki preparation ki thi 2yr iski wjah se mera 2yr gap ho gya tha, but preparation jo kiya tha iski wajh se first attempt me clear kr liya tha, but aise mere bahot sare dost hai jo without math background se MNIT, jamshedpur, Surathkal, Kurushetra, waha se nikale hai aur samsung me job kr rhe kuchh achhe package pe
Bhaiya i have 56 percent in 12 th currently doing bca aisa koi eligibility criteria to nhi hai na nit me ane ke liye ki u have to score that much percentafe.... Please reply
Bhaiya mai ST catogry ka hu aur UP ka hu , Trichy aur nit jamshedpur me fee waiver hai ST SC ka , aur paise ki kami to hai hi , upar se hindi medium se tha , to kya mai Trichy ke baad sidha MNNIT , NIT JSR choose karunga ya , NIT Trichy ke baad Warngal , suratkal fill karunga ? Please reply
if have a money problem better to choose MNIT here you can get schelorship, in Trichy, warangal for UP board is not their.
@@Kollege_Talks thanks bhaiya ❤️
@@Kollege_Talks YAHA PAR KAHA HAI BHAIYA JI APNE
Aapke according choose fillings :-
1) Nit Trichy
2) nit Warangal
3) nit Suratkal
4) nit allahabad
5) nit Jamshedpu
6) nit kurukshetra
7) nit bhopal
8) nit Raipur
9) nit Agartala
But mostly students ne nit suratkal-2 position, nit allahabad-3, or nit Warangal-4.
But nit we warangal 200-250 rank pr bhai mil jayaga.....
.
.
Kya warangal placement ki probability jada hai.
.
Aapa sequence Sahee rahiga kya 2024 ki liye..
Please reply 🙏
jitni me south ki college hai waha sare classes english me chalati hai aur company prefer krti hai najdeek jake student ko hire kare, but mere according jo lga me sara details bata diya hu baki jo shi lage kr lena
@@Kollege_Talks ok.
250/300 ki under konse bhi rank aa jaye tho Aapke according top 4 yahi sequence rahana chahiye na..👉
1) nit Trichy
2) nit Warangal
3) nit suratkal
4) nit allahabad
@@Rushikeshkale1249 yes, me ek video bana dunga warangal, suratkal aur mnit me kya difference hai inme aapke according kya shi hoga. me bs reality bata dunga apne according choose kr skte ho
@@Kollege_Talks ok
Same Ranking, cuet ke Universities and UoH, IPU ka bhi kar dena bro
Bhai mera is baar nimcet m 42 rank aaya
Trichy hi best hoga na,,,,,,,,,
Aur mai bsc maths se hu coding sab kuchh na janta to mai abhi kya kar sakta hu kya mai waha compete kar sakta hu jo pahle se coding jante ho
congrats , trichy is best if U got it, aram se kr skte ho bas starting se mehnat kro ho jata hai , aur waise bhi NITT me bsc background walo ka internship aur placement jaldi hoti hai
@@Kollege_Talks ❤️👍sure bhai
waise mai bihar se hu isliye kuchh log bol rahe the ki allahabad chale jao najdik hai
isliye doubt tha
par trichy hi jaunga 😊🤗
@@aditya_01_jha good, koi problem aaye study, internship, placement kuchh bhi to batana will try to help you
@@Kollege_Talksbhai abhi latest jo mca graduates hue mca me nit trichy se unka placement kaisa hua
@@mjstudy1125 placement kabhi kharab nhi hota NITT me bas apne aap ko level ka banao taki NITT phoch jaao aur thoda study kr lo bs placement ho jata hai
Nit surathkal is better than nit warangal ,as it has very well ranking more than warangal.
Me bhi yahi soch rha tha
How to prepare for nimcet ?
@@Piyush_Gupta7979 join any good coaching and prepare well from there
@@Piyush_Gupta7979bhai tum a) bny mellon
B) amdocs
C) amazon
D) microsoft
E) visa
F) paytm
G) cisco
H) deutsche bank
I) sandvine
Bhai agar in mese kisi company me kaam Kar Rahe ho toh option ka nam Bata do toh samaj me aayega ki konse company Me ho
Bhaiya maine bsc physics 2018 21 kiya hai pr session late ke chalte 2023 me complete hua hai
23 me nimcet diya tha 1792 rank aaya tha
To bhaiya kya mujhe 2024 me nimcet dena chahiye ya nhi
Mujhe kitne year ka gap consider kiya jaayega 1 ya 3 agr main 24 me nimcet deta hoon
Mera coding background nhi hai
What should i do, plz advice me
first time without coaching 1792 is good rank, agr college ki wajah se degree late hota hai to usse yr gap consider nhi kara jayega aur agr NITs dete ho aur NIT mil jata hai to yr gap ka bahot jyada koi problem nhi hai,
my opinion: agr lagata hai NIT nikal skte ho to go for it.. yr gap ka tension mat lo
Thanks Sir 😊
I got 156 marks out of 1000 iam from obc can I get seat in nit
Very less chance but be positive till result
@@महात्मा-गांधी-असली-वाले haa ok koi bhi nit mil jaaye .
@@shivanidhotre9506koi nhi milega but ghar walo ki aarti jarur milegi 🤣🤣😂
Mila tha koi nit ?@@shivanidhotre9506
Bhaiya Mere Rank 541 Gen hai, Mujhe Most Probably Raipur milega, kya mujhe admission Lena chahiye?
Yes, but keep one thing in your mind U should prepare yourself as a good problem solver (coding skills)
bhai marks kitne the aapke?
MNNIT ALLAHABAD or NIT WARANGAL me kisko prefer krna chahiye?
agr UP se ho to MNIT nhi to warnagal
reason: up walo ko other state me scholarship na milta, aur MNIT , warnagal me jyada fark nhi dono me se acche mncs me ja skte ho
Bhaiya nit Raipur m kasa hai MCA placement?
itna jan lo placement ho jayega above than 7 to 8lakh but apne aap ko uss level ka banao ki 3,4 company me v 20+lakh wali me mauka mile to fod do
@@Kollege_Talksbhai mca me 25 to 40 lakh Wali companies aati hai nit me ??
@@mjstudy1125 G
Aur highest kitna gya..
Bhaiya meri nimcet me AIR 907 aya hai mai OBC category se hu and Bihar se bhi to mere liye kon sa nit acha hoga ..
And kon sa milega
milne ka chance thoda kam hai but go for counselling might be mil ske
kitna marks bna thaa aaapka
Sir mein ba or pgdca kar Chuka hun mein MCA kar sakta hun kya plz sir bataiye
ba me agr math rha hoga to kr skte ho
Nit kurukshetra (self finance) me sc category valo ko tution fee maaf ki jati hai kya
self finance walo ka fee thoda jyada rhta hai but maafi ka idea nahi. pls check kurushetra official websites
@@Kollege_Talkssir mai SC category se hu meri rank AIR 3247 hai special round tak nit jamshedpur mil sakta hai kya last year 2967 pr close hua tha
@@ayushsahare7969 very less chance but try krna agr mil jaye to badhiya
Bhaiya me madhya pradesh se hu sc category mujhe yaha nit trichy me scholarship mil jayega kya i cant afford that much fees
schelorship mil jayega form state government and free bhi bahot kam hai SC k liye agr utna bhi nahi de skte to loan bhi mil jata ha asani se
Hlo bhaiya plz make another vedio bhaiya extra collage add huha hai 2024 me
Thoda busy hu project me but will try to make soon.
Bhaiya for 2024 admission sequence kya rakhe---
Someone told me that mnit allahabad is better than nit Warangal plz tell
agr UP se ho to MNIT is best choice, nahi to warangal le skti ho, but keep in your mind nothing much difference b/w mnit and warangal coding skills acha kro dono college se top k mncs me ja skti ho
Sir mujhe nimcet mai 404 rank (open) aayi hai konsi nit mil sakti hai round 1 mai
1) MNIT
2) Suratkal
3) Kurushetra
4) Jamshedpur
ye college milne ka chance hai but ye bs mera prediction hai it may vary, agr UP k ho to above sequence rkhna, other than UP to Suratkal to 1st ke lena
@@Kollege_Talks
I am from Maharashtra
@@Kollege_Talks😂😂 kuch bhi , itni rank m bs jamshedpur k Chances h
@@Nikhil_099 ha me v bs predict kiya ye to hai jamshedpur hi mile but mere kahne ka mtlb ye nahi tha ki upper k mil hi jayenge
@@Kollege_Talks literally!?
Suratkal 150 m close ho jata h 🥲 fir bhi?
bhai nit jsr or nit patna confused ??
nit jsr
Mca ke liye
Bhai lower NIT's (Agartala, Raipur) vs Du, HCU, JNU ????
agr Btech mil rha to NIT agr MCA mil rha and paise ki problem hai fir V NIT agr paise ki koi problem na hai at least ghar wale paid kr ske paise to HCU forget about JNU isme politics hota hai maximum but kahi private se krne se achha hai JNU lelo
ye bs me bata rha mere experience and dosto k feed back se may be aur kisi ko JNU jyada achhe lge
Bhai i have a question
Kiit CSE
Or
MCA NIT
PLS REPLY
MCA NIT no doubt
For mca
Nit agartala vs hcu or ipu main campus
Nimcet rank 1069
one of my friend got placed from hcu at 8lpa, and one of from agrtala at 5lpa, I'm not exactly sure which once you should refer pls check your friends and do analysis yourself for better choice.
mujhe to koi v Nit mil jaye bass , 10 nit me koi v
Is Hindi Medium Student Eligible For NIT For MCA ?
Yes, any medium is eligible bro but you have to well prepare yourself to fluent talk in english.
@@Kollege_Talks Bhaiya apne ek comment par kaha tha ki their nit Trichy ,Wrangle for UP board is not their.
@@MaiBrajMaiRahtaHu apne samjha nhi mere kahne ka mtlb schelorship tha.
@@Kollege_Talks ACCHA BHAIYA JI SCLORSHIP NAHI MILTI HAI BAS BAISE TOH ELIGIBLE HAIN UP BOARD STUDENTS.
THANK YOU VERY MUCH BY HEART...
@@MaiBrajMaiRahtaHu yes eligible hai, mene khud NIT-trichy se kara hai
bhai apka placement huya kya??
yes
Nits ki mca kitne saal ki hai?
3yr
Aapne konse year ma taiyari start kari thi aur kitna year taiyari kari thi, 2 year gap ke bad, aur kya aapki jee ki preparation ne help ki thi nimcet crack karne ke lia🎉
mene IIT ki preparation ki thi 2yr iski wjah se mera 2yr gap ho gya tha, but preparation jo kiya tha iski wajh se first attempt me clear kr liya tha, but aise mere bahot sare dost hai jo without math background se MNIT, jamshedpur, Surathkal, Kurushetra, waha se nikale hai aur samsung me job kr rhe kuchh achhe package pe
Bhaiya i have 56 percent in 12 th currently doing bca aisa koi eligibility criteria to nhi hai na nit me ane ke liye ki u have to score that much percentafe.... Please reply
NIT me aane k liye BCA me 60% and mathematic as a subject hona chahiye bs 10th, 12th kam marks matter nahi rkhata
@@Kollege_Talks ok bro thanks alot
@@samitrawat4230SC st ho to 55% me ho jata hai
Bca students k liye mca 2 saal ka h na??
agr NIT se karate ho to 3yr ni to 2yr kisi dusre university se
Bhai kehna kya chahte ho 😱 har baar topic se alag bhag ja rhe ho . Agartala me bata rhe the placement ke bare me aur usse chorkar sab bata dala 🤣🤣
Aise kuchh bhi bol dena easy hota h, agr koi ham jaise logo k liye help kr rha to kuchh baat idhar udhar ho jati hai
Nit jamshedpur avg placement kaisa hh ??
each year vary you can assume 8 to 10lakh
Meri rank 670 hai nit raipur mil raha hai. Le lu?
Jarur, bas coding skills bahot achhi krni hogi agr 20+ lakh company ka soch rhe waha se to.
kitne marks bna tha bhai
bhai telegram group ka link do
pls check my youtube page