Tanki me 2(do) outlet hole karne ki jarurat hi nahi hai, union ke baad T lagake 2 dono line me valve laga sakate hai ... isse pipe ka kharcha kam hoga aur ek hi hole karna padega...ek union bhi kam lagana padega ... ------V----- Tank---C--U--T---|___V----- C=connector U=Union V=Valve T=T-Connector Aasha hai samaz me aagaya hoga ..🙏
1. Agar shhaje me pipe k liye hole nahi chhoda gaya hai pahle se to fir chhaje ko tod kar pipe niche utarna chahiye ya bend lagane se bhi niche utarne se thik kaam hoga. 2. Agar chhaje ko tod kar pipe down karte hain to usme tank ya barish k pani se leakage k kitne chance hain. 3. Air pipe kis size ka hona chahiye jis size ka pipe down ho raha hai same size ya thoda chota bhi thik kam karega. 4. Tank ko chhat pe jamin pe rakhna thik hai ya jis jagah pe tank rakhna hai waha tank k niche 4 inch se 12 inch hight ka koi alag se chabutra banakar tank rakhna sahi hoga 5. Tank outlet pipe 1.25 ya 1.5 ka dete h to usko chhat se kitne niche tak same pipe le jakar 1inch me reduce karna chahiye chahiye. 6. Tank connection k baad chhat se niche connection le jate time underground connection karna chahiye ya open connection karna chahiye, dono me plus points aur minus point bhi batayen. 7. Kis jagah pe reducer aur kis jagah pe bush ka use karna chahiye.
Bahut acha samjaya bhai aapne thanks
बहुत अच्छी जानकारी मिली आपके प्रयास से, आपको धन्यवाद।🎉
🌺अच्छी जानकारी धन्यवाद 🌺
Very thanks sir aap ne completely information de Very very thanks 🙏
बहुत अच्छा से समझाऐ भैया जी 👌👌👌👌👌
Thanks for the video sir good explanation sir good job and good experience
Very nice and very beautiful absolutely
Nice information sir
God bless you❤❤❤❤❤ Bhai ji
Tum bohot achese samja te ho
brother myy nepal sy daykrahu
bahut aacxa hy video🇳🇵🇳🇵
Explained very well
Information ke liye bahut bahut dhanaybad sir
Good imforamation sir
Nice 👍👍👍
Good day
Very nice 👍👍
Thank you sir ji 🎉
Very good sir 👍
Very very thanks
Tank mein jyada hole and trend plumber se hote Hain Jo 2 din mein plumber ban jaate Hain
Super sar
good job verr g
Super
Dono outlet me ek hi air pipe dege to chalega
Very nice
❤Aap kaha se hai
भाई, आपने overflow का connection नही दिया ...
सिर्फ taanki nipple लगाया...
Nice video sar
Tanki me 2(do) outlet hole karne ki jarurat hi nahi hai, union ke baad T lagake 2 dono line me valve laga sakate hai ... isse pipe ka kharcha kam hoga aur ek hi hole karna padega...ek union bhi kam lagana padega ...
------V-----
Tank---C--U--T---|___V-----
C=connector
U=Union
V=Valve
T=T-Connector
Aasha hai samaz me aagaya hoga ..🙏
Sonu Sir Plz Di Pipe Ko Taping (Hol) Kaise Mare
Aapse inspair ho gya hu m
Venoti our botal trap ki vedio banawo
nice video sir
Bhai fitting karne ke time material ka name and size bhi bta diya kijiye English me 🙏
4000 rupye 0:33
1. Agar shhaje me pipe k liye hole nahi chhoda gaya hai pahle se to fir chhaje ko tod kar pipe niche utarna chahiye ya bend lagane se bhi niche utarne se thik kaam hoga.
2. Agar chhaje ko tod kar pipe down karte hain to usme tank ya barish k pani se leakage k kitne chance hain.
3. Air pipe kis size ka hona chahiye jis size ka pipe down ho raha hai same size ya thoda chota bhi thik kam karega.
4. Tank ko chhat pe jamin pe rakhna thik hai ya jis jagah pe tank rakhna hai waha tank k niche 4 inch se 12 inch hight ka koi alag se chabutra banakar tank rakhna sahi hoga
5. Tank outlet pipe 1.25 ya 1.5 ka dete h to usko chhat se kitne niche tak same pipe le jakar 1inch me reduce karna chahiye chahiye.
6. Tank connection k baad chhat se niche connection le jate time underground connection karna chahiye ya open connection karna chahiye, dono me plus points aur minus point bhi batayen.
7. Kis jagah pe reducer aur kis jagah pe bush ka use karna chahiye.
Nice,I will reply you with video
Achha look
वीडियो के अंत में ड्राइंगराम बनाकर दिखाये
Bhai me outlet connection ek hi dena chahta hu koi problem hoga kya
Bhai aap kaha sey hain
Nice video
Union ke both side pipe solution se chipka hua hai to tank saf karane ke lie without pipe cutting union kaise khul sakta hai
Sonu Bhai three water tank interconnect kse kare
Bhai Pani ka tanki Black colour kiun lagbaya???? Black colour mai Pani jaldi se garam ho jayega.
tqqq sir
Good
Sir ye bhi bataye ki garmi me pani ko garam hone se kese roke
Namste
🙏🙏
Sir mereko electrician Kam sikhna h aap ke pass jagah khali h kya
Thanks
Very nice good fatating look
Bhaiya solved kon si laga rahe hai
1Inc pipe me pressure nahi aiga kyw bhai
Government pani ki line kaise dalte hai video banao
Yes sir government ki line se kese connection lete he video banao sir
I am very impressed to see your VDO.
How I contact with you for plumbing?
Sumercbiel ka video banaye kitna hp kitna stage dena chahiye
Dusre manjil per pipe bichhana PVC. kitne inch ke bichhayenge
Bhaiya Mera union nahi khul raha hai pura jor lga diya fir bhi nhi khula pls help karo
Acha he
Sonu bhaiya 500/ 1000 watar tank साफ करते हैं तो हमें कितना पैसा लेना चाहिए प्लम्बर ( plmbar )
499
Voice slow
बॉल वॉल के पहले यूनियन दे सकते है क्या सर
Sir ji
Brother flish tanck fitting charge kitna lena hai. Kiseko pata ho tho batado plz
1000 ltr may tanki ka saman kon kon lagega karigar hai to bhejdo abhi
Sava inch matalab kya hota hai bai
Jaguar ka diverter h sawer me pressure Kam h koi upay (pahala fitting
Agar ek hi der inch ka tank nipple mein do line 1 1 inch ka utaar Diya jaaye to kya pareshan Apne Kami hogi
👍👍👍👍👍
ढई इंच का होल कैसे बंद करे
Water tank likej kase repair kare
Tukda bda lga dete sonu bai kyoki apke pas jga to bhut thi kal ko gatewal chanj karne me dikat aati h
sir air 1dinese kiya hoga???
Vai saman ka company kaha hay pl bataey
Bina light or aag Jalane ke tank me hole kese
Sir aap ka ghar kaha parta hai
Tumne outlet jab tanki bhara jati hai wo to connection Kiya hi nhi
काम कहा पर होता है
Ap. Do canakson. Kiu kiya
Forty faiv ko aap ne nahi kyo kagawa?
Mujhe kam sikhna Aapke sath
Muje helper ki job chaiye
Mai plumber ka kam sikna chahta hu
Out late एक कर के टी से जोड़ देते क्यों खर्च
Pipe aap kahaa lagaa rahe hai, Pipe to Mr. Sunil laga raha hai, aap to fokat me paisa le rahe hai. Sara kaam to Mr. Sunil kar raha hai.
Kya mujhe bhi Kam nahin Sakta hai aap
Bhaiya nam bhi batao na
Bhai ek tank fit karne ka Kitna lete ho ?
150 rupiya
Dekho bhai ek plumber ko bulao air usko chai pilao aur aache se tank ko fix karao bath mein jo mein tum dena chhtiho dedena . Bikhari ho kya
300
Yaha to 1000 mang rhe hn
Karwa lo bhai aap yahi pe
800
होल बडा होने के बाद क्या करना बाताया नहीं
Ourflo nahi kiya
Cpvc and ppr pipe me konsa better he
Cpvc
200 fit me
Bai apana mandar de do
number de sakte ho bhai
Apna mo nambar
Sir ji aap apna mobile number bhejiye ga
Thanku sir bahut aapse mene bahut kux shikha h 😀
Nice bhaiya ji
Very nice