As sung by Udit Narayan Jha. ruclips.net/video/SwtyWha0yCE/видео.html 0. He Bhole Nāth terī mahimā nirālī. (2) Jāne vo jisne terī lagan lagālī. (2) (ĀĪŪṛāīū) (Ref) He Bhole Nāth terī mahimā nirālī. (2) 1. Terī sharan me' jo bhī āyā; usako milī terī karunā kī chāyā. Bin mānge jo sab kuch pā le; jisane terā dhyān lagāyā. Terā vachan kabhī jāye na khālī. (2) (Refrain) 2. Sankat mochan he jag dātā; tū hai sabhī kā bhāgya vidhātā. Yeh shristhi parivar hai terā; jan jan se hai terā nātā. Jag bagiyā' hai tū hai mālī. (2) (Refrain) 3. Shambū tere khel nirāle; terā likhā na koī tāle. Bhakt jāno ko amrit bāte; aur khud pītā vish ke pyāle. Terī chāvi mai' ne man me' basā lī. (2) (Ref) 4. Jāne vo jisne terī lagan lagālī. Jāne vo jisne terī lagan lagālī. He Bhole Nāth terī mahimā nirālī. (Refrain) .
Love the drummer God bless your hands always 🙏
The drummer gives you goose bumps God's blessing to those hands What talent
Greetings from Fiji Islands. All the best.
Awesome Dholak player.
Gods blessings to all.
Please listen to the drummer 🙏 class to the highest God's blessing to those hands
Love from Fiji.. Jao Ho
Awesome nice voice anil Bhai and class dholak player
Wow great my brother well played and sung God bless you guys always
Superb love you from India
Nice Man
As sung by Udit Narayan Jha.
ruclips.net/video/SwtyWha0yCE/видео.html
0. He Bhole Nāth terī mahimā nirālī. (2)
Jāne vo jisne terī lagan lagālī. (2) (ĀĪŪṛāīū)
(Ref) He Bhole Nāth terī mahimā nirālī. (2)
1. Terī sharan me' jo bhī āyā; usako milī terī karunā kī chāyā.
Bin mānge jo sab kuch pā le; jisane terā dhyān lagāyā.
Terā vachan kabhī jāye na khālī. (2) (Refrain)
2. Sankat mochan he jag dātā; tū hai sabhī kā bhāgya vidhātā.
Yeh shristhi parivar hai terā; jan jan se hai terā nātā.
Jag bagiyā' hai tū hai mālī. (2) (Refrain)
3. Shambū tere khel nirāle; terā likhā na koī tāle.
Bhakt jāno ko amrit bāte; aur khud pītā vish ke pyāle.
Terī chāvi mai' ne man me' basā lī. (2) (Ref)
4. Jāne vo jisne terī lagan lagālī. Jāne vo jisne terī lagan lagālī.
He Bhole Nāth terī mahimā nirālī. (Refrain)
.
U mad