❤Desr parvinder ji❤Shortwave par china ka station hain...pehlay Bhopal 41m band par bohat saaf lugta thaa magar ab wo bhee bund ho gayaa ha shaayad...Pagaria ko ma kum nahieen kahoonga pagaria ka itni kum price ma options bohat achay hain ...usb bluetooth etc ....vedio tou bohat intresting hee hotee ha❤❤❤bohat shookrya Dhannaywad🌻
सर जी, नमस्कार, 25मीटर बैंड शोर्ट वेव पर The vice को ट्राई करना। पहले यह स्टेशन लंदन से आता था। इसमें पंजाबी एल्बम सुनाते थे और साथ ही ईसाई धर्म का प्रचार भी करता था। इसमें पंजाबी भाषा का बहुत प्रयोग किया जाता था। सर जी फिलिप्स चैम्पियन का पगारिया करेटा रेडियो के साथ शोर्ट वेव पर टक्कर जबरदस्त है।सुन कर मजा आ गया। ❤❤❤❤
Vijay ji, bahut bahut dhanyawad. Usually main SW par commercial broadcasts hi sunta hoon. Aapke comments aur nirantar sahyog ke liye bahut bahut dhanyawad.
@@SaurabhGupta-kn3xd ji, haha, aisa nahin hai, mere paas Xhdata ke jo bhi Radio hain sab chal rahe hain. Par kayi baar log shikayat karte hain ki radios mein problem hoti hai.
Aaj barish aane ke baad se MW acha chal raha hai. 1422 khz pe China intentional pr Hindi/Urdu program a rahe hain and 1413 pe BBC shaayad. Inke sath bahut se aarahe hain Including Filipino and koi Middle East ka bhi.Pehli baar MW pe international channel sunne vo bhi D808 ke sath.
Usmein Carbon aa gaya hai. Khol kar aur usmein thoda sa silayi machine wala tel daal kar aur dhoop mein sukha kar fir chala kar dekhein. Ya kisi local electrician shop keeper ke paas le jayein.
SIR, JI NAMASTE HAMARE YAHA SIRF OR SIRF SW HI CHALTA HAI TO USKE LIYE KONSA RADIO BEST RAHEGA BUDGET IS UNDER 2000 RS PLEASE SUGGEST BEST FOR SHORTWAVE PLEASE SIR
@@JIMMYDNINE9 ji, aaj kal ke Radio lambe nahin chal payenge. Philips Champion, Pagaria 5 Band Creta, Xhdata D-219 etc achhe SW Radio hain. Ya koyi local shop se kil jaaye, Delhi mein bana.
Sir mera xh data-109 kharab ho gaya hai. Abhi 4 mahine pehle hi kharida tha. Ab kya karu kaun sa radio lu jiski life achi ho. Mujhe lagta hai DSP based radio ki life ka koi bharosa nahi aur keemat bhi jyada hai
@@SaurabhGupta-kn3xd ji, aap Bharat mein bane Radio kyun nahin lete, kisi na kisi local shop par mil jayega ya online. D-109 mein kya kharabi aayi hai ?
@@pravindersheoran on/off button dabane par start nahi ho raha hai. Maine amazon par complaint kar di hai ab dekhte hai kya hota hai. Main apko update karunga.
Sir maine pagaria creta order kar diya hai. Xhdata-109 ke repair ke liye prayas kar raha hu but seller(radiwow) ka response bahut poor hai woh janbujh kar problem samajane ki koshish nahi kar rahe hai. Xhdata india me radio to bechna chahta hai but after sale service ke naam par zero hai
@@SaurabhGupta-kn3xd ji, aaj ke samay world ki kisi company ki after sales service nahin hai. Service centers kaun run kar sakta hai jabki Radios hi thode bahut chalte hain. Phir bhi kuch jugaad to karna chahiye unko.
While we are playing radio at home and supply (Electricity) available, Radio does not catch any station and getting disturbed audio. In the absence of supply radio is able to play local station satisfactory. How to get rid of such situations. Normally we are getting 24 hrs supply and we used to play radio on Alexa (Vividh Bharati and AIR). Performance of Alexa is excellent because it is working on internet.
@@brahamdevmathur8392 ji, there is no way out of this problem. The only thing you can try is try to take a coaxial cable, if you have one. Put its one end outside home, on roof, and try to touch other end of it to Radio whip antenna. You may get FM/SW stations better reception
परविंदर भाई दो रेडियो के कंपैरिजन में आप किसी भी बैंड का सबसे निचला स्टेशन फिर बीच का स्टेशन और सबसे ऊपर वाला स्टेशन केवल तीन स्टेशन की तुलना किया कीजिए ऐसा करने से उस बैंड की पूरी जानकारी मिल जाएगी और वह भी कम समय में
आपके पास कोई ऐसा रेडियो नहीं जिसमे sw के लिए इंटरनल एंटीना हो पहले जो पुराने टाइम में empire के रेडियो आते थे जिसमे सिर्फ mw sw होता था उसमे रिसेप्शन बहुत जबरदस्त था इंटरनल antena के लिए 2 तार होते जो पूरी रेडियो body में घुमा कर चिप में जुड़े होते थे
एक पेचकस वाला बहुत अच्छा काम किया आपने. वरना आप इस चीज को इतने साल avoid कर रहे थे. अब आपकी हॉबी को नया डाइमेंशन मिला, ⚒️⛏️⚙️🔨🔧📐🔍🔩🗜️ जो हर सीरियस हॉबिस्ट के पास होना चाहिए, Self Servicing 😃 . मैं खुद ऐसी चीजे बनाते रहताहू as hobby. मैने कॉलेज में एक मीडियम wave radio बनाया था जो एक पेन की प्लास्टिक कैसे में फिट किया था. बस एक पेन की लंबाई का और AA CELL के जितना चौड़ा कैसे था. एक सिंगल सेल पे बहुत घंटे चलता था. वैसे D 109 delivery मिल गई 😎✨ . मुंबई के एक शहर के वातावरण में, पता नही इसका क्या करूंगा 🤭 😁 . लेकिन उसका नाम परविंदर रख लूंगा.
@@KetansaCreatesArt ji, 😆😆, bahut khoob, bahut bahut dhanyawad. D-109 kaisa chal raha hai wahan batayiyega. Maine apni BTech ke project mein digital clock banayi thi, bade size ki. Bahut seekha tha us project mein aur ek IC foonk di thi jo baad mein dobara mushkil se mili thi.
@@pravindersheoran अच्छा चल रहा है. साउंड परफॉर्मेंस देखने केलिए ब्लूटूथ लगाकर आपका वीडियो देखा. Nice voice quality. Good resolution. कुछ ही स्टेशन मिले है. बाकी सेटिंग्स के लिए आपका D-109 रिव्यू देख लूंगा. IC फूकने की बात पे याद आया कि मैंने भी जलाए है. 😄 उसके बाद IC socket का उपयोग करना आरंभ किया था. हर एक IC के नाप का सॉकेट मिलता है, जिससे सुरक्षित रहती है. वैसे मैं इंजीनियरिंग या टेक कॉलेज में नहीं पढ़ा. मैने fine arts Creative painting में डिग्री और मास्टर किया. बाकी सब क्रिएटिव हॉबी है.
सुबह ceylon चलाया था। फिर 9 तक ऐसे ही 31और 41 मीटर बैंड चेक किया। अच्छा है reception power is good and station clear. But i enjoy more On medium wave my all favorite station jaipur, udaipur jodhpur is very good in listening. Today after 7:30 AIR Udaipur is running till now which was missed by me on radio sets. Tomorrow morning I will again check short wave.
❤Desr parvinder ji❤Shortwave par china ka station hain...pehlay Bhopal 41m band par bohat saaf lugta thaa magar ab wo bhee bund ho gayaa ha shaayad...Pagaria ko ma kum nahieen kahoonga pagaria ka itni kum price ma options bohat achay hain ...usb bluetooth etc ....vedio tou bohat intresting hee hotee ha❤❤❤bohat shookrya Dhannaywad🌻
Ji, Imtiaz ji, pahle Bhopal, Lucknow etc SW par the. Ab maximum ko MW par le jaya ja chuka hai
सर जी,
नमस्कार,
25मीटर बैंड शोर्ट वेव पर The vice को ट्राई करना। पहले यह स्टेशन लंदन से आता था। इसमें पंजाबी एल्बम सुनाते थे और साथ ही ईसाई धर्म का प्रचार भी करता था। इसमें पंजाबी भाषा का बहुत प्रयोग किया जाता था।
सर जी फिलिप्स चैम्पियन का पगारिया करेटा रेडियो के साथ शोर्ट वेव पर टक्कर जबरदस्त है।सुन कर मजा आ गया।
❤❤❤❤
Vijay ji, bahut bahut dhanyawad.
Usually main SW par commercial broadcasts hi sunta hoon.
Aapke comments aur nirantar sahyog ke liye bahut bahut dhanyawad.
💥💥💥Both radios are equal on FM and SW good afternoon Pravinder ji ❤️👍
Ji, bilkul Vikas ji aur dono hi mujhe pasand hain.
Pravinder ji, bahut khoob Video .
Bahut bahut dhanyawad Bidhan ji
Sir pagaria creta me rechargeable battery ati hai kya?
@@SaurabhGupta-kn3xd ji, rechargeable battery aati hai. Isaki build quality kamjor hai par isake alawa antenna, battery, sound, reception etc sab achha hai.
@@pravindersheoran ji fir to yahi purchase karunga. Ab xh data ka koi radio nahi lunga bas indian radio hi lunga. Mera bharat mahan😊
@@SaurabhGupta-kn3xd ji, haha, aisa nahin hai, mere paas Xhdata ke jo bhi Radio hain sab chal rahe hain. Par kayi baar log shikayat karte hain ki radios mein problem hoti hai.
Aaj barish aane ke baad se MW acha chal raha hai. 1422 khz pe China intentional pr Hindi/Urdu program a rahe hain and 1413 pe BBC shaayad. Inke sath bahut se aarahe hain Including Filipino and koi Middle East ka bhi.Pehli baar MW pe international channel sunne vo bhi D808 ke sath.
@@vipulsardana ji, bahut khoob.
1413 kHz BBC aur 1422!kHz China Radio International ke hain.
@@pravindersheoran ji thank you so much sir. 🙂
Sir how to fix noisy volume and band button.
Usmein Carbon aa gaya hai. Khol kar aur usmein thoda sa silayi machine wala tel daal kar aur dhoop mein sukha kar fir chala kar dekhein. Ya kisi local electrician shop keeper ke paas le jayein.
Satosh ka radio vi try kar sakte hai
Ji, bilkul kar sakte hain. Mujhe mila to lunga
Bahat Butifull video dada
@@DebabrataSingha-zm8hz ji, bahut bahut dhanyawad
SIR, JI NAMASTE HAMARE YAHA SIRF OR SIRF SW HI CHALTA HAI TO USKE LIYE KONSA RADIO BEST RAHEGA BUDGET IS UNDER 2000 RS PLEASE SUGGEST BEST FOR SHORTWAVE PLEASE SIR
Agar aapko rechargeable battery aur sd card bhi chahiye to D-328 achha rahega. Review video dekh lein.
OKAY SIR ME CHECK KAR KE BATATA HU
@@pravindersheoran
SIR, Or Koi Radio Hai jo Sw me accha chal sake long term me
@@pravindersheoran Ghar me Mummy ji ke Liye Sale me Best Sw radio dekh raha hu please sir suggest me
@@JIMMYDNINE9 ji, aaj kal ke Radio lambe nahin chal payenge.
Philips Champion, Pagaria 5 Band Creta, Xhdata D-219 etc achhe SW Radio hain. Ya koyi local shop se kil jaaye, Delhi mein bana.
Raddy RF919
Ye radio ke bare me bataye
@@king42088 ji, kabhi mila to jarur. Weather bands Bharat mein kaam nahin karte.
Sir mera xh data-109 kharab ho gaya hai. Abhi 4 mahine pehle hi kharida tha. Ab kya karu kaun sa radio lu jiski life achi ho. Mujhe lagta hai DSP based radio ki life ka koi bharosa nahi aur keemat bhi jyada hai
@@SaurabhGupta-kn3xd ji, aap Bharat mein bane Radio kyun nahin lete, kisi na kisi local shop par mil jayega ya online.
D-109 mein kya kharabi aayi hai ?
@@pravindersheoran on/off button dabane par start nahi ho raha hai. Maine amazon par complaint kar di hai ab dekhte hai kya hota hai. Main apko update karunga.
@@SaurabhGupta-kn3xd ji, aksar ye chhoti moti problems hoti hain par service centre ya mechanic na hone se panga hota hai.
Sir maine pagaria creta order kar diya hai. Xhdata-109 ke repair ke liye prayas kar raha hu but seller(radiwow) ka response bahut poor hai woh janbujh kar problem samajane ki koshish nahi kar rahe hai. Xhdata india me radio to bechna chahta hai but after sale service ke naam par zero hai
@@SaurabhGupta-kn3xd ji, aaj ke samay world ki kisi company ki after sales service nahin hai. Service centers kaun run kar sakta hai jabki Radios hi thode bahut chalte hain. Phir bhi kuch jugaad to karna chahiye unko.
Pravinder ji Philips Champion ko charge karke chala sakte hain kya?
@@abhishekkothari7621 ji, isamein rechargeable battery nahin aati.
@@pravindersheoran ji, matlab isko chalane ke liye 3 cell jaruri chahiye right?
@@abhishekkothari7621 ji bilkul.
Agar aapke rechargeable cells hon to baar baar lene nahin padenge.
@@pravindersheoran Thank you ji
SW/MW/FM Radio with Stereo, Bluetooth, Aux Out के लिए make और model सुझाव दीजिये
@@rajg8136 ji, aisa aaj koyi Radio nahin milega
@@pravindersheoran toh phir FM Radio stereo speakers mein kaise sune? Sujhao dijiye
@@rajg8136 ji, agar mere aage koyi aisa model aaya to jarur bataunga
@@pravindersheoran Caravaan Mini+ के बारे मे आप की क्या राय है?
@@rajg8136 ji, maine wo chalaya nahin hai.
Koi achche radio ka buy link daal do maharaj
@@vlogvillageofficial ji, bahut se Radio achhe hain ji, kisi ek naam nahin liya ja sakta. Jarurat jarurat ki baat hoti hai
While we are playing radio at home and supply (Electricity) available, Radio does not catch any station and getting disturbed audio. In the absence of supply radio is able to play local station satisfactory.
How to get rid of such situations.
Normally we are getting 24 hrs supply and we used to play radio on Alexa (Vividh Bharati and AIR). Performance of Alexa is excellent because it is working on internet.
@@brahamdevmathur8392 ji, there is no way out of this problem.
The only thing you can try is try to take a coaxial cable, if you have one. Put its one end outside home, on roof, and try to touch other end of it to Radio whip antenna. You may get FM/SW stations better reception
@@pravindersheoran For daily use it is not possible but practically trial can be taken.
Thanks for your reply ❤
परविंदर भाई दो रेडियो के कंपैरिजन में आप किसी भी बैंड का सबसे निचला स्टेशन फिर बीच का स्टेशन और सबसे ऊपर वाला स्टेशन केवल तीन स्टेशन की तुलना किया कीजिए ऐसा करने से उस बैंड की पूरी जानकारी मिल जाएगी और वह भी कम समय में
@@jayommk6950 ji, SW par ye sab tricks kaam nahin aati hain ji. SW ka koyi bichla staition nahin hai 😂
Sahi samay par tune kiya jaye to English, Hindi, Bengali, Urdu, Nepali bhasha me bohot sare program milte hai.
@@amirajarshi ji, bilkul sahi baat hai. Sahi samay par aur sahi m band par.
Khase kharide bhai nahi mil raha
@@gmdenxyt2254 ji, Philips wala Amazon par aur Pagaria wala Flipkart par.
Philips sold out ho jata hai kayi baar, fir fir se dekhna hoga
Good evening sir ji agar vividh bharati SW band par aa jaye to maja hi aa jayega ji
@@01Std ji, usake karan sabse bada kaam ye hoga ki vintage Radios jin mein FM nahin tha, barbaad nahin honge.
@@naunehalsinghgour4183 ji, Prasar Bharati tak video ja chula hai.
Sir 🙏🙏 Radio kaha par milega
@@prakashkarambelkar3190 ji, Amazon par Champion aur Flipkart par Creta
Sw pe redio Ceylon aur china redio hindi acche hai
Ji, agar dhyan se time laga kar check kiya jaaye, to aapko bahut achha lagega.
👌👌
बहुत बहुत धन्यवाद समाधान जी।
आपके पास कोई ऐसा रेडियो नहीं जिसमे sw के लिए इंटरनल एंटीना हो
पहले जो पुराने टाइम में empire के रेडियो आते थे जिसमे सिर्फ mw sw होता था उसमे रिसेप्शन बहुत जबरदस्त था इंटरनल antena के लिए 2 तार होते जो पूरी रेडियो body में घुमा कर चिप में जुड़े होते थे
@@SARGAM927 ji, bilkul hain aise Radios mere paas
@@pravindersheoran
कौन सा जी बतायेगा....
👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍🙏
Bahut bahut dhanyawad ji
एक पेचकस वाला बहुत अच्छा काम किया आपने. वरना आप इस चीज को इतने साल avoid कर रहे थे. अब आपकी हॉबी को नया डाइमेंशन मिला, ⚒️⛏️⚙️🔨🔧📐🔍🔩🗜️ जो हर सीरियस हॉबिस्ट के पास होना चाहिए, Self Servicing 😃 . मैं खुद ऐसी चीजे बनाते रहताहू as hobby. मैने कॉलेज में एक मीडियम wave radio बनाया था जो एक पेन की प्लास्टिक कैसे में फिट किया था. बस एक पेन की लंबाई का और AA CELL के जितना चौड़ा कैसे था. एक सिंगल सेल पे बहुत घंटे चलता था.
वैसे D 109 delivery मिल गई 😎✨ . मुंबई के एक शहर के वातावरण में, पता नही इसका क्या करूंगा 🤭 😁 . लेकिन उसका नाम परविंदर रख लूंगा.
@@KetansaCreatesArt ji, 😆😆, bahut khoob, bahut bahut dhanyawad.
D-109 kaisa chal raha hai wahan batayiyega.
Maine apni BTech ke project mein digital clock banayi thi, bade size ki.
Bahut seekha tha us project mein aur ek IC foonk di thi jo baad mein dobara mushkil se mili thi.
@@pravindersheoran अच्छा चल रहा है. साउंड परफॉर्मेंस देखने केलिए ब्लूटूथ लगाकर आपका वीडियो देखा. Nice voice quality. Good resolution. कुछ ही स्टेशन मिले है. बाकी सेटिंग्स के लिए आपका D-109 रिव्यू देख लूंगा. IC फूकने की बात पे याद आया कि मैंने भी जलाए है. 😄 उसके बाद IC socket का उपयोग करना आरंभ किया था. हर एक IC के नाप का सॉकेट मिलता है, जिससे सुरक्षित रहती है. वैसे मैं इंजीनियरिंग या टेक कॉलेज में नहीं पढ़ा. मैने fine arts Creative painting में डिग्री और मास्टर किया. बाकी सब क्रिएटिव हॉबी है.
@@KetansaCreatesArt ji, bahut khoob, ye creativity achhi lagi
Bhai saab. Redio ke upar se lather Gard hata liya karo.
Ji, bilkul, aage se kaushish karenge
Philips Champion se better Paharia hai
Ji, feedbox ke liye dhanyawaad.
बिना शॉर्ट वेब के रेडियो शब्द अधूरा है
@@amitbudholiya1192 ji, bilkul
Ji
I listen to China radio international
Ji, bahut khoob. SW par bahut kuch hai aaj bhi
China pura kabja karliy😂
Haha, wo to hai ji, kayi dashak se
1st views
@@AbhinabaDas-kv9or ji, bahut bahut dhanyawad
Rl Philips champion 384 ye radio bilkul 3rd class radio hai iska fm aur shortway bilkul week hai yee radio ko koi na kharidee
@@ecobeatsorchestrakumarghan5724 ji, aur kisi Radio par sahi chal raha hai ?
आप वीडियो बनाएं और हम ना देखें ये तो हो नहीं सकता।
Enjoy चैंपियन listining with your video and try on my set.
Mukesh ji, bahut bahut dhanyawad aapka. Aap sabke comments channel ki jaan hain.
Aapke yahan SW par kaisa raha performance ?
सुबह ceylon चलाया था। फिर 9 तक ऐसे ही 31और 41 मीटर बैंड चेक किया। अच्छा है reception power is good and station clear.
But i enjoy more On medium wave my all favorite station jaipur, udaipur jodhpur is very good in listening.
Today after 7:30 AIR Udaipur is running till now which was missed by me on radio sets.
Tomorrow morning I will again check short wave.
@@mukeshvagerwal ji, bahut khoob. Good observations. Signs of a keen Radio listener.