Mahabharat Episode 156 Part 2 | Draupadi Curses the Kuru Family | Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 сен 2024
  • Original Video Link:
    If the creator has any complaints, then feel free to contact us at the @instagram link below:
    Instagram ID:
    Ali Haider Link: ...
    .............................................
    ===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*
    DISCLAIMER: This Following Audio/Video is strictly meant for promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this & and are intended to showcase the creativity of the artist involved.
    The original copyright(s) is (are) solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are intended to showcase the creativity of the artist involved and are strictly done for a promotional purpose.
    *DISCLAIMER: As per the 3rd Section of Fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.
    #MarkhorReactions #PakistaniReactions

Комментарии • 58

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад +19

    Vanvaas sirf Pandavo ko mila tha par Draupadi khud aage hoke apne patiyo ka dukh baatne unke sath gai, Yudhishthir ji bhi yuddh ke baad sanyas le rahe the to unhe roki ki unhe apne ek bhi pati ki judai manzur nahi aur is dyut ke baad bhi ve apne pancho patiyo ko apne shareer ke panch hisse jitna pyar karti hai ye kahi khud.. ve kabhi bhi tyag nahi ki Pandavo ka

  • @Real06828
    @Real06828 4 месяца назад +14

    Aap log k reaction hi to mujh ko majboor karte hain aap ka channel dekhne k liye
    Jaha pr jaise scenes ho aap k chehre pr bhi baise hi original reaction hote hain superb bhai ❤❤aap ka channel bahut grow karega aap log hum Indians k favorite😍 ho

  • @Real06828
    @Real06828 4 месяца назад +15

    Thanks bhai aap time se Mahabharat laaye ❤😊

  • @shon7235
    @shon7235 3 месяца назад +3

    Always my favrite serial

  • @radhe.radhe3114
    @radhe.radhe3114 4 месяца назад +5

    Ruko ruko mot kya hoti hai ye toh age pata chalega Krishna ji adharmio ko chorne walo mai se nahi hai 😌

  • @anuragyadav6810
    @anuragyadav6810 Месяц назад +2

    Afghanistaan is called Gaandhar in that time....

  • @Luv4lyf
    @Luv4lyf 4 месяца назад +4

    Krishna ji ne Draupadi ji ko mauka diya tha ki wo unko patti baandh paye. So that wo unki hazaar guna ki madad kar paye. Krishna ki ko unki patti ki need nai thi.
    Jab draupadi ji ne sabse aas chhod k krishna ji ko pukaara usi time wo aa gaye.

  • @radhe.radhe3114
    @radhe.radhe3114 4 месяца назад +3

    Kal bhi episode dalna pls ... Or bich mai chor chor k mat bhagna ... Age age dekho kya kya hota hai ❤

  • @c_g466
    @c_g466 4 месяца назад +13

    Kunti ji shree Krishna ji ki bua thi

  • @COMICALRAREBIT
    @COMICALRAREBIT 4 месяца назад +4

    Sabke gale ktte dekhoge tension Mt lo

  • @khageshkumar5423
    @khageshkumar5423 4 месяца назад +2

    Bas yahi hua tha ki sadi badhti jaa rahi
    Dushasan kheechta rah gya tha
    Isme thoda zyada dikhaya h
    Krishna ji bacha liya❤

  • @HMOm83
    @HMOm83 4 месяца назад +2

    Abhi Mahabharat me yudhha suru hoga..bhai

  • @731renaissancesarker6
    @731renaissancesarker6 4 месяца назад +2

    Plz VeerZara movie ka (Main yiaha ho and Yah hum agaye hay kaha) a 2 songs pe jaror reaction dena and Veer Zara movie ke sab songs hi evergreen hai sab dekhogeto acha hoga.

  • @RupaliDewangan-y1y
    @RupaliDewangan-y1y 4 месяца назад +7

    Kesh wahi stree nhi badhti h jo vidhwa hoti h 😢

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад +1

      Are Draupadi kabhi nahi kahi ki ve apna kesh nahi bandhengi, na hi churamani feki.. ve apne kesh bandhti thi aur ye kesh na baandhne ka scene serial wale khudse dikhaye hai ye kisi Mahabharat kitab me nahi hai. Balki vanvaas sirf Pandavo ko mila tha par Draupadi khud aage hoke apne patiyo ka dukh baatne unke sath gai, Yudhishthir ji bhi yuddh ke baad sanyas le rahe the to unhe roki ki unhe apne ek bhi pati ki judai manzur nahi aur is dyut ke baad bhi ve apne pancho patiyo ko apne shareer ke panch hisse jitna pyar karti hai ye kahi khud.. ve kabhi bhi tyag nahi ki Pandavo ka

  • @Real06828
    @Real06828 4 месяца назад +3

    Oh bhai aap phir se lupt ho gye

  • @user-bm3xl5jv4g
    @user-bm3xl5jv4g 2 месяца назад

    App to achi Hindi bolte hai wow🎉🎉🎉

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride7164 4 месяца назад +2

    I Hope you already know this
    I already told it many times .
    DHARM is WAY OF RIGHTIOUNESS.
    Its Not to Impress God.
    Its for Better Character and
    Personality of Human.
    And Dharm par Bhagwan ko khush karne ke liye nahi chalte he.
    Because , Dhram par chalne ke liye
    Koi Puja ya Ritual follow karne ki jarurat Nahi.
    Temple me jane ki jarurat nahi.
    Bhagwan ko Manane ki bhi Jarurat Nahi.
    Athist bhi Ho to koi problem nahi.
    Sirf EK ACCHA HUMAN Ho Jao bas.
    Better Human banane ke liye chalte he.

    • @Luv4lyf
      @Luv4lyf 4 месяца назад +1

      Exactly, moreover jab humari books likhi gai thi to religions ka concept hi nai tha. Sab baad me aya

  • @babbalkhaira1383
    @babbalkhaira1383 3 месяца назад +1

    Maa kunti bagwaan shri krishna ji ki real bua lagdti thi .. ese lyi wo darr gaya tha kyu krishna or balraam ji ko hara nahi sakte the kuru wansh be unke agge kush nahi tha upar say nayarani sayna .. duniya ki sub se phle jo sub se punri m.art jo thi krishna bagwaan ji ne sikiya thi india mai abhi be wo art jinda aa iske upr e bki bni a jaise china mai jinte fight krne ke style kung fu Japanese mai karate taa kan doo waggra sub uski fighting style se nikle hai

  • @BorenyaRSaikia
    @BorenyaRSaikia 4 месяца назад +1

    Next episode 😢😢😢

  • @AvtarBhanguAvtar
    @AvtarBhanguAvtar 3 месяца назад

    Mahabharat. is. a. Very. Sad. Story. Ji. Khatun. Ki. Bahut. Berumti. hui. Thi

  • @Adi_Anant_Narayan
    @Adi_Anant_Narayan 4 месяца назад

    Isliye dheet logo ke liye humare waha kahawat hai ki tujhe toh bhagwan bhi aa ke nhi samjha sakte isi ka example hai ye! Jo adharmi hote hain vo bhagwan ko nhi pehechaan sakte aur na bhagwan hi unko apni pehechaan hone dete hain! Aur jiska end paas mein ho toh uska dimaag waise hi kharaab ho jaata hai wahi case hai duryodhan ka bhi

  • @girimadhavchowdhury1281
    @girimadhavchowdhury1281 2 месяца назад

    Are u speaking hindhi or urdhu

  • @mVshk-hk9md
    @mVshk-hk9md 4 месяца назад

    Next'?

  • @raviyadavsiwan2841
    @raviyadavsiwan2841 4 месяца назад +2

    Yaar purane mahabharat ko react kro 🎉

    • @ErRR2203
      @ErRR2203 23 дня назад

      Hn purane wala sahi tha. Ye wala to bahut adhik scripted hai. Jese " Andhe ka putra andha" wala prasang kabhi nahi hua tha. Apitu wahan par Draupadi thi hi nahi.
      Mahabharat padhi hai humne.

  • @Exiide89
    @Exiide89 4 месяца назад +1

    Tum gir gaye pairo mein?

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад

    Draupadi kabhi nahi kahi ki ve apna kesh nahi bandhengi, na hi churamani feki.. ve apne kesh bandhti thi aur ye kesh na baandhne ka scene serial wale khudse dikhaye hai ye kisi Mahabharat kitab me nahi hai. Balki vanvaas sirf Pandavo ko mila tha par Draupadi khud aage hoke apne patiyo ka dukh baatne unke sath gai, Yudhishthir ji bhi yuddh ke baad sanyas le rahe the to unhe roki ki unhe apne ek bhi pati ki judai manzur nahi aur is dyut ke baad bhi ve apne pancho patiyo ko apne shareer ke panch hisse jitna pyar karti hai ye kahi khud.. Draupadi kabhi bhi tyag nahi ki Pandavo ka

    • @tapta_kanchani_
      @tapta_kanchani_ 4 месяца назад +2

      Mata Draupadi ka vastra haran hua tha konsi Mahabharata padh li pane logo ko bhramit mat kro

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад

      @@tapta_kanchani_ yahi to mein keh rahi, virodh kis baat ka kar rahi ho?

    • @tapta_kanchani_
      @tapta_kanchani_ 4 месяца назад +1

      @@pallavi.vaidik...... Mtlb hua tha unka vastra haran ye satya he ap keh rahi ki nhi hua humare guru acharya jan sab yahi kehte aur Mahabharata me bhi varnan he ki vo rajaswala thi aur unko kesho se khich ke laya tha ek vastro me lipti hụi thi drupad kanya aur unhone daant se pakad liya tha saree jab vo bhi chuth gaya to haa Krishn krke pukara to prabhu saree ka avtrar leke ajate ye hi hua tha aur ap history ko glt sabit krke logo ko bhramit krri

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад

      @@tapta_kanchani_ ji nahi, aap Bhandarkar Oriental Research Institute ke chaape 14th century based Mahabharat book padhiye, usme kahan aata hai ki Draupadi saree daant se pakdi? Balki vahan ye aata hai ki ve apne Patiyo ko bulati hai help keliye, "Rakshamaam Pateye" aata hai shlok me BORICE ke jisey Geeta Press ne "Rakshamaam Harih" kar diya jo Draupadi nahi kahi kabhi aur Krishna ji bachane aaye ye bhi 14th century tak ke 2000 se zyada manuscripts me nahi mila BORI ko. Kabhi BORICE Mahabharat padhiye sabse authentic aaj ke samay ka vohi hai uske anusar Krishna raksha nahi kiye.. aap jo daant se saree dabana etc bol rahi vo BR Chopra serial ki kahani bol rahi ho history nahi.. history vo hai jo BORI CE Mahabharat me likha hai aur usme bhi milawat hai par Geeta Press ke tulna me kum par ye poora vastraharan milawat siddh karne keliye 2 Mahabharat ke hi shlok deti hu jisey galat sabit karke dikhaiye to aapki baat maan jaungi

    • @pallavi.vaidik......
      @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад

      @@tapta_kanchani_ Mahabharat, Dyut Parv, Adhyaay 60, Shlok 14 aur 15..
      Yudhishthirastu tachchhrutvaa duryodhanchikirshitam.
      Draupadyaah samtam dootam praahinodbharatsharbh.
      ...Ekvastraa adhonivi rodmaanaa rajasvalaa
      Sabhaamaagamya paanchaali shvashurasyaagrato abhavat
      "Is beech me Yudhishthir ne Duryodhan ke Hridaygat us abhipray ko sunkar Draupadi ke paas ek vishwasi doot ko bheja, rajaswala hone ke kaaran jiske naade ki ganth khul gai hai aisi vah Draupadi ek vastra pehankar rote rote sabha me aakar Sasur ke saamne khadi hogai"
      Jab Draupadi ji khud chalke aai Yudhishthir ji ke bulane par to clear hai ki na unhe ghaseeta gaya, na kisi ghaseetne ka virodh kiya Vikarn aur na Vikarn ke virodh pe Karn kapde utaarne kaha.. lekin ha jab Draupadi khudse aagai thi uske baad Karn zarur kaha ki 100 Kauravo se shadi karle aur Duryodhan bhi jaangh pe baithne kaha, Draupadi ko bhi kheecha jane laga Dushasan dwara Duryodhan ke kamre me le jane keliye lekin Draupadi ji dhakel di usey aur Pandavo ne ishi apman ke badle liye, uske nahi jo serial me dikhaye gaye.. baaki Draupadi ko ghaseetke laaye jane se bachane wale Yudhishthir ji hi the Mahabharat book anusar aur jab ye sab apman hua ispe bhaiyo ko 12 saal yuddh keliye taiyyar hone ka aadesh dene wale bhi Yudhishthir the kyonki ve patni ke samman ko bachane ki koshish kiye fir bhi apmanit hui to isey kshama nahi kiye

  • @simmiparmar8973
    @simmiparmar8973 4 месяца назад +1

    Dusahan Kitna Murkh tha .

  • @radhe.radhe3114
    @radhe.radhe3114 4 месяца назад

    Video lao

  • @chhandachaudhuri4416
    @chhandachaudhuri4416 2 месяца назад

    B R Chopra Mahabharat dekhie

  • @anujcool21
    @anujcool21 4 месяца назад

    paase vale khel khelna haram kyun hai pata chala apko

  • @rbb1369
    @rbb1369 3 месяца назад

    jaise hi bhagwan krishnaji ke narayani sena aur khud bhagwan krishnaji ka naam liya sare kaurav ki fhat ke hath me aagayi😡😡😡

  • @user-eq9xx1ld9u
    @user-eq9xx1ld9u 4 месяца назад

    Yeh bilkul fake hai esa hua hi nahi ki mata gandhari is 5patiyon ki stri ke aage haath jodegi