Krishna ji ne Draupadi ji ko samjhaya | Mahabharat Episode 158 Part 1

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 сен 2024
  • Original Video Link:
    If the creator has any complaints, then feel free to contact us at the @instagram link below:
    Instagram ID:
    Ali Haider Link: ...
    .............................................
    ===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*===*
    DISCLAIMER: This Following Audio/Video is strictly meant for promotional purposes. We do not wish to make any commercial use of this & and are intended to showcase the creativity of the artist involved.
    The original copyright(s) is (are) solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are intended to showcase the creativity of the artist involved and are strictly done for a promotional purpose.
    *DISCLAIMER: As per the 3rd Section of Fair use guidelines, borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use.
    #MarkhorReactions #PakistaniReactions

Комментарии • 18

  • @user-vx7rh2vk5t
    @user-vx7rh2vk5t 4 месяца назад +14

    Kitna dukhh hoga panchali ko

  • @PoojaBariha-yx6tw
    @PoojaBariha-yx6tw 2 месяца назад +3

    Dosti krishna ji se sheekho stree ki ijjat sheekho bhed bhav naa krna ram ji se shikho chua bhedbhav naa karna mere prabhu jagnath prabhu se shikho pashuo se pyar mere pyare bholenath se shikkho . Apne haq ke liye ladna meri maa kali se shikho 🙏🙏🙏🙏🙏❤️

  • @PoojaBariha-yx6tw
    @PoojaBariha-yx6tw 2 месяца назад +1

    Radhe ❤ radhe ❤

  • @dennicenagarkar3204
    @dennicenagarkar3204 3 месяца назад +3

    Kaash har yug mrin bhagwan shrikrishna har ek musibat mein fhas gayee aurat ki madat mein aaye 🙏

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад +5

    Krishna ji kabhi Arjun Nakul ka pranam lene se mana nahi kiye aur kabhi Yudhishthir ji ya Pandavo ko Draupadi sang hue galat ka zimmedar nahi samjhe, khud Draupadi bhi Yudhishthir ya Pandavo ko gunahgaar kabhi nahi samjhi

  • @PoojaBariha-yx6tw
    @PoojaBariha-yx6tw 2 месяца назад +1

    Log agr kisi bhi dharam ke ho agr apne s
    Dharam ko manne aur sachhe mn se apne bhagwan ko to kbhi koi pap naa ho log. Apne bhagwan ko naa man ke logo ke pakhand ko mante hai isliye adharam badta hai.

  • @dennicenagarkar3204
    @dennicenagarkar3204 4 месяца назад +11

    Agar Bhagwaan Shrikrishna nahi madat karte toh Draupadi ka kya hota 😔

    • @user-pt2jl3yf4x
      @user-pt2jl3yf4x 3 месяца назад +1

      🥺

    • @harryedits373
      @harryedits373 3 месяца назад

      Bhagwan Ne Madad Karte Hi Hai Agar Aap Dharm Par Adik Rahe Pandav Aur Bhishma Dronacharya Vidhur Ne Dharm Ko Antim Samay Tak Nahi Chhoda Mai Yeh Justify Nahi Kar Raha Ki Woh Chup Rahe Woh Sahi Hai Woh Rokte Agar Duryodhan Ko Bhagwan Ko Madad Aane Hi NHi Padta Lekin Bhagwan Aaye Draupadi Ke Bulane Pe Aur Pandav Aur Bhishma Aur Dronacharya Vidhur Ne Dharm Apna Apna Apne Hisaab Se Nibhaaya Jaisa Bhi Ho Woh Usse Dharm Maante The But Mainly Draupadi Ke Bulane Par Aaye Bhagwan

    • @aishwariyabehera1881
      @aishwariyabehera1881 2 месяца назад

      Bo jagat ke palan har he wo apane sabhi bhakto ki rakhysa karate he agar bhagawan hi nhi hote to bhakta kaha hote iss duniya me jaha bhakta waha bhagawan hee Jay shree laxminarayan ❤

    • @gangakajal3314
      @gangakajal3314 22 дня назад

      Sache bhakt ke bhagwan har pal khade rehte hai bs sacha raho

    • @himanshuvishwakarma8
      @himanshuvishwakarma8 3 дня назад

      Us samay Shri Krishna ka janm hua tha, isiliye unhone unki help ki, yadi Shri Krishna na hote to bhi koi na koi help kerta kyuki ye paap dwaper yug ki maryada se bahar hai.

  • @ankitpandey8179
    @ankitpandey8179 4 месяца назад +3

    Bhgbna. Krishna. Ka. Ungli sa Pura prithvi Pura. Brmnda. Ko banya ha sabkuch. Bagbna. Krishna. Sa hi ha. Ham. Or tum. Bhie. Prtka jiva. Ko. Bhgbna. Krishna. Ne.hi.janmdiya.ha

  • @pallavi.vaidik......
    @pallavi.vaidik...... 4 месяца назад +2

    Serial ne ye scene poora galat dikhaya, Krishna ji Indraprasth nahi aaye the balki vanvaas ke dauran Draupadi ke bhai aur baaki Rajao ke sath Pandavo se dyut ke baad pehli baar vann me miley, yahan nahi... Please ye padhiye jo Mahabharat kitab se di hu aur bhaiyo ko bhi bataiye ↓
    Mahabharat, Chapter Arjunabhigaman Parv, Adhyaay 12, Shlok 4 (dyut ke baad Krishna se pehli mulakat) :
    Bhagwan Shree ko aage karke ve sabhi Kshastriya shiromani (Drishtdyumn, Kekeya Rajkumar, etc jo jo Yudhishthir ko samarpit Raja the) DharmRaaj Yudhishthir ko chaaro or se gherkar baithe, us samay Bhagwan Shree Krishna dukhi dil se Kuru-kul me shrehsth Yudhishthir ko Namaskaar karke is prakar bole -
    Shlok 5 se 7 - "Shree Krishna ne kaha - Rajao, jaan padta hai ye prithvi Duryodhan Karn Shakuni aur Dushasan in sabke rakt ka paan karegi. Yuddh me inko aur inke sabhi sevako ko anya rajao sahit praast karke hum log DharmRaaj Yudhishthir ko punah (fir se) Chakravarti Samrat padd par abhishikt kare. Jo dusro ke sath chal-kapat athava dhokha karke sukh bhog raha ho usey maar dalna chahiye, ye Sanatan Dharm hai.
    Shlok 8 se 9 - Pandavo ke apman se Shree Krishna aise krodhit ho uthe maano ve sabhi praja ko jalakar bhasm kar denge, unhe is prakar krodh karte dekh Arjun ne unhe shant kiya.
    Krishna ji dyut ke baad Draupadi se nahi balki baaki Rajao ke sath aake Pandavo se khaskar Yudhishthir se miley aur Yudhishthir ji ke sath Pandavo ke sath hue dhokhe par unhe Kauravo pe gussa thi, Pandavo ka pranam nahi swikarna aur Krishna ji ka aakar Draupadi ko sambhalna etc ye director poora khudse banaya.. ye har ek shlok with reference Mahabharat book se di hu bina khudse kuch alag add kiye

  • @user-pt2jl3yf4x
    @user-pt2jl3yf4x 3 месяца назад

    🥺

  • @arta2890
    @arta2890 Месяц назад

    Durpadi bahut badi ghamandi thi

    • @HimanshuSharma-kk6jh
      @HimanshuSharma-kk6jh Месяц назад

      aukaat me bol kash tumari jindagi me bhi dushasan , duryodhan jese bhai mile tumhe tb pta chalega

  • @harryedits373
    @harryedits373 3 месяца назад

    Bhagwan Ne Madad Karte Hi Hai Agar Aap Dharm Par Adik Rahe Pandav Aur Bhishma Dronacharya Vidhur Ne Dharm Ko Antim Samay Tak Nahi Chhoda Mai Yeh Justify Nahi Kar Raha Ki Woh Chup Rahe Woh Sahi Hai Woh Rokte Agar Duryodhan Ko Bhagwan Ko Madad Aane Hi NHi Padta Lekin Bhagwan Aaye Draupadi Ke Bulane Pe Aur Pandav Aur Bhishma Aur Dronacharya Vidhur Ne Dharm Apna Apna Apne Hisaab Se Nibhaaya Jaisa Bhi Ho Woh Usse Dharm Maante The But Mainly Draupadi Ke Bulane Par Aaye Bhagwan