Krishna ji was happily accepting allegations until Shisupal brought Draupadi into the picture. Still today most people cannot imagine that a man and woman can be friends.
Today's girls have friendship with a boy ? Or that friendship has been taken as - friend with full benefit ! , so it is difficult to believe that a girl will have a friendship with a boy .
@@anima9375 🤦🏻♀️🤦🏻♀️stop believing in serials and start reading scriptures…. In ShishupalVadhparva of Mahabharata it is clearly mentioned that, Krishna killed sishupal when he started uttering nonsense about Mata Rukmini. Mata Rukmini’s one of her name is Sishupala-Yashohantri. In Mahabharata it is clearly stated that, Shri Krishna was in such an angry like it seemed he would swallow the whole creation.
Actually iske peeche bhi bahaut deep story hai shishupal aur dantwakra asal mein bhagwan vishnu ke yani bhagwan krishn ke Jay aur Vijay naam ke do dwaarpaal (gatekeepers) the! Sanat kumaro ke shraap ke kaaran unhe insaan banke janm lena pada! Jab vo bahaut dukhi ho ke bhagwan ke paas solution ke liye gaye tab Bhagwan ne unhe do option diye ya toh tumhe 13 janm mere bhakt ho ke lene padenge ya toh 3 janm mere dushman ke roop mein lene padenge to ab tum log khud select kar lo! Toh dono ne bola ki hum aap se 13 janmo tak itni zyaada time tak door nhi reh sakte toh hum teen janm apke dushman banke lena chahate hain taaki hum jald se jald apke paas wapas aa sakein! Aur hum chahate hain humari mrityu apke haatho ho taaki humara uddhaar hojaye! Isliye shishupal aur dantwakra ( ye bhi Mahabharata ka hi character hai) ko bhagwan ke dushman ke roop mein janm lena pada! Jaisa ki maine bataya ki unhone teen janm bhagwan ke dushman ke roop mein liye toh vo aise hain Pehela janm dono ne hiranyaksh aur hiranakashyapu ke roop mein fir dusra janm Ravan aur kumbhkaran ke roop mein liya aur for teesra shishupal aur dantwakra ke roop me liye! Iss last janm mein unka uddhaar hogaya! Humare dharm mein har ek cheez ke peeche reason hota hai koi ya back story hoti hai
@@MarkhorReactions Bro. After episode 143 is the real Mahabharat starting. Mahabharat is the name of the war as you know. Tbe reason for the war will be known to you after next 2 parts. So upload very fast. If possible upload today itself
Narakasur by force captured many women after Krishna killed that demon 16000 women came to Krishna who will accept them and Krishna decided to give name to 16000 women to save their dignity
Isme galat dikhaya gaya , Mahabharat granth mein Shishpal ne Shree Krishn ke character par kucch bhi nHi bola tha ki tum lampat ya ladki baaz ho . Isme jhuth dikhaya hai , naahi shishupal ne 16000 patniyo ka ullekh kiya hai . Mere paas Gita Press ki 6 volumes mein chapne waali Mahabharat hai , usme hai hi nHi yeh . Usne indirectly Shree Krishn ki tareef hi ki , woh bol raha tha ki iss krishn iss bhayankar asur ko maar ke kounsa bara karya kar diya , aur bhi boht chize bole lekin kabhi unke character par sawal nahi uthaya !! Usne Shree Krishn ko 100 gaaliyan di , yaani ek punya aatma ko gaaliyan di aur Shree Krishn ko apmanit kiya isiliye Shree Krishn ne uska vadh kar diya . Mahabharat ke Yogeshwar Shree Krishn aur purano ke Krishn alag hai . Purano waale krishn mythological hai , Mahabharat waale Krishn real hai jo akhand baal brahmachari , ek patni vrat dhari , yogeshwar , Arya , vishwa vijeta thay . Aur yahi itihas tha hai aur rahega .
@@primanftw hum purano ko nahi maante ! Aise bhi Bhagwatam mein toh 1-1 biwi se 10-10 bacche paida karne ka bhi varnan hai 16000 wives ke saath 😂 , Mahabharat aur Valmiki Ramayan hi itihas puran hai - chandogya upanishad 7/1/2 Shankar Bhashya .
Shishupal ki Mata ko Shri Krishna ne uski 100 Galatiya Maaf karne ki Promise ki thi - at 99th Shri Krishna had Warned him that Watch what he Says Next, 100th Apradh Pe when he started Degrading Draupadi - That was the End of his Life with Chakrsudarshan.
@anima9375 🤦🏻♀️🤦🏻♀️stop trusting in serials and please start reading scriptures…. In ShishupalVadhparva of Mahabharata it is clearly mentioned that, Krishna killed sishupal when he started uttering nonsense about Mata Rukmini. Mata Rukmini’s one of her name is Sishupala-Yashohantri. In Mahabharata it is clearly stated that, Shri Krishna was in such an angry like it seemed he would swallow the whole creation.
Krishna ji ne 16000 ladkiyon ko rakshas se bachaya tha......lekin vo marne ja rhi thi isliye unki jaqn bachane k liye sirf naam ki shaadi ki thi unhone
Isme galat dikhaya gaya , Mahabharat granth mein Shishpal ne Shree Krishn ke character par kucch bhi nHi bola tha ki tum lampat ya ladki baaz ho . Isme jhuth dikhaya hai , naahi shishupal ne 16000 patniyo ka ullekh kiya hai . Mere paas Gita Press ki 6 volumes mein chapne waali Mahabharat hai , usme hai hi nHi yeh . Usne indirectly Shree Krishn ki tareef hi ki , woh bol raha tha ki iss krishn iss bhayankar asur ko maar ke kounsa bara karya kar diya , aur bhi boht chize bole lekin kabhi unke character par sawal nahi uthaya !! Usne Shree Krishn ko 100 gaaliyan di , yaani ek punya aatma ko gaaliyan di aur Shree Krishn ko apmanit kiya isiliye Shree Krishn ne uska vadh kar diya . Mahabharat ke Yogeshwar Shree Krishn aur purano ke Krishn alag hai . Purano waale krishn mythological hai , Mahabharat waale Krishn real hai jo akhand baal brahmachari , ek patni vrat dhari , yogeshwar , Arya , vishwa vijeta thay . Aur yahi itihas tha hai aur rahega .
Arre yaar shant baith jaao !! Abhi purano se dikhaunga ki 16000 streeyan kyo uthayi unhone toh chup ho jaaoge !! Purano ke mythological krishn ko Mahabharat ke Aryavart ke Yogeshwar Shree Krishn se mat jodo . Jaake Mahabharat aur Harivansh Parv padho !!
2:42 Tum log ko hasi aati hai hum log ko gussa aata hai iss scene pe...Lekin yeh to bahana tha Shishupal ko curse se mukt karane ke liye...Itna agar Lord Krishna ke liye bole to uska or uski saat aane wali generations ka pata hi na chale kya ho. In reality Shishupal never spoke like this. Serial wale apni maryada bhool gaya or Shishupaal se bi jyada gir gaye. Jai Shree Krishna.
Isme galat dikhaya gaya , Mahabharat granth mein Shishpal ne Shree Krishn ke character par kucch bhi nHi bola tha ki tum lampat ya ladki baaz ho . Isme jhuth dikhaya hai , naahi shishupal ne 16000 patniyo ka ullekh kiya hai . Mere paas Gita Press ki 6 volumes mein chapne waali Mahabharat hai , usme hai hi nHi yeh . Usne indirectly Shree Krishn ki tareef hi ki , woh bol raha tha ki iss krishn iss bhayankar asur ko maar ke kounsa bara karya kar diya , aur bhi boht chize bole lekin kabhi unke character par sawal nahi uthaya !! Usne Shree Krishn ko 100 gaaliyan di , yaani ek punya aatma ko gaaliyan di aur Shree Krishn ko apmanit kiya isiliye Shree Krishn ne uska vadh kar diya . Mahabharat ke Yogeshwar Shree Krishn aur purano ke Krishn alag hai . Purano waale krishn mythological hai , Mahabharat waale Krishn real hai jo akhand baal brahmachari , ek patni vrat dhari , yogeshwar , Arya , vishwa vijeta thay . Aur yahi itihas tha hai aur rahega .
B.R. Chopra's Mahabharat is the right depiction of Maharabharat. This was too filmy and dramatised version of Mahabharat. Please watch B.R. Chopra's version where Shri Krishna warns Shishupal that only 3 more evil things are remaining. And you will understand why Shri Krishnaji saved Draupadi during the Vastraharan episode. When Shri Krishna used the Sudarshan Chakra, His hand bled a bit and Draupadi tore her dupatta and wrapped it around Shri Krishna's finger and that is when He says that how will I ever repay you? But when time comes I shall repay you with each thread that you have tied on me.... So beautifully depicted. Here these nuances are missing. They just wanted dialogue baazi!!
What is so Laughing about I don't understand I feel its waste of time to you guys because you just watching for views i assume I think you don't under anything in this just watching with closing eyes and ears and ofcourse Heart too Just stop this nonsense i have seen so many pakistani RUclips channels watching this but not any channel watching like dump like this If you watch these things just Open your Heart to Understand it
Krishna ji was happily accepting allegations until Shisupal brought Draupadi into the picture. Still today most people cannot imagine that a man and woman can be friends.
No he started getting angry when he dragged radha into the picture.
And when he reach to draupadi the anger reached to the climax.
Today's girls have friendship with a boy ? Or that friendship has been taken as - friend with full benefit ! , so it is difficult to believe that a girl will have a friendship with a boy .
@@anima9375 true
100 bhi pure ho gye tb
@@anima9375 🤦🏻♀️🤦🏻♀️stop believing in serials and start reading scriptures…. In ShishupalVadhparva of Mahabharata it is clearly mentioned that, Krishna killed sishupal when he started uttering nonsense about Mata Rukmini. Mata Rukmini’s one of her name is Sishupala-Yashohantri. In Mahabharata it is clearly stated that, Shri Krishna was in such an angry like it seemed he would swallow the whole creation.
ਸ਼ਿਸ਼ੂਪਾਲ ਅਤੇ ਦੰਤਵਕਰ ਸ਼੍ਰੀ ਹਰਿ ਵਿਸ਼ਨੂੰ ਭਗਵਾਨ ਦੇ ਦੋ ਦੁਆਰ ਪਾਲ ਜੈਯ ਵਿਜਯ ਸੀ। ਇਹਨਾਂ ਦਾ ਕਲਿਆਣ ਕਰਨ ਲਈ ਇਹਨਾਂ ਨੂੰ ਤਿਨੋਂ ਜਨਮਾਂ ਵਿੱਚ ਰਾਕਸ਼ਾਂ ਬਨਣ ਦਾ ਸ਼ਰਾਪ "ਸਨਦ" "ਸਨਕ" "ਸਨਾਦਨ" ਅਤੇ "ਸਨਦ ਕੁਮਾਰ" ਦੁਆਰਾ ਦਿਤਾ ਗਿਆ ਸੀ। ਇਹ ਚਾਰੋਂ ਬ੍ਰਹਮਗਿਆਨੀ ਬ੍ਰਹਮ ਰਿਸ਼ੀ ਕੁਮਾਰ ਸੀ। ਇਹ ਚਾਰੋਂ ਬ੍ਰਹਮਾ ਦੇ ਪੁੱਤਰ ਸਨ। ਇਹਨਾਂ ਦੇ ਪਿਤਾ ਬ੍ਰਹਮਾਂ ਜੀ ਸੀ। ਪਹਿਲਾਂ ਜਨਮ "ਹਰਨਾਖਸ਼" ਅਤੇ "ਹਿਰਨਕਸ਼ਪੂ" ਸੀ। ਦੂਜੇ ਜਨਮ ਵਿੱਚ ਲੰਕਾ ਪਤੀ "ਰਾਵਣ" ਅਤੇ "ਕੁੰਭਕਰਨ" ਦੇ ਰੂਪ ਦੇ ਵਿੱਚ ਜ਼ਨਮ ਹੋਇਆ ਸੀ। ਤੀਸਰਾ ਜਨਮ "ਸ਼ਿਸ਼ੂਪਾਲ" ਅਤੇ "ਦੰਤਵਕਰ" ਦੇ ਰੂਪ ਦੇ ਵਿੱਚ ਹੋਇਆ ਸੀ। ਤਿੰਨੋ ਜਨਮ ਦੇ ਵਿੱਚ ਵਿਸ਼ਨੂੰ ਭਗਵਾਨ ਦੇ ਦੁਆਰਾ ਅਵਤਾਰ ਲੈਣ ਕੇ ਇਹਨਾਂ ਰਾਕਸ਼ਾਂ ਨੂੰ ਮਾਰ ਕੇ ਇਹਨਾਂ ਦਾ ਕਲਿਆਣ ਕੀਤਾ ਸੀ। ਇਹ ਉਹ ਹੀ ਵਿਸ਼ਨੂੰ ਭਗਵਾਨ ਦੇ ਪਾਰਸ਼ਦ ਸ਼ੈਵਕ "ਜੈਯ" "ਵਿਜਯ" ਸੀ ਜਿਹਨਾਂ ਨੂੰ ਤਿੰਨ ਜਨਮ ਰਾਕਸ਼ਾਂ ਹੋਂਣ ਦਾ ਸ਼ਰਾਪ ਮਿਲਿਆ ਸੀ ਅਤੇ ਵਿਸ਼ਨੂੰ ਭਗਵਾਨ ਦੇ ਦੁਆਰਾ ਮਿਲਿਆਂ ਅਵਤਾਰ
ਦੁਆਰਾ ਮਰਨ ਮੁਕਤੀ ਮੋਖ ਦਾ ਵਰਦਾਨ ਮਿਲਿਆ ਸੀ। ਪਹਿਲਾਂ ਜਨਮ ਵਿੱਚ "ਵਰਾਹ" ਅਵਤਾਰ (ਸ਼ੂਕਰ)(ਸੂਅਰ) ਅਤੇ ਨਰਸਿੰਘ ਅਵਤਾਰ। ਦੂਜੇ ਜਨਮ ਦੇ ਵਿੱਚ ਭਗਵਾਨ ਰਾਮ ਚੰਦਰ ਜੀ ਅਵਤਾਰ ਦੇ ਹੱਥੋ ਰਾਵਣ ਅਤੇ ਕੁੰਭਕਰਨ ਦਾ ਬੰਧ ਮੋਤ ਮੁਕਤਿ ਦਿੱਤੀ ਸੀ। ਤੀਜਾ ਜਾਂ ਤੀਸਰਾ ਜਨਮ ਦੇ ਵਿੱਚ ਕ੍ਰਿਸ਼ਨ ਭਗਵਾਨ ਜੀ ਦੇ ਦੁਆਰਾ ਸ਼ਿਸ਼ੂਪਾਲ ਅਤੇ ਦੰਤਵਕਰ ਨੂੰ ਮਾਰ ਕੇ ਜਨਮ ਮਰਨ ਦੇ ਗੇੜ ਵਿੱਚੋਂ ਮੁਕਤਿ ਦਿੱਤੀ ਸੀ। ਧੰਨਵਾਦ ਸਹਿਤ ਤੁਹਾਡੇ ਸਾਰੀਆਂ ਦਾ ਇਹ ਸਾਖੀਆਂ ਸੁਣ ਦਾ। ਦੋ ਬੋਲ਼ੇ ਸੋ ਨਿਹਾਲ ਸਤਿ ਸ਼੍ਰੀ ਆਕਾਲ।ਸ਼੍ਰੀ ਵਾਹਿਗੁਰੂ ਜੀ ਦਾ ਖ਼ਾਲਸਾ ਸੀ੍ ਵਾਹਿਗੁਰੂ ਜੀ ਦੀ ਫਤਿਹ।
Jay shree krisna❤❤❤
Rahukul rit shada chali aai prad jayi par bachan Naa jayi..... Jai shree ram 🚩🚩
Actually iske peeche bhi bahaut deep story hai shishupal aur dantwakra asal mein bhagwan vishnu ke yani bhagwan krishn ke Jay aur Vijay naam ke do dwaarpaal (gatekeepers) the! Sanat kumaro ke shraap ke kaaran unhe insaan banke janm lena pada! Jab vo bahaut dukhi ho ke bhagwan ke paas solution ke liye gaye tab Bhagwan ne unhe do option diye ya toh tumhe 13 janm mere bhakt ho ke lene padenge ya toh 3 janm mere dushman ke roop mein lene padenge to ab tum log khud select kar lo! Toh dono ne bola ki hum aap se 13 janmo tak itni zyaada time tak door nhi reh sakte toh hum teen janm apke dushman banke lena chahate hain taaki hum jald se jald apke paas wapas aa sakein! Aur hum chahate hain humari mrityu apke haatho ho taaki humara uddhaar hojaye! Isliye shishupal aur dantwakra ( ye bhi Mahabharata ka hi character hai) ko bhagwan ke dushman ke roop mein janm lena pada! Jaisa ki maine bataya ki unhone teen janm bhagwan ke dushman ke roop mein liye toh vo aise hain Pehela janm dono ne hiranyaksh aur hiranakashyapu ke roop mein fir dusra janm Ravan aur kumbhkaran ke roop mein liya aur for teesra shishupal aur dantwakra ke roop me liye! Iss last janm mein unka uddhaar hogaya! Humare dharm mein har ek cheez ke peeche reason hota hai koi ya back story hoti hai
This comment is gold ✨ Thank you for this story 🙏 Hare Krishna 🕉️
Кришна не дает себя в обиду никому голова с плеч всем демонам и негодяям !!!Молодец Кришна !!!Сильный Бог Кришна !!!❤
Thank you for uploading video
It's my pleasure
@@MarkhorReactions Bro. After episode 143 is the real Mahabharat starting. Mahabharat is the name of the war as you know. Tbe reason for the war will be known to you after next 2 parts. So upload very fast. If possible upload today itself
Narakasur by force captured many women after Krishna killed that demon 16000 women came to Krishna who will accept them and Krishna decided to give name to 16000 women to save their dignity
Shant baitho !! Mahabharat aur Harivansh Parv mein yeh nHi dikha paaoge humko , hum milawati siddh kar denge usko ! Shree krishn ki kewal ek hi patni thi ! Mata Rukmani !!
Isme galat dikhaya gaya , Mahabharat granth mein Shishpal ne Shree Krishn ke character par kucch bhi nHi bola tha ki tum lampat ya ladki baaz ho . Isme jhuth dikhaya hai , naahi shishupal ne 16000 patniyo ka ullekh kiya hai . Mere paas Gita Press ki 6 volumes mein chapne waali Mahabharat hai , usme hai hi nHi yeh . Usne indirectly Shree Krishn ki tareef hi ki , woh bol raha tha ki iss krishn iss bhayankar asur ko maar ke kounsa bara karya kar diya , aur bhi boht chize bole lekin kabhi unke character par sawal nahi uthaya !! Usne Shree Krishn ko 100 gaaliyan di , yaani ek punya aatma ko gaaliyan di aur Shree Krishn ko apmanit kiya isiliye Shree Krishn ne uska vadh kar diya . Mahabharat ke Yogeshwar Shree Krishn aur purano ke Krishn alag hai . Purano waale krishn mythological hai , Mahabharat waale Krishn real hai jo akhand baal brahmachari , ek patni vrat dhari , yogeshwar , Arya , vishwa vijeta thay . Aur yahi itihas tha hai aur rahega .
@@PopuPop-fg4xw bhagwatam mei hai 16000 wives wala
@@primanftw hum purano ko nahi maante ! Aise bhi Bhagwatam mein toh 1-1 biwi se 10-10 bacche paida karne ka bhi varnan hai 16000 wives ke saath 😂 , Mahabharat aur Valmiki Ramayan hi itihas puran hai - chandogya upanishad 7/1/2 Shankar Bhashya .
@@PopuPop-fg4xw 16000 wives ka logic bhi hai, purans mei bhut info hai, toh purans ko literal lene ki zaroorat nhi hai, lekin padhne mei mazedar hai.
Jay Shree Krishna ❤️
Joy Sree Radhekrishna 🙏🙏🙏🙏🙏
Jai Shri Krishna ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Bhaya ye episode aap ko kaha se milta hai please jara batain
Thank you for watching I am from Indian northeast Assam love you❤❤❤❤
This scene reminds me Bahubali 2 scene.😊😊
Not only this so many scenes are from Mahabharat only ss rajamouli taken in bahubali 🔥🔥🔥🔥
Shishupal ki Mata ko Shri Krishna ne uski 100 Galatiya Maaf karne ki Promise ki
thi - at 99th Shri Krishna had Warned him that Watch what he Says Next, 100th Apradh Pe when he
started Degrading Draupadi - That was the End of his Life with Chakrsudarshan.
@anima9375 🤦🏻♀️🤦🏻♀️stop trusting in serials and please start reading scriptures…. In ShishupalVadhparva of Mahabharata it is clearly mentioned that, Krishna killed sishupal when he started uttering nonsense about Mata Rukmini. Mata Rukmini’s one of her name is Sishupala-Yashohantri. In Mahabharata it is clearly stated that, Shri Krishna was in such an angry like it seemed he would swallow the whole creation.
Guys watch B.R.Chopra Mahabharat......much better
bhagwan shree krishana ne racha hai mahabharat🎉🎉
Mahatma bhishm ka apman par apko hasna nahi chahiye
Bhai kuch nahi hota bro it's also a comedy scene
Ye log toh paise pane ke liye reaction de raha hai ... kya tum nehi jante ..
@@bitandey7269 your right brother 🙏🙏
No hasna bhi chyhiye
@@Shivraj-he1sg inko Mahabharat se kuch lena dena nehi hai .. inko sirf paisa chahiye.. tum bhul gaye ho wo sab muslim hai 😉
RadheRadhe ♥️♥️♥️♥️♥️
mahabharat 5000yrs pahle ki hai uske bad kaliyug ki suruvat start bro❤niec video reaction bhai apka ❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉
mahabharat ki rachna bhagwan shree krishana ne kiya hai ye kaliyug k liye sikhne ki jarirat hai ye sab shree krishana ki lila hai❤❤😊😊
Krishna ji ne 16000 ladkiyon ko rakshas se bachaya tha......lekin vo marne ja rhi thi isliye unki jaqn bachane k liye sirf naam ki shaadi ki thi unhone
Isme galat dikhaya gaya , Mahabharat granth mein Shishpal ne Shree Krishn ke character par kucch bhi nHi bola tha ki tum lampat ya ladki baaz ho . Isme jhuth dikhaya hai , naahi shishupal ne 16000 patniyo ka ullekh kiya hai . Mere paas Gita Press ki 6 volumes mein chapne waali Mahabharat hai , usme hai hi nHi yeh . Usne indirectly Shree Krishn ki tareef hi ki , woh bol raha tha ki iss krishn iss bhayankar asur ko maar ke kounsa bara karya kar diya , aur bhi boht chize bole lekin kabhi unke character par sawal nahi uthaya !! Usne Shree Krishn ko 100 gaaliyan di , yaani ek punya aatma ko gaaliyan di aur Shree Krishn ko apmanit kiya isiliye Shree Krishn ne uska vadh kar diya . Mahabharat ke Yogeshwar Shree Krishn aur purano ke Krishn alag hai . Purano waale krishn mythological hai , Mahabharat waale Krishn real hai jo akhand baal brahmachari , ek patni vrat dhari , yogeshwar , Arya , vishwa vijeta thay . Aur yahi itihas tha hai aur rahega .
Arre yaar shant baith jaao !! Abhi purano se dikhaunga ki 16000 streeyan kyo uthayi unhone toh chup ho jaaoge !! Purano ke mythological krishn ko Mahabharat ke Aryavart ke Yogeshwar Shree Krishn se mat jodo . Jaake Mahabharat aur Harivansh Parv padho !!
Aise daily episode dala karo
2:42 Tum log ko hasi aati hai hum log ko gussa aata hai iss scene pe...Lekin yeh to bahana tha Shishupal ko curse se mukt karane ke liye...Itna agar Lord Krishna ke liye bole to uska or uski saat aane wali generations ka pata hi na chale kya ho.
In reality Shishupal never spoke like this. Serial wale apni maryada bhool gaya or Shishupaal se bi jyada gir gaye.
Jai Shree Krishna.
tum log kaise has rahe ho
Tum log overacting kyu karthe ho😂😂😂
Yes too much overreacting
Ramanand Krishna dekho uashme maha Bharat bhi hai wo aur jyada achha hai
Yah Jo serial hai na yah 2024 ka serial hai
Isme galat dikhaya gaya , Mahabharat granth mein Shishpal ne Shree Krishn ke character par kucch bhi nHi bola tha ki tum lampat ya ladki baaz ho . Isme jhuth dikhaya hai , naahi shishupal ne 16000 patniyo ka ullekh kiya hai . Mere paas Gita Press ki 6 volumes mein chapne waali Mahabharat hai , usme hai hi nHi yeh . Usne indirectly Shree Krishn ki tareef hi ki , woh bol raha tha ki iss krishn iss bhayankar asur ko maar ke kounsa bara karya kar diya , aur bhi boht chize bole lekin kabhi unke character par sawal nahi uthaya !! Usne Shree Krishn ko 100 gaaliyan di , yaani ek punya aatma ko gaaliyan di aur Shree Krishn ko apmanit kiya isiliye Shree Krishn ne uska vadh kar diya . Mahabharat ke Yogeshwar Shree Krishn aur purano ke Krishn alag hai . Purano waale krishn mythological hai , Mahabharat waale Krishn real hai jo akhand baal brahmachari , ek patni vrat dhari , yogeshwar , Arya , vishwa vijeta thay . Aur yahi itihas tha hai aur rahega .
Mahabharat dekhni hai to purani wali dekho o jyada real lagti hai
कंस और शिशुपाल,, श्री हरि विष्णुजी जी के द्वार पाल जय और विजय है,,
🕉️جئہ شري ڪرشن🕉️
Aap log Ramanand Sagar ji ki Mahabharat serial dekhne
Tum logo ko kuchh zyada hi hasi nahi aati, aaj ke episode mein hasne wala kon sa scene tha
Surya putar karan
😮😮😮
B.R. Chopra's Mahabharat is the right depiction of Maharabharat. This was too filmy and dramatised version of Mahabharat. Please watch B.R. Chopra's version where Shri Krishna warns Shishupal that only 3 more evil things are remaining. And you will understand why Shri Krishnaji saved Draupadi during the Vastraharan episode. When Shri Krishna used the Sudarshan Chakra, His hand bled a bit and Draupadi tore her dupatta and wrapped it around Shri Krishna's finger and that is when He says that how will I ever repay you? But when time comes I shall repay you with each thread that you have tied on me.... So beautifully depicted. Here these nuances are missing. They just wanted dialogue baazi!!
What is so Laughing about I don't understand
I feel its waste of time to you guys because you just watching for views i assume
I think you don't under anything in this just watching with closing eyes and ears and ofcourse Heart too
Just stop this nonsense i have seen so many pakistani RUclips channels watching this but not any channel watching like dump like this
If you watch these things just Open your Heart to Understand it
HOUSEFUL.3.MOVIE HOUSEFUL.2.MOVIE
Apne Pakistan ke dikhaya
🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳
Eska bee drma tha bo rajput tha naa bo to bss honna tha bagvaan ka sb khel tha boo
Ajay Devgan ki Dilwale
😡😡😡😡😡😡😡😡