सिर्फ 20 मिनट में | Dwarka Sector 21 To New Delhi Metro Station | सफर कैसे करे | Express Line Se ✈️

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 дек 2024

Комментарии •

  • @vimalsharma5645
    @vimalsharma5645 Месяц назад

    Agr bhai hme dwarka sector 21 se kashmere gate jana hai to phele new delhi exit mar ke dubara ticket lena hoga kashmere gate ka

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  Месяц назад +1

      Bilkul bhai.dwarka sector 21 se agar aap blue line lekar jaate hai to apko ticket one time purchase karna hoga.pltaform no 2 se metro milega apko aur rajiv chowk pe line change karna hoga wahna se phir yellow line hoga platform no 2 se wahi metro Kashmere gate jayegi..shortcut express line hai but paisa jayda lgta hai time kab.aur blue line me paisa kam lgta hai time jayda.

    • @vimalsharma5645
      @vimalsharma5645 Месяц назад

      ​@@santoshshah95vlogs bina airport ticket ke orange line me travel kr skte hai koi kuch kahega to nahin

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  Месяц назад +1

      Bilkul bhai kar sakte hai travel.organe line pe travel kar skate hai. Terminal pe under ni ja skate hai metro ka jitna area hai wahna ghum sakte hai..

  • @kaushikjena409
    @kaushikjena409 6 месяцев назад

    Bhai kiya sector 21 metro station par airport express way sa anand vihar tak ticket milta ha? Or agrar hna h ta fir kiya sector 21 se dwara express way ka though delhi metro station pa utar kar fir rajiv chowk tak aa kar fir anad vihar tak jaa saktna hna?? Agar hna ta aka bar hi ticket lagega yea fir bar bar karna padega??

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  6 месяцев назад

      Jo video maine Banaya hai agar aap waise aate hai to ticket dubra purchase karna hoga new Delhi se anand vihar ka.agar aap dwarka sector 21 se blue line se hokar jaate hai to ek hee ticket pe anand vihar ja skate hai..

  • @Unknown_Minion
    @Unknown_Minion 5 месяцев назад

    Uttam nagar west se new delhi metro via dwarka sector 21 me kitna time lagega aur ticket kaise lena hai?

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  5 месяцев назад

      Dwarka sector 21 se double paisa lag jayega.best ye hoga ki ek hee ticke lena aap west metro ee new Delhi ka aur platform no 1 se metro lekar Rajiv chowk pahunch Jana wahna se change karke apko yellow line lena hai next station new Delhi hoga yellow line pe apko platform no 2 se milega

    • @santoshshah95vlogs
      @santoshshah95vlogs  5 месяцев назад

      Agar aap Rajiv chowk se jate hai new Delhi to 40 rs me pahunch jaayenge agar aap dwarka sector 21 via new Delhi jaate hai to 100 rs lag jayega

  • @SA-zl8gn
    @SA-zl8gn 6 месяцев назад

    Airport ticket ke bina jaa sakte hain Airport Express metro se ?

  • @singla420
    @singla420 3 месяца назад

    Iss station pe parking facility h kya ?