Ek Saath Teen 3 Talaq Dene Ke Nukhsanaat - ill Effects of Pronouncing 3 Talaq at One Time

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 14 дек 2024

Комментарии • 355

  • @MSBadshahOfficial
    @MSBadshahOfficial 6 лет назад +26

    Ek hi waqt aur ek hi mazlis me Talaaq ek hi bar hota hai. Aap muhse ek waqt me chahe 100 bar Talaaq bol do bat ek hi hai. For example... Hum ek hi waqt 3 bar Madeena nahi ja sakte. Ekbar jakar wapas aane k badh hi hum dusri bar ja sakte hai. Matlab aapke ghar se Madeena jane aur aane me minimum jitna waqt lagta hai utna waqt ke badh hi aap dusri bar Madeena ja sakte hai.

    • @aleezykhan6593
      @aleezykhan6593 5 лет назад

      Bat suny???

    • @ammaraahmad4351
      @ammaraahmad4351 5 лет назад

      Right

    • @nahidrock8084
      @nahidrock8084 5 лет назад

      Kiya talaq talaq talaq bolne se talaq hojati hai ya nhi

    • @lubnamalik7239
      @lubnamalik7239 4 года назад

      Mujhe bhi bata dain kay mere husband ne mujhe talaaq dain kar ab mujhe fone pe kaha kay main apne nikkah mein tumhe wapas lets hun tou kia ruju ho gaya ya nahin?

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад +1

      @@lubnamalik7239 haan hogaya na ruju... Lekin ek talak b hogaya aap ka ye dhyan me rakhna... Kitni talak diya tha apko or kitne waqt me

  • @hafizshahidjamal8830
    @hafizshahidjamal8830 2 года назад +2

    محترم۔الگ الگ طہر میں طلاق دینے کا طریقہ بتایا گیا ھے۔لیکن ایک مجلس میں تین طلاق دینے۔پرحلالہ نہیں۔رجوع ھے۔قرآن کریم اور احادیث مبارکہ صلی اللہ علیہ وسلم میں وضاحت موجودھے۔سورۃالبقرہ۔کی آیات۔228 میں ثلاثتہ قروء۔کا تزکرہ ھے۔ترجمہ۔اورطلاق والی عورتیں انتظار میں رکھیں خود اپنی جانوں کو تین۔قروء (طہروحیض۔تک۔اور انکے لئے حلال نہیں کہ چھپائیں جو پیدا کیا اللّٰہ تعالیٰ نے ان کے پیٹ میں اگر وہ ایمان رکھتی ہیں اللّٰہ پراور آخرت کے دن پر اور انکے خاوند حق رکھتے ہیں انکے لوٹانے کا اس مدت میں بشرطیکہ صلح کرنا چاہیں اور عورتوں کا بھی حق ھے جیسا کہ مردوں کا ان پر معروف طریقے سے اور مردوں کا ان پر ایک درجہ حاصل ھے۔آخر۔تک۔ اللّٰہ تعالٰی۔حکم دےرہا ھے کہ ان کے خاوند حق رکھتے ہیں انکے لوٹانے کا۔اور عورتوں کوبھی۔حق دیا۔اپنے خاوند سےرجوع۔کاصلح کی شرط پر عدت کے اندر۔ اور
    عورتوں کی عدت تین حیض یا۔ تین ماہ یا وضع حمل ھوتی ھے۔ آپ حضرات۔طلاق مغلظہ کا فتویٰ دیتے ھیں۔اور تلقین کرتے ھیں کہ جب تک حلالہ۔نہ ھو گا تو پہلے والے شوھرکے لئے۔حلال۔نہ ھوگی۔ زرا سوچیں۔اور 229 میں۔طلاق دو مرتبہ ھے جب صحابی رضی اللّٰہ تعالیٰ عنہ نےپوچھا۔اے اللّٰہ کے نبی صلی اللہ علیہ وسلم قرآن کریم میں تیسری طلاق کہاں ھے تو آپ صلی اللّٰہ علیہ وسلم نےیہ نہیں فرمایا۔فان طلقھا۔تیسری طلاق ھےبلکہ فرمایا۔اوتسریح باحسان تیسری طلاق ہے۔ معروف طریقے سے رجوع یا احسان کے ساتھ رخصت کرنا ھے پھر۔فرمایا۔تمھارے لیےحلال نہیں جوکچھ بھی ان کو دیا ھےاس میں سے واپس لے لو مگر دونوں یہ خوف رکھتےھوں کہ اللہ کی حدود پر قائم نہ رہ سکیں گے اور فیصلہ کر نے والےبھی یہ ھی خوف رکھتے ھوں تو بیوی کی طرف سے وہ چیز فدیہ کرنے پر اور شوہر کی طرف سے وہ چیز لینے پر کوئی حرج نہیں یہ اللّٰہ کی حدودھیں۔ان سے تجاوز نہ کرو۔آخرتک۔آیات 230 میں ۔پس اگر اس نےاسکو طلاق دیدی۔تو اسکے لئےحلال نہیں اسکے بعد جب تک کہ وہ نکاح نہ کرے کسی اور سے پھر اگر وہ طلاق دیدے تو دونوں پر کوئی گناہ نہیں اگر باہم مل جائیں اگر ان کو گمان ھو کہ اللّٰہ کی حدود کو قائم رکھ سکیں گے اور یہ اللّٰہ کی حدود ھیں۔جو واضح کرتا ھے اس قوم کے لئےجو سمجھ رکھتے ہیں۔صرف اس آیات کو مقدمہ بناکر حلالہ کا فتویٰ دیا جاتاھے۔230۔ آیات میں طلاق کے بعد ایک مخصوص صورتحال کے پیشِ نظر عورت کی دوسری جگہ شادی لازم قراردی گی ھے۔جب میاں بیوی کے علاوہ معاشرہ بھی دونوں کی مستقل جدائی پر یہاں تک آمادہ ہو کہ عورت کی طرف سے فدیہ دینا جائز نہ ھونے کے باوجود جائز بن جائے تو پھر بھی شوھر کو طلاق کے بعد دوسری شادی پر اعتراض ھو تا ھے۔ شوہر کے اس ضمیر کی نفی کے لئے ضروری تھا کہ ان الفاظ میں وضاحت کردی جاتی شھزادہ چارلس پر لیڈی ڈیانا کو مروانے جیسی مثالوں سے تاریخ بھری پڑی ہے۔مسلم شریف.باب الطلاق۔۔1472 میں ھے۔حضرت عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے فرمایا۔عہد رسالت صلی اللہ علیہ وسلم اور عہد ابوبکر صدیق رضی اللہ تعالیٰ عنہ اور حضرت عمر فاروق رضی اللہ تعالیٰ عنہ کے دور خلافت کے ابتدائی دوسالوں تک ایک مجلس میں تین طلاقیں ایک ھی شمار ھوتی تھی ۔۔ حضرت عمر فاروق رضی اللّٰہ تعالٰی کے دور میں جب طلاق کی شرح زیادہ ھو نے لگی اور لوگ طلاق دیتےاوررجوع کرتےتو حضرت عمر فاروق رضی اللّٰہ تعالیٰ عنہ نے فرمایا اگر کوئ شخص تین طلاق ایک ساتھ دیگا تو میں ان کے درمیان علیحدگی اختیار کر وادونگا۔جب تنازعہ کی صورت اختیار کرجائےتو حاکم وقت پر ضروری ھوتا ھے کہ فریقین میں تفریق کردی جائے۔کیونکہ قرآن کریم میں صلح کی شرط پر رجوع کی گنجائش موجود ھے۔اگر دونوں میں سے ایک راضی نہ ھو تو رجوع نہیں۔ھوسکتاھے۔ یہ فیصلہ عین قرآن کریم۔کے مطابق تھا۔بعد والے حضرات نے اس بات کو غلط سمجھا۔اور بات حلالہ تک آپہنچی۔اورحضرت علی کرم اللہ وجہ ابوموسیٰ اشعری رضی اللہ تعالیٰ عنہ۔ابن عباس رضی اللہ تعالیٰ عنہ۔ابن مسعود رضی اللہ تعالیٰ۔عنہ۔حضرت عبدالرحمان بن عوف رضی اللہ تعالیٰ عنہ حضرت زبیر رضی اللہ تعالیٰ عنہ کایہ مسلک بیان کیا ھے۔کہ طلاق کے پیچھے طلاق واقع نہیں ہوتی ھے۔کتاب کا نام ۔ایک مجلس کی تین طلاقیں اور اسکا شرعی۔حل۔صفحہ۔63۔حافظ صلاح الدین یوسف۔حفظہ اللہ.مشیر وفاقی شرعی عدالت حکومت پاکستان۔بریلوی۔مکتب کےمشیر۔وفاقی شرعی عدالت حکومت پاکستان مولانا پیر کرم شاہ الازہری رحمة اللّٰہ بھی ایک مجلس کی تین طلاق کے قائل نہیں تھے۔عبداللّٰہ ابن عمر رضی اللّٰہ تعالیٰ عنہ نےجب اپنی بیوی کو حالت حیض میں طلاق دی آپ صلی اللّٰہ علیہ وسلم کوجب پتالگا۔تو عبداللّٰہ ابن عمر رضی اللّٰہ تعالیٰ عنہ پر غضبناک ھوئے اور سمجھایا کہ پہلے طہر میں رکھ لو یہاں تک کہ حیض آئےپہر دوسرے طہر میں رکھ لو۔کہ حیض آئے۔پھر تیسرے طہر میں رجوع کرلو۔یاہاتھ لگانے سے پہلے چھوڑدو۔بخاری شریف۔کتاب الاحکام۔)حضرت رکانہ بن عبد یزید رضی اللہ تعالیٰ عنہ نے اپنی بیوی کو ایک مجلس میں تین طلاق دے دیں بعد میں بہت غمگین ھوئے۔رسول اکرم صلی اللّٰہ علیہ وسلم نے ان سے پوچھا۔تم نے اسے کس طرح دی۔انھوں نے کہا تین مرتبہ۔آپ صلی اللّٰہ علیہ وسلم نے فرمایاکہ تین طلاقیں ایک ساتھ دی تھیں۔انھوں نے کہا۔ہاں آپ صلی اللّٰہ علیہ وسلم نے فرمایا پھر یہ ایک ھی۔طلاق ھےاگر تم چاھوتو رجوع کرلو۔حضرت ابن عباس رضی اللّٰہ تعالیٰ عنہ فرماتےھیں۔کہ حضرت رکانہ نے اپنی بیوی سے رجوع کر لیا۔مسنداحمد۔123/4۔امام ابوحنیفہ رحمةاللّٰہ کےاستاد۔تابعی حضرت حماد۔ اورمحدث حضرت سعید بن المسیب رحمة اللّٰہ۔علیھم ۔بھی ایک مجلس میں تین طلاق کے قائل نہیں تھے۔رجوع کے قائل ھیں۔جبکہ آیات 231۔اور جب تم نے عورتوں کو طلاق دی پھر پہنچیں وہ اپنی عدت کو تو معروف۔طریقےروکو یا۔معروف طریقے سے چھوڑو۔232 میں اورجب تم نے عورتوں کو طلاق دی پھر پورا کرچکی اپنی عدت کوتو نہ روکو انکوکہ ازواجی تعلق قائم کریں اپنے خاوندوں سے جب راضی ھوں آپس میں معروف طریقےسے۔سورۃالطلاق ۔آیات۔ا میں اے نبی جب تم عورتوں کوطلاق دو تو انکو عدت کے لئے طلاق دواور شمار کرو عدت کو۔آیات 2 میں ترجمہ اورجب پہنچیں وہ اپنی عدت کو تو معروف طریقے سے رکھ لو یا معروف طریقے سے الگ کردو۔سورۃالنساء۔آیات 35 میں بھی صلح کا تزکرہ ملتاھے۔ سورۃالبقرہ.آیات۔228.229۔231.232.اورسورۃالطلاق میں آیات 1.2. میں اللہ تعالٰی موقع فراہم کرتا ھے۔صلح کی شرط پر عدت کے اندراور عدت کے دوران اور عدت کے بعد بھی۔رجوع ھو سکتا ھے ۔ مشیر وفاقی شرعی عدالت حکومت پاکستان۔مفتی حسام اللّٰہ شریفی۔مفتی فلک شیر۔ان حضرات نے بھی تین طلاق سے رجوع کیاھے۔مزید۔یوٹوپ zarbehaq tv پر ریسرچ کرسکتے ھیں۔چیف ایڈیٹر۔حضرت سید عتیق الرحمن گیلانی مدظلہ العالی

    • @SabirKhan-tq6tg
      @SabirKhan-tq6tg 29 дней назад

      @@hafizshahidjamal8830 aap ke kahne ka matalab 9 baar talaq de to 3 baar hogi ajeeb aadmi ho

  • @gumnam40
    @gumnam40 7 лет назад +11

    Molana Sb 3 talaq ko aik he consider kia jaey ga ya 3.Q k Hazoor S.A.W
    aur Abu baker R.A k zamana main 3 talaq ko aik he consider kia jata
    tha. Hazarat Umer R.A ki khilafat k pehly 2 year tk 3 talaq aik he
    consider ki jati thi.Phr Hazart Umer R.A ne 3 talaq ko 3 k brabr qrar
    dia q k talaqen bht ziada ho rhe thi.sab maslak k Ulama is bat py mutfiq
    hain. AP ka kia kehna hai.

    • @abumuaviakhatri6343
      @abumuaviakhatri6343 6 лет назад +2

      Sahih Muslim Hadees # 3417
      حَدَّثَنَا حَامِدُ بْنُ عُمَرَ الْبَكْرَاوِيُّ، حَدَّثَنَا عَبْدُ الْوَاحِدِ يَعْنِي ابْنَ زِيَادٍ، عَنْ عَاصِمٍ، عَنْ أَبِي نَضْرَةَ، قَالَ: كُنْتُ عِنْدَ جَابِرِ بْنِ عَبْدِ اللهِ، فَأَتَاهُ آتٍ، فَقَالَ: ابْنُ عَبَّاسٍ وَابْنُ الزُّبَيْرِ اخْتَلَفَا فِي الْمُتْعَتَيْنِ، فَقَالَ جَابِرٌ: «فَعَلْنَاهُمَا مَعَ رَسُولِ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ثُمَّ نَهَانَا عَنْهُمَا عُمَرُ، فَلَمْ نَعُدْ لَهُمَا
      ابونضرہ سے روایت ہے ، کہا : میں جابر بن عبداللہ رضی اللہ عنہ کے پاس تھا کہ ان کے پاس ایک آنے والا ( ملاقاتی ) آیا اور کہنے لگا : حضرت ابن عباس اور ابن زبیر رضی اللہ عنہم نے دونوں متعتوں ( حج تمتع اور نکاح متعہ ) کے بارے میں اختلاف کیا ہے ۔ تو حضرت جابر رضی اللہ عنہ نے کہا : ہم نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کے عہد میں وہ دونوں کام کیے ، پھر حضرت عمر رضی اللہ عنہ نے ہمیں ان دونوں سے منع کر دیا ، پھر ہم نے دوبارہ ان کا رخ نہیں کیا

    • @islamkailm1842
      @islamkailm1842 4 года назад

      Asslamualaikum! Tin talak alag alag de ya ek saath tin hi maani jayengi|

  • @secretvoice9635
    @secretvoice9635 2 месяца назад

    Agr khuda na khasta 1 majlis ki 3 talakh 3 hi hoti to hamare Nabi paak uss daur me farma dete...Vo zinah ko aam thodi na hone dete...Vo apna sahaba ko zina na krne dete aur unki nasle aage na bdhne dete...Nabi paak behtar jante th3 beshak...Allah ka kalam aur nabi pak ka ilham se badhkr kon janta hoga

  • @nilopherpathan7590
    @nilopherpathan7590 6 лет назад +1

    Very nice bohot achhe nasihat

  • @Maahi_ki_dunia
    @Maahi_ki_dunia 3 года назад +2

    Srf yh kha jaye talaq talaq talaq to talaq hojati he kya please btaye ya yh kehna zruri he ke me tumhe talaq deta hu me tumhe talaq deta hu me tumhe talaq deta hu??? Please btaye

  • @IshratHasan-p7h
    @IshratHasan-p7h 11 месяцев назад

    Masha allah 😊

  • @ikhtilafkahalurdutips7219
    @ikhtilafkahalurdutips7219 7 лет назад +1

    Aaj RUclips pr Bhut saare log Quran sunnat ke naam pr logo ko gumrah kr rhe hen...bhaaiyo Allah se daro Aur in gumrah logo ke bajay aap imaam abu haneefa ki ittaba kro jo sahaba ke shagird hen

  • @ARLearning3800
    @ARLearning3800 2 года назад

    مفتی صاحب جب قرآن مجید میں اللہ تعالیٰ نے فرمایا ہے کہ طلاق تین بار ہی دیں الگ الگ
    وقت جو کہ ٹھیک طریقہ ہے
    پھر ایک وقت میں تین بار طلاق کا تو کوئی وجود ہی نہیں پھر کیسے یہ طلاق مکمل ہو جاتی ہے؟

  • @amirrajput7860
    @amirrajput7860 3 года назад +3

    Hum ehl e Hadith k nazdeek 3 talaq ek he talaq sabit ha

    • @zulqarnainhaider4739
      @zulqarnainhaider4739 3 года назад

      3 talaq ko 1 Kehne wala ye serf qadyanio aur shio ka mazhab hai ahle sunat ki nezdek 3 3 hi huta haio

    • @ishuali786
      @ishuali786 2 месяца назад

      Jb sab ka quran ek h.. To niyam kese alag alag ho sakte h yrr

  • @saniyaparvin9308
    @saniyaparvin9308 6 лет назад +2

    Kay mein apse pH se bat karsakti hun.plz

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      Assalam alaikum aap ye maulana log ki baat me mat aana agar apko koi sawal karna he to mujhse puch sakti ho

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      Ye log ki chakkar me padoge to halala karwa denge

  • @javedkhanpathan2761
    @javedkhanpathan2761 6 лет назад +1

    M n Allah ko hazir nazir rakh kar bat ki.k mera apni bawi ko talak dena k irada nahi h.pr oska ghar vala zor zabar dasti kar raha h .

  • @mustaquealam3032
    @mustaquealam3032 7 лет назад +2

    Assalamulaikum agar kisi ladki ko tlack dediya to use bachhe ho to kya karna chahe

  • @AishaKhan-lb2jm
    @AishaKhan-lb2jm 7 лет назад +3

    mere shohr ne mje talak diya h teen bar diya h mgr mai fir bi unhe chahti hu kese wapis hongi mje rasta btaye

    • @shadabalum
      @shadabalum 7 лет назад

      Aisha Khan sister agar wo razi hain phir ruju ke lye to isme koi mamnuat nhi hai. kuch mullawo ne deen ku bigar rakha hai. quran hamara deen hai yane way of life. as per quran he divorce you 3 times.if he exceed this then allah says enough is enough now you cant get back. if any clarification and doubts pls email shadabhussainbe@yahoo.com

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      Amal ka darumadaar niyat se hai .. Niyat ka darumadaar amal sae nahin..

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      insaan bhale 5 talaq hi kyun nah dae de, niyat ke aitebaar se woh ek hi hai. kyun keh niyat impulse ke sath juri hoti hai. pehli impulse khatam hone se pehle doosri niyat nahin ki ja sakti.. its humanly impossible.

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      if this is yr first divorce then u have less than 3 months after 3 haiz/takreeban 3 months ke baad u r fully divorced. U can marry anyone u choose. U can remarry yr husband if u both decide. Then if again after marriage a second divorce takes place , the first divorce procedure can be reapplied n u can marry again after 3 months expired. But if third time divorce occurs then u cant marry the same husband again.. please note that new marriage contract and new meher be signed. But if the husband does RUJUH and take u back before 3 haiz in either of the first two divorces then u will remain married to him and there is no need for a new contract and meher..but he can use his RUJUH only two times..after which he cant rujuh and divorce will be final.

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      Edit kiya last comment. I was ignorant on that comment. Sorry

  • @muhammadafsar601
    @muhammadafsar601 2 года назад +1

    Kia bivi hamal se hu ager shor teen Talaaq de dy gusse me kia talaaq huti hai

  • @SohelRana-io9xt
    @SohelRana-io9xt 4 года назад

    Molobi sab ap lok jantehe. Talaq ka sahe tarikha...but ajkal kitnna admi jantehe talaq barame.. Mohammad (s.w) se jiyadah jantehe tom...nobi ne kew ten talaq ko ek kar dia.....

  • @shaikheram4162
    @shaikheram4162 Год назад

    Assalamualaikum mere shohar ne mujhe 2021 me soch smjh k hi gusse me talaq di thi fone pr eksath or kaha tha do dinme papers jayege tmhare pass lekin nhi bhja..ghrwalo ne rujoo k liye meeting kre k eksath rho dekho fr hr mnth dena talaq lekin woh nhi mane fr..humne court ka rasta kuch nhi azmaya mufti sahab k pass se papers ka soche lekin woh talaq k papers pr ready nhi huwe bole khula ka bnega papers hmlog nhi mane usspr..or mutual understanding ka bole uspe bhi nahi mane kyuk unko darr tha hmlog court me ma ghasite unko isliye humne mufti sahab se mashwara kiyan ayse me kya krna toh unhone fatwa ka bole mere liye k yeh paper bnwao taki aapko future me masle na ho...toh mera sawal yahi hai aapse ayse me hum hum kya kre???kyuk unhone khud toh Nikaah krliya do mahine me hi talaq dene k....

    • @tabishkhan8879
      @tabishkhan8879 Год назад

      Aap thanvi masjid jacob line saddar main rabta karen, wahan ek mufti se aap ko fatwa mil jaega 3 tallaq ka kaffarah ada kr k aap halala se bach sakte hain aur dobarah nikkah kr sakte hain.

  • @nailashamim4028
    @nailashamim4028 4 года назад +1

    Agr 2 talaq de hon or husband is k baad stamp paper lekh k dy k Mari traf sy talaq hy Mera BV sy koi Lena dena ni to kya 3 talaq ho gai

  • @nehakhankhan6939
    @nehakhankhan6939 3 года назад +1

    Maine gussey se bola mujhe talaq dijiye unhone bas ye bola talaq kai dafa aur maine phone cut kar diya kya isse talaq ho gayi please bataye

  • @mirm8849
    @mirm8849 6 лет назад +1

    Agar koi 1 talaq de ...phir agar ladki ne shadi ki us k baad agar ladki rugu Karna chahye to uska kya hai

  • @iamAziz_02
    @iamAziz_02 2 года назад +1

    Gusse mey 3 talaq dene se talaq hota hai kya(o v phone pay)

  • @mejupatel4513
    @mejupatel4513 6 лет назад

    Molana aap javab de meri rajai talq hui he ab mere shohar ko koi samjae k mujse rujat karle aap samjae plz help me

  • @MdChand-fl1xb
    @MdChand-fl1xb 5 лет назад

    Hazrat aap jitna jante ho utna hi bataya karona
    Ha ham ne quran mazid me surah bakra aayat No 232 se 242 tak pacha h ki 1 hi mazlis me 3 talak dena gunah h par aisa to kuchh nhi likha h ki 1 bar me 3 kahne 3 talak ho jati h
    Agar aisa likha h to aap logo ko bataye pure musalman ko gumrah karte ho jab aakhrat me pakar hoga tab baha par jabab dena fir jahanum me jalna
    Logo apna ya apne ustad ke bataye huye raste chalne ko mat bolo bakli use ye kaho ki quran mazid bo khud phad kar us par amal kare
    Surah baqra me aayat No 132 se 142 tak talak ke bare me likha h aur surah talaq me aayat No 1 me likha huaa h ki jab koi apni biwi takak de to fir kya kare aur kaise kare aap aise kaise bol sakte h ki 1 bar me 3 talak bolne se do khan Dan ujar jata h esme aapka pakar hoga ham khud ja se padhe h tak se koi mufti ya aalim ko nhi mante h only for Allah aur unke Rasul S.A.W.ko mante h 1 sat 3 talak ko jo 3 talak batata h bo sala mufti ho ya koi aalim ho bo sala musalman ko gumrah kar rha h aur khud bhi gunah me giraftar ho rha h
    Ha aap aisa kah sakte h ki 1 sat tin talak dene wala Allah ke kitab ke sath mazak kar rha h aur 1 sath 3 talak dena gunah h

    • @IRCTV
      @IRCTV  5 лет назад

      Assalamu Alaykum
      Md Chand Aapke Jawab Ke Liye In Videos Ko Dekhe
      ruclips.net/video/Qg5hjMjKZSo/видео.html
      ruclips.net/video/aggnr-PQCxI/видео.html
      Text Ki Shakal Mein IRC Se Jawab Nahi Diya Jata.
      Agar Koi Sawal Ya Masla Hai To Hame Contact Kare
      +912402336984
      +912402330655
      +912402359040

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      Bhai ye kaha likha he zara batana to ke ek majlis me 3 talak dena gunah he... Zarur batana me wait karraha hu

    • @nehafatma1345
      @nehafatma1345 2 года назад

      Ap ne shi kha

  • @chohansharif5254
    @chohansharif5254 Год назад

    Asslamu alaikoom, kya namaj ke liye, Dindar hone k liye, Allah ka hukum manne k liye Kurta pajama Sar per topi lagana Jaruri hai ?????????

  • @anispatel8214
    @anispatel8214 6 лет назад +1

    Dr. Sb. Please reply.
    I married in 1995 and I have five issue. three girls and two boys girls are adult therefore due to interfere of her parent's and uncle she went to her parents in my absence without any prior permission of me. Then I tried to come back her but in vain. Then I point out to her and her parents that I will marry second wife they replied " they answered that you may marry four except one.atlast I point out clearly you will have fifty percent right if I arrange second marriage. after two months I got marry with a needy widow. Then they have filed various falls matters in the court not more 125crp, 128 crpc. Domestic violence 2005. False right complaints and other therefore after four years I issued two notices as, Talaqe hasan, as per shariyat but in vain. What can I do now? Please reply!
    I will thanks.

  • @kashifshaikh2982
    @kashifshaikh2982 Год назад

    Assalamu walaikum mene nashe ki halat me 3 bar talakh phone pe dediya bohot hi gusse me tha ne meri niyat nhi thi achanak me muh se ye alfaz nikal gaye 3 bar boldiya mene toh mera kya nikah toot gaya h mujhe bataye mujhe bohot hi pachtawa h is baat ko lekar meri ek 4 mahine ki beti h aur meri biwi is waqt haiz me thi jis waqt mene ye bola.. Mujhe jald se jald bataye me bohot hi prashan hu Allah se mene tauba bhi kiya

    • @IRCTV
      @IRCTV  Год назад

      Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      Kashif Shaikh Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
      80-5545-5545 (8am to 10pm IST)

    • @tabishkhan8879
      @tabishkhan8879 Год назад

      Aap thanvi masjid jacob line saddar main rabta karen, wahan ek mufti se aap ko fatwa mil jaega 3 tallaq ka kaffarah ada kr k aap halala se bach sakte hain aur dobarah nikkah kr sakte hain.

    • @hirasaifi2048
      @hirasaifi2048 4 месяца назад

      @@IRCTV assalamualaikum

  • @tasneemusman6506
    @tasneemusman6506 7 лет назад

    Myry husbnd almst jb bi gusa ata h 3 talaq dy dyty hain.pir cool hu kr mafi mngty hain. Kia asy nikha toot jata h..?ya cloz huny sy sub tek hu jata h?? Plzz repy

  • @huriyalateefhuriya871
    @huriyalateefhuriya871 Год назад

    Assalamualikum Dr sahab..mei apey is swal ka jawab jald se jald chahtihun mehrbani karky reply kary...sawal y hai ki meri3 shadiyan huei pehly shouhar ka intekhal hogaya or dusry shouhar se uski kuch galt adatun ki wajh se meiney khula ley liya or mery tesry shouhar nei mujhey karobari masley or tabiyat theek na rehney or financial condition kharab honey ki wajh se mujhey talaq di..meiney do talaq suni or unoney kaha ky teen di bolky is ka gawa koi nahi hai kyun ky y Akely mei di ..kya mujhey halalaa karna zururi hoga dubara tesey shouhar se shadi karney ky liy..jawab jald dei plz

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Halala haram hain, us ne bola hain k teen hain toh teen hain, waisy bhi ap ne teen shadiya kari hain toh chauthi se maut nai ajaygi

  • @shamirahhashmi1162
    @shamirahhashmi1162 4 месяца назад

    Agar shohar gusse me talaq bole lkn bwi ko yaad hi nhi rha kitni baar bola h to ky hoga r biwi lage ki teen bar hua h lkn sohar bola teen baar nhi bole aise halat me ky hoga pls mera jawab zarur dijeaga mujhe jawab Janna bht zaruri h

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 месяца назад

      teen teen hain. aurat jab janti hain toh us k uper FARZ hain k woh shohur se alag ho.

  • @AliHamza-nr9yb
    @AliHamza-nr9yb 4 года назад

    Main NY gusy Mae nae Di bs wo bt nae man rhai thi talaq bol Di aik hi dafa Mae 3 dafa kya talaq ho gai

  • @bhatbilkees2870
    @bhatbilkees2870 3 года назад

    Vry beautiful

  • @myshabhat1518
    @myshabhat1518 4 года назад

    Ager bewi gussai mai talaq bolai teen bar to kya karai

  • @asadbaba1131
    @asadbaba1131 5 лет назад

    Mera ap say ek sawal hai agar nikha hogaya ho rukhsati bhi hogai ho aur miya bivi khalwat na hoi ho hambistari na hoi ho aur miya talakh Dede ya bv talakh le to kiya talakh hojati h

  • @Aamin6202
    @Aamin6202 2 года назад +2

    Jab ek hi talaq hai Kuran mein to ek hi hogi na

  • @sikandarkhanpatelkhanpatel357
    @sikandarkhanpatelkhanpatel357 6 лет назад +1

    nice

  • @mohsinkhan1023
    @mohsinkhan1023 4 года назад

    Molana sab ko koi tarik massud sab ka talak ka bayan batyo kitti hadise he tin talak ka wo hadise q nhi dikh in Molana ko

  • @sanukhan1328
    @sanukhan1328 7 месяцев назад

    4.49 par jo kaha hai kya wo bhi sahi hai

  • @shaikhsahb3572
    @shaikhsahb3572 5 лет назад +3

    Aap ki ek video dekhi usme aapne kaha 3 talaq 1 hotti he
    Ab aap keh rahe hein k raju k darwaze bnd kr dette hein
    Kuch smjh nhi aa raha

    • @amrinkhan1361
      @amrinkhan1361 5 лет назад

      Ha bilkul sahi wo video me 3talaq 1 h aur yaha aur kuch

    • @khadijamughal2204
      @khadijamughal2204 5 лет назад

      Ap quran pak tarjuma tafseer k sath parh len bs sab mufti ullma ko chor den ak Allah ak nabi pak S.A.W hain ak Quran pak hai ksi ki na sunen sab 2 2 baten alg alg tarahn sy krty hain atni dyr me ourat ki zndgi tabah ho jati hai

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      Dr zakir naik bayan suno talak or halala 7:56 minutes ka he youtube pe pehle hee he shayad wo suno sab samajhme ajayga....sureh bakrah me ayat no.. 227 se 240 tak sunlo samjah me ajayga inki chakkar me mat pado... Or agar koi bolta he 3 talak ek sath 3 hoti he to phir mujhse contact karna inshahallah phir me usko samjhata hu... Kitne log ka ghar barbad horaha he lekin inki aankh kyu band he supreme Court ki ankh khulgai lekin maulana log abi tak sorahe he is mamle me

  • @zatsbyislam
    @zatsbyislam Год назад +1

    Mera nikah hua lekin bidai nhi hui lekin hmbistri ho gai 1 baar lekin ab hm sath nhi rhna chahte to iska kya msla hoga ek baar tlaq khkr ho jaega tlaq kya fir m khi aur nikah kr skti hu

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Shariyat meh bidai rukhsati humbistri hi hoti hain, jab humbistri ho gaye toh ap rukhsat ho gaye. So ek talaq hain aur iddat kab khatam hue aur shohur ne rujoo nai kiya toh pir azad ho jayngi

    • @zatsbyislam
      @zatsbyislam Год назад

      @@razamughal4582 to tlak kaise hoga ab kya krna pdega

    • @zatsbyislam
      @zatsbyislam Год назад

      @@razamughal4582 plzzz reply

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      @@zatsbyislam us ko bolo k muh se talaq bholy. Nai toh court meh khula lena hoga

    • @zatsbyislam
      @zatsbyislam Год назад

      @@razamughal4582 coart m khula mtlb

  • @SABA-ti5xn
    @SABA-ti5xn 4 года назад +1

    Agar kisi ne 2din mey 8baar talak de diya apni biwi ko aur biwi ko pata bhi nahi hai hai toh kiya ye talak hua ke nahi

  • @abeehakhan7246
    @abeehakhan7246 2 года назад

    Iska hl to btaa do plz

  • @gunjavishwakarma2842
    @gunjavishwakarma2842 3 года назад

    Assalamu Alaikum

  • @snaseersoomro8570
    @snaseersoomro8570 7 лет назад +1

    bhai kya shuhr keh k to mei bv nahi he to kya talak hojati he

  • @RajaKhan-kd3qi
    @RajaKhan-kd3qi 2 года назад

    Jise malum na ho to kya kare 3 talak baad fir se kar sakta hai use yahi malum ho to kya kare uske baad koi rasta hai kya o Agar o toba Dil se kar le

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Malum har bachy bachy ko hain, teen TEEN hain

  • @sunnysk7465
    @sunnysk7465 2 года назад +1

    Agar aurat talaaq le uska Kiya Hy

  • @chaskagudy909
    @chaskagudy909 2 года назад

    jb wo choti si bat py talaq dy to kya kry

  • @ayaankhan553
    @ayaankhan553 2 года назад

    mufti sab plzzz jawab de. agr koi bv se kahe talaq hy jao. to talaq hojygi ke nahi... baqida bv ka nam leke na de sef bole hy .plz jwb de

    • @ayaankhan553
      @ayaankhan553 2 года назад

      plzzz jawab de

    • @ayaankhan553
      @ayaankhan553 2 года назад

      apne aik bayan me kaha ta ke heez ke bad agr milap ke bager bole to nhi hoti

    • @ayaankhan553
      @ayaankhan553 2 года назад

      osne ne ye nahi bola ke tom mujh pe talaq ho ya me tumhe talaq dyta ho.
      serf kaha talaq hy jao

  • @syedsohil9788
    @syedsohil9788 2 года назад

    Assalamu alaikum Kya phone par talaq hote hai Kya bolo na

  • @usmanramzan1155
    @usmanramzan1155 2 года назад

    Kya 3 talak k bad idat k ander ander ruju kar sakty hain

    • @IRCTV
      @IRCTV  2 года назад

      Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Nai

    • @tabishkhan8879
      @tabishkhan8879 Год назад

      Aap thanvi masjid jacob line saddar main rabta karen, wahan ek mufti se aap ko fatwa mil jaega 3 tallaq ka kaffarah ada kr k aap halala se bach sakte hain aur dobarah nikkah kr sakte hain.

  • @aurangzeb5735
    @aurangzeb5735 6 лет назад +3

    Jb 3 ya 5 ya 10 talaq 1 majles mein 1 he consider ho ta tha to pher kelwar kaysa kelwar to ye hai k 3 ko 3 mana jaye jb k quran
    Aur hadees mein 3 ko 1 mana jata hai. Brothers es new and child aalim k pechay na jao please

    • @muhammadsharique9758
      @muhammadsharique9758 5 лет назад

      Tum ahlehadish ho tu ye aalim b ahlehadish h tumlog kuch nahi tum apne mood k mutabik masale sochte ho tum ahlehadish nahi vahabi ho

  • @heenaansari1603
    @heenaansari1603 Год назад

    Mere sohar ne muje phone par 3bar talaq bole hai to Kya Mera talaq ho Gaya hai ya nahi me ab mere sohar ke sat rahe sakti hu ya nahi

  • @taimurtaimur8286
    @taimurtaimur8286 Год назад

    Mera sohr mojhe ten bar talak talak bool deya hai to Kya Mera talak ho gya onke sath aur ab my onke sath gai aur humbistari ki to kya jaej hai ki nhi please hilf me

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Talaq hogaye hain. Yeh zina hain ab

    • @tabishkhan8879
      @tabishkhan8879 Год назад +1

      Aap thanvi masjid jacob line saddar main rabta karen, wahan ek mufti se aap ko fatwa mil jaega 3 tallaq ka kaffarah ada kr k aap halala se bach sakte hain aur dobarah nikkah kr sakte hain.

  • @ridajaved9226
    @ridajaved9226 7 лет назад

    M bht zayda pareshan hn plzzzzz M ap se khul kar sb btana chahti or puchna chati hn

  • @ridajaved9226
    @ridajaved9226 7 лет назад

    Koi bat nhi bhai ap tasali se mujhay jawab dy de jaey ga

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      inn videos ko ankh band kerke sunain... maulana ko dekhne ki zaroorat nahin...

    • @ridajaved9226
      @ridajaved9226 7 лет назад

      Kon se videos bhai?????

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      Sister zara iss video per bhi tawajja farmaye .. google kerain = "TALAQ KE MASAIL PROGRAM IN AMROHA"

  • @hajibaba4395
    @hajibaba4395 5 лет назад

    ek waqat mn 3 bar kehne se kuch nahi hota talaq nahi hoti ek mahine ke waqfe se 3 bar talaq dene se talaq ho jati hai eddat ke bad phir nikkah kar sakte ho awam ko ghalat bata ker ghumrah mat karo.warna aap ki bhi pakkar hai allah aap samaj att a farmaey ameen.

  • @chaskagudy909
    @chaskagudy909 2 года назад

    jb wo bat sunty he nhi to kya kry

  • @rahulsina3699
    @rahulsina3699 6 лет назад

    M. S.Badsha sahab ek majlis ke teen tamache ek shumar hoge ya teen
    Mai bhi ahelehadees hu jawab dijiye
    Brelviyo ke trah missal na do jab barelvi aisi missale de to aag lag jati hai hum logo ko

  • @sabirkhan7878
    @sabirkhan7878 Год назад

    Assalamu alaikum mere sauhar ne 4 sal pahle bich chaurahe pe ek hi bar me talak talak talak kah kr chale gye eske bad vo kuchh din bad lene aaye aur mai sasural chali gyi Aaj bhi rah rhi hu unhi ke sath hme kuchh malum nhi tha ab hum kya kre kuchh aap bataye

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Alag hona parega. Yeh zina ta aur ulaad hue toh woh haram hain.

    • @tabishkhan8879
      @tabishkhan8879 Год назад

      Aap thanvi masjid jacob line saddar main rabta karen, wahan ek mufti se aap ko fatwa mil jaega 3 tallaq ka kaffarah ada kr k aap halala se bach sakte hain aur dobarah nikkah kr sakte hain.

    • @khanshanu6959
      @khanshanu6959 Год назад

      Haram hai zina hoo ga dobara nikah nai hoo sakta

  • @ridajaved9226
    @ridajaved9226 7 лет назад

    Mery shohar uk rhty hn Hmary ghr k bht msly bn gy thy phir unhoon ne mujhay papers k through 3 talaq dy din Gussay m kya hmara ab raju ho skta plzzz mujhay btaen

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      dekhiye behen aap unko aur apne aap ko thora waqt dain. jaldbazi main koi faisla nah kerain. ilm taqat hai. aap ka sabar baiees e ajar hai. aur youtube pe suniye ache ulma ka kia kehna hai. 1. zakir naik. 2. abu zaid zameer. 3 tauseef ur rehman. 4. faiz syed. yh sab meri nazer main "ahle hadees" alim hain. achi baat kerte hain..

    • @hamdanbhatti6893
      @hamdanbhatti6893 7 лет назад

      rida javed 3 talaq Kay bad husband and wife ka taluq khatam ho jata ha chahy wo akathi de hno yna waqfy waqfy say

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      Nahi tau 3 ko 3 kehne wale alim apne maathe per "munkireen-e-ayat = 4/59" ka thappa chapwaye...

    • @sleepingbeauty9636
      @sleepingbeauty9636 4 года назад

      Papers teen bhej diye to aur Kya reh gya, khatam ho gya sab

  • @FirozKhan-gn3it
    @FirozKhan-gn3it 4 года назад

    Agar 3 talak ke bad bi meya biwi agar sat rehna chate ho to kya wo re sakte he plzz jaldi btao na bhaijaan

    • @humanbeing361
      @humanbeing361 4 года назад

      Apki Biwi ko dusri nikah krna hoga
      Fir talaq ke baad, Aap unse nikah kar len.

    • @NetiprajaTelanganaNews-kh3vl
      @NetiprajaTelanganaNews-kh3vl 5 месяцев назад

      Agar 3 talak teen bar gusse mein bole koi nahin suna nikaah rahega tutega. Nikaah karna padega jaldi bataiye

    • @NetiprajaTelanganaNews-kh3vl
      @NetiprajaTelanganaNews-kh3vl 5 месяцев назад

      Aapka phone number dijiye

  • @parveenzariwala7768
    @parveenzariwala7768 4 года назад

    Assalaamu alai kum
    Faiz ji talaq se related main bahut problem aagaye hun samaj nahi aata kiya karun mere husband nhe nashe ke halat main talaq diya ek saath kai baar kaha woh mere ghar par rehte the maine unko Jane ko kaha maine idaat bhi ke kuch mahine baad woh bahut bimaar hogaye saath dene ke liye koi nahi tha sirf uncle hai unhonhe bulaya bahut serious hai main unko hospital lekar gaye 1 mahina hospital main rahi unke kidmat ke Dr nhe kaha abhi issi ghar lekar jao woh itna nahi jiyenga usko bahut sare bimaari hai liver kharab tb hb hbc aur bhi sab nhe kaha nashe main talaq nahi hota phir mera dil nahi manta phir bhi mere ghar lekar aaye unka ilaj chalo hai lekin aache hogaye hai hum ek ghar main rehte lekin distance main abhi maine unko bahut samajaye talaq ho chuka hai saath nahi rehna chahiye tum apne ghar jao lekin woh ignore karte aur so Jate hai kaise ismasle ka hal nikalun mere taraf ke relative kehte tum zina kar rahi ho lekin mera Allah janta hai main kaise rehti hun kya karun please mujhe advice kare maine sirf help kiya kya pata tha itna muskil hojayenga ghar se nikalna

    • @parveenzariwala7768
      @parveenzariwala7768 4 года назад

      @@ImranShaikh-sn8vx Alhumdulillah abhi behtar hai lekin medicine lete rehna hoga

    • @parveenzariwala7768
      @parveenzariwala7768 4 года назад

      @@ImranShaikh-sn8vx InshaAllah

    • @parveenzariwala7768
      @parveenzariwala7768 4 года назад

      @@ImranShaikh-sn8vx Alhumdulillah hai Mumbai se

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      @@parveenzariwala7768 assalam alaikum kya haal he kaise ho aap or apke husband ki tabiyat kaisi he

  • @rkcommunication77
    @rkcommunication77 6 лет назад

    Plz jise bhi pta h wo mujhe btye talak hui ya nh

  • @ridajaved9226
    @ridajaved9226 7 лет назад

    Plzzzzz ap mujhay apna no dy dean m ap se details se bat karna chati hn khuda ka wasta plzzzzz

  • @mannubhai455
    @mannubhai455 8 лет назад

    plz mujhe batiye bhai kya kisi ki bivi baat baat par gussa kare Aur bole mujhe tumhare saath nahi rahna Aur bivi khud3 bole ki mai tumhe talaak deti hu talaak talaak talaak to kya talaak ho jata hai plz reply

  • @shamshazkhan217
    @shamshazkhan217 2 года назад

    Is me clear nahi haiki .
    Talak ka kounsa tarika sahi hai our kounsa galat
    Abhi jald baazi me koi ek sath 3 bar phone me talak dede to talak hoga ya nahi aap a bataye

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Mufti tariq masood ne apny tafseer e Quran episode 100 meh sabit kiya hain k teen teen hoti hain.

  • @sakirmalik5758
    @sakirmalik5758 3 года назад

    Gusse me agar Koi aadmi apani biwi ko 3 baar talak boll de or biwi pired ki halat me ho to or vo apani biwi ko vapash achhe se rakhe to kya vah nikah me jayaj he or kya nikah tut jata he or Allah se touba karle to Kya vah nikah me jayaj he

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 года назад

      Tauba nai hogi, yeh teen talaq hain aur woh humesha k liye haram ho gaye hain, ainda tu bhi begairti nai dikhayga

    • @eleganthashvideos
      @eleganthashvideos Год назад

      @@razamughal9095 je nahe kis nay kha pahlay research karo koi Haram nahe hui ha

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Год назад

      @@eleganthashvideos caroro log keh chuky hain, charo imam ka yeh hi fatwa ta, duniya meh yeh hi chalata aya hain aur mufti tariq masood ne apny tafseer e Quran episode 100 meh sabit kar diya hain k teen teen hain. Bacha bacha bhi sabit kar sakta hain. Aur engineer ali mirza k videos bhi hain

    • @galibshah37
      @galibshah37 8 месяцев назад

      @@razamughal9095 lagtahe bhai tu pagal hei kew gumrah kar raha hei......tere jeyser logoko ki vajase halala center kholta hei

  • @shaikhshaifaindianvlogs
    @shaikhshaifaindianvlogs 5 лет назад

    Talaq na dene ki niyat nh ho bas hasi maazk me aise hi bol diye to kya talaq lafz se talaq ho jati hy pls bata dijiye mai soch soch k bimar ho gai ho

    • @thesunshine9898
      @thesunshine9898 5 лет назад

      Call binoria town madarsa ... mere parents ka problem bhi unho ne hi solve kia tha ...

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      Khul ke batao inshahallah poori jankari apke samajhme ajaygi

    • @humanbeing361
      @humanbeing361 4 года назад

      Han, Hasi mzak me bola gya 3 baar talaq , Talaq ho jata h

  • @falksher9865
    @falksher9865 7 лет назад

    agar zuban sy gussy ma 3 talak dydi jay to ho jaygi kiya aur papers ka hona zroori hai ya zuban sy hi

  • @lubnamalik7239
    @lubnamalik7239 4 года назад

    Mere husband ne mujhe aik hi bar bola main tumhe talaaq deta hua aik bar mein 3 baar bola.phr unho ne ab ja kar kaha mujhe fone pe kay main apne nikkah mein tumhe wapas leta hun ruju karta hun tou kya plz kindly bata dain kay ruju hogaya ya nahin?

    • @lubnamalik7239
      @lubnamalik7239 4 года назад

      Tou kia ruju ho gaya ya nahi ya q kay main ne kuch nahin kaha.bus unho ne bola main nikkah mein apne wapas leta hun tumhe.plz mujhe ab bata dain ap kia hogaya ruju?

    • @imrankhanshorts7517
      @imrankhanshorts7517 4 года назад

      @@lubnamalik7239 detail se btao to hm mashwara dete he Thora detail se btao kio ke bht nazuk baten ye ye

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      Koi detail se batane ki zarurat nahi he apka ruju hogaya ok... Lekin apka ek talak b complete hogaya isliye dobara dhyan rakhna isko tamasha mat banao plz

    • @zbrdastzafar9237
      @zbrdastzafar9237 3 года назад

      @@lubnamalik7239 kia ap ne raju kia phir, ab sath ho?

  • @jawedishtiaq5786
    @jawedishtiaq5786 6 лет назад

    kulla ky pepar samj ky talaq ky pepar sigin kardye galty se na zaban se bola na dil me niyat ti koi hall ht

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      @@sabistaafrin4548 aap kaise bolrahi ho ke nahi hogi khula to biwi leti he na

  • @raheb1893
    @raheb1893 7 лет назад +8

    1 baar be 3 bar kahe ya 4 baar 1 hi talaq hogi

    • @cool_guy007
      @cool_guy007 7 лет назад

      Raheb dopet : Allah tumhe hedaayat.

    • @raheb1893
      @raheb1893 7 лет назад

      Mohd Usman 1majlish me 1saath me 3 talaq nhi de sakte bina iddat gujare

    • @raheb1893
      @raheb1893 7 лет назад

      Mohd Usman 1majlish me 1saath me 3 talaq nhi de sakte bina iddat gujare

    • @cool_guy007
      @cool_guy007 7 лет назад

      Raheb dopet : ji bhai mera matlab yahi hai. Mgr talaq sirf 1 baar boli jaati 1 talaaq me... Phir 2 talaq 3 mahina 10 din k baad phir 3 talaq uske 3 mahine 10 din k baad... !

    • @aleezykhan6593
      @aleezykhan6593 5 лет назад

      Help me koi reply kary meri bat suny

  • @lokisamrath2445
    @lokisamrath2445 Год назад

    Kisi aur se shaadi karne ke baad aap purani shaadi phr se kar sakhte h ...yeh galat h ...

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Agar niyat aisy hi tee doosri shadi se pehly toh halala haram hain

  • @AliHamza-nr9yb
    @AliHamza-nr9yb 4 года назад

    Main NY aik sath 3 talaq Di or foran usi bv sy hambastri kr li tou kya talaq ho gai thi talaq jb Di kisi NY nae suni sirf bv pas thi

    • @AliHamza-nr9yb
      @AliHamza-nr9yb 4 года назад

      @@samimshaikh6288 g ab humra aik bacha b hai

    • @AliHamza-nr9yb
      @AliHamza-nr9yb 4 года назад

      @@samimshaikh6288 g 3 k bad humain kisi NY kaha nE hoi talaq

    • @samimshaikh6288
      @samimshaikh6288 4 года назад

      @@AliHamza-nr9yb kisne kaha

    • @AliHamza-nr9yb
      @AliHamza-nr9yb 4 года назад

      @@samimshaikh6288 2 3 molvi sy pta kia tha

    • @AliHamza-nr9yb
      @AliHamza-nr9yb 4 года назад

      @@samimshaikh6288 is bt ko b 3 sal ho gy hain

  • @aaliyakhan8495
    @aaliyakhan8495 4 месяца назад

    Vaise saari nasihate ladkiyon ko hu kiyun di jaati h. Mard chahe 36 jgha muh maarle. Aur 6. 6. Shadiya karle unke kuch nahi h. Aurat ke liye h sab kuch hlaala ye vo Kare mard bhugatna aurat ko pade. Lanat h aise mardo par

  • @pmw4215
    @pmw4215 2 года назад

    Agar talaq sabd sirf ek baar bola ho toh kya talaq ho jati he kya

    • @IRCTV
      @IRCTV  2 года назад

      Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Call Kare 80-5545-5545

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Ek hue hain, agar iddat meh rujoo nai hua toh iddat k bad agar aurat chahy toh us hi shohur k sat pir se nikah kar sakti hain

  • @Syedaaema
    @Syedaaema 4 года назад

    Agar kisi biwi ne kaha jhagde me muje talaq de do to shohar bola dia

  • @RustamSaikh-w2p
    @RustamSaikh-w2p Год назад

    Mere husband bhi baar baar bolte h😢😢😢😢😢

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Jab jab bholty hain yeh talaq hain. Islam ne aurat ko izat dee tee, ap ki izat e nafz kaha mar gaye. Yeh begairti hain baar baar talaq sun na tabhi Allah ne bola k teen mauqy boht hain. Teen talaq ek sat dee jaye toh yeh TEEN hain

  • @aaliyakhan8495
    @aaliyakhan8495 4 месяца назад

    Agar kisi ne kisi ko 3 baar tlaak bol diya to kya wo firse vapas laa sakte h us ladki ko. Fir jwaab jarur dena

    • @mdejazsaahil9783
      @mdejazsaahil9783 4 месяца назад

      ला सकता है हलहला कर के

    • @aaliyakhan8495
      @aaliyakhan8495 4 месяца назад

      @@mdejazsaahil9783 wo kya hota h

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 месяца назад +1

      nai.teen TEEN hoti hain

  • @rahulsina3699
    @rahulsina3699 6 лет назад +1

    Jazak allha

  • @rkcommunication77
    @rkcommunication77 6 лет назад

    Mera sawal ye h ki mere shohr ne mje talak di or phir sabke samne mna kr diya ki mne talak nh di ..kiya wo talak ho gyi

    • @gogetta3567
      @gogetta3567 6 лет назад +1

      Assalamualaikum
      Ap ke husband ne aap ko talaq diya
      3 talaq ek hi mana jata hai
      3 months iddat ke hote hai
      Agar aap ke husband ne aap ko wapaas le liya 3 months se pehle toh
      Aap ka nahi tuta
      Aap ka nikah valid hai
      Shukriya.
      Pls remember me in dua

    • @muslimwomen541
      @muslimwomen541 6 лет назад

      @@gogetta3567 please meri help kare please jaldi reply karna muje talaq k bare me kuch puchna ha

    • @royalprincess1272
      @royalprincess1272 6 лет назад

      @@muslimwomen541 9058807880

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      @@muslimwomen541 ji boliye kya puchna he apko

  • @aligharsalman4636
    @aligharsalman4636 7 месяцев назад

    Centre Tum donon Har Desh Ke Naate khula hai Varna khulata Bhi Nahin Aisa Nahin Hai Jo bacche Talaq deta hai use karna padta hai yah galat baat hai Ek to mauka Milana chahie

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 месяца назад

      mauqy teen diye gaye teh NIKAH k, aur DOH diye gaye teh talaq k. ab doh taqy ki aurat k liye 100 mauqy diye jaye kya?

  • @ashrafkhan4502
    @ashrafkhan4502 6 лет назад

    very good

  • @umaizaenam3856
    @umaizaenam3856 7 лет назад +1

    kya gusse me 3talaq de dey ar waha koi mujood na hon phr dosre din sulah kerliya tu kya 3talaq hojaty hai plz rply

    • @hyderabadikids643
      @hyderabadikids643 7 лет назад

      Umaiza Enam
      koi aur nai maujood tha lekin Allah aur uske farishte majood the air witness kar rahe the sab mere bhai...apki talaq pad chuki hai...nauzbillah....astaghfirullah...mere bhai ab kuch nai ho sakta...allah rehem kare ap dono par

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      ager aap ko ilm nahin tha keh iss tarah talaq ho jati hai phir aap ki talaq nahi hoi.. kyun keh aap ko jis cheez ka ilm nahi uss cheez ki niyat kaise kero ge? lekin bhai mere likh ker, type ker ke aur kehne se chahe koi perhe ya nah perhe aur sunne nah sunne talaq ho sakti hai ager niyat keri thi keh issi tarah se deni hai...

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      ab aap ko ager maloom hota aur phir aap niyat bhi waisi kerte tau phir aap ki 1 talaq hoti . teen nahin..

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад

      mazaak mai di gai talaq ager ek se ziada logon ke dermian hai tau hadees ke nizbat hojati hai...kyun keh ziada mazboot niyat mazak ki nahin amal kerne ki hoti hai..aur Allah behter janta hai..

  • @ridajaved9226
    @ridajaved9226 7 лет назад +2

    Mery shohar n 3 talaq di hn mujhay papers k Through ...Kya hm dubara nikah kar skty hn ya ni Plzzz mujhay btaen kuch plzzz

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад +4

      ofcourse rujuh ker sakta hai ager waqt abhi baqi hai (3 months). ager paper main ek hi sath aur ek sitting (majlis) main di hai tau ek hoi hai. aik impulse main insaan ek niyat/irada baandh sakta hai. hadees main bhi yehi hai..ek gusse/impulse ki condition main chahe 3 de ya 2 woh niyatan 1 hai..

    • @skmoviesskbeinghuman8310
      @skmoviesskbeinghuman8310 5 лет назад +1

      Thanks

    • @fun-entertainment-vlogs
      @fun-entertainment-vlogs 5 лет назад

      Aapka taaalaq hua hi nhi h q k quraan k mutabik hi talaq Diya jasakta h apni marzi see 3 talaq bolne see wo eak hi talaaq consider hoga

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      @@fun-entertainment-vlogs right... Lekin uske husband ne agar court se alag alag har 3 mahine k gape me diya ho to wo 3 talak hogi na... Ye b to usko samjhao sana shaikh

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      Agar alag alag har 3 mahine me gape karke notice bheja ho to wo 3 talak kehlaygi... Rida ji ye apko samjhane k liye he

  • @loveguru2030
    @loveguru2030 7 лет назад

    abbi to india me teen talak ka masla bahut teji se cal raha hai ......

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      Bhai india ki supreme Court sudhar gai lekin ye maulana log kab sudhrenge

  • @AbdulRahman-fn4eb
    @AbdulRahman-fn4eb 2 года назад

    Halala nahi karne ka bekar ok

  • @iram8201
    @iram8201 4 года назад +1

    Aagarr Husband aur wife 3 taalaq ka baat rehna chahte hai taab kya karay

  • @FirozKhan-gn3it
    @FirozKhan-gn3it 4 года назад +1

    Bina hallala ke

  • @mdejazsaahil9783
    @mdejazsaahil9783 4 месяца назад

    तलाक नहीं बोल कर सिर्फ फोन पर यह बोले के 123 किया तलाक हो सकता है

  • @chaskagudy909
    @chaskagudy909 2 года назад

    jb wo sharabi ho to kya kry

    • @IRCTV
      @IRCTV  2 года назад

      Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      Chaska Gudy Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
      80-5545-5545 (8am to 10pm IST)

  • @eveadam769
    @eveadam769 8 лет назад

    Kia teen talaq ak sath Diana k bad rujo ka koe tareeqa nhi?

    • @accountsnowgam7587
      @accountsnowgam7587 8 лет назад +1

      HAAN HAI ... WO RUJOO KAR SAKTA HAI 3 IDDATON ME AGAR WO RUJOO KARNA CHAHE TO KARSAKTA HAI ....

    • @raahemustaqeem8105
      @raahemustaqeem8105 7 лет назад +1

      +GULZAR HARIS sahiiii

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад +1

      ji bilkul ruju hai. kyun keh 3 talaq ek majlis main 1 hoti hai..

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 7 лет назад +1

      Shart yh keh aise ek baar ya do baar huwa hai. Teesri baar gunjaish nahi rujuh ki...

    • @abidashaikh2228
      @abidashaikh2228 6 лет назад

      Mere sohar ne mujhe meri ammi aur baki 4 log ke samne ek sath teen talaq diye hai aur hum log ne pepar bhi sing kar diye ab hum dono wapas ek dusre ke sath rehna chahte hai to kya reh sakte hai plz reply zaroor dena sunni hu mai

  • @rizwanahmed2949
    @rizwanahmed2949 7 месяцев назад

    Mai halala nahi maanta,halala agar islsm mein hai to ye islam me bahut badi galti hai

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 месяца назад

      tum unpar ho.jahil humesha apny comment se pechana jata hai

  • @scorpioangel9870
    @scorpioangel9870 6 лет назад

    Agar koi gusse mai talaq bol de to kya talaq hojata hai

  • @Syedaaema
    @Syedaaema 4 года назад

    Kya ho jaega talaq

  • @oo-hm1ur
    @oo-hm1ur 4 года назад

    Ruju ka mtlb

  • @yousufurrahmanrahman9622
    @yousufurrahmanrahman9622 7 лет назад

    Assalamualaikum

  • @ridajaved9226
    @ridajaved9226 7 лет назад

    Bhai m pareshan bht hn Esly ap se Masla puch rhi ap na soo plzz ap Mujhay Bta de jaey ga M wait karun gi

    • @qadirqureshi7805
      @qadirqureshi7805 7 лет назад

      rida javed plz listen to dr zakir naik.he knows better quran and hadess as compare to all other scholars...

    • @dostichannel87
      @dostichannel87 7 лет назад

      hi rida dosti karogi mugse

    • @ImranShaikh-sn8vx
      @ImranShaikh-sn8vx 4 года назад

      Iski baat me mat aana jo puchna he mere se pucho

  • @fatmasayyed3970
    @fatmasayyed3970 7 лет назад +1

    Pls Bhai apna no do

  • @abedindhamiya9634
    @abedindhamiya9634 9 месяцев назад

    teen talak ek sath de de to kya bivi ko vapash lane ki koi gunjesh hai.

  • @ansariboy7075
    @ansariboy7075 3 года назад

    Agar kisi ne 3 talaakh dene k baad bhi alag na hui ho to kya ?

    • @MohsinKhan-vv7go
      @MohsinKhan-vv7go 3 года назад

      Phir wo ekdusre ke Nikah me nahi rehte. Live in relationship kehlaayi jaati hai.