3 Talaq 1 Hoti Hai Ya 3 ? By

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 29 ноя 2024

Комментарии • 323

  • @headhunter9244
    @headhunter9244 Год назад +20

    Faiz Bhai Ko Aaj Pehli Baar Itne Ikhtilaaf Ke Saath Aur Khule Dil Se Strictly Koi Mas'ala Discuss Karte Hue Dekha Hai

    • @aamirrajput866
      @aamirrajput866 2 месяца назад

      @@headhunter9244 or wo bhi galat

  • @AsraAnjum-g4x
    @AsraAnjum-g4x День назад +1

    Ya ALLAH hum sab ko Sahi ELM-E-DEEN ki samajh de... Aameen 😢😢😢

  • @miasmias3263
    @miasmias3263 9 месяцев назад +6

    MashaAllah, adv Faiz sayyed sahab bohot umda bojot shandar bayan hai

  • @Gulfashahusain510
    @Gulfashahusain510 8 месяцев назад +2

    Mashaallah ❤ Allah har muslim mard ko ye samjhne or risto ko Mutabik e islam ke sth gujarne ki tokeef ata farmaye... Jo behne presan h Allah unke masail ko hal farmaye Ameen

  • @khadijafatima9240
    @khadijafatima9240 Год назад +5

    May Allah grant us goodness, May Allah bless us, May Allah cure those are sick, May Allah grant us deep understanding.

  • @baberjaved8028
    @baberjaved8028 6 месяцев назад +14

    ہم نے صرف اللہ تعالیٰ کے احکامات کی پیروی کرنی ہے کسی انسان کی نہیں اللہ تعالیٰ کے حکم کے مطابق ایک وقت میں صرف ایک طلاق ہی ہو گی زبان سے چاہے 50 دفعہ کہہ لیں بھائیو لوگوں کی نہ سنو صرف رب العالمین کی سنو

  • @abubakarjariwala
    @abubakarjariwala 8 месяцев назад +4

    Mashaallah aapne bilkul sahi kaha. Mere dil ki baat Puri bata di. Mujhe 3 saal se yahi sawaal tha.
    Isiliye ye baat hai, Allah apne momin par sakhti ni karta, lekin momin khud hi karta hai.
    Allah sab imaam ko hidayat de. Aur is baat par khul kar saath bethkar ispar dhyaan de

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад

      Khabardar k AINDA tu ne apny kutty shohur k qartoot ulamah peh daly toh. Sakhti us ne khud ki hain, kisi ne us ko gunpoint peh teen talaqy nai kehlwaye. Ab tum haram zindagi guzar rahi ho

  • @musawwiriqbal2108
    @musawwiriqbal2108 16 дней назад

    Apne mere dil se itna bata bojh utar me apne ALLAH se kb se dua kr rahi ap wasila bane mere dil ka boj utr gaya ALLAH apko hamesha khush rakhe apko koi gham na pesh ay

  • @naziaansari7643
    @naziaansari7643 11 месяцев назад +4

    Mashallah bhai jazaak allah bhai apne confusion door kar di bhai allah ap ko yha bhi kamyab kare or aakhirat me bhi kamyab kare bhai

  • @altafmaqbool9791
    @altafmaqbool9791 9 месяцев назад +13

    ALLAH is one

  • @musawwiriqbal2108
    @musawwiriqbal2108 16 дней назад

    Mere ALLAH ne quran me wakfe wakfe Tino talaqo ko bayan kiya he ❤ kabhi me apne ALLAH se mayoos nhi hn mera ALLAH se me bohat piyar krti mere nabi se bhi hamara islam bohat piyara he

    • @Shahinkhatoon3456Khatoon
      @Shahinkhatoon3456Khatoon 9 дней назад

      @@musawwiriqbal2108 kya biwi shohar se jabrdasti talak bulwaye aur sohr na chahe talak dena pr biwi talak bulwaye to sohr tin talak ek hi sans me bol de to kya talak ho jata h

  • @ab.majeed.ansari.55
    @ab.majeed.ansari.55 5 месяцев назад

    jazak allah adv. faiz sayyed aap ne qurraan o hadees ke hawale se iss masale ko samjhaya......jo mane toh alhamdu lillah jo na mane uss ki apni marzi.........

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад

      Jo man raha hain us ne rakhel rakhi hue hain aur harami ulad paida kar raha hain. Aur haramiyo ko na bap ka nam milta hain na wirasat

  • @MohsinExperiments
    @MohsinExperiments Год назад +4

    Jazakallah khairan ♥️

  • @ImranKhan-ql3sx
    @ImranKhan-ql3sx Год назад +5

    Mashallah God bless you brother

  • @shenaazpothiwalla7084
    @shenaazpothiwalla7084 Год назад +5

    JazakAllah
    Nicely explained

  • @evaahmed13
    @evaahmed13 2 месяца назад +2

    Ma Sha Allah

  • @shifaansari9616
    @shifaansari9616 4 месяца назад

    Waao masha Allah well explained kafi achcha bayan kiya aapne

  • @zulfikarahmed9337
    @zulfikarahmed9337 Год назад +2

    Jazak Allah khair min bhai.... ❤❤❤

  • @Junaidahmed76241
    @Junaidahmed76241 11 месяцев назад +1

    Aaj mujhe yakin ho gya ye ahle hadees hai

  • @arfaat18
    @arfaat18 Месяц назад

    Faiz bhai samajh gaye ke wo sawal karne wala hanafi hai isiliye itne khule aur behtreen tariqe se samjhaye hain...( Shyd)

  • @muhammadizram
    @muhammadizram 3 месяца назад

    He is in reality a real factor.

  • @fam0876
    @fam0876 4 месяца назад

    Jin ko yeh lagta hai ke Qur'an mein talaaq ka tarika bataya nahi gaya hai unke liye neeche Qur'an ka reference share kar raha hoon, maani ke saath saath tafseer bhi padhein, ab yeh aap ke upar hai ke aap kin ki tafseer padhtey ho....Agar aap thodi bahot bhi Arabi samajhte ho to Insha'Allah aapke liye maani ke saath padhne bhi kaafi hog.
    Surah Baqarah, Surah no. 02 , Aayat no. 228 to 240
    Surah At-Talaaq, Surah no. 65. Aayat no. 1 to 7

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад

      Iddat aur talaq ko milana BAND KAR DOH

  • @Sundusmalikk
    @Sundusmalikk 3 месяца назад

    Thank you soo much ❤️ this has shown me that there still is hope.

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 2 месяца назад

      you are a jahil listening to unqualified jahils

  • @saudzulfiqar5758
    @saudzulfiqar5758 8 месяцев назад

    Sabse achi explanation

  • @Zeenat-h5c
    @Zeenat-h5c Год назад +2

    Jazakallahukhair

  • @hellfire-uo2zv
    @hellfire-uo2zv 10 месяцев назад +1

    Yani aaj ka daur aur Muhammad SAW ka jamana same tha
    Khud to badalte nahi Deen ko badal dete hai
    Khud badlo 3 talaq ek saath mat do
    Nahi to yaha Umar rz the kore Marne ko
    Wahan jahannam ke farishte marenge woh bhi aag ke kore

    • @khansalman6981
      @khansalman6981 6 месяцев назад

      Kya WhatsApp par 1 shath 3 talaq likhne se talaq ho jati hai

    • @OmaimaTanveer-xg2sy
      @OmaimaTanveer-xg2sy Месяц назад

      ​@@khansalman6981Nahi Hoti bhai

  • @meditation4099
    @meditation4099 Месяц назад

    Thanks sir India ke har ek musalman ko education jaruri is par taki din ka naam karab na ho aur ruswai na ho

  • @asmayamin4434
    @asmayamin4434 5 месяцев назад

    Thanks for saving my life

  • @UmGaliyah
    @UmGaliyah Год назад +1

    جزاك الله خير
    Faiz Bhai

  • @Aamujaanie
    @Aamujaanie 3 месяца назад +3

    السلام علیکم مولانا صاحب مہربانی کر کے میرے ایک سوال کا جواب دیجیے بہت ضروری ہے میرے لیے دو مہینے پہلے میرے شوہر نے مجھے غصے کی حالت میں دو بار طلاق بولی تھی اس کے بعد کچھ دنوں بعد ہمارا فون پہ رابطہ ہوا وہ ڈیوٹی ہے چلے گئے میرے سے دور ہے تین مہینے پہلے نہیں ا سکتے لیکن ہمارا فون پہ رابطہ ہے ہم اچھے سے بات کر رہے ہیں اور میں ان کی اپنی سسرال میں ہی رہ رہی ہوں ان کے ماں باپ کے پاس لیکن تین مہینے ابھی نہیں ہوئے کیونکہ تین مہینے کے بعد ہی ان کو چھٹی مل سکتی ہے تو اس حالت میں ہم کیا کر سکتے ہیں

  • @chjamil3865
    @chjamil3865 Год назад +4

    Agr nabi pak na teen ko ek qarar Dya tha ya such h or sabit h tu Musilmanoo ka lyee nabi pak ka hukkam lazmi or yhee Shriyat or nabowat ka bad hazrat umer Farooq na Musilmanoo na mazaq bnaya ke vjha sa teen qarar Dya tu ya qanoon h shriyat nhee

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 11 месяцев назад +2

      Unho ne teen ko ek kabhi KAHA HI NAI TA

    • @onpassiveartificialintelli7361
      @onpassiveartificialintelli7361 7 месяцев назад

      3 talaq ko 3 nabi ne v kaha
      sahaba ne v kaha
      sahaba k bad walo ne v kaha
      fiqaha ne v kaha
      aur aj tk yhi masla bayan kiya jata h
      200 sal pahle 3 ko 1 kahne ka fitna suru kiya gya h jo gumrahi h sirf.

    • @jannatmansoori4605
      @jannatmansoori4605 4 месяца назад

      ​@@onpassiveartificialintelli7361agar aisa tha toh Umar farook ra ne fatwa kis liye diya tha..kya zarurat thi fatwa dene ki agar pehle se yehi tha toh

    • @hanif_rb11
      @hanif_rb11 3 месяца назад

      @@chjamil3865 meri madad karo bhai please bhot masle hore mere gharme mujhe ehsas b hai aur pachtawa b is baat ka mene 3 baar bola aaj humdono chahte hai ek dusre k saat rehna islye Allah k liye madad karo bhai meri

    • @OmaimaTanveer-xg2sy
      @OmaimaTanveer-xg2sy Месяц назад

      @@jannatmansoori4605 qke log apni auraton pe zulum Karne lagye the k unhe aik time mein teen dedete the aur Ghar baitha dete the phir aik month BAAD ruju karlete the isliye unhe majboori mein ye limited time kelie faisla karna para

  • @SyedRizwan-kd3tw
    @SyedRizwan-kd3tw 8 месяцев назад

    Best explained , brother

  • @pujarajput667
    @pujarajput667 9 месяцев назад +3

    Hazrat umar rz ki bat ko manna hi hoga
    Ye gumra he faiz bhai aap

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 9 месяцев назад +1

      Right.

    • @fam0876
      @fam0876 4 месяца назад

      Achcha, pehli baat to yeh hai ke talaaq dene ke liye 3 baar keney ki zarurat he nahi hai, 3 baar kaho 1 baar kaho hogi to 1 he...

    • @OmaimaTanveer-xg2sy
      @OmaimaTanveer-xg2sy Месяц назад

      Quran mein ahdees mein ye Likha hai k quran aur ahdees k mutabiq Zindagi guzare Ayr hazrat umer ne ye faisla limited time kelie Kara tha

  • @subcool-hf3zg
    @subcool-hf3zg 2 месяца назад

    Unbelievable, very very well said

  • @ThePalFace
    @ThePalFace Год назад +4

    Well, Masial Kaa Hall Khabhee bhee Ahal Hadess say naa pochain Phir app naa edher kay rhain gay naa udher kay.

  • @ayshamaqbool1583
    @ayshamaqbool1583 8 месяцев назад

    Jazak Allah kher

  • @Almas640
    @Almas640 5 месяцев назад

    Allah ap ko ajr dy❤

  • @rafiuddinkhan8069
    @rafiuddinkhan8069 2 месяца назад +1

    اگر کسی نے ایک بار میں دس بیس طلاق دے دی ہو تو اس لئے سمجھداری کی بات تین طلاق ایک ہی ہے

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 2 месяца назад

      ek na kuch aur. aurat ko tum logo ne rakhel banaya hua hain

    • @WasimSayyed-p4i
      @WasimSayyed-p4i Месяц назад

      Tum khase ho
      ​@@razamughal4582

    • @shahrukhalvi1448
      @shahrukhalvi1448 9 дней назад

      Itni akal nhi h kya kitni bar bolna h

    • @sherazbhat7781
      @sherazbhat7781 3 дня назад +1

      3 talak 3 hoti hai, agar one time hi bola hoga....sahi tarika hai 1 hi bar bolo

  • @huma3053
    @huma3053 24 дня назад

    Plz mujy reply zaror kry k
    Union council k zariye di gai talaq hassan k bad bubra dono miya biwi nikkah kr skty hain k nhi talaq har 3 month me alg di gai just 2nd month wale paper me ak gwah nhi tha or biwi ka kehna hai k us ny papers recive hi nhi kiye or dusri trf wife ka yeh bi kehna hai k main talaq nahi kena chahti is liye maine sign hi nhi kiya
    To ab kiya hukm ho ga in k liye yeh kr skty hain nikkah dubara

  • @Islamicworldofficals
    @Islamicworldofficals 10 месяцев назад +1

    Nice explanation

  • @mdemannoormolla1237
    @mdemannoormolla1237 Год назад +1

    Very good.bayane

  • @Farazkhan12347
    @Farazkhan12347 11 месяцев назад +3

    Jb Teen Bar Kubool h Kubool h Kubool h khne pr Ek Nikah hua To Teen Bar Talak Khne Se Teen Talak Kaise hua ?Ek Talak hua !Simple

    • @tahirafatima4873
      @tahirafatima4873 11 месяцев назад +3

      Aapke ke logic ke hisab se to aisa hona chahye...ke Jb ladka ke teen baar Qubool hai bolne se Nikah hua to usi trah teen baar Talaq bolne se Nikah khatam hua..Simple

    • @onpassiveartificialintelli7361
      @onpassiveartificialintelli7361 7 месяцев назад

      pagal h tum
      ek bar kahne se v nikah hojata h
      2 4 bar kahalwana jaruri nhi
      talaq 3 bar bolega to 3 hi hogi ya ekhi bar me kahega tujhe 3 talaq diya tb v 3 hi hogi
      smjh me nhi ata h to mt smjho lekin galat bate mt kro

    • @jannatmansoori4605
      @jannatmansoori4605 4 месяца назад

      ​@@onpassiveartificialintelli7361
      Teen bar talaq kehne ka naam talaq nhi hota...teen bar talaq dene k Amal ko talaq kaha gaya h..teen dafa ...teen waqt..three times..alfazo se mat khelo,..Quran me talak dene ka tariqa bataya h. Na k kehne ka

    • @hanif_rb11
      @hanif_rb11 3 месяца назад

      @@onpassiveartificialintelli7361 bhai me shariyat aut saari chizo ka ehteram karke is masle ka hall chahta hu mene meri biwi ko ghusse talab kaha naaki talak toh kya mera hogya aaj hum dono taklif me hai aur chahte hai k saat rahey aur kabi aisi galti ma dauraye toh please humari madad karey aur hal bataye kyu ghar wale nai maanre

  • @Ali39767
    @Ali39767 20 дней назад +1

    جب 4 امام کا ماننا ہے کی 3 طلاق 3 ہوتی ہے تو یہ اجماع ہے

  • @SameerKhan-px5qj
    @SameerKhan-px5qj 8 месяцев назад

    Jazakallah khair

  • @ShahrukhKhan-w7d
    @ShahrukhKhan-w7d 2 месяца назад +1

    Kya such hai allah behtar jane 3 ko 1 kahe ya 3 ko 3

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 месяца назад

      sirf Allah nai janta.duniya meh shuhoor waly aur pary likhy insan mar nai gaye. teen talaq TEEN hoti bari hi asani se sabit kiya ja sakta hain. albata likhna boht kuch parega. yeh srf aurat ko rakhel bana raha hain. asani se samajhny wali bat yeh hai k yeh ab is sadi meh ikhtilafi masla bana hain, pehly nai ta. mufti tariq masood tafseer e Quran episode 100 dekhy

  • @rafiansmelodystarsorchestr1287
    @rafiansmelodystarsorchestr1287 4 месяца назад +1

    सर..... हम अपने नबी को फ़ॉलो करें या साहबियों को..... अगर नबी को फॉलो करना है तो 1 टाइम में देने वाली तलाक़ को 1 ही माना जाना चाहिए...... इस्लाम में तलाक़ में ही इतनी ताकीदी क्यों?..... सहूलियत होना चाहिए पूरी जिंदगी का सवाल है..... बच्चे होते है..... ऐसे से तो पुरे मुआशर में अफरा तफरी हो जाएगी

  • @touseefhussain1219
    @touseefhussain1219 8 месяцев назад

    Khush kardia sir

  • @hanif_rb11
    @hanif_rb11 3 месяца назад

    Tamam shariyat aur maulwi saab ka ehteram karte hue meri sabse ek he request hai,mere aur meri biwi k bichme thode masle hone ki waja se ek din ghusse me unko chup karne k liye mene (talab) bola aur mera intension wo nai tha lekin unko laga mene talaq bola toh aaj humdono taklif me hai aur dubara aisi galti karne se rooh tak kaanpengi ye soche toh kya humari madad koi kar skte is masle me kyu k bhot se maulwi saab se puche unho ne bole hojata hai aur humdono bhot taklif me hai nai hona chahte door ek dusre se pleasee humari madad karo

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад

      ap ka maqsad yeh ta k woh talaq samjhy toh yeh hi lag raha hain k teh talaq hain magar kinaya ilfaz se. aisi talaq meh iddat meh rujoo mana hain. kisi achy darul ifta jaye aur waha muft se appointment leh

    • @logicgearvfx9740
      @logicgearvfx9740 3 месяца назад +1

      @@hanif_rb11 jb ap ne "talaq" ka word use nhi kia to it doesn't matter biwi jo b smjhe. Ap biwi ko proof kr dou k mene talab kaha tha kisi tarha sy. Ab esa nhi h k ap kch or bolo or wo "talaq" smj k chor dy.

    • @logicgearvfx9740
      @logicgearvfx9740 3 месяца назад

      Kinaya alfaz mei niyat matter krti he..agr niat sirf dranay ki the to phr talaq nhi he ​@@razamughal4582

    • @hanif_rb11
      @hanif_rb11 3 месяца назад

      @@logicgearvfx9740 jazak Allah khair♥️

  • @Sahil2350
    @Sahil2350 10 месяцев назад +5

    Best explanation ❤

  • @naseerrafiq913
    @naseerrafiq913 4 месяца назад

    Assalamualaikum Faiz bhai, in those times the arabs had the habit of repeating the same word 2to3 time to emphasize it, and they used to say talaq 3 times to emphasize it but when asked they used to say their intentions whether they had niyyat for 1 or 3 and according the fatwa was given, but Hazrath Umar( RA) knew now people started playing with Islam, hence he passed the law, hence the niyyat counts. Allah knows best.

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад

      Hence the niyyat does NOT count. three talaqs are THREE. The PROOF of that is that hazrat umar implemented capital punishment and said that ‘from now on anyone that repeats talaq three time I will consider it three, therefore refrain from repeating three talaqs unless your intention is three’
      The sahaba ACCEPTED that they will be subject to capital punishment, and they got whipped if they went against the sunnah and gave talaq three times in one go.
      *All this PROVES that every single sahabah, including the Prophet KNEW and ACCEPTED that three talaqs was ALWAYS three, thats why drastic measures had to be taken*

    • @naseerrafiq913
      @naseerrafiq913 3 месяца назад

      @@razamughal4582 right, Allah knows best

  • @SyedRizwan-kd3tw
    @SyedRizwan-kd3tw 8 месяцев назад

    Jazak Allah

  • @saeedansari7175
    @saeedansari7175 6 месяцев назад +1

    Ji assalam o alaikum Gusse ki halat me talaq talaq talaq boli Jaye to kya hukm hai quraan aur hadish se bataye

  • @Romana-j5q
    @Romana-j5q 8 месяцев назад

    Isme ek masla yeh bhi janna chahti hu ki talaq k bad bhi wo miya biwi sath the hum bistri hue or talaq k baad ab 2 periods aane k baad ladki pregnant h to ab ky krna chahei ......or agr wahi shohar shadi kre biwi se to ky krna hoga

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 месяцев назад

      Shadi nai honsakti aur ulad najaiz hain

    • @nasirhamid4969
      @nasirhamid4969 7 месяцев назад

      Aisa kaise possible hai 2 period ke baad pregnant hui ho . Aisa possible nhi hai . Agar 2 mahine pehle hui h sohbat to sperm ko 2 mahine pehle ke egg se fertilize hona tha . Aur sperm 48 hour maximum jinda rehte hain to 2 period ke baad kaise pregnant ho skti hai it's scientifically impossible.

    • @nasirhamid4969
      @nasirhamid4969 7 месяцев назад

      Yahan confirm hai ki 1st. ladki ne apne sohar se dobara sohbat ki ho jisse talaq fasiq ho jayega 3rd period se pehle agr hui ho to.
      2nd :- ya to may be possible ki ladki ne jina kiya ho kisi aur ke sath .
      3rd :- ya to kisi uske sath galat kiya hai bina use pata chale
      Kyunki apki logic kisi tarike set nhi ho rhi sister

  • @mdsajjad5196
    @mdsajjad5196 Год назад +1

    Mujhe baat karna h

  • @Sarosh943
    @Sarosh943 4 месяца назад +1

    I amazed on people's nonsense, jo Prophet Muhammad SAW ki bat ko ignore kr k 3 in one sitting ko 3 khna pe bzzid han. Lekin Halala krata hua in ko koi Haya nhi aati, jb k consciously halala Haram or intiha ki ghleez bat ha. Or ak aurat ki utter disrespect ha.

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад +1

      Islam ka alif beh seekh. teen talQ TEEN HAIN, simple mathematics. West tum peh hansy k tumhy seedha seedha mathematics nai ati. Three EQUAL three. Jaha 1=1 waha 3=3. Aur halala bhi aurat ki disrespect NAI hain tab hi kabhi koi aurat nai nazar aye jis ne protest kiya ho, ya kisi court ne halala ban kiya ho. Tu ja kar seekh k talaq kehty kis ko aur halala kehty kis ko

  • @Abdullah_2442
    @Abdullah_2442 3 месяца назад

    7:13 bhai konse hanafi ne aqeedah tahawia ko radh krdia?

  • @InspirationalDinosaurFos-uc8it
    @InspirationalDinosaurFos-uc8it 2 месяца назад

    Ak notes py 3 talaq Bayin ho to kya 1 hogi k 3

  • @shafias5343
    @shafias5343 Год назад +2

    Plz do bayan on dis
    If we dont know whether my parents or elderz gave zakat on behalf of me, will i be punished?
    If we are doubtful that my zakat is given or not by my gaudian, will i be punished?
    Joint family mey sabb ka zakat ,ghar k badey father-in-law dethey hey. But vo correct derahey hey ye nahi malum .

    • @sabeelahmed1157
      @sabeelahmed1157 Год назад

      You have to give zakat every year based on your savings money, gold, silver and any other valueable item savings. Once you calculated the amount of your savings then you have give 2.5 percent of that amount as zakat.
      Every year you have to calculate savings amount to pay 2.5 percent of zakat.
      Parents don't have any responsibility for your zakat. Your zakat will be responsible only by you.

  • @syedsameer4041
    @syedsameer4041 Год назад +3

    Asslamo alikum

  • @MosinKhan-rd1kc
    @MosinKhan-rd1kc 4 месяца назад +2

    Hazrat Umar Hazrat Usman Hazrat Ali Abdullah Abbas Abdullah ibne Umar Abdullah ibne Masood in sahabi ka yahi fatwa h jab koi 3 talak ka fatwa leke inke pas aata to ye sahabi biwi ke haram hone ka fatwa dete the fece Bhai aalim nhi h inko ilm nhi h sai q ke ye kisi madarse me nhi pade isliya ilm nhi h agar ilm hota to inke akhqak fel bhi batate inko malum nhi h inko bus Qur'an hadees pata h sahaba ne Qur'an bhi pada hadees bhi padi aur tashri nhi sai karo Kuran Hadis ke vah taahri Jo sahaba ke against the wo nhi mani jayegi

  • @alishanoor6358
    @alishanoor6358 8 месяцев назад

    Please hme btaeye mere shoher ne teen baar hme talak bola h kyaa fir se nikah ho skta h btaeye koi rasta h kyaaa

  • @wasimshaikh8283
    @wasimshaikh8283 Год назад +2

    Assalamualaikum faiz bhai .
    Mera b kuch talaq ka masla he.aapke se kaise Direct contact kare...aap k reasearch centre se muje koi proper answer nhi mila....aapse ek baar baat karna hai

  • @akhilqhadri1396
    @akhilqhadri1396 7 месяцев назад

    Bahut khoob bhai

  • @FAIZANHUSSAINalig
    @FAIZANHUSSAINalig Год назад +2

    Faiz bhai aap ne koi Hadith ka reference nahi Diya!. Please yeh bhi de ke aap 3 ko 1 kis hadith ki base pe le rahe hain!

    • @FAIZANHUSSAINalig
      @FAIZANHUSSAINalig Год назад

      @UniqueDesire_Read the full hadith bro even this hadith ends with 3 divorces with treated as 3 not 1. And if you say that it was Hazrat Umar who changed the regulations of talaq and went against the Qur'an then bro please check your imaan. Also, the narrator of this hadith ibn Abbas took 3 divorces as 3, so how can you say that 3 are 1, even if the narrator of this hadith is taking 3 divorces as 3 then how is this hadith understood correctly? All the fatawa of sahaba present in Musannaf ibn abi shaiba indicates the same! It's just Imam ibn Taimiya emphasized 3 as 1 that's why the majority of the ahle Hadith sect thinks the same! That's the clear indication of you being the same as the other sects! Also as per Imam Nisayi this hadith is for the women with whom the husband hasn't made any relationship yet!
      Lastly, once you are in a sect you'll only accept the things which are parallel to your sect otherwise you'll find every possible excuse to reject it, like almost every ahle hadees rejects the hadiths which goes against Hazrat Muawiya RA, which are narrated by most of the Sahabas for example bukhari 2812, Muslim 6628, 4776, Abu dawood 4131, 4646.

    • @FAIZANHUSSAINalig
      @FAIZANHUSSAINalig Год назад +1

      @UniqueDesire_ to bhai aap 3 ko 1 maan len, mujhe isse zyada nahi malum aur Mera initial comment reference janne ke liye hi tha kyonki Faiz bhai ne reference Diya nahi tha. Baki 1 bad bhi 3 mahine guzar Gaye to nikah toot jata hai aur wapas nikah karne ka option hai jo ke 3 ke bad nahi hai. Aur Hadith ki sahih tashreeh to sahaba ke Amal mein dekhenge na waha to 3 ko sab 3 hi Maan rahe hain aur jis hadith ka aap hawala de rahe hain maine woh Islam 360 mein dekhi waha last mein yahi hai ke Hazrat Umar ne bad mein 3 ko 3 hi mana.

    • @FAIZANHUSSAINalig
      @FAIZANHUSSAINalig Год назад

      @UniqueDesire_ yeh to samjh nahi aaya I'm believe in Allah?
      Kahi yeh to nahi keh rahe Qur'an ko manenge? Qur'an to talaq ki details nahi batata. Baki yeh to chota masla hai, ahle Hadith jis manaj pe khade Hain ke bus Qur'an aur Hadees ko hi manna hai wahi manaj woh Hazrat Muawiya aur Maula Ali ke case mein bhul jate hain aur pakke babi ban jate hain bareilvio ki tarah

    • @FAIZANHUSSAINalig
      @FAIZANHUSSAINalig Год назад

      @UniqueDesire_ bhai shayad ap har bat ko ulta samjhte hain, maine kaha Qur'an mein talaq ke details nahi hain! Ke kaise kya kitna time? Talaq ka to mention bilkul hai jaise namaz padhne ka huqm Quran mein kai bar hai lekin tareeka ek bhi dafa nahi hai uske liye Hume Nabi SAW ki sunnat dekhni padegi. Aap rehne se apko samjhane ka koi fayda nahi hain aap wahi mano Jo aap ke firqe ke baba mante aur karte aaye hain. Har firqa usi mein khush hai jo uske paas hai ~ Quran

    • @FAIZANHUSSAINalig
      @FAIZANHUSSAINalig 11 месяцев назад

      @UniqueDesire_ maine upar comment mein bhi kaha aur ab phir se kehta hoon apko 3 ko 1 manna hai aap maane, mera jo muaqqif tha maine apke samne rakh Diya manwana mera kaam nahi hai aur na mujhe apse munazira karna hai, maine apka subah wala comment hi ignore kar diya tha kyunki main apne final jawab mein already keh chuka aapko Jo manna hai maane.

  • @Shahinkhatoon3456Khatoon
    @Shahinkhatoon3456Khatoon 9 дней назад

    Please btaye

  • @MukhtarAli-c2y
    @MukhtarAli-c2y Год назад +1

    Jazaklaa ap khaa sa

  • @KhushiAnsari-j7j
    @KhushiAnsari-j7j Год назад +3

    Faiz bhai mere husband shadeed gusse. Me bola hai bahot pastawa kuch batye

    • @safeersoomro7198
      @safeersoomro7198 7 месяцев назад

      Talaq hogai ha behn

    • @fam0876
      @fam0876 4 месяца назад

      aapke shaunar agar apney is faisley se rujooh kar le to koi masla nahi hai. Aur pehli baat talaaq aisey gussey mein nahi di jaati, uska tarika Qur'an aur hadees mein bataya gaya hai. Jab Hasband talaaq ka mukammal iraada karle to dono gawaaho ke saamney dono families ke saamne mehfil mein talaq dega aur sabsey important aurat ke haiz ko dhyaan mein rakh kar talaaq dena chahiye, matlab jab aurat ki maahwaari shuru ho us waqt talaaq dene ka hukm hai, aur iski iddat 3 maahwaari tak hogi aur is dauran shauhar ko apni galati ka andaza ho jaaye to woh rujooh kar sakta hai (Mahwaari ka khayal is liye rakha gaya hai, ke agar biwi ummeed se hai to pata chal jaayega aur ho sakta hai hasband ka irada badal jaaye). Aapke shauhar agar hanafi fiqah ko follow kartey hai to phir masla ho jaayega kyunke hanafi waaley ek mehfil mein di gayi 3 talaaq ko 3 maante hai, matlab 3 talaaq ke baad rujooh karney ka koi mauka nahi....
      Behen aapne guzaarish hai ke aap khud Qur'an ko meanig ke saath aur Tafseer (Interpretation) ke saath padhein aur samjhe,
      Read meaning and interpretation (Tafseer) of below mentioned Aayat.
      Surah Baqarah, Surah No. 02, Aayat no. 228 to 240
      Surah Talaaq, Surah No. 65, Aayat no. 1 to 7.

  • @sartajrani6767
    @sartajrani6767 Месяц назад

    Faiz ser mere shohar ne bhi mere sath yahi sab kiye hai mujhe kuch samjh mein nahi are hai meri 3:30 sal ki beti hai mein kya karu mere kuch bhi samjh mein nahi are hai ser plu kuch batao aap,😭😭

    • @sartajrani6767
      @sartajrani6767 Месяц назад

      Woh mere sath bohut taklif utha rahi hai mujhe koi bhi rasta nahi dekh raha hai bus mar jana ko dil karte hai

    • @Muftisahbbeyan98
      @Muftisahbbeyan98 Месяц назад

      Whtap kry sawal tafseel sy

  • @aligharsalman4636
    @aligharsalman4636 8 месяцев назад +2

    Maasalla Allah appko janat da naseb ata farma

  • @moinansari6118
    @moinansari6118 Год назад +1

    bariki masla ye ahle hadees nhi jante talaq ka tin ko ek kahe jate bariki janna h refrence ke sath engineer ki video dekho jisme pura masla bataya h hazrat umar RA ne q wahan ke logo ke aisa kr diya tha

  • @Misbahanees123
    @Misbahanees123 3 месяца назад

    Faiz bhai apse bat ho skati hai?

  • @kanwaljameel7644
    @kanwaljameel7644 Год назад +1

    Main ap se talaq ka fatwa nikalwana chahti hun. Meri zindagi ka sawal hai. Please rehnumai karen.

  • @sahibaforoz7905
    @sahibaforoz7905 2 месяца назад

    Kon sa faida hai 3 ko 3 kehne me.. khamakhah

  • @junaidabdulrazzaq7300
    @junaidabdulrazzaq7300 Месяц назад

    Bhai mujhey ya lagata hey ka Quran Allah ka Kalam hey or Allah na Kya hukum dya hey

  • @rounakperween7744
    @rounakperween7744 Год назад +2

    Bilkul sahi baat kar rhe h bhaijaan logo ne deen chhod maslaq parasti per utar aaye h . jab deen me jo baat h use follow kiya jana chahiye.

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Baqwas kar raha hain

    • @DanishKhan-xb4cn
      @DanishKhan-xb4cn Год назад +1

      Kis kis ko samjhayen Kuran ke hisab se koi nahi chal Raha hai sab inki onki baat pe chalte hain

    • @aligull1479
      @aligull1479 Год назад

      @@razamughal4582 bhai tunay kasam kai hai logo kay gar barbad krnay mein tu aye gha jawb dhenay qabae mein

  • @Fizaqureshi-309
    @Fizaqureshi-309 5 месяцев назад

    Kya 3 bar talaq khene s talaq hujata hai

  • @WaqarMehmood-n7v
    @WaqarMehmood-n7v 9 месяцев назад +3

    3talaq 3hoti hai

  • @ziaullashariff
    @ziaullashariff 2 месяца назад +1

    Hazrath umar se pehle teen ik thi iska koi saboot nahi hai.
    Agar saboot hota to jaise proof aapnke screen pe ata hai jaise aap ayath quote karte hain wo screen pe dalte hain.

  • @mohammadequbal2201
    @mohammadequbal2201 Год назад +2

    Quraan me clear hai, talaq ka masla,, phir koi apni mantik qabil qabool nahi...

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад +3

      CLEAR yeh hain k teen TEEN hoti hain

    • @irfanahmedsirfanahmeds4617
      @irfanahmedsirfanahmeds4617 Год назад +2

      ​@@razamughal4582.
      Kidar hai

    • @soaibalam5176
      @soaibalam5176 Год назад

      ​@@razamughal4582bhai quran me kaha hai ki 3 talaq 3 hoti hai mughe dikhao bhai

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      @@soaibalam5176 Quran meh iddat ka zikar hain. Jab k poori duniya ka itefaq hain k teesri talaq k bawajood aurat iddat shohur k ghar guzaregi magar rujoo NAI ho sakyga. Teesri iddat meh rujoo meh nai hota. Lihaza, Quran aisi iddat ka zikar kar raha hain jis meh rujoo mumqin ho saky. Yani, first iddat ya second iddat. Is se KHUD BA KHUD sabit hota hain k Allah keh raha hain k nikah ko
      *EK* talaq se toro. Tab hi rujoo hoga. Jahan 1=1 waha 3=3. Teen talaq TEEN hain.

    • @AbdulKadir-be3ot
      @AbdulKadir-be3ot Год назад

      @@razamughal4582 or bhai idat Kitne dino ka hota hai jara bataiye to

  • @doctorfaisalbinabdulaziz
    @doctorfaisalbinabdulaziz 11 месяцев назад

    Allah ho akbar

  • @Momo-kz8td
    @Momo-kz8td Год назад

    union council ki 3 notices 3 months may jo diye jaty hai wo 1 talaq hoti hai ya 3 talaq hoti hai ???

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Aisa milta jhulta sawal aya hain mufti tariq masood masail k hul video peh. Pichly 3 ya 4 episodes dekhy. Pir bhi woh sawal adalat k hawaly se nai ta.

  • @SKbabluAli-c6z
    @SKbabluAli-c6z 4 месяца назад

    Quran surah baqarah or surah attalaq 1_7 talaq k masle likha hua hai saaf saaf 3 mahina ka time. Us period me agar dono sath rahna chahte hai to ruzu kar sakte hai. Halaki maine hadees na parhi sirf suna hai is lia hadis k bare me na bolenge

    • @fam0876
      @fam0876 4 месяца назад

      Surah Baqarah, Surah no. 02, Aayat number 228-240 tak talaaq ke baarey mein hai. Aur Surah Talaaq ke baarey mein aapney already bata diya hai.
      3 mahine ke darmiyaan agar rujooh nahi kiya to 1 talaaq complete ho jaayegi, aur uske baad agar dono nikah karna chaahey to unko mat roko aisa Qur'an mein Surah Baqarah ki Aayat no. 232 mein Allah ne farmaya hai.
      Aayat no. 232
      "Aur jab tum aurto ko talaaq de chuko aur unki iddat puri ho jaaye to unko apney shauhro ke saath jab woh aapas mein jaayez taur par raazi ho jaaye nikah karne se mat roko."
      Yeh aayat 2 talaaq ki baat ke baad hai, iska matlab yeh hua ke pehli 2 talaaq ke baad mard apney faisley se rujooh kar sakta hai agar rujooh nahi kiya aur talaaq mukammal ho gayi tab bhi woh aapsi razamandi se nikaah kar saktey hai par yeh unka aakhri mauka hoga, kyunke teesri talaaq ke baad rujooh ka koi raasta nahi rehta. Iske baad ki aayat dekhein
      Aayat no. 230 (Aayat pehle 232 ke pehle ki hai but zikr teesri talaq ke baad ka hai)
      Phir agar shauhar 2 talaaqo ke baad teesri talaaq aurat ko de de to us ke baad jab tak aurat kisi dusrey shakhs se nikaah na karey us pehley shauhar par halaal na hogi, haan agar dusra shauhar bhi talaq de de aur aurat aur pehla shauhar phir ek dusrey ki taraf rujoon kar lein (Nikah karna chaahe) to in par kuch Gunaah nahi bashart yeh ke dono yaqeen karein ke Allah ki hadon ko qaayam rakh sakeinge aur yeh Allah ki hadein hain inko woh un logon ke liye bayaan Farmata hai jo Eelm rakhtey hai"
      Ab masla yeh hai ke is aayat mein jo dusrey shakhs se nikaah ki baat kahi gayi hai usko Halala ka naam diya gaya ha jo ke bilkul galat hai, is aayat ke mutaabiq dusrey mard se nikaah zindagi bhar saath rehney ki niyat se hoga aur agar dusra shauhar bhi agar talaq de de to aurat aur pehla shauhar chaahe to dobara nikaah kar saktey hai.
      Aaj kal kya ho raha hai, shauhar gussey mein aakar yaa kisi ke behkaawe mein aakar ek saath 3 talaaq de detey hai, aur ek saath 3 talaaq par ikhtilaaf hai maslaqo ke darmiyaan, sirf Ahle hadees aur Shia 3 talaaq ko 1 talaq maantey hai aur hanafi mein 3 ko 3 mana jaata hai. Talaaq ke baad shauhar ko pachtawa hota hai aur woh usi aurat ke saath rehna chahta hai, masla yeh hota hai ke ab kya karey, phir wahi halala karwaya jaata hai, us aurat ki 1 raat ke liye dusry mard ke saath nikaah karwaya jaata hai, Bechari us aurat par kya guzarti hogi ke usko pehley shauhar ke saath dobara nikah karney ke liye kisi dusrey mard ke saath ek raat guzarni padhti hai.
      Log samajhte hai ke talaaq dena hai to 3 baar kehna zaruri hai, yeh ek bahot badi galat fehmi hai jo India Pakistan Bangladesh ke musalmano mein paayi jaati hai. Jab Qur'an mein saaf saaf talaaq ka tarika bataya gaya hai to Ulema usi ke mutaabik kyun nahi samjhatey musalmano ko aur Hazrat Umar Radhiyallahu Anhu ke pehley 2 saal tak wahi tarika thaa, phir kuch waqt ke liye haalat ke hisaab se hukm jaari kiya gaya ke ab se 3 talaaq ko 3 mana jaayega, aur kuch maslaq ke nazdeeq Hazrat Umar radhiyallahu anhu ne apney faisley se rujooh kiye they but ismein bhi ihkhtilaaf hai, to Qur'an aur Nabi Sallal laahu alayhi sallam ke daur ko kyun nahi follow kiya jaata......ikhtilaaf ki baat ko rakht do side mein.....
      Talaaq asal mein solution ke liye hai but humne isko aurton ke liye saza bana diya hai, Allah se dua hai ke Allah humein kehney sunney se ziyada amal ki taufik ataa farmaye....

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад

      Talaq aur iddat ko MILANA BAND KAR. Jahil sari zindagi na reh, marny se pehly layk ban ja. Abhi tak tery jaiso ko YEH TAK NAI PATA CHALA K TALAQ *ALAG* hain aur IDDAT *ALAG* QANOON HAIN 🙄. Jahalat ki INTEHA

    • @AsmaSaiyed-ns2nm
      @AsmaSaiyed-ns2nm 24 дня назад

      @@fam0876 mere husband ne whatsapp call par talak diye iddah me hu dusra haiz me hu husband ruju karna chahte mere parents kehte 3 talak hogyi ab nhi ho sakta muje vapas jana husband pas kya karu

  • @nehalbaig85
    @nehalbaig85 7 месяцев назад

    Hazrat umer kayi bar Allah ki baton ko palat diye the to Allah se zeyada maloom tha kya

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 месяцев назад

      baqwas band kar. yeh tumhara bap nai hain, hazrat Umar ki bat ho rahi hain. SAWAL HI NAI PAIDA HOTA K HAZRAT UMAR SHARIYAT TABDEEL KAR DEH

  • @Alyhasan36
    @Alyhasan36 2 месяца назад

    Superb

  • @sahibaforoz7905
    @sahibaforoz7905 2 месяца назад

    Khalifa ko koi haq nahi tha nafiz karne ka.. han jismani saza de sakte hein

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 2 месяца назад +1

      jis se SABIT h gaya k teen talaq TEEN hain. tab hi bazrat umar ne coray mary teh

  • @hirarukhsar3770
    @hirarukhsar3770 Год назад +1

    1 ghante me 1 message pe talaq dena se (k mene ALLAH ko hazir jan ke tmhe talaq deta hun) or 2 call pe talaq dene se (ke me tmhe talaq deta hun) to kia talaq hojati he??
    Plz ap btaden mjhe

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      Yes yeh teen hain

    • @AbdulKadir-be3ot
      @AbdulKadir-be3ot Год назад

      Bhai Talaq 3 mahine me hoti hai 3 gante me nhi samjhe

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Год назад

      @@AbdulKadir-be3ot teen talaq ek second meh TEEN hoti hain. Nikah EK talaq se toot ta hain. Jab 1=1 THEN 3=3. jahalat se bahir niklo.

    • @AbdulKadir-be3ot
      @AbdulKadir-be3ot Год назад

      @@razamughal4582 Hadeesh ka Hawla do ke 3 talak 3 hoti hai

    • @IRCTV
      @IRCTV  Год назад

      Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      @hirarukhsar3770 Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
      80-5545-5545 (8am to 10pm IST)

  • @imranaarifsheikh
    @imranaarifsheikh 6 месяцев назад

    Mai kase apne husband ko wapis laoun?? Wo tu aram se hain divorce de k.

    • @gullmuhammad-q3g
      @gullmuhammad-q3g 4 месяца назад

      @@imranaarifsheikh g mere sath bhi yae hows hai

  • @Noorulislamkhanzofficial
    @Noorulislamkhanzofficial 8 месяцев назад

    Allah nhe chahta ke kese ka ghr ojar jaye islam Itna sakht nhe hain jitna ham logo ni banaya hain Agr ten talaq ak sath ten hain to Pher taalq ta Sahi tareqa jo quran main Allah ni bataya wo kiya hain

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 месяцев назад

      Quran HUMY BATATA HAI K TEEN TEEN HAIn

  • @AliAhmad-v3f2m
    @AliAhmad-v3f2m 4 месяца назад

    Mashallah.

  • @Alyhasan36
    @Alyhasan36 2 месяца назад

    Quran me ye hai hi nahi ke 1 sath talaq do ..
    3 bar do ..

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 месяца назад

      Quran meh boht kuch nai hain. lekin yeh bat sabit hain k teen TEEN hoti hain. yeh baqwas kar raha hai

    • @Alyhasan36
      @Alyhasan36 2 месяца назад

      @@razamughal9095 mene khud surah bakra me padha hai talaq 3 bar do ..
      To kisiko ilm ki talim na ho aur vo bol deta hai 1 sath 3 bar to vo 1 hi hai...
      Dusri baat ruju me bhi gavah chahiye hote hai to talaq me kyu nahi ...
      Islam esa religion nahi ke shadi jese rishtey ko ek dam se Tod de. ..
      3 baar. 3. Vaqt me ...
      3 baar ek sath bol Dene se talaq nahi hoti...

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 2 месяца назад

      @@Alyhasan36 HOTI HAIN. tumhary parny se kuch nai hota is hi liye mufti bhety hue hain. teen talaq TEEN hain aur rujoo k liye gawah zaroori nai hoty. aurat siyani ho toh us ka kam hain k woh apni family ko gawa banaye ta k log ko yad rahy talaq ki ginti. ta k koi bhool na jaye. Quran meh kahin bhi nai likha k ek ek kar k teen baar doh. yeh detail Quran meh hai hi nai. jahilo ko apna hi deen nai pata ta toh woh apni hindu maa se gila kary, Allah toh poochega k tumhy kio apny deen ka nai pata ta. sunnat tareeqa yeh hi hain k nikah ko ek talaq se toro aur caroro mard ek hi dehty hain. baki humara masla nai hain. teen kisi surat meh ek nai hoti.

  • @Soldier-Of-Mahdi
    @Soldier-Of-Mahdi 3 месяца назад

    0:51 imp refs

  • @onpassiveartificialintelli7361
    @onpassiveartificialintelli7361 7 месяцев назад +3

    3 talaq k masle me aap 100% galati pr h

    • @maanistories3922
      @maanistories3922 5 месяцев назад +1

      Nikah kay waqt larka 3 bar Bolta hai " qubool hai qubool hai qubool hai" to Kiya uss larkay ki 3 shadiyan hogaen ? Kiya uskay 3 Nikah hogai ?😅😅😅

    • @fam0876
      @fam0876 4 месяца назад

      @@maanistories3922 Aapko unki baat samajh nahi aayi shaayad, woh bhi wahi bol rahey hai ke ek saath 3 baar talaq kehney se 3 nahi 1 he talaaq hogi.... phir woh galat kaisey ho gaye.
      Surah Baqarah, Surah no. 02, aayat no. 228 to 240
      Surah Talaaq, Surah no. 65, aayat no. 1 to 7
      in aayato ko maani ke saath padho phir uski tafseer (Interpretation) padho Insha'Allah samajh aajayega.

    • @Abdullah_2442
      @Abdullah_2442 3 месяца назад

      Beshak

  • @A.s.Kissan
    @A.s.Kissan 6 месяцев назад +24

    اگر تعزیراتی حکم تھا تو حضرت عثمان رضی اللّٰہ عنہ نے اپنے زمانے میں اس فیصلے کو کیوں نہیں بدلا کیا وہ نعوذ باللہ جان بوجھ کر آپ صلّی اللہ علیہ وسلّم کے زمانے کے خلاف ہونے والے فیصلے پر راضی رہیں گے؟ یا حضرت علی نے اپنے دور خلافت میں تین طلاق کو ایک نافذ کیوں نہیں کیا؟ سمجھنے کی کوشش کریں گمراہیت نہ پھیلائیں آپ اہل حدیث صحابہ کرام رضوان اللہ علیہم اجمعین سے زیادہ سمجھدار نہیں ہیں۔

    • @muhammadshaban54
      @muhammadshaban54 6 месяцев назад +3

      Pahle Research kro phir yahan behs karo

    • @SmartMind-r6y
      @SmartMind-r6y 6 месяцев назад +2

      3baar kehny sy kia 1bar count hoti h

    • @muhammadshaban54
      @muhammadshaban54 6 месяцев назад

      @@SmartMind-r6y talaq 1bar hoti ha phir next mahwari tak dosri hogi apne aap

    • @asifkhaji1224
      @asifkhaji1224 6 месяцев назад

      Yh moulana key saat vakil pde likey Hai faltu choro fatwe

    • @talatgull9915
      @talatgull9915 5 месяцев назад +1

      Agar shari faisla tha tu ap batao k hazoor pak k sour main phir 3 aik q thi kia shariyat hazart umar ko samjh ai woh bhi do saal baad. Hazrat umar ki beti ko talaq kia hoi woh puri ummat ki betiyon ki talaq kara gye

  • @samreentalpur7602
    @samreentalpur7602 6 месяцев назад

    Mahrbani kaka ap Ahl hadees da guzarish ha ka apni kamilmi or ana ki bunyad پاور logo ka Liya Zina ka rasta na kholan

    • @fam0876
      @fam0876 4 месяца назад

      Aap kya bol rahey hai, Ahle haddes halala ke khilaaf hai, aur halala ki wajah se Zina aur ayyashi ka raasta khul gaya hai.
      Surah Baqarah, Surah no. 02, aayat no. 228 to 240
      Surah Talaaq, Surah no. 65, aayat no. 1 to 7
      in aayato ko maani ke saath padho phir uski tafseer (Interpretation) padho Insha'Allah samajh aajayega.

  • @lankeshiwar4314
    @lankeshiwar4314 9 месяцев назад +1

    میں منہج اہلحدیث کا قائل ہوں۔ لیکن اس طلاق کے مسلے میں مئیں اہلحدیث کے عقیدے سے اتفاق نہی کرتا۔۔

  • @AfreenNaaz-k9s
    @AfreenNaaz-k9s 6 месяцев назад

    Bht khoob

  • @AbdulahadHaji-c8n
    @AbdulahadHaji-c8n 3 месяца назад

    Hamare molana mufti wiqayatullh sahab imamat ki tankhwa nai lete

  • @burhankhan7721
    @burhankhan7721 8 месяцев назад

    Good

  • @altafhussain6639
    @altafhussain6639 4 месяца назад

    Faiz sir assalam o alaikum this is 12years back incident, I sent talaq talaq talaq in paper written(exclusive intention is to afraid her to immediate return to me)and she also replied unless you would not pronounce in the presence of two arbitrators I will remain your wife, thereafter she approached some maulvis where they declared talaq was bind.But she is taking every month maintenance, my humble request you kindly clear my confusion that our talaq is considered or not, this most burning case I hope you will suggest me sure, if you permit me to visit you at Aurangabad personally one fine day I will sure visit to you, I am eagerly waiting from your side reply . Thanking you sir,

    • @fam0876
      @fam0876 4 месяца назад +1

      Brother, you can't say Talaq to afraid her, it is not correct way to approach her to come back.
      First of all, even if you said Talaaq 3 times, it will consider 1 and you have time of 3 periods (her) to take back your decision, if you rujooh before completion of 3 periods it means your 1 talaaq has been completed but you both will be remained husband and wife, According to the Glorious Qur'an.
      Attalaaqu Marrataan...... The divorce is twice (Talaaq sirf 2 baar hai). read below to understand.
      Surah Barah, Surah no. 02 and Aayat no. 229.
      "The divorce is twice, after that, either you retain her on reasonable terms or release he with kindness. and it is no lawful for you (men) to take back (from your wives) any of your Mahr (bridal-money given by the husband to his wife at the time of marriage) which you have given them, except when both parties fear that they would be unable to keep the limits ordained by Allah (e,g, to deak with each other on a fair basis)"
      Brother i have given reference below, first read with meaning in language you understand then read interpretation of all those aayat and request you to read Ahle hadees tafseer, Insha'Allah your doubt will be cleared.
      Surah Baqarah, Surah no. 02, aayat no. 228 to 240
      Surah Talaaq, Surah no. 65, aayat no. 1 to 7
      Read above given Aayat with meaning and them interpretation and better if you read Ahle hadees interpretaion (it is your choice)

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад

      Three talaqs are three. Only jahils say they are not and it is EASILY proven. I have written the proofs down a million times. Your paper had talaq written on it three times, you were aware, read that and signed under three talaqs, that is THREE talaqs. She is also bullshitting by saying that you need witnesses. There are NO witnesses in talaq. She is taking maintenance because she went through the courts. The courts do not follow religion. You should never have given her maintenance. She was entitled to her mahr, her gifts, and accommodation in your home during her iddah. I can’t believe you gave her maintenance for TWELVE years. Are you mad??

    • @fam0876
      @fam0876 3 месяца назад

      @@razamughal4582 : Forget about court and read Qur'an and Hadees and then talk....

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад

      @@fam0876 tum INTEHAI jahil ho. Itny nalayk k aaj tu pehli baar MUJH se seekh raha hain k talaq EK PROCESS NAI HOTA. iddat ALAG qanoon hain

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 3 месяца назад

      @@fam0876 tum pehli baar MUJH se seekh raha hain k talaq ek process NAI hota. Talaq ALAG qanoon hain aur iddat ALAG qanoon, jahil.

  • @Romana-j5q
    @Romana-j5q 9 месяцев назад

    Merr sohar ne la ilmi mai mujhe ek bar m msg m talaq likh kr dita 3 baar lakin unko pata nahi tha ki talaq likh dene se talaq ho jati h

    • @tabishkhan8879
      @tabishkhan8879 9 месяцев назад

      O311

    • @tabishkhan8879
      @tabishkhan8879 9 месяцев назад

      2754

    • @tabishkhan8879
      @tabishkhan8879 9 месяцев назад

      347

    • @tabishkhan8879
      @tabishkhan8879 9 месяцев назад

      Mufti farhan zafar

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 8 месяцев назад

      Us ki jahalat k zimmidar hum nai hain, islam ka alif beh seekhta woh. Yeh teen talaq hain. Us ko ACHI TARHA se pata ta k woh bat talAq ki kar raha hain toh talAq toh honi tee, jahil admi