Teen Talaq... Mufti Tariq Masood Sahab - By Sheikh Maqsood ul Hasan Faizi

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • 💠 Teen Talaq... Mufti Tariq Masood Sahab.
    🔊 Fazeelat us Sheikh / Maqsood ul Hasan Faizi Hafidhahullah.
    💬 Aap khud bhi Mustafeed hon aur Apne doston aur ghar walon ke sath bhi Share karien.
    📲 WhatsApp per Islamic messages hasil karne ke liye is number par hamein message karien.
    00966508959707

Комментарии • 722

  • @alone2351
    @alone2351 4 года назад +38

    Mai hanafi hun lekin ahle hadeeso ki Jo daleel hai wo bohat mazboot hai,, ik Majlis ki 3 talak 1 hi Mani Jaye gi kiyun k hamary pyary Nabi Muhammad say upar Kisi Ka fatwa nai ho sakta,, beshak,,

    • @islamissubmission.5473
      @islamissubmission.5473 3 года назад

      Dr zakir ne tu is baat ki bhee nafi kerdi k sahaba ka ijma hazerat umer ke waqt main teen ko teen samjha jae ga q k ab log jhoot bolne lage he isliye
      Ager teen ko ek samjhliya jae tu log talaq ko mazak banalege isliye ab se teen ko hum teen hi qrar de ge
      Sab shaba ne inki baat mani kc ko etraaz nahi hova
      Ajjj dr zakir sahab teen ko teen kehrahe he
      Ager sahaba ko rad karoge tu baki hadeese kaha lejao ge
      Jo deen sahaba k zariye hum ko mila he
      Wo nabi se oper na sahi mager deen k muhafiz he wo ko galti kare or sab chup rahe ye ho nahi sakta
      Bhi haram ki zindagi se behter he esse shakhs se Allah jaan chodha raha he tu shuker karo bhi ke hazrat umer farooq ne umat k liye assani kerdi
      Rahi baat halala ki tu jaan boojh ker preplaning se halala tu Allah ko dhuka dena he
      Ager dosre shooher se understanding ho baad main koi sorat ac hojae k pehle shoher k pass jana behter he tu shariyet ne rasta bataya he
      Ab insaan khudh se apne aap ko nuksaan pohchae tu shariyet halale pe q objection kerna ?!!
      Haram zindagi se bachoo bhi
      Ahle sunnat ka jawaz bohoot moasser he onka fatwa kabele tareef he
      Ahle hadees ko is fetwe se rujoo kerna chahiye

    • @malikismail5891
      @malikismail5891 2 месяца назад

      ruclips.net/video/SmbEUMzEoHM/видео.htmlsi=d4PkKfCvrBeA69pY

    • @shaik1238
      @shaik1238 17 дней назад

      ​@@islamissubmission.5473Dr. Zakir Naik ne ye bhi kaha tha ke har musalmaan dehshad gard hona chahiye, kya ye bhi manoge.

    • @shaik1238
      @shaik1238 17 дней назад

      ​@@islamissubmission.5473
      Teen Talaq ke Masle pe Hazrat Umar r.a ke Faisle per AHLUL HADEES ka Stand Kya hai.
      Assalamualaikum warahmatullah.
      The Stand of AHLUL HADEES when Any one Contradict with Rasoolallah ﷺ.
      Ahle Hadees ne Nabi ka Kalma Padha hai, Hum ne Rasoolallah ﷺ ko Nabi maana hai naki Hazrat Umar ko. Hazrat Umar ki Baat wahi E Ilaahi nahi, ke wo Galat ho hi nahi sakte.
      Mehar ke masle pe bhi Hazrat Umar
      ne rujoo kiya tha.
      IMAAM Malik - “Everyone’s statement can be taken or rejected except for the companion of this grave”
      (Rasoolallah ﷺ).
      Unn ka ye kehna ek majlis ki teen
      Talaq agar teen hai to Hazrat Umar se pehle kyun ek majlis ki Teen talaq ek hi maani jaati thi, Allah ne deen Rasoolallah ﷺ per mukammal kiya hai ya Hazrat Umar per.
      "Hazrat Umar ke dour e khilafat ke shuru ke teen saal jo ek majlis ki Teen Talaq ek thi , wo kya Galat Tha phir.
      Do you know that three (divorces) were treated as one during the lifetime of Allah's Apostle (ﷺ), and that of Abu Bakr, and during three (years) of the caliphate of Umar (Allah be pleased with him)? Ibn Abbas (Allah be pleased with them) said: Yes.
      (Sahih Muslim -1472).
      Hazrat Umar ki Baat agar Rasoolallah ﷺ se takra rahi hai to wo hamare liye Daleel nahi hai.
      Rasoolallah ﷺ the Authority not Hazrat Umar :
      Saalim ibn 'Abdullaah ibn 'Umar said:
      "I was sitting with Ibn 'Umar (radi Allaahu 'anhu) in the mosque once, when a man from the people of Syria came to him and asked him about continuing the 'Umrah onto the Hajj (known as Hajj Tamattu'). Ibn 'Umar replied, 'It is a good and beautiful thing.' The man said, 'But your father (i.e. 'Umar ibn al-Khattaab) used to forbid it!' So he said, 'Woe to you! If my father used to forbid something which the Messenger of Allaah (sallallaahu 'alaihi wa sallam) practised and commanded, would you accept my father's view, or the order of the Messenger of Allaah (sallallaahu 'alaihi wa sallam) ?' He replied, 'The order of the Messenger of Allaah (sallallaahu 'alaihi wa sallam).' He said, 'So go away from me.' (Ahmad Number 5700 , Tirmidhi ,Number 2/82)
      "but no, by your lord, they can have no (real) faith, until they make you judge in all disputes between them, and find in their souls no resistance against your decisions, but accept them with the fullest conviction."49.
      TAQLEED HARAAM HAI
      MASLAK E HAQ AHLUL HADEES ZINDABAD.
      🇮🇳🇮🇳🇮🇳 JAZAKALLAH KHAIR 🇸🇦🇸🇦🇸🇦

    • @qalbwithmodesty
      @qalbwithmodesty 16 дней назад

      Kis context mai kha ye bhi smjh lete, rand corp naam bhi suna h? Thoda duniyawi ilm bhi hasil kr lijye​@@shaik1238

  • @naveedalam7653
    @naveedalam7653 2 года назад +11

    اہل حدیث حق اور سچ پر ہیں جو شریعت اور قرآن میں ہے وہی سچ ہے

    • @malikismail5891
      @malikismail5891 2 месяца назад

      ruclips.net/video/SmbEUMzEoHM/видео.htmlsi=d4PkKfCvrBeA69pY

  • @badshahkhan3805
    @badshahkhan3805 5 лет назад +58

    I agree with ahl e Hadith alhamdulilah

    • @haseebwadood2322
      @haseebwadood2322 5 лет назад +1

      Please let us discuss this issue, starting from Quran, then hadith please. Let us see who is right on this issue and who is wrong. But not for the sake of argement, but for the sake to learning Islam
      Sahih Bukhari, Chapter 68, Hadith No.5259
      Sahih Bukhari, Chapter 68, Hadith No. 5264
      Sahih Muslim, Chapter 18, Hadith No. 3656
      Sahih Muslim, Chapter 18, Hadith No. 3700
      Sunan Abi Dawud, Chapter 13, Hadith No. 2197
      Sunan Abi Dawud, Chapter 13, Hadith No. 2250
      Sunan Abi Dawud, Chapter 13, Hadith No. 2295
      Sunan Ibn Majah, Chapter 11, Hadith No. 2024
      Sunan Nisai, Chapter 32, Hadith No. 3430
      These are just a few ones, Hazrat Maaz bin Jabal said once that Muhammad S.A.W said that those who gave talaq-e-bidee, we had implemented on them (Sunan al Kubra-Jild No.9, hadith No. 14932). Hazrat Hasan Bin Ali Murtaza (R.A) divorced thrice his wife and later on repented, btu said that he would have taken the wife back if he had not heard from his grandfather (S.A.W) that those who divorce their wives three times, in three sittings or one, were not lawful unless they married sb else and divorced from them with their free will and not preplanned.
      I had recently a conversation with an ahle-hadith maulana, and he apparently did not defend his position that Muhammad S.A.W considered three divorces as one. Please refer to Quran and you will understand that Quran ayats are related to the count of divorces and not directly related to sittings, as Allah says in Quran that divide divorces in three sittings, Allah does not say that divorces are divides in three sittings, here Allah advises muslims to divide them, as in the later part Allah says that these are the boundries of Allah, those who transgress such boundries bring eveil upon themselves, they do not know that Allah bring reconcilation.

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 3 года назад +1

      Reference : Sunan Abi Dawud 2200
      Source: sunnah.com/abudawud/13/26
      Grade: Sahih (Al-Albani)
      Tawus said:
      Abu al-Sahba' said to Ibn Abbas: Do you know that a divorce by three pronouncements was made a single one during the time of the Prophet (ﷺ), and of AbuBakr and in the early days of the caliphate of Umar? He replied: Yes.
      ----------------------------------------------------------------------------------------------------------
      Reference: Surah An-Nisa - 4:59
      Source: quran.com/4/59
      Translation: Dr. Mustafa Khattab, the Clear Quran
      O believers! Obey Allah and obey the Messenger and those in authority among you. Should you disagree on anything, then refer it to Allah and His Messenger, if you ˹truly˺ believe in Allah and the Last Day. This is the best and fairest resolution.

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 3 года назад +1

      @mehreen Ashraf if you are asking if it is to be considered three or one divorce then I believe text message has the same affect as uttering out loud. in this case it is one divorce only, according to qur'an 4/59 . AllahuwaLam.

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 3 года назад +1

      @mehreen Ashraf according to hadith of the prophet s.a.w. *Actions are but intentions.*
      he intended to give his spouse 'a' divorce, I think there is no doubt in this as he has used the word "talaq" in an sms sent to his spouse . agreed? but the argument is that no man can ever _intend_ on giving his spouse 100's or even 1000's of divorces (plural). What I mean to say is that an intent can be made for the single divorce only and not for multiple divorces. For a new divorce new intention has to be made after at least 2 minutes time from giving the first divorce. AllahuwaLam

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 3 года назад +1

      @mehreen Ashraf "his SMS is ....Talak talak talak
      So my question is now his wife is still his wife or she is no more his wife"
      Yes, she is still his wife. hope u understand urdu/hindi.. kyun keh uss ne niyat bandhi thi apni biwi ko aik baar talak dene ki. beshak uss ne teen baar talak likha lekin niyat aik baar bandhi talaq dene ki. teen baar talak tab hota jab 5 minute ke waqfe se talak likhta aur 3 separate sms send kerta.. aik hi baar mai jitni bhi baar likhe niyat dekhi jaye gi. niyat aik hi bandhi ja sakti hai eik time ya *majlis/sitting* mai.
      Jaise her namaz ke liye alag niyat kerni perhti hai. theek waise hi her talak ke liye bhi alag niyat chahye hoti hai. aur hadees hai keh "Amal ka darumadaar niyat per hai" jab niyat aik hai tau talak kaise aik se ziada ho sakti hai?

  • @imransiddiqui7084
    @imransiddiqui7084 3 года назад +13

    Tareeq masood ko uska jawab mil gaya...... Masha Allah

    • @mohammadatif9844
      @mohammadatif9844 3 года назад +1

      Bhale aap Mufti sahab se muttafiq na ho iska ye matlab nai h k aap badtameez lehje me baat kare

    • @imransiddiqui7084
      @imransiddiqui7084 3 года назад +4

      @@mohammadatif9844 ..... brother ummat me salaf swaliheen me talaaq e salasa par ijma na kabhi tha aur na aaj hai.... lekin Hanafiyat apni Hathdharmi se baaz nahi aate....khair ko chun ne k bajaaye wo ummat ko takleef aur halaala jaisi haraamkari me mubtala krgaye......jisme kaafi zyaada hadd tak inke ulema bhi zimmedar hai....
      Aur bhai.....maine sirf itna kaha ki " tareeq masood ko uska jawaab mil gaya"
      Kisi ki respect na krna , zaroori nahi ki main uski disrespect kr raha hun....
      Mujhe tareeq masood sahab se koi lena dena nahi.....

  • @PakAwam92
    @PakAwam92 2 года назад +24

    میں تبلیغی جماعت سے ہوں اور میں کہتا ہوں کہتا رہوں گا کہ اہل حدیث دیوبندی بھائی بھائی بس اللہ دونوں شیخ مقصود صاحب اور مفتی صاحب دونوں کی حفاظت فرمائے دونوں میرے سر کے تاج ہیں جزاک اللہ خیرا

    • @internationalpolitics7514
      @internationalpolitics7514 2 месяца назад +1

      حج كے موقع پر شيطان كى رمی کرتے ہوئے اگر سات كنكريان 🎉 ايك هى دفعه مار دی جائے تو سات تسليم هونگی يا ايك سمجھی جائے گی ؟

  • @electricalengineer1945
    @electricalengineer1945 4 года назад +7

    Jazakallah khayr ya sheikh maqsood ul hassan faizy

  • @palanhaarkior8668
    @palanhaarkior8668 2 года назад +6

    يا شيخنا المعزز فضية الشيخ مقصود الحسن فيضى حفظه الله
    بارك الله في علمك و عملك يا شيخنا المعزز
    إني أحبك في الله

  • @sirrajamussaiyab9022
    @sirrajamussaiyab9022 6 лет назад +51

    MashaAllah..!!
    Sheikh Maqsood Is Right..!!
    😇😍❤❤❤❤
    Narae Touheed Ahle Hadees😇😇

    • @alone2351
      @alone2351 4 года назад +3

      Zindabad

    • @omairbinenam6337
      @omairbinenam6337 3 года назад

      Qur'an Surah An-Nisa' Ayat 59
      اے ایمان والو! فرمانبرداری کرو اللہ تعالیٰ کی اور فرمانبرداری کرو رسول (صلی اللہ علیہ وسلم) کی اور تم میں سے اختیار والوں کی۔ پھر اگر کسی چیز میں اختلاف کرو تو اسے لوٹاؤ، اللہ تعالیٰ کی طرف اور رسول کی طرف، اگر تمہیں اللہ تعالیٰ پر اور قیامت کے دن پر ایمان ہے۔ یہ بہت بہتر ہے اور باعتبار انجام کے بہت اچھا ہے۔
      Hadith Sunan Abi Dawud 2196 (excerpt)
      عبد یزید نے کہا : اللہ کے رسول میں تو اسے تین طلاق [طلاق ثلاثہ] دے چکا ہوں ، آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : ” مجھے معلوم ہے ، تم اس سے رجوع کر لو۔
      Hadith Sahih Muslim 1472c
      ابو الصھباء نے ابن عباس (رضی اللہ عنہ) سے کہا: ہمیں اپنی معلومات سے روشن کریں کہ کیا رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) اور حضرت ابو بکر (رضی اللہ عنہ) کی زندگی میں تین طلاقیں (ایک ہی وقت اور ایک ساتھ بیان کی گئیں) کیا ایک شمار نہیں کی جاتی تھیں؟ انہوں نے کہا: حقیقت میں ایسا ہی تھا ، لیکن جب حضرت عمر (رضی اللہ عنہ) کی خلافت کے دوران لوگ کثرت سے طلاق (ثلاثہ) کا اعلان کرنے لگے تو آپ نے انہیں اس کی اجازت دے دی۔
      [یعنی کہ طلاق ثلاثہ کو تین علیحدہ طلاقیں تسلیم کرنے کی]

    • @Syedhamzahassan
      @Syedhamzahassan 2 года назад

      MashaAllah

  • @mohdwaris9354
    @mohdwaris9354 5 лет назад +12

    Mashallah aap ne bahut piyari takreer ki aap ne bahut piyare andaz ❤❤❤

  • @aqeel261065
    @aqeel261065 3 года назад +7

    Maa shaa Allah shaikh Allah aap ko salamat farmayen ameen

  • @mishaalalikhan6126
    @mishaalalikhan6126 8 месяцев назад +6

    Main hanfi hun lekin jitna bakhubi khubi quran or hadees ki roshni main ahle hadees hazrat ko proper proveby quran and hadees se dekha hai, hargis hanfi mai nhn dekha, Allah mjhey naik hidayat naseeb farma or jis fiqh pe dil mutmain ho uspe xindagi guzarnay ki taufiq dey

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 8 месяцев назад

      Mufti sahab bilkul teek hain 100

    • @birdsandpoultry
      @birdsandpoultry 7 месяцев назад

      bilkul sahi kaha bhai humain sirf muslim honay ki waja say allah pak pasand farmain gay na k hanfi aur ehlehadiiz ki waja say
      ALLAH pak hum sab ko hidayad aur sabar ki tofeeq atta farmaye

  • @maeezshaikh642
    @maeezshaikh642 3 года назад +8

    Masha Allah
    Jazak Allahu khair ya Shaikh fidduniya wal aakhirah
    Aameen Ya rabbul aalameen.

  • @Zainfarooq133
    @Zainfarooq133 7 месяцев назад +4

    Good sheikh shab

  • @ghulammustafa-un9yf
    @ghulammustafa-un9yf 3 года назад +3

    لاالہ الااللہ محمد رسول اللّٰہ۔
    الھم صلی علی سیدنا محمد وآلہ واصحابہ وبارک وسلم۔
    لبیک یا رسول اللّٰہ صلی اللّٰہ علیہ وسلم۔

  • @kamalkhan-jw7em
    @kamalkhan-jw7em 3 года назад +5

    Sabash shaikh sahab aaj se mai devband ko boycat karta hoon.
    Mujhe kisi bhi maslak ko nahi manna hai bs quran aur sahi Hades ko manna hai inshaallah.
    Deen ko yeh firke wale apne fayde k liye mushkil bana diye hai same siyasat dano ko trh.

  • @r4izyes
    @r4izyes 2 года назад +4

    Jazak Allāh Khayr shaykh, Allāh Subhanahu wa Ta'aala aapki hifazat karey. Aameen

  • @chaudhrysahb3401
    @chaudhrysahb3401 Год назад +12

    حلالہ کرنے والے ملاء حق ماننے سےقاصر ہیں
    شیخ محترم مقصود الحسن حفظہ اللہ کی دلیل مضبوط ہے

  • @firozkhanvlog8714
    @firozkhanvlog8714 5 лет назад +11

    Alhamdulillah maksood Sahab aap Jaise alim loog hai to ham Jaise Kuch logo nsehat mil jati Hai

  • @Khan-kf5rg
    @Khan-kf5rg 3 года назад +3

    Sheikh Maqsood sahab you are right. Excellent sir

  • @user-uy8wl2lb5u
    @user-uy8wl2lb5u 18 дней назад

    زبردس مفتی طارق مسعود صاحب اللّٰہ آپ کی عمر میں برکت عطاء فرماے

  • @rizwaniqbal7260
    @rizwaniqbal7260 6 лет назад +12

    جزاک اللہُ خیراً

  • @muhammadabbas4017
    @muhammadabbas4017 3 года назад +8

    Allah apko lambi umer ata farmai hafiz sahab

  • @zohraali1984
    @zohraali1984 7 лет назад +11

    bht achchi trh samjhaaya aapne

  • @hafizfaisal9251
    @hafizfaisal9251 3 года назад +3

    بہت خوب گفتگوں باباجی نے کی

  • @hafizshahidjamal8830
    @hafizshahidjamal8830 2 года назад +4

    حَدَّثَنَا إِسْحَاقُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ، أَخْبَرَنَا رَوْحُ بْنُ عُبَادَةَ، أَخْبَرَنَا ابْنُ جُرَيْجٍ، ح وحَدَّثَنَا ابْنُ رَافِعٍ، وَاللَّفْظُ لَهُ، حَدَّثَنَا عَبْدُ الرَّزَّاقِ، أَخْبَرَنَا ابْنُ جُرَيْجٍ، أَخْبَرَنِي ابْنُ طَاوُسٍ، عَنْ أَبِيهِ، أَنَّ أَبَا الصَّهْبَاءِ، قَالَ لِابْنِ عَبَّاسٍ: أَتَعْلَمُ أَنَّمَا «كَانَتِ الثَّلَاثُ تُجْعَلُ وَاحِدَةً عَلَى عَهْدِ النَّبِيِّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، وَأَبِي بَكْرٍ، وَثَلَاثًا مِنْ إِمَارَةِ عُمَرَ»؟ فَقَالَ ابْنُ عَبَّاسٍ: «نَعَمْ
    ابن جریج نے ہمیں خبر دی ، کہا : مجھے ابن طاوس نے اپنے والد ( طاوس بن کیسان ) سے خبر دی کہ ابوصہباء نے ابن عباس رضی اللہ عنہما سے پوچھا : کیا آپ جانتے ہیں کہ نبی ﷺ اور ابوبکر رضی اللہ عنہ کے عہد میں ، اور حضرت عمر رضی اللہ عنہ کی خلافت کے ( ابتدائی ) تین سالوں تک تین طلاقوں کو ایک شمار کیا جاتا تھا ؟ تو حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہما نے جواب دیا : ہاں ۔
    Sahih Muslim#3674
    Status: صحیح
    www.theislam360.com

  • @microfigtergaming8122
    @microfigtergaming8122 3 года назад +3

    Bahut achi misaal di hai apne shaikh

  • @syedmohsin
    @syedmohsin 6 лет назад +8

    ما شا ء الله
    جزاك الله خيرا

  • @mohdaweshansari3495
    @mohdaweshansari3495 10 месяцев назад +1

    JazaqAllah khair shaykh Allah apko salamat rkhe

  • @firozkhanvlog8714
    @firozkhanvlog8714 7 лет назад +15

    Masha Allah Bhut Pyaare Takrer

  • @shakibahmed3981
    @shakibahmed3981 3 года назад +2

    Masha allah shaikh saab good reply to masood

  • @tahiranaheed3646
    @tahiranaheed3646 2 месяца назад

    Masha Allah main sunni hun mgr ap ne jo b daleel de mujy ap ki baton se boht tasali hoe Jazzak Allah

  • @shamaparveen5953
    @shamaparveen5953 3 года назад +3

    Masha Allah sk Maqsood sb

  • @anwarismail4585
    @anwarismail4585 Год назад +2

    Jazzakallahu Khairan Sheykh 💐

  • @rizwaniqbal7260
    @rizwaniqbal7260 6 лет назад +6

    ما شاءاللہ بارک اللہ فیک

  • @islamicgroupquranandhadees7173
    @islamicgroupquranandhadees7173 3 года назад +2

    Jazak Allahu Khair 🌷

  • @alone2351
    @alone2351 4 года назад +6

    Masha Allah bohat Acha byan Kiya 1 1 lafz sahi say samajh a gya, Allah apko jazay Khair Ata farmAye ameen

  • @mohammedammarjabroot2308
    @mohammedammarjabroot2308 3 года назад +2

    بارك الله فيكم

  • @kk-fn2hv
    @kk-fn2hv Год назад +1

    Mashaallah jazak Allahu khaira Shaikh

  • @mohammedbali9937
    @mohammedbali9937 10 месяцев назад

    Mashallah Shk Maqsood ul hasan faizi ne bohat ache se explain kiya, Mashallah .

  • @hffd1742
    @hffd1742 Год назад +1

    ماشاء اللہ تبارک اللہ

  • @shakibahmed3981
    @shakibahmed3981 3 года назад +5

    Alhumdullillah ahle hadees aalim Quran and sunnat se faizla kar te hain

  • @mohammedammarjabroot2308
    @mohammedammarjabroot2308 3 года назад +4

    ما شاء الله

  • @shahidmahmood4160
    @shahidmahmood4160 6 лет назад +9

    بے شک رسول اللہ صل اللہ علیہ و آلہ و سلم کے وقت میں ایک وقت کی تین بھی ایک طلاق ھی ھوتی تھی..... مولانا صاحب.... ھم حدیث کی بات کرتے ھیں اور آپ بغیر دلیل صحابہ کیطرف سے اپنے مفروظے قائم کرنے لگتے ھیں جب قرآن میں ھے کہ اگر وہ ارادہ کریں صلح کا تو صلح کر سکتے ھیں جب اللہ سمجھنے کا سوچنے کا موقع دے رھا ھے تو پھر عمر ھو یا کوئی اور کسی کوبھی یہ حق نھیں کہ وہ اللہ کے فیصلے کے خلاف کرے....

    • @alone2351
      @alone2351 4 года назад +1

      Bohat achi misal Di mere Bhai I agree with you

  • @sk-Muhammadi
    @sk-Muhammadi 4 года назад +31

    MERI Umer 19 sal hai
    1 sal hoay Ahle Hadees hoay

    • @syedimranali9506
      @syedimranali9506 4 года назад +5

      ma shaa allaha Alhmdililiha

    • @shamimansari1726
      @shamimansari1726 4 года назад +6

      Mashallah aapne sahi kiya kyonki ahle hadison ke andar shirk aur bidaat to bilkul bhi nahi hoti alhamdulillah

    • @alone2351
      @alone2351 4 года назад +5

      Mere Allah ki ap par khaas rehmat ho gai hai

    • @HuzaifaShah
      @HuzaifaShah 3 года назад +3

      Mubarak ho

    • @muhibullah2967
      @muhibullah2967 3 года назад

      Ahlihades nam ky hi in ko hades ka kuch ni pta

  • @mdrtm474
    @mdrtm474 6 лет назад +3

    Masha Allah Masha Allah right

  • @shireenbahadur8542
    @shireenbahadur8542 7 лет назад +8

    mashallah

  • @mazharulislam4021
    @mazharulislam4021 4 года назад +2

    good speech shekh maqsood faizi

  • @r4izyes
    @r4izyes 2 года назад

    Bārak Allāhu Feek shaykh, Allāh Subhanahu wa Ta'aala hamare ilm me izaafa karey. Aameen

  • @samserful
    @samserful Год назад

    MashaAllah shaikh sahib

  • @masoodbasha7750
    @masoodbasha7750 4 года назад +3

    Subhanallah sheikh

  • @user-no7oj6vf1u
    @user-no7oj6vf1u 10 месяцев назад +1

    Ma,Sha, Allah

  • @adeelgujjar2701
    @adeelgujjar2701 3 года назад +3

    Right 👌

  • @aashikansari8991
    @aashikansari8991 2 года назад +1

    Thanks

  • @Aarifkhan-bs3do
    @Aarifkhan-bs3do 6 месяцев назад

    جزاك الله خير ☝️🌹يا شيخ

  • @zaleesahmad7580
    @zaleesahmad7580 6 лет назад +33

    Maqsudul hasan faiji is right

    • @mohammadkabetullah7313
      @mohammadkabetullah7313 2 года назад

      Assalam Alaikum.
      Please obey Almighty Allah and his last prophet Muhammad PBUH.

  • @sanaullasharief5319
    @sanaullasharief5319 7 лет назад +3

    RULE OF KARKHEE
    A rule of Hanafee jurisprudence--usooli hanafi scholar Karkhee
    “The ayah of the Quraan that opposes the statement of our ashaab (ie the Hanafee scholars) should be considered to be figuratively explained or it should be understood to be abrogated. Similarly any ahadeeth that contradicts and opposes the statement of our ashaab it will also be figuratively explained or understood to be abrogated.” (ar-Risaalah Fee Usool al-Hanafiyyah pg.169-170 and also commonly known as Usool Karkhee).

  • @masterkhan9833
    @masterkhan9833 4 года назад +3

    Mashaallah

  • @quranacademy8806
    @quranacademy8806 5 лет назад +2

    Wah wah logon ky lye asaniyan

  • @SHEREAHLEHADEES
    @SHEREAHLEHADEES 2 года назад +1

    Mashallah Sheikh

  • @r4izyes
    @r4izyes 2 года назад +2

    Allāh Subhanahu wa Ta'aala hamare sacche salafi ulamao ki hifazat karey. Aameen

  • @ansarifiroz-hf9bk
    @ansarifiroz-hf9bk 6 лет назад +22

    3 talak ek majlis me ek hi manna chahiye

  • @mohdadilmohdadil2607
    @mohdadilmohdadil2607 3 года назад +2

    Bahtareen sheikh hassn fazee

  • @alhaneefalqasmi4230
    @alhaneefalqasmi4230 6 лет назад +24

    Maqsood ul faizi is right
    علمائے اسلام اہل الحدیث

    • @sameerahmed8094
      @sameerahmed8094 6 лет назад

      ruclips.net/video/8Ndw-vI9x_4/видео.html

  • @rashidnajuvlogs7267
    @rashidnajuvlogs7267 2 года назад +1

    Ap ikhtilafi baat Aaj me suni Aaj ke baad ap ka bayan nhi Sunu ga 😭😭😭

  • @kamalkhan-jw7em
    @kamalkhan-jw7em 3 года назад +1

    Great

  • @muradalis.l.fmuradalis.l.f5076
    @muradalis.l.fmuradalis.l.f5076 4 года назад +5

    Talaq ke masleh par ahle hadeeso ki dalil mazbut hai

  • @uncensoredbaji1519
    @uncensoredbaji1519 3 года назад +2

    Main ahl e sunnat hu magar kuch maamlaat main me ahl e hadis logo k sath agree krti hu jis main say ek yah 3 talaaq ka masla b hay.

  • @shafiqabdulhai1782
    @shafiqabdulhai1782 Год назад +1

    مفتی طارق مسعود صاحب آپ کو بھی کل اللہ تعالیٰ کے سامنے اور حضور صلی اللہ علیہ وسلم کے سامنے بھی جانا ہے وہاں بھی یہی کہنا آپ کو۔

    • @razamughal9095
      @razamughal9095 Год назад

      Jab bat sabot ho gaye hain toh MAAN LIYA KAR

  • @asimsparks
    @asimsparks 6 лет назад +12

    I am Salafi, and I have criticised Mufti Tariq Masood staunchly on many of his videos including 8 rakat taraweeh and others. But on the issue of triple talaq, I am convinced that Mufti Tariq Masood is correct. Many Salafi Ulemas also regard 3 talaq in one sitting as three. Shaikh Zubair Ali Zai Rahimahullah bhi ek bar mei teen talaq ko teen hi shumar karne ke qayal the. Mei nahi samajhta ke in saare salafi ulema mei koi ek bhi Shaikh Zubair Ali Zai ke barabar ka nahi.

    • @ansawan6776
      @ansawan6776 6 лет назад +1

      asimsparks bhai jaan hafiz abdul mannaan noorpori, badiuddin raashdi rahmahullah........ ye zubair saab se ko so door aagay thay aqal samajh deen faqahat main.... Alhamdulillah...... norpori saab ki to sheikh saab khud tareef karte thay

    • @SweetChinMusix
      @SweetChinMusix 11 месяцев назад

      Bilkul sahi kaha mufti tariq masood ka sirf ye masle me itefaaq karta ho agr koi bhi research kare tou usko mill sakta hai pta nhi ahle hadees se itni bari mistake kaise hogai kuch ahle hadees tasub me bhi aye huay hai sheikh kifayat ki video dekh rha wo ibn umar ki haiz wali hadees puri pesh hi nhi ki

  • @aamirhasanaamir943
    @aamirhasanaamir943 5 лет назад +2

    Masa Allah nice tkrir maqsudul hasan is right

  • @qamarumar726
    @qamarumar726 4 года назад +2

    Hmara islaam itna kmzoor kese ho skta he k ort pe itna zulm ho or wapsi ka rsta majood e na ho

  • @r4izyes
    @r4izyes 2 года назад

    Allāh Subhanahu wa Ta'aala hame jaahil muftiyo se bachaye, jo aawaam ko gumrah karte hai . Aameen

  • @AbcXyz-ln5lk
    @AbcXyz-ln5lk 6 лет назад +22

    ماشاء اللہ ...
    جسطرح سور یعنی خنزیر پر تکبیر کہنے سے حلال نہئ ہو گا نہ بسم اللہ پڑھ کر شراب پینا جائیز ہو جاتا ہے اسی طرح تین طلاقیں ایک ساتھ بھی اگر قرآن کی روح سے دینا حرام ہے تو پھر تمام علماء کو فرقہ پرستی سے بالا تر ہو کر اجماعہ امت کی خیر میں فیصلہ کرنا چاہیئے. جزاک اللہ خیر

  • @humour4kiraanti307
    @humour4kiraanti307 4 года назад +3

    May hanefi hu lekin 3 talaq kay masle par ahlehadees ki daleel mazboot hay

  • @YaqubAziz
    @YaqubAziz 5 лет назад +4

    شيخ مقصود حفظه الله جزاك الله خيرا

  • @erfaisal5696
    @erfaisal5696 6 лет назад +7

    Mufti Tariq has answered his every question Alhamdulillah... Man you can't fool people always

    • @tanveersheikh9860
      @tanveersheikh9860 6 лет назад +2

      deobandiyon ki halala ki dukaan band hojaegi agar ye ahle hadees ka maslak manlenge shiyon ka mutah aur inka halala kya farq hai

    • @sameerahmed8094
      @sameerahmed8094 6 лет назад

      ruclips.net/video/8Ndw-vI9x_4/видео.html

  • @tausifqureshi5142
    @tausifqureshi5142 4 года назад +1

    Agree with second maulana

  • @ranikarachi1336
    @ranikarachi1336 2 года назад

    Zaberdast

  • @mohammadkabetullah7313
    @mohammadkabetullah7313 2 года назад

    Assalam alaikum
    Faizi Saheb, Jazak Allah Khaira

  • @sheikabrarahmed5495
    @sheikabrarahmed5495 5 месяцев назад +1

    Jaisa chaahe waisa badle yeah shariyat kafir ka nai hotha yeah islam shariyat hai tariq masood saab haq par hai

  • @aminkhan1265
    @aminkhan1265 3 года назад +2

    Mufti Tariq Masood is right alhmdullilah

  • @ladlabachchaarhan254
    @ladlabachchaarhan254 3 года назад +2

    Chacha ap chhote se talibeilm Hain Masha Allah

  • @ikhlasshahaji8768
    @ikhlasshahaji8768 6 лет назад +4

    Allah apko hidayat de

  • @islamicvedeos5318
    @islamicvedeos5318 Год назад

    اتنا بڑا مسلہ ہی نہیں لیکن لوگوں کو پریشان کردیا ہے علماء دیوبند اور علماء اہل حدیث میں کیا فرق ہے اگر تو صرف اختلاف ہے

    • @hamnamasood2583
      @hamnamasood2583 Год назад

      آپ کیا کہتے تین تین ہے یا ایک ؟

    • @islamicvedeos5318
      @islamicvedeos5318 Год назад

      @@hamnamasood2583 دیکھو تین طلاق تین ہی ہے اول تو طلاق دینا ہی نہیں چاہئے لیکن جب دیا گیا تو تین طلاق تین ہی ہوگی

  • @user-bd3xv3yl9y
    @user-bd3xv3yl9y Месяц назад

    Hazrat Muhammad saw K door ma be 3 . 3 he rhe

  • @z.naeem7
    @z.naeem7 3 года назад +1

    Maqsood sahab Right👍

  • @kamaluddinkamaluddin677
    @kamaluddinkamaluddin677 Год назад +1

    Ahle hadees zindabad

  • @ibraheemmohammed2344
    @ibraheemmohammed2344 Год назад +22

    مسلک اہلحدیث حنفی شافعی مالکی حنبلی مسلکوں کی طرح مسلک نہیں ہے بلکہ یہ تو خالصتاً قرآن وسنت ہے۔ ہمارے مسلک کے خلاف بولنا نہ ابو حنیفہ کے خلاف جاتا ہے نہ شافعی مالکی حنبلی ائمہ کے خلاف جاتا ہے، بلکہ ہمارے مسلک کے خلاف بولنا رسول اللٰ٘ه صلی اللٰ٘ه علیہ وسلم کے خلاف جاتا ہے۔ ذرا سنبھل کے بات کرنا طارق مسعود صاحب اللٰ٘ه آپکا ایمان سلامت رکھے۔ آمین

    • @RewaAyubRebu-le3ng
      @RewaAyubRebu-le3ng 9 месяцев назад

      Tariq masood sb Ap 😅dodh aur makhan ki bat kare

    • @RewaAyubRebu-le3ng
      @RewaAyubRebu-le3ng 9 месяцев назад

      😄😃😃🍼🍼🍼

    • @aftabqureshi2861
      @aftabqureshi2861 9 месяцев назад +1

      Tumhare baat se aisa laga jaise jannat ki basharat mili hai apko shaayad. apne apko hi hak pe samjhana ye bhi badgumani aur gumrahi hai tum log ahele hadis jamat ko nahi balke ale saud ko zyaada mante ho

    • @Allamakhdimhussainrizviii
      @Allamakhdimhussainrizviii 6 месяцев назад +1

      Jab talq daini hi ha phr 3 kia our 9 kia mufti Sahb tk kahty hain Ambiya ka waris Ulama hainn our ya wanon to phr hazrat umar RA na bnaya to man lijye ka talq 3 hi hoti hain

    • @wajahathashmi9640
      @wajahathashmi9640 4 месяца назад

      6.09 isay Zara ghor sy suno masalmano mai kisi division ki baat nai kr rha neutral ho k suno or aqal istemal kr k soucho sab samhaj jao gay yah banda kah raha hai k hazrat umer r.a k period mai log 3 talaqay aik samhaj k dy rahay thay yar is sy yah poucho k jab 3 talaqay aik hi thi to teen kiu dy rahay thay jab deni hi aik talaq hai to aik hi dy ga banda or teen deni han to teen dy ga..arahi hai aqal mai baat..3 ko 1 samhjna to yah daleel aisi hai jaisay bina sir pair k or yahin sy in Talib e elam sahab ny aghaz kiya hai debate ka or yah dekhay in sahab ny hazrat umer r.a ko bhi ghalat nhi kaha kiu k wo ghalat ho hi nai sktay lakin apni baat sabit krny k ly waqia kya bataya k 3 ko aik samhaj k teen dy rhy thy jo hai aik hai o bhai 3 teen han or aik 1 hai yah to 5v class k bachay ko bhi pata hai unhay yah nai pata tha jab koi teen dy ga to wo 3 hi dy ga or aik dy ga to aik hi dy ga 3 ko aik kon bywakoof samhjay ga

  • @gh.rasoolbhat210
    @gh.rasoolbhat210 13 дней назад

    Tab se hum takseem huway jab se masluk bazi ka agaaz huwa,Allah muqalidun ko hidayet dey

  • @ghousemohd3110
    @ghousemohd3110 3 года назад +4

    Allah se masood sab jawab dene tayyar raho

  • @muhammadsiddique2974
    @muhammadsiddique2974 Год назад +1

    تیرے پلے ھے ہی کیا فقہ حنفی کے سوا ۔مفتی طارق مسعود صاحب

  • @mohammadkabetullah7313
    @mohammadkabetullah7313 2 года назад +2

    Assalam Alaikum.
    Tariq Saheb, please obey Almighty Allah and his last prophet Muhammad PBUH. Please don't interfere in Islam.

  • @omairbinenam6337
    @omairbinenam6337 7 лет назад +3

    niyat dil ke irade ko kehte hain.. amal ka darumadaar niyat per hai, mehez CHAHAT per nahi... iss ki misaal aap iss tarah lijeyay keh insaan zohar ki namaz perhta hai...farz namaz ke baad sunnat/nafal namaz perhta hai. tau ab yh inn namazo ki alag niyat baandhta hai. kyun keh ek majlis/impulse mein ek se zaieed namaz ki niyat nahin ker sakta. kyun keh yh impossible si baat hai. Ek impulse => Ek niyat => Ek namaz
    tau issi tarah talaq bhi Ek Impulse/majilis mein Ek hi hoti hai beshak woh jitni koshish aur jaisi bhi niyat kerle woh ek hi mumkin hai. kyun keh insaan ki niyat uss ke maqsad ka picha nahin chura sakti..theek jaise amal niyat se azad nahi hota..
    Nabi s.a.w. ki na pasandi ki wajah yh nahin hoti thee keh teen talaq hogai mukammil taur per, woh tau aap s.a.w. ko maloom hota tha keh ek hi hoi hai. per narazgi yh hoti thee keh quran ka mazak bana diya aur Allah ki nafarmani keri. kyun keh talaq dene ka bhi tariqa hai. iss per puri surah bhi hai Surah At-Talaq... aur Ek doosri hadees main nabi s.a.w ne khud farmaya keh teen talaq ek majilis main Ek hoti hai. yh sachi baat mein khaas iss liye bitaya keh log na-jaiz halala (harama) se baaz ajaye..

  • @nadiaahmed3935
    @nadiaahmed3935 3 года назад +5

    Read Quran with translation everyone get their answer no one needs to go these ulama

  • @mkmollickmollick8515
    @mkmollickmollick8515 6 лет назад +12

    Hanfi talak insaniat ki khilap ha

  • @rightconclusion7288
    @rightconclusion7288 2 года назад

    یه بات شیخ کی کچھ معقول نہیں معلوم ہوتی که مفتی صاحب جس مسلک سے تعلق رکھتے ہیں تووہ اسی کے حق میں بات کریں گے حالانکہ مفتی صاحب نے بالکل حق مسئله قرآن سنت کےمطابق بیان فرمایا ہے

  • @ghafeershah5804
    @ghafeershah5804 2 года назад +1

    مولانا صاحب
    اپ قران اور حدیث کو دیکھیں وہ کسوٹی ھے

  • @shafinasir5660
    @shafinasir5660 Год назад

    دین آسان تھا پر اسکو مشکل بنا دیا بعد کے مفتیوں نے مشکلات پیدا نہ کرو

  • @mdamin-lt8xl
    @mdamin-lt8xl 4 года назад

    Beshak

  • @asadsultan1858
    @asadsultan1858 6 лет назад +12

    سمجھنے والوں کو میری بات ان شاءاللّه سمجھ آ جائے گی
    ایک سوال کا جواب دیں جو بھی اس تحریر کو پڑھے
    کیا دنیا میں کوئی بھی غیر نبی رسول اللّه صلی اللّه علیہ وسلم کی شریعت کو منسوخ کر سکتا ہے ؟؟؟؟ اور وہ بھی تا قیامت ؟؟؟
    جواب نہ میں ہی ہوگا
    وہ کوئی بھی ہو جتنی مرضی بڑی شخصیت ہو ؟؟؟وہ شریعت یقینا منسوخ نہیں کر سکتا وہ جو مرضی بھی ہو کیونکہ اللّه تعالیٰ یا اللّه کہ نبی نے کسی کو بھی اس بات کا حکم نہیں فرمایا
    جب رسول اللّه صلی اللّه علیہ وسلم سے یہ بات ثابت ہے کہ ایک مجلس کی 3 طلا قیں ایک واقعہ ہوتی ہیں تو اختلاف رہتا ہی نہیں
    رہ گئی بات حضرت عمر رضی اللّه تعالیٰ عنہ والی تو میں اس بات کو بھی امت کہ لئے ایک رحمت سمجھتا ہں کہ جب دین اسلام کو مذاق بنایا جائے
    جیسے طلاق والے مسلہ میں مذاق بنایا جاتا تھا کہ دینی 3 اکھٹی ہیں لیکن ماننی ایک ہے
    تو موجودہ خلیفہ یا علماء کسی دینی مسلہ کو کسی خاص مدت تک تبدیل کر سکتے ہیں
    لیکن وہ دین جس کو نازل اللّه تعالیٰ نے کیا
    کیا وہ نقص والا تھا کہ اس کو کوئی بھی تبدیل کر دے ؟؟؟؟؟
    اپنی راے ضرور دیں !!!!!!!!

    • @zubairjamal7846
      @zubairjamal7846 6 лет назад

      Falsafa banane se masla tabdeel nai hota bhai deen me kitne masail hen jisme tabdeeli i he

    • @ibraheemmuhammad5885
      @ibraheemmuhammad5885 4 года назад

      Quran nay tareeqa bata dia
      K teen tuhar ka intezar karay leken loog aik he majlis main teen talaq de detay hain leken is say yeh hargiz sabit nahin hota k talaq nahi howi. Allah k hukam ka inkar aur phir fatwa kesa.
      Yani do do gunah aik Allah ka hukam tora dosra phir fatwa leke haram ko halal kia.

    • @alone2351
      @alone2351 4 года назад +2

      @@zubairjamal7846 Allah k Nabi nay farmaya tha k Deen mukammal ho gya hai,,, Tu phir tum kon SA izaafa Kar rahy ho Deen main or agar koi Nabi k kehnay k bawajod Bhi Deen Mai izafa Kar Raha hai Tu wo phir musalman hai hi nahi,, beshak

    • @alone2351
      @alone2351 4 года назад +3

      @@ibraheemmuhammad5885 Tu Jo Nabi nay fatwa Diya tha k 3 talak 1 hi hai Tu wo summa nauzbillah summa nauzbillah jhotay thay kya??? Jawab zaror dena

    • @MaryamKhan-ir3vu
      @MaryamKhan-ir3vu 2 года назад

      Aap mujhe ye bataye ki Jab Allah pak ne Quran me farmaya ki talaq dene ki bad ak waqt mukarrar kiya sochne samjhne ke liye to insan kon hota hai ak jhatke me rishta khatm kerne wala jis rishte aur bhi kitne rishte jude hote hai kya ye sahi ki ak insan ke gusse ki bhet chadh jaye aur hala ki wo insan bad me khud pachtata hai q ki gussa to insan ko hi ata hai ye insan ko banane wale Malik se zyada is ki fitrat se kon wakif ho Sakta hai is liye Allah pak ne insan ko talaq ke bad sochne ke waqt kiya hai Allah pak ne to Quran me nahi kaha ki tumhara man ho to Teeno ek sath bhi de sakte ho