Apki video dekhi Dr. Zakir Naik sahab bohot achcha video h mere liye dua kijiye m apni biwi ko bulane ja raha hu or Talak k naam se toba krta hu or apni sari zindagi jo Allah ta-ala ne mujhe di h wo m uske hukmo pr Guzaru.
You all prolly dont give a damn but does someone know of a tool to get back into an Instagram account..? I stupidly forgot the login password. I would love any tricks you can offer me!
@Benicio Lyric Thanks for your reply. I got to the site through google and im waiting for the hacking stuff now. Looks like it's gonna take a while so I will reply here later with my results.
Kindly reply any Ulama and mufti Ma.na biwi ko face pa bol dia galti sa ,pagal pan ma ,3 dafa talakh ka Ma wapis ja sakta apni biwi k pas kisi tareqay sa ,aur kia mari talakh ho chuki haa
Plzzz kia.ap bta skty hai k.miry shuhr roz shrab pety hai miny ak din onhy mna kia or hmara jagra hova osny shrab pe hoi the osny mujy 6 bar talak talak bola kia talak ho gae hai plZZZZZ bta dy miry 4 bachy hai my boht preshan hao koch molvi boltu hai ho gae koch bolty hai nae hoi plzzz ap bta dy
پہلی بات تو یہ ہے کہ نشہ حرام ہے اور نشے کی حالت میں زبان سے کچہ بھی نکلے اسکا نشئ کو علم نہیں ہوتا... اب آجائیں اصل مسئلے کی طرف تو ایک بات زہن نشین کرلیں کہ گنتی گننے سے میاں بیوی کے درمیان علھیدگی یا طلاق نہیں ہوتی طلاق صرف اس وقت ہوتی ہے جب دونوں آپس میں نہ رہنا چاہیں یہ بہت اہم بات ہے اسکو سمجہنے کی ضرورت ہے... فرض کریں طلاق واقع ہوچکی ہے اور عدت کا وقت بھی گزر چکا ہے لیکن دونوں میاں بیوی کے درمیان کوئ جھگڑا یا کوئ تنازع نہیں ہے تو یہ دونوں اپنی اصلاح کر کے بغیر حلالہ کے رجوع کر سکتے ہیں... آپ سورہ بقرہ آیت نمبر 232 کا ترجمہ کا مطالعہ کریں اور کسی مولوی کے پاس جانے کی کوئ ضرورت نہیں ہے. آپس میں خوشگوار زندگی گزاریں...
Plz mujha repply.kara aggar nikha huya ho too ruksti na huye ho mai na aapna husband say bola iss pay sign nahie hai iss na bola cut karo inn nikha papers ko hum dusara nika kara gaa aap ko dout hai to mujha bee dout hai ab dusra nika.kara gaa to ka ho gaa
MashaAllah. Dr Zakir Naik Meri biv hamla hi aur mine ye suna tha ky hamla ko talaq nhe hoti bas isi galat fahemi min mine apni biv ko 3 talaq di hain ye soch kar ky talaq nhe ho gi Agr 3 talaq dene se talaq ho gai hi to is ka rujo ka tarika bta dein agr 3 bar talaq dene se talaq nhe hoi to mujhy is ka fatwa likh kar bhejin plzzz. Meri biv ky ghr waley khety hain talaq hogai hi.agar koi ye mufti kheta hi ky nhe hoi to apna fatwa dein Plzzz mujhy jawab
mahiny mahiny bad talak nhi ho skto 3 mahiny my chye ap 1000 bat talak dedo wo 1 hi hoti ja ,g han talak 1 hui ha ap waps sy shadi kr skty ho new hak mhr k sath
M apne husband se takreeban 5 saal se alag reh rhi hun.kyunki wo nasha krte h.ek din Kisi masle pr baat krne m unse mili wo tb b behad nashe me the.mere padosi aur apni ma k saamne unhone do baar bht gusse se kaha k ja Maine tujhe talaq di.abhi is baat ko teen maheene nhi hue aur unke mutabik unhone talaq nhi di.mgr m bht confused hun k talaq ho gyi h y nhi.plz plz plz sir mera confusion door krein.
Is video main yehi explain Kiya hai or mulana Ishaaq ne to fatwa de deya hai keh aik time main koi jitni baar bhi talaq kahe wo 1 count hogi is surat main ap ko aik talaq hoe hai or ap iddat main sulah kar sakti hai,or ager iddat khatam ho gaye hai to naye haq meher ke sath dobara nikah kar sakti hai
Us ne agar ek hi baar kaha k talaq dee, talaq ka lafz ek hi time ta, toh yeh ek talaq hain. Iddat three menses k baad khatam ho jaygi, aur khatam ho gaye toh SHUKAR karna is harami se jaan chooti, us waqt nikah se azad ho jaogi. Nikah torny k liye EK talaq kafi hain, teen bholny ki zaroorat nai hain. Iddat khatam na hue toh nikah nai toota aur shohur wapis leh sakta hain. Lekin teesri talaq ki iddat meh shohur wapis NAI leh sakta. Jab nikah toot gaya iddat khatam ho gaye, toh is hi harami k saat rehna chati ho toh is k saat nikah karna hoga, naye mahr k saat aur doh gawaho k saat. Behter yeh hoga, k is k saat dobara ya teesri baar nikah na karo. Nashoi hain. Alag hi raho aur kisi shadi shuda mard ko khud apna rishta bhejna.
Agar aik talaq bol di gusse me or ose waqt se phir se bate cheet ho jaai jese rutain me hoti hai or milap naa kre or admi bole k meni apko darani k ley k ap sodar jaai or sath me rahe or na nikha kre dobara bs sath me rahe to as ka kia hoga
Ap ko kuch bhi nahi karna ap apni nomal life guzare,dobara nikah sirf us waqat hota hai jab Iddat ka time guzar jaye ap ne to pehle hi sulah kar li hai , lekin ye yaad rakhna ke ap ke pass ab sirf talaq ke 2 chance hai
Ik larki pregnant hae us k shohar nay 3 dafa ik hi bar mn takaq day di forcefully kisi k kheny par majbori mn or mind kaam ni kr raha tha zehni tor par hosh ni tha kaya talaq ho gai 6 months ho gay hein talaq ko bacha peda hony mn 2 months hein still pregnancy hae
Pregnant aurat ki idat bachay ki delivery tak hoti hai husband wife is Doran sulah kar skate hai ,Molana Ishaaq sir ke fatwa ke mutabiq husband chahe aik time par jitni baar bhi talaq kahe wo talaq 1 count hogi,or ager idat khatam ho gaye hai to same husband se dobara nikah kar sakti hai ,or ayse 2 baar hai Islam main,ager husband 3rd times pher talaq de to pher ap wapis nahi plat sakti is husband ke pas , is liye ager baby nahi howa abhi to behter hai ap Dono sulah kar lo
Saara masla ek talaq ki tashreeh karne ka hai ....ek to ye hai ki koi kahe main tumeh 3 talaq deta hoon doosra ye ki ek aadmi kehta hai main tumeh tàlaq deta hoon...main tumeh talaq deta hoon...main tumeh talaq deta hoon...yahan admi ne gusse main world talaq ko 3 baar repeat kiya hai..aur agar koi ye kahe ki talaq piyar se kehkar dee jaati hai to wo soche....
Talaq dene se talaq nahi hoti 3 mahine ka iddat guzarna padta hai Iss bich wo shaks ruju kar le toh ladki niqah Mein wapas Aa sakti nahi toh iddat guzarne k Baad talaq ho Jaata Hai
aurat agr husband sy talak mangti ha wo khula hta ha ,aur jb mard apni mrzi sy dy wo talak hti ha ,g han ap ruju kr lo ,aur 1 majlis ki 3 talak ek hoti hn bhai. apko fatwa chye my apki help kr skto hm
Ager ap ne khula liya hai to ap roju kar le , ager ap ke husband ne apko aik hi time main 3 talaq di hai to wo bhi mulana Ishaaq ka fatwa hai ke 1 count hongi or iddat main ap roju kar sate hai
Agr hmry ulma ny sch btya hta tu tlak aam na hti agr quran k mutabik btyen k tlak kasy hti h lkin ye tu zra sa mu se lfz nkl jy guse m tu khty h k hugyi
Dono k Family n ek hi din m kourt m talak paper banwaye to kya talak hogai jab ki dono miya biwi k dil m ni thi or zabardasti krwai gai talak thi jisme biwi n sing kiye or miya ne bhi lekin Shariyat k hisab se biwi ne kaha rote hue m tqlak ni chahti thi majboor hu m or keh diya Biwi n talak talak talak kya ese talak ho jati h
طلاق جیسے اہم معاملے میں لوگ بہت لاپروائی کرتے ہیں قرآن اور حدیث سے دور رہنے کی وجہ سے نکاح اور طلاق کا مذاق بنا دیا گیا نکاح کے باوجود بھی حرام میں رہتے ہیں اور حلالے کو مذاق بنا لیا ہے گھر والوں کو شدید گناہ ہے کہ وہ حلالے غلط طریقے سے کرواتے ہیں گھر والوں کو چاہیے کہ وہ حلالہ کے بارے میں اچھی طرح سے معلومات حاصل کریں پھر نکاح کریں عورت کو گھر پر بوجھ نہ سمجھیں اسی وجہ سے گناہ کے راستے زیادہ سے زیادہ کھل رہے ہیں اس سب سے بنیادی بات یہ ہے کے عورت کو گھر میں برداشت کا طریقہ نہیں سکھایا جاتا جس کے وجہ سے وہ شوہر کی باتوں کو برداشت نہیں کرتی اللہ رب العالمین نے والدین کے ظلم کو سہنے کو کہا ہے اسی طرح معاشرے میں جگہ جگہ ذلیل ہونے سے بہتر ہے کے شوہر کے پاس ہی ایک جگہ پر ذلیل ہو کر رہے اور اس کے نتیجے میں اس کے درجات جنت میں بلند ہونگے عورت کو لڑکیوں کو برداشت کی عادت دلوانی چاہیے یہی سب سے بہتر طریقہ ہوتا ہے طلاق اور معاشرے میں در در ذلیل ہونے سے اچھا ہے
یہی تو بات ہے کے صبر ہم میں نہ ہونے کے برابر ہے عورت کے خلاف بھڑکایا ہی ایسے جاتا ہے کے شو ہر پہلے ہی وقت میں تین طلاق دے دیتا ہے ہمارے معاشرے میں عالموں سے کوئی واسطہ نہیں سرپرستی دین کی نہیں چاہتے اور بے مہار رہتے ہیں اسی وجہ سے دنیا زنا لواطت کا اڈا بن چکی ہے دین کیا ہے خدا سے محبت کیا ہے جاننا ہی نہیں چاہتے فحش ڈرامے اور فلموں کی سرپرستی میں رہنا چاہیے ہیں آج کل والدین کی ناجائز محبت کا عمل بہت زیادہ بڑھتا جا رہا ہے بچوں کوہر غلط کام کرنے کی اجازت ہے دین کی حدیں تین حصے ٹوٹ چکی ہیں پابندی میں رہنا لڑکوں کو تو کیا لڑکیوں کو بھی برا لگتا ہے یہی وجہ ہے ہم ہر قدم پہ حرام کی طرف جا رہے ہیں
4:40 is time per ap kehty hain 3 bar jaiz hy. Jab k mery nakis ilam k mutabik 2 bar roju ker sakty hain. Tesri bar halala k bagheer roju nahi ho sakta hy. Rehnumai farmay meri ager main galat ho to.??
3 talak wakfy wakfy sy 3 hn bina wakdy k talak 3 ho ya 10 1 hi hoti hn and quran pak my saf saf likha ha iddat ko dekh kr aur ruju ko dekh kr talak do bina ruju ki gunjaish chory talak nhi ho skti
@@tamseelafarooq3316 g nhi 3 tlaq waqfay say dain ya bghair waqfay say dain wo waqia ho jati hay.quran ki kisi bhi aayat may 3 tlaq ko aik tlaq nhi Kaha gya.waqfay ka zikar is liye hay ta k ruju ki gunjaish baqi rhay or wo bhi us soorat may hay jab 1 ya 2 tlaq di ho isi liye akathi 3 tlaq ko napsand kia gya hay
@@islamlover3629 betaw read surat ul talak wahan saf saf likha ha talak do iddat ko mady nazr rakh kr aur ruju ka rasta chr kr ,jb ye trika quran my saf saf likha ha to 3 talak ek sath waqia ksy ho skti h ,3 talak k bad ruju ka rasta nhi rhta ,aur surat tul bakra my likha ha 2 gawah ko arrange kr lo ,aur talak 2 martba ha 2 bar nhi ha betaw ,
@@islamlover3629 jb quran my trika likha ha 3 mhiny ki iddat ruju ka rasta chr kr talak ,aur gawah ko arrange krk talak aur 2 martba ha talak matlab hr 3 mahiny k gap sy ,thk ha ,to ek sath 3 talak waqia nhi ho skti, usk bad ruju ka rasta nhi rhta ,hazoor pak k zamany my 1 majlish ko 3 talak 1 hoti th ,aur ,majlish iddat lo bolty hn 3 month ki jb ap 1 bar talak bol.do aurat mutalka ho jati ha,isi liy chye 1 bar bolo ya hazar bar 1 hi hoti ha talak 3 month ki duration my ,islam my ruksat d ha talak my ,ap jsy logon ny apna islam bnya hua ha to apna islam khd follow kren khuda hafiz
@@tamseelafarooq3316 shayad aap nay surah baqarah poori nhi parhi wahan Saaf Saaf likha hay k wo orat jis ko nikah k bad ruksati say pehlay tlaq ho Jaye wo tlaq bhi waqia ho jati hay yani tlaq tareeqa k mutabiq di Jaye to bilkul shi Laykin agar akathi 3 tlaq day di Jaye to wo bhi waqia ho jati hay.yani dono surton main tlaq ho jati hay.3 tlaq aik tlaq nhi hoti jesay 5 waqt nmaz aik waqt nmaz nhi hoti.koi bhi musalman Allah ki ginti tabdeel nhi Kar sakta.
Dr. Zakir your research is incomplete in this 3 Talaq concept. Please understand Quran with Quranic Scholar and understand Halala correctly prior to explain.
@@sabaalivlog755 jo asal tareqa h wo un ho h sahi bayan kia h logon ka dimak kharab or ouraton ki izzat zar zar krli h inho n halala keh k jb k haqeqat m agr koe banda 10 talaq ek bar h kahy to wo ek talaq k barabar hotii h
Apki video dekhi Dr. Zakir Naik sahab bohot achcha video h mere liye dua kijiye m apni biwi ko bulane ja raha hu or Talak k naam se toba krta hu or apni sari zindagi jo Allah ta-ala ne mujhe di h wo m uske hukmo pr Guzaru.
MashAllah Dr Zakir Naik ♥️
May Allah bless you and grant you Jannah
جزاک اللہ، ایک بڑی مشکل سے نکالا ان علماء حضرات نے ویڈیو ایڈیٹر نے۔ بھائی جزاک اللہ
You clear my doubts Jazak Allah you saved peoples from Halala.
dr zakir is very good in tlaq concept i appreciate
honestly after a long time now today i understand.Thanks....
Honestly speaking you are the world great research Scholar.
You all prolly dont give a damn but does someone know of a tool to get back into an Instagram account..?
I stupidly forgot the login password. I would love any tricks you can offer me!
@Benton Clayton Instablaster =)
@Benicio Lyric Thanks for your reply. I got to the site through google and im waiting for the hacking stuff now.
Looks like it's gonna take a while so I will reply here later with my results.
@Benicio Lyric it worked and I actually got access to my account again. I am so happy!
Thanks so much you really help me out :D
@Benton Clayton no problem :)
this video is very good in research
Kindly reply any Ulama and mufti
Ma.na biwi ko face pa bol dia galti sa ,pagal pan ma ,3 dafa talakh ka
Ma wapis ja sakta apni biwi k pas kisi tareqay sa ,aur kia mari talakh ho chuki haa
People should follow quran and hadith to stay away from anti islamic law
Plzzz kia.ap bta skty hai k.miry shuhr roz shrab pety hai miny ak din onhy mna kia or hmara jagra hova osny shrab pe hoi the osny mujy 6 bar talak talak bola kia talak ho gae hai plZZZZZ bta dy miry 4 bachy hai my boht preshan hao koch molvi boltu hai ho gae koch bolty hai nae hoi plzzz ap bta dy
پہلی بات تو یہ ہے کہ نشہ حرام ہے اور نشے کی حالت میں زبان سے کچہ بھی نکلے اسکا نشئ کو علم نہیں ہوتا... اب آجائیں اصل مسئلے کی طرف تو ایک بات زہن نشین کرلیں کہ گنتی گننے سے میاں بیوی کے درمیان علھیدگی یا طلاق نہیں ہوتی طلاق صرف اس وقت ہوتی ہے جب دونوں آپس میں نہ رہنا چاہیں یہ بہت اہم بات ہے اسکو سمجہنے کی ضرورت ہے... فرض کریں طلاق واقع ہوچکی ہے اور عدت کا وقت بھی گزر چکا ہے لیکن دونوں میاں بیوی کے درمیان کوئ جھگڑا یا کوئ تنازع نہیں ہے تو یہ دونوں اپنی اصلاح کر کے بغیر حلالہ کے رجوع کر سکتے ہیں... آپ سورہ بقرہ آیت نمبر 232 کا ترجمہ کا مطالعہ کریں اور کسی مولوی کے پاس جانے کی کوئ ضرورت نہیں ہے. آپس میں خوشگوار زندگی گزاریں...
Nashe main talaq bol de tu kya huti hai nasha khatm hu or apni kahi huwi bat pe sharmindgi hu shuhar ko
جزاک اللہ
Sir mera sawal ye h k kya paper m likny se talaq hojati h jb k biwi k ilim ye bt ho he na dhokhy sy muje mery shuhr ne paper bejwahy
Agr bivi k ilum man na b ho to b talaq ho jati hy
Plz mujha repply.kara aggar nikha huya ho too ruksti na huye ho mai na aapna husband say bola iss pay sign nahie hai iss na bola cut karo inn nikha papers ko hum dusara nika kara gaa aap ko dout hai to mujha bee dout hai ab dusra nika.kara gaa to ka ho gaa
Doosra karo. Koi problem nai
Kya 3 DFA aik Sath talaq deta hon keh deny sy aik talaq Hoti h ya 3???
nhi. 1 hui ha
@@tamseelafarooq3316 but yahan to SB ny 3 bar e consider Kr k mjhy ghr ly aye Hain. Now m in iddat
bhan my apko quran ki ayat khd mhy record ki hui hn send krn g and ahdees ,log jahil hn mazak bma dia ha talak ka inho ny
@@tamseelafarooq3316 ap mjhy bhj sktin
yahan inho ny privacy lagyi ha no type nhi ho rha ,zero thri dble one dble sx fiv zro thri six svn
👍👍👍 subhanallah
MashaAllah.
Dr Zakir Naik
Meri biv hamla hi aur mine ye suna tha ky hamla ko talaq nhe hoti bas isi galat fahemi min mine apni biv ko 3 talaq di hain ye soch kar ky talaq nhe ho gi Agr 3 talaq dene se talaq ho gai hi to is ka rujo ka tarika bta dein agr 3 bar talaq dene se talaq nhe hoi to mujhy is ka fatwa likh kar bhejin plzzz. Meri biv ky ghr waley khety hain talaq hogai hi.agar koi ye mufti kheta hi ky nhe hoi to apna fatwa dein Plzzz mujhy jawab
Ap bivi ko mna lain 3 mah poray honay sy pehlay ap ki tlaaq nhi hoe , ap fatwa ahle hadees sy lokhwa lain
Great Allah ki kitab or Pak Nabi PBUH sy bhar kr koi dalil nahi hy or na hi kuch or chahye humain
So in short 3 talaq in one go is 1 talaq and u can ruju within 3 months without halala? Plz confirm
Yes
R if u want then do once again marriage to ur husband...
With new meher ...Allah rabbul izzat only want no Husbnd wife get separated...live together
Yes .
AGAR maheeny maheeny k waqfy sy 3 talaq dy di jy tu uss sorat main naya has mahar rakh k naya nikha ho sakta hai?
No never
اگر میہنے مہینے سے طلاق دی ہے اور اسکے بعد تین مہینے کی عدت بھی گزر گئ ہے تب اس صورت میں دوبارہ نکاح اور نیا حق مہر رکھنا ہوگا...
mahiny mahiny bad talak nhi ho skto 3 mahiny my chye ap 1000 bat talak dedo wo 1 hi hoti ja ,g han talak 1 hui ha ap waps sy shadi kr skty ho new hak mhr k sath
Gud bilkul
M apne husband se takreeban 5 saal se alag reh rhi hun.kyunki wo nasha krte h.ek din Kisi masle pr baat krne m unse mili wo tb b behad nashe me the.mere padosi aur apni ma k saamne unhone do baar bht gusse se kaha k ja Maine tujhe talaq di.abhi is baat ko teen maheene nhi hue aur unke mutabik unhone talaq nhi di.mgr m bht confused hun k talaq ho gyi h y nhi.plz plz plz sir mera confusion door krein.
Is video main yehi explain Kiya hai or mulana Ishaaq ne to fatwa de deya hai keh aik time main koi jitni baar bhi talaq kahe wo 1 count hogi is surat main ap ko aik talaq hoe hai or ap iddat main sulah kar sakti hai,or ager iddat khatam ho gaye hai to naye haq meher ke sath dobara nikah kar sakti hai
@@june5658 WRONG
Us ne agar ek hi baar kaha k talaq dee, talaq ka lafz ek hi time ta, toh yeh ek talaq hain. Iddat three menses k baad khatam ho jaygi, aur khatam ho gaye toh SHUKAR karna is harami se jaan chooti, us waqt nikah se azad ho jaogi. Nikah torny k liye EK talaq kafi hain, teen bholny ki zaroorat nai hain. Iddat khatam na hue toh nikah nai toota aur shohur wapis leh sakta hain. Lekin teesri talaq ki iddat meh shohur wapis NAI leh sakta. Jab nikah toot gaya iddat khatam ho gaye, toh is hi harami k saat rehna chati ho toh is k saat nikah karna hoga, naye mahr k saat aur doh gawaho k saat. Behter yeh hoga, k is k saat dobara ya teesri baar nikah na karo. Nashoi hain. Alag hi raho aur kisi shadi shuda mard ko khud apna rishta bhejna.
Mashaallah jazakallah
Talaq bs aik bar bola as tarha k me apko aik dita ho bs yahe bole talaq word ka nam naa li to as ka kia hoga nam lena zarori hi yaa nhe
Nhi hui. Ek bhi nhi hui. Plz iss chiz say bacho aisa lafzz khudara moo sy na nikala kro
Agar talaaq ka lafz nikala hy to ek hogyi hy
Aik ho gaye hai ap roju kar le iddat khatam honey se pehle
Heard this first time 😭 ya Allah we are divided in firqah please guide us the right path. I do not know who is right
If u have any doubt read surah Al baqrah...verse no 229
Go to Al Baqra surah number 2 ayat number 232
Great Job bro 👍
Its not about 3 words its about 3 chances in life in one nikah .
Assalamu walaiqum
Plzz me cofiuse ho mjhe answer di do
Behtreeeeeeen
Agar aik talaq bol di gusse me or ose waqt se phir se bate cheet ho jaai jese rutain me hoti hai or milap naa kre or admi bole k meni apko darani k ley k ap sodar jaai or sath me rahe or na nikha kre dobara bs sath me rahe to as ka kia hoga
Ap ko kuch bhi nahi karna ap apni nomal life guzare,dobara nikah sirf us waqat hota hai jab Iddat ka time guzar jaye ap ne to pehle hi sulah kar li hai , lekin ye yaad rakhna ke ap ke pass ab sirf talaq ke 2 chance hai
السلام علیکم
زیادہ گفتگو غیر ضروری ہے
احکامِ ربّانی اور فرمان نبوی کو بیان کر دیجیے
Ik larki pregnant hae us k shohar nay 3 dafa ik hi bar mn takaq day di forcefully kisi k kheny par majbori mn or mind kaam ni kr raha tha zehni tor par hosh ni tha kaya talaq ho gai 6 months ho gay hein talaq ko bacha peda hony mn 2 months hein still pregnancy hae
nhi pregnancy my talak nhi hti talak bs 1 hti ha .3 talakon ka khin zikar nhi ha na mani jati hn
Pregnant aurat ki idat bachay ki delivery tak hoti hai husband wife is Doran sulah kar skate hai ,Molana Ishaaq sir ke fatwa ke mutabiq husband chahe aik time par jitni baar bhi talaq kahe wo talaq 1 count hogi,or ager idat khatam ho gaye hai to same husband se dobara nikah kar sakti hai ,or ayse 2 baar hai Islam main,ager husband 3rd times pher talaq de to pher ap wapis nahi plat sakti is husband ke pas , is liye ager baby nahi howa abhi to behter hai ap Dono sulah kar lo
Saara masla ek talaq ki tashreeh karne ka hai ....ek to ye hai ki koi kahe main tumeh 3 talaq deta hoon doosra ye ki ek aadmi kehta hai main tumeh tàlaq deta hoon...main tumeh talaq deta hoon...main tumeh talaq deta hoon...yahan admi ne gusse main world talaq ko 3 baar repeat kiya hai..aur agar koi ye kahe ki talaq piyar se kehkar dee jaati hai to wo soche....
Right
Salam sir agr 3 talaq suser aur sad ky Samny larki ko day phr husband larki ky ghr walo ky Samny bi 3 talaq di to ky talaq hoghy h
Talaq dene se talaq nahi hoti 3 mahine ka iddat guzarna padta hai Iss bich wo shaks ruju kar le toh ladki niqah Mein wapas Aa sakti nahi toh iddat guzarne k Baad talaq ho Jaata Hai
3 mahine ka iddat guzarna hai quran Mein ye Baat likhi hai surah bakrah aur surah talaq Mein aap padho
Thank you so much
Nai
Masha Allah hamari aankhey khul gai. Badbakht ulamao ne humko kya samjha rakkha tha.
Thank you so much sir
Kia urat talaq manga or mard usa talaq deda too roju ka koi Rasta ha Islam ma quran ma pilz jawb zaror din pilz
سورہ بقرہ آیت نمبر 232 کا مطالعہ کریں...
@@dar.motors884 thanks allah bless you
aurat agr husband sy talak mangti ha wo khula hta ha ,aur jb mard apni mrzi sy dy wo talak hti ha ,g han ap ruju kr lo ,aur 1 majlis ki 3 talak ek hoti hn bhai. apko fatwa chye my apki help kr skto hm
Ager ap ne khula liya hai to ap roju kar le , ager ap ke husband ne apko aik hi time main 3 talaq di hai to wo bhi mulana Ishaaq ka fatwa hai ke 1 count hongi or iddat main ap roju kar sate hai
@@june5658 quran my bh talak ka trika lkkha ha talak jitni bh dk ek hti ha usk baad ruju ha
Agr hmry ulma ny sch btya hta tu tlak aam na hti agr quran k mutabik btyen k tlak kasy hti h lkin ye tu zra sa mu se lfz nkl jy guse m tu khty h k hugyi
Difference of opinion from drisrar sahab
From main 4 imam
3 talaq ak sat dey tab kay talaq hugayi
اگر آپس میں رنجش نہیں ہے تو رجوع کر سکتے ہیں رشتے پر کوئ اثر نہیں پڑے گا.
ویسے طلاق ہو جاتی ہے.
???
Mane teen day di mgr m milna chahta hon rehna chahta sath uska hall btao aj 4 din ho gy
Plz mujhe b bata dain same sawal hai mara b
Le kr aao bhai ja kr
@@arbaazkhan4576 Bhai kasy koi fatwa btao please log ni man rahy keh rahy han ktm ho gya h
آپ راضی ہیں اور آپکی بیوی بھی راضی ہے تو آپ رجوع کر سکتے ہیں... سورہ بقرہ آیت نمبر 232 .
@@hamzazahid5200 Bhai ap wapis laye apni wife ko ?
Dono k Family n ek hi din m kourt m talak paper banwaye to kya talak hogai jab ki dono miya biwi k dil m ni thi or zabardasti krwai gai talak thi jisme biwi n sing kiye or miya ne bhi lekin Shariyat k hisab se biwi ne kaha rote hue m tqlak ni chahti thi majboor hu m or keh diya Biwi n talak talak talak kya ese talak ho jati h
Salam doctor sb
طلاق جیسے اہم معاملے میں لوگ بہت لاپروائی کرتے ہیں قرآن اور حدیث سے دور رہنے کی وجہ سے نکاح اور طلاق کا مذاق بنا دیا گیا نکاح کے باوجود بھی حرام میں رہتے ہیں اور حلالے کو مذاق بنا لیا ہے گھر والوں کو شدید گناہ ہے کہ وہ حلالے غلط طریقے سے کرواتے ہیں گھر والوں کو چاہیے کہ وہ حلالہ کے بارے میں اچھی طرح سے معلومات حاصل کریں پھر نکاح کریں عورت کو گھر پر بوجھ نہ سمجھیں اسی وجہ سے گناہ کے راستے زیادہ سے زیادہ کھل رہے ہیں اس سب سے بنیادی بات یہ ہے کے عورت کو گھر میں برداشت کا طریقہ نہیں سکھایا جاتا جس کے وجہ سے وہ شوہر کی باتوں کو برداشت نہیں کرتی اللہ رب العالمین نے والدین کے ظلم کو سہنے کو کہا ہے اسی طرح معاشرے میں جگہ جگہ ذلیل ہونے سے بہتر ہے کے شوہر کے پاس ہی ایک جگہ پر ذلیل ہو کر رہے اور اس کے نتیجے میں اس کے درجات جنت میں بلند ہونگے عورت کو لڑکیوں کو برداشت کی عادت دلوانی چاہیے یہی سب سے بہتر طریقہ ہوتا ہے طلاق اور معاشرے میں در در ذلیل ہونے سے اچھا ہے
اگر کوئی اپنی بیوی کو نوٹس کے ذریعے لگاتار تین مہینے تین نوٹسز بھیجے تو کتنی طلاق شمار ہوں گی
Hazar bar do nhi huta.. hazar bhi 1 hy mane jathey hy .. 3 month k andar rojo karna hy
Wrong. Teen baar bologe toh TEENA HOGI
یہی تو بات ہے کے صبر ہم میں نہ ہونے کے برابر ہے عورت کے خلاف بھڑکایا ہی ایسے جاتا ہے کے شو ہر پہلے ہی وقت میں تین طلاق دے دیتا ہے ہمارے معاشرے میں عالموں سے کوئی واسطہ نہیں سرپرستی دین کی نہیں چاہتے اور بے مہار رہتے ہیں اسی وجہ سے دنیا زنا لواطت کا اڈا بن چکی ہے دین کیا ہے خدا سے محبت کیا ہے جاننا ہی نہیں چاہتے فحش ڈرامے اور فلموں کی سرپرستی میں رہنا چاہیے ہیں آج کل والدین کی ناجائز محبت کا عمل بہت زیادہ بڑھتا جا رہا ہے بچوں کوہر غلط کام کرنے کی اجازت ہے دین کی حدیں تین حصے ٹوٹ چکی ہیں پابندی میں رہنا لڑکوں کو تو کیا لڑکیوں کو بھی برا لگتا ہے یہی وجہ ہے ہم ہر قدم پہ حرام کی طرف جا رہے ہیں
Pehli bar dr sb ko Quran ko ghalat interpret krty dekha..
Phir tumne quraan padha nhi 😒
4:40 is time per ap kehty hain 3 bar jaiz hy.
Jab k mery nakis ilam k mutabik 2 bar roju ker sakty hain.
Tesri bar halala k bagheer roju nahi ho sakta hy.
Rehnumai farmay meri ager main galat ho to.??
3 tlaq 3 hi hoti hay.3 tlaq ko Allah nay Quran Pak may khin bhi aik tlaq nhi kaha.
3 talak wakfy wakfy sy 3 hn bina wakdy k talak 3 ho ya 10 1 hi hoti hn and quran pak my saf saf likha ha iddat ko dekh kr aur ruju ko dekh kr talak do bina ruju ki gunjaish chory talak nhi ho skti
@@tamseelafarooq3316 g nhi 3 tlaq waqfay say dain ya bghair waqfay say dain wo waqia ho jati hay.quran ki kisi bhi aayat may 3 tlaq ko aik tlaq nhi Kaha gya.waqfay ka zikar is liye hay ta k ruju ki gunjaish baqi rhay or wo bhi us soorat may hay jab 1 ya 2 tlaq di ho isi liye akathi 3 tlaq ko napsand kia gya hay
@@islamlover3629 betaw read surat ul talak wahan saf saf likha ha talak do iddat ko mady nazr rakh kr aur ruju ka rasta chr kr ,jb ye trika quran my saf saf likha ha to 3 talak ek sath waqia ksy ho skti h ,3 talak k bad ruju ka rasta nhi rhta ,aur surat tul bakra my likha ha 2 gawah ko arrange kr lo ,aur talak 2 martba ha 2 bar nhi ha betaw ,
@@islamlover3629 jb quran my trika likha ha 3 mhiny ki iddat ruju ka rasta chr kr talak ,aur gawah ko arrange krk talak aur 2 martba ha talak matlab hr 3 mahiny k gap sy ,thk ha ,to ek sath 3 talak waqia nhi ho skti, usk bad ruju ka rasta nhi rhta ,hazoor pak k zamany my 1 majlish ko 3 talak 1 hoti th ,aur ,majlish iddat lo bolty hn 3 month ki jb ap 1 bar talak bol.do aurat mutalka ho jati ha,isi liy chye 1 bar bolo ya hazar bar 1 hi hoti ha talak 3 month ki duration my ,islam my ruksat d ha talak my ,ap jsy logon ny apna islam bnya hua ha to apna islam khd follow kren khuda hafiz
@@tamseelafarooq3316 shayad aap nay surah baqarah poori nhi parhi wahan Saaf Saaf likha hay k wo orat jis ko nikah k bad ruksati say pehlay tlaq ho Jaye wo tlaq bhi waqia ho jati hay yani tlaq tareeqa k mutabiq di Jaye to bilkul shi Laykin agar akathi 3 tlaq day di Jaye to wo bhi waqia ho jati hay.yani dono surton main tlaq ho jati hay.3 tlaq aik tlaq nhi hoti jesay 5 waqt nmaz aik waqt nmaz nhi hoti.koi bhi musalman Allah ki ginti tabdeel nhi Kar sakta.
Hazrat ya galat masala hai
Bakwaas kr rha hy
Jb 3 talaq ho jayen to halaala lazmi ho jata hy
behtar hy k aap log khud trjuma prhen
In molviyon ki baat na suno.
Bkwas tum kr rhe ho
tarjuma ap prho mny prha ha ,ayr talak iddat k bina aur ruju ka rasta chry bina ek sath 3 talak nhi ho sktin
Har aayat ki definition hoti ha ek waqt ma ek deni cheya ek sa ziada biddat ha per ager dadi tu hojaengi
Dr zakir naik Saab app ghalat explains kar raha hai
Pihly ache Tarah study Kary per lacko logo k Samny Bayan karyy 🙏🙏🙏
Bhai quran se bayan kar rahy hein hawala de rahy hein abhi bhi ghalat hein woh to sahi kon hai jinhu ne apni likh rakhi hein woh?
Omar ne bahut si biddatein jaari ki
Dr. Zakir your research is incomplete in this 3 Talaq concept. Please understand Quran with Quranic Scholar and understand Halala correctly prior to explain.
Osny hazron books ki study ki or ap kah rhy talak ki study kro
Dr. Zakir naik ki nahi aapki research incomplete hai aur apne shayad research hi nahi ki aap kisi ki baat sun kar bol rahe hai.
@@musharraf_ahmad 😂 true dunya manti Itni research ha eski
Understand Quran !!!
What nonsense ....
Studying the religious books are the profession of Dr Zakir Naik ♥️