Jazak Allah khair ……Alhamdulillah mai khud tyari kr rahi hn Hajj pr jane ki Packing start krdi hui mene b baqi jo nahi tha mind mein wo apki video daikh k aa gya❤
In Sha Allah is saal hm bhi hajj pr janay waale hain, sb dua karen plz Allah aasaani aur kheriat se hamen apne ghr ponhchaye aur hajj k tamaam arkaan mai asaani ata farmaye Aameen
i'm non-Hindi so i could only read the list without the explanation 😂 but i'll leave it since i need a checklist to help my mom pack to hajj next week (please help pray for her hajj to be a comfortable journey Aamiinn thank you 🙏) 1. Cotton dresses 0:40 2. Makhna 2:20 3. Undercap 2:57 4. Shoes 3:29 5. *text not showing?* 6. Chappal 5:21 7. Pads/Mini Pads 6:15 8. Tissue Paper 6:49 9. Medicines 8:14 10. Glucose Powder 9:06 11. Towel 9:50 12. Miswak 10:46 13. Prayer Mat 11:06 14. Quran Sharif 11:42 15. Tasbeeh 12:28 16. Bedsheet ya chatai (what's 'ya chatai'?) 12:38 17. Powerbank 12:54 18. Cardholder 14:42 19. Door Hooks 14:19 20. Snack 14:35 21. Bagpack 15:19
Nice informative video ayesha masjid se ladis ki niyath ka tarika Kya head bath lena zaroori hai Umrah me hair bandh ya open rakh na chhiye please batayina
As Salam alikum sister I have one doubt is it ok if we wear o ly maxi and making on that...bcz as I know we shld also have a outer covering on our actually dress like a abaya on our dress.
@@nayabnalla5949MAA SHAA ALLAH MAA SHAA ALLAH bht bht mubarak ho apko Hajj ki ALLAH PAK apka Hajj qubool kare aur apki tamam duao aur ibadato ko apni BARGAH mein qubool ata farmaye INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN apni khasosi duao mein mariyam shahid aur safia shahid ko bhi yad rakhiye ga ALLAH PAK apko salamat rakhy aur apko Hajj per khair khairyat sy ly kar jaye aur wapas laye AMEEN SUMA AMEEN ❤❤❤❤❤
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu aap jo mini pads bolena woh fragrance wale hote hai tou phir hajj men use karsakte hai kyunki khusbu mana haina
Asalamoalaikum mam Jazakillah guidance klye Mam ayam wale din se matlab? HAJJ k days me khudana khuwasta ayam aye, ayam rokne ki medicine lete rehne k bawajood, ya Khuda na Khuwasta koi red ya pink discharge hua? Periods na hon q k medicine lerae hon rokne ki, but Khuda na Khuwasta red ya pink discharge ajye tu kya krenge??
Jitna zada aap wazan lenge aap ko usko utha kar chalna padega ,so zada se zada 2 rakh le ,but 3 /4 tu bilkul b nahi ,mere khayal se ,lekin agar aap heavy bag carry kr sakte ho tu aap ki marzi
Bahan galat information na dein. White discharge napaak nahi hota.wo agar kapray pay lug jaien tu kapray badalna zarori nahi hai.sirf her namaz say pahlay wudu karna zarori hai. Hum nay abhi hujj session suna hai jis mai mukhtalif scholars nay yej bataya hai
Bohat sare scholar y b bolte hai k white discharge napaak hai ,aap plz wo video b dekhe ,lekin kare phr wo jo aap ko thik lage ,lekin dosro ko galat na bole
I will go for haj this year. In sha Allah
Very very good initiative video behan very good bahut bahut shukriya jazakallah khair feeamanillah.
Ameen
Jazak Allah khair ……Alhamdulillah mai khud tyari kr rahi hn Hajj pr jane ki Packing start krdi hui mene b baqi jo nahi tha mind mein wo apki video daikh k aa gya❤
Ameen 🤗
My parents are going for hajj 2025 .. Please keep themselves in your prayers. May Allah ease it and help them in completing hajj. Ameen 😊
Ameen
Apke parents kaha s haj p jayenge??
Ameen❤
Mash ALLAH ❤ very informative
Mashallaha buhat khoob information mila
Nice sharing your friend from USA 🇺🇸
Jazakillahukhair dear sister
Ameen☺️
Very detailed and informative video ...Jazakillah
Ameen
Very informative n useful
ماشاء االلہ ۔جزاک اللہ خیراً کثیرا بہت اچھے طریقے سے بتایا۔❤
In Sha Allah is saal hm bhi hajj pr janay waale hain, sb dua karen plz Allah aasaani aur kheriat se hamen apne ghr ponhchaye aur hajj k tamaam arkaan mai asaani ata farmaye Aameen
Ameen
Aap ka video really bhout help ful hai,
JazakAllah khair very imp information n basic Jin ka aksar hm khyal nh rakhty ...❤
Mashallah very nice 👍❤❤
Sooo nice vedio
Very usefull vedio . Thanks a lot sister ❤
i'm non-Hindi so i could only read the list without the explanation 😂
but i'll leave it since i need a checklist to help my mom pack to hajj next week (please help pray for her hajj to be a comfortable journey Aamiinn thank you 🙏)
1. Cotton dresses 0:40
2. Makhna 2:20
3. Undercap 2:57
4. Shoes 3:29
5. *text not showing?*
6. Chappal 5:21
7. Pads/Mini Pads 6:15
8. Tissue Paper 6:49
9. Medicines 8:14
10. Glucose Powder 9:06
11. Towel 9:50
12. Miswak 10:46
13. Prayer Mat 11:06
14. Quran Sharif 11:42
15. Tasbeeh 12:28
16. Bedsheet ya chatai (what's 'ya chatai'?) 12:38
17. Powerbank 12:54
18. Cardholder 14:42
19. Door Hooks 14:19
20. Snack 14:35
21. Bagpack 15:19
Ameen and thank you 🤗
Good information umbrella is also important
But mujh ko personally lgta hai k umbrella utha kr chalne se haat dikh jate
Mashallah good information
Nice information jazak allah khair .
Jazak Allah very helpful video
Thanks for liking
i so u couple of videos sister very informative barakalalufeekum
W salaam
Ameen 😊
Nice information main ba inshalla is sal hajj par jaraha hown
Thanks sister.very informative video
Thanku
Zabrdast information
اللہ پاک آپ کو جزائے خیر عطا فرمائے آمین
Ameen
Jazak Allahu khairan dear 😊
Best information Jazakullah ❤
Ameen
Good information 💯
Aslkm khairiyat se hai hum loog ko easy hua aap ki vedio dekhker .
W salaam jazakallah feed back dene k lei ☺️
MashaAllah. Bahot hi ahem jankari maa baheno k liye. Allah az wajal aapko iska azr ata kare. Aameen Ya Rabbul Aalmeen.
Please pray for me so that I can perform Umrah and Hajj with my parents ,shohar ,in laws and Aulaad ❤it’s a humble request keep me in your prayers ❤
In sha Allah 👍
Private Hajj ki last date kia hai... koi btae plz???
Useful information
Zaberdast
Mashallah nice information jazakallah sister ❤️❤️
Thanks for liking
Jazakallah. Very helpful and informative video.
Jazakallah,dosre b hajj k bare mein video hai mere channel pr wo b dekhe in sha Allah faida hoga
Sukriya Achcha vidio h
Bht khoob
Masha Allah Tabarakallah
Bohat Bohat Shukriya Baji,, InshAllah Mai aur mere shohar is saal Hajj ke liye jaane Wale hai Bangalore se..
Aap ke video ki timing ek dam sahi hai
Masha Allah Allah safar asaan kare,aap k contact me koi lady jarhi hogi tu usne b share kare 😊
Bahut acha
Mashallah
Jazakallah nice information
Thanks for liking
Aslkumwrbkthu v nice explaination thnkyu
جزاک اللہ
Jazakallah khair
Ameen
JajakAllah
Jazak Allah, very helpful
Ameen
Mashallah ameen 💯
JazakaAllah kher
Ameen
MashaAllah... Allah agle Saal humain bhi Jana naseeb kare.. Aameen
Ameen
nice video
Shukriya dedi
Jazakhallahu khair sister
Ameen
jazak allah khair
Mashallah alhamdulillah bhot kaar aamad malumat di h beta aap ne Allah pak aap ko is ka behtreen neamul badal ata farmaye ameen summa ameen ❤❤❤❤❤❤
Ameen
Aslmlkm m inshallah I am also going for hajj
Masha Allah
Nice informative video
ayesha masjid se ladis ki niyath ka tarika
Kya head bath lena zaroori hai
Umrah me hair bandh ya open rakh na chhiye please batayina
Aap mere hajj k related dosre videos b dekhe in sha Allah faida hoga
In sha Allah is pr b videos banaogi
JazakAllah sister
Ameen 😊
Jazak Allah
Nice.... informative videos
Thanks a lot
Thanks a lot
S
Assalam walekum bahan ham yah Janna chahte Hain ki periods mein umra kar sakte
W salaam ,mere channel pr detail se hajj k sare masle k video hai aap wo videos b dekhe plz
Walakumassalam nice
Thanks for sharing...its really helpful. InshaAllah we are planning for Hajj this year 2024.
May Allah Accept our Hajj 🤲🤲🤲
Fully watched 17:33
Jazakallah you can watch more videos of hajj on my channel
Waalaikum Aslam allhumdullilah hu bhi thik ap kese ho dii
As Salam alikum sister I have one doubt is it ok if we wear o ly maxi and making on that...bcz as I know we shld also have a outer covering on our actually dress like a abaya on our dress.
W salaam yes it’s ok ,the dress should be loose
Zazakllahu khair
Ameen
Shukriya mam ji
Good
JizakAllah l❤❤❤ Alhamdulillah is bar Hum b Hajj krny jarahy
Oo masha allah Mubarak ,dosre video b hai mere channel par hajj k bare mein wo b dekhe in sha Allah faida hoga
@@nayabnalla5949 Khair Mubarak Allah pak sab ka Qubool frmae bs G main ab apki videos sy e guide line longi jizakAllah
@@nayabnalla5949MAA SHAA ALLAH MAA SHAA ALLAH bht bht mubarak ho apko Hajj ki ALLAH PAK apka Hajj qubool kare aur apki tamam duao aur ibadato ko apni BARGAH mein qubool ata farmaye INN SHAA ALLAH AMEEN SUMA AMEEN apni khasosi duao mein mariyam shahid aur safia shahid ko bhi yad rakhiye ga ALLAH PAK apko salamat rakhy aur apko Hajj per khair khairyat sy ly kar jaye aur wapas laye AMEEN SUMA AMEEN ❤❤❤❤❤
❤
Rashes ho toh kuch cream ya powder laga sakte hai kya
Ji laga sakte ,aap RUclips pr meri hajj ki dosri video dekhe plz usme detail se hai
@@nayabnalla5949 JAZAKALLAH
Hajj k 5 din k arkanath k baare ek aur video upload kijiye ga
Ji in sha Allah jaldi ayega video is
Kia periods rokany ki dawai kha sakty hain k haj k dino me periods na ho to es ne koi problem to nahi hogi
Aap plz mere hajj k dosre video b dekhe usme y sb sawalo k jawab hai
Assalam walekum
Rashes hote hain to dusting powder nahin Laga sakte kya
Please reply karen
W salaam laga sakte hai ,lekin chalna itna hota jaldi rashes ache nahi ho pate ,isly rashes na ho us pr focus zarori hai
@nayabnalla5949 jazakAllah
Ji Bahut bahut shukriya 😊💐
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu aap jo mini pads bolena woh fragrance wale hote hai tou phir hajj men use karsakte hai kyunki khusbu mana haina
W salaam unscented b ate hai wo lele
Taweif k time kon see chapal ?
??
Tawaf k lye silicon k socks lejaen. Online mil jaenge aram da hotey hen bohot
we willnot be wearing any shoes in masgidalharam
@@kianadil8805 can you explain again
tawaf ke waqt koi chappal nahi pehente
❤❤
Asalamoalaikum mam
Jazakillah guidance klye
Mam ayam wale din se matlab? HAJJ k days me khudana khuwasta ayam aye, ayam rokne ki medicine lete rehne k bawajood, ya Khuda na Khuwasta koi red ya pink discharge hua? Periods na hon q k medicine lerae hon rokne ki, but Khuda na Khuwasta red ya pink discharge ajye tu kya krenge??
W salaam haiz k ayyam me jo b colour aye wo haiz hi hota hai
@@nayabnalla5949 medicine khane k bawajood bhi?, or phr kya krna chiye?
Can we take crocs for haj pls reply as i an going soon in sha Allah
Ji ladies jo chahe pero me pehen sakti
Assalamualaikum aap ek extra abaya lena prefer nahi karti kya?
W salaam ji kaha hai k 2 le
Kya extra dress nahi le sakte kya 3 ya 4
Jitna zada aap wazan lenge aap ko usko utha kar chalna padega ,so zada se zada 2 rakh le ,but 3 /4 tu bilkul b nahi ,mere khayal se ,lekin agar aap heavy bag carry kr sakte ho tu aap ki marzi
Kb s dear baal nhi bna skte please btaye
Jab se ehram ki niyyat kr k labiak phad le,plz mere dosre video hajj se related channel pr hai wo dekhe in sha Allah proper tarike se samjh ajaega
Wheels bag lejaskte na
Wheel bag aap k haat ko busy kr deta hai ,or kabhi bag bhulne k chances hojate ,tu backpack best rehta
Bag link pls
I didn’t bought it through online ,but I can say you the brand name ,Totto
Assalamualaikum
Kya induction stove leakr jasakte hai aur kitne watts ka leakr jasaktei hai
W salaam no idea
Nahi leja sakte
Closed shoes haj k 5 din, ehraam se chalte hai kya?
Ehram ki condition mein Colsed shoes wear karna gents k liye allow nahi hai women's k liye allow hai
Yes ladies pehen sakti
Assalam o alaikum mam
Hajj me parda kaise kare ehraam ki halat me
Cap milti hai os k agay hajab hota hai
Carefully
Cap with attached hijab,U can use it
Or else mask that is made up of paper material (disposable ones)
Ji cap mein attached hijab/niqab aata hai jo chehre se kapde ko door kar deta hai warna medical mask jo kapde ka material nahin ho, disposable ones
You should make short videos
Check my RUclips shorts
Assalam alaikum from where we can get these material i am from Mumbai India
From any local shop of night wear
@@nayabnalla5949 jazakallah khair
Ap konse state se ho
Central America (Panama)🇵🇦
Kiya haj ya umrah me jane k liye passport banana jaruri he..
Yes
Bahan galat information na dein.
White discharge napaak nahi hota.wo agar kapray pay lug jaien tu kapray badalna zarori nahi hai.sirf her namaz say pahlay wudu karna zarori hai.
Hum nay abhi hujj session suna hai jis mai mukhtalif scholars nay yej bataya hai
Bohat sare scholar y b bolte hai k white discharge napaak hai ,aap plz wo video b dekhe ,lekin kare phr wo jo aap ko thik lage ,lekin dosro ko galat na bole
Ge bilkul even agr infection ki wajh sy ho tb b….islam itna strict ni hy Allhumdulillah.. bs kch log zyda mohtat rehty
Tooth paste q istimal nhe krsakte lkn???
Kyuk khusbu ka istemal mana hai ehram ki halat mein
Mushaf on the same table as shoes at the start? Anyone clear this confusion
Did you visit madina ??
periods rokne ke pills nahi le skate kia
Mere channel nayab nalla
Par hajj ki playlist hai ,aap plz waha check kare mene detail se samjhaya hai
Ly skty hai
Mai ne to suna hai k bs do patti waali chappal hi pehan sakte hain hajj k dauraan?
Aurte pehen sakti shoes
Y video check kare ruclips.net/video/cwOYkaU2fCY/видео.htmlsi=rVW9LV8qtzjSUeA1
Sirf mard do patti ki chapal
السلام علیکم ہم سب کے پاس اج کل موبائل ہوتے ہیں
W salaam ,mobile mein itna sara ek saat galat hota hai mbl yaha waha phekte wo be adbi nahi ??quran tu usme b hai ,phr ???