GABROO - Sheesha [ Audio ]

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 10 сен 2024
  • "Sheesha" from the Ep EVAM
    WRITTEN AND PERFORMED BY GABROO
    Prod by easy
    Mixed & Mastered by Audeproductions
    Social Connects :
    GABROO : ....
    Easy :
    ....
    Audeproductions :
    / audeproductions. .
    Lyrics
    Mai jo bhi bolu wo sabkuch samjh jaata mera ye sheesha hai
    Dard se ladta hamesha ye dil maange khushi na mil paaye
    hasne ke liye to rona bhi padta ye bana tareeka h
    jahan bhi gaye halaat ye kadam mera bhi wahin jaaye
    Jaan bhi le lega ye dard
    Naa hai pata kya waja
    Kya mai dekhunga subha?
    Raah aye khuda tu bata
    Nilka safar pe dikhane mai duniya ko manzar kala ki samandar kala ki ab panne jalaake mai dekhu ki maine likha kya tha tumko dikha kya tha mera gunaah kya tha mujhse juda jo tha mujhse juda tha kya mai to awaaz lagata raha lekin duniya ke shor me tumne suna tha kya
    maine sambhaal ke rakha lifaafa tha josh me sambhal ni paaya mai samjh ni aaya kuch roz madhosh tha hota mai kab tak ye kismat pe rakhu bharosa mai bhookh ni lagti na raaton me sota mai kisi se bada na kisi se chota mai
    illeagal hone ka socha par maa ne kaha tha insaan me thoda shaitaan bhi hota hai beta par saccha insaan usko kabhi haaavi hone nai deta
    adchan to aati hai life me sab rakha side me music pe focus hai mera mai mamooli chehra jo sheher ki bhagdag me pala bada leke sapna sunehra har jagah zabardasti hasna padta yahan koi samjhta ni jo bhi mai kehta hoon khwaabon ke bade samandar me behta ye log to keh dete apna par dekhte sirf hai apna mai tujhko mita sakta goli se lekin ye duniya me ek din to sabko hai marna to khuda kyu banna padh sakta mujhe padh lena mai jaise khula sa panna kya khulasa karna sab saamne tere mai jaan hatheli pe arun aur raaj ke rakha
    Jaan bhi le lega ye dard
    Naa hai pata kya waja
    Kya mai dekhunga subha?
    Raah aye khuda tu bata

Комментарии • 12