Engine oil number 5W-30 service center m bolna Computer se check karne ya phir koi or service centre m chale jana lekin Computer se rpm set karne k baad or smooth chal raha h
Hamare yha Honda wale lubricant ka packet jabardasti dalte 511 RS ka bill banate Bina refreshment k koi problem batao to khte gadi ekdum ok h. Ek bar to break itne tight kr diye the ki gadi Ko jyada accilator Dena pd rha tha. Service hone k bad maine check Kia aur kha ki bhai mechanic n break jyada tight kr diye isko dhela kr do to wo ladai krne lga fir maine khud s hi break lose Kia aur ghar aa gya. Hamare yha log v kuch nhi khte inko jaisa Honda wale krte waise hi gadi ghar l k aa jate
Ab batao y quality h Honda ki nai gadi m hi switch kharab ho gya. Bat 40 RS ka no hai customer Ko hone wali problem ka h. Accha bhai kya seat dhela ho gya ki ni. Is gadi ki seat dhela ho jata.
Bhai y nut wali problem v hai 2023 model m.
bhai gadi kharidne ke kitne din bad servuce karaya apne?
Bhai 2 mahina baad lekin karana tha 30 din m
@@ridersanu61 to apka servicing lapse ni hua tha kya? meri gadi abhi 1 mahine me 150km hi chali hai , mai abhi karau ki nahi?
@ayushkaushika4463 service kara legia nahi to lapse ho jayega mera mobile number change kr dia tha is lia service lapse nahi hua
Bhai apka Activa fron break marn p khat ki awaj aate ki nhi?
Nahi bhai aesa to nahi hota h
Ok
Mere activa me aise hota hh.
Apka thik hua kya?
Bhai subah subah naye naye gadi kick s start kro. Kam s Kam 3-4000 km pura hone tak. Uske bad jaisa chaho chalao.
H bhai wo to thik h lekin kabhi kabhi kick v mar lo 😉
Wah ustad👌👌
Thanku ustad👀
62 wala switch kon sa hai apka
Brake switch
Rider Sanu mera bike me self lene se scooty start ho jati h kya kiya jaye any idea
Kick Maro🤣
क्या इसमे मिनिमम एक से डेढ़ लीटर पेट्रोल मेन्टेन करना पड़ता है क्या ...
नही कम्पनी बोलता है पेट्रोल मेनटेन नही करना होगा
আরে দাদা।
আমিও এই গাড়ি কিনবো
Engine oil ka no to batao 5-30 h ya 10 -30 ? Hamare yha to koi computer s check hi ni karta first service m
Engine oil number 5W-30 service center m bolna Computer se check karne ya phir koi or service centre m chale jana lekin Computer se rpm set karne k baad or smooth chal raha h
Bhai 1st service k bad gadi kitna average de rhi hai?
Abhi check nahi kia h bhai🙏
Mera 50 ka d Ra tha 1st k bad thek 40 ka ho gya. Service wale kh r next service m bdh jayega. Check kr k batana.
Bhai Switch 44 ka tha na
H bahi
First service m gaadi wash hua tha ????
H wash hua tha
Thanku
@@Foodiezz_warrior 🙏
👌👌
Sir please make a video on mileage test review
Thik h sir jaldi banate h🙏
Hamare yha Honda wale lubricant ka packet jabardasti dalte 511 RS ka bill banate Bina refreshment k koi problem batao to khte gadi ekdum ok h. Ek bar to break itne tight kr diye the ki gadi Ko jyada accilator Dena pd rha tha. Service hone k bad maine check Kia aur kha ki bhai mechanic n break jyada tight kr diye isko dhela kr do to wo ladai krne lga fir maine khud s hi break lose Kia aur ghar aa gya. Hamare yha log v kuch nhi khte inko jaisa Honda wale krte waise hi gadi ghar l k aa jate
H bahi mera v bike ka break tight kar diya tha lekin jaise hi mechanic ko boke wo lose kar diya
Ab batao y quality h Honda ki nai gadi m hi switch kharab ho gya. Bat 40 RS ka no hai customer Ko hone wali problem ka h.
Accha bhai kya seat dhela ho gya ki ni. Is gadi ki seat dhela ho jata.
Nahi bhai seat to abhi thik h
hmre service wale kuch karte ni bas bil pe bil bnte hain
Honda k online customer care m complain kar digea
Service se pehale kitna avg deti hai bike
40 de raha h 2nd service k baad mileage set karega
Kitne din m chala dia1000, phle bar gadi le hai kya?😀😀😀😀
H bhai first gadi h kaha milega bike😢
Is gadi ka parts bohot loos rhtahe!