Mithya to hai bhai, aap video bana rahe ho isliye ye itna kr diye warna oil change aur dulai kr aapko saop dete. Kyonki unhe pata hai duniya dekhegi video, reality check karna hai to normal costomer ban k jawo sacchai pata chal jayegi, ho sakta hai ye centre me achee se karte hon,
Meri bhi activa ki service hui Faridabad me. Total Rs. 640 lage first free service me bhi. Rs. 281.27 ka Engine Oil 600ml 5W30MB + 167.35 ka Suppliment ES PS + Sinthetic lube 93.22. Unka pressure pump tuta hua tha isliye Activa dhuli nahi aur polish nahi hui.
@@anupambera773 meri bhi activa ki service hui Faridabad me. Rs. 640 lage first free service me bhi. Rs. 281.27 ka Engine Oil 600ml 5W30MB + 167.35 ka Suppliment ES PS + Sinthetic lube 93.22. Unka pressure pump tuta hua tha isliye Activa dhuli nahi aur polish nahi hui.
meri 3000km pe yeh halat nahi hoti air filter ki aapki 1 mahine mein yeh filter kharaab ho gaya hai. Yeh service center wale bavkuf banate hai new scooty mein kya kharaab ho jata hai 1 mahine mein
Brother I am from Vashi Navi Mumbai recently I have purchased a new Honda Activa same model like your from Vihaan Honda, but when I visited their service centre for my first servicing they told me to pay Rs 1300/- but in your video you have told us that you have to pay only Rs 300/- so is that they are taking Rs 1000/- extra from all the customers. If this is so were to complaint about this type of illegal activity.
Hii sir Same activa hamare pass bhi hai Jo ki maine liya tha December 2023 mai Fast service January me hua aur 2 service February mai but Jaha se maine activa liya hu wo hame kah rahe the ki aapka jab bhi activa service mange to aap hame la ke dedo ham aapka 3 service free kar ke denge Aur hamne un par bharosa kar ke 2 service kara liye Lekin 1 service ka to pata nahi wo kaha pe mere activa ko deke service karaye the wo to pata nahi But 2 service pe mai shop par tha to pata chala ki service honda ka properly tarike se nahi hua aur to aur oil bhi kisi aur company ka use kiya gaya hai jo ki wo kisi ko bhi pasand nahi hai Agar oil control ka hota to fark nahi padta par Oil ka name hai Goetze moto prime 4At 10w-30 To sir kya ye mere sath Sahi hua ki galat Aur heet fleshing bhi nahi kiye aur polish bhi nahi to Aap batao ki mai Honda ke service par complaine Karu ki nahi 3 service abhi baki hai 1 service ka aapka to 300 ke under ya 300 hoga Par mere 1 service me bhi 550 Aur 2 service me bhi 550 liya gaya Aur service bhi thik tarike se nahi hua
Mne bhi kraya first service Activa ke but itna kuch nhi kiya mre Activa me sirf oil change kiya aur washing 😢 Mre Activa ka shocker bhi ek lickage ho gya hai mne bola ya kse ho gya abhi to Activa ko one month bhi nhi huye hai per kuch nhi kiya un logo ne aur company wlo ka bolne ka tarika bhi bhut galat hai Mre problem solved kr do bahiya kuch batao kse hoga
Wtf did i just watched man wthell maine 1st service karwaawi thi tab unlogone bas oil change karke dediya wash bhi nhi kiya and secend service mai kal hi karwaai usme bhi bas oil change karke dediya polich to dur ki baat hai but wash kiya lekin last me and 1st ka cost arround 1100 tha but koi aik fuse change karne ke bahane se mujhse total 1600 liye and 2nd ka cost bhi 1603 rs liye and details to bhot dur ki baat hai wtf man. 😢
1st service me kuch nahi karte bs engine oil check karte hain, 13 taarik ko hi karwake aaya hu , or bola ki 2nd service me hoga filter clean and washing bhi dry washing kari jisse dhang se saaf bhi nahi ho paati....... Very bad experience at subhan sai honda, najafgarh new delhi
@mrautoofficial hota hoga but sabhi company authorised centers ko same rule follow krna chaiye,,,,, Dry washing ko dekh kar to 😂😂 aa gayi ...... itna time laga upr se sahi se bhi nahi hui , bahar se jaake krwani padi 50 rs ki
Agar activa 2023 model lete hai toh 18 months ki battery warranty hoti hai par agar Activa lete waqt extended warranty karwale toh battery ki warranty 3 saal ki hoyegi ya 18 months hi rahegi?
Bhai maine bhi yhi li hai one month hogya abhi servic bhi nhi hui first wali bhi ni hui hai but meko lagra hai ki ye petrol jada pee rahi hai kya ye bat sahi hai please reply ❤
Bhai Next Time Camera Lekar Jaana Fir Service Achi Hogi Because Me V Delhi Se Hun Aur meri Scooty Ko Second Service Ho gyi But AajTak Service Centre Walo Itna Kaam nhi Kiya jitna is video me dikhaya gya hai
Patna me alanka service senter me a sab to kuch nahi hota h😂😂 😤😤 kue ke mare scotie me to kuch nahi keya the shif movil chang ky the #patna #honda Alankar Honda, Bypass Rd, beside Ashay IOC Petrol Pump, Alkapuri, Shivpuri, Saristabad, Patna, Bihar 800002 pless slove the issue @Honda #Honda
बिल कितने का बना, नही बताया। आप एडवोकेट लग रहे हैं। So ये कंपनी वाले मुंह देख कर टिक्का निकालते हैं। मेरा तो इन लोगो के परती एक्सपीरियंस अच्छा नहीं रहा। फ्री सर्विस के नाम पर बिल ज्यादा बनाने में ही लगे रहते है। क्या चेंज करते हैं। किसी को अंदर तो जाने देते नहीं है। लंबा सा वक्त बिल जाते वक्त हाथ में थमा देते है। अगर कंपनी से सर्विस नही कराए तो वारंटी नही रहेगी, नाम पर डराते रहते है। पूरी अपनी मनमानी करते है।
Lagta hai inke saar me chadke first service karwani padegi nahi to ye log to engine oil or dhul dhal saaf karke dedegey Inke samne khade hoke check karwana padega
Hamara Dhakkan Toh Aaj Tak Nahi Khula..... Pucha Toh Open Washing Risky hota hai aisa jawab mila😊😊😊
Video ban Raha hai isliye itna check kar rahe hai 😂
Mithya to hai bhai, aap video bana rahe ho isliye ye itna kr diye warna oil change aur dulai kr aapko saop dete. Kyonki unhe pata hai duniya dekhegi video, reality check karna hai to normal costomer ban k jawo sacchai pata chal jayegi, ho sakta hai ye centre me achee se karte hon,
Bilkul sahi kaha apne
Correct
Bhai mere sath bhi yahi hua hai
Aisi badhiya service savi jagah nahi milti ...
Keval engine oil change hota h 1st service me
Good explanation....🎉
🙏🙏🙏
Meri bhi activa ki service hui Faridabad me. Total Rs. 640 lage first free service me bhi. Rs. 281.27 ka Engine Oil 600ml 5W30MB + 167.35 ka Suppliment ES PS + Sinthetic lube 93.22. Unka pressure pump tuta hua tha isliye Activa dhuli nahi aur polish nahi hui.
Bhai meri activa se back side se jhanjhanahat ki awaaz aari hai mtlb rattling sound to kya dikat ho sakti hai abhi new li hai activa 9 din hue hain
Kitna KM kah distance travel kiya hai for first service
Ist service me power oil dala h kya wo first servuce m jaruri tha
Yeh jo engine oil use karte hai, wo semi synthetic hai or full synthetic???
Bhai front wheel ka suspense me oil leak o raha ye varenty me ayaga ka
Sar first service mein engine oil kaun sa dalna hai
Aap video banaa rahe the na isiliye aapki acche se servicing ki gai hai agar aap video nahin banate to aapko sacchai pata chalti
Kya Activa ki 1st servicing me engine oil change krna jaruri hai ?
Kya servicing mai front wali jo accessorie lagi thi joint se toot gayi hai wo replace kar dengay
Nahi
Bhai abi delhi ki video dekhi usme to bass oil change kiya + washing thats it wo bi 1st service pe or kuch bi check ni kya
Activa m bro dent or sketch aa jaye toh service wale theek kar dege kya
Haan
Engine me additive oil daalna zaroori hai ?
Haa time to time change karna hota hai oil ko
Scooty ki mileage bh set nai Kari...
Tumne chalaki se vdo bana li ,taki service me koi kanjusi na kar sake honda staff😂
Price Nahi Bata ya service Ka ???
Mera 1st service aj huya, bas engine oil change karke diye he..
@@anupambera773 meri bhi activa ki service hui Faridabad me. Rs. 640 lage first free service me bhi. Rs. 281.27 ka Engine Oil 600ml 5W30MB + 167.35 ka Suppliment ES PS + Sinthetic lube 93.22. Unka pressure pump tuta hua tha isliye Activa dhuli nahi aur polish nahi hui.
Meri activa 110cc 1 week me bahut heavy and tight chal ri h and awaj bhi kri h
Service karwaao
@@mrautoofficial gya tha but wo bola 750km chala lo pehle
meri 3000km pe yeh halat nahi hoti air filter ki aapki 1 mahine mein yeh filter kharaab ho gaya hai. Yeh service center wale bavkuf banate hai new scooty mein kya kharaab ho jata hai 1 mahine mein
Sirji aapne total bill kitna bana yeh toh bataya hi nahi hai
First service me medgaurd sahi ho jata hai meri activa ka bent ho gaya ?
Nahi alag se charge dena hoga
@@mrautoofficial kuch tuta nahi hai bas thoda sa bent hua hai
@@mrautoofficial bhai Mera bhi ho gya h ....?apka kuch solution Mila tha ....?
Location of this service center?
Brother I am from Vashi Navi Mumbai recently I have purchased a new Honda Activa same model like your from Vihaan Honda, but when I visited their service centre for my first servicing they told me to pay Rs 1300/- but in your video you have told us that you have to pay only Rs 300/- so is that they are taking Rs 1000/- extra from all the customers. If this is so were to complaint about this type of illegal activity.
@@sayedmukhtar00 me aj 1st service kra k aya...325oil ka charge liya bs
Hii sir
Same activa hamare pass bhi hai
Jo ki maine liya tha December 2023 mai
Fast service January me hua aur 2 service February mai but
Jaha se maine activa liya hu wo hame kah rahe the ki aapka jab bhi activa service mange to aap hame la ke dedo ham aapka 3 service free kar ke denge
Aur hamne un par bharosa kar ke 2 service kara liye
Lekin 1 service ka to pata nahi wo kaha pe mere activa ko deke service karaye the wo to pata nahi
But
2 service pe mai shop par tha to pata chala ki service honda ka properly tarike se nahi hua aur to aur oil bhi kisi aur company ka use kiya gaya hai jo ki wo kisi ko bhi pasand nahi hai
Agar oil control ka hota to fark nahi padta par
Oil ka name hai
Goetze moto prime 4At 10w-30
To sir kya ye mere sath
Sahi hua ki galat
Aur heet fleshing bhi nahi kiye aur polish bhi nahi to
Aap batao ki mai
Honda ke service par complaine
Karu ki nahi
3 service abhi baki hai
1 service ka aapka to 300 ke under ya 300 hoga
Par
mere 1 service me bhi 550
Aur 2 service me bhi 550 liya gaya
Aur service bhi thik tarike se nahi hua
AAP Twitter par complains kar do
राजकोट गुजरात में तो ऐसी कोई सर्विस कंपनी में नहीं होती।
Bhai mileage kitna deti h
M kal 1st service kra k aaya unhone oil change kiya or washing ki or kuch nahi kiyaaa.... Mere bolne par bhi bole yhi hota h
Paise liye kuch ?
Kis time jana chaiye ?
Mne bhi kraya first service Activa ke but itna kuch nhi kiya mre Activa me sirf oil change kiya aur washing 😢
Mre Activa ka shocker bhi ek lickage ho gya hai mne bola ya kse ho gya abhi to Activa ko one month bhi nhi huye hai per kuch nhi kiya un logo ne aur company wlo ka bolne ka tarika bhi bhut galat hai
Mre problem solved kr do bahiya kuch batao kse hoga
Yahi hota he real life😢. Vdo me kuchh aur, real me kuchh aur
seedhe leke chale jana hai yhaa pahale se kuchh krnaa hai inform etc.
Subhe ko leke jau direct ho jaiga , sham tak dete hai
MERE YAHA TO 1ST SERVICE ME SIRF OIL CHANGE KIYA,BAKI KUCH WORK NHI
Sir ye advocate ka sticker kaise lagaya jata hai please answer
Rediam se
Wtf did i just watched man wthell maine 1st service karwaawi thi tab unlogone bas oil change karke dediya wash bhi nhi kiya and secend service mai kal hi karwaai usme bhi bas oil change karke dediya polich to dur ki baat hai but wash kiya lekin last me and 1st ka cost arround 1100 tha but koi aik fuse change karne ke bahane se mujhse total 1600 liye and 2nd ka cost bhi 1603 rs liye and details to bhot dur ki baat hai wtf man. 😢
Jo apne srvice dikhayi h aise koi n krta hai bs oil wgair change kr dete hai....
Oil grade kya hai
Apko Activa first servicing se phle kitna mileage de rhi thi Mera to 27 ka de rhi h
Bhai ab kitna de rhi h ??
1st service me kuch nahi karte bs engine oil check karte hain, 13 taarik ko hi karwake aaya hu , or bola ki 2nd service me hoga filter clean and washing bhi dry washing kari jisse dhang se saaf bhi nahi ho paati....... Very bad experience at subhan sai honda, najafgarh new delhi
But aapne Aligarh up ki service dekhi ye service sabhi customer ke sath treat hoti hai
@mrautoofficial hota hoga but sabhi company authorised centers ko same rule follow krna chaiye,,,,, Dry washing ko dekh kar to 😂😂 aa gayi ...... itna time laga upr se sahi se bhi nahi hui , bahar se jaake krwani padi 50 rs ki
Sir mai pura video dekha lekin service cost pata nai chalya kitna hai sir
300 ke around bolre the
Agar activa 2023 model lete hai toh 18 months ki battery warranty hoti hai par agar Activa lete waqt extended warranty karwale toh battery ki warranty 3 saal ki hoyegi ya 18 months hi rahegi?
Battery warranty 18 months ki hi rhegi
Brother gaadi ki service kha karwani chahiye service centre ya workshop me
Service centre par
Bhaiya ye on road with accessories kitne ka aayega....
97 hazaar ka lagbhag
@@mrautoofficialBhai ye all rounder guard lagana jaruri hai
Bhaiya meri scooty ki aaj first service thi vo log 597rs liye hn or acche se kuch kiye bhi nhi
Bhai maine bhi yhi li hai one month hogya abhi servic bhi nhi hui first wali bhi ni hui hai but meko lagra hai ki ye petrol jada pee rahi hai kya ye bat sahi hai please reply ❤
First service karwao aur Machenic se bol dena mileage set karne ke liye aur complaint bhi likhwa dena mileage se regarding ok 👍
@@mrautoofficial agar bhaiya bhaut kaam chali ho toh First service karwaye ya nahi
आप वीडियों बना रहे हैं इसलिए इतना काम कर रहे हैं इन्होंने आपके स्कूटर के पहिए भी नहीं कसे हैं
Kitne km pr krani hoti hai bhai 1st service
500km ya one month par
@@mrautoofficial 500 abhi nahi chala hai 1 mahina ho gya hai to 500 hone ke bad karau?
@@Ayushkaushik9119 mere bhi 430 chali hai Aaj hi 1 month hua
@@Ayushkaushik9119nhi dost karwa lo 1 month ho gya ho to
Bhai meri scooty mai gear oil b change Kiya hai uske bhi paise le liye or sevice bhi ache se nhi ki m from delhi
Bhai Next Time Camera Lekar Jaana Fir Service Achi Hogi Because Me V Delhi Se Hun Aur meri Scooty Ko Second Service Ho gyi But AajTak Service Centre Walo Itna Kaam nhi Kiya jitna is video me dikhaya gya hai
Who will clean the secondary filter?
Bhai first service par nahi hota hai shayad 🤔
Service means thorough cleaning. Primary air filter normally doesn't need replacement yet it's cleaned and so on.
Aaj meine bhi 1st service Kara per kya Kiya kuch samajh nahi ayya gaadi washing nahi hua hor service hogai☹️☹️
Bhaiya average kabse dena shuru karegi gaadi
Pata nahi
@@mrautoofficial are matlab maine new Activa delux li hai to vho average kabse dena shuru karegi
Batao na bhai
3rd service ke baad
Apna kaam badiya krwane ke liye , bhar bhar ke taarif kiya 😂😂
sir eska milega test video upload karna
Ok
Bhai meri active ki sorum service poru ho gy hai to kha se kraye
Service vahan theek nahin hai maine apne scooty ko karvaya tha Activa 6g
Milage par video bnao bhai
Ok
Agar aao Aurangabad bol rhe ho toh ,
Aurangabad naam ka koi seher nhi h
Hindustan me chatrapati sambhaji maharaj nagar hai
Bechareki faat rhi hogi 😂😂
Mere mai toh itna nhi kiya th
Oil change hua bs filter bhi saaf nhi kiya chutiya logo ne or bs nut tight krdiye or doh diye bs 😂😂
video ke naam pr service kra kr leli isne mechanics ki
Aaj maine bhi service kriyi H 550 Rs lge h
1st service thi aapki?free thi
@@md.ishankhan4708tumne bhi paise diye kya first service mein
Bhai reply kiya kr only ❤ comment wt is this Question kiya to ans to de kisi EK ko ans kiya ni na kya fri video kyun post kiya 🤪🤪😡
Mene bhi 1 week pehle hi Li thi usme Jumping ki problem aa rahi hai...highway par bhi jump kr rahi h bahut Jayda ... irritating problem h ye bahut..
Check your scooter tyre pressure
Mere me to sirf oil change karte h
Ek miner dent pergya hai vo bhi thik kerdete hai 1st service hai activa h smart hai 😭😭
@@ronit-v4k bro ho gaya kya sahi or kaha se karaya tha
Yaha SD honda vale h
Bahut hi jada bekar hai
Koi chiz nahi dekhte
Balki activa bekar kakre date hai
Koi responsibility nahi late
Abhi oil hi 350rs ka bata rahe hai.
M
Hamare yaha to oil bhe nahe dalte aur gadi ka saman bhi change kar dete hai apka thek hai
ye banda video bante hue mechanics to Chadha Raha h
Coast nhi bataya zee
Video ke last me bataya hai plz video last tak dekhiye
Paise kitne ye batao
Kindly study the vehicle specs before making video and qhy and what they are doing the same . Auromobile Knowlege is lacking in this video
Patna me alanka service senter me a sab to kuch nahi hota h😂😂 😤😤 kue ke mare scotie me to kuch nahi keya the shif movil chang ky the #patna #honda Alankar Honda, Bypass Rd, beside Ashay IOC Petrol Pump, Alkapuri, Shivpuri, Saristabad, Patna, Bihar 800002 pless slove the issue @Honda #Honda
बिल कितने का बना, नही बताया। आप एडवोकेट लग रहे हैं। So ये कंपनी वाले मुंह देख कर टिक्का निकालते हैं। मेरा तो इन लोगो के परती एक्सपीरियंस अच्छा नहीं रहा। फ्री सर्विस के नाम पर बिल ज्यादा बनाने में ही लगे रहते है। क्या चेंज करते हैं। किसी को अंदर तो जाने देते नहीं है। लंबा सा वक्त बिल जाते वक्त हाथ में थमा देते है। अगर कंपनी से सर्विस नही कराए तो वारंटी नही रहेगी, नाम पर डराते रहते है। पूरी अपनी मनमानी करते है।
Milage Kam hai
Lagta hai inke saar me chadke first service karwani padegi nahi to ye log to engine oil or dhul dhal saaf karke dedegey
Inke samne khade hoke check karwana padega