AOA sister umeed h ap khairet se hon gi. Boht achi recipe thi thanku❤. ALLAH ap ko boht kush rakhy AMEEN SUMA AMEEN. Ap se help chie thi kai coming Saturday ko humary ghar aik dawat h aur us manay 2kg ya is zaida amount mn Paulo Bnana h likin mujhai boht daar lag raha h kahian kharab na ho jain kun kai aik dafa pehlay bi zaida gaal gai thai. 5 to 6kg rice mn achy bana lati hun likin zaida amount mn mujh se chawal نکھرے ni baan paty bs daam kai baad sahi ni hoty wasay please mujhai guide kar dain kai paini kis hisab se dalna chie aur last mn daam kitnay time tak daina chie? Wasay mn jitnay chawal ki amount hoti h us se double ya aik kaam pao dalti hun( 4 pao rice & 7/8 pao water) aur daam 10 mins ka daiti hun
@@muqaddasalam7035 walaikum Asslam, Jazak Allah sister , 2 kg chicken Pulao ki recipe ka link share kar Rahi hu ruclips.net/user/shortsMEajsYpxXBs?si=Qow5DqSnMW12ROZY Normally 1 kg rice main 1.5 liter pani daalty hain perfect measurement hai aur 12 to 15 min ka dum lagatey hain perfect rice banty hain dana bilqul nahi totey ga, jab pani main rice danlny hain tab chamach ziada nahi chalana eik sy do dafa mixing krain gey pani dry honey py dum laga dain gey. You can ask for any help and guidance I am always here for you guys Jazak Allah Khair
@@goodfoodkitchen1 AOA sister, I hope you are doing well. First of all, thanku so much itna acha guide karny kai lie. Manay ap ko batana tha kai manay dawaat mn according to your recipe Pulao banaya tha jo kai sab nai boht pasand kiya tha. Thank you so much once again❤️ALLAH ap ki zindgi par khas apni rehmat aur karaam fazal farmay AMEEN SUMA AMEEN 🤲
8 like देगी chicken 🍗🍗 पुलाव बहुत ही सुन्दर स्वादिष्ट बनाई है ❤❤❤❤
Thanks 😊
Nice
Thanks
thanks for sharing 3kg Degi easy to follow Chicken Pulao Best Recipe With Perfect Measurements
Thanks 😊
Mashallah looks so delicious yummy 🤤💯👌❤️👍🏻😋 5:03
Thanks 😊
MashaAllah
@@akrapstarofficial7660 Jazak Allah
very nice recipe easy to follow
Thanks 😊
Mash allha zabardast respi sister good luck and stay connected 😋 ❤️
Thanks 😊
Thank you
Chicken phly thora bhoon kr phir dahi daalein or pulao k liye yakhni use ki jati gosht ki
Mujhy apki awaz acha laga❤
AOA sister umeed h ap khairet se hon gi. Boht achi recipe thi thanku❤. ALLAH ap ko boht kush rakhy AMEEN SUMA AMEEN. Ap se help chie thi kai coming Saturday ko humary ghar aik dawat h aur us manay 2kg ya is zaida amount mn Paulo Bnana h likin mujhai boht daar lag raha h kahian kharab na ho jain kun kai aik dafa pehlay bi zaida gaal gai thai. 5 to 6kg rice mn achy bana lati hun likin zaida amount mn mujh se chawal نکھرے ni baan paty bs daam kai baad sahi ni hoty wasay please mujhai guide kar dain kai paini kis hisab se dalna chie aur last mn daam kitnay time tak daina chie?
Wasay mn jitnay chawal ki amount hoti h us se double ya aik kaam pao dalti hun( 4 pao rice & 7/8 pao water) aur daam 10 mins ka daiti hun
Please reply kar dain
@@muqaddasalam7035 walaikum Asslam, Jazak Allah sister , 2 kg chicken Pulao ki recipe ka link share kar Rahi hu ruclips.net/user/shortsMEajsYpxXBs?si=Qow5DqSnMW12ROZY
Normally 1 kg rice main 1.5 liter pani daalty hain perfect measurement hai aur 12 to 15 min ka dum lagatey hain perfect rice banty hain dana bilqul nahi totey ga, jab pani main rice danlny hain tab chamach ziada nahi chalana eik sy do dafa mixing krain gey pani dry honey py dum laga dain gey. You can ask for any help and guidance I am always here for you guys Jazak Allah Khair
@@goodfoodkitchen1 AOA sister, I hope you are doing well. First of all, thanku so much itna acha guide karny kai lie. Manay ap ko batana tha kai manay dawaat mn according to your recipe Pulao banaya tha jo kai sab nai boht pasand kiya tha. Thank you so much once again❤️ALLAH ap ki zindgi par khas apni rehmat aur karaam fazal farmay AMEEN SUMA AMEEN 🤲
@@muqaddasalam7035 walaikum Asslam, Ameen Jazak Allah sister
Wah didi 12 tsp off salt 😂
@@kashifkashu1635 it's perfect measurement for 3 kg rice