@@technicalaroraji fridge ka condenser kabhi garm hota h kabhi nahi hota aur jab garm bhi hota h to bhi cooling nahi Hoti bohot halka sa freezer thanda hota h touch karne par pata chalta h Kiya problem hogi sir bataiye.
अरे भैया क्या खूबी आपने समझाया है। बहुत ही अच्छा था। हमारा फ्रिज का एक आलग ही समस्या है की हमारा फ्रिज मे लैट डिम आ रहा है और फ्रिज चालु नही हो रहा है, direct चलाने से भी चालू नही हो रहा है। क्या करे गरु कृपया बताइए। आप की मेहरबानी होगी please.
@@dhruvgakkhad9684 bhai mera fridge ki light tho jal rahi ha par Compressor ni chl raha ha . Switch on krne par bhaut halki se minor se awaj aari ha Tho relay set he khab hoga na.
Sir ji aapka tarika bahut acha laga samjhane ka or me to ek electrisian hu or mere pass ek deep fridge me aise hi problem aa rahi hai really or olp company ki lagakar chek kiya to compresser kuch second ke baad cut maar deta hai or hitt jyada hota hai or jaha uska condonser laga hai waha par koi bhi hitting nahi ho rahi agar hitting ho jaati hai to samjho fridge sahi kaam kar raha hai sir pls kuch aise tips bagaye ki me usko sold out kar saku pls
Bhai hmne relay lagai h compressor ek baar chal deta h jb cut hokr phir se chalu hone ki awaz aati h lekin chalu nhi hota aur puri fridge bnd ho jati h aur relay kharab ho jati h??
videocon side bya side ka hai jaise aapne btaya hai is video me compressor ke pas me fan nhi hota but us side by side videcon fridge me fan bhi hai or chalta bhi hai lekin usme compressor me sound aata hai one time or colling less rehti hai
Arora ji mera samsung double door fridge dono portion ko thanda kar raha hai. Magar comprassor bahut garam hota hai or automatic band nahi hota.qia karan hai.
Ek fridge hai jisme overheating se ampear badh rha aur trip kar de rha kya problem ho sakta hai Olp realy bhi chenge kar diya fir bhi problem vhi hai kya problem ho sakta hai
Han yadi PCB mein koi problem hai to yadi PCB mein problem Nahin Hai tab bhi trip ho raha hai to Uske OLP ki problem hai use change kar doge tab bhi yah samasya solve ho jayegi
Sir freez me compressor bhi hitt ho raha he aur relay ke paas ki dono cable ko nikal ke vapas dalta hu to fir cooling chalu ho jati he thodi der baad firse vahi freez ke andar cooling kam ho jati he dobara fir vahi relay ke paas vali cable nikal ke dalta hu cooling chalu ho jati he““ sir mujhe bataye ke relay kharab he Ya compressor ya fir gase khatam ho gai he actually me aabhi shop khola he muje sikhna he please jaldi bataye
Sir mera namaste india ka freezer hai uska compressor cut bhot lamba hota jab cut hota hai toh 4 se 5 gante me chalta hai toh kya problem hogaye hai or return me ice arahe hai
Sir dual door frige me...new filter jali..compresur Dala h gas dalte time compresur trip hkgya...fir vhi problem bangi. .esa mere sath 2 frize Me hua..kya karu...capister bhi lagaya 1 mint m compresur band ho jata hai...fir start fir band ye sin h kya kru samjh nhi arha...
हम आपकी वीडियो से कुछ नही कमाते लेकिन फिर भी देखते हैं, क्योंकि आपकी वीडियो से अच्छी जानकारी मिलती है
Thank you so much.🙏
@@technicalaroraji Hii
@@technicalaroraji fridge ka condenser kabhi garm hota h kabhi nahi hota aur jab garm bhi hota h to bhi cooling nahi Hoti bohot halka sa freezer thanda hota h touch karne par pata chalta h Kiya problem hogi sir bataiye.
Aroda paji pe shak hohi nahin sakta .. thanks sir
अरे भैया क्या खूबी आपने समझाया है। बहुत ही अच्छा था। हमारा फ्रिज का एक आलग ही समस्या है की हमारा फ्रिज मे लैट डिम आ रहा है और फ्रिज चालु नही हो रहा है, direct चलाने से भी चालू नही हो रहा है। क्या करे गरु कृपया बताइए। आप की मेहरबानी होगी please.
Sirjee... आपकी haming vali aavaj बहुत अच्छी लगी
Sar aap bohot jaldi our acchaa samjhate ho. Very good sir 👍😌
Ap ki video se bahut kuch knowledge mila
thank you so much
Or me AP ke video se bahut kuch sikha hai
Walhekar hanumant 👌. Good
thank you paji jitey raho khush raho
Nice jankari sardar ji
Kis company ka RILEY OLP best hota hi btaiye
Rich
Offline kitna ka aata ha relay
@@shubhamsharma3_ set ata h bhai relay or olp ka 120 ka mistri rate pr
@@dhruvgakkhad9684 bhai mera fridge ki light tho jal rahi ha par
Compressor ni chl raha ha .
Switch on krne par bhaut halki se minor se awaj aari ha
Tho relay set he khab hoga na.
@@shubhamsharma3_ bhai relay olp change kr de hojyga thik
thank you sir pataney key liey
Sir ji aapka tarika bahut acha laga samjhane ka or me to ek electrisian hu or mere pass ek deep fridge me aise hi problem aa rahi hai really or olp company ki lagakar chek kiya to compresser kuch second ke baad cut maar deta hai or hitt jyada hota hai or jaha uska condonser laga hai waha par koi bhi hitting nahi ho rahi agar hitting ho jaati hai to samjho fridge sahi kaam kar raha hai sir pls kuch aise tips bagaye ki me usko sold out kar saku pls
hii bro ap kamal ke tecnition ho maan gaya me
ak naya falt apne btaya ki relay agr nokal hogi tb bi copresher trip hoga.
Ek good video, high voltege, bhi ek karen ho sekta he,
Bahut sahi Sar ji thank u
Very very nice video
Sar aap jada se jada video banao please
Sir agar capilary choaked hein toh cooling coil change karna padega ya phir koi aur tarika hein to batayie
Sir you are right
Bhai hmne relay lagai h compressor ek baar chal deta h jb cut hokr phir se chalu hone ki awaz aati h lekin chalu nhi hota aur puri fridge bnd ho jati h aur relay kharab ho jati h??
Very helpful video
Dabal door firig ka comparesar me secson line ya cgarging line dono pipe me koyi bhi secsone line ya charging line bna sakte hai
भाई आपका बताने का तरीका ठीक है लेकिन साथ अपनी वीडियो ना दिखा के जो प्रॉब्लम है उसकी वीडयो दिखाएं
Dhanyavaad guru ji
sir samzo pahle compressor me r34 gas hai mere ko usi compressor me r134a bharna hai to yha ho sakta hai
Very good Veer ji. Well explained.
Sir thermostat full kr ke ke chalae to usse koi problem ho skti h kya
Sir aap se mane bahut Kuch Sikhs hai Mai aap ko apna guru manta hu sir mere ek sawal ka jawab jarur dena please
thank you so much RO ka adapter se inverter compressor Ko Nahin check kar sakte
Sie 🙏🙏🙏🙏🙏🙏please एक वीडियो ये बना दो की कंप्रेसर ka ऑयल कम है या बराबर
Sir Jaipur me look Dwan ha keya
Washing machine me palsetar and spider nikalne ke liye koi tools hai sir
please reply me
3 piece ke aisi Hain inverter AC theek kar paoge kya aap
Sir agr 10-20volt drop hoga to cooling slow hogi kya
सर मैंने तुम्हारी मदद से 1 साल में कम से कम डेढ़ लाख रुपए कमाए जालना
Sar singaldor me fain lava sakte hai
Arora ji aap ki shop kahan hai
Good explain
Good video sir
Thanks
Cooling mast kr Raha lekin 15 min me over load trip ,, olp bhi acha wala dala ,, comp. Heat jyada ho rha plz reply?
Compressor ka valve leakge hoga ...
Dry nitrogen method sahi hai ya compressor ka method leakage ko check karne ke liye sir isse related video banaye from nepal
Thanku sir mera sumsung double door ka refrigerator h aur garm ho kar ke do ghante chalta h fir band ho jata h
Sir campresr kitane ka atta ha
Sir RO ke smps Yani adoptar se inverter compressor chek Kar sakte hai sir jawab jaru dena please sir
Nahin check kar sakte
280 litre ka samsung freeze ka compressor change karna h. Kya charge lagega sir
Sir best front loaded washing Machine konsa acha hai.. 5 member ke liye 30000 ke andar
Samsung aur LG ine donon Mein Se Koi Bhi Ek Lelo bahut acchi hai
Sat Sri akal paji ji
Salaam o alaykum sir sir ye btay k filter q lagaty ha fridge ko
Good ser
Bhai koi bejli ka be foult hosakta ha kaya
han ji bilkul ho sakta hai
आप कहाँ के फ्रीज ठीक करते हैं?
Sir R290 ke sath konsa oil dale
Dada icecrime deep freezer compeser or condensor fan no auto cut mane thermostat change ki to nahi ho ta he
Sir Godrej D fridge 500 liter m konsa comparser legta h
khubaj sars
Good video sir very much
Hlo sir compressor ko derict hum kitni der tak mtlb kitne min tak chala skte hai
Sir lg 42 compressor lagya or hiting problem aa raha hai keya samsya hongi sir 5 or se amps le raha hai
Sir Vacume Vacumepump se kara sahi hey ya Extra Compressor se is pe ek bar video banvo 🙏
Open pipe Deep friz k bare mei video banaye
Sir jankari bataye
Sir invter compressor me bhi same samsya aati hai please🙏
Thank you sir
Welcome
1 charging line me kitni gas ati h sir apne iske upar 1video bnaya tha bay waet
Sir wherpul ka dabul door frig 10 minutes on hota phirband hota hai or uske bad on hota hai kya problem he please reply
Nice
Sir deep fridge hai ak mene uski rely bhi change kr di fr bhi frdge thnda ni kr raha or amp le raha hai 0.1.7 kiya problem ho sakti hai
Thanks dear
Sir discharge pipe se pressure nahi Nikal Raha plz batayen problem kia hosakti he
Very informative sir.thank u
Compressor kitne me in change hota hai ..?
videocon side bya side ka hai jaise aapne btaya hai is video me compressor ke pas me fan nhi hota
but us side by side videcon fridge me fan bhi hai or chalta bhi hai lekin usme compressor me sound aata hai one time or colling less rehti hai
Thk2411 kitne litre fridge mein lagega
Thanks 👍 helpful
Hello sir
sir hmara fridge videocon ka hai or usme compressor ek bar sound krta hai or colling bhi less hai usme kya problem ho sakti hai
Arora ji mera samsung double door fridge dono portion ko thanda kar raha hai. Magar comprassor bahut garam hota hai or automatic band nahi hota.qia karan hai.
Uska thermostate check karo thermostate ka kam Hota Hai compresser Ko बीच-बीच Mein cut off karna
Sir caplary change karne ke baad bhi chocking kyo aati aati please reply.
Vaccume must
Sistem me नमी या बराबर वैक्युम न होना या डस्ट होने की वजह से चोकिंग आ जाता है
By
Mmm
Filter
Ek fridge hai jisme overheating se ampear badh rha aur trip kar de rha kya problem ho sakta hai
Olp realy bhi chenge kar diya fir bhi problem vhi hai kya problem ho sakta hai
Sirji please reply , mera samsung refrigerator h jiska compressor kharab ho chuka h , to ky local mistry se lagwa lu la company se ?
Fridge ki gas kit ke bare mein video banaaiye aur usko kaise replace Karen kharab ho jaane per
Sir u r great
Nice Vedio
Kya compressor chalane se pahle section Band Kar Le compresser Chal Na Chale to sahi hai ya kharab
Thank you Guru Ji
डबल डोर फ्रीज में कंप्रेसर गर्म हे और हल्का हल्का ठंडा कर रहा है उपाय बताओ reply
Mera frij dabal dor hai us ke dono saedy thandi hai gram nahi ho rahe hai kya karan hai
Inverter moder Wale refrigerator me kiya PCB ki bjah se bhi compressor trip hota hai ye bhi bta dijiye
Han yadi PCB mein koi problem hai to yadi PCB mein problem Nahin Hai tab bhi trip ho raha hai to Uske OLP ki problem hai use change kar doge tab bhi yah samasya solve ho jayegi
Sir ji hmare pass voltas ka 195 litar ka hai compressor garm ho rha hai or vh Tanda bhi nhi ho rha hai or please sar suggestions
Sir. Good video
Sir Maine LG ka compressor ko workshop banaya hai bo garm jyada ho raha hai to kya karna hai
Frij ka gas charging ya frij ka repair ka bhi paisa batye
Bhetar jankari
Sir freez me compressor bhi hitt ho raha he aur relay ke paas ki dono cable ko nikal ke vapas dalta hu to fir cooling chalu ho jati he thodi der baad firse vahi freez ke andar cooling kam ho jati he dobara fir vahi relay ke paas vali cable nikal ke dalta hu cooling chalu ho jati he““ sir mujhe bataye ke relay kharab he
Ya compressor ya fir gase khatam ho gai he actually me aabhi shop khola he muje sikhna he please jaldi bataye
Relay change karo relay ki samasya hai
Sir mera namaste india ka freezer hai uska compressor cut bhot lamba hota jab cut hota hai toh 4 se 5 gante me chalta hai toh kya problem hogaye hai or return me ice arahe hai
Sir 320 ltr d frij me 500 ltr compresor kaise adjest kare
Sir apka pass mera ak sawal he.split ac ka non invartar kuss unit ka outdoor me pcb meltahe.a pcb keyse kam kortahe ap bataiye sir plzzz❤️❤️❤️
Sir freez current dikhata he par lagta nahi he kya rizan he
Sir dual door frige me...new filter jali..compresur
Dala h gas dalte time compresur trip hkgya...fir vhi problem bangi.
.esa mere sath 2 frize
Me hua..kya karu...capister bhi lagaya 1 mint m compresur band ho jata hai...fir start fir band ye sin h kya kru samjh nhi arha...
Sir sucshan line se agar return air aa rahi hai compressor ka pumping check karte samay to compressor kharab maan le kya
Sir d farij ka capster me 3 wair hoti h kon se kha par lgani h ye video bnao
Ok sir
Olp के बिना फ्रिज चला सकते है क्या