Yadi sab kuch running or sab thik tha tab sirf Control card change karne ke baad sabse pahle jo kaam karna hai - 1) Motor ka name plate details daale ( Iska video hai aap dekh sakte hain) 2) Motor ka Name plate details daal ne ke baad sabse pahle aap auto-tune kar le . 3) Field & armature dono ka auto tune kar le (iska v video banaya hua hai aap reference ke liye dekh sakte hain) 4) limit sab ka setting kar le. (Ispar v video hai) 5) Speed feedback type jo rakhna hai uska setting v check kar le. 6) ye sab karne ke baad aap chalu kar sakte hain motor ko.
Yadi sirf motor change karna hai to 1) Sabse pahle sabhi chij ka connection kar le jaise ki field, Armature, Blower, Encoder 2) Connection karne ke baad Motor ka name plate detials daal le (Video hai ispar ref ke liye dekh sakte hain.) 3) Name plate details daalne ke baad current limit ka setting kam kar le. 4) iske baad aap motor ko auto-tune kar le ( Ispar v video hai, chahe to aap dekh sakte hain) 5) auto tune karne ke baad wapas aap limit ka setting kar le or check kar le( Ispar v video hai chahe to aap dekh sakte hain) 6) Iske baad aap motor ko chalu kar sakte hain lekin Rotation ka direction awasya check kar le).
Aapka samjhane tarika bahut badiya hai sir, sab clear ho gaya
Thank you bhaiji
Sir aapki vedio nice hai
Thank you bhaiji
Sir control connection ,like as start ,stop ,
Speed ref , encoder etc par vedio banao sir , jisse sab clear ho jaye
Jaroor banate bhaiji.... Lekin avi kuch jaroori kaam me busy ho gaye hain lekin jab v time milega me kosis karunga banane ka
Control card change karenge to kaun sa parameter dalna hai
Yadi sab kuch running or sab thik tha tab sirf Control card change karne ke baad sabse pahle jo kaam karna hai -
1) Motor ka name plate details daale ( Iska video hai aap dekh sakte hain)
2) Motor ka Name plate details daal ne ke baad sabse pahle aap auto-tune kar le .
3) Field & armature dono ka auto tune kar le (iska v video banaya hua hai aap reference ke liye dekh sakte hain)
4) limit sab ka setting kar le. (Ispar v video hai)
5) Speed feedback type jo rakhna hai uska setting v check kar le.
6) ye sab karne ke baad aap chalu kar sakte hain motor ko.
Sabse imprtant
Aapko ka drive ka type Code v dekhna hai or uska setting karna hai
Sir, please tell me. Agar motor 750/1500 rpm ki h to parameter no. 9904 me kon si value fill karenge?
Sir dc motor chenge krte hai to kya kya chenge krna chahiye
Yadi sirf motor change karna hai to
1) Sabse pahle sabhi chij ka connection kar le jaise ki field, Armature, Blower, Encoder
2) Connection karne ke baad Motor ka name plate detials daal le (Video hai ispar ref ke liye dekh sakte hain.)
3) Name plate details daalne ke baad current limit ka setting kam kar le.
4) iske baad aap motor ko auto-tune kar le ( Ispar v video hai, chahe to aap dekh sakte hain)
5) auto tune karne ke baad wapas aap limit ka setting kar le or check kar le( Ispar v video hai chahe to aap dekh sakte hain)
6) Iske baad aap motor ko chalu kar sakte hain lekin Rotation ka direction awasya check kar le).