Aisa maine kiya, ek baar Pani grm bhi hua but dusari baar me element hi fat gya mtlb mera 70rupee bekar, 1000 watt ka element lagya tha, pahle usme 1500 watt ka tha, plz bataiye ki aisa kyu hua , kya apka ye solution long time work krta bhi ya sirf ek baar hi
@@Pawan_Kumar_IND brother heating plate se touch hona chahiye or thermostat cut Marna chahiye apka agar thermostat cut nahi marega to over heating se bhi element kharab ho jata hai🙏🙏
Aap ko heart surgeon hona chahiye tha
Kettle ki coil 1500 watt ki aati hai aur usha ki coil 750 watt ki aati hai.
Ye jyada din nahi chalegi.
Sayad 1 ya 2 hours me shot ho gayegi.
Thanks you so much sir mai sawdhani se set krr ke check kiya toh yhh kaam krr rha hai mere costmor khush huye hai ❤👌🎉
College ke time ka aik electric kettle demage hoke rakha tha Ghar me aapki video dekh ke finally thikk krlii☺️☺️☺️⏩🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰🥰
Thankqq so much sir 🥰
thanks for watching 🙏
Good job uncle ji
Thanks ji 🙏
Good job 💯
Thanks 🙏❤️
Muze material chahiye
Shop se
@HansRajMechanical kaha pe hai Mumbai me
Sir body current nhi aaye bta dijye 🙌
Yes you are right ✅️
Aisa maine kiya, ek baar Pani grm bhi hua but dusari baar me element hi fat gya mtlb mera 70rupee bekar, 1000 watt ka element lagya tha, pahle usme 1500 watt ka tha, plz bataiye ki aisa kyu hua , kya apka ye solution long time work krta bhi ya sirf ek baar hi
Bhai element to press main dalne par bhi fatta hai aap old iron kabadi ki dukan se le Lena uska element dalana 🙏🙏
@@HansRajMechanical ye bataiye ki element me ulta sidha bhi dekhakr fit Krna hota h ya kisi bhi trh ?? Plz reply
@@Pawan_Kumar_IND brother heating plate se touch hona chahiye or thermostat cut Marna chahiye apka agar thermostat cut nahi marega to over heating se bhi element kharab ho jata hai🙏🙏
@@HansRajMechanical thanks for reply , doosra lga kr dekhta hun
@@Pawan_Kumar_IND You are welcome Brother 🙏🙏
हमरा 2 एलिमेंट हिट हो कर खराब हो गया
Koi kabadi ki dukan se le lo bhai Purani press uska element chalega ye to press main bhi kharb ho jate hai