@@learningpointrailway sir mere sath lgta hai ki dhoka ho rha hai please apna what aap number de di ki mai apni puri bta aa ko bta doo please send me WhatsApp number
Sir mera transfer kya usi office me hoga jaha employ 2 appointed h. Aur aagar wha hona nhi possible h to kya kr skte h. Mera transfef ik taraf se approve ho chuka h but mere ik sathi ne bhi lagaya tha mutual transfer aur use same place pe appoint hone pe kai dikkato ka samna krna pad rha h pls suggest sir what to do..
Sir me employee 2 meri current basic 18500 he or hrms me 18000 bata rkha he jabki ress me bhi 18500 hi bata rha he or mene mutual transfer lga diya he ,isase koi dikkat to nhi ho gi sir
Sir mai employee 1 hu aur mera traf se drm approval ho gya aur drm se apo ko veja gya lekin apo sir ka transfer ho gya aur dusra apo sir aa gye h pr mera jo transfer huye apo sir unke id pr mera veja gya hai aur o fir se delling cleark ko vej diye mera pahle jaise fir se start ho gya h sir please kich btayiye kaise hoga Kyu mera to drm se approve ho gya tha ab dusra employee 2 ko jana tha pr av tk nhi gya h please reply sir 🙏
Sir mene 16 August 2023 ko railway join ki abhi meri leave update Hui to usme 10 CL 25 lap or 17 lhap ho gayi h jabki sir mene duty sirf 2 month hi ki baki months absent hu jiski vajah se charsheet mili h sf 5 to sir ji charsheet remove ho gayi kya jiski vajah se leave update Hui hai kyuki Mera mutual transfer bhi is charsheet ki vajah se ruk gaya tha isliye mene bade adhikariyo se request ki thi charsheet hatane ki please reply sir ji🙏🙏
sir maine mutual transfer lagaya mai employee 2 hu or mera branch officer remark me NIL likh k forward kiya h to kya remark k karan mutual rejact v ho skta h kya sir
SUBSTITUTE (REGULARIZED) appointment k bare me bataiye, Mai mutual kr Raha hu uska initial appointment substitute bata rha hai, aur o ab pointsman post pe hai ky Krna chahiye
Sir mai Employe-1 hu mera Drm sir se approvel mil gya hai, ab mera status Branch officeer -2 show kr rha hai , kya yeha se Employee-2 ka application jaha jaha forward hoga uska staus mere id pr show hoga ya nhi??
Sir mai ecor me waltair division me tm4 post par hu Mai apna mutual ranchi division me c&w post par lagaya tha sir mai to mutual laga diya hu lekin agla banda mutual laga raha h aur n hi request cencial kar raha h ab mai dusra karmchari milega to mutual kaise lagaunga plzz help me sir
Sir ma employee 1 and mera Div se DRM approved hone ke badh Empolyee 2 Branch officer ka pass Cancel letter submit kiya. Abhi file Emp 2 ka Apo o ka pass 5 months se pending hai. Cancel bhi nahi kar rahe and forward bhi nahi kar rahe.. Please boliye kya karna chahiya..
ADI division se BRC Division me mutual ho gaya Ab ADI division me dusre department mutual karna hi to ho sakta hi kya Pahle TM me tha Ab work shop me karna hi to
Aisi condition me 02 option hai. 1. Wo branch officer khud se application ko back/forward kar de. 2. Re assign karwa kar sahi branch officer ko send karwa lijiye.
Sir main ak division see dushra division Aya huu 2 months huaaa hain. Main fir she mutual transfer apply kar diaa dushra zone main... Lekin service book abhi tak nahi ayaa. Processing main kaya problem hoga? Abhi application DC 1 ke pas hain... Hum employee 2
Sir mey ER se SER mutual transfer karke Aya hu ..Mera HRMS I'd update ho gaya hey but SR avi Tak nehi aya hey ER se key mei 2nd mutual apply kar sakta hu?
Mera supervisor ne HRMS I'd me jo DC show ho Raha usko forward kar diya h, kya supervisor usi DC ko hi forward karna tha ya kisi aur officer ko? Please reply.
sir maine hrms par pehle mutual apply kiya aur uske bad pay history change karwaya Jab mera DC ke pas tha tab...mera application AA tak pahuch gaya hai..aur mai gdce se hoo aur mera partner RRB se hai kya koe problm hogi
Mera Initial appointment Asst. Station Master me 2010 me hua tha 2800 GP me , Uske bad Promotion hua Station Master 4200 GP Level 6 me 2013 me . Abhi Station Master hu Level 6 me , Mujhe Mutual transfer karana hai Station Master Level 6 wale se , To Online HRMSapplication me , to kya Date of Promotion aur Initial Post Asst. Station Master dalna hoga kya
Mutual transfer ke liye koi issue to nahi hona chahiye. Fir bhi ek DRM sir se miliye aur apni baat nivedan purvak vistar se rakhiye. Ummid hai ki aapka kaam ho jayega.
Sir mujhe 51 days absent k liye sf11 issue huya h lekin koi punishment nhi mili h avi tk to kya mera mutual pending rhega? Ya uske liye kya kre kyuki mera mutual doosre employee ke AA tk pahuch gya hai, plz reply sir
Sir Mera already designation points man hai aur Maine ek track maintainer bande se mutual lagai hai donon ka division ek hi hai to sar hamara mutual hoga ki nahin please reply sir
Sir mera tech - ll 25500 promotion 7 month hua hai,,,,, ak increment 26300 ho gaya hai,,,, hum tech - lll ke sath mutual karenge to seniority loss hoga,,, but mera besic kon sa hoga bataiye ga plz 🙏
Sir, employee 1 ka DRM approval kar diya hai avi application employee 2 ke sr DPO ke pass hai.avi employee 2 resign dega to mutual transfer cancel hoga ? Employee 2 ka or ek nokri milgai
Sir I am employee 1,,my application present acceptence authority ka pass,,present i am promoted from level 1 to level 2 ,,both employees are unwilling to mutual transfer ,,present what is the process for cancellation of mutual transfer please help me
Sir emp 1 general gradepay 1900 hai or emp 2 ST grade pay 2400 hai or post same hai emp 2 ka ek promotion lag gya hai to kya dono ka mutual ho skta hai please sir batay
Sir maine mumbai division se bsl division mutual transfer kiya hai muzhe wapis mumbai division jana hai other department to sir me mutual dal sakta hu kya nahi
@@learningpointrailway sirji abhi starting process me hi tha branch officer se DC k pas fir Varification athority k pas 10 din bad Varification A. ne DC ko returned kr diya
Sir mera joinning 2019 mein group d mein hua tha...abhi hum tech 2 hai...aur mera jo mutual partner hai woh 2023 batch ka group d mein appointment hua hai...mera tech 2 ka promotion 8 dec 2023 ko hua hai...1st increment july 2024 ko ho gayi hai...mera abhi basic 26300 hai aur mera mutual partner ka basic 19100 hai...mutual transfer hone ke baad mera basic kya hoga?? I accept bottom seniority Sir
@@learningpointrailway par sir yahan DC kah raha hai ki you have to work on same basic atleast 1 year then you will be get the benefit of payment fixation
@@learningpointrailwaysir mera last December me sr. Alp Aya hai same Batch se sr.alp se mutual lagaya hu Main obc general se lagya hu uska sonority or hamara basic migega ki nhi?
@@learningpointrailwaysir ji isi column me maine yes type Kiya h q ki doosra mutual apply Kiya h maine kya mujhe pahle mutual ki detail fill karni thi kya sii ji
Sir ji mera mutual transfer 1 side ho gaya hai 2nd side process me hai aur mai gdce ka from bhar sakta hu... Mai same zone me hi mutual lagaya hu sealdah to asansol division post Pointsman to pointsman
Sir mai abhi s&t me hu aur operating me mutual lgya hu abhi drm ke pas gya hi aur alp ldce kote ka exam hona hi kuch din me kya best rhega please reply sir
@@learningpointrailway sir ek question hai kya mera electric loco shed TRS se mutual BLW workshop varansi mai ho sakta hai sir। Hum technician -1 department electrical hai।
Sir ek jaruri information Leni thi sir. Sir kya remedical ho sakta sir. Sir mai mutual transfer lagaya tha electric loco shed mai mera appointment CGA se hua tha mera medical C1 technician 3 huya tha with 3year . Mera partner rrb se hua tha uska b1 tha same department mai. Mutual lagaya tha sir dc ne reject kar diya ki dono ka medical standard same nahi hai . Dono person technician 1 aur Sr technician hai aur bol rahe ki technician 3 mai hai Jana hoga . Department TRS loco shed hai sir dono ka .
Spouse ground per transfer lagaye mera prakriya purn hone ke bad accepted order drafted HRMS show karta th lekin ab HRMS me show nahi ho raha hai please reply
I am Employee 2 in a mutual transfer case. When my Dealing Clerk sent my file to the Branch Officer, who was in charge at that time, Employee 1's side had approved the mutual transfer. However, after the approval, the file returned to my division and is now shown to be with the same Branch Officer who was in charge earlier. Since my Branch Officer has changed now, what steps should I take to ensure my file is transferred to my current Branch Officer ?
Current station -veraval, bhavnagar division Required -near mumbai, Pune Ahmedabad, Basic pay -41600 (basic pay should be nearby Designation -track mntr-1
Thanks dear sir you are so amazing ❤ak he video mai sare doubt clear ho gaye 😊
Thanks sir aapne bahut achche se samjhaya . Pura confusion clear ho gya
Most welcome
@@learningpointrailway
Sir puri process me maximum kitna time lg jata hai?
Bahut ache se samajhaya aapne ❤ 🙏🙏🙏
Most welcome
Sir VA se pahle AA ke paas bhi ja sakta h kya ??
Kyuki Mera seedha ACCEPTANCE AUTHORITY ke paas gaya h
Iss jankari ke liye dhanyawaad sirji !!!🙏
Most welcome
Aap se koi acha nhi bta skta maine bahut video dekha
Etna samman ke liye aap ko dhanyawad.
@@learningpointrailway sir mere sath lgta hai ki dhoka ho rha hai please apna what aap number de di ki mai apni puri bta aa ko bta doo please send me WhatsApp number
Sir mera transfer inter Devision transfer huaa hai. Rajkot to Ratlam. Wether availed IDT/IRT/ IDMT. Wale coloum me kya likhe HRMS per.
Pls suggest
Yes, from........ to.........
Bahut acha samjaya❤❤
Sir mera transfer kya usi office me hoga jaha employ 2 appointed h. Aur aagar wha hona nhi possible h to kya kr skte h. Mera transfef ik taraf se approve ho chuka h but mere ik sathi ne bhi lagaya tha mutual transfer aur use same place pe appoint hone pe kai dikkato ka samna krna pad rha h pls suggest sir what to do..
Very good explanation 👍👍
Thank you
Good information sir very useful to me thank you 🎉🎉🎉
Most welcome
Max kitne time me process complete ho jati hai ?
Sir me employee 2 meri current basic 18500 he or hrms me 18000 bata rkha he jabki ress me bhi 18500 hi bata rha he or mene mutual transfer lga diya he ,isase koi dikkat to nhi ho gi sir
Sir mai employee 1 hu aur mera traf se drm approval ho gya aur drm se apo ko veja gya lekin apo sir ka transfer ho gya aur dusra apo sir aa gye h pr mera jo transfer huye apo sir unke id pr mera veja gya hai aur o fir se delling cleark ko vej diye mera pahle jaise fir se start ho gya h sir please kich btayiye kaise hoga
Kyu mera to drm se approve ho gya tha ab dusra employee 2 ko jana tha pr av tk nhi gya h please reply sir 🙏
Ek baar apne DC se baat kijiye. Otherwise apne DC ko boliye ki HRMS me wo is regarding service request daal de.
Very very thankful
Sir mene 16 August 2023 ko railway join ki abhi meri leave update Hui to usme 10 CL 25 lap or 17 lhap ho gayi h jabki sir mene duty sirf 2 month hi ki baki months absent hu jiski vajah se charsheet mili h sf 5 to sir ji charsheet remove ho gayi kya jiski vajah se leave update Hui hai kyuki Mera mutual transfer bhi is charsheet ki vajah se ruk gaya tha isliye mene bade adhikariyo se request ki thi charsheet hatane ki please reply sir ji🙏🙏
Sir ji kaas app mere dilling Clark hote 😢😢😢
Leave hamesa advance me credit hota hai . Example 1st January ko next 06 months ke liye leave credit hoga.
Dear, main bhi insaan hu. Staff Welfare ka sauk hai mujhe.
sir maine mutual transfer lagaya mai employee 2 hu or mera branch officer remark me NIL likh k forward kiya h to kya remark k karan mutual rejact v ho skta h kya sir
@@abinasabhi9645 reject nhi hoga.
Sir RRC group D to ACT Apprenticeship. Me group D employees kaa mutual transfer ho sakta hai naa
Ab new rule kya hai sir, kyuki mutual ka portal open nahi ho rha hai?
Pure you tube channel mai aapka video hi sabse ache se bataya gaya hai
Noc kab hoti hai ye bhi bata dijiye
NOC ki jarurat tab hoti hai jab aap other job ke liye apply karte hain. NOC milne se technical resignation me sahuliyat hoti hai.
Mark my word! Very shortly you will get more and more subscriber. You deserve more subscriber as per your knowledge! Keep going!
Thank you so much 😀
It's all because of you the viewer
SUBSTITUTE (REGULARIZED) appointment k bare me bataiye,
Mai mutual kr Raha hu uska initial appointment substitute bata rha hai, aur o ab pointsman post pe hai ky Krna chahiye
Current me dono level 1 me hai to mutual transfer apply kijiye.
Very well explained... thanks.
Most welcome
Sir hrms botom senirty mention karna jaruri ha
Sir mera application employee 1 ke dc clerk(personal) k pass ek mahina se h kya karu sir kitna aur time lag sakta h
Unae baat kijiye aur application process karwa lijiye.
Sir mai Employe-1 hu mera Drm sir se approvel mil gya hai, ab mera status Branch officeer -2 show kr rha hai , kya yeha se Employee-2 ka application jaha jaha forward hoga uska staus mere id pr show hoga ya nhi??
Hoga. Otherwise Apne DC ya supervisor ki HRMS ID se status with remarks check kar sakte hain.
@learningpointrailway ok tq sir
Khub sundor laglo 🎉🎉
Thank you for supporting me
Sir mera drm except ker liya dono taraf abhi order drof nahi dikha raha hai phir bhi kitna samay lagega
1 month kafi hai.
Sir mai ecor me waltair division me tm4 post par hu
Mai apna mutual ranchi division me c&w post par lagaya tha sir mai to mutual laga diya hu lekin agla banda mutual laga raha h aur n hi request cencial kar raha h ab mai dusra karmchari milega to mutual kaise lagaunga plzz help me sir
Aisi condition me aap apne DC se miliye. Written me cancel karne ke liye letter. Apka DC, HRMS me service request me ye issue raise kar sakte hain.
Sir ma employee 1 and mera Div se DRM approved hone ke badh Empolyee 2 Branch officer ka pass Cancel letter submit kiya. Abhi file Emp 2 ka Apo o ka pass 5 months se pending hai. Cancel bhi nahi kar rahe and forward bhi nahi kar rahe..
Please boliye kya karna chahiya..
Niyamanusar DRM approval hone ke baad cancel nahi hona chahiye. Otherwise concerned APO ko decision le lena chahiye.
ADI division se BRC Division me mutual ho gaya
Ab
ADI division me dusre department mutual karna hi to ho sakta hi kya
Pahle TM me tha
Ab work shop me karna hi to
Ho jayega
Tnxxxx sir
Sir VA bar bar return to dealing clerk kor raha hai kisi na kisi cause dekhakar usme cancel to nehi hoga ?
Aap VA se baat kijiye aur sare confusion Solve kar lijiye.
Man lo sir employees 2 ke branch officer ka transfer ho gya hai aur uski id par bhej diya hai to kya kare
Aisi condition me 02 option hai.
1. Wo branch officer khud se application ko back/forward kar de.
2. Re assign karwa kar sahi branch officer ko send karwa lijiye.
Sir main ak division see dushra division Aya huu 2 months huaaa hain. Main fir she mutual transfer apply kar diaa dushra zone main...
Lekin service book abhi tak nahi ayaa. Processing main kaya problem hoga?
Abhi application DC 1 ke pas hain... Hum employee 2
Koi problem nahi hogi.
Sir mey ER se SER mutual transfer karke Aya hu ..Mera HRMS I'd update ho gaya hey but SR avi Tak nehi aya hey ER se key mei 2nd mutual apply kar sakta hu?
Laga sakte hain. But D&R clearance milne mein pareshani hogi.
@@learningpointrailway sir employee 2 ban jaunga to phir time mil jayega tab Tak to a hi jayega SR
Bahut hi khubsurat sir thank you
Most welcome
Sir 8-10 din ki absent se mutual me problem aati hai kya sir please reply me
Nhi parega. Yadi D&R pending hai to effect parega.
3 hafte se employee one k sr. Dpo ke pass pending hai kya kre
Unse milkar baat kijiye.
Jb branch officer personal ke DC ko or DC VA ko fir VA AA ko forward karte hain to sabka alag alag show karta h kya sir G please sir reply kr dena
Yes.
Sir mera order draft ho gya h but mere ko sf 5 mila h due to absent case
Mera relieving ho skta h kya
Plz reply
Sir yadi Mutual transfer apply karne ke bad Yadi Supervisor badal jaye to order Naye Supervisor ke ID me kaise dikhega
Unit admin se application number ko new supervisor ki HRMS ID me re-assign karwana parega.
@learningpointrailway Sir Unit admin kon hoga
@AlokKumar-ou9of Sr DPO
Mera supervisor ne HRMS I'd me jo DC show ho Raha usko forward kar diya h, kya supervisor usi DC ko hi forward karna tha ya kisi aur officer ko? Please reply.
Aapke supervisor ne sahi kiya hai.
sir maine hrms par pehle mutual apply kiya aur uske bad pay history change karwaya Jab mera DC ke pas tha tab...mera application AA tak pahuch gaya hai..aur mai gdce se hoo aur mera partner RRB se hai kya koe problm hogi
Koi problem nahi hogi
Mode of initial appointment mera rrc se h aur samne wale ka talent scouting se h to mutual ho jayega kya
Dono level 1 me h
Ho jayega
Mera Initial appointment Asst. Station Master me 2010 me hua tha 2800 GP me , Uske bad Promotion hua Station Master 4200 GP Level 6 me 2013 me . Abhi Station Master hu Level 6 me , Mujhe Mutual transfer karana hai Station Master Level 6 wale se , To Online HRMSapplication me , to kya Date of Promotion aur Initial Post Asst. Station Master dalna hoga kya
Sir intra mutual transfer may category same honi jaruri hai kya koi bataye please 🥺
Mutual transfer ke liye rule same hota hai. Fir bhi mutual transfer apply kijiye.
Accepted by drm1 ka matlab approve ho gya he kiya?
Iske baad kitna time lagbhag lagega please bataye
Ab second party ki taraf se same process hoga.
@@learningpointrailway thanku sir
Sir DRM 1 NAI YE REMARK DEKE FILE REJECT KAR DI KI GHAR NAJDIK HAI YE KOI KAARAN NHI HAI MAI KYA KARU PLS BATAY
Mutual transfer ke liye koi issue to nahi hona chahiye.
Fir bhi ek DRM sir se miliye aur apni baat nivedan purvak vistar se rakhiye. Ummid hai ki aapka kaam ho jayega.
NFR se mutual leke eastern railway m aae fir se NFR m jaa sakte sir kya please reply me sir
Yes, apply kijiye
Sir ,vengeance clearance me kitna time lgta hai,mera file dc2 ke pass 20 din ho gya ,bola abhi tak nhi huaa,plz bataye
Vigilance clearance online process hona chahiye. Isme one week ka samay kaafi hai.
@@learningpointrailway sir Mera 25 din ho gya, DC , ke pass.
Sir ydi kisi karan bus cancel krna ho to kiske pas jane tk me cancel kr sakte hai please reply sir
Abhi DRM sir se approval nhi mila hai. Genuine reason ke sath steno DRM se baat kijiye aur cancel karwa lijiye.
Sir mujhe 51 days absent k liye sf11 issue huya h lekin koi punishment nhi mili h avi tk to kya mera mutual pending rhega? Ya uske liye kya kre kyuki mera mutual doosre employee ke AA tk pahuch gya hai, plz reply sir
SF 11 complete karwa lijiye. Uske baad sparing me koi problem nahi hogi.
Sir Mera already designation points man hai aur Maine ek track maintainer bande se mutual lagai hai donon ka division ek hi hai to sar hamara mutual hoga ki nahin please reply sir
Ho jayega
Sir mera tech - ll 25500 promotion 7 month hua hai,,,,, ak increment 26300 ho gaya hai,,,, hum tech - lll ke sath mutual karenge to seniority loss hoga,,, but mera besic kon sa hoga bataiye ga plz 🙏
Basic me no change
Order draft k baad dealing Clark ko re assin kr skte hai. Process suru se start to nhi ho jayega please reply
Don't worry.
Aap re assign karwa lijiye
@@learningpointrailway sir re- assign nhi ho pa reha hai
@@learningpointrailway bta rehe h order draft hone k baad re- assign nhi hota hai
@@amankumarsingh2649 aap written me Sr DPO sir ko apni puri baat bataiye.
Sir, employee 1 ka DRM approval kar diya hai avi application employee 2 ke sr DPO ke pass hai.avi employee 2 resign dega to mutual transfer cancel hoga ? Employee 2 ka or ek nokri milgai
Aisi condition me employee 2 written application with proof Sr.DPO sir ko de aur mutual transfer application reject karwa sakte hain.
Sir I am employee 1,,my application present acceptence authority ka pass,,present i am promoted from level 1 to level 2 ,,both employees are unwilling to mutual transfer ,,present what is the process for cancellation of mutual transfer please help me
Those who have pending issues in HRMS ID, get the mutual cancellation done by giving written application.
Thanks sirje.
Me employee 2 hu, mere DC ne BO ko bheja hai..... क्या मेरी फाइल मेरे BO को दिख रही होगी या employee 1 का DRM Sir ke approval dikhega
Yes,
Wo 'mutual transfer report' option me dekh sakte hain.
Mera branch officer ke forward karne ke baad personal ke DC or pahle DC1 same hi h dono ka name and HRMS I'D same h kya aisa possible h sir ji
Possible hai. Aisa bhi hota hai
Namaskaar sir....me RRB se SM post pr hu...kya me LDC quota se SM bne huye employee ke sath mutual lga sakta hu kya
Category same hai to mutual kara sakte hain.
@@learningpointrailway ek OBC he or ek Gen he to ho skata he na sir
@@sirahuldhaka ho jayega. Process kijiye
Sir good afternoon mera mutual process AA ke pas tha aur abhi DC ke pas return bta rha h kya ye process m h
Yes
Sir emp 1 general gradepay 1900 hai or emp 2 ST grade pay 2400 hai or post same hai emp 2 ka ek promotion lag gya hai to kya dono ka mutual ho skta hai please sir batay
Ho jayega with reversion
Sir mera mutual transfer branch officer pas pending hai kya police verification jaruri hai kya? please reply me
Mutual me police verification nahi hota. D&R and VIG clearance liya jata hai
BO ADEN sir होते है क्या सरजी
Sr.DEN(C)
Sir Trackman medical B1 ha s&t mutual hoga
Group D me kisi bhi department me mutual transfer ho jayega.
Thanks 🙏 for nice video
Sir ji,,,NOC kab jaari hoti hai
Jis kaam ke liye NOC apply kiya gaya hai. After discuss/Research after competent authority permission NOC jari ki jani chahiye.
@@learningpointrailway Railway mutual transfer mein NOC kab jaari hoti hai
Thnq so much sir🙏🙏
Sir maine mumbai division se bsl division mutual transfer kiya hai muzhe wapis mumbai division jana hai other department to sir me mutual dal sakta hu kya nahi
Mutual transfer apply kijiye
Sir mera mutual varification athority k pas tha inhone ab dc k pas returned kr diya pta nhi kyo.
Departmental process me hai. Aap chinta mat kijiye.
@@learningpointrailway sirji abhi starting process me hi tha branch officer se DC k pas fir Varification athority k pas 10 din bad Varification A. ne DC ko returned kr diya
Sir mera joinning 2019 mein group d mein hua tha...abhi hum tech 2 hai...aur mera jo mutual partner hai woh 2023 batch ka group d mein appointment hua hai...mera tech 2 ka promotion 8 dec 2023 ko hua hai...1st increment july 2024 ko ho gayi hai...mera abhi basic 26300 hai aur mera mutual partner ka basic 19100 hai...mutual transfer hone ke baad mera basic kya hoga??
I accept bottom seniority Sir
Mutual ka basic se koi matlab nahi hai.
@@learningpointrailway par sir yahan DC kah raha hai ki you have to work on same basic atleast 1 year then you will be get the benefit of payment fixation
Is it true?
Sir meradraft dikha raha hai abhi kitna samay lagega plz bataye🙏🙏🙏🙏
Ab aap DC se sampark kijiye aur apna spare letter issue karwa lijiye.
Sir mai employe 1 hu drm accept show kar rha eske age kha forward hoga
Same process employee 2 ke side hoga.
@@learningpointrailwaysir mera last December me sr. Alp Aya hai same Batch se sr.alp se mutual lagaya hu
Main obc general se lagya hu uska sonority or hamara basic migega ki nhi?
@@learningpointrailwayplease reply sir
@@KSdr95 dono me jo junior hai, wo seniority dono ko milega.
@@KSdr95 mutual se basic pay par koi effect nhi padta.
Sir mere dost ka drm se rejected ho gya rijan me 2 year not completed hua hai ye bata raha hai kya kare pz bataye
😢😢😢😢😢
Mutual transfer ke condition me 2 years service jaruri nahi hai. Kuchh aur reason raha hoga.
Otherwise aap Sr DPO sir se baat kijiye.
Mutual transfer ke liye dono employee ka cast same hona jaruri ha kay
Please bataye sir🙏
Yes
is par ek video bana hua hai. visit the video
Sir mai tm4m hu mera dc1 bill clark hi hoga na sir
Yes.
Sir HRMS me IRT IDT coulomb me kya fill karna hota hai. Give particular option me plz help
Agar transfer ho kar aaye hai to from _____ to ____ likh sakte hain. Otherwise us column ko blank bhi rakh sakte hain.
@@learningpointrailwaysir ji isi column me maine yes type Kiya h q ki doosra mutual apply Kiya h maine kya mujhe pahle mutual ki detail fill karni thi kya sii ji
Sir accept hoga ya fir aage reject ho jaega
Please reply sir ji
Thank you sir ji 🙏
Most welcome
TTI ka srcctc k sath mutual ho sakta hai kya sir ji
Pls guide
Competent authority accept kare to ho jayega
Thank u sir
Sir mera file drm2 ke pass hai, aur kitna time lag sakta hai....
Unke approval me jitna time le len
Sir, mutual transfer lagane ke liye PIA details hona jaruri hai
PIA role useless ho gaya hai.
Mutual transfer ke liye PIA ki koi aavashyakata nahi hai.
Ekdam mast sirji
Sir mai c&w Me Technician -1 welder post pr hu Mera mutual transfer Pwi ke Technician -2 welder ke sath ho jayega kya sir
HRMS se process kijiye
Mera division mein drm clearance 45 days mein hogaya uske baad branch officer 2 ke pass 22 days se para hai??? Kya kare please help
Concerned officer se baat kijiye.
Thanks
Sir ji mera mutual transfer 1 side ho gaya hai 2nd side process me hai aur mai gdce ka from bhar sakta hu...
Mai same zone me hi mutual lagaya hu sealdah to asansol division post Pointsman to pointsman
GDCE apply kijiye
@@learningpointrailway baad me dikkat hoga kya..jab mai yha se mutual chala jaunga
Sir mai abhi s&t me hu aur operating me mutual lgya hu abhi drm ke pas gya hi aur alp ldce kote ka exam hona hi kuch din me kya best rhega please reply sir
Prepration achchhi hai to exam par focus kijiye
Agar categery same nhi h to kya mutual ho skta h division moradabad h
Reversion me possible hai.
2nd Employee का DC किसी भी step मे mutual transfer को cancel कर सकता है ??
Yes
Mera order draft ho chuka hai lekin bataya ja raha hai ki pahle mera matual patner ko chhodega tab hi hamko releave karega ab kya kare
Galat bol raha hai aapka DC.
Mutual transfer order draft hone ke baad kisi ko bhi pahle release kiya ja sakta hai.
Sir mutual m ager employee 2 apna application jama nhi krta to kitne din ka time hota h application jama krne ke liye plz bataye
Abhi koi time bound nhi
Sir dc ko vigilance and dar lene mai kitna time lagta hai. Kya ek din mai dc forward kar sakta ha verification authority ko
Vig clearance online hone laga hai.
@@learningpointrailway sir ek question hai kya mera electric loco shed TRS se mutual BLW workshop varansi mai ho sakta hai sir। Hum technician -1 department electrical hai।
@@nevermind6330 ho jayega
Sir ek jaruri information Leni thi sir. Sir kya remedical ho sakta sir. Sir mai mutual transfer lagaya tha electric loco shed mai mera appointment CGA se hua tha mera medical C1 technician 3 huya tha with 3year . Mera partner rrb se hua tha uska b1 tha same department mai. Mutual lagaya tha sir dc ne reject kar diya ki dono ka medical standard same nahi hai . Dono person technician 1 aur Sr technician hai aur bol rahe ki technician 3 mai hai Jana hoga . Department TRS loco shed hai sir dono ka .
@@nevermind6330 HRMS mutual application ka screenshot with application DRM P ko likhiye.
Sir Online Hrms me mutual transfer me Date of confirmation me kya fill karen yadi training compulsory hai or uska training abhi tak nhi hua hai
Date of joining
@@learningpointrailway thanks sir ❤️
Spouse ground per transfer lagaye mera prakriya purn hone ke bad accepted order drafted HRMS show karta th lekin ab HRMS me show nahi ho raha hai please reply
DC personal se miliye.
Mera PIA details blank dikha Raha hai kya mai mutual transfer laga sakta hu
PIA role useless ho gaya hai.
Mutual transfer apply kijiye.
I am Employee 2 in a mutual transfer case. When my Dealing Clerk sent my file to the Branch Officer, who was in charge at that time, Employee 1's side had approved the mutual transfer. However, after the approval, the file returned to my division and is now shown to be with the same Branch Officer who was in charge earlier. Since my Branch Officer has changed now, what steps should I take to ensure my file is transferred to my current Branch Officer ?
Sir please reply 🙏
Current station -veraval, bhavnagar division
Required -near mumbai, Pune Ahmedabad,
Basic pay -41600 (basic pay should be nearby
Designation -track mntr-1
B-2 medical wala trackmen se mutual ho sakta hai kya
Ho jayega. HRMS se process kijiye
Opreting me hai wo ladka post khalasi hai uska medical B-2 hai
Aur me trackmen me hu Mera medical A-2 hai
Islye sir
@@rahulvaghela4400as per rule group D me mutual possible hai
@@learningpointrailway thank sir
Accepted by DRM 2 show kr rha ab aage kya hoga or kitna time or lagega final process hone me.
Order draft ho jayega to aap spare hone ke liye elegible ho. Concerned DC se baat kijiye
Promotion hone ke baad ek saal se pehle mutual transfer lower grade se kare to, Basic ghat jaata hai sir????
As per rule aisa hi hai