How to Apply Mutual Transfer in HRMS | HRMS me Mutual Transfer ke liye kaise apply kare
HTML-код
- Опубликовано: 6 фев 2025
- How to Apply Mutual Transfer in HRMS | HRMS me Mutual Transfer ke liye kaise apply kare
My Amazon Shopping Store :- www.amazon.in/...
For any questions and suggestions please comment on my video, I will try to give reply and my best to all of you.
Follow on Instagram :- / technicalravi23
Follow on Facebook :- / hrms-help-desk-unoffic...
HRMS me e Pass ke liye apply kaise kare | How to apply for e Pass in HRMS | hrms pass apply :- • HRMS me e Pass ke liye...
How to apply Own Request Transfer in HRMS | Spouse Ground Transfer | Inter Railway Transfer apply :- • How to apply Own Reque...
HRMS me Family Declaration kaise upload kare || How to Upload Family Declaration in HRMS :- • HRMS me Family Declara...
2 ट्रेनों में रिज़र्वेशन करने के लिए PTO का आवेदन कैसे सबमिट करें | HRMS me PTO ke liye apply kare :- • 2 ट्रेनों में रिज़र्वे...
How to change Mobile Number in IPASS through RESS | RESS App se IPASS me Mobile No kaise change kare :- • How to change Mobile N...
How to cancel Issued Pass in HRMS || HRMS me issued pass ko kaise cancel kare :- • How to cancel Issued P...
#Technical_Ravi#mutual_transfer
----------------------------------------
My Favourite Equipments Buying Link :-
📱Mobile Phone : amzn.to/3F0l2Yq
📱Budget Mobile : amzn.to/37QxEW6
💻 Laptop: amzn.to/3MxR9Bo
🚨 Ring Light : amzn.to/3KvlAa2
🎙️Podcast Mic : amzn.to/3y0WRrq
Vlogging Tripod : amzn.to/37W8IfN
Green Screen : amzn.to/37OCQtz
Cemara : amzn.to/3Kr2bXL
Chair : amzn.to/3vtuNeD
Related Searches:-
Mutual Transfer in HRMS,
How to apply mutual transfer,
How to apply mutual transfer in HRMS,
How to submit mutual Transfer application in HRMS,
Mutual Transfer kaise lagaye,
Mutual Transfer kaise apply kare,
Mutual Transfer kab active hoga,
Mutual Transfer Module Activate in HRMS,
Good News for Railway Employees,
------------------------------------------
Video is for educational purpose only. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing, non profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.
Like, Share, Comment & Subscribe
🙏🙏Thanks for Watching
भाई मान गए तुम्हे 👍👍
क्या ही जबरदस्त समझाया है ।
भाई आपने काफी अच्छे से समझाया उसके लिए धन्यवाद
🙏🙏🙏🙏
Namasker sir, mera mutual application kirdeya hu but employe 1 ka sse application forward kor raha he or bol raga he application withdraw korke employee 2 jo he usko employee 1 korke application korne ke leye too abhi keya koru sir bataye please
Emp 1 form fil kiya to emp2 ka HRMS me sho nahi kar raha h
Sir mera graduation 2014-16hai jabki hrrms me 2014hai koi problem to nhi hoga
Sir Ji,
Usme complete wali date honi chahiye......
Hi sir mera dost nwr me h or me wr me hu uska selection teacher me ho gaya h kya me uski jagah ja sakta hu bina matual ke
Kyuki matual me to time lagega jab to uski joining ho jayegi
Please batana kya karna chahiye
Sir Ji,
Esa possible nahi hai....
Submit k baad Submit error occured Q show kar raha bhai...????
Mutual transfer submit karne ke bad hamare incharge usko cancel kar sakte hai kya
Sir Ji,
Reject kar sakte hai....
Sr Dpo mera fil returns kar diya h for roster point check ke liye Apo 2 ke pass.apo roster likhar forward ka diya h.likin pending Apo 2 ko show kar raha h .pl advance
Sir Ji,
Pending Apo 2 show kar raha hai...to eska mtlb to yahi huaa ki Apo 2 ke pas pending hai...
Matual Ake bar lgane ke bad cancle hota hai ke nhi? Sir kindly btaye
Sir Ji,
Cancel ho bhi sakta hai.....
Initial appointment or grade pay verified hone ke baad bhi mutual transfer request mein show nhi kr rha hai.. Plz help
Sir Ji,
Aap thikk se check kijiye...ki apka verified huaa hai ya nahi..
Sc to st ka mutual ho jayega kya swr zone Bengaluru division pls tell me sir
Sir Ji,
Yadi dono RRB se bharti huye hai...
To category matter nahi karti...
Yadi RRB se bharti nahi hai to SC ka ST se nahi hoga.....SC to SC hona chahiye....
धन्यवाद भाई आपने बहुत अच्छे से समझाया
🙏🙏🙏🙏🙏
Employee 1 k dwara employee 2 ka id bharne pe employee 2 ka basic 38300 hai or form submit ho gya hai...jbki employee 2 ka basic 39400 hai...avi employee 2 apne basic ko correct ko kaise correct krega sir..plz btaiye...
Sir Ji,
Employees 2 ko boliye ki wo HRMS me basic pay ko update Kara le.....
Sir ur ka mutual sc wale se hoga ya nahi ye batyo sir ....please ... comment karo ....
नही होगा ......
@@technicalravi__ sir yaha to senior log bol rhe hai ke ho jya ga ... category ka issue nahi hai ...ap batyo sir je ...
Sir Ji,
Dono employees yadi RRB se bharti huye hai....or unka medical category bhi same hai to es case me category matter nahi karti hai....lekin waha par apko category ki vacancy honi chahiye.....
Fir bhi aap ek baar dealing Clark se bhi puchh lijiye.....
open market railway gr d to gr d transfer me mutual k liye category ur,sc,st,obc kisi se v mutual ho sakta hai kya?
Ma'am.....
Pahle Jo rule the mutual transfer ke liye wahi same rule hai category ke liye......
@@technicalravi__ matlab ek SC candidate UR ya OBC se transfer kar sakta hai.
Nahi kar sakta.....
kaha posting h
Bahut sundar samjhaya bro
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir mai CKP division me trolleyman post pe tha aur DHN division me pointsman ke sath mutual transfer Kiya ab mai DHN me pointsman hu . Fir mai CKP division ka kisi pointsman ke sath mutual transfer karwa skta hu ki nhi
Sir Ji,
Es sambndh me aap ek baar dealing Clark se baat kar lijiye......
Sir mera compelling resion of seeking me dhyan nhi diye the to ek word chutt gya hai to usme koi dikkat nhi krega n employee1 ka supervisor forward kr diya hai??
Sir Ji,
Jaha tak mujhe knowledge hai..
Dikkat nahi honi chahiye...
Sir ji locoshed se pointsman mutual ho sakta hai kya, Medicale standard dono ka A2 hai
Sir Ji,
Category bhi match honi chahiye yadi dono RRB se bharti nahi ho to...
For Example - GEN to GEN, OBC
OBC to OBC, GEN
ST to ST
SC to SC
@@technicalravi__dono ka category obc hai
Grade Pay bhi same hai to......
Ho jayega.....kar dijiye apply
Aap ne bhut hi acha smjhaya h bt log in me kese kru
Sir Ji,
HRMS I'd or Password se login karna hai....jaise aap pass ke liye login karke hai....
Bhai kya ek hi division ke 2 employees mutual kar sakte hai
Bhai please jarur bataiye
Sir Ji,
Jaha tak mujhe knowledge hai..
Same division me mutual nahi hota hai...kyuki division me to vaise transfer ho jata hai....
Fir bhi aap eka baar dealing Clark se bhi es sambndh me jankari le lijiye...
sir mutual transfer me apne wahi station milega ya pr dusara station milega please info sir
Sir Ji,
Esa jaruri nahi hai...ki Apko wahi station hi mile...dusra bhi mil sakta hai...
@@technicalravi__ Sir ADEN office wahi rahega kya
Division same ho sakta hai...
Supervisor ke id meh show nahi ho raha hai.
Sir Ji,
Apne galti se kisi dusre ke pass to nahi bhej diya..... check kijiye
Sir dubra mutual lagna h to kya krna padega please reply sir
Sir Ji,
Dobara mtlb ek baar aap mutual kar chuke hai?
@@technicalravi__ ha
Phir se laga sakteye hain
Supervisor name me SSE sir ka name dal sakte hai
Sir Ji,
Bilkul dal sakte ho.. apke incharge/supervisor to wahi hai na..
Office se kuch karbana prega kya
Sir Ji,
Apko office se kuchh nahi karwana...
Mutual ke doran promotion ho jaye or baad m transfer hone pr basic kam kr dete h kya
Sir Ji,
Jis time aap mutual ke liye apply karte hai ...usi rank ke aadhar par hi apka mutual mana jayega..bhale hi es dauran apka promotion ho gaya ho ...
Bhai izzatnagar division me category ka kya role hai
Sir Ji,
Pura question bataiye....
Sir bottom seniority ka v koi form Verna hai kya?new rule aaya kya
Sir Ji,
Abhi tak to mutual transfer me es type ka document upload karne ka option nahi diya gaya hai........
Koi mere HRMS ID pr request bheja hai mutual transfer ke liye aur mai usse mutual nhi krwana chahta hu aur uska request ka reject kar diya hu.aur ab mai dusre aadmi ke saath mutual apply krne chahta hu koi pareshani to nahi hogi
Sir Ji,
Koi pareshani nahi hogi...
Sir ji🙏 ..group d 1800 grade pay me mutual transfer keliye cast same hona chahiye ....plz reply me
Sir Ji,
Caste nahi...
Category se hota hai mutual...
For example:-
GEN ka OBC ke sath
OBC - GEN ke sath
GEN ka GEN ke sath
OBC ka GEN ke sath
ST ka ST ke sath
SC ka SC ke sath....
@@technicalravi__ sc to OBC Nehi hoga ...1800 grade pay per.. mutual
Nahi hoga....
@@technicalravi__ Mera ek dost ka hua hai ...sc to obc Kiya hai...
Ye Nahi ho sakta....
Ak Division se mutual kar ke chala jane por vi fir usi division me aa sakte he ki
Sir Ji,
Aa sakte ho....
Employee 2 ka HRMS Id daalne se 2 employee ka details nahi show karta hai kiya kare bataye Bhai please
Sir Ji,
I think Employees 2 ki I'd verify nahi Hui hogi..
Employees 2 ko kahiye ki wo es sambndh me dealing Clark se contact kare..
Sir mutual k liye dono candidates ko apni apnj hrms id pr alag alag detail dalani hai ya phir sirf ek apply karega or dusra recivied wale option dwara fill karega
Sir Ji,
Mujhe bhi Esme doubt hai..
Aap ek baar dealing Clark se bhi pta kar lijiye....
Bhai ji employee 2 ka address fill nhi Kiya hua hai bina address fill kiye form bhra jaega?
Sir Ji,
Address to bhara hona chahiye.....
Usko bolo ki address update karakar hi apply kare.....
Sar Ji mera grade pay 1900 hai or Jo mere se mutul kr rha hai uska 1800 h
To form bhar skte h kya NOC ke bad yahan se transfer karenge tab 1800 nahin kar sakte kya
Sir Ji,
Grade pay same hona chahiye...
Sir in present Address section we should definitely fill where we r staying currently or my permanent address also no problem?
Sir Ji,
Sab thikk hai to...
Problem kaha aa rahi hai..??
Sir points man confirmation date me kon si date Dale plz bataye
Sir Ji,
Date of appointment se 2 year tak probation period hota hai......jaise hi probation period ka pura hona hi date of confirmation hota hai....
@@technicalravi__ sir to muchual nhi laga sakte ky
@@technicalravi__ sir muchual me kon si date Dale confirmation date bale option me plz bataye
Jaha tak mujhe knowledge hai..
Abhi aap nahi lga sakte...
Fir bhi aap dealing Clark se contact kar sakte hai ..unse bhi jankari le sakte ho...
@@technicalravi__ sir training hone ke bad bali date laga sakte h ky
Date of confirmation kaha se milega
Sir Ji,
Division office se mil jayega..
Sir maine ek hi Division ke ander me pehle mutual transfer kerwaya hu. To Idmt Idt Irmt ...is option me kya hoga. Ab NR se ECR me Jana chata hu
Sir Ji,
Apne pahle kab mutual Kiya tha ??
16 Feb 2018 .prg to pbh Aden. Lko Mandal
Hello bro rrc group d me Lucknow junction Mila hai change Kara ke Varanasi aana hai kab ho paega aisa joining ke samaya ho sakta hai ? Ya kab jaldi ho paega plzz reply .
Sir Ji,
Abhi joining par nahi ho payega...
Bad me transfer lga sakte ho...
Group d me mera tranning nhi hota h to koon si date dale
Sir Ji,
Mere khyal se ....
Training group D me bhi hoti hai.... Railway ke konse department me ho aap....??
25 may 2023 ko group d join kiye h to kitne dino me mutual apply kr skte h sir ji ???
Sir Ji,
Mere hisab se Mutual ke liye Service ki koi condition nahi hai.....
Sir mutual transfer kab laga sakte hain mera station allot ho gaya hai or pf number bhi mil gaya hai or jissw mutual karane chahte hai uska bhi pf number mil gaya hai but uska abhi training complete nahi hua hai kya apply kr sakte hain please reply 😢😢
Sir Ji,
Thoda wait kar lijiye....
Uski training complete ho jane dijiye...
Bina NPS number ke Mutual transfer nhi hoga kya
Ek mahina hua h joining ho k
PF number ki jagah employee number ke Raha h
Mera abhi tk pran or pf number nhi aaya h. Btao phir me kse kru
Sir Ji,
Or wait kar lijiye...
Join karne ke kitne samay baad mutual transfer apply kar sakte ha
Sir Ji,
Jaha tak mujhe knowledge hai..
Probation period pura hone ke bad hi aap apply kar sakte ho......
Fir bhi aap eske liye dealing Clark se contact kar lijiye....
Sir mera medical A3 hai tm4 me kya mai pointsman k sath mutual kar skta hu??? Plzz reply
Sir Ji,
1) Apka Grade pay/ Pay Level kitna hai??
2) Or Pointsman ki medical category kya hai??
@@technicalravi__ sir mera medical A3 hai aur grade pay 1800 plzz reply sir
Pointsman ki medical category or grade pay/level kya hai??
Thank alot..👍👍
🙏🙏🙏🙏
Sir
Present address section me agar permanent address hai to chalega Kya
Sir/ma'am..
Chal sakta hai...😛
Sir , mere id pr IRHRMS ESS ka option nahi aa rha hai
Sir Ji,
Usko change kar diya hai....
Sir mutual ke liye ye category bhi matter krti h kya
Sir Ji,
Category matter karti hai....
Aap jo bol rahe ho ki direct RRB wale ki category matter nahi karti hai..
Eske liye apke pass koi circular/rule hai.....jisme ye likha ho...ki category matter nahi karti hai...
Sir mene pehle mutual transfer kiya hai 3 saal pehle to other division se tobiya usko kahi par show karna padega kya where availed m
Sir Ji,
3 year to nahi lagta hai.....
Kafi time ho gyaa hai...
Sayad apki application reject to nahi kar di ...
Etna time bittne ke bad to mere khyal se Mt show Karo...
Ab vo jo data change hone vali problem shi ho gyi kya hrms se mutual lagane ki
Sir Ji,
Ho gai hai....
Sir
Date of confirmation me joining date nhi daal sakte aisa aisa Bata rha hai
To konsi date dalni padegi
Sir/ma'am..
Joining hone ke baad 2 year ka probation period hota hai..wo jis din pura ho jata hai usko date of confirmation bolte hai.....
Sir line /unit division m konsa division aayega jaha par ab posting h ye ya jaha par pehli posting Hui thi wo aayega .
Sir please help me🙏🙏🙏
Sir Ji,
Jaha par ab posting hai...
Bro muje apse bat karni h apne lga diya kya transfer
Sir dono ko form barna padta h ya kisi ek ko
Sir Ji,
Mujhe bhi Esme doubt hai..
Aap ek baar dealing Clark se bhi pta kar lijiye......
Sir mutual transfer me na to confirmation date le rha h or na hi gradpe dhika rha h
Sir Ji,
Aap eske liye ek baar dealing Clark se contact kar lijiye.....
Sir muze junior clerk me mutual karana hai meri training abhi nahi huyi hai to kya mera mutual ho skata hai
Sir Ji,
Bina training to muskil hai...
Aap ek baar dealing Clark se bhi es bare me baat kar lijiye...
@@technicalravi__ hame 5-6 mahine bad training par bhejenge abhi direct joining Diya hua hai office me to kya mai mutual transfer apply nahi kar sakta kya?
Sir mujhse eak galti ho gaya hai irmt, imt, idmt, idmt wale option me galti se maine NO bhar dya hai jabki YES hona chahiyea tha kyuki maine pahle eak baar mutual transfar pahle karwaya hai, mai bahut tenson me hu mera form reject to nhi karega na please bataiyea sir
Sir Ji,
apke office walo ko pta chal jayega to wo reject bhi kar sakte hai....
@@technicalravi__ to kya kre sir kuchh samjh me nhi aa raha hai
Ya to aap office me bolkar reject karva lo...... reject hone ke baad aap fir se apply kar dena......
Sir mutual karte samay photo or sign select kartr samay unable to due to denied permission bata raha hai kya karu sirvmein😢😢
Sir Ji,
Fir se try kar lijiye...
Sir community same hona chahiye ya fir nahi please bataiye sir
Sir Ji,
M apko jankari ke liye bta du...
Mutual ke liye..
OBC - OBC or GEN
GEN - GEN or OBC
SC- SC
ST - ST ke sath kar sakte hai..
@@technicalravi__ General sc/st k sath nahi kr sakta kiya bhai
@@technicalravi__ koi bol rehe the all category kar sakta hai bhai
Sir Ji,
Esa nahi hota hai....
ki aap kisi bhi category ke sath mutual kar sakte ho....
mutual transfer ke liye alg se circular nikla huaa aap Google par search kar lijiye..app us circular ko read kar lijiye....
Bhai agar dono candidate direct RRB se select hue hn to category matter nhi krti h
Koi bhi ho chalega
Basic seniority form fill karna padega???
Sir Ji,
Maine video me bataya to hai..
@@technicalravi__ji
Yeh form kaha se Milega ?
KISK pass submit karna hai .
Kis ke pass submit kare please bataye
Bhai kitne din me mutual final ho jata hai max to max
Sir Ji,
Ye kahna muskil hai....fir bhi aap maximum 6 months man sakte ho..
TRACKMAN GRADE IV Ka Dealing clerk kaha baithta hai.
Sir Ji,
Dealing Clark division office me baithte hai.....or es bare me aapke sath Kam karne Wale kisi sathi se bhi aap puchh sakte hai..
@@technicalravi__ koi sathi nahi bata pata hai.
Koi bolta hai.
ADEN office
Koi bolta hai SSE office
ADEN office me milega..
@@technicalravi__sir maine request jo DC ke pass wo DC change ho gya.
Ab fir se request kaise dal jayega...
Air employees 2 ke photo aur sing upload kiye bina form submit nhi ho rha hai. Plz 2nd employees ka photo kase uplod kre us per ek vedio bnaeye
Sir Ji,
Employee 2 ke photo or sign aap kaise upload kar sakte ho......aap uske bio data me kuchh bhi change nahi kar sakte......
Wo to employee 2 hi apne dealing se karwayega........aap employee 2 ko boliye wo apne aap karwayega....
But jab submit kr rhe hain to employee 2 ki photo aur signature upload ke liye bol raha hai...
Sir Ji,
Kar dijiye upload...
@@technicalravi__ but click here pe press krte hain employee 2 ka to khul hi nhi rha hai
On boarding Access not 🚫 allowed .
Aisa error aa raha hai. Kya karna hoga ????
New joining pointsman .
Salary aane ki hai .
Mutual karna hai jaldi se jaldi
Sir Ji,
On boarding access dealing Clark ke liye hai......
Mere on boarding access not allowed aata hai....
@@technicalravi__ thanks sir ji..DC se baat kar ke open ho gaya . please guide kare Mutual transfer ke liye .
Basic Seniority form fill karna padega?
Kya Sar mutual transfer mein medical category ek hi chahie
Sir Ji,
Aap jis post par mutual Transfer ja rahe ho uski medical category full fil honi chahiye......ya fir usse higher medical category hai wo bhi chalegi..
Sir jaa post ka prohibition me mutual transfer hota h
Sir Ji.....
Mutual ke liye service ki koi condition nahi di hai hai.......
All doubts cleared. Thanks a lot bhai🙏🙏
🙏🙏🙏🙏
@@technicalravi__nps abhi nahi liye h
Pf number nahi h
Employee id h
Mutual laga sakta hu
Sir Ji,
Jaha tak mujhe knowledge hai....
Mutual me esi koi condition to nahi hai..
Fir bhi aap es sambndh me ek baar dealing Clark/Jo Clark transfer ka kam dekhta hai, se bhi puchh lijiye....
Hrms se mutual me kitna samay lag jata hai
Sir Ji,
Time to lagta hai...
Koi timeline nahi hai eski process ki......
Dono logo ko form fill karna padega na ?
Aur operating se engineering dept me jana ho tab bhi yahi process rahegi na .?
Sir Ji,
Mutual Transfer ki process to same hi hai...
@@technicalravi__ dono बंदों को same process karna rahega na ??
सर मैं रेलवे में ट्रैक मेंटेनर हू ।
तो मेरे सुपरवाइजर में क्या भरना है
SSE का नाम या JE का नाम या MATE का नाम
Please reply 🙏
Sir Ji,
Jab aap HRMS me login ho jate ho to waha par niche kiska name aata hai.....??
Initial grade pay blank h kisse contact kru
Sir Ji,
Dealing Clark se contact kar lijiye..
Jldi update ho jayega....
@@technicalravi__ok thank brother
🙏🙏🙏🙏
mera category ews hai to mai kis category se mutual kr skta hu ????
Sir Ji,
EWS ke sambndh me alg se koi guideline to nahi hai....
Eske liye Aap ek baar dealing Clark se pta kar lijiye .....
Mere gp 1900 hai lekin 1800 bata raha hai.. kaise thik karu... Ya aise hi form laga du
Sir Ji,
Ese submit mt kijiye....
Bad me apko dikkat ho sakti hai...
Esliye aap Dealing Clark se usko pahle thikk karwaiye.....
Jab thikk ho jaye tabhi application submit kijiye......
Kya JAA ke sath Accounts clerk ka mutual ho sakta hai?
Sir Ji,
Dono ki medical category same hai??
JAA full form??
@@technicalravi__ Junior Account Assistant
@@technicalravi__ Yes medical category same hai 👍🏾
Category bhi match karni chahiye...
Jaise....
GEN - GEN, OBC
OBC - OBC, GEN
ST - ST
SC - SC
Bilkul nhi hoga bhai
Dear sir, Is it possible that sr.cctc can be mutual transferred to sr. Clerk ?
Because grade pay and level(5) both are same 🙏
Sir Ji,
Kya dono ki medical category same hai??
@@technicalravi__medical standard same hoga toh mutual ho jayega?
Aap achha bole
🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Online mutual m kitna time lagta h spare hone m
Sir Ji,
Ab ye kahna to muskil hai....
Kyuki ye depend karta hai officers par ki wo kitna jldi karte hai....
fir bhi 3 to 6 months lag hi sakte hai....
mutual transfer ke liye ky ky chahiye ???
Sir Ji,
Kya kya chahiye mtlb..??
@@technicalravi__ jr clerk k sath direct recruit sr clerk k mutual ho sakta hai kya?
Sir Ji,
Same grade pay hona chahiye....
Bhai HRMS mutual hone mai kitna time lag jata hai
Sir Ji,
Eska time fix nahi hai......
Ab kitne din me ho jayega ye kahna muskil hai.......
Hello sir.. mera last week joining hua hai ntpc me ek division me, mai dusra ek division shift hona chahta hoon. Mutual ke liye ek candidate bhi mil gaya..
Mai kitne dino baad ye application kar shakta hoon?
Training period khatam hone ke baad hi kya?
PLEASE REPLY SIR..
THANK YOU
Sir Ji,
Jaha tak mujhe knowledge hai......
Training complete hone ke baad apply kar sakte ho.....
Kya apki HRMS I'd bn gai hai??
Tm4 मे म्यूचुअल लगाने मे कन्फरमेशन डेट मे क्या भरा जाएगा प्लीज कोई बताए
Sir Ji,
Probation period jis din pura ho jata hai......wahi date of confirmation hoti hai....
Mere pass abhi pf no h
Nps nhi bna h
Sir Ji,
Apka appointment konsi year me huaa tha??
@@technicalravi__ abhi hua h 2023
Initial grade pay show nhi kr rha h mere
To fir PF Number kaha se mil Gaya apko......
Employee number Mila hoga apko......
Abhi apka initial grade add nahi Kiya hoga.... dealing Clark ne....
@@technicalravi__ Ha sir ye
Ye nps ke baad. Hota h kya initial grade pe update
RRC ka RRB ke sath ho jayega mutual...?
Sir Ji,
Esse koi fark nahi padta hai... mutual Transfer par....
@@technicalravi__ tnx
Ek baar mutual ke baad dusra mutual kb kr sakte h
Sir Ji,
Km se km 2 year ke bad...
Bhai photo or signature ka size kya hona chahiye 🙏🏻
Sir Ji,
Maine video me bataya to hai...
I think 20 Kb honi chahiye...
Kyuki ye video banaye kafi time ho gaya hai.... l
@@technicalravi__ thank you
Mutual lagane ke bad jab promotion ho jata hai to kya hoga punsah
Sir Ji,
Jab aap mutual ke liye application submit karte ho us time jo apki Rank hoti hai , mutual ho jane ke bad wahi rank mani jayegi......... application submit karne ke baad bhale hi apka kitne bhi bdi post par promotion ho gaya ho ......
Sar main lean unit ki vajah se abhi tak SPOUSE ground form apply nahin kiya hun Kya Karun sar apply Kar Do Ya Kuchh Dinon ka aur Intezar karo please Sar Kuchh sujhav dijiye
Sir Ji,
Jaha par apki Parent posting hai...
Wahi se apka Spouse Ground transfer apply karna hai...
Sir ji on rikvest or mutchal transfer dono sath me lga sakte h kya
Sir Ap rpf me ho
Sir Ji,
Apko kaise lga?..rpf me hun....
@@technicalravi__ sir apka mataul transfer Bala vedio dekha tha. 😊
@@technicalravi__ hm bhi bhopal RPF me hai
Sir,
Bhopal me kaha par posting hai?
@@technicalravi__ sr dsc office me
Sir mera initial grade and post show nhi kar raha h plz help
Sir Ji,
Apke Dealing Clark se contact kijiye.....
Apko Jo bhi kuchh Update karwana hai ..uske liye apko dealing Clark se sampark kijiye...
@@technicalravi__ sir kya initial post or grade khud se update nhi kr skte
Hua show bhai
Sir Ji,
Initial Station, basic pay, department, designation, pay scale, section ...ye change karne ke liye aap online request dal sakte ho...
@@formthirteen8268 sir meri file se.dom sir k pas one month se pending h age nhi bada rhe kya kar skte h kuch bta dijiye sir
Obc ka general category से mutual ho जाएगा kya
Sir Ji,
Ho jayega.....
Iske liye PF no bhi lagta hai kya
Mutual transfer ke liye
Sir Ji,
Mere khyal se to jarurat nahi hai....
Fir bhi aap ek baar dealing Clark se bhi puchh lijiye....
@@technicalravi__ dealing clerk kha milega mtlb kha jana parega
Division office me baithte hai....
Sir joining ke bad PF number kitne din mein aata hai...
Sir Ji,
NPS number milta hai....
Or Employee number milte hai....
NpS number aane me to time lagta hai....2 se 3 months..
Grade pay 1800 hai bhai or mera (Obc)medical A3 hai or mutual partner (Gen) ka medical B2 hai kya humara mutual ho payega please clear as soon as possible ????
Sir Ji,
Grade pay dono ka same hai??
@@technicalravi__ haan hai bss medical alag alag hai dono level 1 me hi hain 🤗
Jaha tak mujhe knowledge hai..
Medical category bhi same honi chahiye......
Fir bhi aap ek baar dealing Clark se bhi baat kar lijiye.....ki wo kya bolte hai es sambndh me...
Fir hme bhi bataiyega...
sir LP ke sath ALP ka mutual ho raha hai ki nahin...
Sir Ji,
Apki same Rank honi chahiye....jiske sath aap mutual Transfer kar rahe ho......
Fir bhi aap ek baar apke dealing Clark se bhi pta kar lena.....
Sir questions me mera 10th +iti tha bt mistake se only 10th likha gya sir kya request rejected ho jayega please sir reply 🙏 😢 😞
Sir Ji,
Maine video me bataya hai....
Ki application submit karne ke baad kaha par aap uska status check kar sakte ho.....aap ek baar us status wale option par jakar check kijiye..ki waha par cancel application ya fir reject ka option aa raha hai ya nahi...
2) Apki application submit hone ke baad incharge/supervisor ki HRMS I'd par chali gai hai ...yadi aap unse ye problem bta do to wo waha se reject kar sakte hai.....
3) Yadi apka incharge/supervisor reject karne se mna kar deta hai to.. Fir aap ek baar HRMS helpline number par contact kar lena....ho sakta waha se kuchh achchi jankari mil jaye...
भाई इसमे NOC भी बनाना पड़ता है क्या?? यदि हा तो कैसे?? 😢
Sir Ji,
NOC ke liye kon bol raha hai......??
Transfer ka liya ek hi grade hona chahiye
Sir Ji,
Mutual Transfer me Same grade/rank hi hona chahiye....
@@technicalravi__ sir grade or post same hai dono rrb se hain grade 2 hai bt category ka koi prblm to nhi hoga na?ek gen hai ek SC HE BTAO SIR
Sir Ji,
SC ka GEN ke sath mutual nahi hota hai.....OBC ka GEN ke sath ho jata hai....
@@technicalravi__ ok sir😔😔😔
SC का obc से Mutual हो जाता है क्या