Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh ماشاء اللّٰه میں نے بناکر دیکھے بہت زیادہ مزیدار بنے وہ بھی بنا اؤون کے % بہترین طریقہ ہے آپکا اللّٰه رب العزت آپکو جزاۓ خیر عطا فرمائے آمین 😊
Assalamualaikum. Thanks a lot for your tasty recipes. I have tried it at home and really it was too yummy. We finished it all within 2days .Allah bless you forever. Ameen Sumameen.🌹🌹🌹
Assalaamalikum wrwb.. Mai ne root banaye Mashaaallah bahot hi zabardust bane taste bhi lajawb 👌👌thank you for sharing..ek raway ke bhi root banaye jate hai jo ke tawa per bante hai wo bhi bahot achche hote uski recipe share kijiye plz...
Assalamu Alaikum Baji bilkul humare nani dadi ke method me hi aapne banaye ho . Hum bhi isi tarha banate hai magar humare yaha bakery me amonia nahi mil raha hai pichle 7- 8 saalo se dhundh rahe hai. Kya amonia online milta hai?? Plz bataye
Assalamalecum jazakallah khair aapke tamam videos aur lazeez pakwan la kya aap normal chocolate cake batha sakthe cold nahi normal air chocolate pastry
My rot banai bakery style k jo ap batae wohi aame procedure se ... test la jawab tha sirf kia huwa mere sath rot sabit nikal na pae tokde huwe ... kyun aisa huwa oven me banai thi my
Sirf pisi Shakar dalenge to aata bahot jald patla hojata hai aur roat phail jate hsin aur agar sirf moti sugar use karenge to aata bahut tight hota hai..Mawa ki jagah condensed milk lijiye but sugar thodi Kam daliye
aap ka bataya hua jaggery ka itna mufeed hai ke bayaan nahi ho sakta Lekin haqeeqat ye hai ke aap ke viewers is ILM se waqif nahi agar hote to pata chalta yahan pe mujhe pooch na ye ke maine 2 3 videos me dekha hai ke wo kadhai me roat fry kar ke bataye hai mujhe aap is ka reply zaroor dijiye abhi jo aap ki is recipe poori follow karna hai aur kadhaai me talna hai aap bata dijiye ye aisa kar sakte ya nahi
🌹🌹Asslam alaikum Saba baji Mashalla bahot laziz Aur easy hai roat ki recipi jazkallha baji for sharing allha aapko khush 😀Rakhe Aur khub tarakki De aamin sumaamin 🌹🌹💖Allha Hafiz 💖👍
Bahut tasty and crispy roat lag rahe hain😋... MashaAllah
Mashallha mashallha Saba sister very nice 😋
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
ماشاء اللّٰه
میں نے بناکر دیکھے بہت زیادہ مزیدار بنے وہ بھی بنا اؤون کے
% بہترین طریقہ ہے آپکا
اللّٰه رب العزت آپکو جزاۓ خیر عطا فرمائے آمین 😊
Aamin..jazakallah khair..stay connected
Assalamualaikum. Thanks a lot for your tasty recipes. I have tried it at home and really it was too yummy. We finished it all within 2days .Allah bless you forever. Ameen Sumameen.🌹🌹🌹
Asw baji roat bahut ashe bane hi 🌹🌹🌹
Assalam o alahkum massaallah bahut acha banaya looks delicious Naya saal Mubarak ho
Mashallah saba ji ek dum first class 👏👏👏
Today I tried this babkery roat they came out really tasety
Subhan Allah
Assalaamalikum wrwb..
Mai ne root banaye Mashaaallah bahot hi zabardust bane taste bhi lajawb 👌👌thank you for sharing..ek raway ke bhi root banaye jate hai jo ke tawa per bante hai wo bhi bahot achche hote uski recipe share kijiye plz...
Inshallah. Zaroor
Mam Mai saudi Arabia ma hu our aap ke sari videos dakti ho thank you so much.
Your recipes are very tasty ,I have tried few especially Gujia turned out awesome
MashAllah may Allah bless you Saba ji... You are too good
assalam alekum saba ji.masha allah.aap bahut achi cook hai.aap se bahut achey recepies sikhne ku miltey hai.jazaka allah.
Mashaallah yum 😋
Masha'Allah fantastic recipe
Great
Saba.is this a traditional recipe?....or is your variation?
Thanks for sharing recipe mam Allah bless you
Mashaallah very nice recipe
Assalamualikum bht useful recipes hai apke jazakallahu khair
Aamuniya ky hota hai
Assalamualaikum Alhumdulila Mai rote banayi Masha Allah bhut ache bane I wish I send u pic... Thanks a lot
Aslkm sabaji perfect and tasty recipe 👍❤
Assalamu Alaikum
Baji bilkul humare nani dadi ke method me hi aapne banaye ho . Hum bhi isi tarha banate hai magar humare yaha bakery me amonia nahi mil raha hai pichle 7- 8 saalo se dhundh rahe hai. Kya amonia online milta hai??
Plz bataye
Assalamalaikum mai aap ke har ek videos dekhty hoo i love cooking mujhe cooking karna bahoth pasand nd i love your channel 👍👍👍👍👍🙂
Aap ne dum ke Roat mein powder sugar pesne ke baad measure kiya hai ya pehle kiya hai.
Plz reply mujhe abhi banana hai.
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu.Roat soft baney toh kya karna chahiye? Crispy bananey ke liye kya karna chahiye?
Low heat par senkiye kadak hojayege
Assalamalecum jazakallah khair aapke tamam videos aur lazeez pakwan la kya aap normal chocolate cake batha sakthe cold nahi normal air chocolate pastry
Plzz bakery style dilpasand recipe plzzzz
Verry verry nice mam thank you so mujh
Ur recepies are awesome.. A delight to 👅
Ammonia means
Bakery style rot main khoya nahi dala jata kia aur agr dalna ho tou kitna dalain aur coconut skip krskty hain kia
Cooker me kaise sekhna
Brown sugar se bna skti hu ji?
Supeeerrbbb Upload 😋😋😋😊😊👌👌👌👌
Kya hum isse cooker may bake karsaktey hai plz reply
Yes.cooker wala method gud ke roat ke vid se dekh lijiye
Thanks
Nice
Agar khowa na Daley kar bana sakte hai
Jawab de
Thanks mam
Wow zabardast
Anda skip kar sakte hai kya please bataiye
Yes skip karsakte
@@sabasbestclasses5470 yahi khas baat hai apki ki aap recipe chahe kitni bhi purani ho reply zarur karti hai
Jazakallah khair amin
Aslamualakum roat Mai egg ka besand ismal nhi ateee Kya plzz tell me ???
Thanks Saba ji
Sugar ki quantity kitna mam?
Maine try Kiya tha zabardast bane the sab fan ho gaye, but Maine aate se banaye the
Thanks for sharing recepie
Ass salam alikum saba Baji please sugar k chongay ke recipe seekha na
Assalam Walekum aap ki recipe Mujhe pasand aayi main aapke Nahin subscriber
Ammonia Kise Kahate Hain bataen please
My rot banai bakery style k jo ap batae wohi aame procedure se ... test la jawab tha sirf kia huwa mere sath rot sabit nikal na pae tokde huwe ... kyun aisa huwa oven me banai thi my
9:00 Dog barks🦮🐕10:00
Amoniya kya hota h... Medam ji
Very nice
Assalamu aiakum very nice recipe mashallah👌👌👌👌👌👌👌❤️❤️❤️❤️❤️
Ammonia kya chiz he
Can we avoid coconut
Mam 1cup mera 240ml ka usi se measure karo mai
Asw baji sugar 2 taip ki lane ki waja kya hi please Ripley khoya ki laga kya leskhte please please answer thank you
Sirf pisi Shakar dalenge to aata bahot jald patla hojata hai aur roat phail jate hsin aur agar sirf moti sugar use karenge to aata bahut tight hota hai..Mawa ki jagah condensed milk lijiye but sugar thodi Kam daliye
Thank you baji for reply one more question condensed milk ki jaga milk powder le sakte hai
Thanks for sharing keep goin👍👍
assalamu alaikum Kya aap gudh ke roat ki recepi Bata sakte hai
Gud ke roat already uploaded
Assalamwalikum, can we add milk powder instead of khowa
Yes
What is Ammonia??
Can we use regular gihu ka atta instead of maida??
Yes
Kya hum anda avoid kar sakte kya
Yes
Masha Allah .baji 5 kilo roat ka bhi tariqa bataiye please
Assalamu walaikum Saba Ammonia mujhe nahi mil raha hai khahan milenga please confirm
Bakery par milega
classes jazzak Allahu khair
Thank you
Ammonia kya chiz hai please confirm
Bakery par milta hai jo biscuits mein use Kiya jata hai
Please AP ki voice clear nai arii video... plz loudly boliye
Khova na ho to?
Condesed milk
saba's best classes jazak Allah
اسلام علیکم سسٹر ہمیں بیف حلیم سکھاو شکریہ
Thank you so much man
As per video Madam please do corrections in the description box👆( ingredients)
Preheat k liye oven ko kitna digree lagakar preheat karna chahiye preheat timing oven k bhi discrimination box me mention kijiye
70th like sis...spr..m
Assalamu alaikum Ma'am... Where can we buy ammonia from?
From bakery
@@sabasbestclasses5470 Thanks Ma'am🙂
Ma'am assalaamalaikum ammonia kahan se milega
Bakery mein
Asslam alaikum baji anda dalna zarori hai ye anda mere Ghar me koi nahi khata
You can skip egg
@@sabasbestclasses5470 thanks reply
🤩😍
Pisi chini aur akhi chini dono dalna hai
Yes
Ammonia kiya hai reply kary
Bakery ke items mein use hota hai bareek namak jaisa hota hai
Tasty traditional recipe 👍👍👍👍👌👌👌😃😃😃😃
Aunty mai Banai exact measurement sai but 4 roat Rakhi try mai to 1 roat bana pura Phail gaya esa q hua?
Ghee zyada hogya ya doodh ya Pani. Tino mein se koi ek AAP ismein aata milalijiye
@@sabasbestclasses5470 doodh to aap se bhi kam use kari mai pani to ni li ghee bhi aap ke hi utna li phail q Gaye aunty taste to zabadast tha
Furut la mitha asaa bathao na
Asalaam alaikum,
Mam i follow all instructions but my roat not turn out like your,
aap ka bataya hua jaggery ka itna mufeed hai ke bayaan nahi ho sakta Lekin haqeeqat ye hai ke aap ke viewers is ILM se waqif nahi agar hote to pata chalta yahan pe mujhe pooch na ye ke maine 2 3 videos me dekha hai ke wo kadhai me roat fry kar ke bataye hai mujhe aap is ka reply zaroor dijiye abhi jo aap ki is recipe poori follow karna hai aur kadhaai me talna hai aap bata dijiye ye aisa kar sakte ya nahi
Kadhai mein roat narm hojate hain ..aaage aapki marzi
Reply please
Same measurement sai hi banai mai banaye baat dough phail gaya mera time waist hua
AAP ne aata patla lar diyahoga Pani ya doodh zyda dal kar
Nahi same measurement use kare mai aap hi ki tarha
Where we can get ammonia on medical store or some where else