Window Designs 2023 | Design Kaise Chune ?

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 20 окт 2024
  • Window ka design final krne se pehle iss video ko jaroor dekhe. Iss video me bataya gya hai ki window ka design location or space dekhkr kaise select kre. Video ko dhyaan se dekhe or samjhe, isme aapka he faayeda hai.
    Website = ndssteel.com/
    Contact Detail :-
    Danish = 7078233525
    Email ID = NDSsteels@gmail.com
    Address = Opposite Dayawati Modern Inter College, Malhipur Road, Saharanpur 247001, Uttar Pradesh, INDIA
    japani chokhat price
    japani chaukhat
    japani chokhat
    japani chadar ki chokhat
    steel chokhat
    japani sheet door frame

Комментарии • 9

  • @sonuhooda6785
    @sonuhooda6785 5 месяцев назад

    Informative 🙂

  • @neetavadgama845
    @neetavadgama845 7 месяцев назад

    Mujeto badi pasnd he

    • @NDSSteel
      @NDSSteel  7 месяцев назад

      Konsa design pasand aaya aapko ?

  • @DrAbhilashSharma
    @DrAbhilashSharma 7 месяцев назад

    Window frame ki grill kya normal SS steel ki jagah MS steel me bhi banai ja sakti h?

    • @NDSSteel
      @NDSSteel  7 месяцев назад

      Je haan, mgr SS Steel ka use window me khoobsurti or security purpose k liye kiya jata hai. MS steel se aap window ka security purpose to pura kr sakte ho mgr khoosurti SS Steel se he aati hai naaki MS Steel se.
      Humne kuch orders me aisa kiya hai mgr wo hamay accha nhi lga

  • @DrAbhilashSharma
    @DrAbhilashSharma 7 месяцев назад

    Ye frame only white paint m hi sate h? Kya japani GI me black powder coated paint bhi ho sakta h?

    • @NDSSteel
      @NDSSteel  7 месяцев назад

      GI or PPGI (Japani Sheet) dono pe powder coating ho jati hai, but its increase their cost approx 20%

    • @NDSSteel
      @NDSSteel  5 месяцев назад

      Hamare ghar me jo plaster hota hai hai wo naturally grey hota, fir baadme uske uper hum apna mun chaha paint ya texture krwa letw hai.
      Theek ishi trah Japani sheet / PGGI sheet ka white colour sirf uska base colour hai, baadme aap uspr koe bhi colour ya wooden texture nikalwa sakte hai jisse wo same to same dekhne me lakdi ki chokhat lgti hai.