12v ki ek led plat h jisme total 168 smd led lgi hui h... Battery se direct jlane se kaphi heat ho rhi or khrab hone ka khtra h.... Please uske liye ek sahi value ka resistance btao... Jisme rosni bhi achhi rhe or streep bhi seaf ho
Sir ap ny sary volt k led bulb check kiye hain humaen perfect likh k dy sakty hain k kon sy led bulb k liye konsa resistor best rahy ga full roshni k liye plz sir
Thanks for this Video but will you please guide us that How can we make any Tyre Inflator Air pump DC 7.4V to 12V Car/Bike battery Alternative. I mean we want to run Inflator with 12volt cliper Battery. Is it possible with resistance.
Sir ji namaskar ji sir ji agar three volt ke L E D agar 12 volt battery per10-15-20 -25 jlaani ho to iis ko kyse banae or kon say no ka rajestens lagae ji yeh muje batae ji Thanks ji 🙏
Sir agar 5 watt ,220v ac supply jaisa brightest light chahe aprox 6 hours tak to konsa volt ,ampere-hour battery lenge , aur led ka volt ampere kaisa le ? Please reply
3.7 volt ki Lithium battery k saath 4v DC led strip (1 feet - 23 led) laga raha hu to led strip jaldi heat pakad rahi hai. kya resistance se heat ruk jayegi? kaun sa resistance lagana chahiye?
Hi brother I am Pakistan brother 12volt pe 5mm ki 4 led green red yellow blue lagani he ma ne to kn c resistor lgao or kitni resistor lago please reply me
volt led ko 5 volt se chalane ke liye 100 omh ka resistance chahiye 3 volt ko 12 volt se chalane ke liye 1k se 1 .5 volt ka resistance 3 volt ko 220 AC supply se jalane ke liye 200k se 220 ke omh ka resistance use karna hai
Nahi, sirf 1 kΩ resistor ka istamaal karke aap 12V ko 5V mein convert nahi kar sakte. Iska reason yeh hai ki voltage drop sirf resistance par nahi, balki current ki value par bhi depend karta hai. Voltage drop across a resistor follow karta hai Ohm’s Law ko: V=I×RV = I \times RV=I×R Agar current constant nahi hai, toh aapko consistent 5V nahi milega. Resistors sirf current limiting ke liye kaam karte hain, voltage regulation ke liye nahi. Proper Solution: Aapko 12V se 5V lene ke liye ek voltage regulator ka istamaal karna hoga, jaise: LM7805 Voltage Regulator: Yeh 12V input le kar stable 5V output deta hai. Aapko capacitors bhi lagane padenge stability ke liye. Buck Converter (DC-DC Step-Down Converter): Yeh ek efficient option hai jo voltage ko step-down karta hai with minimal power loss. Voltage Divider (Optional for Low Current Applications): Agar current bohot low required hai (e.g., sensors ke liye), toh aap 1 kΩ aur 2 kΩ resistors ke combination ka use kar ke voltage divider bana sakte hain: Vout=R2R1+R2×VinV_{out} = \frac{R_2}{R_1 + R_2} \times V_{in}Vout=R1+R2R2×Vin Example: R1 = 1 kΩ, R2 = 2 kΩ, Vin = 12V → Vout = 4V (approx).
Bhai kitne wat ka register Laga hai vah kaise calculate Karen jaise ki kahin per quarter wat kahin per half wat kahin per 1watt register lagega vah pata kaise karen
Sir aapake video bahot hi achhe hote he or aasani se samaj me ate he
Thank you Bhai 💐🌹❤️👍
Booohht hi zabardast tareeqa hy apka samjhany ka or mery ap teacher hyn main ny boooht kuch apsy seekha
Thank you Bhai
NO. 1 - APKI VIDEO ME PRECTICAL KNOWLEDGE HAI ❤️ SUPER
VERY VERY GOOD 👍 😊
Thank you Bhai 🌻♥️🌷👍
Very very very very very very very very very very very good 👌 Good 👌 Good 👌. Thank you
Thank you Bhai 🌻🌹🥀👍
BAHOT ACHHE SE NIBHAYA HAI 🌹
राज भाई ,आपके सभी विडिओ मे आप बहुत ही अच्छेसे समझाते हैं ।हम लोगों को काफी सिखने को मिला हैं
Thank you Bhai 🌻🌹❤️👍
शानदार व्हिडिओ बनाया।
Thank you Bhai ❤️🌹🌻👍
Sir ap ka video dakhny k bad koi sawal poochny ko rehta hi nai kyu k bht asan lafzon ma ap samjhaty ho
Ye heat hota hai
Thanks sir aapane practical karke dikhaya 🙏🙏🙏
Thank you Bhai ♥️🥀👍
Bhai 🎉👍 badiya
Thank you Bhai ❤️👍
I love you sir aap bahut achhi tarah se samjhate hai
Thank you Bhai ❤️🌹🌻👍
What is the resistance of the resistor. Thank you in advance.
Good information thanks...
Ok bhai 👍
First youtuber who telling give me dislike
Excellent sir 🙏🙏🙏❣️❣️❣️
Carry on bhai 👍 nice information 👍
Thank you Bhai ❤️🌹🌻👍
Nice 👍🏻👍🏻 🇮🇳 Kuki 19|09|2022
Thank you Bhai 🔥❤️👍
Hii;sir;very;nise love❤❤;sir🌞
Thank you Bhai price batane ke liye
❤ شاہ باش جوان
Nice video sir
Thank you Bhai 🔥💐🌹❤️👍
Kya ye resister plus line par Laga saktay Hein?
Ha Bhai laga sakte ho
Good information sir very very good
Thank you Bhai q
12v ki ek led plat h jisme total 168 smd led lgi hui h... Battery se direct jlane se kaphi heat ho rhi or khrab hone ka khtra h.... Please uske liye ek sahi value ka resistance btao... Jisme rosni bhi achhi rhe or streep bhi seaf ho
12 v battery se jodo........Maine 19v se joda to 2-4 smd kharab ho gayi 143 me se ............ 🙂
Nice video bhaiya
Thank you Bhai ❤️🌻🌹👍
v nice
Thank you bhai
12volt se opret karni hai dono main se sahi konsa rahega plz reply
Jay Hind is resistance r ke madhyam se ham DC motor ka voltage regulate kar sakte
Ha bhai par kam se kam 1 watt resistance use karna padega
@@TechnicalJugaadHindi shukriya shukriya
5volt adapter se chalane ke liye konsa ragistance lagega? Plz reply sir
Sirji,yeh ,12v 2 a sekitna led laga sakte hai
In sub led k liye konsa resistor best hai full roshni k liye 12 volt ki batrey k sath
1v=?
2v=
3v=
4v=
5v=
6v=
7v=
8v=
9v=
10v=
👌👌👍
Ok bhai please
Mere pass 6 vdc battery use karke 3.7 cob light glow karana Hain so how much resistance best best.. and without heating
4.7 ohm
@@TechnicalJugaadHindi
Thank you.. i will try..
Thanks bro love 💕 you bro
Sir ap ny sary volt k led bulb check kiye hain humaen perfect likh k dy sakty hain k kon sy led bulb k liye konsa resistor best rahy ga full roshni k liye plz sir
Bhai 3.7v or 5v bateri me koun sa no. Ka Resistence lagayen to roshani bhi badiya ho or lambe samay tak jale .
2.2 ohm
आपका बहुत बहुत आभार जो आपने जल्द जवाब दिया । एक कष्ट और करके यह बताएं कि कियने वाट का होना चाहिए ।
100ohm heating problem ho raha hai 10ohm Laga kya
Thanks for this Video but will you please guide us that How can we make any Tyre Inflator Air pump DC 7.4V to 12V Car/Bike battery Alternative. I mean we want to run Inflator with 12volt cliper Battery. Is it possible with resistance.
Nice video
Thank you Bhai 🌻🌹❤️👍
Eksath 36 led light ke liye kon sa resistance lgate or kitna lgaye???
Leds are in series or parallel
30w woofer me 3w smd led k lia kitna resistance lagao ?
4.7 ohm
@@TechnicalJugaadHindi thanks for reply
@@TechnicalJugaadHindi or agr me 3w ki 4 smd 30w me lgao to kitni resistance lagy gi sab k sath aak hi laga do series me rhk k ya alag alag
Bhai 3 watt ki led ko 5 volt se kam kar kay 4 volt current dene ke liyay konsa resistor lagay
2.2 ohm
@@TechnicalJugaadHindi bhai mene lagai thi lekin resistor jal gaya
Excellente
Bhai cosmos company ki torch hai 6 volt ki battery hai kitne watt ki LED lagegi Aur konse restance ke sath
3 watt or sath me resistance bhi use karna
@@TechnicalJugaadHindi kitne Watt ka Restance
Battery VOLT realted led jlan ka trika aacha btaya 🔋💡🤔
आपलोग बहोत फेक भिडियो बनाते हो जो पहले इजि काम हतेहै बहोत आछा तरिकासे बताते हो बादमे भिडियो फास्ट करदेते हो ! और आछासे समझता नहि है ! धन्यवाद ,
आप कहना क्या चाहते हो ???
12volt adaptor या 12 volt बैटरी से ये वाला बल्ब बिना Resistor कितना लगाए ताकि fuse ना हो?
Lithium battery mein kon sa lagao plz reply me
Sorry Bhai mai kuchh samjha nahi apka matlab
@@TechnicalJugaadHindi bhai mere paas lithium battery hai 3.7 volt ki osme kon sa resistor lagega or resistor kaha milega plz reply me
12 volt dc led bulb bohot jyada heat hota hai to heat kaam karne ke liye kaun sa resistant lagawu...?
Sar Maan ligye mujhe 3volt ki 4led opret krani hai to series main conect kar dun ya feer her led ke sath resistance lagau
Phir aapko kisi bhi resistance ko lagane ki jarurat nahi hai maine is topic par video bhi bana rakhi hai
Sir register ki value kaise pata Karen is per ek video banaaiye please sar
Ok bhai ❤️👍
Bhai agar is led ko lithium ion battery se jalaye to kon sa resistor lagega
4.7
Ye Led Series me lagasakte hai same resister k sath ?
Kewal 4 ed
😢12v pe 3v led lagane ke liye konsa regster use kre o to batao
Bhai yali led mein 2 lithium battery series mein lagey to kon sa ra resistor lagega bhai reply me
10 ohm
Sir ji namaskar ji sir ji agar three volt ke L E D agar 12 volt battery per10-15-20 -25 jlaani ho to iis ko kyse banae or kon say no ka rajestens lagae ji yeh muje batae ji
Thanks ji 🙏
Bhai is topic par bhi mai bohot jaldi video bana duga aap mere RUclips channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho
Sir ji aap muje abi nahi bata sakte ji please reqvest hai age aap ke iishaa ji
Thanks ji🙏
8 mm rbg led light ko 12 watt se chalane ke liya konsa rajistans lagana chahiye
68 ohm
Sir agar 5 watt ,220v ac supply jaisa brightest light chahe aprox 6 hours tak to konsa volt ,ampere-hour battery lenge , aur led ka volt ampere kaisa le ?
Please reply
Bhai DC 12v ka bulb ata hai market or ups ki battery ati hai aap use use kare
Thanks you
24 volt me 12 volt Led ke liye koun sa resistance Lagega...???
CD 7812 TRANGISTER
Super 👍
Thank you Bhai 🥀🌻💐👍
10,000 mAh 5 volt power Bank से 5 घंटे के लिए कितने वाट की dc LED उपयुक्त होगा ? और एलईडी की वोल्टेज तथा एम्पीयर भी बताएं
white led को 220 volt से जलाने के लिए कितने ohm का resistance लगाना चाहिए ?
220k ohm 1 watt
3.7 volt ki Lithium battery k saath 4v DC led strip (1 feet - 23 led) laga raha hu to led strip jaldi heat pakad rahi hai. kya resistance se heat ruk jayegi? kaun sa resistance lagana chahiye?
2.2 ohm in series
सर, मूजे 32650 lipho4 जो 6aps ki he battrey se 3v yane kisan battrey ki 3v led chalana hai to konsa resistance lagana hoga ?
Good information
Thank you Bhai ❤️🌹🌻👍
6 वोल्ट बैटरी में कितने का रेजिस्टेंस लगेगा
12 volt ki battery na lagake 5 volt ki laga ke 120 ohm ka resistance lagane se bhi same kam karega kya sir.....?
Agar series mein 4 LED Laga de tab 12 volt se chalega ya kharab ho
Ha bhai maine uski bhi video full detail se bana rakhi hai
Sir 4007 diod lagane se kya problem hothahai
Bhai diode ka kam alag bhai aap is light diode kyo lagaoge
TQ 🎉
Bhai 4volt led plate ko 2 lithium battery series mein jalaye to kon kon sa resistance lagega
3 feet 12 Watt led strip k liye kinta resistance de.. kue k 12 volt 5 AMP battery charger se jalayenge
15 LED ke sath Kitna resistance Lagana Padega
15 resistance
Sir agar 12 V ki battery se 2 led 3V ki lagaye to 120 Ω ke kitne rajistant lagane padege
120 oh 2w market me mukta nehi. Dusta upai bataiye please.
Agar charger se chalaye to kaun si resistance lagani hai
Bhai mobile charger ke sath 4.7 ohm ka resistance use kare
Sir 4volt ma ham kitna ohm ka resistance lagai sir
2.2 ohm
Hi brother I am Pakistan brother 12volt pe 5mm ki 4 led green red yellow blue lagani he ma ne to kn c resistor lgao or kitni resistor lago please reply me
Bhai 470 ohm se lekar 68 ohm tak ke bich ka resistance use kar sakte ho kam se kam 2 watt
@@TechnicalJugaadHindi thanks brother ❤️
Resistance ki heat ka solution btaye
AC To dc 230v to 12v 2amp Karna he to Konsa rasistor lagega
volt led ko 5 volt se chalane ke liye 100 omh ka resistance chahiye
3 volt ko 12 volt se chalane ke liye 1k se 1 .5 volt ka resistance
3 volt ko 220 AC supply se jalane ke liye 200k se 220 ke omh ka resistance use karna hai
1 register se kitni led connect kar sakte hai ?
Nahi, sirf 1 kΩ resistor ka istamaal karke aap 12V ko 5V mein convert nahi kar sakte. Iska reason yeh hai ki voltage drop sirf resistance par nahi, balki current ki value par bhi depend karta hai. Voltage drop across a resistor follow karta hai Ohm’s Law ko:
V=I×RV = I \times RV=I×R
Agar current constant nahi hai, toh aapko consistent 5V nahi milega. Resistors sirf current limiting ke liye kaam karte hain, voltage regulation ke liye nahi.
Proper Solution:
Aapko 12V se 5V lene ke liye ek voltage regulator ka istamaal karna hoga, jaise:
LM7805 Voltage Regulator:
Yeh 12V input le kar stable 5V output deta hai.
Aapko capacitors bhi lagane padenge stability ke liye.
Buck Converter (DC-DC Step-Down Converter):
Yeh ek efficient option hai jo voltage ko step-down karta hai with minimal power loss.
Voltage Divider (Optional for Low Current Applications):
Agar current bohot low required hai (e.g., sensors ke liye), toh aap 1 kΩ aur 2 kΩ resistors ke combination ka use kar ke voltage divider bana sakte hain: Vout=R2R1+R2×VinV_{out} = \frac{R_2}{R_1 + R_2} \times V_{in}Vout=R1+R2R2×Vin Example: R1 = 1 kΩ, R2 = 2 kΩ, Vin = 12V → Vout = 4V (approx).
👍👍👍👍
Thank you Bhai 🌻🌹❤️👍
8mm ki 3v ki led ko 5v vale power Bank se use karna hai to konsa resistance sahi rahega roshni b achhi aaye or led heat hoke khrab b na ho pls reply 🙏
Good
Thank you Bhai ❤️🌷♥️👍
im maduranga form sri lanka im waching your videos every day . nice videos but can you tel that resistance number in English while teling hindi
Ok bhai ❤️🌹🌻👍
Dc registance ya ac registance use kre
12 v bettery pe 5 led chal jay gi
Or HR led Ka resister 1 Hoga ya alag ho ga
Is led ka positive or negative kaise pahchane...
Bhai is light dono point par likha rakta hai
@@TechnicalJugaadHindi ok thank you
Agar 3 se 5 volt ka battery ho tou1war me led me kitne om ka registan lagie
2.2 ohm
Ac voltage se chalaye to tareeka kya hoga bhai
Is topic par bhi video ane wali hai bhai
Ok
Bhai kitne wat ka register Laga hai vah kaise calculate Karen jaise ki kahin per quarter wat kahin per half wat kahin per 1watt register lagega vah pata kaise karen
Bhai is topic par bhi mai bohot jaldi full detail se video bana duga
@@TechnicalJugaadHindi yhi mujhe b chahiye bhai video.
Sir 1k ka resistance jyada hota he ya 680 om 750 om ka
@@11prashantrathour10 1k = 1000ohms so 600,700 se jyada hai
आदरणीय गुरुदेव जी सादर नमस्कार
निवेदन है
हमारे पास 3 वोल्ट का बल्ब है और 12 वोल्ट का बैटरी है तो रजिस्टर का सुत्र निकालने बताये
Kisi video me vo bhi bata dege
जी गूरूदेव जी
सुत्र के आधार पर अगर कोई रजिस्टर जल जाये तो हमे भटकने की जरुरत नही होगी हम सूत्र के आधार पर वेल्यु निकाल लेगे
Sir
इतना झंझट करने से बेहत्तर है की ohm's law
Apply करके resistance निकालो 1मिनिट मे
Aapki Bal bilkul sahi hai bhai par sabhi log aap ki tarah pade likhe nahi hote
Bhai kansa compny ka glue gun kitna watt ka best hoga please batao
Bhai mai kai salo se Solderon campany ka glue gun use kar raha hu
@@TechnicalJugaadHindi kitna watt ka
9v k liye konsa resistance lagaye
bro agar car battery ko lagana ho to konsa resistance lagega.. car battery ke amps bahot hote hai na
Bhai aap 12 v ki koi bhi battery use karo chahe phir wo car ki battery ho ya phir inverter ki
For 3watt led you can 4.7 ohm(2watt) resistor.
12v 20w led smd है उसे कौंनसा रेजीसटेन लगाना पडेगा
10 watt 470 ohm
@@TechnicalJugaadHindi thanks
@@TechnicalJugaadHindi 12V20w दो led smd लगाना है
Thanks bro
Ok bhai ❤️🌹🌻👍
bro can we connect 3 watt buttom led light with 5 watt charger it will explore or not?
Bhai mujhe Jada English nahi ati aap apna sawal hindi me kare
@@TechnicalJugaadHindi Woh puch raha hai ki 3 watt LED 5 volt charger se jala sakthe hai kya ?
Sir aap color code ka photo daal de
Ok bhai