Mahabharat Episode 221 || Bhishma's resolve || Part 1 || Pakistani Reaction

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 сен 2024
  • Mahabharat Episode 221 || Bhishma's resolve || Part 1 || Pakistani Reaction

Комментарии • 69

  • @rudranarayansahoo2044
    @rudranarayansahoo2044 3 месяца назад +20

    Pitamaha be like :- ab mujhse koi nhi bch skta yaha, bhagne tk ka mauka nhi dunga ,
    Narayan be like :- lgta h ab inko bhi apna vastvik gyaan, or apni maya s mukt krne ka time aagya h 😂

  • @monalisabiswas9505
    @monalisabiswas9505 3 месяца назад +10

    Yuddh ke 4th day pe Iravan (Arjun aur Ulupi ka beta) ka death huya tha... But iss serial mein Draupadi aur Subhadra ke alawa Arjun ki aur 2 patni aur uske baccho ke baare me nhi dikhaya gaya... Not only Arjun... Baki pandavo ki doosri patniyon ke baare mein bhi nhi dikhaya gaya

  • @Anmol_Singhaniya
    @Anmol_Singhaniya 3 месяца назад +20

    Don't worry lord Krishna on the way🤗❤

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 месяца назад +2

      Yes. Pitamah's thought was that as he was good all the people in his family were good. Even Yudhishtir think like him until dice game which he realised it later as false😢😢

    • @Anmol_Singhaniya
      @Anmol_Singhaniya 3 месяца назад +3

      ​@@harikrishnank1312That's why God had to come to earth❤

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 месяца назад

      ​@@Anmol_Singhaniya Yes bro😊

  • @Himesh-ht1lh
    @Himesh-ht1lh 3 месяца назад +5

    bheesm: allow me to' introduce my beast mode🦁🦁

  • @pragatirajput8040
    @pragatirajput8040 3 месяца назад +33

    Abhi aap dekhte jao ki Arjun ji jab apne asli roop me yuddh karenge to ek hi din me Kauravon ki 7 akshauhinis sena ka naash kar denge jitna Pandavas k paas total tha

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 месяца назад +7

      Yes. Day 14❤️❤️

    • @pragatirajput8040
      @pragatirajput8040 3 месяца назад +7

      ​@@harikrishnank1312 yes...Us din Arjun ji k saamne jo bhi aata sabka ek hi haal hota... Us din ki tarah hi agar Arjun ji baaki din bhi yuddh karte to yuddh 4-5 din me khatam ho jata

    • @Charliegagrai4958
      @Charliegagrai4958 3 месяца назад +1

      Unke bete ke marne ke baad

    • @pragatirajput8040
      @pragatirajput8040 3 месяца назад +3

      @@Charliegagrai4958 kyuki tabhi Arjun ji ka moh tootega ki saamne khade sabhi dushman hai na ki koi relative

    • @Charliegagrai4958
      @Charliegagrai4958 3 месяца назад

      @@pragatirajput8040 hmmm 👍👍👍👍👍👍👍

  • @sammy-iv5rb
    @sammy-iv5rb 3 месяца назад +9

    Even tho he was on wrong side ,
    We should not disrespect Bheeshma ji

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 месяца назад +3

      Yes. His thought was that as he was good all the people in his family were good. Even Yudhishtir think like him until dice game which he realised it later as false😢😢

  • @gautammm09
    @gautammm09 3 месяца назад +11

    In real....Arjun defeated bhisma 3 times....in this serial they didn't show Arjun most powerful....but If you research little bit you get to know that ARJUN WAS THE GREATEST AND MOST POWERFUL AMAONG ALL THE WARRIORS.....he never lost a single war that's why he is called as Dhananjay.
    ❤ your reaction 😊

    • @valleyvlogsss
      @valleyvlogsss 3 месяца назад

      oh man it's so annoying to see pandavas getting defeated ..I can't imagine Bhim despite all boons could be defeated by Duryodhan but they showed that as well.

    • @gautammm09
      @gautammm09 3 месяца назад +2

      @@valleyvlogsss Yes bro....Also there is a serial named suryaputra karn...please watch it once...they've used freedom of creativity rule more than anyone 🤣

    • @valleyvlogsss
      @valleyvlogsss 3 месяца назад

      @@gautammm09 I just cannot watch that one. The acting and glorification of karna is cringeworthy in that one!

    • @pragatirajput8040
      @pragatirajput8040 3 месяца назад

      ​@@valleyvlogsss exactly pta nahi log use dekh bhi kaise lete hai maine uske kuchh scenes dekhe hai aur wo bahut hi cringe hai

    • @valleyvlogsss
      @valleyvlogsss 3 месяца назад

      @@pragatirajput8040 I was surprised how some people praise that one on yourube comments. Worst thing I noticed was that they tried to create some love angle between draupadi and karna 🤮🤮🤮

  • @VisVishalbBB
    @VisVishalbBB 3 месяца назад +6

    Tension na lo
    Abhi Krishna bhi gusse me aayenge 😊😊

  • @prabhakarpatel4066
    @prabhakarpatel4066 3 месяца назад +4

    Arjun ke pass bhishm dron karn se jyada divyastra the un teeno ke pass Parashuram ke shashtra the arjun ke pass indra ke sabhi shashtra aur mahdev ka pashutastra bhi tha arjun is more more powerful in 18 days

  • @parulraj2715
    @parulraj2715 3 месяца назад +1

    Is scene se ye lesson hai ki log khud ko bht bda religious person manne wale Apni personal dharm ke naam pe adhr pe adhrm krte rehte hai kuch jan ke kuch anjane mai.
    Har ek chiz se sikh leni hai isliye Mahabharat relevant hai life changing hai

  • @sn5847
    @sn5847 3 месяца назад +3

    Arjun nahi, DhristDyumn Pandavo ka senapati that aur byuh rachta tha .. jaise Kaurav keliye Bheesm aur Dron karte the .. Arjun, Bheem aur baaki sab ladhte the ... Duryodhan aur Duhsasan bhi ladhte hai... sirf baat nahi karte the..

  • @ourcultureourpride7164
    @ourcultureourpride7164 3 месяца назад +1

    No it was impossible to defeat or Injure Bhishma ji.😊
    *Bhishma ji* killed - 10-12 Lacks Soilders IN JUST 4-5 DAYS😑(Actual number can be much more) Singlehandly.Estimated 3.9 million died in 18 days , According to Yudhistir Number is Much more than 1.6 crs.

  • @bareillykibarfii2099
    @bareillykibarfii2099 3 месяца назад +1

    16:04 ye mt sochiye ki kebal pandavs k side se hi rakshas yudhh me ayge .... duryodhan k side b real me rakshas yuddh krne aye the.....

  • @RCH-K
    @RCH-K 3 месяца назад +1

    😅 don't worry, my Murlidhar will show his leela❤🙏🏻🪈🦚😌

  • @Rnjit361
    @Rnjit361 3 месяца назад +1

    Power of' bheesm pitamah 🔥🔥🔥

  • @amitmittal4247
    @amitmittal4247 16 дней назад +1

    Green topi wale ko kch samjh nhi aa rha lgta h mzbori m btha h ek to y rumall nijal nikal k kv sar pochta h kv muh.to kv topi swarta h.ise kch v mtlb nhi n iske palle pad rha

  • @ritikaprasad09
    @ritikaprasad09 3 месяца назад +1

    Itna vhayanak yudh hua tha jo tv serial k madhyam se nhi dekhaya jaa sakta isliye Ap mahabharat yudh explain video dekhe

  • @snam88777
    @snam88777 3 месяца назад +2

    Maine kaha tha aapko har roj surprises milenge

  • @dushyantvarshneydushyant3371
    @dushyantvarshneydushyant3371 3 месяца назад +2

    Jai Bhism Pitamah ❤❤

  • @Rishab1234-l2u
    @Rishab1234-l2u 3 месяца назад +3

    Bhai
    Kalki ke trailer teaser
    Aur aswthama ke intro pe reaction kardo
    Ye kalki ( next krishnji vishnuji avatr ) movie maha bharat se juddi hai
    Aswthama ka role amitbah baccpan kar rahe hai
    600 cr+ budget hai isska 2898 future me set hai
    Bahut baar comment kar chuka ignore mat karna

  • @UniversityofWhatssapp
    @UniversityofWhatssapp 3 месяца назад

    Bhishma is more powerful than everyone but krishna ji will saved pandavs

    • @pragatirajput8040
      @pragatirajput8040 3 месяца назад +1

      Achcha.... Pitamah poorn Shakti me yuddh kar rahe aur udhar Pandavas soch rahe mere pitamah hai wo moh me ghire hai anyatha to Arjun ji ne akele hi Pitamah,Guru Dronacharya, Kripacharya, Ashwatthama aur Karn sahit poori Kuru army ko Virat yuddh me haraya tha... Haan Pitamah k paas ichchha mrityu ka vardaan tha to unka vadh nahi kiya ja sakta tha

    • @pragatirajput8040
      @pragatirajput8040 3 месяца назад +1

      Aur Arjun ji ne Mahabharat k yuddh me bhi Bhishma ko haraya tha

    • @harikrishnank1312
      @harikrishnank1312 3 месяца назад +1

      Oh. That's why Bhishma pitamah called back his army on 2nd day when Arjun spread severe destruction on Kaurava army and failed to save 26 Kauravas from Bheem

  • @mRjple
    @mRjple 3 месяца назад +1

    Abhi' Krishnaji ayenge apni' asli rup me

  • @srp3840
    @srp3840 3 месяца назад

    Next episode ka' wait h🔥🔥🔥

  • @sadanandasinha2532
    @sadanandasinha2532 3 месяца назад

    Jai shree Krishna ❤❤

  • @AmarsinghDeora-d5f
    @AmarsinghDeora-d5f 3 месяца назад

    Jai Shree Krishna

  • @supriyoroy4278
    @supriyoroy4278 3 месяца назад

    Next pat

  • @Ksubhir
    @Ksubhir 3 месяца назад

    10th dino me' bhishm pitamah ne pandavo k koi lakh sena ka' nash kr dye th.. ek wkt to' asa th ki kourav k pass' 9akshayni sena thi aor' pandav k srf 2

  • @pradeepprajapati5584
    @pradeepprajapati5584 3 месяца назад +1

    Is Mahabharat me maza nhi aa raha ,Shri Krishna Ramanand Sagar Bali Mahabharat me Geeta Gyan bahut achha hai or yudh bhi bahut achha hai

  • @bapisingh1233
    @bapisingh1233 3 месяца назад

    Shrimad Ramayan 😍🥰✨
    Please just see 👉best of all Ramayana is 👉Shrimad Ramayan

  • @Hrpijush
    @Hrpijush 3 месяца назад

    Jai' shriKrishna🚩🚩🚩

  • @AmarsinghDeora-d5f
    @AmarsinghDeora-d5f 3 месяца назад

    Bhimji ka Beta Gatotkush Karan ke time aayega

  • @nehasharma2166
    @nehasharma2166 3 месяца назад

    Bishm = 10,000 soilders...

  • @dileepsharma6301
    @dileepsharma6301 3 месяца назад +1

    Jab karan yudh men aayega tab ghatochkar aayega.

  • @BhoomiPandey-et8uh
    @BhoomiPandey-et8uh 3 месяца назад

    Next episode bhi aaj layiye

  • @chetangowda380
    @chetangowda380 3 месяца назад

    Kal ka 3 episode bhot jada important hai so pls kal correct 3 episode lao

  • @PriyanshiandAryanVlogs
    @PriyanshiandAryanVlogs 3 месяца назад

    Bhishma dasme din youdh se bahar honge, unki mrityu nhi hogi aur bheem ka beta abhimanyu ki death k baad aayega

  • @punitsuneri542
    @punitsuneri542 3 месяца назад

    Bhai 11 din tak Bhise ji yudh karte rahe the

  • @bapisingh1233
    @bapisingh1233 3 месяца назад

    Shrimad Ramayan 😍🥰✨
    Please just see 👉best of all Ramayana is 👉Shrimad Ramayan

  • @bapisingh1233
    @bapisingh1233 3 месяца назад

    Shrimad Ramayan 😍🥰✨
    Please just see 👉best of all Ramayana is 👉Shrimad Ramayan

  • @bapisingh1233
    @bapisingh1233 3 месяца назад

    Shrimad Ramayan 😍🥰✨
    Please just see 👉best of all Ramayana is 👉Shrimad Ramayan