Namskar sir mere policy holder ka accident me death ho gya hai ,nominee ko SA mil gya hai .aur AD ke labh ke liye mere pass panchnama aur postmardam ki copy hai.lekin FIR Aur police ka final report nahi hai.FIR nahi hua tha accident uttrakhand me hua tha wha police ke dwara pata chala hai ki FIR nahi hua tha.sir AD ka labh kaise milega.aap mera help karo
Good information Sir ji Mul policy continue kar,policy ke sath liya gya addb rider cancel kar skte hai kya,? Kab kar skte hai ? Prakriya kya hai.? Reply please
Sir disability kitne %hona chahiye holder ko mere bhai 70% hai lekin lic vale use disable nhi man rhe premium maf nhi kiya sir me bhot preshan ho kiya kru please help me..
Matlab 180 day me disbality proof dena hota ha uske bhad nahi de sakthe aur rider jaise 15 saal ki insurance ha tho 13 saal abhi bhaki ha tho rider le sakthe ha
Sir ye rider Nhi lena hoto kr Skte h na ???
Han, kar sakte hain
Bahot accha video ...
Thank you
Sir normal death hone pe kiya milega plz sir bataye
Apke vedio bohot badiya hota h sir jee 😘😘
Thanks sir ji
Mera 2.5 sal ho gya permanent disability hai to kya fayda milega muje?
सर जी किस्त पुरी होने पर ओर स्वास्थ्य ठिक रहने पर टोटल जमा पैसा कितना मिलेगा
Very nice sir
Nice video sir 😊
Bahut accha bataya sir
Namskar sir mere policy holder ka accident me death ho gya hai ,nominee ko SA mil gya hai .aur AD ke labh ke liye mere pass panchnama aur postmardam ki copy hai.lekin FIR Aur police ka final report nahi hai.FIR nahi hua tha accident uttrakhand me hua tha wha police ke dwara pata chala hai ki FIR nahi hua tha.sir AD ka labh kaise milega.aap mera help karo
Bht accha samjhaya aapne...aur bhi jo riders h unki bhi isi tarah koi video bnaiye aap
Channel ke playlist me jakar dekhe..
Sab Rider ke upar video hai
Good information..
Plan 149 me rider kaun sa hai...
Abhi agar ap jeevan aanad lete hai to usme aap Term Rider ke sath critical illness bhi le sakte hain
@@bimaxpert597 sir mera next year matured hone wala hai... Mera 2006 ka policy hai... Tab kaun sa rider policy ke saath by default liya tha
Thanks
सर मेने पॉलिसी के साथ ये राइडर लिया है तो ये कितने टाइम बाद लागू हो जायेगा
मेने पॉलिसी ली और 8 महीने हुवे है तो क्या इसका लाभ मिल सकता है
Immediately lagoo hota hai...agar disability accident se hoti hai toh labh milegaa
Good sir
Ji sir clear hai
Thanks.
very nice explained. Thank you..
NATURAL DEATH में क्या होगा
महाशय, कौन-कौन सी एक्सीडेंट पर ,कौन-कौन सी विकलांगता और न्यूनतम कितने प्रतिशत आने तक राइडर लाभ मिलेगा यह महत्वपूर्ण प्रश्न है जानकारी दें धन्यवाद
80% disability par
Sir agar 2 saal baad policy holder ki disability ho jaye toh ADDB ke hisab se kitne saal tak milega if policy 25 saal ka hoga toh.
Video me detail hai aap fir se dekh len
Aane wale 10 saal tak rider benefit milega
Sir agar policye lene wala person ki na hee koi death na hee koi accident toh phir ushe maturity ke time paise milege kuch? .. please reply
DAB मतलब क्या होता है?
Double accidental benefit
Good information Sir ji
Mul policy continue kar,policy ke sath liya gya addb rider cancel kar skte hai kya,? Kab kar skte hai ? Prakriya kya hai.? Reply please
Agar kisiko ko cancer ho gaya to , ya koi bimari ke karan disable ho gaya to disable rider ka fayda hota hai ya nahi
Disability by accident
Agar 2nd year me disable ho jata hai to 19year tak PPT maf rahega
Sir disability kitne %hona chahiye holder ko mere bhai 70% hai lekin lic vale use disable nhi man rhe premium maf nhi kiya sir me bhot preshan ho kiya kru please help me..
Apne bhai ki disability bataiyega
Matlab 180 day me disbality proof dena hota ha uske bhad nahi de sakthe aur rider jaise 15 saal ki insurance ha tho 13 saal abhi bhaki ha tho rider le sakthe ha
Hello sir,if we not claim accident and disability,at the end we can get maturity amount?
WHAT HAPPENS TO MEDICAL DISABILITY ?
👍👍👍