10th 12th aur Graduation +BTC/Deled merit factor abhi bhi lagta hai ya sirf (BTC+TET) exam dena hai ya fir donon zaroori hain.Please reply as soon as possible.Kya sirf BTC+TET Ka exam pass karke govt teacher ban sakte hain 10th 12th graduation ki merit se ab koyi lena dena nahin hoga.
Sir mai 1 private school Mai teacher hu hmare principle n hi mera form fill krvaya tha but ab vo kh rhe hen ki fees payment Ho gyi hmare ATM se but recive nhi hui atk gyi h mai bhut preshan hu mery fees to gyi hi but mera career Sir............ I am very upset sir please help kro mery
Agar ap nios ke toll-free no. Par contact ni kar pa rahi to right side me corner par jo contact link hai usme regional centers ke no. Hai waha contact karne ki koshish kare kyuki wo log hi iske bare me pata kar sakte hai aur yadi sbi ke payment gateway se fee jama hui hai wo sbi i collect par payment history bhi ek baar check kariye
l am sorry sir. Aap ki yeh baat bilkul bemuniad hai ki Jo yeh or hi naya hi pantera dal deya. Sach me aap se yeh baat puchna chahata hu ki sarkar khi bukhla gei hai. Pehle Deled kro baad me kuch or kro yeh kesa niyay hai.Es se to ham aapne bchchow ko padane ki bjaey kahi kam per krne ke leiy tiyar karege. Very bad night
@@Competitive-exam-1991 up btc keval up Mai hu Manya h kya agar koi other state Mai teaching karni h th up btc ka certificate mana jyega ki nahi ki bus up Mai hi certificate ki value h plss btaiye .. primary teacher k liye Mai puch Raha hu
Aisa hai ki har state ki apni apni requirement hoti hai waise btc ya deled lgbg sabhi states prefer karte hai lekin ye hai ki wo ctet ya unke state ke tet ko lete hai
Dekhiye is samay to fir se b.ed walo ke liye primary khol diya gya hai baad me kya hoga ye ni pata ab ye apko khud decide karna h ki karne se apko fayada h ya nahi
Agar clg mil jata hai to ap d el ed karne ke baad apko 2 paper clear karne honge ek to TET aur dusra jo gov. Ne teacher banne ke liye ek paper aur karwana strt kiya hai .
Sir ek pvt shikshak ka parivar nahi hota kya jab dled bed karne ke baad bhi salary nahi badhni to ku itna pareshani uthaye teacher ladies staff kaise 5 ghante lagatar khade rah sakti hai ku kaha jata hai ki shikshak ko paise ki jaroorat nahi agar paise chahiye to shikshak na bane is vajah se good teachers dusre profession me jate hai videsho me teacher ki salary sabse jyada hai yaha teacher 3000 me apni jindgi ji rahe hai na samman hai na paisa dunia ka act or pareshani agla generation isme nahi aayega koi soche awaj uthaye bole kuch karen for pvt teachers.kya salary badhegi kya 40 valo ko gov job milega is corse ke baad
Iska koi elaj ni hai jaise chal raha hai waise hi chalega lekin bridge course karne ke baad teacher ban ne ke liye jo eligibility hai wo ho jayegi to aplog aane wale vacancy me form daal sakte hai. I wish ki aplog ki salary bhi badh jaye.
up d.el.ed aur nois ka d.el.ed ka same degree hoga kya.jo student up d.el.ed private ya govrrment se kr rhe h .unki degree aur hm logo ki manyta same hogi
sir apko sabse pahle dekha hai ki kya apka paisa account se kat gya hai yadi aisa hua hai to nios ki website par diye hue number par call karke apni preshani ko bataiye
डी एल एड की डिग्री प्राप्त करने के बाद टीचर की सामान्य भर्ती में भाग ले सकता हूँ यदि हाँ तो उम्र सीमा कितनी होनी चाहिए कृपया बताएं ये सूचना कब तक मिलेगी ।
Sir bihar deled ke bare mai bhi batiye plzzzz
10th 12th aur Graduation +BTC/Deled merit factor abhi bhi lagta hai ya sirf (BTC+TET) exam dena hai ya fir donon zaroori hain.Please reply as soon as possible.Kya sirf BTC+TET Ka exam pass karke govt teacher ban sakte hain 10th 12th graduation ki merit se ab koyi lena dena nahin hoga.
Tet aur jo teacher ke liye ek pariksha shuru ki gyi hai un dono me pass hona padega
Sirrr plzz explain which book we prefer for Tet exam....I m doing d.el.ed from diet narwal knp.....
Lucent or one liner approach for gk lucent or nalanda for hindi R S agrawal for math
I am also from knp
BTC or nios deled me kya deference hai plz batayen or nios deled wale student sarkari nokri ke liye apply kr sakte hai.
Kya ye baat sahi hai kya sab hi dled teacher ka resistration cancel kar diya gaya hai kya
Allah sbko kabiyab kre.aur sath m mujhko bv..ammin bolo sb... sbko srkari teacher bna de jldi Allah
Ammin
sar m.p. valo ko v tet krna padega . or mer fast sem hi he to kya me tet ka exam de sakti hu sar please jaldi bataye
M.p me kya seen hai iska mujhe ni pata maine up walo ke liye bataya ki up tet to pass karna padega. Apke yaha kya eligibility hai ye mujhe ni pata
Sir mai 1 private school Mai teacher hu hmare principle n hi mera form fill krvaya tha but ab vo kh rhe hen ki fees payment Ho gyi hmare ATM se but recive nhi hui atk gyi h mai bhut preshan hu mery fees to gyi hi but mera career Sir............ I am very upset sir please help kro mery
Agar ap nios ke toll-free no. Par contact ni kar pa rahi to right side me corner par jo contact link hai usme regional centers ke no. Hai waha contact karne ki koshish kare kyuki wo log hi iske bare me pata kar sakte hai aur yadi sbi ke payment gateway se fee jama hui hai wo sbi i collect par payment history bhi ek baar check kariye
Kya Ye class nhi hat sakti bhut preshani ho rhi hai kyoki school ke bad ghar Ki jimedari bhut kathin ho gya hai
Sir B.ed ke liye b.a me subject combination kya hona chahiye.plesae btaye sir
agar b.ed karna ho to hindi Sanskrit english history geography ye sare subjects me vacancy achi aati hai to inhi me se combination bana lijiye
Thanks sir.
Kya iske lia competition exam ki tayari karni padti hai?
Yadi Hai To Uske course ki books Jarur Bataye please.
Nice
Yeh naukri dene vale khud toh chaye bechte hai or teacher ke liye exam pe exam too hard.
क्या जब तक कोर्स पूरा नहीं होगा तब तक एक ही विद्यालय में कार्यरत रहना जरूरी है
DLED aur tet main kya study karna hoga Sir please help me
Deled to merit base hota hai tet ke liye apko uska syllabus dekhna chaiye
scert se d.el.ed karne wale kisi b state mai job k liye apply kr skte h kya
kya Ye class nhi hat sakti bhut preshani ho rhi hai
D.el.ed entrens exam se hoga ya parentage se...plzz tell me
l am sorry sir. Aap ki yeh baat bilkul bemuniad hai ki Jo yeh or hi naya hi pantera dal deya. Sach me aap se yeh baat puchna chahata hu ki sarkar khi bukhla gei hai. Pehle Deled kro baad me kuch or kro yeh kesa niyay hai.Es se to ham aapne bchchow ko padane ki bjaey kahi kam per krne ke leiy tiyar karege. Very bad night
sir ji mera b.a complete hai but mare d.el.ed form me graduate no dhokhe se summit ho gaya thha kya kare plz help me
Ab koi chance ni hai
Mai b krna chahti hu kya krna pdega or tet b krna pdega kya teacher Bn ne k liye
Haa d.el.ed ke baad Tet pass karna hoga
Kya up deled karke other state Mai prt teacher BN sakte h uske liye kya karna padega other state ka tet nikalna padega kya
Haa unki jaisi educational qualification ki mang ho
@@Competitive-exam-1991 up btc keval up Mai hu Manya h kya agar koi other state Mai teaching karni h th up btc ka certificate mana jyega ki nahi ki bus up Mai hi certificate ki value h plss btaiye .. primary teacher k liye Mai puch Raha hu
Aisa hai ki har state ki apni apni requirement hoti hai waise btc ya deled lgbg sabhi states prefer karte hai lekin ye hai ki wo ctet ya unke state ke tet ko lete hai
@@Competitive-exam-1991 thanks guru
@@aae_villian4815 thanks ki jagha ho sake to videos ko apne fb groups par share kar de.
Sir kya 12th bad D. L. Ed kiya ja skta h
sir mera swayam pe koi notifications nhi aarha hai
Ye btao ki waise siksha mitra jo dpe kr chuka hi but 12 th me 50 percentage ni hi to wo kya karega
Sir mai b.ed aur tet upper level qualified hun an Maine btc counselling n karva li college b mil gaya Kya mujhe admission Lena chaiye ya nhi
Dekhiye is samay to fir se b.ed walo ke liye primary khol diya gya hai baad me kya hoga ye ni pata ab ye apko khud decide karna h ki karne se apko fayada h ya nahi
Sir Mera all acdmic merit 154 hh KY mai d.led karu ya nii 2018 meri rank ayi hh 323576 but mny college lock kr dye hh..gov job k chance hoge ky
Agar clg mil jata hai to ap d el ed karne ke baad apko 2 paper clear karne honge ek to TET aur dusra jo gov. Ne teacher banne ke liye ek paper aur karwana strt kiya hai .
Kya BCA ke bad DELED kar sakte hai plz bataiye
Haa
Hello Sir
Good Evening
D. el. ed. Puchhe jane vale prashan ka pdf mil sakta jo important question ho please
Academic questions ka?
Sir DELED ke bad jo chayan hota hai usme kya mera ho payega 196.50% hai meri rank OBC se hu kya mera chayan ho payega ki nhi
Deled kar lene ke baad apko uptet aur ek jo nyi patrata pariksha deni hogi usi ke hisab se marks ki merit banegi
hindi guru to kya hame chayan me dhyan nhi dena hai TET exam aur written exam me achhe maks lana hoga
Sir d.led compartmental marksheet vala banega
NIOS dwara d.led ek sal karne ke bad tet exam de sakate hai?
sir ji uptet ka syllabus btaiye d.el.ed wale students ke liye. please.....
ilove you
Sir ek pvt shikshak ka parivar nahi hota kya jab dled bed karne ke baad bhi salary nahi badhni to ku itna pareshani uthaye teacher ladies staff kaise 5 ghante lagatar khade rah sakti hai ku kaha jata hai ki shikshak ko paise ki jaroorat nahi agar paise chahiye to shikshak na bane is vajah se good teachers dusre profession me jate hai videsho me teacher ki salary sabse jyada hai yaha teacher 3000 me apni jindgi ji rahe hai na samman hai na paisa dunia ka act or pareshani agla generation isme nahi aayega koi soche awaj uthaye bole kuch karen for pvt teachers.kya salary badhegi kya 40 valo ko gov job milega is corse ke baad
Iska koi elaj ni hai jaise chal raha hai waise hi chalega lekin bridge course karne ke baad teacher ban ne ke liye jo eligibility hai wo ho jayegi to aplog aane wale vacancy me form daal sakte hai. I wish ki aplog ki salary bhi badh jaye.
bed ke bad nios se dled ke form kba deled start ho rhe h
+Ranjit Singh abhi aisi koi news ni hai
Sir jinka post graduation zoology subject se hai unka pgt me kis kis subject ka group banega.......
up d.el.ed aur nois ka d.el.ed ka same degree hoga kya.jo student up d.el.ed private ya govrrment se kr rhe h .unki degree aur hm logo ki manyta same hogi
Aap ye btaiye ki dled ke bad BSA and ABSA kaise bn sakte b
Sir kya BA karne k baad d.el.ed kar sakte hai teacher banne k liye ya kuch or v karna hoga
Kar sakti hai d.eled kariye uske baad tet aur ek paper then ap teacher ban jayengi
Sir written exam me objective qus.hi aayege na?
kya dled karane k baad tet stet ya kisi bhi sarkari teacher banane ka manya hoga?
Haa del.ed karne ke baad ap teacher ke liye apply kar payenge
Sir but deled kar lia to uptet ke lia koi graduation Ka % to nhi jaruri ha
Notification me dekhiye
Nios me DlEd ka payment karne ke bad so nahi kar raha hai . Phir se make the payment batata hai
Plz help.......
sir apko sabse pahle dekha hai ki kya apka paisa account se kat gya hai yadi aisa hua hai to nios ki website par diye hue number par call karke apni preshani ko bataiye
principal verification forum is wrong how to correct
Kya Ye class nhi hat sakti bhut preshani ho rhi hai kyoki school ke bad ghar Ki jimedari bhut kathin ho gya hai 😊
Tet syllabus ki website ka link bata dijiye
Thank you sir very nice
Sir please help me mene 29sep ko d. l. ed k liye apply kiya mery fees payment Ho gai but recive nhi hui vhan mai kya krun please help me
Ap kahi par aadhayapak hai ??
+hindi guru ji
Life me easy to kuch bhi nhi he
हम महराजगंज के सिसवा ब्लॉक के सत्यप्रकाश गिरि, रेनू गिरि, रंगनाथ भारती, शम्भू, पूनम
दूर स्टडी सेंटर को नजदीक किया जाये
+Goswamee Udaybhan giri public school,lohepar aisa koi upyay ni hai ki apke study center ko pass kiya ja sake
sir video dekhkr tension bd gyi inna heard
sir next year SE d l Ed b bnd ho jaygi...to ye degree Vale berojgar hi rhvjayenge
Ni teacher ban ne ke liye eligible rahenge
D. El. Ed krne ke bd kya krna hoga sir plz btaiye?
T.ET pass karna hoga uske baad jab vacancy aayegi to uska paper hoga
SIR, mera study centre lagbhag 80km, dur fir hogaya hai. Kripya najdik me karne ka upay batawen.
Iska koi upayay ni hai
NIOS se jo loge D.el.ed kar raha hai vo vi kya TET desak tha hai kya?
sir tet ke tayari ke lye kon si book padhe
Mera ek problem hai sir, dled registration karne par mera e-mail id no. galti ho gaye..kaya karna hoga sir mujhe e mail correct karne ke liye..
Iske liye apko helpline no par sampark karna chaiye waise dekha jayega to email id par koi mail ni aata deled se related
Sir De led karne ke liye kya age hona chahiye plzz reply??
Abki baar ka Notification padhe usme likha hai
government u p s me niyukt anudesak ka application center pracharya lene se mans kr rhe h.pr kyo?
Aisa keval uptet me hi h ya fir bihar .E bhi lagu hoga
nice video
Keya 12pass kerbe ke bad teacher bnsakte hai
It's right sukhvendra sir
SHIKHA AGNIHOTRI u990099
btani k liyi thanx ek question aur iska exam deled k baad dina hoga ya sathmi
+SUFIYA Bano baad me
sir b.ed walo k liye bhi batae job kis tarah lagegi
Sir other state ki deled NHI chlega
NIOS se deled ki valid hai sir
B.a ke bd kitne saal ka h d.l.e.d kitne saal ka h
Sir B.ed walo ke job ke bare me bhi btaye. Mai bhi B.ed previous year me study kar raha hun regular se
mere channel par b.ed karne walo ke liye kaha kaha hai avsar wali video dekh lijiye
Sir! nios ka number nahi lagata hai koi no ho to plz batten....
Nios par jo d eled ka course hai wo aise teacher s ke liye hai jo kisi schools me padha rahe hosabke liye ni
Agar forms reject ho rhe h to kya fees return milegi hum logo ko ya nhi...???
Sir jo log phle teacher bn gye h Vo aandhi K aam the jinki jholi m aana tha aa gye
Kya deled ke bad private school teacher ko bhi govt teachers ke barabar sallery Millen lagegi
+Iefana Ali deled ke baad apko gov. Teacher ka form bharne ko mil jayega jb bhi vacancies aayengi to ap bhar payenge
Thanks details btane key liya
Very nice
Tet pass krne ke baad fir kaisa exam dena hoga descriptive
Thank you
Sir me MP ka hu obc me uptet de sakta hu ya nahi
sir meri rank b ed bhot zada h to kya mai counsuling kra lu
Jis range me apki rank hogi usi date me counselling hogi online
Sir b.tech wale b.ed kr sakte h kya
sir, d.el.ed ke jariye hum lok tet exame pe bat sakte hay?
Haa
Aap ham sab KO ye jankari de ki SBA or WBA kya jai.
Bridge course ka exam kab hoga
डी एल एड की डिग्री प्राप्त करने के बाद टीचर की सामान्य भर्ती में भाग ले सकता हूँ यदि हाँ तो उम्र सीमा कितनी होनी चाहिए कृपया बताएं ये सूचना कब तक मिलेगी ।
D.el.ed degree nh h bhai Diploma h ye kiu bul rahe ho
Surjit
Akhilesh Singh
nice
Akhilesh Singh स
Jo log teachers banna chahte hai wo Kya kare wo Dled mae admission na le
D.EL.ED--->UPTET--->EXAME--->TEACHER---> SALARY...KA KOI GAURANTEE NHI YE BHI BOLIYE SIR.
Deled ke baad ap agar padhai karne wale ho to pakki hai job
ANJANI KUMAR
sir correction ho sakta hai ya nahi
Mai bihar se hu kya mai hariyana college se d.el.d kar sakta hu kya uska many Bihar me hai
Ye sari chije apke rajya me nikalne wali bharti ke notification me pata chalta hai kripya ap ek baar deled se sambhandit notification dekhe
sabse asaan hai agar support acha ho aur janta ko chutiya banane ke kala aap me hai toh neta ban jao
Thanks.
Sir kya mai B.ed previous year ke bad appearing me up tet ka exam de sakata hun.
yadi app second year me ho to bhar sakte hai
सर डी.एल. एड् का क्लास कब से चलेगा
Next month se expected hai
very nice thanku sir....
Sir plz tell me cut of list 2017 of btc
sir tet ka cours ktni saal ka hoga ismi ktni paisi Lagingi
Tet exam ko qualify karna hota h uska koi course ni hota bus thik thak no. Se pass hona hota h
tet ke liye books bataiye
Sir tet ke bina nhi hosakti hai esliye
Haa
nice
Sir tet ki book aati h kya plz reply
Haa market me available hai
Sir mae commerce se hu to deled mai kr rha hu to subject kaun se honge
Uske syllabus ka video bhi upload kiya tha mai abhi apko link de deta hu
ruclips.net/video/A5f28RdwMQs/видео.html
Tet ka kose kya he
mene BA .or MA. kr di h ab muje kya krna chahiye
B.ed kar sakte hai but ye dhyan dijiyega ki apke graduate me aise subject ho jo lt grade me rahta ho
Ap ne sahi jankari de h keya mujhe ap ka phone number mil sakta h kuch jankari lani h
Whatsapp kar sakte hai call ni 9919338888