@termnousgaming8115 Drona parva 129 karna has lost against satyaki Drona parva 127,131,133,135-Karna has lost against bhima Drona parva 49.22:-Karna lost against abhimanyu Sabko yeh pata hai Tum jaise serial karna andhbhakt ko sirf nahi pata hai
@termnousgaming8115 Jake drona parva shloka 120-140 padho karna has lost against bhim, satyaki Drona parva 49.22 karna has lost against abhimanyu Jake books padho Tumare bullshit serial Gyan mat do yaha pe
@termnousgaming8115 Drona parva 120-140 padho aur drona parva 49.22 padho karna abhimanyu, satyaki, bhima se haara he Jake padho serial mat dekh karna andhbhakt
@@termnousgaming8115 bhim defeated in kuru war when he almost got into the chariot of karna but spared him remembering the vow of arjun although he was defeated by karna a few times. Satyaki defeated karna and spared him when he was riding on the chariot of Shri Krishna when was chariotless. Abhimanyu defeated and injured karna before his death then karna went to drona to make a strategy to kill him, later killed by son of dusasan. Arjun defeated him many times but karna didn't.
हस्तिनापुर सभा में पितामह भीष्म सभी के सामने दुर्योधन को अर्जुन और प्रभु श्री कृष्ण का पूर्व जन्म नर और नारायण की शक्ति और अर्जुन और श्री कृष्ण की शक्ति का भी वर्णन किया🙏🏻 वैशम्पायन ने कहा, 'हे भरतवंशी! जब सभी राजा एकत्र हो गए, तब शान्तनु के पुत्र भीष्म ने दुर्योधन से ये वचन कहे। 'एक बार बृहस्पति और उशनस ब्रह्मा के समक्ष उपस्थित हुए। इंद्र के साथ मरुत, वसु, अश्विन, आदित्य, साध्य, दिव्य सप्तर्षि, गंधर्व विश्वावसु और सुंदर अप्सराओं का समूह भी उपस्थित हुआ। उन्होंने लोकों के प्राचीन पितामह को प्रणाम किया। स्वर्ग के निवासियों ने ब्रह्मांड के स्वामी को घेर लिया। तब प्राचीन देवता, दो ऋषि नर और नारायण चले गए - मानो स्वर्ग के निवासियों के मन और ऊर्जा को खींच रहे हों। बृहस्पति ने ब्रह्मा से पूछा, "हे पितामह! ये दोनों कौन हैं? हमें बताओ। वे आपकी पूजा नहीं करते हैं।" ब्रह्मा ने उत्तर दिया, 'ये दोनों तपस्वी स्वर्ग और पृथ्वी को प्रकाशित करते हैं। वे तेजस्वी, सर्वव्यापक और अत्यन्त बलवान हैं। वे नर और नारायण हैं, जो एक लोक से दूसरे लोक में भ्रमण करते रहते हैं। अपनी तपस्या के फल के कारण उनमें महान् बल और पराक्रम है। अपने कर्मों से ये दोनों लोकों को आनन्द प्रदान करते हैं। असुरों के नाश के लिए देवता और गन्धर्व इनकी पूजा करते हैं।' यह सुनकर शक्र समस्त देवताओं के समूह के साथ बृहस्पति को साथ लेकर उस स्थान पर गए, जहाँ ये दोनों तपस्या कर रहे थे। उस समय देवताओं और असुरों के युद्ध से स्वर्ग के निवासी भयभीत हो गए थे। उन्होंने महापुरुष नर और नारायण से वर माँगने की इच्छा की। हे भरतवंशियों में श्रेष्ठ! उन्होंने शक्र से वर माँगने को कहा। जब शक्र ने उनसे सहायता माँगी, तो उन्होंने शक्र से कहा कि वे उसकी इच्छानुसार कार्य करेंगे। उनकी सहायता से शक्र ने दैत्यों और दानवों पर विजय प्राप्त की। इन्द्र के लिए युद्ध करते समय शत्रुओं को जलाने वाले नर ने अपने सैकड़ों-हजारों शत्रुओं, पौलमा और कालखंजों को मार डाला। 52 युद्ध भूमि में घूमते हुए रथ पर सवार होकर अर्जुन ने बलि को निगलने के लिए तत्पर जम्भ को मारने के लिए बाणों का प्रयोग किया। युद्ध में साठ हजार निवातकवचों को परास्त करने के बाद उन्होंने समुद्र के उस पार स्थित हिरण्यपुर में प्रवेश किया। शत्रु नगरों को जलाने वाले इस नर ने इन्द्र सहित देवताओं को भी परास्त कर दिया। महाबाहु अर्जुन ने अग्निदेव को संतुष्ट किया। 53 इसी प्रकार नारायण ने उस युद्ध में अन्य अनेकों को मार डाला। देखो! ये दो महापराक्रमी योद्धा वासुदेव और अर्जुन, महारथी योद्धा बनकर आये हैं। कहा जाता है कि वे प्राचीन देवता नर और नारायण हैं। वे मनुष्यों की दुनिया में और यहाँ तक कि इन्द्र, देवताओं और असुरों के विरुद्ध भी अजेय हैं। कहते हैं कि नारायण ही कृष्ण हैं और फाल्गुन ही नर हैं। नारायण और नर एक ही हैं, किन्तु वे दो हो गये हैं। उन्होंने अपने कर्मों के कारण सनातन और अविनाशी लोक अर्जित किये हैं। जब युद्ध का समय आता है, तब वे बार-बार यहाँ-वहाँ जन्म लेते हैं। यही कार्य उन्हें करना है। वेदों के ज्ञाता नारद ने वृष्णि-मण्डल से यही कहा था। हे दुर्योधन! हे पुत्र! जब तुम केशव को शंख, चक्र और गदा लिये हुए, भयंकर धनुर्धर अर्जुन को अपने अस्त्र-शस्त्र संभाले हुए और दो सनातन और महामना कृष्णों को एक ही रथ पर सवार देखोगे, तब तुम्हें मेरे वचन याद आयेंगे। अन्यथा कौरवों का यह विनाश क्यों हुआ? हे पुत्र! तुम्हारी बुद्धि धर्म और अर्थ से विमुख हो गयी है। यदि तुम मेरी बात पर ध्यान नहीं दोगे, तो तुम सुनोगे कि बहुत से लोग मारे गये हैं। सभी कौरव तुम्हारी ही वृत्तियों पर ध्यान देते हैं। हे भरतवंशी! तुम केवल तीन लोगों के निर्देशों का पालन करते हो - एक तो सूतपुत्र कर्ण, जिसे राम ने शाप दिया था; दूसरा शकुनि सौबल; और तीसरा तुम्हारा नीच और दुष्ट भाई दुःशासन। उद्योग पर्व(यान-संधि पर्व)- अध्याय ७११(४८)
Message to Viewers: Thank you for watching our Karna vs. Arjuna comparison video! Let’s keep the discussion respectful and constructive. Both Karna and Arjuna have unique strengths worth honoring, and we encourage everyone to share insights thoughtfully. Let’s make this a positive space for learning and growth! 🙏
@@khadanandabhattarai4233 bhaai arjun ko bachane ke chakkar me krishn ji ne arjun ke beto ko hi marwa diye the Iska matlab nahi ki arjun mahan ho jayega 😂😂😂
Main Karn ko bechara nahi samjhta na hi bechare ke bhaw se uska smrthan karta hu Lekin main karn ko sirf isliye mahan manta hu ki Karn Arjun se bahut behtar tha Jese ki... Siksha me... Khudka dhanus ban banane me danvir me... Or khud akele digvijay karne me... Ek baat batao sabkuchh chhod do... Ek baat ko pakdo kya arjun ne apni jindagi me koi van ka khudse banaya ho 🙄🙄jese karn ne banaya tha
Konsi siksha me ?? Konasa dhanush ban banane me ?? Aur digvijay me arjun se panga liya bhi nahi to kahe ki digvijay ?? Digvijay ka matlab bhi pata hai ? Karna koi brahmdev nahi tha iska dhyan rakhna,, jungle se lakdi tod k uska vaan banana mai bhi janta hu 😂😂
Thank you bhai bhai aap khud socho ki jinhone dronacharya ko education di hai unhone hi Karna ko education di hai to bhai jo unhone dronacharya ko sikhaya hoga vo to karna ko bhi sikhaya hoga na aur jo pehle chhut gaya hoga vo karna ko jarur Mila hoga na bhai mai comparision nahi kar raha hu sirf apni baat rakh Raha hu @@Kuruvansh7
@@NeerajSingh-tw5tz ji aapne sahi kaha, par maha parakrami prashuram ji ko shiv ji ne vidya pradan ki hai , usi tarah arjun ko bhi shiv ji ne kuch vidya pradan ki hai. To shochiye shiyshya ka shishya bada ya, arjun …. Aur yaha mai karn ki baat kar raha hu
Bhai mere drupad se ladne ke liye kaurav aur pandav jab gaye the tab karn nai gaya tha q ke dronacharya ne hi bola tha ye sirf mere shishya hi karege gurudakshina muje mere shishyo se chahiye na ke karn se
@@AmarjeetSingh-vx8op hone na hone ki baat hi nahi hoti mere dost , pandu agar vanvas nahi gaye hote to shayad mahabharat karne ki jarurat hi na padti aise na hone ki sochi jaay to bahot si baate hai 😊
@@Kuruvansh7 bhai pandu van vas jata ya na jata fir bhi dhritrastra ka hi raj hona chahiye tha.....?? Lekin dhritrastra ke sath anyay hua tha pandu ko raja bana ke
@ raja andha hota hai to use kisi or pe depend hona padata hai , isliye pandu ko raja bnaya gaya tha , andha raja andher nagari ka udaharan hamne dekha hai mahabharat me
Apne video to bahut accha banaya hai lekin mae apke ek ek tark ka answer de sakta hu lekin mae argument nhi karna chahta bas short bolu to ,Arjun dharm ke sath the isliye wo jite ar karn adharm ke sath the isliye hare . Yoddha mae karn mahan hai lekin dharm mae arjun so i think Arjun is greater than karn
Aap sahi bol rahe he bas thoda sa or sahi karna he Arjun se to jyada dharmik Karn tha bas usne adhrmi ka sath diya tha Karn jitna dan dhrm adi karya kiya he jindagi me arjun to 1% bhi nahi kiya he jindagi bhar
Vai tum vedvayas ji ki mahabharat kaha se padha thora link dena. B. R. Chopra ka mahabharat banaya hai or baki log v jo etna bolta hai ki karna ne dhanus uthya tha, yo sab log to pagal hai. Phele vedvayas mahabharat ka link do ham v padhe
@shikharregmi2668 😂😂😂 bhai sahi pakde ho Aj kal kuchh anpadh murkh arjun bhakto ka naya trend chal raha he KARN bhakto ko Tv serial ka gyan bata ke khud apne app ko Ved vyas ka sisya bata rahe he 😂😂 Jabki inn murkho ko abttak pata nahi ki ved vyass ji ka mahabharat hi nahi he kanhi or hm log jo aaj padh rahe he ohh sara unke sishyo ka he 😂😂😂😂
@@shikharregmi2668 bhaai ye murkh log vesmpayan ji ke mahabaharat ko ved vyas ji ka bolte he Inn chamn xutiyo ke akkal hi inke ghutne me pata chal jata he 😂😂
Toh bhai Arjun kon sa dharmatma tha Yudhishthir ne jab use kaha tha ki tum kisi layak khi ho tum kabhi karn ko parajeet nhi kr skte ho apna gandiv phek do toh Tumhara dharmatma Arjun ne apne jesth Yudhishthir ko marne chale gye the 😂😂 ye bhi batao Arjun ke Anpadh fan??😂😂 Aur bhai me Tujhe geeta press aur bori se hi proof de skta hu ki karn ne Draupati Swayambar me Dhanush bhi utahya tha aur pratyancha bhi chadhaya tha per tab tak Draupati ne use sutputra bolkar inkaar kr diya??😂😂
@@souravthakurvlogs5344 aur koi keh nahi raha k koi dharmatama tha mahaabhaarat ke niyamon aur arjun kee pratigya ke anusaar, yadi koee unase yah kahe ki ve apana gaandeev chhod den, to arjun us vyakti ko dandit karane ke lie baadhy the, chaahe vah vyakti koee bhee ho. isee krodh aur pratigya ke kaaran arjun kshanabhar ke lie yudhishthir ko maarane ka vichaar lekar apanee talavaar uthaane lage. lekin us samay bhagavaan shreekrshn ne hastakshep kiya aur arjun ko shaant karate hue samajhaaya ki unaka yah krodh anuchit hai. shreekrshn ne arjun ko krodh par niyantran rakhana sikhaaya… aur aap ye na bhoole mahabharat bhayiyon me hua tha… to yudhisthir pe gussa hone chhoti baat hai… gussa insano ko bhi aata hai 🙏 har har mahadev 💐
@@Kuruvansh7 accha bhai chalo man liye Arjun is the Supreme shri krishna ke baad whi the Unhone apne bahubal se Bholenath ko santust kiya tha chalo man liye per bhai ek baat batao ?? Jb Dwarika ke Robbers log ne Arjun ko mar bhagaya tha toh Unka Bahubal kaha gya tha??😂😂
@ Ji haan, aap sahi keh rahe hain. Mahabharata ke Mausala Parva me is yudh ka ullekh milta hai, jab Dwarka ke logon ke beech antarvirodh aur unka vinaash ho chuka hota hai. Shri Krishna ke ant ke baad, Arjun Dwarka ke logon ko Hastinapur le jaane ka prayaas karte hain. Magar is yatra ke dauraan, kuch daku aur chor un par hamla kar dete hain. Arjun apne dhanush ko uthakar unka saamna karte hain, lekin wo apni purani shakti aur kushalta se yudh nahi kar pate. Unka Gandeev dhanush aur veeron ki tarah ladne ka jo abhyas tha, wo uss waqt kamzor pad gaya tha. Iske kaaran wo un choron ko hara nahi pate aur kai Yadava striyon aur bachhon ka apaharan ho jata hai.
Aur ye yudh gandhari k shap ko sach thehrata hai , agar arjun jeet gaye hote to ghandhari ka shap vifal ho jata. Ek haar se apko itni khushi mili jaan k accha laga
Toh bhai Yudhishthir ka ek statment du mai?? Bori se?? Wo karn se itna darta tha ki usne 13 saal se chain ki nind na so paya 😂?? Aur wo kehte the ki Mujhe har jagah karn hi dikhayi deta hai mai usse sadev bhayabhit rehta hu 😅?? Agar Arjun karn se jyada Behtar tha toh Yudhishthir q darte the karn se ?? Aur Agar aapne Mahabharat padhi hai toh aapko ye bhi pata hoga ko jb karn ne yudhishthir ko bandi bana ke jiwan daan diya tha aur jb karn ne Bhargavstra chalaya tha toh Arjun waha se bhag gya tha dar se aur usne Yudhishthir ka bahana banaya tha aur Tabhi Yudhishthir ne use kitni galiyaan di thi aapko pata hi hoga😂😂 Aur Yudhishthir ne toh ye tak kheh dala tba ki Fekh do Arjun apna gandiv aur Sanyasi ban jao😅😂 ?? Plus aapko ye bhi pata hoga ki kurukshetra yudh me sabse jyada group attack Karn pe hua tha jisme se bhim,satyaki, abhimanyu, dristdyuman , Yudhishthir nakul, sahdev, shikhandi etc jese maharathi shamil the unhe karn ne kaise kutto ka tarah Mara tha😂?? Ye bhi toh batana tha na😂😂 Uske baad bhim ko Karn ne apne Dhanush me bandh ke kutto ke tarah ghasit ghasit ke mara tha😂😂?? Phir Arjun pe jab Karn ne Apna Sarpmukh ban chalaya tha toh Arjun ko krishn ne bachaya tha😂😂?? 17th day yudh me Karn ne Arjun ko 4 baar Parajeet kiya tha ye bhi batana tha bhai😂😂
@@souravthakurvlogs5344 pehli baat to yaha sirf arjun aur karna ki baat ho rahi thi, yudhisthir dhanurdhar nahi tha.. to karn se darna lazmi hai, waise dekha jaay to arjun se duryodhan ka comparison nahi hota dhanurvidya me… baat rahi bhargawastra ki महाभारते कर्णपर्वणि अध्याय 90, श्लोक 29: “तं क्षिप्तमपि पार्थोऽपि वाजिनेपु निपातयन्। द्रुपदं प्रेषयामास शत्रुमध्ये महायशाः॥” Aap kuch bhi bole jaa rahe ho k arjun bhaag gaye the, ye mat bhuliye unke sarthi shree krisshna the to bhaagne ka sawal hi nahi aata. Aur bhakti me itna andhaa hona sahi nahi hai k sach ko zoot aur zoot ko sach maan lo 🙏 diwali ki shubh kamnaye
@@Kuruvansh7bhaai mere arjun ka sarathi krishn hi the isliye bhargvastra kya ghatotkach ke badh se pahle arjun ko bhaga le jate the karn se Isliye arjun jivit raha warna mere bhai krishn ji ke jagaha or koi sarathi hota to tumhara arjun karn tak chhodo SRUTAYO hi usko mar deta agar krishn bhagvan uske sarathi na hote to
@@Kuruvansh7bhaai har chiz likhi nahi jati kuch padhke khudke akkal se bhi sochna or smjhna padta he Jese ki arjun har ke bhagta tha to usko sher bata diya gaya he or jab karn bhagta tha to usko parajit bata diya gaya he Ynha tak karn ka rath tutna or murchhit hone ko bhi bhagna or parajit hona bata gaya he Lekin jab jab arjun murchhit hua he to sher so raha he bataya gaya he 😂😂 Baki krishn ji uske rath me na hote to rath ka tutna to kanhi mention nahi he warna usko bhi arjun ka vijay bata diya gaya hota 😂😂😂😂
Isiliye tere video pe liks and views itne kam hai jhoot bolege toh yehi hoga arjun vakht hai tu or kuch nahi ... Sach bol ne ka himmat nahi hai tere mai..
@@immortal6943 mai views k liye nahi sach k liye video dalta hu , zoote videos pe to bahot like aur views aati hai mai bhi dal sakta hu ,karna bhgawan tha aur sabse mahan tha uske aage koi nai tha but nahi jo sach hai wahi bolunga 😇 aap banalo karn ko pitaji muze jarurat nahi hai 🙏
अर्जुन नर का अवतार थे उनको कोई भी नही हरा सकता था ❤
@@radheshyamgiriphotographer3653 sach kaha radheshyam ji 🙏
@@Kuruvansh7Dwarika ke Robbers ke baare me kyy kehna hai bhai??😂😂
@@souravthakurvlogs5344Dwarika ke robbers karn se 1000 times strong they 😂😂 sare kaurav, pitamah aur karn milke jisase hare usko hara Diya😂😂😂
To fir tere arjoon ne chhl se kyo mara tha mhan karna ko❤
Fir babrubahan kese mar diya tha 😂😂
Bhagdatt se har kese gaya tha 😂😂😂
Kya yaar kuchhh bhi fenkte ho
Karna has lost against abhimanyu, satyaki, bhima only
It is these tv serial which have glorified karna to the extent as though he is equal to Arjun
la beta ab tu proof krke dikha de karn kab hara in teeno se
@termnousgaming8115 Drona parva 129 karna has lost against satyaki
Drona parva 127,131,133,135-Karna has lost against bhima
Drona parva 49.22:-Karna lost against abhimanyu
Sabko yeh pata hai
Tum jaise serial karna andhbhakt ko sirf nahi pata hai
@termnousgaming8115 Jake drona parva shloka 120-140 padho karna has lost against bhim, satyaki
Drona parva 49.22 karna has lost against abhimanyu
Jake books padho
Tumare bullshit serial Gyan mat do yaha pe
@termnousgaming8115 Drona parva 120-140 padho aur drona parva 49.22 padho karna abhimanyu, satyaki, bhima se haara he
Jake padho serial mat dekh karna andhbhakt
@@termnousgaming8115 bhim defeated in kuru war when he almost got into the chariot of karna but spared him remembering the vow of arjun although he was defeated by karna a few times. Satyaki defeated karna and spared him when he was riding on the chariot of Shri Krishna when was chariotless.
Abhimanyu defeated and injured karna before his death then karna went to drona to make a strategy to kill him, later killed by son of dusasan.
Arjun defeated him many times but karna didn't.
हस्तिनापुर सभा में पितामह भीष्म सभी के सामने दुर्योधन को अर्जुन और प्रभु श्री कृष्ण का पूर्व जन्म नर और नारायण की शक्ति और अर्जुन और श्री कृष्ण की शक्ति का भी वर्णन किया🙏🏻
वैशम्पायन ने कहा, 'हे भरतवंशी! जब सभी राजा एकत्र हो गए, तब शान्तनु के पुत्र भीष्म ने दुर्योधन से ये वचन कहे। 'एक बार बृहस्पति और उशनस ब्रह्मा के समक्ष उपस्थित हुए। इंद्र के साथ मरुत, वसु, अश्विन, आदित्य, साध्य, दिव्य सप्तर्षि, गंधर्व विश्वावसु और सुंदर अप्सराओं का समूह भी उपस्थित हुआ। उन्होंने लोकों के प्राचीन पितामह को प्रणाम किया। स्वर्ग के निवासियों ने ब्रह्मांड के स्वामी को घेर लिया। तब प्राचीन देवता, दो ऋषि नर और नारायण चले गए - मानो स्वर्ग के निवासियों के मन और ऊर्जा को खींच रहे हों। बृहस्पति ने ब्रह्मा से पूछा, "हे पितामह! ये दोनों कौन हैं? हमें बताओ। वे आपकी पूजा नहीं करते हैं।" ब्रह्मा ने उत्तर दिया, 'ये दोनों तपस्वी स्वर्ग और पृथ्वी को प्रकाशित करते हैं। वे तेजस्वी, सर्वव्यापक और अत्यन्त बलवान हैं। वे नर और नारायण हैं, जो एक लोक से दूसरे लोक में भ्रमण करते रहते हैं। अपनी तपस्या के फल के कारण उनमें महान् बल और पराक्रम है। अपने कर्मों से ये दोनों लोकों को आनन्द प्रदान करते हैं। असुरों के नाश के लिए देवता और गन्धर्व इनकी पूजा करते हैं।' यह सुनकर शक्र समस्त देवताओं के समूह के साथ बृहस्पति को साथ लेकर उस स्थान पर गए, जहाँ ये दोनों तपस्या कर रहे थे। उस समय देवताओं और असुरों के युद्ध से स्वर्ग के निवासी भयभीत हो गए थे। उन्होंने महापुरुष नर और नारायण से वर माँगने की इच्छा की। हे भरतवंशियों में श्रेष्ठ! उन्होंने शक्र से वर माँगने को कहा। जब शक्र ने उनसे सहायता माँगी, तो उन्होंने शक्र से कहा कि वे उसकी इच्छानुसार कार्य करेंगे। उनकी सहायता से शक्र ने दैत्यों और दानवों पर विजय प्राप्त की। इन्द्र के लिए युद्ध करते समय शत्रुओं को जलाने वाले नर ने अपने सैकड़ों-हजारों शत्रुओं, पौलमा और कालखंजों को मार डाला। 52 युद्ध भूमि में घूमते हुए रथ पर सवार होकर अर्जुन ने बलि को निगलने के लिए तत्पर जम्भ को मारने के लिए बाणों का प्रयोग किया। युद्ध में साठ हजार निवातकवचों को परास्त करने के बाद उन्होंने समुद्र के उस पार स्थित हिरण्यपुर में प्रवेश किया। शत्रु नगरों को जलाने वाले इस नर ने इन्द्र सहित देवताओं को भी परास्त कर दिया। महाबाहु अर्जुन ने अग्निदेव को संतुष्ट किया। 53 इसी प्रकार नारायण ने उस युद्ध में अन्य अनेकों को मार डाला। देखो! ये दो महापराक्रमी योद्धा वासुदेव और अर्जुन, महारथी योद्धा बनकर आये हैं। कहा जाता है कि वे प्राचीन देवता नर और नारायण हैं। वे मनुष्यों की दुनिया में और यहाँ तक कि इन्द्र, देवताओं और असुरों के विरुद्ध भी अजेय हैं। कहते हैं कि नारायण ही कृष्ण हैं और फाल्गुन ही नर हैं। नारायण और नर एक ही हैं, किन्तु वे दो हो गये हैं। उन्होंने अपने कर्मों के कारण सनातन और अविनाशी लोक अर्जित किये हैं। जब युद्ध का समय आता है, तब वे बार-बार यहाँ-वहाँ जन्म लेते हैं। यही कार्य उन्हें करना है। वेदों के ज्ञाता नारद ने वृष्णि-मण्डल से यही कहा था। हे दुर्योधन! हे पुत्र! जब तुम केशव को शंख, चक्र और गदा लिये हुए, भयंकर धनुर्धर अर्जुन को अपने अस्त्र-शस्त्र संभाले हुए और दो सनातन और महामना कृष्णों को एक ही रथ पर सवार देखोगे, तब तुम्हें मेरे वचन याद आयेंगे। अन्यथा कौरवों का यह विनाश क्यों हुआ? हे पुत्र! तुम्हारी बुद्धि धर्म और अर्थ से विमुख हो गयी है। यदि तुम मेरी बात पर ध्यान नहीं दोगे, तो तुम सुनोगे कि बहुत से लोग मारे गये हैं। सभी कौरव तुम्हारी ही वृत्तियों पर ध्यान देते हैं। हे भरतवंशी! तुम केवल तीन लोगों के निर्देशों का पालन करते हो - एक तो सूतपुत्र कर्ण, जिसे राम ने शाप दिया था; दूसरा शकुनि सौबल; और तीसरा तुम्हारा नीच और दुष्ट भाई दुःशासन।
उद्योग पर्व(यान-संधि पर्व)- अध्याय ७११(४८)
कर्ण महान था, महान है, और महान रहेगा। ❤
Karna bhagodha tha,baghodga he, bhagoda rahega
@@tejasa8429Arjun brihnnala tha, brihnnala hai aur brihnnala rahega
@@anirbanroy1922 Karna corona tha,Karna corona hai aur hamesha corona rahega
@@tejasa8429 arjun chhakka tha chhkka he chhkka hi rahega 😂😂napunshak narataki ke siva or kuchh ukhada nahi tha ohh brihanlla ne 😂😂
@@anirbanroy1922arjun bhagavan nar hai , the aur rahege. Jai bhagavan nar narayan
Arjun❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Hai right hai World best Arjun he hai
Without any special weapons Arjun is greater warrior no doubt.
❤Arjun❤
Arjuna was greater worrier than Karna. Therefore many God support Arjuna
@@mpchaudhari1112aap sahi keh rahe hai bhagwan k support me sab kuch sahi hota hai ❤️
Arjun is better than karna
Message to Viewers:
Thank you for watching our Karna vs. Arjuna comparison video! Let’s keep the discussion respectful and constructive. Both Karna and Arjuna have unique strengths worth honoring, and we encourage everyone to share insights thoughtfully. Let’s make this a positive space for learning and growth! 🙏
Karan best tha
Karna great the
Ji bilkul the
Only in your bullshit serial
Karna ka koi compare nahi he arjun ke sath jiske sath bhagwan khus hotehe uske sath ek dustka compare karna hi galata he vai
@@khadanandabhattarai4233 satya hai 🙏
@@khadanandabhattarai4233 bhaai arjun ko bachane ke chakkar me krishn ji ne arjun ke beto ko hi marwa diye the
Iska matlab nahi ki arjun mahan ho jayega 😂😂😂
Karn
પહેલી બાત કી ઉસ યુદ્ધ મે કર્ણ
શામિલ થાહી નહી? ભાગેગા કહાસે😂
Karan was the great hats off to himb
Main Karn ko bechara nahi samjhta na hi bechare ke bhaw se uska smrthan karta hu
Lekin main karn ko sirf isliye mahan manta hu ki
Karn Arjun se bahut behtar tha
Jese ki... Siksha me... Khudka dhanus ban banane me danvir me... Or khud akele digvijay karne me...
Ek baat batao sabkuchh chhod do... Ek baat ko pakdo kya arjun ne apni jindagi me koi van ka khudse banaya ho 🙄🙄jese karn ne banaya tha
Konsi siksha me ?? Konasa dhanush ban banane me ?? Aur digvijay me arjun se panga liya bhi nahi to kahe ki digvijay ?? Digvijay ka matlab bhi pata hai ? Karna koi brahmdev nahi tha iska dhyan rakhna,, jungle se lakdi tod k uska vaan banana mai bhi janta hu 😂😂
Galat galat baat mat bolo
Pehle dhang se padh liya kar fir bakwas karna
@@NeerajSingh-tw5tz 🙏 apne padh li ?
@@Kuruvansh7 hmm
@@NeerajSingh-tw5tz bahot badiya 👍🙏
Thank you bhai bhai aap khud socho ki jinhone dronacharya ko education di hai unhone hi Karna ko education di hai to bhai jo unhone dronacharya ko sikhaya hoga vo to karna ko bhi sikhaya hoga na aur jo pehle chhut gaya hoga vo karna ko jarur Mila hoga na bhai mai comparision nahi kar raha hu sirf apni baat rakh Raha hu @@Kuruvansh7
@@NeerajSingh-tw5tz ji aapne sahi kaha, par maha parakrami prashuram ji ko shiv ji ne vidya pradan ki hai , usi tarah arjun ko bhi shiv ji ne kuch vidya pradan ki hai. To shochiye shiyshya ka shishya bada ya, arjun …. Aur yaha mai karn ki baat kar raha hu
Arjun 🏹🏹🏹
Karna is west ❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉❤❤❤🎉🎉
@SivamRaj-b3c yes karna was waste
Bhai mere drupad se ladne ke liye kaurav aur pandav jab gaye the tab karn nai gaya tha q ke dronacharya ne hi bola tha ye sirf mere shishya hi karege gurudakshina muje mere shishyo se chahiye na ke karn se
Aisa starplus ki mahabharat me dikhaya gya h
Karna bhi drona ka shishya tha initially
Karn na hota to mahabhart na hota mere bhai
@@AmarjeetSingh-vx8op hone na hone ki baat hi nahi hoti mere dost , pandu agar vanvas nahi gaye hote to shayad mahabharat karne ki jarurat hi na padti aise na hone ki sochi jaay to bahot si baate hai 😊
@@Kuruvansh7 han to pandu banvas na gaya hota to tera arjun hi paida nahi hua hota 😂😂😂😂
@@devrgndas3291 ha pandu vanvas na gaya hota to dhritrashtra raj nahi hota, to arjun ki jarurat hi na hoti ,aur tu ye baat bol bhi na raha hota 😂
@@Kuruvansh7 bhai pandu van vas jata ya na jata fir bhi dhritrastra ka hi raj hona chahiye tha.....?? Lekin dhritrastra ke sath anyay hua tha pandu ko raja bana ke
@ raja andha hota hai to use kisi or pe depend hona padata hai , isliye pandu ko raja bnaya gaya tha , andha raja andher nagari ka udaharan hamne dekha hai mahabharat me
Apne video to bahut accha banaya hai lekin mae apke ek ek tark ka answer de sakta hu lekin mae argument nhi karna chahta bas short bolu to ,Arjun dharm ke sath the isliye wo jite ar karn adharm ke sath the isliye hare . Yoddha mae karn mahan hai lekin dharm mae arjun so i think Arjun is greater than karn
@@YuvrajSingh-ul9pw sach hai,dharma hi sarvopari hai,baki sab nimit matra hai 🙏
Aap sahi bol rahe he bas thoda sa or sahi karna he
Arjun se to jyada dharmik Karn tha bas usne adhrmi ka sath diya tha
Karn jitna dan dhrm adi karya kiya he jindagi me arjun to 1% bhi nahi kiya he jindagi bhar
@ sahi keh rahe hai aap, bass ek galati k karan karn ko bhari kimat chukani padi …
Vai tum vedvayas ji ki mahabharat kaha se padha thora link dena. B. R. Chopra ka mahabharat banaya hai or baki log v jo etna bolta hai ki karna ne dhanus uthya tha, yo sab log to pagal hai. Phele vedvayas mahabharat ka link do ham v padhe
@@shikharregmi2668 aap kaha se padh rahe ho bhai ?
Ya B R chopra hi padha hai aapne ?
@shikharregmi2668 😂😂😂 bhai sahi pakde ho
Aj kal kuchh anpadh murkh arjun bhakto ka naya trend chal raha he KARN bhakto ko Tv serial ka gyan bata ke khud apne app ko Ved vyas ka sisya bata rahe he 😂😂
Jabki inn murkho ko abttak pata nahi ki ved vyass ji ka mahabharat hi nahi he kanhi or hm log jo aaj padh rahe he ohh sara unke sishyo ka he 😂😂😂😂
@@shikharregmi2668 bhaai ye murkh log vesmpayan ji ke mahabaharat ko ved vyas ji ka bolte he
Inn chamn xutiyo ke akkal hi inke ghutne me pata chal jata he 😂😂
Read gita press mahabharat or bori ce or kmg
Kran is best
@@DipunjenaDipunjena he was great! Till his end
Good 👍
@@shashipaswankebhajan9734 dhanyawaad🙏
Arjun ke liye fake virat yudh
Our ajay bataya jata hai
Bheem ne karn ka apmaan kiya wo to bolo bhaiya
Arjun bhakt
@@GautamKumar-nc8pz kehna kya chahte hai aap ??
@@Kuruvansh7 arjun bhi itna bhahtar nahi tha sab maharathi lag bhag samaan hi the karn arjun asvathama
@@GautamKumar-nc8pz ji saman to the hi, par vijayi ek hi ho sakta tha, tab saman asaman isse kya fark padta hai
Jo vijayi wahi behtar
@@Kuruvansh7 to arjun bhahtar kaise huye bhahtar huye shree Krishna kyuki asse asse pal aye ki arjun ka marna nichit tha to krishna ne bachaya
Shayad tune yah nahin Suna hoga ki karn ne Digvijay kiya tha jisme usne drupad Sahit sare rajaon ko haraya tha vah to tune padha nahin hoga
@@Harish3341singh-kb8cq arjun k alawa
Karan hi Hiro he jyata bakwas na kar
@@Ram-b4p4l 🙏
That's is wrong
Kuch books se kuch apne anubhav se bata rahe ho , par tumhara tark sirf majaak udane k layak h
@@GhanshyamTaandy koi tark majak k layak nahi hota, shayd samzne wale me gadbad jarur ho sakti hai
@@Kuruvansh7 bachcho baly tark h babu
@@GhanshyamTaandy aaj kal bacche jada gyani hai budho se,
Hote nhi bas aisa samajhte hain@@Kuruvansh7
@@GhanshyamTaandy samzne se hi sab kuch hota hai
Bhai tu kon sa mahabharat dekh liya😂
@@SanjayMunda-b5z mahabharat dekhni nahi hoti padhani hoti.. 🙏
@Kuruvansh7 wohi kon sa padh liya
@@SanjayMunda-b5z jo aap nahi padhte
Toh bhai Arjun kon sa dharmatma tha Yudhishthir ne jab use kaha tha ki tum kisi layak khi ho tum kabhi karn ko parajeet nhi kr skte ho apna gandiv phek do toh Tumhara dharmatma Arjun ne apne jesth Yudhishthir ko marne chale gye the 😂😂 ye bhi batao
Arjun ke Anpadh fan??😂😂
Aur bhai me Tujhe geeta press aur bori se hi proof de skta hu ki karn ne Draupati Swayambar me Dhanush bhi utahya tha aur pratyancha bhi chadhaya tha per tab tak Draupati ne use sutputra bolkar inkaar kr diya??😂😂
To proof k sath bate kare hawa me baate sahi nahi lagti , karna ki tarah
@@souravthakurvlogs5344 aur koi keh nahi raha k koi dharmatama tha mahaabhaarat ke niyamon aur arjun kee pratigya ke anusaar, yadi koee unase yah kahe ki ve apana gaandeev chhod den, to arjun us vyakti ko dandit karane ke lie baadhy the, chaahe vah vyakti koee bhee ho. isee krodh aur pratigya ke kaaran arjun kshanabhar ke lie yudhishthir ko maarane ka vichaar lekar apanee talavaar uthaane lage. lekin us samay bhagavaan shreekrshn ne hastakshep kiya aur arjun ko shaant karate hue samajhaaya ki unaka yah krodh anuchit hai. shreekrshn ne arjun ko krodh par niyantran rakhana sikhaaya… aur aap ye na bhoole mahabharat bhayiyon me hua tha… to yudhisthir pe gussa hone chhoti baat hai… gussa insano ko bhi aata hai 🙏 har har mahadev 💐
@@Kuruvansh7 accha bhai chalo man liye Arjun is the Supreme shri krishna ke baad whi the Unhone apne bahubal se Bholenath ko santust kiya tha chalo man liye per bhai ek baat batao ?? Jb Dwarika ke Robbers log ne Arjun ko mar bhagaya tha toh Unka Bahubal kaha gya tha??😂😂
@ Ji haan, aap sahi keh rahe hain. Mahabharata ke Mausala Parva me is yudh ka ullekh milta hai, jab Dwarka ke logon ke beech antarvirodh aur unka vinaash ho chuka hota hai. Shri Krishna ke ant ke baad, Arjun Dwarka ke logon ko Hastinapur le jaane ka prayaas karte hain. Magar is yatra ke dauraan, kuch daku aur chor un par hamla kar dete hain.
Arjun apne dhanush ko uthakar unka saamna karte hain, lekin wo apni purani shakti aur kushalta se yudh nahi kar pate. Unka Gandeev dhanush aur veeron ki tarah ladne ka jo abhyas tha, wo uss waqt kamzor pad gaya tha. Iske kaaran wo un choron ko hara nahi pate aur kai Yadava striyon aur bachhon ka apaharan ho jata hai.
Aur ye yudh gandhari k shap ko sach thehrata hai , agar arjun jeet gaye hote to ghandhari ka shap vifal ho jata. Ek haar se apko itni khushi mili jaan k accha laga
Toh bhai Yudhishthir ka ek statment du mai?? Bori se??
Wo karn se itna darta tha ki usne 13 saal se chain ki nind na so paya 😂??
Aur wo kehte the ki Mujhe har jagah karn hi dikhayi deta hai mai usse sadev bhayabhit rehta hu 😅??
Agar Arjun karn se jyada Behtar tha toh Yudhishthir q darte the karn se ?? Aur Agar aapne Mahabharat padhi hai toh aapko ye bhi pata hoga ko jb karn ne yudhishthir ko bandi bana ke jiwan daan diya tha aur jb karn ne Bhargavstra chalaya tha toh Arjun waha se bhag gya tha dar se aur usne Yudhishthir ka bahana banaya tha aur Tabhi Yudhishthir ne use kitni galiyaan di thi aapko pata hi hoga😂😂
Aur Yudhishthir ne toh ye tak kheh dala tba ki Fekh do Arjun apna gandiv aur Sanyasi ban jao😅😂 ??
Plus aapko ye bhi pata hoga ki kurukshetra yudh me sabse jyada group attack Karn pe hua tha jisme se bhim,satyaki, abhimanyu, dristdyuman , Yudhishthir nakul, sahdev, shikhandi etc jese maharathi shamil the unhe karn ne kaise kutto ka tarah Mara tha😂?? Ye bhi toh batana tha na😂😂
Uske baad bhim ko Karn ne apne Dhanush me bandh ke kutto ke tarah ghasit ghasit ke mara tha😂😂??
Phir Arjun pe jab Karn ne Apna Sarpmukh ban chalaya tha toh Arjun ko krishn ne bachaya tha😂😂??
17th day yudh me Karn ne Arjun ko 4 baar Parajeet kiya tha ye bhi batana tha bhai😂😂
@@souravthakurvlogs5344 pehli baat to yaha sirf arjun aur karna ki baat ho rahi thi, yudhisthir dhanurdhar nahi tha.. to karn se darna lazmi hai, waise dekha jaay to arjun se duryodhan ka comparison nahi hota dhanurvidya me… baat rahi bhargawastra ki
महाभारते कर्णपर्वणि अध्याय 90, श्लोक 29:
“तं क्षिप्तमपि पार्थोऽपि वाजिनेपु निपातयन्।
द्रुपदं प्रेषयामास शत्रुमध्ये महायशाः॥”
Aap kuch bhi bole jaa rahe ho k arjun bhaag gaye the, ye mat bhuliye unke sarthi shree krisshna the to bhaagne ka sawal hi nahi aata. Aur bhakti me itna andhaa hona sahi nahi hai k sach ko zoot aur zoot ko sach maan lo 🙏 diwali ki shubh kamnaye
@@souravthakurvlogs5344 aur ye 4 bar kaha likha hua hai ye bhi bata dijiye , ya fir aap apni mahabharat likh rahe hai 😅
@@Kuruvansh7bhaai mere arjun ka sarathi krishn hi the isliye bhargvastra kya ghatotkach ke badh se pahle arjun ko bhaga le jate the karn se
Isliye arjun jivit raha warna mere bhai krishn ji ke jagaha or koi sarathi hota to tumhara arjun karn tak chhodo SRUTAYO hi usko mar deta agar krishn bhagvan uske sarathi na hote to
@@Kuruvansh7bhaai har chiz likhi nahi jati kuch padhke khudke akkal se bhi sochna or smjhna padta he
Jese ki arjun har ke bhagta tha to usko sher bata diya gaya he or jab karn bhagta tha to usko parajit bata diya gaya he
Ynha tak karn ka rath tutna or murchhit hone ko bhi bhagna or parajit hona bata gaya he
Lekin jab jab arjun murchhit hua he to sher so raha he bataya gaya he 😂😂
Baki krishn ji uske rath me na hote to rath ka tutna to kanhi mention nahi he warna usko bhi arjun ka vijay bata diya gaya hota 😂😂😂😂
@@devrgndas3291 arjun hare nahi kabi, sirf dwarika k looteron k alawa 🙏
The karn mahan
Awe lodue kese bathare he
Geeta Press se baatein bata ke Bori ka bata rhe ho 😂😂
Arjun he world best karna fake hai
Isiliye tere video pe liks and views itne kam hai jhoot bolege toh yehi hoga arjun vakht hai tu or kuch nahi ... Sach bol ne ka himmat nahi hai tere mai..
@@immortal6943 mai views k liye nahi sach k liye video dalta hu , zoote videos pe to bahot like aur views aati hai mai bhi dal sakta hu ,karna bhgawan tha aur sabse mahan tha uske aage koi nai tha but nahi jo sach hai wahi bolunga 😇 aap banalo karn ko pitaji muze jarurat nahi hai 🙏
Karn