12 volt battery charger | Battery charger repairing | automatic 12v battery charger

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 11 сен 2024
  • title
    12 volt battery charger | Battery charger repairing | automatic 12v battery charger
    about
    doston khempur repair channel Mein aapka swagat hai aaj main aapko 12 volt battery charger ko repair karne ka Sahi Tarika bataunga mere pass charger repairing ke liye aaya hai aur yah work nahin kar raha hai to is charger mein kya problem hai aur aap isko Kaise repair Karenge yahi sab Maine is video mein detail ke sath aapko bataya hai isliye video ko pura Dekhen video Pasand Aaye To Apne doston ke sath video ko share Jarur Karen aur video ko like karke Hamare channel ko support bhi Karen thank u
    Instagram
    / khempurrepair
    #khempurrepair
    #12voltbatterycharger
    #batterycharger
    #batterychargerrepairing

Комментарии • 30

  • @savanmobilepiano1433
    @savanmobilepiano1433 6 месяцев назад +1

    आप की चेतावनी हमको बहुत अच्छी लगी

  • @subhashprasad7865
    @subhashprasad7865 Год назад +2

    Bahut acchi jankari dete Hain aap

  • @Ravikumar-wx8vs
    @Ravikumar-wx8vs 7 месяцев назад

    Bhai Mera charger sb thik hai but vo chimte ko aps me takkar krane se spark nhi ho rha hai isme. Kya problem hai ap bta sakte ho

  • @rajbhaiji9321
    @rajbhaiji9321 6 месяцев назад

    Bhai ji mere 10ampair battery charger me out put dc carant nahi aa raha hai baaki sb sahi hai tou kaise sahi hoga mujhe bataye

  • @Mubi.khalil
    @Mubi.khalil Месяц назад

    Sir issi Tarah ka automatic charger hamare pass he jis se hum 100 battery charge krte hen jb light Chali jati he to automatic sb Kuch on hojata he magar battery ka current bohot slow nakaltii he aur jb battery se direct koi cheez lagain to thek current hota he iska kya masala hosakta he

  • @HarmanDeep-je2hm
    @HarmanDeep-je2hm 9 месяцев назад +1

    Bhai charger battery se connect krne ke baad ah meter ki sui nhi uth rhi kya karu

  • @navin6701
    @navin6701 4 месяца назад

    Namaskar sir .mere pas charger hai magar vo bettry ko full charg nahi karta hai 15 ghante lagane ke bad bhi 12.65 tk hi multi mutter me riding bata raha hai kya karu sir please 5 amp ka charger hai bettry 65 amp ki hai to kya karu sir ple ses si kuch rasta batao bettry naya hai 3 din huve hai abhi sirf please

  • @samjunmoidam515
    @samjunmoidam515 4 месяца назад

    Online kaha se order karen???

  • @purbagouda390
    @purbagouda390 Год назад

    Sir battery charger kya kete ji iska Nam kya hai

  • @akashkeshrwani6426
    @akashkeshrwani6426 Год назад

    Charging per recharge nahin ho raha hai vah kaise theek Karen

  • @Navinmishraable
    @Navinmishraable Год назад

    Hamare pas 6-36 V charger hai use battery me lagaate hi ampere meter highest show karne lagta hai aur rotary switch ghumane par bhi wahi rahta hai, kya kare please bataye solution

  • @akashkeshrwani6426
    @akashkeshrwani6426 Год назад

    Battery charge nahin ho raha hai use kaise theek Karen

  • @ravikantpathakm7589
    @ravikantpathakm7589 Год назад

    Battery charger se battery ko daily charge kar sakte

    • @khempurrepair
      @khempurrepair  11 месяцев назад

      Han charge kar sakte hain per battery Agar down Ho Jaati Hai tab charge Karen charge battery Ko Agar charge karenge to Fir battery kharab ho jayegi

  • @ilovemyindia8341
    @ilovemyindia8341 7 месяцев назад

    My mera charger 6 ya 7 volt hi de rha

  • @jaishriram7062
    @jaishriram7062 Год назад

    Bhai charger supply nhai de rha ha

  • @bishnoisaab3302
    @bishnoisaab3302 8 месяцев назад

    Bhai sahab sem charger hai aap wala yah dikha Rahe Ho video mein per yah load jyada le raha hai

    • @khempurrepair
      @khempurrepair  8 месяцев назад

      Load matlab Kis Tarah ka load aap detail mein bataen

  • @umeshkumarkumar1268
    @umeshkumarkumar1268 7 месяцев назад

    भाई मेरे चार्जर में बैटरी के तार लगाते स्पार्क होता है क्या करू

  • @sureshsinghchauhan3638
    @sureshsinghchauhan3638 Год назад

    भाई हमको यह समझ नहीं आ रहा नेगेटिव पॉजिटिव कैसे

  • @ahexplore
    @ahexplore Год назад

    Sar mera bhi 12 v 10 amp charger hai par 12v 40ah ki battery se connect krne pr amp meter work nhi kar rha aur chimte ko touch karane par spark to kar rha amp meter ko bhi badal kar maine dekh liya fir bhi work nhi kar rha 3 ghante lagatar charge karne k baad bhi battery load nhi le pa rhi new battery hai.

    • @khempurrepair
      @khempurrepair  Год назад

      Sar ji Jaisa ki aap Bata rahe hain aapki battery bhi new hai aur aapka charger bhi sahi hai To fir aap ek kam Karen Apne charger aur battery ke photo Mujhe bhej de Instagram per main photo Dekhkar hi aapko bataunga ki aapke charger mein problem hai ya battery mein problem hai agar jarurat padegi to aapse baat bhi Karunga call per thank u

    • @HarmanDeep-je2hm
      @HarmanDeep-je2hm 9 месяцев назад

      Sir apna number send krna plz

    • @Mohammadabdulansari
      @Mohammadabdulansari 8 месяцев назад

      Sar g mere charger mai capisitor laga hai aur parel mai ek rasistance laga hua hai kiya bina capistor ke charg ho sakta hai aur rasistance kitne k,omh ka laga hota hai

  • @amleshkumar-gm1gw
    @amleshkumar-gm1gw Год назад

    Metter ulta kyon chalta hai

  • @SangeetaKumari-ly1hl
    @SangeetaKumari-ly1hl Год назад

    Led balabjalrahahe carjingnahiarahi