Sir Ac on karna par fan high or low dono speed main chal raha hai, to fuse or relay sab okk hai., agar fan gadi heat hona par nahi chal raha hai to ect sensor faulty ho sakta hai, Abhi aap batio apko problem kya aa raha hai???
@@SmCarAc Sir thanks for your reply.. Mera ac on pe fan chal raha.. Heat hone par nehi chal raha, maine car ko 15 mnt tak heat kia hu par fan nehi chala over heat lamp v nehi jal raha car heat ho raha road pe ac trip ho raha
Hello sir i20 and Verna car mei problem hai AC on krne par AC fan on hota hai lekin compressor on nhi hota hai AC panel change Kiya tha and ipdm bi change . Kiya .cut bi direct Kiya tha lekin compressor on nhi hota
Meri dizer vdi car he mine abhi 2din pahle thermistor wall Baddi kyai to aabhi car 80km pe continue chalti hai to gadi ka AC band hokar gadi hit hoti hai fan chalu hai Magar itna speed nahin hai
Hmm wo to hoga bcz jab aap ac off karta ho tab engine pai load kaam parta hai to 60 speed main chala sakta ho , but car mai problem to hai apka, aap sabsa phela coolent check karo, 2nd fan high speed chal raha hai ya nahi wo pata karo, aa ata karna kya liya aap ect sensor ko nikal do aur dekho fan high speed chal raha hai ya nahi, aur ect sensor bhi falty ho sakta hai, 3rd water body check karo agar a sab okk hai to radiator clean karo kuiki radiator chok hoga tab bhi aa problem ho sakta hai
Sir Aaj Swift dzire Diesel 2014 ki car Aaj fir se AC condition naya dal ke radiator ko clean Kiya oil oil filter bhi badali Kiya tu bhi 70 ke upar car bhgai to ac me to
Mashallah.
Very super brother.
Aap ache se ek ek wire samjhate hai ☺️👍
Duster ka ac ka digram pr bhi video bna do
Nice
Mashallah
❤❤❤❤❤
Bhai Brezza ka ac ka digram bhi explain kro
Bhaijaan agar apka pass hai to mujha Instagram main send kardo
@@SmCarAcapki Instagram I'd kya hai
Duster 4pin etc and fan wiring video upload please
Nissan sunny ka radiator fan ka wairing diagram load Ki jiye sir
Petrol car ka bhi dekhna hai
Kia carnival 4 wire fan ka grip he agar temperature sensor ke plug ko bahr nikale toh boh direct nhi hota agar short kro toh he nhi chalta
Kia carnival konsa model hai?? Aur 4 wire grip hai ya 3 wire grip hai sahi dekho bhai
@@SmCarAc 4 wire grip he bai 2000 2.9 tdi he
Agar bhai Ect sensor nikal Lena ka baad bhi fan on nahi ho raha hai to
ECM faluty ya fuse relay ya wiring break ho sakta hai
Reply sir i20 12.11 .13 model mei problem hai .
Kya problem h
Sir petrol ka bhi bna do
Bhaijan petrol ka bhi chahiye
Patrol and dijal m saam hota h
Sir jab 3 relay on hoga or negative fan par jayegi to 1, 2 relay ka wir me jo fenkeliye ja rhi he uas me Karan rhega
Hmm bhaijaan rahaga because ish fan mai koi resistance nahi laga huya hai fan ka motor sa high or low hoga
Sar ji jab ham ac on karty h to wo wayer kha jati h or kis colour ki hoti h
konsa gadi ka baat kar raha ho aap???
Sir Ritz diesel me radiator fan bilkul nehi chal raha lekin jab ac on krta hu tab fan chlau hota.. Kaun sa relay aur fuse change karu.. Please help me
Sir Ac on karna par fan high or low dono speed main chal raha hai, to fuse or relay sab okk hai., agar fan gadi heat hona par nahi chal raha hai to ect sensor faulty ho sakta hai, Abhi aap batio apko problem kya aa raha hai???
@@SmCarAc Sir thanks for your reply.. Mera ac on pe fan chal raha.. Heat hone par nehi chal raha, maine car ko 15 mnt tak heat kia hu par fan nehi chala over heat lamp v nehi jal raha car heat ho raha road pe ac trip ho raha
Sir mujha lagta hai apka gadi ka ect sensor kharab ho gaya hai, ek bar macanic ka pass jaka confirm korlo aur change karlo
@@SmCarAc Thank you sir jee.. Main check karta hu aur aap ko inform karunga.. Thanks
Sir first relay say fan slow and second say fast kaisy chalta hay
Fan motor m lagi carbon or rjitanc say
Hello sir i20 and Verna car mei problem hai
AC on krne par AC fan on hota hai lekin compressor on nhi hota hai
AC panel change Kiya tha and ipdm bi change . Kiya .cut bi direct Kiya tha lekin compressor on nhi hota
Compressor magnet wala hai hai ya valve wala hai???? i20 ka konsa model hai
Meri dizer vdi car he mine abhi 2din pahle thermistor wall Baddi kyai to aabhi car 80km pe continue chalti hai to gadi ka AC band hokar gadi hit hoti hai fan chalu hai Magar itna speed nahin hai
Sir I think radiator fan high speed nahi chal raha hai, iska bajasa gadi hit ho raha hai aur ac off ho raha hai
@@SmCarAc sir namaskar
Jab gadi garm Hoti hai to ac band karke gadi 60 speed se chalata hun to automatic temperature kam ho jata hai
Hmm wo to hoga bcz jab aap ac off karta ho tab engine pai load kaam parta hai to 60 speed main chala sakta ho , but car mai problem to hai apka, aap sabsa phela coolent check karo, 2nd fan high speed chal raha hai ya nahi wo pata karo, aa ata karna kya liya aap ect sensor ko nikal do aur dekho fan high speed chal raha hai ya nahi, aur ect sensor bhi falty ho sakta hai, 3rd water body check karo agar a sab okk hai to radiator clean karo kuiki radiator chok hoga tab bhi aa problem ho sakta hai
Sir Aaj Swift dzire Diesel 2014 ki car Aaj fir se AC condition naya dal ke radiator ko clean Kiya oil oil filter bhi badali Kiya tu bhi 70 ke upar car bhgai to ac me to
Temperature ka katta wapis upar gaya tha FIR niche aaya
Knowledge full vidio sir g kya aap wiring ke bare me full wiring ke bare me bata sakte ho
Full wiring matlab??
Kisi bhi car ki full wiring ke bare me
Agar digram chiya to send kr dunga
Diagram hai apka pass???